MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

kismat bigdi duniyaa badli kismat bigdi duniyaa badli phir kaun kisi ka hota hai aye duniyaa waalon sach mein kaho kya pyaar bhi jhoota hota hai kismat bigdi duniyaa badli jab bura zamaana aata hai saaya bhi judaa ho jata hai wo dil par chot lagata hai jo dil ko pyaara hota hai kismat bigdi duniyaa badli duniyaa mein wafaa ka naam nahin duniyaa ko wafaa se kaam nahin sab jisko muhabbat kehte hain naadaan wo dhoka hota hai kismat bigdi duniyaa badli toofan se kashti bach nikli saahil pe pahunch kar doob gayi bhagwaan tumhari duniyaa mein andher ye kaisa hota hai kismat bigdi duniyaa badli phir kaun kisi ka hota hai aye duniyaa waalon sach mein kaho kya pyaar bhi jhoota hota hai kismat bigdi duniyaa badli
kabhi kaali ratiyaan kabhi din suhaane kismat ki baaten to kismat hi jaane ooooooo beta ji o beta ji are o babu ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji badi akad se beta nikle ghar se actor hone waah ri kismat waah ri kismat kismat mein the likhe bartan dhone are bhai likhe bartan dhone o beta ji jeene ka mazaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji are o babu ji kismat ki hawaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram garam o beta ji duniyaa ke iss chidiyaa ghar mein tarah tarah ka jalwa mile kisi ko sookhi roti kisi ko poori halwa are bhai kisi ko poori halwa o beta ji khichdi ka mazaa kabhi naram kabhi garam kabhi naram naram kabhi garam garam kabhi naram garam naram
hooooooooooo aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm kisne pukara mujhe main aa gayi kisne pukara mujhe main aa gayi khaabon mein khoyi si jaagi si soyi si aa gayiiiiiiiiii kisne pukara mujhe main aa gayi kisne pukara mujhe main aa gayi khaabon mein khoyi si jaagi si soyi si aa gayiiiiiiiiii kisne pukara mujhe main aa gayi kuchh kuchh lajaate huye kuchh chhupate huye bachte bachate huye apni se palken jhukate huye gungunate huye zulfen girate huye aa gayiiii kisne pukara mujhe main aa gayi kisne pukara mujhe main aa gayi khaabon mein khoyi si jaagi si soyi si aa gayiiiiiii lara lal laaaa hmmm hmmm laraaa lara la lala laaa hmmm hmmm hmm hmmm tann ka na mann ka pata kaisa hai ye nasha mujhpe ye kisne kiya jaadoo sa aanchal kisi ne mera hai kyun thama hua jaane kahan le chala aa gayiiiiiiiiii kisne pukara mujhe main aa gayi kisne pukara mujhe main aa gayi khaabon mein khoyi si jaagi si soyi si aa gayiiiiiiiiii kisne pukara mujhe main aa gayi
kiss kiss kiss kiss ko kiss ko kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai haaaayeeeeee kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai haayee haaaayeeeeee kiss ko pyaar karun mere liye to ho gayi mushkil kaise baantun ek mera dil haaaayeee mere liye to ho gayi mushkil kaise baantun ek mera dil haaayeeeee ha ha ha ha kiss kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai haaye haaaayeee kiss ko pyaar karun dekhun jidhar main shole hi shole dil hai aakhir kaise naa dole haayeeeee dekhun jidhar main shole hi shole dil hai aakhir kaise naa dole haaayeeeee kiss kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai hoyeee kiss ko pyaar karun ik ik soorat pyaar ki moorat sab ko lekin meri zururat haayeeeee ik ik soorat pyaar ki moorat sab ko lekin meri zururat haaayeeeee kiss kiss ko pyaar karun kaise pyaar karun tu bhi hai ye bhi hai wo bhi hai
