MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

nazar se door jaane waale dil se door naa karna meri aankhon ko rone par kahin majboor naa karna bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge ghataayen phir bhi chhaayengi magar hum tum juda honge bahaaren jahaan chhup chhup ke hum milte theeee jahaan chhup chhup ke hum milte the saajan wo gali humko ishaaron se bulaayegi magar hum tum juda honge bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge bahaaren sandesa pyaar kaa laayegi saawan ki jawaan raaten pawan jhoomegi gaayegi magar hum tum juda honge bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge bahaaren jahaan chhup chhup ke hum milte the saajan wo gali humko ishaaron se bulaayegi magar hum tum juda honge bahaaren phir bhi aayengi magar hum tum juda honge bahaaren
bahaaro phool barsaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai bahaaro phool barsaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai hawaao raagni gaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai o laali phool ki mehndi lagaa inn gore haathon mein utar aa aye ghata kaajal lagaa inn pyaari aankhon mein sitaaro maang bhar jaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai bahaaro phool barsaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai nazzaaro har taraf ab taan do ik noor ki chaadar bada sharmeela dilbar hai chala jaaye naa sharmaa kar zara tum dil ko behlaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai bahaaro phool barsaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai sajaayi hai jawaan kaliyon ne ab ye sej ulfat ki inhen maaloom tha aayegi ik din rutt muhabbat ki fizaao rang bikhraao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai bahaaro phool barsaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai
bahaaron ko chaman yaad aa gaya hai bahaaron ko chaman yaad aa gaya hai mujhe wo gulbadan yaad aa gaya hai bahaaron ko chaman yaad aa gaya hai lachakti shaakh ne jab sir uthaaya lachakti shaakh ne jab sir uthaaya kisi ka baankpan yaad aa gaya hai kisi ka baankpan yaad aa gaya hai mujhe wo gulbadan yaad aa gaya hai bahaaron ko chaman yaad aa gaya hai teri soorat ko jab dekha hai maine teri soorat ko jab dekha hai maine teri soorat ko jab dekha hai maine ooruz e fikr o fan yaad aa gaya hai ooruz e fikr o fan yaad aa gaya hai mujhe wo gulbadan yaad aa gaya hai bahaaron ko chaman yaad aa gaya hai mile wo ajnabi ban kar to rafatt mile wo ajnabi ban kar to rafatt mile wo ajnabi ban kar to rafatt zamaane ka chalan yaad aa gaya hai zamaane ka chalan yaad aa gaya hai mujhe wo gulbadan yaad aa gaya hai bahaaron ko chaman yaad aa gaya hai bahaaron ko chaman yaad aa gaya hai
bahaaron se poochho nazaaron se poochho dil kyun deewana mera ho gaya laakh sambhala magar kho gaya bahaaron se poochho nazaaron se poochho dil kyun deewana mera ho gaya laakh sambhala magar kho gaya tu bhi deewana sanam main bhi deewani ulfat ki ye ajab kahaani tu bhi deewana sanam main bhi deewani ulfat ki ye ajab kahaani mera dil tera jaise ho gaya laakh sambhala magar kho gaya badhane lagi hai ab beqaraari mitne lagi hai neend humari dil ko naa jaane ye kya ho gaya laakh sambhala magar kho gaya bahaaron se poochho nazaaron se poochho dil kyun deewana mera ho gaya laakh sambhala magar kho gaya
bahaaye chand ne aansoon zamaana chandni samjha bahaaye chand ne aansoon zamaana chandni samjha kisi ke dil se hook uthi to koi raagani samjhaa kisi ke dil se hook uthi to koi raagani samjhaa bahaaye chand ne aansoon chhoopaya kis taraha ghum ko zamaane ki nigaahon se chhoopaya kis taraha ghum ko zamaane ki nigaahon se zamaane ki nigaahon se mera ghum dekhne waala mere ghum ko khushi samjhaa bahaaye chand ne aansoon zamaana chandni samjha bahaaye chand ne aansoon chaman ko chhod kar maine guzaari zindagi aise chaman ko chhod kar maine guzaari zindagi aise guzaari zindagi aise ke jo kaanta nazar aaya ussi ko main kali samjhaa bahaaye chand ne aansoon zamaana chandni samjha kisi ke dil se hook uthi to koi raagani samjhaa bahaaye chand ne aansoon
