MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa meri zindagi ki raaten aa dard se basaa de meri zindagi ki raaten aa dard se basaa de dil soz se hai khaali ik aag si laga de meri khushi ka daaman aa taar taar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa chhayi huyi ghataa mein jaise chhupa ho paani chhayi huyi ghataa mein jaise chhupa ho paani tunjh mein chhupi huyi hai meri bhi zindgani main to hoon saath tere ye aetbaar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa
tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera saaya kabhi mujhko yaad kar ke jo bahenge tere aansoon kabhi mujhko yaad kar ke jo bahenge tere aansoon to wahin pe rok lenge unhe aake mere aansoon tu jidhar ka rukh karega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera saaya tu agar udaas hoga to udaas hongi main bhi tu agar udaas hoga to udaas hongi main bhi nazar aaoon ya na aaoon tere paas hongi main bhi tu kahin bhi jaa rahega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera saaya main agar bichhad bhi jaaun kabhi mera ghum na karna main agar bichhad bhi jaaun kabhi mera ghum na karna mera pyaar yaad kar ke kabhi aankh nam na karna tu jo mud ke dekh lega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera
aaaa haaaa haaa haaaa haaa haaa haaa haaa mera salaam le jaa dil ka paiyaam le jaa ulfat kaa jaam le jaa udan khatole waale raahi udan khatole waale raahi lal lal lal la lal laaa laal laa hooo udta hawaaon mein baadal ki chhanve mein kaun se gaanv mein jaayega tu neeche zameen hai duniyaa haseen hai dil ko yakeen hai aayega tu lal lal lal la lal laaa laal laa hooo unchi udaan hai pankhon pe jaan hai aage toofan hai jaa naa kahin manzil bhi door hai himmat bhi choor hai aanaa zuroor hai aa jaa yahin
mera sundar sapna beet gayaa main prem mein sab kuchh haar gayi bedard zamaana jeet gayaa mera sundar sapna beet gayaa kyun kaali badariya chaayi hai kyun kali kali muskayi hai kyun kaali badariya chaayi hai kyun kali kali muskayi hai meri prem kahani khatm hui mere jeewan ka sangeet gayaa mera sundar sapna beet gayaa oooo chhod ke jaane wale aa dil tod ke jaane wale aa oooo chhod ke jaane wale aa dil tod ke jaane wale aa aankhein aansuan mein doob gayin doob gayin aankhein aansuan mein doob gayin hansne ka zamaana beet gayaa mera sundar sapna beet gayaa har raat meri diwali thi main piya ki hone wali thi har raat meri diwali thi main piya ki hone wali thi is jeewan ko ab aag lage aag lage is jeewan ko ab aag lage mujhe chhod ke jeewan meet gayaa mera sundar sapna beet gayaa main prem mein sab kuchh haar gayi bedard zamaana jeet gayaa mera sundar sapna beet gayaa mera sundar sapna beet gayaa mera sundar sapna beet gayaa
mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai ke tu kahin bhiiii ke tu kahin bhi rahe tu meri nighaah mein hai mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai ke tu kahin bhi rahe tu meri nighaah mein hai kharaa hai dard kaa rishtaa to phir judaayi kya kharaa hai dard kaa rishtaa to phir judaayi kya judaa to hote hain wo khot jinki chaah mein hai mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai ke tu kahin bhi rahe tu meri nighaah mein hai chhupaa huaa saa mujhi mein hai tu kahin aye dost chhupaa huaa saa mujhi mein hai tu kahin aye dost meri hansi mein nahin hai to meri aah mein hai mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai ke tu kahin bhiiii ke tu kahin bhi rahe tu meri nighaah mein hai mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai ke tu kahin bhi rahe tu meri nighaah mein hai
