MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

koi koi aadmi deewana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai mushkil iss naadan ko samjhaana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai dil ki bezubaaniyaa kuchh aur hoti hain dil ki bezubaaniyaa kuchh aur hoti hain aankhon mein kahaaniyaan kuchh aur hoti hain honthon pe kuchh aur hi afsaana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai toofan kya hota hai saahil kis ko kehte hain toofan kya hota hai saahil kis ko kehte hain tanhaayi kya hai aur mehfil kis ko kehte hain wo inn saari baaton se begaana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai aise insaan ki kismat mein pyaar nahin hota aise insaan ki kismat mein pyaar nahin hota uske seene mein dil hi dildaar nahin hota toota sa ek sheeshe ka paimaana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai koi koi aadmi deewana hota hai
koi ladki mujhe kal raat sapne mein mili badi pyaari si soorat thi bhala sa naam tha lal lal lala lala lala la la lala koi ladka mujhe kal raat sapne mein mila badi pyaari si soorat thi bhala sa naam tha lala la lala lala lala lala la la lala dekh leti main jo uss bairan sautan ko jaan le leti main kasam se dekh leta main jo uss tere saajan ko jaan de deta main sharm se hooo phir kyun roothe tum jo roothi lal lala are tum hi mujhe kal raat sapne mein mili are tum hi mujhe kal raat sapne mein mile mujhe tumse tumhein mujhse zaroori kaam tha lala la la lala la la lala la la la la tumhein mujhse mujhe tumse zaroori kaam tha chaandani thi raatein khoob huyi mulaaqatein pyaar bhari huyi baatein dono mein raat bhar hum jaage nain piyaa sang laage rang bhare huye waade dono mein tum jhoothi ho tum jhoothe ho la lala koi ladka koi ladki koi ladki mujhe kal raat sapne mein mili badi pyaari si soorat thi bhala sa naam tha lala lala lala lala lala lala la la lala
albele din pyaare mere bichhade saath sahaare haaye kahaan gaye haaye kahaan gaye aankhon ke ujyaare mere sooni raat ke taare haaye kahaan gaye koi lauta de mere beete huye din koi lauta de mere beete huye din beete huye din wo mere pyaare palchhin koi lauta de mere beete huye din koi lauta de mere beete huye din hoooo mere khabon ke mahal mere sapnon ke nagar pee liya jinke liye maine jeevan ka zaher aaj main dhundun kahaan kho gaye jaane kidhar aaj main dhundun kahaan kho gaye jaane kidhar beete huye din wo haaye pyaare palchhin koi lauta de mere beete huye din koi lauta de mere beete huye din hoooo main akela to na tha the mere saathi kayi ek aandhi si uthi jo bhi tha le ke gayee aise bhi din the kabhi meri duniya thi meri aise bhi din the kabhi meri duniya thi meri beete huye din wo haaye pyaare palchhin koi lauta de mere beete huye din beete huye din wo mere pyaare palchhin koi lauta de mere beete huye din koi lauta de mere beete huye din
