MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

hoo maalik hoo hoo ho ho ho ho ho ae maalik tere bande hum aise hon humare karam neki par chalein aur badi se talein taki haste hue nikle dum ae maalik tere bande hum ye andhera ghana chhaa raha tera insaan ghabra raha ho raha bekhabar kuch na aata nazar sukh ka suraj chhupa ja raha hai teri roshni mein jo dum tu amavas ko kar de poonam neki par chalein aur badi se talein taki haste hue nikle dum ae maalik tere bande hum jab zulmon ka ho saamna tab tu hi humein thaamna wo burai karein hum bhalai karein nahin badle ki ho kaamna badh uthe pyaar ka har kadam aur mite bair ka ye bharam neki par chalein aur badi se talein taki haste hue nikle dum ae maalik tere bande hum
aye mere bete sun mera kehna chaahe dukh hoye hanste hi rehna aye mere bete sun mera kehna chaahe dukh hoye hanste hi rehna tu mere bete kyun roye ankhiyon ke moti kyun khoye main tera ghoda main haathi mere tere sukh dukh kaa saathi tera main sahaara hoon mera tu sahaara hai jaan se bhi pyaara hai aa jaa aa jaa aye mere bete sun mera kehna chaahe dukh hoye hanste hi rehna rakhna bharosa uss pe sadaa jisne hai sabko janam diya kal tera papa rahe naa rahe ab jo kaha phir kahe naa kahe kahaa naa bhulaana tu wahi rakhwaala hai ussi ko bulaana tu aa jaa aa jaa aye mere bete sun mera kehna chaahe dukh hoye hanste hi rehna socha tha kya aur kya laaya dete huye jee bhar aayaa le ye baisaakhi le le re mere abhaage haathon se issi ke sahaare chal chal mere pyaare chal papa ke dulaare chal aa jaa aa jaa aye mere pappa sun mera kehna chaahe dukh hove hanste hi rehna
aye mere dil e naadan tu ghum se na ghabarana aye mere dil e naadan tu ghum se na ghabarana ik din to samjh legi duniya tera afsaana aye mere dil e naadan tu ghum se na ghabarana armaan bhare dil mein zakhmon ko jagah de de bhadke huye sholon ko kuchh aur hawa de de banti hai to ban jaaye yeh zindagi afsaana aye mere dil e naadan tu ghum se na ghabarana fariyad se kya haasil rone se natija kya bekaar hai yeh baatein in baaton se hoga kya apna bhi ghadi bhar mein ban jaata hai begaana aye mere dil e naadan tu gham se na ghabarana
aye mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhoondh le ab koi ghar naya aye mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhoondh le ab koi ghar naya aye mere dil kahin aur chal chal jahan ghum ke maare na hon jhoothi aasha ke taare na hon chal jahan ghum ke maare na hon jhoothi aasha ke taare na hon jhoothi aasha ke taare na hon inn baharon se kya faayada jis mein dil ki kali jal gayi zakhm phir se hara ho gaya aye mere dil kahin aur chal chaar aansoon koi ro diya pher ke munh koi chal diya chaar aansoon koi ro diya pher ke munh koi chal diya pher ke munh koi chal diya lut raha tha kisi ka jahaan dekhti reh gayi ye zameen chup raha berahem aasmaan aye mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhoondh le ab koi ghar naya aye mere dil kahin aur chal
aye mere maalik mere parwardigaar sun mere toote huye dil ki pukaar aaj main laachaar hoon majboor hoon zinda reh kar zindagi se door hoon aa gayi kashti meriiiiii majhdhaar mein sar jhukaati hoon tere darbaar mein haath utha kar maangti hoon main duaa dekhiye hota hai ab anjaam kya kaun sunta hai meriiiiii fariyaad koooooo kaun aata hai meri imdaad ko kaun aata hai meri imdaad ko