kiss tarah jeete hain ye log bata do yaaro kiss tarah jeete hain ye log bata do yaaro humko bhi jeene ka andaaz seekha do yaaro kiss tarah jeete hain ye log bata do yaaro pyaar lete hain kahaan se ye zamaane waale pyaar lete hain kahaan se ye zamaane waale unn gali koochon ka rastaa to dikha do yaaro unn gali koochon ka rastaa to dikha do yaaro humko bhi jeene ka andaaz seekha do yaaro kiss tarah jeete hain ye log bata do yaaro dard ke naam se waakif naa jahan ho koi dard ke naam se waakif naa jahan ho koi aisi mehfil mein humen bhi to bitha do yaaro aisi mehfil mein humen bhi to bitha do yaaro humko bhi jeene ka andaaz seekha do yaaro kiss tarah jeete hain ye log bata do yaaro saath dena hai to khud peene ki aadat daalo saath dena hai to khud peene ki aadat daalo warnaa maikhaane ka dar humse chhuda do yaaro warnaa maikhaane ka dar humse chhuda do yaaro humko bhi jeene ka andaaz seekha do yaaro kiss tarah jeete hain ye log bata do yaaro kiss tarah jeete hain ye log
dekh tere sansaar ki haalat kya ho gayi bhagwaan kitna badal gayaa insaan kitna badal gayaa insaan sooraj na badlaa chaand na badlaa na badlaa re aasmaan kitna badal gayaa insaan kitna badal gayaa insaan aaya samay bada bedhanga aaj aadmi bana lafanga kahin pe jhagda kahin pe danga naach raha nar ho kar nanga chhal aur kapat ke haathon apna bech raha imaan kitna badal gayaa insaan kitna badal gayaa insaan dekh tere sansaar ki haalat kya ho gayi bhagwaan kitna badal gayaa insaan kitna badal gayaa insaan raam ke bhakt rahim ke bande rakhte aaj fareb ke phande kitne ye makkar ye andhe dekh liye inke bhi dhandhe inhi ki kaali kartooton se huya ye mulk masaan kitna badal gayaa insaan kitna badal gayaa insaan dekh tere sansaar ki haalat kya ho gayi bhagwaan kitna badal gayaa insaan kitna badal gayaa insaan jo hum aapas mein na jhagadte bane huye kyun khel bigadte kaahen laakhon ghar ye ujadte kyun ye bachche maa se bichhadte phoot phoot kar kyun rote pyaare baapu ke pran
aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa kitna hansi hai ye jahaan aankhon se barse mastiyaan barso ki pyaas bhujhi hai ulfat bhi naach uthi hai dekha tumhen jo meri jaan kitna hansi hai ye jahaan aankhon se barse mastiyaan barso ki pyaas bhujhi hai ulfat bhi naach uthi hai dekha tumhen jo meri jaan kitna hansi hai ye jahaan aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa poochhoo naa haaye mera haal mastaana ho gayi meri chaal poochhoo naa haaye mera haal mastaana ho gayi meri chaal mai bhi teri hoon jaaneman aankhon mein aankhen zara daal aankhon se barse mastiyaan dekha tumhe jo meri jaan kitna hansi hai ye jahaan aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa dhundhe the saaton aasmaan laakhon sitaaren the hairaan dhundhe the saaton aasmaan laakhon sitaaren the hairaan khoyaa tha pyaar mil gaya
kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai milti nahin hai manzil raahi jo ho akela do hon to phir jahaan bhi chaahe laga lo mela dil mil gaye to phir kya jangal bhi ek ghar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai na jaane ye hawaaein kya kehnaa chaahti hain na jaane ye hawaaein kya kehnaa chaahti hain panchhi teri sadaayein kya kehnaa chaahti hain panchhi teri sadaayein kya kehnaa chaahti hain kuchh to hai aaj jiskaa har cheez par asar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kudrat ye keh rahi hai aa dil se dil mila le ulfat se aag lekar dil ka diyaa jalaa le sachchi agar lagan hai phir kiskaa
kitna pyaara wadaa kitna pyaara wadaa hai in matwaali aankhon ka is masti mein soojhe na kya kar daloon haal mohe sambhal o saathiya o beliyaa kitna pyaara wadaa hai in matwaali aankhon ka is masti mein soojhe na kya kar daloon haal mohe sambhal ho ujaalaa ya andhera kahin na chhoote haath mera koi mera na tere bin piya nibhana saath mera arre kora kora gora gora ye ang tora haai paagal mohe bana diya kitna pyaara wadaa hai in matwaali aankhon ka is masti mein soojhe na kya kar daloon haal mohe sambhal barson maine man jalaya mili palkon ki tab ye chhaayaa kaantein mere tan mein toote gale se toone tab lagaya ho saiyyan pyaare chalta ja re baiyan daare haai garva tohe laga liya kitna pyaara wadaa hai in matwaali aankhon ka is masti mein soojhe na kya kar daloon haal mohe sambhal roz utha ke ye nayenva chhua karoongi tora manva jaise pehli baar chaaha sada chahoongi main sajanva haai tere naina mere naina phir kya kehna haai kya kya na maine paa liya kitna pyaara