koi maane yaa naa maane jo kal tak the anjaane koi maane yaa naa maane jo kal tak the anjaane wo aaj humen jaan se bhi pyaare ho gaye koi maane yaa naa maane jo kal tak the anjaane koi maane yaa naa maane jo kal tak the anjaane wo aaj humen jaan se bhi pyaare ho gaye ab to humko ek hi sapna poora karna hai janam janam ka pyaar tumhaari maang mein bharna hai hoooo jiss din se tumko jaana humne kismat ko maana tumhaara hi hona tha tumhaare ho gaye haaye koi maane yaa naa maane jo kal tak the anjaane wo aaj humen jaan se bhi pyaare ho gaye aise naa dekho hans kar humko kuchh ho jaata hai tann par kaabu rakhte hai to mann kho jaata hai hoooo dil kho kar dil milta hai ab hum se kya parda hai jab aankhon hi aankhon mein ishaare ho gaye haan haan koi maane yaa naa maane jo kal tak the anjaane wo aaj humen jaan se bhi pyaare ho gaye aankhon mein dore gaalon pe laali honthon pe phool khile hoooo jitna bhi dekhe dil nahin bharta tum humen khoob mile hooo ye kaali kaali
koi mat jariyo ri mere bhag pe koi mat jariyo ri mere bhag pe mere aangan mein mero lala khele ho gopala khele koi mat jariyo ri mere bhag pe koi mat jariyo ri mere bhag pe sundar sehaj saloni surat madhur manohar mohani murat sundar sehaj saloni surat madhur manohar mohani murat mathe pe latt sohe lala ke mathe pe latt sohe lala ke gal motiyan ki mala khele ho gopala khele koi mat jariyo ri mere bhag pe koi mat jariyo ri mere bhag pe uthat girat puni chalat kanhaiya uthat girat puni chalat kanhaiya maiya sau sau let balaiyan maiya sau sau let balaiyan yun laage maano dharti par yun laage maano dharti par dharti ko prati pala khele ho gopala khele koi mat jariyo ri mere bhag pe koi mat jariyo ri mere bhag pe hmm hmm hmm hmm hoo oo oo soi jaa saam bhai nishi gaadhi soi jaa saam bhai nishi gaadhi seva mein ho to kab te thandi seva mein ho to kab te thandi tu sove tere mukh mandal pe jo tu sove to tere mukh mandal pe adabhut ek ujala khele ho gopala khele koi mat
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa koi matwaala aaya mere dwaare koi matwaala aaya mere dwaare akhiyon se kar gayaa ajab ishaare akhiyon se kar gayaa ajab ishaare koi matwaala aaya mere dwaare koi matwaala aaya mere dwaare kyaa mann uss ke main kyaa jaanu chhaliyaa ko main kyaa pehachaanu jaane kyun meraa naam pukaare jaane kyun meraa naam pukaare aa aa aa aa aa aa koi matwaala aaya mere dwaare koi matwaala aaya mere dwaare akhiyon se kar gayaa ajab ishaare koi matwaala aaya mere dwaare jab se gayaa hai bholaa bachpan naina chanchal natkhat hai mann ab nahi kuchh bhi bas mein humaare ab nahi kuchh bhi bas mein humaare ooooooo koi matwaala aaya mere dwaare koi matwaala aaya mere dwaare akhiyon se kar gayaa ajab ishaare koi matwaala aaya mere dwaare raat raat bhar nind na aaye bin chaahe wo yaad aa jaaye kaatoon ratiyaan gin gin taare kaatoon ratiyaan gin gin taare aa aa aa aa aa aa koi matwaala aaya mere dwaare koi matwaala aaya mere
koi mere dil mein koi mere dil mein khushi ban ke aaya andhera tha ghar roshni ban ke aaya koi mere dil mein dhadakta hai dillll jaagti hain umangeeeee dhadakta hai dillll jaagti hain umangeeeee muhabbat ki wo zindagi ban ke aaya koi mere dil mein koi mere dil mein khushi ban ke aaya andhera tha ghar roshni ban ke aaya koi mere dil mein muhabbat ne chheda hai phir saaz dil kaaaaa muhabbat ne chheda hai phir saaz dil kaaaa hoooo ooo oooo oooo wo har taar mein raagni ban ke aaya koi mere dil mein koi mere dil mein khushi ban ke aaya andhera tha ghar roshni ban ke aaya koi mere dil mein samaaya tha jo dil mein ik dard ban karrrrr samaaya tha jo dil mein ik dard ban karrr hoooo oooo ooooo oooo oooo wo honthon pe mere hansi ban ke aaya koi mere dil mein koi mere dil mein khushi ban ke aaya andhera tha ghar roshni ban ke aaya koi mere dil mein