mera yaar bana hai dulha aur phool khile hain dil ke arre meri bhi shaadi ho jaaye dua karo sab mil ke mera yaar bana hai dulha aur phool khile hain dil ke arre meri bhi shaadi ho jaaye dua karo sab mil ke aaj ki khushiyaan dekh ke mera dil bhi le angdaai mere bhi ghar ho dhoom dhadaka aur baje shehanaai main bhi sehra baandh ke baithun beech bhari mehfil ke mera yaar bana hai dulha aur phool khile hain dil ke arre meri bhi shaadi ho jaaye dua karo sab mil ke ae mere maalik mere daataa mere paalanhaara ae mere maalik mere daataa mere paalanhaara yaar ko toone dulhan de di reh gaya main hi kunwaara mujh ko bhi meri bulbul de de haai main bhi hasoon khil khil ke mera yaar bana hai dulha aur phool khile hain dil ke arre meri bhi shaadi ho jaaye dua karo sab mil ke ae mere humdum rahe hamesha teri salaamat jodi ae mere humdum rahe hamesha teri salaamat jodi aaj tere sehre ne bhaiyyaa mujh pe qayaamat todi meri bhi aankhon mein jaage ooooo khwaab nayi manzil ke mera
aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa mere aye dil bata mere aye dil bata pyaar tune kiya paayi maine sazaa kya karun kya karun kya karun kya karun mere aye dil bata mere aye dil bata aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa tu khushi ke samander se khela kiya aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa kiss maze se mujhe tune dhoka diya tujhko moti mile mujhko aansoon mile kya karun kya karun kya karun kya karun mere aye dil bata mere aye dil bata aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa tu to paagal raha pyaar ke raag mein aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa tune daala mujhe dard ki aag mein teri kismat khuli meri duniyaa jali kya karun kya karun kya karun kya karun mere aye dil bata mere aye dil bata pyaar tune kiya paayi maine sazaa kya karun kya karun kya karun kya karun mere aye dil bata mere aye dil bata brindaban ko chali raam ke saath mein sukh ko thukraa diya
mere bachpan ke saathi mujhe bhool naa jaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana mere bachpan ke saathi mujhe bhool naa jaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana ghum furqat ke seh naa sakungi seh naa sakungi roungi kuchh keh naa sakungi dushman hai saara jahaan dushman hai saara jahaan jaaun kahaan haaan teri ulfat hai jeene ka bas ik bahaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana raat guzaarun gin gin taare gin gin taare kaise aaun paas tumhaare tum ho kahin main kahin tum ho kahin main kahin chain nahin haaan haaye duniyaa ne dil ka mere ghum naa jaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana koi dil ka dard naa jaane dard naa jaane apne bhi ab hai begaane ro ro ke kehta hai dil ro ro ke kehta hai dil aa saajan mil haan bas itna hi sun le mera hai fasaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana mere bachpan ke saathi mujhe bhool naa jaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana
mere bachpan tu ja ja jawaani ko le aa mere bachpan tu ja ja jawaani ko le aa ja ve ja tennu rab da waasta ja ve ja tennu rab da waasta mere bachpan tu ja ja jawaani ko le aa ja ve ja tennu rab da waasta ja ve ja tennu rab da waasta aaaaa aaa aaa aaaaaa aaaaa aaa aaa aaaaaa beriyan nu ber lag gaye ve tauba phoolon se jhuk gayin daaliyaaan beriyan nu ber lag gaye ve tauba phoolon se jhuk gayin daaliyaan jane mere kaanon mein kab pehnayegi maa baaliyaan chhaayi kaali ghata aayi thandi hawa ja ve ja tennu rab da waasta ja ve ja tennu rab da waasta lambi kaali raaton mein aisa na ho kabhi main jaag jaaun lambi kaali raaton mein aisa na ho kabhi main jaag jaaun kisi pardesi ke sang chupke se main bhaag jaaun bairi jaldi se ja ib der na laga ja ve ja tennu rab da waasta ja ve ja tennu rab da waasta chori chori panghat pe baatein karti hain bairan shaheliyan ho chori chori panghat pe baatein karti hain bairan shaheliyan jaane kab mera preetam bhujhega meri prem paheliyan
