MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

hansta hua ye pyaara chehra tera dekha jo maine tujhko paagal hua hansta hua ye pyaara chehra tera dekha jo maine tujhko paagal hua le le dil le le are de de dil de de main hoon deewana tera main to hoon deewana tune na jaana haaye tune ye na jaana hansta hua ye pyaara chehra tera dekha jo maine tujhko paagal hua le le dil le le are de de dil de de main hoon deewana tera main to hoon deewana tune na jaana haaye tune ye na jaana hansta hua ye pyaara chehra tera dekha jo maine tujhko paagal hua teri adaa hai pyaari pyaari kar li hai maine tujhse yaari teri adaa hai pyaari pyaari kar li hai maine tujhse yaari dil maine haara sab tujh pe waara dil maine haara sab tujh pe waara jeena marna tere liye hansta hua ye pyaara chehra tera dekha jo maine tujhko paagal hua turuu turuu tu ruru ruru ruru ru aankhen ye teri kaali kaali gaalon pe tere chhayi laali hoo aankhen ye teri kaali kaali gaalon pe tere chhayi laali sunle haseena tu hai nageena sunle haseena tu hai nageena
aarti kije hanumaan lala ki aarti kije hanumaan lala ki dusht dalan raghunaath kala ki jaake bal se girivar kaanpe rog dosh jaake nikat na jhaanpe anjani putra maha baldaayi santan ke prabhu sadaa sahaayi de beera raghunaath pathaaye lanka jaari siya sudhi laaye lanka so kot samudra si khaayi jaat pawan sut paar naa laayi lanka jaari asur sanghaare siya raam ji ke kaaj sanwaare lakhman murchhit pade sakaare aani sajeevan praan ubaare paithi paataal tori jam kaare ahiraavan ki bhuja ukhaare baayen bhuja asur dal maare dahine bhuja santjan taare sur nar muni aarti utaaren jai jai jai hanumaan uchaare kanchan thaar kapoor lau chhaayi aarti karat anjana maai jo hanumaan ki aarti gaave basi baikunth param pad paave
hanumana praaana prabhu raghu raama yinakula somaaaa kodanda rama hanumana praaana prabhu raghu raama yinakula somaaaa kodanda rama dharani ambara dinakara chengira nirnaya roopava thori saagara danigalu sameera dorani ninnaya naamava haari dharani ambara dinakara chengira nirnaya roopava thori saagara danigalu sameera dorani ninnaya naamava haari prathi thalame kanuve neeve raamaaa prathi thalame kanuve neeve raamaaa maha sadhana mukthike ninna naamaa hanumana praaana prabhu raghu raama yinakula somaaaa kodanda rama kanuku leta manava veta vanarakularaa swamy beerana daata neemiruvanta pavanamayye bhoomi kanuku leta manava veta vanarakularaa swamy beerana daata neemiruvanta pavanamayye bhoomi he raaghava pavana megha shama he raaghava pavana megha shama eenokada bhagyamuu nene ramaaaaa hanumana praaana prabhu raghu raama yinakula somaaaa kodanda rama jaya jaya ram janaki ram jaya jaya ram jaya raghu ram jaya jaya ram janaki ram jaya jaya ram jaya raghu ram
hanv baba novro nanv mojem sajro poltodi lognank veta koxecho vozro thodan asro movalli vonttar gitam razacho zet mojo novlacho bhes ga motianchim buzar fittam hanv baba novro nanv mojem sajro poltodi lognank veta koxecho vozro thodan asro movalli vonttar gitam sobit rupachi vokoll mogachi pixe tiche laitat dolle fulunk axetat lojen bavtat tolleantle salka kolle parveanche zoddem amche sobtole matvant lokanche nodrek bhitam hanv baba novro nanv mojem sajro poltodi lognank veta koxecho vozro thodan asro movalli vonttar gitam poltoddchea vaddear suvadi vazta kalzachea kanak ule voklechea paieant bhangracheo gagreo lozen ga thamxe polle poltoddchea vaddear suvadi vazta kalzachea kanak ule voklechea paieant bhangracheo gagreo lozen ga thamxe polle volloi ga tariea atam begin paviea bottantli mudi ditam hanv baba novro nanv mojem sajro hanv baba novro nanv mojem sajro
