MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

ho ho ho ho ye zindagi kuchh bhi sahi par ye mere kis kaam ki ye zindagi kuchh bhi sahi par ye mere kis kaam ki jiske liye jeete hain log jiske liye jeete hain log bas hai kami us naam ki ye zindagi kuchh bhi sahi par ye mere kis kaam ki ho jisko nahin hai armaan koi kaisi jawaani hai ye jisko nahin hai armaan koi kaisi jawaani hai ye ho jiska nahin hai unwaan koi aisi kahaani hai ye o naa hai khabar aagaaz ki naa hai khabar aagaaz ki na hai khabar anjaam ki ye zindagi kuchh bhi sahi par ye mere kis kaam ki pyaasa rahaa main meri gali mein saawan barsta rahaa pyaasa rahaa main meri gali mein saawan barsta rahaa mele mein jaise koi akelaa aise tarsta rahaa poochho na ye kaise bhalaa poochho na ye kaise bhalaa maine subah se shaam ki ye zindagi kuchh bhi sahi par ye mere kis kaam ki dil behlaane ko likhte hain dil ke kisse fasaanon mein log dil behlaane ko likhte hain dil ke kisse fasaanon mein log o rakhte hain heere moti sajaake apni dookanon mein log bazaar mein
aa aa aa aa aa aa aa aa ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai ye bahaar ye sama keh raha hai pyaar kar kisi ki aarzoo mein apne dil ko beqarar kar ye bahaar ye sama keh raha hai pyaar kar kisi ki aarzoo mein apne dil ko beqarar kar zindagi hai bewafaaaaaaaaaa zindagi hai bewafa loot pyaar ka mazaa ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai dhadak raha hai dil to kya dil ki dhadkanen na gin dhadak raha hai dil to kya dil ki dhadkanen na gin phir kahan ye fursaten phir kahan ye raat din aa rahi hai ye sadaaaaaaaaa aa rahi hai ye sada mastiyon mein doob ja ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai jo dil yahaan na mil sake milenge uss jahaan mein jo dil yahaan na mil sake milenge uss jahaan mein khilenge hasraton ke phool jaa ke aasmaan mein ye zindagi chali gayiiiiiii ye
ye zulf kaisi hai zanjeer jaisi hai ye zulf kaisi hai zanjeer jaisi hai wo kaisi hogi jiski tasveer aisi hai ye aankh kaisi hai haaye teer jaisi hai ye aankh kaisi hai haaye teer jaisi hai wo kaisa hoga jiski tasveer aisi hai ye zulf kaisi hai zanjeer jaisi hai wo kaisi hogi jiski tasveer aisi hai wo kaisa hoga jiski tasveer aisi hai tum to mujhe pasand ho kya main tumhen pasand hoon kya tum rajamand ho main to rajamand hoon main tumse kya bolun taqdeer kaisi hai main tumse kya bolun taqdeer kaisi hai wo kaisa hoga jiski tasveer aisi hai ye zulf kaisi hai zanjeer jaisi hai wo kaisi hogi jiski tasveer aisi hai hooo hoooooooo ghunghat nikaal ke piyaa baithungi main to aaj se dekho naa iss tarah mujhe marr jaaungi main laaj se ye khaab kaisa hai taabeer kaisi hai ye khaab kaisa hai taabeer kaisi hai wo kaisi hogi jiski tasveer aisi hai ye aankh kaisi hai haaye teer jaisi hai wo kaisa hoga jiski tasveer aisi hai wo kaisi hogi jiski tasveer aisi hai
ye zulfon ki bikhri ghata kya kehti hai zara sun mera dil deewana kya bole re ye aanchal ki mehki hawaa kya kehti hai nighahon ka yun muskurana kya bole re aate jaate mujhko dekhe na kare pyaar ki baat koi aate jaate mujhko dekhe na kare pyaar ki baat koi tera dil bhi kehta hoga ho dilruba saath koi ye honthon pe rukti sadaa kya kehti hai aaa aaa aaaa aaaa ye saanson ka gumsum tarana kya bole re aaaaa aaaaa aaaaa aise tanha tujhko paa ke dil mein koi pyaas jaage aise tanha tujhko paa ke dil mein koi pyaas jaage dil pe kaaboo na reh jaaye pal bhar tere pass aa ke ye lehrati bal khaati baahen kya kehti hai ye kadmon ka yun dagmagana kya bole re ye zulfon ki bikhri ghata kya kehti hai aaa aaa aaaa aaaa zara sun mera dil deewana kya bole re ye aanchal ki mehki hawaa kya kehti hai nighahon ka yun muskurana kya bole re aaaaa aaaaa aaaaa