kitne atal the tere iraade yaad to kar tu wafaa ke waade tune kaha tha khaa kar kasmen sada nibhayenge pyaar ki rasmen tu auron ki kyun ho gayi tu humari thi jaan se pyaari thi tere liye maine duniyaa sanwaari thi tu auro ki kyun ho gayi kya ye tere sukh ke saadhan meri yaad ko bhoola sakenge meri yaad jab neend udaa degi kya yeh tujhko sulaa sakenge hooooo kya yeh tujhko sulaa sakenge saadhan mein sukh hota nahin hai sukh jeevan ki ek kala hai mujhse hi chhal kiya na tune apne ko tune aap chhala hai tu auro ki kyun ho gayi tu humari thi jaan se pyaari thi tere liye maine duniyaa sanwaari thi tu auro ki kyun ho gayi tere liye main laaya bahaaren tere liye main jaan pe khela do din tune hi raah na dekhi chhod ke chal di mujhe akela hooooo chhod ke chal di mujhe akela teri judaayi meri cheeta hai ghum ki cheeta mein main jal rahaa hoon mann mera dehke marghat jaisa angaaron par main chal rahaan hoon tu auro ki kyun ho gayi
aaaa kitne bhi tu karle sitam hans hans ke sahenge hum ho kitne bhi tu karle sitam hans hans ke sahenge hum yeh pyaar na hoga kam sanam teri kasam sanam teri kasam sanam teri kasam kitne bhi tu karle sitam hans hans ke sahenge hum yeh pyaar na hoga kam sanam teri kasam ho sanam teri kasam ha ha sanam teri kasam mana ki khata meri hai par itni saza na de tu le baiyaan padun teri sajna ab to gale laga le tu ho mana ki khata meri hai par itni saza na de tu le baiyaan padun teri sajna ab to gale laga le tu tere dum se hain mera dum sanam teri kasam haha sanam teri kasam ho sanam teri kasam aise hi rooth ke mujhse ab aur kahan jayega aahon mein asar hoga to tu laut ke phir ayega aise hi rooth ke mujhse ab aur kahan jayega aahon mein asar hoga to tu laut ke phir ayega arre tu hain to kya hai ghum sanam teri kasam aaaaa sanam teri kasam ha sanam teri kasam kitne bhi tu karle sitam hans hans ke sahenge hum ho kitne bhi tu karle sitam hans hans ke sahenge hum yeh pyaar na
tumne kya kya kiya hai humare liye tumne kya kya kiya hai humare liye hum naa kar paaye kuchh bhi tumhare liye tumne kya kya kiya hai humare liye hum naa kar paaye kuchh bhi tumhare liye tumne kya kya kiya hai humare liye kitne ehsaan kiye tumne humpe sanam sau janam tumko de de to wo bhi hai kam kitne ehsaan kiye tumne humpe sanam sau janam tumko de de to wo bhi hai kam tumne patjhad ko saawan ke dhaare diye tumne ashqon ke badle sitaare diye tumne kya kya kiya hai humare liye tum ko maaloom tha na beh jaayegi ye thapede naa toofaan ke seh paayegi tum ko maaloom tha na beh jaayegi ye thapede naa toofaan ke seh paayegi phir bhi baahon ke tumne sahaare diye tumne doobe huon ko kinaare diye tumne kya kya kiya hai humare liye hum naa kar paaye kuchh bhi tumhare liye tumne kya kya kiya hai humare liyeeeee
kitne raanjhe tujhe dekh ke bairaagi ban gaye kitne raanjhe tujhe dekh ke bairaagi ban gaye bairaagi dekh ke tujhe anuraagi ban gaye anuraagi ban gaye ban gaye re kitne raanjhe tujhe dekh ke bairaagi ban gaye honthon pe aag liyeeeeeee saanson mein raag liyeeee honthon pe aag liyeeeeeee saanson mein raag liyeeee kiss ko dasne tu chali zulfon ke naag liyeeeee kiss ko dasne tu chali zulfon ke naag liye hoooo oooo hoooo oooo kitne raanjhe tujhe dekh ke bairaagi ban gaye bairaagi dekh ke tujhe anuraagi ban gaye anuraagi ban gaye ban gaye re kitne raanjhe tujhe dekh ke bairaagi ban gaye rabb ka nazaara badannnn pyaar se ye pyaara badannnn rabb ka nazaara badannnn pyaar se ye pyaara badannnn dil kahe jeevan de kar le loon tumhaara badan dil kahe jeevan de kar le loon tumhaara badan hoooo oooo hoooo oooo kitne raanjhe tujhe dekh ke bairaagi ban gaye bairaagi dekh ke tujhe anuraagi ban gaye anuraagi ban gaye ban gaye re kitne raanjhe tujhe dekh ke bairaagi ban gaye hmmm