aye mere pyaare watan aye mere bichhde chaman tujh pe dil qurbaan tu hi meri aarzoo tu hi meri aabroo tu hi meri jaan aye mere pyaare watan aye mere bichhde chaman tujh pe dil qurbaan tere daaman se jo aaye unn hawaanon ko salaam tere daaman se jo aaye unn hawaanon ko salaam choom loon main uss jubaan ko jiss pe aaye tera naam sabse pyaari subah teri sabse rangeen teri shaam tujh pe dil qurbaan tu hi meri aarzoo tu hi meri aabroo tu hi meri jaan maa ka dil banke kabhi seene se lag jaata hai tu maa ka dil banke kabhi seene se lag jaata hai tu aur kabhi nanhi si beti ban ke yaad aata hai tu jitna yaad aata hai mujhko utna tadpaata hai tu tujh pe dil qurbaan tu hi meri aarzoo tu hi meri aabroo tu hi meri jaan chhod kar teri zameen ko door aa pahunche hain hum chhod kar teri zameen ko door aa pahunche hain hum phir bhi hai ye hi tamanna tere zarron ki kasam hum jahaan paida huye uss jagah hi nikle dam tujh pe dil qurbaan tu hi meri aarzoo tu hi meri aabroo tu hi meri
aye mere udaas mann chal donon kahin door chalen mere humdam teri manzil ye nahin ye nahin koi aur hai aye mere udaas mann chal donon kahin door chalen mere humdam teri manzil ye nahin ye nahin koi aur hai iss bagiyaa ka har phool deta hai chubhan kaanton ki sapne ho jaate hain dhool kya baat karen sapnon ki mere saathi teri duniyaa ye nahin ye nahin koi aur hai aye mere udaas mann chal donon kahin door chalen mere humdam teri manzil ye nahin ye nahin koi aur hai jaane mujh se huyi kya bhool jisse bhool saka naa koi pachhtaave ke aansoon meri aankh bhale hi royi ore pagle tera apna ye nahin ye nahin koi aur hai aye mere udaas mann chal donon kahin door chalen mere humdam teri manzil ye nahin ye nahin koi aur hai pathar bhi kabhi ek din dekha hai pighal jaaten hain ban jaate hain sheetal neer jharnon mein badal jaate hain teri peeda se jo pighale ye nahin ye nahin koi aur hai aye mere udaas mann chal donon kahin door chalen mere humdam teri manzil ye nahin ye nahin
aye meri aankhon ke pehle sapne rangeen sapne maasoom sapne palkon ka palna jhulaaun tujhe gaa gaa ke lori sunaaun tujhe ho o o o aye meri aankhon ke pehle sapne rangeen sapne maasoom sapne palkon ka palna jhulaaun tujhe gaa gaa ke lori sunaaun tujhe ho o o o aye meri aankhon ke pehle sapne ek ik pal ginun uss ghadi ke liye jiski ummeed mein har koi maa jeeye ek ik pal ginun uss ghadi ke liye jiski ummeed mein har koi maa jeeye aye meri aankhon ke pehle sapne rangeen sapne maasoom sapne palkon ka palna jhulaaun tujhe gaa gaa ke lori sunaaun tujhe ho o o o ho o o o aye meri aankhon ke pehle sapne main abhi se teri sun raha hoon sadaa door jaise kahin saaz ho baj raha main abhi se teri sun raha hoon sadaa door jaise kahin saaz ho baj raha aye meri aankhon ke pehle sapne rangeen sapne maasoom sapne palkon ka palna jhulaaon tujhe gaa gaa ke lori sunaaun tujhe ho o o ho o o aye meri aankhon ke pehle sapne rangeen sapne maasoom sapne palkon ka palna jhulaaun tujhe gaa
aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa to mil ke gaye naa hi chhoda nishaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa wo laila rahi naa wo memil raha naa wo laila rahi naa wo memil raha paas manzil ke aa ke loota carwaan ho loota carwaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa to mil ke gaye naa hi chhoda nishaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan ye sitaare nahin ghum ke aansoon hain ye ye sitaare nahin ghum ke aansoon hain ye ro raha hai mere haal par aasmaan haal par aasmaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa to mil ke gaye naa hi chhoda nishaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan tum se milte hi masti mein khoye thhe hum tum se milte hi masti mein khoye thhe hum aankh kholi to ujda hua tha jahaan ab main jaaun kahaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa to mil ke gaye naa hi chhoda nishaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan tujhe dhundhun kahaan tujhe dhundhun kahaan