haoar megh saraye phul jharaye jhiri jhiri ele bohiya haoar megh saraye phul jharaye jhiri jhiri ele bohiya khushi te bhorechhe lagon aj othe mon bhoriya haoar megh saraye phul jharaye jhiri jhiri ele bohiya etodin kothay chhile path bhule tumi ki ele etodin kothay chhile path bhule tumi ki ele premer kobita tumi shonale je gaan gahiya kuhu kuhu kuhu dake koyeliya bhalobaso jao boliya haoar megh saraye phul jharaye tumi ele tai phote phul tumi ele tai bhange bhul tumi ele tai phote phul tumi ele tai bhange bhul mon aaj kichhu manena hriday sagor akul tumi ele priyar beshe bhore dile mon abeshe dokhina batas tumi jurale dahon hiya sure sure bese othe bashuriya shune sab jai bhuliya haoar megh saraye phul jharaye jhiri jhiri ele bohiya khushi te bhorechhe lagon aj othe mon bhoriya haoar
har chehra yahaan chaand har chehra yahaan chaand to har zarra sitaara har chehra yahaan chaand to har zarra sitaara ye waadi ye kashmir hai jannat ka nazaara jannat ka nazaara har chehra yahaan chaand to har zarra sitaara har chehra yahaan chaand to har zarra sitaara ye waadi ye kashmir hai jannat ka nazaara jannat ka nazaara har chehra yahaan chaand hansti hai jo kaliyaan to hanseen phool hain khilte hansti hai jo kaliyaan to hanseen phool hain khilte hain log yahaan jaise utar aaye farishte oooo oooo oooo ooo ooo ooo oooo oooo har dil se nikalti hai yahaan pyaar ki dhaara har dil se nikalti hai yahaan pyaar ki dhaara ye waadi ye kashmir hai jannat ka nazaara jannat ka nazaara har chehra yahaan chaand ye chotiyaan barfon ki hain aazaadi ka parcham ye chotiyaan barfon ki hain aazaadi ka parcham hansti hai gulaami pe ye insaan ki hardam oooo oooo oooo ooo ooo ooo oooo oooo deti hain ye aakash ko baahon ka sahara deti hain ye aakash ko baahon ka sahara ye waadi ye
ee galiyan ka dharam alag hai alag hai reet riwaaj ka samjhe na samjhe to samjh lo humse hum samjha dein aaj har chhori rani hiyan har chhora rajaa har chhori rani hiyan har chhora rajaa magar kabhi baja nahin hiyan band baja magar kabhi baja nahin hiyan band baja har chhori rani hiyan har chhora rajaa magar kabhi baja nahin hiyan band baja magar kabhi baja nahin hiyan band baja aawara galiyan ki pariyan dekh uthe dil jhoom waah waah kya maja aawara galiyan ki pariyan dekh uthe dil jhoom itar pan gajre ki mahek ghunghru mujre ki dhoom chhan chhan chhanan chhanan khan khan khanan khanan chhan chhan chhanan chhanan khanan khanan natkhat chhori ban ke chakori chanchal gori kare dil ki chori kabhi lachak lachak kar kabhi chhamak chhamak kar kabhi jhatak jhatak kar kabhi matak matak kar kabhi latkau latkau kabhi jhatkau jhatkau kabhi thumakau thumakau kabhi matkau matkau lachak lachak chamak chamak jhatak jhatak matak matak har chhori rani hiyan har chhora rajaa har
har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana aap hamaare dil ko churaa kar aankh churaaye jaate hain ye ek tarfa rasme wafa hum phir bhi nibhaaye jaate hain chaahat ka dastoor hai lekin aap ko hi maaloom nahin ooooo jis mehfil mein shamma ho parwaana jaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana bhooli bisri yaadein mere hanste gaate bachpan ki raat biraat chali aati hain neend churaane nainan ki ab keh doongi karte karte kitne saawan beet gaye ooooo jaane kab in aankhon ka sharmana jaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana apni apni sabne keh li lekin hum chup chaap rahe dard paraaya jisko pyaara wo kya apni baat kahe khaamoshi ka ye afsaana
har ek baat pe kehte ho tum ke tu kya hai har ek baat pe kehte ho tum ke tu kya hai tumhin kaho ke ye andaaz e guftgoo kya hai tumhin kaho ke ye andaaz e guftgoo kya hai har ek baat pe kehte ho tum ke tu kya hai ragon mein daudte phirne ke hum nahin qaayal ragon mein daudte phirne ke hum nahin qaayal jab aankh hi se naa tapka to phir lahoo kya hai jab aankh hi se naa tapka phir lahoo kya hai tumhin kaho ke ye andaaz e guftgoo kya hai har ek baat pe kehte ho tum ke tu kya hai jalaa hai jism jahaan dil bhi jal gaya hoga jalaa hai jism jahaan dil bhi jal gaya hoga kuredte ho jo ab raakh justjoo kya hai kuredte ho jo ab raakh justjoo kya hai tumhin kaho ke ye andaaz e guftgoo kya hai har ek baat pe kehte ho tum ke tu kya hai banaa hai shai ka masaahib phire hai itraata banaa hai shai ka masaahib phire hai itraata wagar naa shehar mein gaalib ki aabroo kya hai wagar naa shehar mein gaalib ki aabroo kya hai tumhin kaho ke ye andaaz e guftgoo kya hai har ek baat pe kehte
