MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

tere sau deewane jhuthe parwaane hooo tere sau deewane jhuthe parwaane hooo ik tera sachcha aashique hoon main maane yaa tu naa maane re tere sau deewane jhuthe parwaane hooo ik tera sachcha aashique hoon main maane yaa tu naa maane re tere sau deewane jhuthe parwaane chhod jaayenge dil tod jaayenge ye baqadar yaar mushkil mein chhod jaayenge dil tod jaayenge ye baqadar yaar mushkil mein inn pe naa kar yakin kho naa jaaye kahin raste hain anjaaneeee maane yaa tu naa maane re tere sau deewane jhuthe parwaane aaj hain yahaan kal aur kahin haan inki kuchh aisi hi aadat hai aaj hain yahaan kal aur kahin haan inki kuchh aisi hi aadat hai dil masal denge ye pee ke chal denge ye aankhon ke paimaane maane yaa tu naa maane re tere sau deewane jhuthe parwaane hooo ik tera sachcha aashique hoon main maane yaa tu naa maane re tere sau deewane jhuthe parwaane
hm hm hm hm hm hm hm hm hm aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tere sur aur mere geet tere sur aur mere geet dono mil kar banegi preet tere sur aur mere geet dhadkan mein tu hai samaya huaaaa khayalon mein tu hi tu chhaya huaaaa aa aa aa aa aa dhadkan mein tu hai samaya hua khayalon mein tu hi tu chhaya hua duniya ke mele mein lakhon mile magar tu hi tu dil ko bhaaya hua main teri jogan tu mera meet dono mil kar banegi preet tere sur aur mere geet mujhko agar bhool jaaoge tum aa aa aa aa aa aa aa aa mujhse agar door jaaoge tum aa aa aa aa aa mujhko agar bhool jaaoge tum mujhse agar door jaaoge tum meri mohabbat mein taaseer hai aa aa aa aa aa aa aa aa aa meri mohabbat mein taaseer hai to khich ke mere paas aaoge tum dekho hamari hogi jeet dono mil kar banegi preet tere sur aur mere geet
teri aankh ka jo ishaara naa hota teri aankh ka jo ishaara naa hota to bismil kabhi dil humara naa hota teri aankh ka jo ishaara naa hota to bismil kabhi dil humara naa hota teri aankh ka agar phool teri hansi naa churaate to bechaare baagon ke dil toot jaate agar phool teri hansi naa churaate to bechaare baagon ke dil toot jaate chaman ki ye mehfil naa aabaad hoti chaman ki ye mehfil naa aabaad hoti bahaaron ka aisa nazaara naa hota teri aankh ka jo ishaara naa hota to bismil kabhi dil humara naa hota teri aankh ka naa hote agar gesuon ke ye saaye kahaan jaate hum chot dil ki dabaaye naa hote agar gesuon ke ye saaye kahaan jaate hum chot dil ki dabaaye muhabbat kaa raahi bhataktaa hi rehtaa muhabbat kaa raahi bhataktaa hi rehtaa teri zulf kaa jo sahaara naa hota teri aankh ka jo ishaara naa hota to bismil kabhi dil humara naa hota teri aankh ka tera saath hai to safar hai suhaana teri hi badaulat haseen hai zamaana tera saath hai to safar hai suhaana teri hi
tera ghum khaar hoon lekin main tujh tak aa nahin sakta main apne naam teri bekasi likhwa nahin sakta teri aankh ke aansoo pee jaaun aisi meri taqdeer kahaan teri aankh ke aansoo pee jaaun aisi meri taqdeer kahaan tere ghum mein tujhko bahlaaun aisi meri taqdeer kahaan teri aankh ke aansoo pee jaaun ae kaash jo mil kar rote kuchh dard to halke hote bekaar na jaate aansoo kuchh daag jigar ke dhote phir ranj na hota itna hai tanhaai mein jitna ab jaane ye rasta ghum ka hai aur bhi lamba kitna haalaat ki uljhan suljhaun haalaat ki uljhan suljhaun aisi meri taqdeer kahaan teri aankh ke aansoo pee jaaun kya teri zulf ka lehra hai ab tak wohi sunahra kya ab tak tere dar pe deti hain hawayein pehra lekin hai ye kham khayali teri zulf bani hai sawali mohtaaj hai ek kali ki ek roz thi phoolon waali wo zulf paresha mahkaaun wo zulf paresha mahkaaun aisi meri taqdeer kahaan teri aankh ke aansoo pee jaaun aisi meri taqdeer kahaan teri aankh ke aansoo pee jaaun
teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai ye uthein subah chale ye jhuke shaam dhale mera jeena mera marna inhi palkon ke tale teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai ye hon kahin inka saaya mere dil se jaata nahin inke siva ab to kuchh bhi nazar mujhko aata nahin ye hon kahin inka saaya mere dil se jaata nahin ye uthein subah chale ye jhuke shaam dhale mera jeena mera marna inhi palkon ke tale teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai aaa aaaa thokar jahaan maine khaai inhone pukara mujhe ye humsafar hain to kaafi hai inka sahaara mujhe thokar jahaan maine khaai inhone pukara mujhe ye uthein subah chale ye jhuke shaam dhale mera jeena mera marna inhi palkon ke tale teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai ye uthein subah chale ye jhuke shaam dhale mera jeena mera marna inhi palkon ke tale teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai
teri aankhon ke siva duniyaa mein rakha kya hai teri aankhon ke siva duniyaa mein rakha kya hai ye uthen subah chale ye jhuken shaam dhale mera jeena mera marna inhin palkon ke tale teri aankhon ke siva duniyaa mein rakha kya hai palkon ki galiyon mein chehre bahaaron ke hanste huye hain mere khaabon ke kya kya nagar inmein baste huye hoo oooo palkon ki galiyon mein chehre bahaaron ke hanste huye ye uthen subah chale ye jhuken shaam dhale mera jeena mera marna inhin palkon ke tale teri aankhon ke siva duniyaa mein rakha kya hai inmein mere aane waale zamaane ki tasveer hai chaahat ke kaajal se likhi huyi meri taqdeer hai hooo oooo inmein mere aane waale zamaane ki tasveer hai ye uthen subah chale ye jhuken shaam dhale mera jeena mera marna inhin palkon ke tale teri aankhon ke siva duniyaa mein rakha kya hai ye uthen subah chale ye jhuken shaam dhale mera jeena mera marna inhin palkon ke tale teri aankhon ke siva duniyaa mein rakha kya hai teri aankhon ke siva
teri aankhon ki chaahat mein to main sab kuchh loota doonga teri aankhon ki chaahat mein to main sab kuchh loota doonga mohabbat kaise ki jaati mohabbat kaise ki jaati hai duniyaa ko dikha doonga teri aankhon ki chaahat mein tere naazuk hanseen kadmon ke neeche humsafar mere are o humsafer mere jahaan hoga koi kaanta jahaan hoga koi kaanta wahaan main dil bichhaa doonga teri aankhon ki chaahat mein tamanna hai ke roshan ho teri duniyaa teri mehfil tamanna hai ke roshan ho teri duniyaa teri mehfil teri duniyaa teri mehfil ujaala mil sake tujhko ujaala mil sake tujhko to main ghar bhi jala doonga teri aankhon ki chaahat mein bahaaron cheez kya hai phool kaliyaan kis ko kehte hain ke kaliyaan kis ko kehte hain lahoo mera salaamat main lahoo mera salaamat main tera jeevan saja doonga teri aankhon ki chaahat mein to main sab kuchh loota doonga mohabbat kaise ki jaati mohabbat kaise ki jaati hai duniyaa ko dikha doonga teri aankhon ki chaahat mein bahaaron cheez kya hai
teri aankhon se hi jaage soye hum teri aankhon se hi jaage soye hum teri aankhon se hi jaage soye hum kab tak aakhirrrr kab tak aakhir kab tak aakhir tere ghum ko roye hum teri aankhon se hi jaage soye hum waqt ka marham zakhmon ko bhar deta hai waqt ka marham zakhmon ko bhar deta hai sheeshe ko bhi ye pathar kar deta hai raat mein tujkho paayen din mein khoye hum teri aankhon se hi jaage soye hum har aahat par lagta hai tu aaya hai har aahat par lagta hai tu aaya hai dhoop hai mere peechhe aage saaya hai dhoop hai mere peechhe aage saaya hai khud apni hiiiiii khud apni hi laash ko kab tak dhoye hum teri aankhon se hi jaage soye hum teri aankhon se hi jaage soye hum kab tak aakhirrrr kab tak aakhir kab tak aakhir tere ghum ko roye hum teri aankhon se hi jaage soye hum ayeeeeeee aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaaa ayeeeeeee eeeeee naaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa deeeeeeeee