yechatanundi veechenoooo ee challani gaaali yechatanundi veechenoooo ee challani gaaali theegelapai ooguthu poovulapai sooguthu theegelapai ooguthu poovulapai sooguthu prakrutinella haayigaaaa prakrutinella haayiga theeyaga maayaga paravasinpajeyuchuuuuu yechatanundi veechenoooo ee challani gaaali jabilitho aaduthu vennelatho paaduthu jabilitho aaduthu vennelatho paaduthu manasumeeda haayigaaaa manasumeeda haayiga theeyaga maayaga matthumandu jalluthuuu yechatanundi veechenoooo ee challani gaaali hrudayaveena meetuthu prema geeti paaduthu hrudayaveena meetuthu prema geeti paaduthu prakrutinella haayigaaaa prakrutinella haayiga theeyaga maayaga paravasinpajeyuchuuuuu yechatanundi veechenooooooo ee challani gaali
yeedho yeedhoo annadi ye masaka pelupuloo koti padava lorinadi kota pelli kooturu yeedho yeedhoo annadi ye masaka pelupuloo koti padava lorinadi kota pelli kooturu pudigi pudigi kuchindi bediapede vaiyaram mudichikone koladi meri medisipede singaram soyagana vindulakai vaie kannullu kavali hmm hmm hmm hmm yeedho yeedhoo annadi ye masaka pelupuloo koti padava lorinadi kota pelli kooturu ningilona venukullu yenta kanikarinchado ninunaku kanukaga pilichi tanimi nausagaru pulakarinchu mamatalato pulla panupu vesaru hmm hmm hmm hmm yeedho yeedhoo annadi ye masaka pelupuloo koti padava lorinadi kota pelli kooturu aa aa aa hmm hmm hmm
yeh albeli pyaar ki raahein yeh jaane pehchaane raste kal bhi the ye nikhre nikhre aaj bhi hai ye hanste hanste ha ha ha ha ha yeh albeli pyaar ki raahein yeh jaane pehchaane raste kal bhi the ye nikhre nikhre aaj bhi hai ye hanste hanste ha ha ha ha ha yeh albeli pyaar ki raahein hum tum honge jahan jahan pyaar bhi hoga wahan wahan kehti hai dil ki dhadkan hum jawan tum jawan hum tum honge jahan jahan pyaar bhi hoga wahan wahan kehti hai dil ki dhadkan hum jawaan tum jawaan yeh albeli pyaar ki raahein yeh jaane pehchaane raste kal bhi the ye nikhre nikhre aaj bhi hain ye hanste hanste ha ha ha ha ha yeh albeli pyaar ki raahein jab tak raah dikhane waali teri shokh nazar hai mere sathi mere humdum pyara pyara yeh safar hai jab tak raah dikhane waali teri shokh nazar hai mere sathi mere humdum pyara pyara yeh safar hai yeh albeli pyaar ki raahein yeh jaane pehchaane raste kal bhi the ye nikhre nikhre aaj bhi hain ye hanste hanste ha ha ha ha ha yeh albeli pyaar ki
ye chaand sitaare kya jaane iss dil ke sahaare toot gaye aankhon se kisi badkismat ki kitne hi sitaare toot gaye ye chaand sitaare kya jaane taqdeer ki zaalim maujon ne afsos ko yaa jaa ke kaha taqdeer ki zaalim maujon ne afsos ko yaa jaa ke kaha saahil si lagi jyun hi kashti maujon se kinaare toot gaye aankhon se kisi badkismat ki kitne hi sitaare toot gaye ye chaand sitaare kya jaane ulfat kaa chaman sunsaan hua ulfat kaa chaman sunsaan hua viraan mera armaan hua barbaad huyi dil ki duniyaa sab saaz humaare toot gaye aankhon se kisi badkismat ki kitne hi sitaare toot gaye ye chaand sitaare kya jaane iss dil ke sahaare toot gaye aankhon se kisi badkismat ki kitne hi sitaare toot gaye ye chaand sitaare kya jaane
yeh din kya aaye lage phool hasne dekho basanti basanti hone lage mere sapne yeh din kya aaye lage phool hasne sone jaisi ho rahi hai har subah meri lage har saanjh ab gulaal se bhari chalne lagi mehki hui pawan magan jhoom ke aanchal tera choom ke yeh din kya aaye lage phool hasne wahan mann bawara aaj ud chala jahan par hai gagan salona sanwlaa jaa ke wahin rakh de kahin mann rangon mein khol ke sapne yeh anmol se yeh din kya aaye lage phool hasne dekho basanti basanti hone lage mere sapne yeh din kya aaye lage phool hasne
