MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

pine apple papaiya papaiya papaiya le banana co co nut coconut maine kaha tha aana sunday ko sunday ko monday ko chale aaye kyun milna jo chaahe dil tumse ji tumse ji tumse to bolo kya karun maine kaha tha aana sunday ko sunday ko monday ko chale aaye kyun milna jo chaahe dil tumse ji tumse ji tumse to bolo kya karun roz roz aana bhi achha nahin itana sataana bhi achha nahin isiliye kehta hoon jaan e jigar dil kaa jalaana bhi achha nahin hoo roz roz aana bhi achha nahin itana sataana bhi achha nahin are isiliye kehta hoon jaan e jigar dil kaa jalaana bhi achha nahin aye pyaar kiya to dekho jalke ji jalke ji jalke ji darte ho kyun milne ke jhuthe vaade humse ji humse ji humse ji karte ho kyun maine kaha tha aana sunday ko sunday ko monday ko chale aaye kyun milna jo chaahe dil tumse ji tumse ji tumse to bolo kya karun baar baar deti ho taana mujhe samjho naa itna deewana mujhe isiliye kehti hoon jaan e jigar tumne abhi tak naa jaana mujhe are baar baar deti ho taana
maine kahaa phoolon se maine kahaa phoolon se hanson to wo khil khila ke hans diye aur ye kahaa jeevan hai bhai mere bhai hansne ke liye hooo maine kahaa phoolon se hanson to wo khil khila ke hans diye aur ye kahaa jeevan hai bhai mere bhai hansne ke liye hansne ke liye sooraj hansaa to bikhar bikhar gayi kirne sooraj hansaa to bikhar bikhar gayi kirne sooraj hansa re kiran kiran chun kar dharti ye sajj ke sunhari ban gayi re maine kahaa hooo maine kahaa sapnon se sajjon to wo muskuraa ke sajj gaye aur ye kahaa jeevan hai bhai mere bhai sajjne ke liye sajjne ke liye ye shaam to yun hanse jaise hanse dulhan ye shaam to yun hanse jaise hanse dulhan ye shaam to neele neele saanwale ambar mein rang jo gulaabi lage bharne maine kahaa hooo maine kahaa rangon se chhalko to wo jag ye saara rang gaye aur ye kahaa jeevan hai bhai mere bhai rangne ke liye rangne ke liye mausam milaa wo kahin ek din mujhko mausam milaa wo kahin ek din mujhko mausam milaa re maine kaha ruko
maine kuchh khoya hai maine kuchh paaya hai tere pyaar mein maine kuchh khoya hai maine kuchh paaya hai tere pyaar mein maine kuchh khoya hai maine kuchh paaya hai tere pyaar mein mere kuchh waade hain mere kuchh armaan hain mere kuchh sapne hain haan maine kuchh khoya hai maine kuchh paaya hai tere pyaar mein khafa hone ka ye koi daur nahin tere siwa mera koi aur nahin khafa hone ka ye koi daur nahin tere siwa mera koi aur nahin duniyaa ki aankhon se bachenge hum kahaan aur kareeb aur kareeb aa jaane jahaan main tere peechhe hoon koi mere peechhe hai dushman itne hain haan maine kuchh khoya hai maine kuchh paaya hai tere pyaar mein teri bholi adaa pe bechain hoon main abhi tujhe pata nahin kaun hoon main teri bholi adaa pe bechain hoon main abhi tujhe pata nahin kaun hoon main mann mera paapi hai bacha mujhe sanam hanso nahin jo main kahun sach hai teri kasam are kya jaane tu nahin pehchaane tu mujhe ghum kitne hain haan maine kuchh khoya hai maine kuchh paaya hai
maine maine payal hai chankai ab to aaja tu harjaai maine payal hai chankai ab to aaja tu harjaai meri saanson mein tu hai basaa o sajna aaja na ab tarsaa o sajna aaja na ab tarsaa maine payal hai chankai ab to aaja tu harjaai meri saanson mein tu hai basaa o sajna aaja na ab tarsaa o sajna aaja na ab tarsaa chale jab ye purvaai baje dil mein shehnai tuhi mere sapnon ka o sajna aa aa aa aa chale jab ye purvaai baje dil mein shehnai tuhi mere sapnon ka o sajna aa aa aa aa maine maine chunari hai lahrai ab to aaja tu harjaai meri saanson mein tu hai basaa o sajna aaja na ab tarsaa o sajna aaja na ab tarsaa main din bhar soch mein doobun main raat mein jaagu na soun tuhi dil mein rehta hai o sajna aa aa aa aa main din bhar soch mein doobun main raat mein jaagu na soun tuhi dil mein rehta hai o sajna aa aa aa aa maine maine chudi hai khankai ab to aaja tu harjaai meri saanson mein tu hai basaa o sajna aaja na ab tarsaa o sajna aaja na ab tarsaa
maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon main zaleel hoon main zaleel hoon tumko kya kahun are tumko kya kahun tumko kya kahun maine pee sharab tum piyo to thik hum piye to paap tu jiyo to punn hum jeeye to paap tum piyo to thik hum piye to paap tu jiyo to punn hum jeeye to paap tum shareef log tum ameer log hum tabaah haal hum fakeer log zindagi bhi rog maut bhi ajaab maine pee sharab maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon maine pee sharab tum kaho to sach hum kahen to jhooth tum ko sab muaaf zulm ho ke loot tum kaho to sach hum kahen to jhooth tum ko sab muaaf zulm ho ke loot tumne kitne dil chaak kar diye kitne baste ghar khaak kar diye maine to kiya khud ko hi kharaab maine pee sharab maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon maine pee sharab reet aur riwaaz sab tumhare saath dharm aur samaaj sab tumhare saath
maine poochha chaand se ke dekha hai kahin mere yaar sa hansi chaand ne kahaa chandani ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se ke dekha hai kahin mere yaar sa hansi chaand ne kahaa chandani ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se maine ye hizaab tera dhoondha har jagah shabaab tera dhoodha kaliyon se misaal teri poochhi phoolon mein jawaab tera dhoondha maine poochha baagh se falak ho yaa zamin aisa phool hai kahin baagh ne kahaa har kali ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se hooo chaal hai ke mauj ki rawaani zulf hai ke raat ki kahaani honth hai ke aaine kanwal ke aankh hai ke mahkadon ki raani maine poochha jaam se falak ho yaa zamin aisi mai bhi hai kahin jaam ne kahaa maikashi ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se khoobsurti jo toone paayi loot gayi khuda ki bas khudaayi meer ki gazal kahoon tujhe main ya kahoon khayaam ki rubaai main jo poonchoo shaayaron se aisa dilnashin koi sher hai kahin shaayar kahe shaayari
hmmm hmmmmmm hmm hmmm hmmm hmmm ooooo oooooo oooooo ooooo aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa ooooo oooooo oooooo ooooo ooooo oooo ooooo oooooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo ooooo oooooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo dil de ke dard e muhabbat liya hai soch samjh ke ye sauda kiya hai maine o maine ke maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai hooooooo dil de ke dard e muhabbat liya hai soch samjh ke ye sauda kiya hai maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai hooooooo hooo hooo hooo hooo aaaa haaa aaaa haaa hooo hooo hooo hooo aaaaaaaaaaaa hmmmm hmmm hmmm hmmm pehle pehal jab use maine dekha wo ban gayi meri kismat ki rekha khabar kya thi ye baat itni badegi muhabbat mein mehnat bhi karni padegi dilwale mehnat se darte nahin hain darte hai wo pyaar karte nahin hain maine o maine ke maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai hooooooo
ya habibi ya habibi ya habibi ya habibi maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat tum bhi kuchh achchhaa saa rakh do apne deewaane kaa naam tum bhi kuchh achchhaa saa rakh do apne deewaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat kis qadar koobsoorat hai tere deedaar ki duniyaa meri nazron ki jannat hai zulf o rukhsaar ki duniyaa kis qadar koobsoorat hai tere deedaar ki duniyaa tumhein pehchaanaa hai khudaa ko samjhaa hai khudaa ko jaanaa hai maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat dil pe tum haath jo rakh do meri taskeen ho jaaye jaaneman zindagi meri kuchh to rangeen ho jaaye dil pe tum haath jo rakh do meri taskeen ho jaaye nazar mil jaane do qayaamat aati hai qayaamat aane do maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat ishq par kya guzarti hai husn ye raaz kya jaane mere dil ke tadapne ka koi andaaz kya jaane ishq par
maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li jiya mera chaahe main bhi khelun o sajanwaa holi aiseeee raadha ne kanhaiyaa se prem ki holi kheli jaiseeee prem ke main rang phenkun prem ke main rang phenkun bin tumhaare kuchh naa dekhun maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li jaldi se aa meri baanwari ankhiyaan teri pyaasiiiii charnon mein tere piya swarg basa le teri daasiiii tum bata do mere kya ho tum bata do mere kya ho main to jaanun devta ho maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li
ummm maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein ajnabi si ho magar gair nahin lagti ho beham se bhi jo ho naazuk wo yakin lagti ho haai ye phool sa chera ye ghaneri zulfein mere sheron se tum mujh ko haseen lagti ho maine shayad tumhein dekh kar tumko kisi raat ki yaad aati hai ek khamosh mulakaat ki yaad aati hai jehan mein husn ki thandak ka asar jaagta hai aanch deti huyi barsaat ki yaad aati hai maine shayad tumhein jis ki palkein meri aankhon pe jhuki rehti hai tum wohi meri khayaalon ki pari hote nahin kahin pehle ki tarha phir to na kho jaaogi jo hamesha ke liye ho wo khushi ho ke nahin maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein
maine tere liye hi saat rang ke sapne chune sapne sureele sapne maine tere liye hi saat rang ke sapne chune sapne sureele sapne kuchh hanste kuchh ghum ke teri aankhon ke saaye churaye raseeli yaadon ne o maine tere liye hi saat rang ke sapne chune sapne sureele sapne chhoti baaten chhoti chhoti baaton ki hain yaaden badi bhoole nahin beeti huyi ek chhoti ghadi chhoti baaten chhoti chhoti baaton ki hain yaaden badi bhoole nahin beeti huyi ek chhoti ghadi janam janam se aankhen bichhaayin tere liye in raahon ne o maine tere liye hi saat rang ke sapne chune sapne sureele sapne bhole bhale bhole bhale dil ko behlaate rahe tanhaai mein tere khayalon ko sajaate rahe bhole bhale bhole bhale dil ko behlaate rahe tanhaai mein tere khayalon ko sajaate rahe kabhi kabhi to aawaaz de kar mujh ko jagaaya khwabon ne o maine tere liye hi saat rang ke sapne chune sapne sureele sapne
hoooo ooooo maine tujhe kabhi kuchh kaha tha jo bhi kaha wo kiya are maine tujhe kabhi kuchh kaha tha jo bhi kaha wo kiya sadaa ke ye rishte nibhaane hai sadaa maine tujhe kabhi kuchh kaha tha jo bhi kaha wo kiya sadaa ke ye rishte nibhaane hai sadaaa maine tujhe haan kabhi kuchh kaha tha jo bhi kaha wo kiyaaa dulha banuga main baajaa bajegaa dulhan banegi tu mandap sajjegaa dulha banuga main aaaaa haaaaa baajaa bajegaa hmmm hmmm dulhan banegi tu mandap sajjegaa phir tu meri maang yun bharega hooo jo bhi kaha wo kiyaa sadaa ke ye rishte nibhaane hai sadaaa maine tujhe kabhi kuchh kaha tha jo bhi kaha wo kiyaaa phoolon ki sejj pe do dil milenge mehkegi zindagiiiii sapne khilenge phoolon ki sejj pe ooooo hoooo do dil milenge mehkegi zindagiiiii sapne khilenge har daur mein apna pyaar hansega jo bhi kaha wo kiya sadaa ke ye rishte nibhaane hai sadaaa maine tujhe kabhi kuchh kaha tha jo bhi kaha wo kiya apna to mail hai sadiyon puraana judaa kar sakega naa humko