ho mere bechain dil ko chain tune diya mere bechain dil ko chain tune diya shukriyaa shukriyaa o shukriyaa shukriyaa ho tera ehsaan hai jo pyaar tune kiya tera ehsaan hai jo pyaar tune kiya shukriyaa shukriyaa o shukriyaa shukriyaa kabhi khaabon mein maine aa aa ke teri neend churaayi raaton mein kabhi uljhaya kabhi suljhaya teri zulfon ko mulaaqaton mein teri zulfon ko mulaaqaton mein ho meri gustaakhiyon ko tune maaf kiya meri gustaakhiyon ko tune maaf kiya shukriyaa shukriyaa o shukriyaa shukriyaa har waqt samaayi rehti thi maayusi meri nighahon mein main bhatak jaata main behak jaata gir jaata main inn raahon mein gir jaata main inn raahon mein ho mere saathi mujhe tune tham liya mere saathi mujhe tune tham liya shukriyaa shukriyaa o shukriyaa shukriyaa maujon ne teri hi baatein ki taarron ne tera hi naam liya jab gulshan se hua tera guzar phoolon ne bhi daaman tham liya phoolon ne bhi daaman tham liya ho tune jaane jahaan dil mujhko diya tune jaane jahaan dil
hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmm mere bhaiya mere chanda mere anmol ratan tere badle main zamaane ki koi cheez naa loon mere bhaiya mere chanda mere anmol ratan tere badle main zamaane ki koi cheez naa loon teri saanson ki kasam khaa ke hawaa chalti hai tere chehre ki jhalak paa ke bahaar aati hai ek pal bhi meri nazron se jo tu ojhal ho har taraf meri nazar tujhko pukaar aati hai mere bhaiya mere chanda mere anmol ratan tere badle main zamaane ki koi cheez naa loon mere bhaiya mere chanda mere anmol ratan tere badle main zamaane ki koi cheez naa loon tere sehre ki mehakti huyi ladiyon ke liye anginat phool ummeedon ke chune hain maine wo bhi din aaye ke unn khaabon ki taabeer mile teri khaatir jo hansin khaab bune hain maine mere bhaiya mere chanda mere anmol ratan tere badle main zamaane ki koi cheez naa loon mere bhaiya mere chanda mere anmol ratan tere badle main zamaane ki koi cheez naa loon mere bhaiya
mere bichhde saathi sunta jaaaa mere geet hain tere liyee mere bichhde saathi sunta jaaaa mere geet hain tere liyee mere bichhde saathi sunta jaaaa kal jo lagi thi tere gale se aaj wo birhan path mein padi hai paanv ke neeche jalti hai dharti sir pe birha ki dhoop khadi hai mere bichhde saathi sunta jaaaa mere geet hain tere liyee mere bichhde saathi sunta jaaaa deepak se lau door ho jaise jaise kiran sooraj se paraayi dekhi na hogi jag ne sanwariya aisi mili hai mujhko judaayi mere bichhde saathi sunta jaaaa mere geet hain tere liyee mere bichhde saathi sunta jaaaa pyaar sahaara tha jeevan ka pyaar hi mujhko raas na aaya ab hai bhatakna galiyon galiyon saath liye apni hi chhaya mere bichhde saathi sunta jaaaa mere geet hain tere liyee mere bichhde saathi sunta jaaaa
hmm hmm hmm mere deewanepan ki bhi dawaa nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin maine jaane kya sun liya tune to kuchh kaha nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin main ye samjha mere dil ki koi hasrat nikal gayi main ye samjha mere dil ki koi hasrat nikal gayi tune dekha mujhe aise ke tabiyat machal gayi warna tere sar ki kasam aadmi main bura nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin mere deewanepan ki haaye beadab hoon main deewana kis kadar tu khafa huyi beadab hoon main deewana kis kadar tu khafa huyi chhoo liya kyun badan tera tauba kaisi khata huyi saari duniyaan mein koi mere laayak sazaa nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin chaandni raat mein jaise rukh e gul pe kiran padi chaandni raat mein jaise rukh e gul pe kiran padi besabab rooth kar tere maathe pe yun shikan padi mere mehboob ye teri berookhi hai adaa nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin mere deewanepan ki bhi dawaa nahin