yeh duniyaa patang nit badale ye rang koi jaane na udaane wala kaun hai yeh duniyaa patang nit badale ye rang koi jaane na udaane wala kaun hai sab apni udaayen ye jaan na paayen kab kis ki chadhe kis ki kat jaaye ye hai kisko pata rukh badle hawa aur dor idhar se udhar hat jaaye ho wo dor ya kamaan ya zameen aasmaan koi jaane na banane wala kaun hai ude akad akad dhan walon ki patang sada dekha hai gareeb se hi pench lade hai guroor ka huzoor sar niche sada jo bhi jitna uthaaye use utne pade kis baat ka gumaan bhala kare insaan jab jaane na banane wala kaun hai
ye duniyaa usi ki jo pyaar kar le preet se dil ka singaar kar le preet se dil ka singaar kar le mann mein jiss ke naa pyaar ki lagan hai uska jeevan bhi kya jeevan hai suno suno ji kya kehti hai paayal ki jhankaar ta ta dhin tana de re naa na ta ra ni dhum ta da ni ta de re na ta ta dhin tana de re naa na ta ra ni dhum ta da ni ta de re na ta dhim ta dhim tak tak tak takit takit tak takit takit tak takit takit tak ta ta ta hoooo oooooo mann mein jiss ke naa pyaar ki lagan hai uska jeevan bhi kya jeevan hai nazren kisi se to chaar kar le apni ankhiyon se parda hata le mann ki bagiyaan mein kaliyaan khila le suno suno ji kya kehti hai paayal ki jhankaar na der da ni tin dir da ni dim dim ta nan na oo der da ni oo der dim dim ta nan na aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa ta gan na tai tai kir tai tai kir tai tai tai kir tai tak jhoom jhoom tak jhoom jhoom hooo ooooo apni ankhiyon se parda hata le mann ki bagiyaan mein
ae dil hai mushkil jeena yahaan zaraa hatt ke zaraa bach ke yeh hai bombay meri jaan ah ha ha ho ho ho hi ha ha ha hmm hmm hmm hmm hmm hmm um um ae dil hai mushkil jeena yahaan zaraa hatt ke zaraa bach ke yeh hai bombay meri jaan kahin building kahin tramein kahin motor kahin mill milta hai yahaan sab kuchh ek milta nahin dil kahin building kahin tramein kahin motor kahin mill milta hai yahaan sab kuchh ek milta nahin dil insaan ka nahin kahin naam o nishaan zaraa hatt ke zaraa bach ke yeh hai bombay meri jaan ae dil hai mushkil jeena yahaan zaraa hatt ke zaraa bach ke yeh hai bombay meri jaan kahin satta kahin patta kahin chori kahin ress kahin daaka kahin phaanka kahin thokar kahin thes kahin satta kahin patta kahin chori kahin ress kahin daaka kahin phaanka kahin thokar kahin thes bekaron ke hain kai kaam yahaan zaraa hatt ke zaraa bach ke yeh hai bombay meri jaan ae dil hai mushkil jeena yahaan zaraa hatt ke zaraa bach ke yeh hai bombay meri jaan beghar ko
yeh hai reshmi zulfon ka andhera na ghabraiye jahan tak mehak hai mere gesuon ki chale aaiye yeh hai reshmi zulfon ka andhera na ghabraiye jahan tak mehak hai mere gesuon ki chale aaiye yeh hai reshmi zulfon ka andhera na ghabraiye jahan tak mehak hai mere gesuon ki chale aaiye suniye to zara jo haqeeqat hai kahte hain hum khulte rukte inn rangeen labon ki kasam jal uthenge diye jugnuon ki tarah jal uthenge diye jugnuon ki tarah ji tabassum to farmaaiye haan yeh hai reshmi zulfon ka andhera na ghabraiye jahan tak mehak hai mere gesuon ki chale aaiye lal lal laa laaaa lala lala la lala lala la la la lala lala laaaa pyaasi hai nazar yeh bhi kahne ki hai baat kya tum ho mehmaan to na thehregi ye raat kya raat jaaye rahen aap dil mein mere raat jaaye rahen aap dil mein mere armaan ban ke reh jaaiye haan yeh hai reshmi zulfon ka andhera na ghabraiye jahan tak mehak hai mere gesuon ki chale aaiye