hmm hmm hmm hmm hmm hmm oo oo oo oo hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm oo oo oo oo oo oo oo ooo teri bholi muskanon ne mujhe babul bana diya teri bholi muskanon ne mujhe babul bana diya mere man mein chhupi huyi mere man mein chhupi huyi mamta ko jaga diya oo oo oo teri bholi muskanon ne mujhe babul bana diya teri bholi muskanon ne mujhe babul bana diya nishchhal si ye aankhen teri kehti hain ek kahani nishchhal si ye aankhen teri kehti hain ek kahani kutiya mein sanjog se aa gayi raajmahal ki rani jane kiske naseeb ne jane kiske naseeb ne mujhe tujhse mila diya oo oo oo teri bholi muskanon ne mujhe babul bana diya teri bholi muskanon ne mujhe babul bana diya nanhi nanhi in baahon mein kitni badi taakat hai nanhi nanhi in baahon mein kitni badi taakat hai is bandhan ko tod ke chal de kis mein ye himmat hai tujhe iska nahin pata tujhe iska nahin pata tune parvat hila diya oo oo oo teri bholi muskanon ne mujhe babul bana diya teri bholi muskanon ne mujhe babul bana
teri chaahat keee deewane huye hum teri chaahat keee deewane huye hum ganwaara har kami humen naa karna pyaar kam ganwaara har kami humen naa karna pyaar kam sanam teri chaahat keee deewane huye hum teri chaahat keee deewane huye hum ganwaara har kami humen naa karna pyaar kam ganwaara har kami humen naa karna pyaar kam sanam teri chaahat keee deewane huye hum teri chaahat keee deewane huye hum milte hi nayan hoti hai sajan dil mein mere roshni chhute hi badan jal uthe mann bijli ki tu hai bani haan milte hi nayan hoti hai sajan dil mein mere roshni chhute hi badan jal uthe mann bijli ki tu hai bani naa dekhenge kisi ko bhi dekh kar tujhko sanam naa dekhenge kisi ko bhi dekh kar tujhko sanam teri chaahat keee deewane huye hum teri chaahat keee deewane huye hum aauron ke tu saath jab kare baat jal jaati hai meri jaan tujh pe bhi to yaar marte hain hazaar tujhko chhupaaun kahaan haan aauron ke tu saath jab kare baat jal jaati hai meri jaan tujh pe bhi to yaar marte
aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa teri chamakti aankhon ke aage ye sitaare kuchh bhi nahin hoooo tu jo bhada de haath zara duniyaa ke sahaare kuchh bhi nahin teri chamakti aankhon ke aage ye sitaare kuchh bhi nahin maan liya dilkash hai bahot ye raat hansin ye chaand jawaan baat jo dekhi hai tujh mein nazaaron mein wo baat kahan saamne mere tu ho agar duniyaa ke nazaare kuchh bhi nahin teri chamakti aankhon ke aage ye sitaare kuchh bhi nahin aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa saath hai mere tu jab tak roshan hai jeevan ki raahen saath hai mere tu jab tak roshan hai jeevan ki raahen kyun ho mujhe manzil ka ghum patwar hai jab teri baahen maajhi hai gar tu naiyya ka toofan ke dhaare kuchh bhi nahin teri chamakti aankhon ke aage ye sitaare kuchh bhi nahin baandh liya bandhan mein tumhen bas mein kar liya bahaaron ko hai ye wo bandhan jo kar de aazaad ghumon ke maaron
teri chhoti si ek bhool ne saaraa gulshan jalaa diyaa kyaa mehekenge phir phool kabhi kyaa phir se bahaarein aayengi teri chhoti si ek bhool ne saaraa gulshan jalaa diyaa jaane kahaan ki reet hai ye koi kare aur koi bhare nyaay nahin anyaay hai ye doshi jiye nirdosh mare sun le tu ae gaafil tujhse kahe teraa dil teri chhoti si ek bhool ne saaraa gulshan jalaa diyaa gulshan jalaa diyaa toone andhere de ke isse chheen li nainon ki muskaan saanjh savere raat aur din isske liye ek samaan sun le tu ae gaafil tujhse kahe teraa dil teri chhoti si ek bhool ne saaraa gulshan jalaa diyaa gulshan jalaa diyaa tere chalan ki aandhi ne dekh le kitne ghar loote bikhar gaye rishte naate jeewan ke saathi chhoote sun le tu ae gaafil tujhse kahe teraa dil teri chhoti si ek bhool ne saaraa gulshan jalaa diyaa kyaa mehekenge phir phool kabhi kyaa phir se bahaarein aayengi teri chhoti si ek bhool ne saaraa gulshan jalaa diyaa gulshan jalaa diyaa teri chhoti si ek bhool ne saaraa gulshan