khaabon khayaalon khwahishon ko chehra mila khaabon khayaalon khwahishon ko chehra mila mere hone ka matlab mila koi mil gaya koi mil gaya haan kaun mil gaya koi mil gaya ho hoho hoho hoho ho o hoho hoho hoho o ho ho yun to hum tum milne ko milte rahe yun to hum tum milne ko milte rahe par kyun aaj aisa laga koi mil gaya koi mil gaya haan kaun mil gaya koi mil gaya mujh se mil kar kya hota hai ye batlaao naa ye batlaao naa baat ye hum kaanon mein kehenge paas mein aao naa paas mein aao naa jo baat tum kahoge wo baat main bhi jaanun ye paas mein aane ki main baat nahin maanun suno naa suno naa sunoooo naaa yun to baaten karne ko karte rahe par kyun aaj aisa laga koi mil gaya koi mil gaya haan kaun mil gaya koi mil gaya aa kar mere paas mein tum ho jaa kar bhi ho paas jaa kar bhi ho paas iss ehsaas ke jaisa koi aur nahin ehsaas aur nahin ehsaas ye jo bhi ho raha hai kyun jaanta nahin main apne hi dil ki baaten pehchaanta nahin main pehchaanon pehchaanon pehchaanon
mujhko kya hua hai kyun main kho gaya hoon paagal tha main pehle ya ab ho gaya hoon behki hain nigahein aur bikhre hain baal tumne banaya hai kya apna ye haal koi mil gaya mera dil gaya kya bataoon yaaron main to hil gaya koi mil gaya mil hi gaya mil hi gaya mujhko kya hua hai kyun main kho gaya hoon paagal tha main pehle ya ab ho gaya hoon behki hain nigahein aur bikhre hain baal tumne banaya hai kya apna ye haal koi mil gaya mera dil gaya kya bataoon yaaron main to hil gaya koi mil gaya mil hi gaya mil hi gaya hey hey hey hey hey hey hey haa haa haa haa haa haa haa hey hey hey hey hey hey hey hey hey ta ra pa ta ra haa haa haa jaane kya ho gaya hai mujhe deewana log kehne lage ye deewangi hai kya humein bhi to ho pata tumko kya ho gaya kal tak mujhko sab hosh tha dil mein khushiyon ka josh tha phir ye becheini hai kyun phir ye betaabi hai kyun kya koi kho gaya koi mil gaya mera dil gaya kya bataoon yaaron main to hil gaya koi mil gaya mil hi gaya mil hi gaya
koi nahin hai kahin aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa koi nahiii hain kahin koi nahiii hain kahin hooo koi nahii haaaaa koi nahiii haaaa koi nahiii hain kahin haaaa sapnon mein kyon kho gayi reeee sapano mein kyun kho gayi bolo na bolo na koi nahin hai kahin koi nahin hai kahin hooo fir aankh nam ho gayiiiii aaaa haaaa haaaaa aaaaa haaaa phir aankh nam ho gayiiiii phir koi yaad aa gaya hai roshani kam ho gayiiii phir aankh nam ho gayiiiii phir koi yaad aa gaya hai roshani kam ho gayiiii kinara milega yahin reee milega kinara yahin yahin ree yahin ree koi nahin hai kahin koi nahin hai kahin baat thi khwab ki haaan aaaa aaaaaa haa aaa haaa aaaaa baat thi khwab ki khwab mein beet chukee hai khwab doharate nahiiii baat thi khwab ki khwab mein beet chukee hai khwab doharate nahiiii zindagi sapna nahin reee zindagi sapna nahii nahi ree nahi ree koi nahin hai kahin koi nahin hai kahin hooo koi nahi haaaa aaa aaa koi nahii haaaaa aaaaaaa koi nahi hain