hooooo hoooooooo mere des mein hoooo ooooo mere des mein mere des mein pawan chale purwaai hoo mere des mein mere des ko dekhne bhai saari duniyaa aayi mere des mein hoooo ooooo mere des mein pawan chale purwaai hoo mere des mein jhilmil jhilmil taara chamke dagmag dagmag naiyya dole rimjhim baadal barse raama hooo gun gun gun gun bhanware jhoome jhar jhar jhar jhar jharne jhoome chham chham paayal baaje raama hoo hey gaiyya naache baansuri bajaaye re kanhaayi mere des mein hoooo ooooo mere des mein pawan chale purwaai hoo mere des mein jeevan apna sundar sapna kaun paraya kaun hai apna pyaar sabhi ka apne dil mein hooo har ik rang ke phool hain khilte har mazhab ke log hain milte iss bagiyaa mein iss mehfil mein hoo hey hum saare hain bharatwaasi sab hain bhai bhai mere des mein hoooo ooooo mere des mein pawan chale purwaai hoo mere des mein ambua ki daali pe koyal geet sunaaye komal komal mere baagh ki kaliyon ke hoooo pathjhar mast bahaaron jaise pather bhi hain
nafarat ki laathi todo laalach ka khanjar phenko zidd ke peechhe mat daudo tum prem ke panchhi ho desh premiyon desh premiyon aapas mein prem karo desh premiyon mere desh premiyon aapas mein prem karo desh premiyon nafarat ki laathi todo laalach ka khanjar phenko zidd ke peechhe mat daudo tum prem ke panchhi ho desh premiyon aapas mein prem karo desh premiyon mere desh premiyon aapas mein prem karo desh premiyon dekho ye dharti hum sab ki maata hai socho aapas mein kya apna naata hai hum aapas mein lad baithe to desh ko kaun sambhaalega koi baahar waala apne ghar se hamein nikaalega deewanon hosh karo mere desh premiyon aapas mein prem karo desh premiyon mere desh premiyon aapas mein prem karo desh premiyon meethe paani mein ye zehar na tum gholo jab bhi kuchh bolo ye soch ke tum bolo bhar jaata hai gahara ghaav jo banata hai goli se par vo ghaav nahi bharta jo bana ho kadvi goli se to meethe bol kaho mere desh premiyon aapas mein prem karo desh premiyon mere desh
mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayega mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayega aha haa ha haa haan ha la la la la la la la lala laaa mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayegaa ae beqrar ab intezar kuchh rang la raha hai ae beqrar ab intezar kuchh rang la raha hai kahta hai pyaar tera raazdar tere pass aa raha haiiiii mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayega mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayegaa hogi haseen wo chand raat hum saath saath honge hogi haseen wo chand raat hum saath saath honge barsega noor khushiyon mein choor haathon mein haath honge mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayega mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayegaa badlega daur kuchh der aur tu ghum ka zehar pee le badlega daur kuchh der aur tu ghum ka zehar pee le hoga milap phir apne aap jaise bhi chahe jee le mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayega aha haa ha haa haan ha la
mere dil ko jiski talash thi maine wo sitamgar paa liya mere dil ko jiski talash thi maine wo sitamgar paa liya meri har adaa pe jo jaan de maine wo sikandar paa liya meri har adaa pe jo jaan de mere dil se pehle varak pe hai tera naam kab se likha hua mere dil se pehle varak pe hai tera naam kab se likha hua mujhe iss tarah na bana sanam ye sabak hai mera padha hua ye sabak hai mera padha hua jisse do jahaan mein naa paa saka use dil ke andar paa liya meri har adaa pe jo jaan de maine wo sikandar paa liya mere dil ko jiski talash thi jise maine chaaha naa bach saka kabhi meri zulfon ke jaal se jise maine chaaha naa bach saka kabhi meri zulfon ke jaal se mujhe phir bhi pyaar hai jaanejaan teri zulf se teri chaal se teri zulf se teri chaal se jo mere ishaaron pe chal sake maine aisa dilbar paa liya mere dil ko jiski talash thi maine wo sitamgar paa liya meri har adaa pe jo jaan de tere naaz kyun naa uthaun main mere har maraz ki dawaa hai tu tere naaz kyun naa
