MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

aaaaa phir tumhaari yaad aayi aye sanam aye sanam phir tumhaari yaad aayi aye sanam aye sanam hum naa bhulenge tumhen allah kasam hum naa bhulenge tumhen allah kasam aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa haal e dil yaar ko likhoon kaise haath dil se zuda nahin hota kiss tarah unko bataayen apna ghum aye sanam hum naa bhulenge tumhen allah kasam jab se dekhi surat unki hum shamma jalaana bhul gaye rukhsaar ki surkhi kya kahiye phoolon ka fasaana bhool gaye bas itni kahaani hai apni jab aankh mili behosh huye daaman se hawaa tum kar naa sake hum hosh mein aana bhool gaye kitne pyaare hain muhabbat ke sitam aye sanam hum naa bhulenge tumhen allah kasam aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa kya lutf aa raha tha kya lutf aa raha tha aaaa aaaaaa aaaa aaaaa kya lutf aa raha tha dilbar ki dillagi se nazren bichhi mujhi par pardaa
phir wahi raat hai hmm hmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmmm phir wahi raat hai phir wahi raat hai khaab ki raat bhar khaab mein dekha karenge tumhein phir wahi phir wahi raat hai phir wahi raat hai khaab ki raat bhar khaab mein dekha karenge tumhein phir wahi masoom si neend mein jab koi sapna chale hum ko bula lena tum palkon ke parde talle hooo ye raat hai khaab ki khaab ki raat hai phir wahi raat hai phir wahi raat hai phir wahi raat hai khaab ki kaanch ke khaab hain aankhon mein chubh jaayenge hooo palkon mein le na inhein aankhon mein ruk jaayenge hooo ye raat hai khaab ki khaab ki raat hai phir wahi raat hai phir wahi raat hai phir wahi raat hai khaab ki hooo raat bhar khaab mein dekha karenge tumhein phir wahi raat hai phir wahi raat hai raat hai
phir wo bhooli si yaad aayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai aye ghum e dil teri duhaayi hai aye ghum e dil teri duhaayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai baat itni si hai kahani mein baat itni si hai kahani mein hum bhi maare gaye jawaani mein hum bhi maare gaye jawaani mein aag seene mein khud lagaayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai aankh mein boond bhar jo paani hai aankh mein boond bhar jo paani hai pyaar ki ik yahi nishaani hai pyaar ki ik yahi nishaani hai rote beeti hai jo beetayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai aye ghum e dil teri duhaayi hai aye ghum e dil teri duhaayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai
phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand door duniya se kahin bheegi huyi raaton mein door duniya se kahin bheegi huyi raaton mein do mohabbat bhare dil gum hain haseen baaton mein do mohabbat bhare dil gum hain haseen baaton mein dil mein jo baat hai aankhon mein chali aayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand yeh samundar ka kinara aa aa aa yeh khamoshi ka samaa aa aa aa yeh samundar ka kinara yeh khamoshi ka sama yeh ik khaab mohabbat ka ik khaab mohabbat ka hai iss waqt jawaan naa koi darr hai zamaane ka na ruswayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand
phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam phir tasavur tere pehlu mein bitha jaayega phir tasavur tere pehlu mein bitha jaayega phir gaya waqt ghadi bhar ko palat aayega dil bahal jaayega aakhir ko to saudaee hai phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam jaane ab tujhse mulaaqaat kabhi ho ke na ho jaane ab tujhse mulaaqaat kabhi ho ke na ho jo adhuri rahi wo baat kabhi ho ke na ho meri manzil teri manzil se bichhad aayi hai phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam
o phirki waali tu kal phir aana nahin phir jaana tu apni jubaan se ke tere naina hain zara beyimaan se matwaali ye dil kyun toda ye teer kaahe chhoda nazar ki kamaan se ke marr jaaunga main bas muskaan se pehle bhi tune ek roz ye kaha tha pehle bhi tune ek roz ye kaha tha aaungi tu na aayi waada kiya tha saiyaan banke badariyaa chhaungi tu na chhaayi mere pyaase mere pyaase naina tarse tu nikali na ghar se kaise beete wo raat suhaani tu sun le kahaani ye saare jahaan se ke tere naina hain zara beyimaan se o phirki waali tu kal phir aana nahin phir jaana tu apni jubaan se ke tere naina hain zara beyimaan se socha tha maine kisi roz gori hanske socha tha maine kisi roz gori hanske bolegi tu na boli meri muhabbat bhari baaten sun sun ke dolegi tu na doli o sapnon mein o sapnon mein aane waali ruk jaa jaane waali kiya tune mera dil chori ye puchh le gori zameen aasmaan se ke tere naina hain zara beyimaan se o phirki waali tu kal phir aana nahin phir jaana tu apni
phitey andharache jaaley jhale mokale akash phitey andharache jaaley jhale mokale akash darikhoryatun vaahe aaaa aaaa aaaa ek prakash prakash phitey andharache jaaley jhale mokale akash raan jage jhale sare oo oo oo paayvata jagya jhalya raan jage jhale sare paayvata jagya jhalya surya janmata dongri sange jaglya savlya oo oo oo oo ek anokhe lavanya aaaa aaaa aaaa aale bharas bharas phitey andharache jaaley jhale mokale akash dav piun naveli jhali gavatachi pati dav piun naveli jhali gavatachi pati gaani junich navyane aali pakharanchya othi oo oo oo oo kshanpurviche palate jag udas udas phitey andharache jaaley jhale mokale akash jhala ajacha prakash juna kalacha kalokh jhala ajacha prakash juna kalacha kalokh chandnyala kiranancha sonsali abhishek chandnyala kiranancha sonsali abhishek sare rojache tarihi sare rojache tarihi nava suvaas suvaas phitey andharache jaaley jhale mokale akash darikhoryatun vaahe ek prakash prakash phitey andharache jaaley jhale mokale
kahaa aap kaa ye wajah hi sahi ke hum beqadar bewafaa hi sahi bade shauk se jaaiye chhod kar magar sehne gulshan se yun tod kar phool aahistaa phenko phool aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain phool aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain waise bhi to ye badkismat nok pe kaanton ki sote hain phool aahistaa haaan aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain phool aahistaa phenko badi khubsoorat shikaayat hai ye badi khubsoorat shikaayat hai ye magar sochiye kya sharaafat hai ye jo auron ka dil todten rehte hain lage chot unko to ye kehte hain to ye kehte hain ke phool aahistaa aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain jo rulaate hain logon ko ek din khud bhi rote hain phool aahistaa phenko kisi shokh ko baagh ki sair mein kisi shokh ko baagh ki sair mein jo lag jaaye kaanta koi pair mein khafaa husn phoolon se ho kiss liye ye masoom hai bekhata issliye bekhata issliye phool aahistaa aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain ye karenge kaise ghayal ye
phool ban jaaunga shart ye hai magar phool ban jaaunga shart ye hai magar apni zulfon mein mujhko sajaa lijiye apni zulfon mein mujhko sajaa lijiye khaab ban jaaungi shart ye hai magar khaab ban jaaungi shart ye hai magar apni aankhon mein mujhko basa lijiye apni aankhon mein mujhko basa lijiye kabhi kabhi sochun ke tum mere kya ho kabhi kabhi sochun ke tum mere kya ho dard ho dil kaaaaaa dard ho dil ka yaa tum dawaa ho dard ban jaaunga shart ye hai magar dard ban jaaunga shart ye hai magar dard e dil ki mujhi se dawaa lijiye dard e dil ki mujhi se dawaa lijiye khaab ban jaaungi shart ye hai magar apni aankhon mein mujhko basa lijiye apni aankhon mein mujhko basa lijiye aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa tumne chaaha tha afsaana main ban gaya tumne chaaha tha afsaana main ban gaya baithe bithlaaye deewana main ban gaya hosh main laaungi shart ye hai magar hosh main laaungi shart ye
aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa phool hi phool khil uthe mere paimaane mein aap kya aaye bahaar aa gayi maikhane mein phool hi phool khil uthe mere paimaane mein aap kuchh yun mere aaina e dil mein aaye aap kuchh yun mere aaina e dil mein aaye jiss tarah chaand utar aaya ho paimaane mein aap kya aaye bahaar aa gayi maikhane mein phool hi phool khil uthe mere paimaane mein aap ke naam se taabir da hai unvaan e hayaat aap ke naam se taabir da hai unvaan e hayaat warna kuchh baat nahin thi mere afsaane mein aap kya aaye bahaar aa gayi maikhane mein phool hi phool khil uthe mere paimaane mein
phool sa chehraaaaaa phool sa chehra chaand si rangat chaal qayamat kya kahiye phool sa chehra chaand si rangat chaal qayamat kya kahiye jo bhi dekhe ho jaaye paagal apni to haalat kya kahiye phool sa chehra apni adaa se aap simatnaa saaye se apne aap jhijhakna apni adaa se aap simatnaa saaye se apne aap jhijhaknaaaaaaaa haath lage to kumhlaa jaao aisi nazaakat kya kahiye phool sa chehra chaand si rangat chaal qayamat kya kahiye phool sa chehra ek nazar se dekh lo jisko bemaut wo to maara hi jaaye ek nazar se dekh lo jisko bemaut wo to maara hi jaayeeeeeee upar se bholi ander se qaatil haaye upar se bholi ander se qaatil aisi sharaarat kya kahiye phool sa chehra chaand si rangat chaal qayamat kya kahiye phool sa chehra jiss ko zamaana kehta hai sooraj ye to tumhaara naqsh e kadam hai jiss ko zamaana kehta hai sooraj ye to tumhaara naqsh e kadam haiiiiiiiii mil jaaye jiss ko tum si haseena uski to kismat kya kahiye phool sa chehra chaand si rangat chaal qayamat kya
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm phool tumhe bheja hai khat mein phool nahin mera dil hai phool tumhe bheja hai khat mein phool nahin mera dil hai priyatam mere mujh ko likhna kya ye tumhare kaabil hai pyaar chhupa hai khat mein itna jitne saagar mein moti choom hi leta haath tumhara paas jo tum mere hoti phool tumhe bheja hai khat mein neend tumhe to aati hogi kya dekha tum ne sapna aankh khuli to tanhaayi thi sapna ho na saka apna tanhaayi hum door karenge le aao tum shahnayee le aao tum shahnayee preet badha kar bhool na jaana preet tumhin ne sikhlaayee phool tumhe bheja hai khat mein phool nahin mera dil hai phool tumhe bheja hai khat mein khat se jee bharta hi nahin ab nain milen to chain mile chaand hamare angna utre koi to aisi rain mile milna ho to kaise milen hum milne ki soorat likh do milne ki soorat likh do nain bichaaye baithe hain hum kab aaoge khat likh do phool tumhe bheja hai khat mein phool nahin mera dil hai phool tumhe bheja hai khat mein
hmmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hey ae hey hey ho oho ho ho phoolon ka taaron ka sabkaa kehnaa hai ek hazaaron mein meri behnaa hai saari umar humein sang rehnaa hai phoolon ka taaron ka sabkaa kehnaa hai ek hazaaron mein meri behnaa hai saari umar humein sang rehnaa hai phoolon ka taaron ka sabkaa kehnaa hai jab se meri aankhon se ho gayee tu door tab se saare jeevan ke sapne hain choor hey ey jab se meri aankhon se ho gayee tu door tab se saare jeevan ke sapne hain choor aankhon mein neend naa mann mein chainaa hai ek hazaaron mein meri behnaa hai saari umar humein sang rehnaa hai phoolon ka taaron ka sabkaa kehnaa hai hey hey hey hey ho ho ho ho dekho hum tum dono hain ik daali ke phool main na bhoolaa tu kaise mujhko gayee bhool haan dekho hum tum dono hain ik daali ke phool main na bhoolaa tu kaise mujhko gayee bhool aa mere paas aa keh jo kehnaa hai ek hazaaron mein meri behnaa hai saari umar humein sang rehnaa hai phoolon ka taaron ka sabkaa kehnaa hai