aa aa aaa aa aa aaa aa har ek jeevan hai ek kahaani par ye sachchai sabne na jaani har ek jeevan hai ek kahaani par ye sachchai sabne na jaani jo paana hai wo khona hai is pal hasna kal rona hai har ek jeevan hai ek kahaani par ye sachchai sabne na jaani ek nirdhan ki ek bitiya thi unki chhoti si duniya thi din beet chale beeta bachpan us gudiya pe aaya yovan yovan ki masti ne usko raah bhula di pag fisal gaya wo cheekh padi unchchai se khaayi mein giri murjha gayi wo phoolon ki raani par ye sachchai sabne na jaani ek shahzada aa pahuncha wahan tab jaa ke bachi ladki ki jaan usse baahon mein le pyaar diya singaar diyaa ghar dwaar diya sapnon kiii bagiyaa mein pyaara phool khila tha phir pal bhar mein badli chhayi barkha bijuri aandhi laayi pal pal duwaayi maange deewani par ye sachchai sabne na jaani jag ke maalik meri hai khata mere apne kyun paayen saza mere raam se main kahun kaise bata jootha hoon ber main shabri ka mujhko tuuu ab koi aisi raah dikha de meri
la la la la la la la la la la la aah ha aah ha ha ha ha ha la la la la la la la la la la la la la la la aah ha aah har ek muskurahat muskan nahin hoti nafrat ho ya mohabbat aasan nahin hoti aansu khushi ke ghum ke hote hain ek jaise aansu khushi ke ghum ke hote hain ek jaise inn aansuon ki koi pehchan nahin hoti haan har ek muskurahat muskan nahin hoti nafrat ho ya mohabbat aasan nahin hoti har baat hai wahin par matlab badal gaye hain dil dagmaga gaya tha par hum sambhal gaye hain aise bhi aate hain din jeete hain log lekin aise bhi aate hain din jeete hain log lekin hota hai aur sab kuchh par jaan nahin hoti haan har ek muskurahat muskan nahin hoti nafrat ho ya mohabbat aasan nahin hoti la la la la la la la la la la aah ha aah ha ha ha ha ha ha la la la la la la la la la la la la la la la aah ha aah hote hain iss jahan mein chehre bhi ek jaise ghunghat bhi ek jaise sehre bhi ek jaise sab janti hain nazrein pehchanti hain nazrein sab janti hain nazrein pehchanti
har haseen cheez ka main talabgaar hoon har haseen cheez ka main talabgaar hoon ras ka phoolon ka geeton ka bimaar hoon ras ka phoolon ka geeton ka bimaar hoon har haseen cheez ka main talabgaar hoon saara gaanv mujhe rasiya kahe saara gaanv mujhe rasiya kahe jo bhi dekhe mann basiya kahe haaye re jo bhi dekhe mann basiya kahe sabki nazron ka ek main hi deedar hoon ras ka phoolon ka geeton ka bimaar hoon har haseen cheez ka main talabgaar hoon koi kahe bhnnwra mujh koi deewana bhed mere mann ka magar kisi ne na jaana koi kahe bhnnwra mujh koi deewana bhed mere mann ka magar kisi ne na jaana rona maine kabhi sikha nahin rona maine kabhi sikha nahin chakha jeevan phal phika nahin haaye re haaye chakha jeevan phal phika nahin main to har mol de ne ko tayyar hoon ras ka phoolon phoolon ka geeton geeton ka bimaar hoon har haseen cheez ka main talabgaar hoon ras ka phoolon ka geeton ka bimaar hoon ras ka phoolon ka geeton ka bimaar hoon har haseen cheez ka main talabgaar
har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe zindagi ho wahaan tu jahaan bhi rahe har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe zindagi ho wahaan tu jahaan bhi rahe har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe ye andhere mujhe hoooooooo ye andhere mujhe isliye hai pasand inn mein saaya bhi apna dikhaayi naa de inn mein saaya bhi apna dikhaayi naa de roshni ho wahaan roshni ho wahaan roshni ho wahaan tu jahaan bhi rahe zindagi ho wahaan tu jahaan bhi rahe har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe chaand dhundhala sahi hoooooooo chaand dhundhala sahi ghum nahin hai mujhe teri raaton pe raaton kaa saaya na ho teri raaton pe raaton kaa saaya na ho chaandni ho wahaan chaandni ho wahaan chaandni ho wahaan tu jahaan bhi rahe zindagi ho wahaan tu jahaan bhi rahe har khushi ho wahaan tu jahaan bhi rahe