mere dil mein aaj kyaa hai tu kahe to main bataa doon mere dil mein aaj kyaa hai tu kahe to main bataa doon teri zulf phir sawaaroon teri maang phir sajaa doon mere dil mein aaj kyaa hai tu kahe to main bataa doon mujhe devtaa banaa kar teri chaahton ne pooja mujhe devtaa banaa kar teri chaahton ne pooja mera pyaar keh rahaa hai main tujhe khuda banaa doon mera pyaar keh rahaa hai main tujhe khuda banaa doon mere dil mein aaj kyaa hai tu kahe to main bataa doon koi dhoondne bhi aaye to humen na dhoond paaye koi dhoondne bhi aaye to humen na dhoond paaye tu mujhe kahin chhupaa de main tujhe kahin chhupa doon tu mujhe kahin chhupaa de main tujhe kahin chhupa doon mere dil mein aaj kyaa hai tu kahe to main bataa doon mere baazuon mein aa kar tera dard chain paaye mere baazuon mein aa kar tera dard chain paaye tere gesuon mein chhup kar main jahaan ke ghum bhulaa doon tere gesuon mein chhup kar main jahaan ke ghum bhulaa doon teri zulf phir sawaaroon teri maang phir
mere dil mein hai ik baat keh do to bhala kya hai mere dil mein hai ik baat keh do to bhala kya hai ghadi mein ye ghadi mein wo har rang ki har adaa hai tere dil mein hai kya baat kaise bataaun kya hai mere dil mein hai ik baat keh do to bhala kya hai lagti mujhe duniyaa haseen jab paas hoti ho lagta nahin hai dil kahin jab door hote ho hoooo lagti mujhe duniyaa haseen jab paas hoti ho lagta nahin hai dil kahin jab door hote ho hai raaz kya iss mein kaho aakhir ye baat kya hai mere dil mein hai ik baat keh do to bhala kya hai tere dil mein hai kya baat kaise bataaun kya hai jaisa kahaa tumne mujhe waisa hi hota hai kehte hain jisko pyaar wo aisa hi hota hai hooo jaisa kahaa tumne mujhe waisa hi hota hai ye pyaar ki duniyaa nayi koi dil mein aa basaa hai mere dil mein hai ik baat keh do to bhala kya hai tere dil mein hai kya baat kaise bataaun kya hai
mere dil mein halki siiiiii mere dil mein halki si wo khalish hai jo nahin thi kahin pyaar ho naa jaaye kahin pyaar ho naa jaaye mere dil mein halki si wo khalish hai jo nahin thi kahin pyaar ho naa jaaye kahin pyaar ho naa jaaye mere dil mein halki si jaane kya sun liyaa jaane kya keh gaye wo humen hum unhen dekhte reh gaye jaane kya sun liyaa jaane kya keh gaye wo humen hum unhen dekhte reh gaye ik baat huyi samjha naa koi mere dil se nikli haaye kahin pyaar ho naa jaaye mere dil mein halki si wo khalish hai jo nahin thi kahin pyaar ho naa jaaye kahin pyaar ho naa jaaye mere dil mein halki si dil ki dhadkan kabhi itni pyaari naa thi yun to har cheez thi beqaraari naa thi ye dar hai mujhe inkaar mera iqraar ho naa jaaye kahin pyaar ho naa jaaye mere dil mein halki si wo khalish hai jo nahin thi kahin pyaar ho naa jaaye kahin pyaar ho naa jaaye mere dil mein halki si
    Songs Title Film/Album Song Number
Mera Quraar (Female) Ashiana (1952) 12740
Mera Saaya Saath Hoga Mera Saaya (1966) 21325
Mera Salaam Le Jaa Uran Khatola (1955) 14365
Mera Sundar Sapna Beet Gayaa Do Bhai (1947) 13141
Mera To Jo Bhi Kadam Dosti (1964) 20913
Mera Yaar Bana Hai Dulha Chaudhvin Ka Chand (1960) 20914
Mere Aye Dil Bata Jhanak Jhanak Payal Baaje (1955) 13442
Mere Bachpan Ke Saathi Anmol Ghadi (1946) 12696
Mere Bachpan Tu Ja Kuchhe Dhaage (1973) 32841
Mere Bechain Dil Ko Aamne Saamne (1967) 12565
Mere Bhaiya Mere Kaajal (1965) 13495
Mere Bichhde Saathi Chirag (1969) 12999
Mere Deewanepan Ki Mehboob Ki Mehndi (1971) 13700
Mere Des Mein Pawan Jigri Dost (1969) 20917
Mere Desh Premiyon Desh Premee (1982) 18116
Mere Dil Kabhi To Koi Main Chup Rahungi (1962) 32557
Mere Dil Ko Jiski Ustadon Ke Ustad (1963) 14389
Mere Dil Mein Aaj Kya Hai Daag (1973) 20918
Mere Dil Mein Hai Post Box 999 (1958) 13974
Mere Dil Mein Halki Si Parasmani (1963) 13915