ha ha yahoo kitne sapne kitne arman laaya hoon main dekho na dekho na hey hey hey mera dil bhi ik mehfil hai tum bhi kabhi aao na baitho na tum se mil ke yun to mehak raha hoon phir bhi main akela behak raha hoon arre ouuuuu huuuu huuuu huuuu huuuu tum se mil ke yun to mehak raha hoon phir bhi main akela behak raha hoon meri andheri hain tanhaaiyan koi diya tum jalaa do na hey kitne sapne kitne arman laaya hoon main dekho na dekho na zuuu zuuu zuuu zuuuu zuuu hey hey hey har taraf jahaan bhi palak thami hai pyaar ki jahaan mein bahut kami hai arre ouuuuu huuuu huuuu huuuu huuuu har taraf jahaan bhi palak thami hai pyaar ki jahaan mein bahut kami hai berang hai ye mere raat din tum rang koi milaa do na hey kitne sapne kitne arman laaya hoon main dekho na dekho na koi mujh mein dekhe to kya nahin hai haan wo ghum mein bheegi sadaa nahin hai koi mujh mein dekhe to kya nahin hai haan wo ghum mein bheegi sadaa nahin hai mere taraanon mein pad jaayen jaan tum koi dhadkan
aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa hmmm hmmmm kitni akeli kitni akeli kitni tanhaa si lagi unse mil ke main aaj kitni akeli kitni tanhaa si lagi unse mil ke main aaj kitni akeli iss tarah khole nainaaa aaye wo mere aage iss tarah khole nainaaa aaye wo mere aage jiss tarah kisi gehri neend se koi jaage ab jahaan se door hoon kahin baithi main albeli kitni akeli hoooooo oooo ooooo kitni akeli kitni tanhaa si lagi unse mil ke main aaj kitni akeli aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa kaash wo mere ban ke paas yun kabhi aate kaash wo mere ban ke paas yun kabhi aate khulte dwaar baahon ke chand diye se jal jaate pyaar ke bina hai ye mann mera jaise sooni haweli kitni akeli aaaaa aaaaaa aaaaaa kitni akeli kitni tanhaa si lagi unse mil ke main aaj kitni akeli kitni tanhaa si lagi unse mil ke main aaj kitni akeli
kitni bechain ho ke tumse miliiii kitni bechain ho ke tumse miliiii tumko kya thi khabar thi main kitni akeli haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaan haaan haaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaan haaan haaan kitna bechain ho ke tumse milaaaaa kitna bechain ho ke tumse milaaaaa tumko kya thi khabar tha main kitna akela haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaan haaan haaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaaan haaan haaan haaan ke kitni muhabbat hai tumseeee zara paas aa ke to dekho kya aag hai dhadkanon mein gale se lagaa ke to dekho bataayi naa jaaye zubaan se ye haalat mere jismon jaan ko tumhaari hai chaahat kitna bechain ho ke tumse milaaaaa kitna bechain ho ke jo hai darmiyaan ek pardaa ise jaaneman ab hataa den yahi faaslen keh rahe hain chalo dooriyon ko mitaa den naa koi tamanna hai naa koi hasrat mujhe to sanam hai tumhaari zarurat kitna bechain ho ke tumse milaaaaa kitna bechain ho ke tumse milaaaaa tumko kya thi khabar tha
kitni der tak tum baahar rukogi kitni der tak main rukungaa kitni der tak tum sochti rahogi yeh maine dekhon jaan kitni der tak tum mujhe na kahogi apne shahar aane ko kitni der tak dhundna hai bahaana tumhein kisi bhi traha chhone ka kitni der tak kitni der tak aaj shaam ya savere tak kitni der tak kitni der tak aaj shaam ya savere tak odho baad main tur jaana rowaanga main bai ke door kisi kone wich mud ke ni geet main gaana odho baad main tur jaana odho baad tu tur jaana kitni der tak tum baatein karogi filmon ki aur falsafon ki kitni der aarzoo aad mein chhipegi coffy ki aur kehkahon ki kitni der tak uss dil mein rahega mere naam par ik sawaal kitni der tak yeh chhand na girega saath mein chalegi taal kitni der tak kitni der tak aaj shaam ya savere tak kitni der tak kitni der tak aaj shaam ya savere tak odho baad main tur jaana rowaanga main bai ke door kisi kone wich mud ke ni geet main gaana odho baad main tur jaana odho baad tu tur jaana kitni der tak kitni