sab ke rehte lagta hai jaise koi nahin hai mera koi nahin hai mera sab ke rehte lagta hai jaise koi nahin hai mera koi nahin hai mera sooraj ko chhune nikla tha aaya haath andheraa koi nahin hai mera meri kismat mein hain thokar yun to bahot hai sahaare mere dil ka deep bhujha to phir kya chaand sitaare chanda waali raat bhi kaali chanda waali raat bhi kaali kaala hai mera saveraa koi nahin hai mera sab ke rehte lagta hai jaise koi nahin hai mera koi nahin hai mera hooooo oooo oooo oooo ooooo hooooo oooo oooo oooo ooooo rastaa hi rastaa hai aage naa manzil naa kinaara jaane kahaan par le chali hai mujhko samay ki dhaara tooti naiyya bichhde khiwaiyaa tooti naiyya bichhde khiwaiyaa tufaanon ne gheraa koi nahin hai mera sab ke rehte lagta hai jaise koi nahin hai mera koi nahin hai mera koi nahin hai mera koi nahin hai mera
koi nahin hai phir bhi hai mujhko koi nahin hai phir bhi hai mujhko kya jaane kiska intezaar ho o o o koi nahin hai phir bhi hai mujhko kya jaane kiska intezaar ho o o o yeh bhi na jaanu lahrake aanchal kisko bulaye baar baar sochun ye hai ungliyaan kiske pyaar ki gaalon ko chhuye jo daali bahar ki chhuye jo daali bahar ki ooooo sochun ye hai ungliyaan kiske pyaar ki kaun hai aye hawa aye bahaar koi nahin hai phir bhi hai mujhko kya jaane kiska intezaar kya jaane kiska intezaar paani mein chhabi main dekhon khadi khadi balon mein saja ke kaliyaan badi badi saja ke kaliyaan badi badi ooooo paani mein chhabi main dekhon khadi khadi phir banu aap hi beqraar koi nahin hai phir bhi hai mujhko kya jaane kiska intezaar kya jaane kiska intezaar waadi mein nishan mere hi paaon ke phoolon pe hai rang meri hi chhaon ke hai rang meri hi chhaon ke ooooo waadi mein nishan mere hi paaon ke phir bhi kyun aaye na aitbaar koi nahin hai phir bhi hai mujhko kya jaane kiska intezaar ho
aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa heyyyyyy aaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaaaaaa heyyyy heyyyyyy heyyyyy heyyyy heyyyy heyyyyyy heyyyy aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa koi paas aaya savere savere koi paas aaya savere savere mujhe aazmaaya savere savere mujhe aazmaaya savere savere koi paas aaya savere savere meri daastaan ko zara saa badal kar meri daastaan ko zara saa badal kar mujhe hi sunaaya savere savere mujhe hi sunaaya savere savere jo kehta tha kal shab sambhalna sambhalna jo kehta tha kal shab sambhalna sambhalna wohi ladkhadaaya savere savere wohi ladkhadaaya savere savere ga ma dha ni sa re sa ni dha ma ni dha ma ga re sa ni ni re ga ni re ga ni re ga ga ga ni re ma ma ma ni re ga ga ga ni re ma ma ma kati raat saari meri maikade mein kati raat saari meri maikade mein meri maikade mein raat saaaaaaaaaaaaaaa raat saaaaaariiiiiiii kati raat saari meri maikade
hoooo hooo hoooo hoooo hoo hoooo hoooo hoooo hoooo hooo hoooo koi phool naa khilta ye kali bhi naa hoti zindagi bhi naa hoti agar tu naa hoti koi phool naa khilta ye kali bhi naa hoti zindagi bhi naa hoti agar tu naa hoti naa hota ujaala aur ye raat bhi naa hoti koi baat hi naa hoti agar tu naa hoti koi phool naa khilta koi zameen naa hoti aur assmaan naa hota koi zameen naa hoti aur assmaan naa hota koi hanseen naa hota koi jawaan naa hota naa taare muskuraate ye nazaare bikhar jaate koi khushi naa hoti agar tu naa hoti koi phool naa khilta naa koi pyaar hota naa intezaar hota naa koi pyaar hota naa intezaar hota naa koi dil machaltaa naa beqaraar hota poochhe jo koi humse ye sab hai tere dam se koi bhi shai naa hoti agar tu naa hoti koi phool naa khilta ye kali bhi naa hoti zindagi bhi naa hoti agar tu naa hoti zindagi bhi naa hoti agar tu naa hoti