maine tujhe maanga tujhe paaya hai tune mujhe maanga mujhe paaya hai maine tujhe maanga tujhe paaya hai tune mujhe maanga mujhe paaya hai aage humen jo bhi mile yaa na mile gila nahin maine tujhe maanga tujhe paaya hai tune mujhe maanga mujhe paaya hai chhaanw ghani hi nahin dhoop kareebi hoti hai raah mein ghum ho ki khushiyaan ho sabhi ko humein lena hai baahon mein ho dukhi hoke jeene waale kya ye tujhe pata nahin maine tujhe maanga tujhe paaya hai tune mujhe maanga mujhe paaya hai ho aage humen jo bhi mile yaa na mile gila nahin maine tujhe maanga tujhe paaya hai tune mujhe maanga mujhe paaya hai zid hai tumhen to lo lab pe na sikwa kabhi bhi laayenge hans ke sehnge jo dard ya ghum bhi jahaan se paayenge tujh ko jo burra lage aisa kabhi kiya nahin maine tujhe maanga tujhe paaya hai tune mujhe maanga mujhe paaya hai aage humen aage humen jo bhi mile jo bhi mile ya na mile ya na mile gila nahin maine tujhe maanga tujhe paaya hai tune mujhe maanga mujhe paaya hai
maine tumse kuchh nahin maanga maine tumse kuchh nahin maanga aaj de do aaj de do sau baras se jage inn nainon ko neend ka vardaan de do de do maine tumse kuchh nahin maanga gherti khushbuen phir wahi aahten baarhaa chauknaa phir wahi karvaten wohi baahon ke gheron mein bandhana wohi nazron ke saaye mein tapnaa kab talak dor khinchegi mujhko kab talak dor khinchegi mujhko chhod do mera abhimaan de do de do maine tumse kuchh nahin maanga inn andheron se jujhunga kaise kiss tarah roshni kitni main jheloon yaadon ki bheed takraa rahi yun haath baandhe huye choor ho loon jhatpataate hriday ko daya kar jhatpataate hriday ko daya kar saans lene ka adhikaar de do de do maine tumse kuchh nahin maanga aaj de do aaj de do sau baras se jage inn nainon ko neend ka vardaan de do de do maine tumse kuchh nahin maanga
mainu tera shabaab lai baitha rang gora gulaab lai baitha vel jad vi mili ae farzaan ton vel jad vi mili ae farzaan ton tere mukh di kitaab lai baitha mainu tera shabaab lai baitha mainu jad vi tusi ho yaad aaye mainu jad vi tusi ho yaad aaye din dehaade sharaab lai baitha mainu tera shabaab lai baitha kinni beeti te kinni baaki ae kinni beeti te kinni baaki ae mainu ae o hisaab lai baitha mainu tera shabaab lai baitha shiv nu ik ghum te hi bharosa si shiv nu ik ghum te hi bharosa si ghum to kora jaawab lai baitha mainu tera shabaab lai baitha rang gora gulaab lai baitha
mainu tera shabaab le baitha mainu tera shabaab le baitha mainu tera shabaab le baitha rang gora gulab lai baitha rang gora gulab lai baitha mainu tera shabaab le baitha kinni peetti te kinni baaki ae kinni peetti te kinni baaki ae kinni peetti te kinni baaki ae kinni peetti te kinni baaki ae mainu eho hisaab lai baitha mainu eho hisaab lai baitha rang gora gulab lai baitha kinni peetti te kinni baaki ae kinni peetti te kinni baaki ae kinni peetti te kinni baaki ae kinni peetti te kinni baaki ae mainu eho hisaab lai baitha mainu eho hisaab lai baitha mainu jad vi mainu jad vi tussi ho yaad aaye mainu jad vi tussi ho yaad aaye mainu jad vi tussi ho yaad aaye mainu jad vi tussi ho yaad aaye mainu jad vi tussi ho yaad aaye din dihaade sharab lai baitha din dihaade sharab lai baitha din dihaade sharab lai baitha mainu jad vi tussi ho yaad aaye mainu jad vi tussi ho yaad aaye din dihaade sharab lai baitha changa hunda sawaal na karda changa hunda changa hunda changa
maitri bhavnu pavitr zharnu muj haiya ma vahiyakare subh thavo aa sakal vishvanu aaevi bhavana nitya rahe gun thi bharela gunijan dekhi haiyu maru nrutya kare ae santona charan kamal ma muj jivan nu ardhya rahe din krur ne dharma vihona dekhi dil ma dard rahe karuna bhini aankho mathi ashroo no shubh shrot vahe marg bhulela jeevan pathik ne marg chindhva ubho rahu kare upeksha e maragni toi samta chit dharu chitrabhan ni dharm bhavna haiye sav manav lave vair zaher na paap tyajine mangal geeto e gave