la laa laa laaaa phoolon ka taaron ka sabka kehna hai ek hazaron mein meri behna hai saari umar humen sang rehna hai phoolon ka taaron ka sabka kehna hai ek hazaron mein meri behna hai saari umar humen sang rehna hai phoolon ka taaron ka sabka kehna hai ye na jaana duniya ne tu hai kyon udaas teri pyaasi aankhon mein pyaar ki hai pyaas la laaaa laaa laaaa laa laa laalaaa ye na jaana duniya ne tu hai kyon udaas teri pyaasi aankhon mein pyaar ki hai pyaas aa mere paas aa keh jo kehna hai ek hazaron mein meri behna hai saari umar humen sang rehna hai phoolon ka taaron ka sabka kehna hai laaa laaalaa laa laaaaa lalalaaa aaaaaa raaraaa ruuuu ooooo laaa laalaa bholi bhali japani gudiya jaisi tuuu pyaari pyaari jadu ki pudiya jaisi tu la laaaa laaa laaaa laa laa laalaaa bholi bhali japani gudiya jaisi tu pyaari pyaari jadu ki pudiya jaisi tu dady ka mummy ka sab ka kehna hai ek hazaron mein teri behna hai saari umar humen sang rehna hai laaa laaalaa laa laa laaa laaa
o hooooo ho ho ho ho ho hooo aye hey heyeeeeee hey hey hey heyyy heeeeee heeeeeeeeeeee phoolon ke dere hain saaye ghanere hain jhoom rahi hai hawaayen aise nazaaron mein khilti bahaaron mein pyaar mile to ruk jaayen phoolon ke dere hain saaye ghanere hain jhoom rahi hai hawaayen aise nazaaron mein khilti bahaaron mein pyaar mile to ruk jaayen kahin bhi aasmaan ke neeche gaati nighaaon kaa lehraati baahon kaa haar mile to ruk jaayen kahin bhi aasmaan ke neeche gaati nighaaon kaa lehraati baahon kaa haar mile to ruk jaayen haar mile to ruk jaayen phoolon ke dere hain saaye ghanere hain jhoom rahi hai hawaayen aise nazaaron mein khilti bahaaron mein pyaar mile to ruk jaayen chale hain door hum deewane koi raseelaa saa baan kaa sajeelaa saa yaar mile to ruk jaayen chale hain door hum deewane koi raseelaa saa baan kaa sajeelaa saa yaar mile to ruk jaayen yaar mile to ruk jaayen phoolon ke dere hain saaye ghanere hain jhoom rahi hai hawaayen aise nazaaron mein khilti
hmm hmm phoolon ke rang se dil ki kalam se thujhko likhi roz patti kaise bataaun kis kis tarah se pal pal mujhe tu sataati tere hi sapne le kar ke soya teri hi yaadon mein jaaga tere khayaalon mein uljha raha yun jaise ki maala mein dhaaga haan baadal bijli chandan paani jaisa apna pyaar lena hoga janam humen kayi kayi baar haan itna madir itna madhur tera mera pyaar lena hoga janam humen kayi kayi baar saanson ki sargam dhadkan ki beena sapnon ki geetanjali tu mann ki gali mein mehke jo hardum aisi juhi ki kali tu chhota safar ho lamba safar ho sooni dagar ho ya mela yaad tu aaye mann ho jaaye bheed ke beech akela haan baadal bijli chandan paani jaisa apna pyaar lena hoga janam humen kayi kayi baar haan itna madir itna madhur tera mera pyaar lena hoga janam humen kayi kayi baar purab ho pachchhim uttar ho dakkhin tu har jagah muskuraye jitna hi jaoon main door tujhse utni hi tu paas aaye aandhi ne roka paani ne toka duniya ne hanskar pukara tasveer teri lekin liye
phoolon se dosti hai kaanton se yaari hai aise maze ki hoye aise maze ki pyaare zindagi humari hai phoolon se dosti hai kaanton se yaari hai aise maze ki pyaare zindagi humari hai samjha khushi ko khushi ghum ko naa ghum maut ke bhi naam se naa ghabraayen hum samjha khushi ko khushi ghum ko naa ghum maut ke bhi naam se naa ghabraayen hum kashti sadaa hi majhdhaar mein utaari hai aise maze ki hoye aise maze ki pyaare zindagi humari hai phoolon se dosti hai kaanton se yaari hai aise maze ki pyaare zindagi humari hai chaahe zameen ho yaa ho aasmaan thokar mein apni hai donon jahaan jitni guzaari isi shaan se guzaari hai aise maze ki hoye aise maze ki pyaare zindagi humari hai phoolon se dosti hai kaanton se yaari hai aise maze ki pyaare zindagi humari hai apni khataaon pe bhi naaz hai juda saari duniyaa se andaaz hai apni khataaon pe bhi naaz hai juda saari duniyaa se andaaz hai pee bhi nahin hai aur phir bhi khumari hai aise maze ki hoye aise maze ki pyaare zindagi