la la lala lala la la la lala lala la la lala lala la la la lala lala har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein khushnaseeb hai wo jinko hai mili ye bahaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein honthon se honth mile na bhale chaahe mile na baahen baahon se honthon se honth mile na bhale chaahe mile na baahen baahon se do dil zinda reh sakte hain chaahat ki bhari nighaahon se chaahat ki bhari nighaahon se har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein zulfon ke narm andhere hain jismon ke garm ujaale hain zulfon ke narm andhere hain jismon ke garm ujaale hain jeete ji humko pyaar mila hum dono kismat waale hai hum dono kismat waale hain har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein har kisi ko nahin milta yahaan pyaar zindagi mein pyaar zindagi mein khushnaseeb hai wo
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan jo seene se laga le ho aisa ik jahaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan chaand sitaaron ka mela hai ye dil phir bhi akela hai chaand sitaaron ka mela hai ye dil phir bhi akela hai mehfil mein hai shehnaayi phir bhi dil mein hai tanhaayi hai saanson mein jaise kayi toofan har koi har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan jo seene se laga le ho aisa ik jahaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan milta nahin kya yahaan mere dil phir kyun na milegi tujhe manzil chalte jaana yun hi raahon mein bhar hi lega koi baahon mein humesha rahega naa dil viraan har koi har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi dhundhata hai ik mutthi aasmaan jo seene se laga le ho aisa ik jahaan har koi chaahta hai ik mutthi aasmaan har koi
yahaan har shaks har pal haadsaa hone se darta hai yahaan har shaks har pal haadsaa hone se darta hai khilona hai jo mitti ka fanaah hone se darta hai yahaan har shaks har pal haadsaa hone se darta hai khilona hai jo mitti ka fanaah hone se darta hai yahaan har shaks har pal haadsaa hone se darta hai mere dil ke kisi kone mein ik masoom sa bachchaa mere dil ke kisi kone mein ik masoom sa bachchaa mere dil ke kisi kone mein ik masoom sa bachchaa badon ki dekh kar duniyaa bada hone se darta hai badon ki dekh kar duniyaa bada hone se darta hai khilona hai jo mitti ka fanaah hone se darta hai yahaan har shaks har pal haadsaa hone se darta hai na bas mein zindagi iss ke na kaboo maut par iss ka na bas mein zindagi iss ke na kaboo maut par iss ka na bas mein zindagi iss ke na kaboo maut par iss ka magar insaan phir bhi kab khuda hone se darta hai magar insaan phir bhi kab khuda hone se darta hai khilona hai jo mitti ka fanaah hone se darta hai yahaan har shaks har pal
har taraf ab yehi afsaane hain har taraf ab yehi afsaane hain hum teri aankho ke diwaane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain har taraf ab yehi afsaane hain itni sachchaai hai in aankho mein khote sikke bhi khare ho jaayein tu kabhi pyaar se dekhe jo udhar sukhe jangal bhi hare ho jaayein baag ban jaayein baag ban jaayein jo viraane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain ek halka sa ishaara inka kabhi dil aur kabhi jaan lootega kis tarha pyaas bujhegi uski kis tarha uska nasha tootega jiski qismat mein jiski qismat mein ye paimaane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain neechi nazron mein hain kitna jaadu ho gaye pal mein kayi khwaab jawaan kabhi uthhne kabhi jhukne ki adaa le chali jaane kidhar jaane kahaan raaste pyaar ke raaste pyaar ke anjaane hain hum teri aankho ke diwaane hain hum teri aankho ke diwaane hain har taraf ab yehi afsaane hain har taraf ab yehi afsaane hain