ye hawaa ye raat ye chaandni teri ik adaa pe nisaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni teri ik adaa pe nisaar hai mujhe kyun na ho teri aarzoo teri justjoo mein bahaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni tujhe kyaa khabar hai o bekhabar tujhe kyaa khabar hai o bekhabar teri ik nazar mein hai kyaa asar tujhe kyaa khabar hai o bekhabar teri ik nazar mein hai kyaa asar jo gazab mein aaye to kehar hai jo ho meharbaan wo qaraar hai mujhe kyun na ho teri aarzoo teri justjoo mein bahaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni teri baat baat hai dil nashin teri baat baat hai dil nashin koi tujhse badh ke nahin hasin teri baat baat hai dil nashin koi tujhse badh ke nahin hasin hai kali kali mein jo mastiyaan teri aankh ka ye khumaar hai mujhe kyun na ho teri aarzoo teri justjoo mein bahaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni teri ik adaa pe nisaar hai ye hawaa ye raat ye chaandni
yeh hawayein zulfon mein teri gum ho jaayen yeh hawayein zulfon mein teri gum ho jaayen haan choome nigaahon se chehra tera honton se chhoo le phir daaman tera apni panaahon mein tujhko bhare meri aarzoo ko pareshaan kare yeh hawayein zulfon mein teri gum ho jaayen yeh hawayein zulfon mein meri gum ho jaayen haan choome nigaahon se chehra mera honton se chhoo le phir daaman mera apni panaaho mein mujhko bhare teri aarzoo ko pareshaan kare yeh hawayein zulfon mein meri gum ho jaayen hmmm yeh hawayein zulfon mein meri gum ho jaayen chhodo bhi ab dillagi khwaabon ki yeh zindagi dekho meri aankhon mein chaahat ki deewangi mehki umange jaagi tarange dil mein mere yeh hawayein zulfon mein teri gum ho jaayen o yeh hawayein zulfon mein teri gum ho jaayen chhoo kar tujhko hi aayi hai dil pe jo lehraayi hai chanchal natkhat yeh hawaa khushboo teri hi laayi hai rango ke mele bhaaho mein khele sang sang tere haan yeh hawayein zulfon mein meri gum ho jaayen haan yeh hawayein
yeh husn yeh shabaab aap hain lajawaab yeh husn yeh shabaab aap hain lajawaab sitaron mein jaise ho koi maahtaab yeh husn yeh shabaab aap hain lajawaab yeh husn yeh shabaab aap hain lajawaab tum bhi to ho sanam jahan mein bemisaal sabse anokhi ada sabse niraali chaal aaj milke yahaan sach hoyenge ke khwab yeh husn yeh shabaab aap hain lajawaab yeh husn yeh shabaab aap hain lajawaab dilnashin mahajabin aap aaye aafreen dhund hi lenge hum falak ho ya zameen ek raah apni kaante ho ya gulaab yeh husn yeh shabaab aap hain lajawaab yeh husn yeh shabaab aap hain lajawaab faasle mitaa kar paas aa jaayien dilo jaan aapki hukum farmayien hum hain bekaraar na tum ho betaab yeh husn yeh shabaab aap hain lajawaab sitaaron mein jaise ho koi mahtaab yeh husn yeh shabaab aap hain lajawaab ho oooo ooo a aa aaaa o oo ooooo aa aa aaaa hmmm mmm mmm la la la la la la aa aa aaaa ho oo oooo
jaansoz ki haalat ko jaansoz ki haalat ko jaansoz hi samjhega main shamma se kehta hoon mehfil se nahin kehta kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq sehar tak sabka hai anjaam jal kar khaakh ho jaana sehar tak sabka hai anjaam jal kar khaakh ho jaana bane mehfil mein koi shamma yaa parwaana ho jaaye kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq aaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaa hoooooo re naaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa vaishte dil vaisno daar se roki naa gayi kisi khanjar kisi talwaar se roki naa gayi ishq majnu ki wo aawaaz hai jiske aage koi laila kisi deewar se roki naa gayi kyunke wo hans ke agar maange to hum jaan bhi de den wo hans ke agar maange to hum jaan bhi de den haan ye jaan to kya cheez hai imaan bhi de den kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq naazon andaaz se kehte hain ke jeena hoga