phule phule dhale dhale bahe ki ba mridubay phule phule dhale dhale bahe ki ba mridubay toti ni hillolo tule kallole choliya jay phule phule dhale dhale bahe ki ba mridubay ketaki ba kunje kunje ketaki ba kunje kunje kuhu kuhu kuhu gaye ke jane kisero lagi prano kare hay hay phule phule dhale dhale bahe ki ba mridubay toti ni hillolo tule kallole choliya jay phule phule dhale dhale bahe ki ba mridubay ketaki ba kunje kunje ketaki ba kunje kunje kuhu kuhu kuhu gaye ke jane kisero lagi prano kare hay hay phule phule dhale dhale bahe ki ba mridubay
phullan di bahar raati aayo na shava raati aayo na phull gaye kumlaah gori man payo na shava raati aayo na phullan di bahar raati aayo na shava raati aayo na aase paawaan paase paawaan vich vich paawaan kaliaan aase paawaan paase paawaan vich vich paawaan kaliaan je mera ranjan na mileya mein doondh phiran sab galiyaan ik mera ranjan aaya shava dil da chanaan aaya shava dil di masti aayi shava khid khid hasdi aayi shava kis mera laal churaya shava laal gopal churaya shava raati aayo na shava raati aayo na phullan di bahar raati aayo na shava raati aayo na phull gaye kumlaah gori man payo na shava raati aayo na phullan di bahar raati aayo na shava raati aayo na aase paawaan paase paawaan vich vich paawaan resham aase paawaan paase paawaan vich vich paawaan resham je mera ranjan na mileya mein doondh phiran sab tation ik mera ranjan aaya shava dil da chanaan aaya shava dil di masti aayi shava khid khid hasdi aayi shava kis mera laal churaya shava laal gopal churaya
pichhli yaad bhoola do pichhli yaad bhoola do guzre beete afsaanon ka guzre beete afsaanon ka har ik naksh mita do pichhli yaad bhoola do pichhli yaad bhoola do ehde wafa pe marr mit jaana ehde wafa pe marr mit jaana ye hai rasm puraani ishq muhabbat pyaar ki kasmein samjho ye kahaani dil ko ab samjha do dil ko ab samjha do guzre beete afsaanon ka guzre beete afsaanon ka har ik naksh mita do bhoola bisra jazba koi bhoola bisra jazba koi kadmon ko behka dein aanch puraani yaadon ki na chingaari sulgaa dein in ko raaz bana do in ko raaz bana do guzre beete afsaanon ka guzre beete afsaanon ka har ik naksh mita do bhare khazaane khushiyon ke bhare khazaane khushiyon ke kismat se aaj mile hain aasaon ki phulwaari mein phool hi phool khile hain chun chun sej sajaa do chun chun sej sajaa do guzre beete afsaanon ka har ik naksh mita do pichhli yaad bhoola do pichhli yaad bhoola do pichhli yaad bhoola do pichhli yaad bhoola do
    Songs Title Film/Album Song Number
Phir Tumhari Yaad Rustam Sohrab (1963) 12461
Phir Wahi Raat Hai Ghar (1978) 21103
Phir Wo Bhooli Si Yaad Aayi Hai Begaana (1963) 16208
Phir Wohi Chaand Wohi Baarish (1957) 36068
Phir Wohi Shaam Wohi Ghum Jahan Ara (1964) 21102
Phirki Waali Raja Aur Runk (1968) 12449
Phitey Andharachey Jaaley Lakshmichi Paule (1982) 29143
Phool Aahistaa Phenko Prem Kahani (1975) 12429
Phool Ban Jaaunga Pyar Kiye Jaa (1966) 12440
Phool Hi Phool Khil Uthe Mehdi Hassan 15982
Phool Sa Chehra Raat Aur Din (1967) 12446
Phool Tumhe Bheja Hai Saraswatichandra (1968) 21105
Phoolon Ka Taroon Ka Hare Rama Hare Krishna (1971) 21106
Phoolon Ka Taroon Ka (Sad) Hare Rama Hare Krishna (1971) 32098
Phoolon Ke Dere Hain Zameer (1975) 12531
Phoolon Ke Rang Se Prem Pujari (1970) 21108
Phoolon Se Dosti Hai Duniyaa Jhukti Hai (1960) 12339
Phule Phule Dhole Chinmoy Chatterjee 14892
Phullan Di Bahar Punjabi Folk 11287
Pichhli Yaad Bhoola Do Mehndi (1983) 12387