maiyya yashoda ye tera kanhiyaa maiyya yashoda ye tera kanhiyaa panghat pe meri pakde hai baiyaan tang mujhe karta hai sang mere ladtaa haaye raam ji ki kripaa se main bachi raam ji ki kripaa se main bachi raam ji ki kripaa se maiyya yashoda ye tera kanhiyaa panghat pe meri pakde hai baiyaan tang mujhe karta hai sang mere ladtaa haaye raam ji ki kripaa se main bachi raam ji ki kripaa se main bachi ho raam ji ki kripaa se gokul ki galiyon mein jamuna kinaare wo mohe kankariyaa chhup chhup ke maare natkhat adaayen soorat hai bholi holi mein meri bhigoye wo choli baiyaan naa chhode kaliyaan marode baiyaan naa chhode kaliyaan marode paiyaan padun phir bhi peechha naa chhode meethi meethi baaton mein mujhko phansaaye haaye raam ji ki kripaa se main bachi raam ji ki kripaa se main bachi ho raam ji ki kripaa se jab jab bajaaye mohan muraliyaa chhan chhan chhanakti hai meri paayaliyaa nainon se jab wo kare chhed khaani dil thaame reh jaaye prem deewani sudh budh gawaayi
natkhat natkhat jamuna ke tatt par kuchh to churaaye haaye maiyya dil churaaye neend churaaye chain churaaye haaye maiyya kaise main jaaun ghar apne sab laaj sharam main chhodi re kaise kahun kiss natkhat ne kiya maakhan chori re maiyya yashoda mori gagri se jamuna ke pool par maakhan haan koi re maakhan chura le gaya ho maiyya yashoda kaise jaaun ghar jamuna ke pool par maakhan haan koi re maakhan chura le gaya mori baanh mode par dil ko jode mori gagri phuti main bhojh se chhuti mori thaame kalaayi uss kinaare le gaya hooo maiyya yashoda sach kehta hoon main jamuna ke phool par maakhan ki gagri se maakhan bachaane gaya maiyya yashoda mori gagri se jamuna ke pool par maakhan haan koi re maakhan chura le gaya ho suna tha ik din maine jamuna tatt par chalte chalte kisi gopi ko baith akele rote raina dhalte maine socha ke meri maiyya se main kya bolunga kaahe na roka uss roti goriyaa ke dil jalte haan maakhan to churaaya par ussko bhi sikhaya ke tu bhi to thoda sa
majam raate nitarti nabhni chandni ange ang dharni bhinjai majam raate majam raate nitarti nabhni chandni ange ang dharni bhinjai majam raate suno re marag ne dhimo dhimo vairo aena jobaniya ghela ghela thai aabhla zabuke aeni sang re sundar ho geet pamiyu more lal aabhla zabuke aeni sang re sundar ho geet pamiyu more lal heyyyyyy aene joei aakh kalangi thai majam raate majam raate nitarti nabhni chandni ange ang dharni bhinjai majam raate kede bandhi thi aene ek machadi aema bheat bharel anmol ek dagul ek nazar aei ni aeno ek kurbani no kol ek dagul ek nazar aei ni aeno ek kurbani no kol heyyyyy zule ur phagano phool doi phool doi majam raate nenmathi nath na rang nitare re aeno jheelan haro re doi hase koi badbhge valerdo pretam jene haide phore prafur heyyyyyy sapna ni kunj kero mayur majam raate majam raate nitarti nabhni chandni ange ang dharni bhinjai majam raate
    Songs Title Film/Album Song Number
Maine Kaha Tha Ustadon Ke Ustad (1963) 32345
Maine Kahaa Phoolon Se Mili (1975) 20880
Maine Kuchh Khoya Hai Mere Sajana (1975) 16277
Maine Payal Hai Chankai Falguni Pathak 17889
Maine Pee Sharab Naya Raasta (1970) 13859
Maine Poochha Chaand Se Abdullah (1980) 18053
Maine Pyaar Kiya Maine Pyar Kiya (1989) 15160
Maine Rakkhaa Hai Shabnam (1964) 14204
Maine Rang Li Aaj Dulhan Ek Raat Ki (1966) 13195
Maine Shayad Tumhein Barsaat Ki Raat (1960) 12848
Maine Tere Liye Anand (1970) 20883
Maine Tujhe Kabhi Yeh Vaada Raha (1982) 18076
Maine Tujhe Maanga Deewaar (1975) 18153
Maine Tumse Kuchh Nahin Maanga Katha (1983) 16160
Mainu Tera Shabaab Asa Singh Mastana 25075
Mainu Tera Shabaab Jagjit Singh 32185
Maitri Bhavanun Pravitra Garaju Sheela Sethia, Kishore Manraja & Manisha Savla 14685
Maiyya Yashoda Hum Saath Saath Hain (1999) 11883
Maiyya Yashoda (Jamuna Mix) Jhootha Hi Sahi (2010) 20885
Majam Rate Lata Mangeshkar 14663