hmm hm hm hm hm hmm laa la la la la la la la aa kitni haseen hain nasheeli nasheeli ye nazdeekiyan ye nazdeekiyan baahon mein baahein saanson mein saansein nazron mein nazrein ho kitni haseen hain nasheeli nasheeli dhimi dhimi aahtein dhima dhima sa suroor aap hon jo saath mein kuchh na chaahiye huzoor dhimi dhimi aahtein dhima dhima sa suroor aap hon jo saath mein kuchh na chaahiye huzoor koi chaah baaki nahin haan itna kehna hai zaroor ho paas ho ya door ho chhodiye na chhodiye ye nazdeekiyan ye nazdeekiyan baahon mein baahein saanson mein saansein nazron mein nazrein ho kitni haseen hain nasheeli nasheeli mehki mehki chandani si ye humaari preet hai har ghadi hon saath hum aisi nahin koi reet hai mehki mehki chandani si ye humaari preet hai har ghadi hon saath hum aisi nahin koi reet hai chaahe jahaan bhi mein rahoon sang mere meet hai haan kaise bhi hon faasle na kam hongi na kam hongi ye nazdeekiyan ye nazdeekiyan baahon mein baahein saanson mein saansein
kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se karle hum se pyaar kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se karle hum se pyaar chahton ke ye zamane aarzuon ke ye din chahton ke ye zamane aarzuon ke ye din kah rahe hain dhadkanen dil ki akele to na gin is bhari mahfil mein ho koi tera bhi raazdaar haai kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se karle hum se pyaar hasraten bhi hain gulabi aur ummeeden bhi haseen hasraten bhi hain gulabi aur ummeeden bhi haseen saath lekin khubsurat ek saathi hi nahin ek humdam ke liye hai dil mera bekarar haaye kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se karle hum se pyaar zulf ka saya na ho to is safar ka kya maza zulf ka saya na ho to is safar ka kya maza bhej de koi kahin se ae mohabbat ke khuda jiski baaton mein nasha ho aankhon mein ho khumar hoye kitni jawaan hai zindagi kitni jawaan bahar aise mein koi aaye kahin se
kitni khubsoorat ye tasveer hai mausam bemisaal benazeer hai ye kashmeer hai ye kashmeer hai kitni khubsoorat ye tasveer hai are mausam bemisaal benazeer hai ye kashmeer hai ye kashmeer hai parbaton ke darmiyaan hain zannton ke darimiyaan hain aaj ke din hum yahaan hain parbaton ke darmiyaan hain zannton ke darimiyaan hain aaj ke din hum yahaan hain saathi ye humaari taqdeer hai kitni khubsoorat ye tasveer hai ye kashmeer hai ye kashmeer hai iss zameen se aasmaan se phoolon ke iss gulsitaan se jaana mushkil hai yahaan se iss zameen se aasmaan se phoolon ke iss gulsitaan se jaana mushkil hai yahaan se tauba ye hawaa hai yaa zanzeer hai kitni khubsoorat ye tasveer hai ye kashmeer hai ye kashmeer hai aye sakhi dekh wo nazaara ik akela besahaara kaun hai wo ghum kaa maara aye sakhi dekh wo nazaara ik akela besahaara kaun hai wo ghum kaa maara mujh saa koi aashique ye dilgeer hai are kitni khubsoorat ye tasveer hai ye kashmeer hai ye kashmeer hai ye kashmeer hai
    Songs Title Film/Album Song Number
Kismat Bigdi Afsana (1951) 16428
Kismat Ki Hawaa Kabhi Albela (1951) 20785
Kisne Pukara Mujhe Pyar Kiye Jaa (1966) 11828
Kiss Kiss Kiss Ko Pyaar Tumse Achha Kaun Hai (1969) 20784
Kiss Tarah Jeete Hain Nai Roshni (1967) 13821
Kitna Badal Gaya Nastik (1954) 20323
Kitna Hansi Hai Ye Humsaya (1968) 12066
Kitna Haseen Hai Mausam Azaad (1955) 20786
Kitna Pyaara Wadaa Caravan (1971) 20787
Kitne Atal The Ek Bar Mooskura Do (1972) 18353
Kitne Bhi Tu Karle Sitam (Female) Sanam Teri Kasam (1982) 32489
Kitne Ehsaan Kiye Tumne Prem Geet (1981) 18023
Kitne Raanjhe Tujhe Dekh Ke Ahsaas (1979) 18493
Kitne Sapne Kitne Arman Mere Jeevan Saathi (1972) 13726
Kitni Akeli Kitni Tanhaa Talash (1969) 14315
Kitni Bechain Ho ke Kasoor (2001) 20788
Kitni Der Tak Delhii Heights (2007) 15142
Kitni Haseen Hai Nasheeli Yeh Nazdeekiyan (1982) 14427
Kitni Jawaan Hai Zindagi Shehnai (1964) 35931
Kitni Khubsoorat Ye Bemisal (1982) 12879