koi pyaar ki dekhe jaadugari gulfaam ko mil gayi sabz pari koi pyaar ki dekhe jaadugari gulfaam ko mil gayi sabz pari darr aaj nahin hai qaatil ka aasaan hai rasta manzil kaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aa darr aaj nahin hai qaatil ka aasaan hai rasta manzil kaa nainon mein naya ek sapna hai ab saara zamana apna hai aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aa nainon mein naya ek sapna hai ab saara zamana apna hai aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa duniyaa hai humari pyaar bhari duniyaa hai humari pyaar bhari koi pyaar ki dekhe jaadugari gulfaam ko mil gayi sabz pari aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa hum pyaar ke panchhi mastaane koi rang humare kya jaane aaaa aaaaa aa hum pyaar ke panchhi mastaane koi rang humare kya jaane nahin ek thikaana jeevan mein kal qaid mein the ab gulshan mein aaaaaa aaaaa aaaa nahin ek thikaana jeevan mein kal qaid mein the ab gulshan mein aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa
koi roko naa deewaane ko mann machal rahaa kuchh gaane ko koi roko naa deewaane ko mann machal rahaa kuchh gaane ko koi roko naa ye bheega bheega mausam ye bheegi bheegi raahen chale do hum raahi baahon mein daale baahen ho phoolon ne khilke kaha ye dil se hai din suhana mausam salona daaman se baandh lo pyara samaa koi roko naa deewaane ko mann machal rahaa kuchh gaane ko koi roko naa umar ke safar mein jise jo yahan bhaaye usi ke sapnon mein ye mann rang jaaye ho rangon mein preet ke range rangeela gaale tarana jo ye raseela albela geet wo bhoole kahaan koi roko naa deewaane ko ye mann machal rahaa kuchh gaane ko koi roko naa deewaane ko mann machal rahaa kuchh gaane ko koi roko naa
koi saagar dil ko behlata nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin koi saagar dil ko behlata nahin main koi patthar nahin insaan hoon main koi patthar nahin insaan hoon kaise keh doon ghum se ghabrata nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin kal to sab the carwaan ke saath saath kal to sab the carwaan ke saath saath aaj koi raah dikhlata nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin zindagi ke aaine ko tod do zindagi ke aaine ko tod do iss mein ab kuchh bhi nazar aataa nahin koi saagar dil ko behlata nahin bekhudi mein bhi qaraar aataa nahin koi saagar dil ko behlata nahin
koi samjhega kya raaz e gulshan koi samjhega kya raaz e gulshan jab tak uljhe naa kaanton se daaman koi samjhega kya raaz e gulshan yak ba yak saamne aana jaana yak ba yak saamne aana jaana yak ba yak saamne aana jaana ruk naa jaaye kahin dil ki dhadkan ruk naa jaaye kahin dil ki dhadkan ruk naa jaaye kahin dil ki dhadkan koi samjhega kya raaz e gulshan gul to gul khaar tak chun liye hain gul to gul khaar tak chun liye hain gul to gul khaar tak chun liye hain phir bhi khaali hai panchhee kaa daanan phir bhi khaali hai panchhee kaa daanan phir bhi khaali hai panchhee kaa daanan koi samjhega kya raaz e gulshan kitni aaraishen aashiyaana kitni aaraishen aashiyaana kitni aaraishen aashiyaana toot jaaye naa shaakh e nashe mann toot jaaye naa shaakh e nashe mann toot jaaye naa shaakh e nashe mann koi samjhega kya raaz e gulshan azmaten aashiyaana padha di azmaten aashiyaana padha di azmaten aashiyaana padha di bark ko dost samjhun ke dushman bark ko dost samjhun ke