teri duniya se ho ke majboor chala main bahut door bahut door bahut dooooor chala teri duniya se ho ke majboor chala main bahut door bahut door bahut dooooor chala teri duniya se iss kadar door ke phir laut ke bhi aa na sakoon aisi manzil pe jahaan khud ko bhi main pa na sakoon aur majboori hai kya aur majboori hai kya itna bhi batla na sakoon teri duniya se ho ke majboor chala main bahut door bahut door bahut dooooor chala teri duniya se aankh bhar aayi agar ashkon ko main pi loonga aah nikli jo kabhi hothon ko main see loonga tujh se vaada hai kiya tujh se vaada hai kiya isliye main jee loonga teri duniya se ho ke majboor chala main bahut door bahut door bahut dooooor chala teri duniya se khush rahe tu hai jahaan le ja duaayen meri teri rahon se juda ho gayi raahen meri kuchh nahi saath mere kuchh nahi saath mere bas hai khataayen meri teri duniya se ho ke majboor chala main bahut door bahut door bahut dooooor chala teri duniya se
teri duniya se door chale hoke majboor hamein yaad rakhana teri duniya se door chale hoke majboor hamein yaad rakhana jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa teri duniya se door aayengi bahaarein to tere hi fasaane sunaengi hamein aayengi bahaarein to tere hi fasaane sunaengi hamein hogi tanhaai to aake teri yaadein rulaaengi hamein rulaengi hamein tadpaengi hamein kabhi dekhi thi bahaar kabhi hum se tha pyaar zara yaad rakhana jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa teri duniya se door le jaa janewale duwaein mere dil ki kisi se kya gila le jaa janewale duwaein mere dil ki kisi se kya gila teri hi khata hai na meri hi khata hai jo hona tha hua jo hona tha hua hai kisi se kya gila dekho roye mera pyar kahe dil ki pukar hamein yaad rakhana teri duniya se door chale hoke majboor hamein yaad rakhana jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa
teri duniyaan mein dil lagta nahin waapas bula le main sajde mein gira hoon mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin bahaar aayee thee kismat ne magar ye gul khilaaya bahaar aayee thee kismat ne magar ye gul khilaaya jalaaya aashiyaan sayyaad ne par noch daale mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin bhanwar ka sar na chakaraye na dil lehron ka doobe bhanwar ka sar na chakaraye na dil lehron ka doobe le kashtee aap kar dee maine toofaan ke hawaale mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin waapas bula le main sajde mein gira hoon mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin
hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm aa aa aa haa aa aa haa aa aa aa teri duniyaan mein jeene se to behtar hai ki marr jaanyen wohi aansoo wohi aahein wohi ghum hain jidhar jaanyen teri duniyaan mein jeene se to behtar hai ki marr jaanyen koi to aisa ghar hota jahaan se pyaar mil jaata aa aa aa aa koi to aisa ghar hota jahaan se pyaar mil jaata wohi begaane chehre hain jahaan ponhchhain jidhar jaanyen teri duniyaan mein jeene se to behtar hai ki marr jaanyen ho ho ho o o o haa haa hmm hmm hmm are o aasmaan waale bataa iss mein bura kya hai are o aasmaan waale are o aasmaan waale bataa iss mein bura kya hai khushi ke chaar jhonke gar idhar se bhi gujar jaanyen teri duniyaan mein jeene se to behtar hai ki marr jaanyen
teri galiyon mein na rakhenge qadam aaj ke baad teri galiyon mein na rakhenge qadam aaj ke baad tere milne ko na aayenge sanam aaj ke baad teri galiyon mein tu mera milna tu mera milna samajh lena ik sapna tha tujhko ab mil hi gaya jo tera apna tha tu mera milna samajh lena ik sapna tha tujhko ab mil hi gaya jo tera apna tha humko duniya mein samajhna na sanam aaj ke baad teri galiyon mein na rakhenge qadam aaj ke baad teri galiyon mein ghir ke aayengi ghir ke aayengi ghataen phir se sawan ki tum to baanhon mein rahogi apne sajan ki ghir ke aayengi ghataen phir se sawan ki tum to baanhon mein rahogi apne sajan ki galle hum ghum ko lagaenge sanam aaj ke baad teri galiyon mein na rakhenge qadam aaj ke baad tere milne ko na aayenge sanam aaj ke baad teri galiyon mein
teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar sabhi ka hai tu sabhi tere khuda mere tu baksheesh kar teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar sabhi ka hai tu sabhi tere khuda mere tu baksheesh kar teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar sabhi ka hai tu sabhi tere khuda mere tu bakshees kar teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar sabhi ka hai tu sabhi tere khuda mere tu baksheesh kar ho teri marzi se aye maalik hum iss duniya mein aaye hain tum log chup kyun ho gaye gaao na bachcho gaao ho teri marzi se ae maalik hum iss duniya mein aaye hain teri rehmat se hum sab ne ye jism aur jaan paaye hain tum apni nazar hum par rakhana kis haal mein hai ye khabar rakhana teri hai zameen tera aasmaan tu bada mehrbaan tu baksheesh kar sabhi ka hai tu sabhi tere khuda mere tu baksheesh kar tu chaahe to humein rakhe tu chaahe to
aaaa hmmm teri in adaaon ne humko pagal kar diya teri in adaaon ne humko pagal kar diya naya naya lage hai jahaan jaadu yeh kya kar diya ooo teri in adaaon ne na na na na naa na na na na naa na na na na na naa o ha ha ha ha ha aha ha ha ha ha aha ha ha ha ha han haaa aahaha uhun hun hun apne hi dil se yeh shart thi ke denge usse na kisi ko hmm hmm aawara mujrim bedard jaalim chahne laga par tumhi ko qaatil adaa hai woh tumhaari dil pe lagi woh chot bhaari ke apne haathon se dil naam tumhare kar diya naya naya lage hai jahaan jaadu yeh kya kar diya uhunnn teri in adaaon ne humko pagal kar diya teri in adaaon ne humko pagal kar diya naya naya lage hai jahaan jaadu yeh kya kar diya ooo ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho hoo ho ho ho ho ho na na na na na na na na ne oo hoo hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm toofan mein thi yeh dil ki kashti saahil ka kuchh na pata tha saagar se gehra yeh roop tera saagar mein saahil chhupa tha do baahon ke dilkash
teri jawaani tapta mahina aye naazneena teri jawaani tapta mahina aye naazneena chhoo le nazar to aaye pasina aye naazneena teri jawaani haai ye tera lehraa ke chalna ithlaa ke chalna haai ye tera lehraa ke chalna ithlaa ke chalna reh reh ke dhadke dharti ka seena aye naazneena reh reh ke dhadke dharti ka seena aye naazneena teri jawaani tapta mahina aye naazneena teri jawaani tere badan mein phoolon ki narmi sholon ki garmi tere badan mein phoolon ki narmi sholon ki garmi har ang tera tarsha nageena aye naazneena har ang tera tarsha nageena aye naazneena teri jawaani tapta mahina aye naazneena teri jawaani aankhon mein bijali zulfon mein baadal saanson mein hulchal aankhon mein bijali zulfon mein baadal saanson mein hulchal tujh si nahin koi qaatil haseena aye naazneena tujh si nahin koi qaatil haseena aye naazneena teri jawaani tapta mahina aye naazneena teri jawaani jeene ka koi saaman kar de ehsaan kar de jeene ka koi saaman kar de ehsaan kar de tere baigair ab
    Songs Title Film/Album Song Number
Tere Sau Deewane Shareef Badmaash (1973) 14233
Tere Sur Aur Mere Geet Goonj Uthi Shehnai (1959) 21301
Teri Aankh Ka Jo Nai Roshni (1967) 13819
Teri Aankh Ke Aansoo Jahan Ara (1964) 21302
Teri Aankhon Ke Siva (Female) Chirag (1969) 12995
Teri Aankhon Ke Siva (Male) Chirag (1969) 21303
Teri Aankhon Ki Chaahat Janta Hawaldar (1979) 13422
Teri Aankhon Se Hi Jagjit Singh 18109
Teri Bholi Muskanon Ne Babul (1986) 32639
Teri Chaahat Ke Deewane Huye Hum Mr Aashiq (1996) 14701
Teri Chamakti Aankhon Ke Chhote Babu (1957) 15713
Teri Chhoti Si Ek Bhool Shikshaa (1979) 14248
Teri Duniya Se Pavitra Papi (1970) 21305
Teri Duniya Se Door Zabak (1961) 21306
Teri Duniyaan Mein Dil Bawre Nain (1950) 12864
Teri Duniyaan Mein Jeene House No 44 (1955) 13343
Teri Galiyon Mein Hawas (1974) 21307
Teri Hai Zameen Tera Aasmaan The Burning Train (1980) 21308
Teri In Adaaon Ne Iqraar (By Chance) (2006) 32481
Teri Jawaani Tapta Amaanat (1977) 12640