aye muhabbat meri duniyaa mein tera kaam naa tha aye muhabbat meri tu naa aayi thi to ghum ka bhi kahin naam naa tha aye muhabbat meri duniyaa mein tera kaam naa tha aye muhabbat meri jaane kyun aaj hai shikwaa mujhe duniyaa bhar se jaane kyun aaj hai shikwaa mujhe duniyaa bhar se iss se pehle to kisi par koi ilzaam naa tha aye muhabbat meri duniyaa mein tera kaam naa tha aye muhabbat meri meri kismat ke mujhe ashq hi peene ko mile meri kismat ke mujhe ashq hi peene ko mile mere hisse mein muhabbat ka koi jaam naa tha aye muhabbat meri duniyaa mein tera kaam naa tha aye muhabbat meri dene waale mujhe kyun tune muhabbat de di dene waale mujhe kyun tune muhabbat de di kya ghum e ishq se pehle mujhe aaram naa tha aye muhabbat meri duniyaa mein tera kaam naa tha aye muhabbat meri
aaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aye muhabbat tere anjaam pe rona aaya aye muhabbat tere anjaam pe rona aaya aye muhabbat tere jaane kyun aaj tere naaaam pe rona aaya jaane kyun aaj tere naam yun to harrrrrrrrrrr yun to har shaam ummeedon mein guzar jaati thiiiiiiiiii aaj kuchh baat hai jo shaam pe rona aaya aaj kuchh baat hai jo shaam pe kabhiiiiiiiiiiiiiii kabhi taqdeer ka maatam kabhi duniyaa ka gilaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa manzilen ishq mein har ghaanv pe rona aaya manzilen ishq mein jab huaaaaaaaa zikr zamaane mein muhabbat ka shakiiiiiiiirrrrrrr mujhko apne dil e naaqaam pe rona aaya aye muhabbat tere anjaam pe rona aaya aye muhabbat
aye nargis e mastaana bas itni shikaayat hai bas itni shikaayat hai samjha humen begana bas itni shikaayat hai bas itni shikaayat hai aye nargis e mastaana har raah par qatraaye har mod par ghabraaye munh pher liya hai tumne hum jab bhi nazar aaye munh pher liya hai tumne hum jab bhi nazar aaye hoooo humko nahin pehchaana bas itni shikaayat hai bas itni shikaayat hai aye nargis e mastaana ho jaate ho barham bhi ban jaate ho hamdam bhi aye saaki e maikhaana shola bhi ho shabnam bhi aye saaki e maikhaana shola bhi ho shabnam bhi haayeee khaali mera paimaana bas itni shikaayat hai bas itni shikaayat hai aye nargis e mastaana har rang qayaamat hai har dhang sharaarat hai dil tod ke chal dena ye husn ki aadat hai dil tod ke chal dena ye husn ki aadat hai haayeee aata nahin behlaana bas itni shikaayat hai bas itni shikaayat hai aye nargis e mastaana bas itni shikaayat hai bas itni shikaayat hai samjha humen begana bas itni shikaayat hai bas itni shikaayat hai aye nargis
aye phoolon ki raani baharon ki malika tera muskurana gazab ho gaya aye phoolon ki raani baharon ki malika tera muskurana gazab ho gaya na dil hosh mein hain na hum hosh mein hain nazar ka milana gazab ho gaya tere honth kya hain gulabi kanval hain ye do pattiyan pyaar ki ik gazal hain wo nazuk labon se mohabbat ki baaten humin ko sunana gazab ho gaya aye phoolon ki raani baharon ki malika tera muskurana gazab ho gaya kabhi khul ke milna kabhi khud jhijhakna kabhi raaston par behakna machalna ye palkon ki chilman utha kar girana gira kar uthana gazab ho gaya aye phoolon ki raani baharon ki malika tera muskurana gazab ho gaya fizaaon mein thandak ghata par jawani tere gesuon ki badi meharbani har ik pech mein saikadon maikade hain tera ladkhadana gazab ho gaya aye phoolon ki raani baharon ki malika tera muskurana gazab ho gaya