koi sehri baabu dil lehri baabu haaye re pag baandh gaya ghunghroo main chham chham nach di phira koi sehri baabu dil lehri baabu haaye re pag baandh gaya ghunghroo main chham chham nach di phira main to chalun haule haule phir bhi ye mann dole haaye ve mere rabba mai ki karaaaan main chham chham nach di phira koi sehri baabu dil lehri baabu haaye re pag baandh gaya ghunghroo main chham chham nach di phira panghat pe main kam jaane lagi natkhat se main sharmaane lagi panghat pe main kam jaane lagi natkhat se main sharmaane lagi dhadkan se main ghabraane lagi darpan se main katraane lagi mann khaaye hichkole aise jaise naiyya dole haaye ve mere rabba mai ki karaaaan main chham chham nach di phira koi sehri baabu dil lehri baabu haaye re pag baandh gaya ghunghroo main chham chham nach di phira sapnon mein chori se aane lagaaaa raaton ki neendiya churaane laga sapnon mein chori se aane lagaaaa raaton ki neendiya churaane laga nainon ki doli bitha ke mujhe le ke bahot
ye din to hai mubaaraq iss din ko naam kya doon mushqil mein pad gaya hoon tujhe kaun si duwaa doon koi shamma sheeshe ki laya koi peetal ka parwaana do naino ka maara le ke aaya dil ka nazraana koi shamma sheeshe ki laya koi peetal ka parwaana do naino ka maara le ke aaya dil ka nazraana koi shamma sheeshe ki laaya anmol jeevan ka har pal haseen hoga aajaa chalenge mil ke hooo ulfat ki raahon mein chaahat ki baahon mein armaan khilenge dil ke pyaar duwaa hai pyaar dawaa hai pyaar ko yun na thukraana do naino ka maara le ke aaya dil ka nazraana koi shamma sheeshe ki laya parwaane ki zindagi to rahegi sadaa hi shama ke bas mein hooo deewane ko bin jalaaye pighal hi naa jaana nibhana rasmen dekh shuroo hone se pehle khatam na ho jaaye afsaana do naino ka maara le ke aaya dil ka nazraana koi shamma sheeshe ki laya koi peetal ka parwaana do naino ka maara le ke aaya dil ka nazraana koi shamma sheeshe ki laya
    Songs Title Film/Album Song Number
Koi Koi Aadmi Deewana Hota Hai Sweetheart (1971) (Unreleased) 16327
Koi Ladki Mujhe Kal Seeta Aur Geeta (1972) 14191
Koi Lauta De Door Gagan Ki Chhaon Mein (1964) 20793
Koi Maane Ya Na Maane Adhikar (1971) 12620
Koi Mat Jariyo Ri Gopal Krishna (1979) 13289
Koi Matwaala Aaya Mere Love In Tokyo (1966) 13623
Koi Mere Dil Mein Andaz (1949) 12680
Koi Mil Gaya Koi Mil Gaya (2003) 11957
Koi Mil Gaya Kuch Kuch Hota Hai (1998) 16750
Koi Nahin Hai Kahin Kinara (1977) 32104
Koi Nahin Hai Mera Samjhauta (1973) 14130
Koi Nahin Hai Phir Bhi Patthar Ke Sanam (1967) 13935
Koi Paas Aaye Savere Savere Jagjit Singh 15120
Koi Phool Na Khilta Paise Ki Gudiya (1974) 13899
Koi Pyaar Ki Dekhe Kohinoor (1960) 16264
Koi Roko Naa Priyatama (1977) 17941
Koi Saagar Dil Ko Behlata Nahin Dil Diya Dard Liya (1966) 20795
Koi Samjhega Kya Raaz E Gulshan Jagjit Singh 14698
Koi Sehri Babu Loafer (1973) 13613
Koi Shamma Sheeshe Ki Laya Jaane Jaan (1983) 18199