har taraf har jagah beshumaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi phir bhi tanhaaiyon kaa shikaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi subah se shaam tak bojh dhota hua subah se shaam tak bojh dhota hua apni hi laash kaa khud majaar aadmi apni hi laash kaa khud majaar aadmi phir bhi tanhaaiyon kaa shikaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi har taraf bhaagte daudte raaste har taraf bhaagte daudte raaste har taraf aadmi ka shikaar aadmi har taraf aadmi ka shikaar aadmi phir bhi tanhaaiyon kaa shikaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi roz jeeta hua roz marta hua roz jeeta hua roz marta hua har naye din naya intezaar aadmi har naye din naya intezaar aadmi phir bhi tanhaaiyon kaa shikaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi zindagi ka muqaddar safar dar safar zindagi ka muqaddar safar dar safar aakhiri saans tak beqaraar aadmi aakhiri saans tak beqaraar aadmi phir bhi tanhaaiyon kaa shikaar aadmi har taraf har jagah beshumaar aadmi har
har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa ye hawa mehki mehki hai ye saba tere jaisi hai ye fiza sun kya kehti hai tu mere dil mein rehti hai har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa duniya to pagal hai duniya se kaun dare tu chaand si gori hai to kyun na pyaar kare apna fikar kise duniya ka dar kise sapnon ki rani zara sun sun sun sun sun duniya to pagal hai duniya se kaun dare tu chaand si gori hai to kyun na pyaar kare apna fikar kise duniya ka dar kise sapnon ki rani zara sun sun sun sun sun har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa ye hawa mehki mehki hai ye saba tere jaisi hai ye fiza sun kya kehti hai tu mere dil mein rehti hai har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa har taraf tera jalwa tujhe ishq sikha denge tera chain chura
dhaani chunari pehan dhaani chunari pehan saj ke ban ke dulhan jaaungi unke ghar jinse laagi lagan aayenge jab sajan aayenge jab sajan jeetne mera mann kuchh na bolungi mein mukh na kholungi mein bajj uthengi hare kanch ki chudiyan ye kahengi hare kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan chhute mata pita chhute mata pita chhuta wo balapan kheli main jiske sang ude solah sawan de ke tan aur mann de ke tan aur mann main manaun sajan tere baahon mein hoo mera jeevan maran ye kahengi hare kanch ki chudiyan haan dalengi hare kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan do salone vachan do salone vachan tumko meri qasam ye qasam pyaar ki ye rasam pyaar ki ab nibhana sajan ab nibhana sajan mat bhulana sajan jao pardes tum jaldi aana sajan waada lengi hare kanch ki chudiyan phir kahengi hare kanch ki chudiyan bajj uthengi hare kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan kanch ki chudiyan
    Songs Title Film/Album Song Number
Hansta Hua Ye Pyaara Chehra Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar (2001) 18172
Hanumaan Ji Ki Aarti Pt Hariprasad Chaurasia 15517
Hanumana Praana Shri Ramanjaneya Yuddha (1963) 15454
Hanv Baba Novro Ulhas Buyao 36032
Haoa Megh Saraye Kishore Kumar 16497
Har Chehra Yahaan Chaand Aabroo (1968) 20505
Har Chhori Rani Hiyan Mahaan (1983) 32111
Har Dil Jo Pyaar Karega Sangam (1964) 14133
Har Ek Baat Pe Kehte Ho Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 18327
Har Ek Jeevan Bezubaan (1982) 36007
Har Ek Muskurahat Ankhon Mein Tum Ho (1997) 32674
Har Haseen Cheez Ka Saudagar (1973) 14164
Har Khushi Ho Wahaan Upkar (1967) 14386
Har Kisi Ko Nahin Milta Janbaaz (1986) 17946
Har Koi Chaahta Hai Ek Mutthi Aasmaan (1973) 11964
Har Pal Hadsa Pankaj Udhas 18015
Har Taraf Ab Yehi Hindustan Ki Kasam (1973) 13340
Har Taraf Har Jagah Beshumaar Aadmi Lata Mangeshkar & Jagjit Singh 15007
Har Taraf Tera Jalwa Daler Mehndi 18119
Hare Kanch Ki Chudiyan Hare Kanch Ki Chooriyan (1967) 12065