aali ri roko naa koi karne do mujhko manmaani aaj mere ghar aaye wo preetam jin ke liye sab nagri chhaani aaj koi bandhan naa bhaaye aaj hai khul khelan ki thaani aye ri jaane naa doongi aye ri jaane naa doongi main to apne rasik ko nainon mein rakh loongi palken moond moond aye ri jaane naa doongi aye ri jaane naa doongi palkon mein kundal daalo aur deh sugandh basaao jo dekhe mohit ho jaaye aisa roop sajaao aaj sakhiiiiiiii dha pa ma re sa ma pa dha ni dha pa dha pa pa sa re sa sa sa re aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaj sakhi pee daalungi main darshan jal ki boond boond aye ri jaane naa doongi aye ri jaane naa doongi madhur milan ki durlabh bela yun hi beet naa jaaye aisi rain jo vyarth ganwaaye jeevan bhar pachhtaaye sej sajaaooooo dha pa ma re sa ma pa dha ni dha pa dha pa pa sa re sa sa pa re aaaaaaa aaaaa aaaaaa sej sajaao meri saajan ki le aao kaliyaan goondh goondh aye ri jaane naa doongi aye ri jaane naa doongi main to apne rasik ko nainon mein rakh loongi palken
aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aye ri main to prem deewani mero dard naa jaane koi aye ri main to prem deewani mero dard naa jaane koi aye ri main to prem deewani jo main aisa jaantiiii preet kiye dukh hoye nagar dhandhora peetti preet naa kijo koi aye ri main to prem deewani mero dard naa jaane koi aa aa aa aaaa aa aa aa aaaa mero dard naa jaane koi mero dard naa jaane koi mero dard naa jaane koi aa aa aa aaaa aa aa aa aa aaaa aaaa aa aa aa aa aaaa aa aaaa aaaa aaaaa
aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo hmmm hmmm hmmmm hmmmmm ooooo ooooo ooooo ooooo oooooo hmmmm hmmm hmmm hmm hmm hmmmm aye sanam aye sanam aaj ye kasam khaayen aye sanam aaj ye kasam khaayen mudd ke ab dekhne ka naam naa len pyaar ki waadiyon mein kho jaayen aye sanam aaj ye kasam khaayen faasle pyaar ke mita daalen aur duniyaa se door ho jaayen aye sanam aaj ye kasam khaayen jiss taraf jaayen bahaaron ke salaam aayenge jiss taraf jaayen bahaaron ke salaam aayenge aasmaanon se berangeen paiyaam aayenge tera jalwa hai jahaan meri zannat hai wahan tere honthon ki hansi sau bahaaron ka samaan aye sanam aaj ye kasam khaayen faasle pyaar ke mita daalen aur duniyaa se door ho jaayen aye sanam aaj ye kasam khaayen apna imaan faqat apni muhabbat hogi har ghadi ishq ki ik taaza qayamat hogi dekh kar rang e wafaa muskuraayega khudaaa aur sochega zara ishq kyun paida kiya ishq kyun paida kiya ishq kyun paida kiya ooooooooooo aye sanam
aye sanam jisne tujhe chaand si soorat di hai usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat di hai aye sanam jisne tujhe chaand si soorat di hai usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat di hai phool uthaa le to kalaai mein lachak aa jaaye tujh hasina ko khuda ne wo nazaakat di hai main jise pyaar se chhoo loon wo hi ho jaaye mera usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat di hai aye sanam jisne tujhe chaand si soorat di hai usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat di hai main gujarta hi gaya teri hasin raahon se ek tere naam ne kya kya mujhe himmat di hai mere dil ko bhi zaraa dekh kahaan tak hoon main usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat di hai aye sanam jisne tujhe chaand si soorat di hai usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat di hai tu agar chaahe to duniya ko nachaa de zaalim chaal di hai tujhe maalik ne qayaamat di hai main agar chaahoon to patthar ko bana doon paani usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat di hai aye sanam jisne tujhe chaand si soorat di hai usi maalik ne mujhe bhi to mohabbat