aaaa haaaa haaa haaa tara ra rum tara rara rum aaaa haaaa tara ra rum tara rara rum yeh kaun aaya yeh kaun aaya ke mere dil ki duniyaa mein bahaar aayiiiii yeh kaun aaya ke mere dil ki duniyaa mein bahaar aayiiiii yeh kaun aaya achaanak ye mere haathon mein kiska haath aaya hai naa main jaanun naa dil jaane wo apna yaa parayaa hai yeh kaun aaya ke main apni hi dhadkan sun ke sharmaayiiiii yeh kaun aaya dulhan ban ke jawaani ki umenge gungunaati hain basa hai kaun aankhon mein ke aankhen muskuraati hain bikhar ke kiski baahon pe ye meri zulf lehraayiiiii ye kaun aaya yeh kaun aaya ke mere dil ki duniyaa mein bahaar aayiiiii yeh kaun aaya
hari hari vasundhara neela neela yeh gagan neela neela yeh gagan hari hari vasundhara pe neela neela yeh gagan ke jispe baadlon ki paalki udaa rahaa pawan dishaayen dekho rang bhari dishaayen dekho rang bhari chamak rahi umang bhari yeh kisne phool phool pe yeh kisne phool phool pe kiya singaar hai yeh kaun chitrakaar hai yeh kaun chitrakaar yeh kaun chitrakaar hai tapasviyon si hain atal yeh parvaton ki chotiyaan yeh sarp si ghumerdaar gherdaar ghaatiyaan dhwajaa se yeh khade huye dhwajaa se yeh khade huye hain virksh devdaar ke galiche yeh gulaab ke bagiche yeh bahaar ke yeh kis kavi ki kalpna yeh kis kavi ki kalpna ka chamatkaar hai yeh kaun chitrakaar hai yeh kaun chitrakaar yeh kaun chitrakaar hai kudrat ki iss pavitrata ko tum nihaar lo isske guno ko apne mann mein tum utaar lo chamka lo aaj laalima chamka lo aaj laalima apne lalaat ki kan kan se jhankti tumhen chhavi viraat ki apni to aankh ek hai apni to aankh ek hai uski hazaar hai yeh kaun chitrakaar hai
na raaja rahega na raani rahegi yeh duniya hai faani aur faani rahegi na jab ek bhi zindgaani rahegi ee to maati sabhi ki kahaani kahegi to maati sabhi ki kahaani kahegi dikhayegi rana ke rann ki nishani kahegi shivaji ke pran ki kahani batayegi muglon ki baate ajaani us gaddaar jaychand ki zindagaani yeh aapas ki sab badgumani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi jo the desh dushman gulami ke raahi lage pharne is vatan par siyaahi videsho ki karne lage vaah vaahi gaya desh haatho se aayi tabaahi yeh bhar bhar ke aankhon mein paani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi phir svatantra ka aisa sangram aaya ke har aadmi desh ke kaam aaya ladi veer janshi ki rani bhavani hajaron ne laakhon ne johar jalaya yeh qurbaniya khud jubaani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi jala do jala do yeh itihas jhothe tumhare yahan zarre zarre pe sach hai likha re julam vo
    Songs Title Film/Album Song Number
Ye Zindagi Kuchh Bhi Sahi Romance (1983) 17855
Ye Zindagi Usi Ki Hai Anarkali (1953) 21458
Ye Zulf Kaisi Hai Piya Ka Ghar (1972) 21459
Ye Zulfon Ki Bikhri Do Aur Do Paanch (1980) 13134
Yechati Nundi Veecheno Pelli Chesi Choodu (1952) 15256
Yedho Yedho Muthyala Muggu (1975) 15073
Yeh Albeli Pyaar Ki Dharti (1970) 21430
Yeh Chand Sitare Kya Jane Khubsoorat (1952) 15613
Yeh Din Kya Aaye Chhoti Si Baat (1975) 12990
Yeh Duniyaa Patang Patang (1960) 32738
Yeh Duniyaa Usi Ki Jo Gharana (1961) 13278
Yeh Hai Bombay Meri C I D (1956) 21439
Yeh Hai Reshmi Zulfon Mere Sanam (1965) 21440
Yeh Hawa Yeh Raat Yeh Chandni Sangdil (1952) 14135
Yeh Hawayein Bas Itna Sa Khwaab Hai (2001) 18343
Yeh Husn Yeh Shabab Aap Hein Lajawaab Shiv Charan (1982) 32634
Yeh Ishq Ishq Hai Barsaat Ki Raat (1960) 12851
Yeh Kaun Aaya Baazi (1951) 21470
Yeh Kaun Chitrakaar Hai Boond Jo Ban Gayee Moti (1967) 12932
Yeh Maati Sabhi Ki Navrang (1959) 32977