are poochhe meri biwi do you love me do you love me are barson se to kahta aaya i love you i love you har din har pal yahi kahoon main i love you subah savere kaam pe jaaun i love you saanjh dhale jab kaam se aaun i love you khate pite sote uthate i love you phir bhi poochhe biwi meri do you love me do you love me baar baar yahi dohraun teen bachchon ka bapu hoon par duniyaan bhar mein afsar hoon par sab logon pe dhaak jamaun darte darte ghar pe aaun saanjh savere tere pyaar mein yahi geet dohraaun rani yahi geet dohraaun har karam apna karenge har karam apna karenge aye sanam tere liye dil diya hai jaan bhi denge aye sanam tere liye dil diya hai jaan bhi denge aye sanam tere liye aur koi bhi kasam koi bhi waada kuchh nahin aur koi bhi kasam koi bhi waada kuchh nahin ek bas teri mohabbat se jyada kuchh nahin kuchh nahin hum jiyenge aur marenge aye sanam tere liye dil diya hai jaan bhi denge aye sanam tere liye dil diya hai jaan bhi denge aye sanam tere liye hmm hmm
aye sanam tujhse main jab door chala jaaunga aye sanam tujhse main jab door chala jaaunga yaad rakhna ke tujhe yaad bahot aaunga aye sanam tujhse main jab door chala jaaunga yaad rakhna ke tujhe yaad bahot aaunga aye sanam tujhse main jab door chala jaaunga ye milan aur ye haseen raat naa jaaneeee kab ho aaj ke baad mulaaqat naa jaaneee kab ho ab tere shehar musafir ki tarah aaunga aye sanam tujhse main jab door chala jaaunga yaad rakhna ke tujhe yaad bahot aaunga aye sanam tujhse main jab door chala jaaunga chaand ke aks mein sooraj ki haseen kirnon mein jheel ke aaine mein behte huye jharnonn mein inn nazaaron mein tujhe main hi nazar aaungaa aye sanam tujhse main jab door chala jaaunga yaad rakhna ke tujhe yaad bahot aaunga aye sanam tujhse main jab door chala jaaunga yaad jab aayegi wo pehli mulaaqat tujhe aur muhabbat ke fasaane ki har ik baat tujhe tere khaabon mein khayalon mein chala aaunga aye sanam tujhse main jab door chala jaaunga yaad rakhna ke tujhe
hey hey hey hey hey lara lala lala la heyyyyy aye subah tu shabnami aye ghata tu surmayi aye subah tu shabnami aye ghata tu surmayi aye hawaa tujh mein nami hey aye hawaa tujh mein nami par yaar mera hai itna haseen ke tum sab mein to lagti hai kami aye subah tu shabnami aye ghata tu surmayi dekhte hi dil ko jo loot le aisa hai jaadoo kisi mein kahaan aisa hai jaadoo kisi mein kahaan tumhen tanhaa na chhodegi meri nighaa tumhen tanhaa na chhodegi meri nighaa ke aankhon mein ho tum hi to basi aye subah tu shabnami aye ghata tu surmayi dil betaab hai bas yahi khawaab hai tujhko main apna bana loon sanam tujhko main apna bana loon sanam tujhe duniyaa se chhin loon teri kasam tujhe duniyaa se chhin loon teri kasam muhabbat ki hai ye deewangi aye subah tu shabnami aye ghata tu surmayi aye hawaa tujh mein nami par yaar mera hai itna haseen ke tum sab mein to lagti hai kami
    Songs Title Film/Album Song Number
Aye Malik Tere Bande Do Ankhen Barah Haath (1957) 20108
Aye Mere Bete Aa Gale Lag Jaa (1973) 18316
Aye Mere Dil E Naadan Tower House (1962) 14354
Aye Mere Dil Kahin Aur Daag (1952) 20109
Aye Mere Maalik Sohni Mahiwal (1958) 14266
Aye Mere Pyare Watan Kabuliwala (1961) 20167
Aye Mere Udaas Mann Maan Abhiman (1980) 13635
Aye Meri Ankhon Ke Pehle Sapne Man Mandir (1971) 15623
Aye Meri Zindagi Adl E Jehangir (1955) 16379
Aye Muhabbat Meri Duniya Bees Saal Baad (1962) 12874
Aye Muhabbat Tere Anjaam Pe Rona Aaya Begum Akhtar 15702
Aye Nargis E Mastana Arzoo (1965) 20117
Aye Phoolon Ki Raani Arzoo (1965) 20114
Aye Ri Jaane Naa Doongi Chitralekha (1964) 13001
Aye Ri Main To Prem Deewani Anuradha Paudwal 18142
Aye Sanam Aaj Ye Kasam Jahan Ara (1964) 13399
Aye Sanam Jisne Tujhe Diwana (1967) 13041
Aye Sanam Tere Liye Karma (1986) 13524
Aye Sanam Tujhse Main Jab Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 18480
Aye Subah Baaz (A Bird In Danger) (2003) 10675