baharo mera jeevan bhi sanwaaro baharo mera jeevan bhi sanwaaro koi aaye kahin se koi aaye kahin se yun pukaro baharo mera jeevan bhi sanwaaro baharo tumhi se dil ne seekha hai tadapana tumhi se dil ne seekha hai tadapana tumhi ko dosh doongi tumhi ko dosh doongi aye nazaaro baharo mera jeevan bhi sanwaaro baharo rachaao koi kajra laao gajra rachaao koi kajra laao gajra lachakti daaliyon tum lachakti daaliyon tum phool vaaro baharo mera jeevan bhi sanwaaro baharo lagaoo mere inn haathon mein mehendi lagaoo mere inn haathon mein mehendi sajaao maang meri sajaao maang meri yaa sidharo baharo mera jeevan bhi sanwaaro baharo
baharon ki baraat aa gayi khushi ko le ke saath aa gayi suno to mere dil suno to meri jaan hothon pe dil ki baat aa gayi baharon ki baraat aa gayi khushi ko le ke saath aa gayi suno to mere dil suno to meri jaan hothon pe dil ki baat aa gayi baharon ki baraaaaaat mujhse dekho na sharmana tum meri baahon me kho jaana tum mujhse dekho na sharmana tum meri baahon me kho jaana tum intezaari ki hadh ho chuki aur jyada na tarsaana tum aur jyada na tarsaana tum tum tum baharon ki baraat aa gayi khushi ko le ke saath aa gayi suno to mere dil suno to meri jaan hothon pe dil ki baat aa gayi baharon ki baraaaaaat honge muththi me donon jahaan jis ghadi main unhe paunga honge muththi me donon jahaan jis ghadi main unhe paunga chaand suraj ke dole mein phir apne ghar par unhe laaunga apne ghar par unhe laaunga haan haan baharon ki baraat aa gayi khushi ko le ke saath aa gayi suno to mere dil suno to meri jaan hothon pe dil ki baat aa gayi baharon ki baraat aa gayi khushi ko le
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm baharon ne kiye sajde phoolon ne sar jhukaya hai baharon ne kiye sajde phoolon ne sar jhukaya hai badi fursat se malik ne hansi tumko banaya hai baharon ne kiye sajde tere galon ki surkhi ko churane ko gulaab aaye tera nazuk badan jiski bala lene shabab aaye wo gore haath jismein sangemarmar ki suphedi hai ghata sawan ki zulfon mein teri aaram karti hai haseena o haseena haseena o haseena baharon ne kiye sajde phoolon ne sar jhukaya hai badi fursat se malik ne hansi tumko banaya hai baharon ne kiye sajde tera chehara zameen ka chand bankar jagmagaya hai magar kyun chandani ko apne ghungat mein chhupaya hai wo aankhe aisi hai jaise ghazal ke pahle do misre teri masumiyat par baithe hain andaz ke pehare haseena o haseena haseena o haseena baharon ne kiye sajde phoolon ne sar jhukaya hai badi fursat se malik ne hansi tumko banaya hai baharon ne kiye sajde farishton ki bhi tauba tod de ye teri angdayi teri kaatil jawani ban gayi phoolon ki
baharon ne mera chaman loot kar khizaan ko ye ilzaam kyun de diya kisi ne chalo dushmani ki magar isse dosti naam kyun de diya baharon ne mera chaman loot kar main samjha nahin aye mere humnashin sazaa ye mili hai mujhe kis liye sazaa ye mili hai mujhe kis liye ke saathi ne lab se mere chheen kar kisi aur ko jaam kyun de diya baharon ne mera chaman loot kar mujhe kya pata tha kabhi ishq mein rakeebon ko kaasid banaate nahin rakeebon ko kaasid banaate nahin khataa ho gayee mujhse kaasid mere tere haath paigaam kyun de diya baharon ne mera chaman loot kar khudaya yahan tere insaaf ke bahut maine charche sune hain magar bahut maine charche sune hain magar sazaa ki jagah ik khatavaar ko bhala tune inaam kyun de diyaa baharon ne mera chaman loot kar
bahe ankhiyon se dhaar jiyaa mera beqaraar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke bahe ankhiyon se dhaar jiyaa mera beqaraar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke o saathi meri taqdeer ke tumhen kaise dikhaaun dil cheer ke o saathi meri taqdeer ke tumhen kaise dikhaaun dil cheer ke mera pehla pehla pyaar meri pehli pehli haar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke meri duniyaa to hai barbaad hi lete jaao tum apni yaad bhi meri duniyaa to hai barbaad hi lete jaao tum apni yaad bhi liye ansuon ke haar karoon tumse pukaar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke jab nazren kisi ko naa paayengi mose ratiyaan guzaari naa jaayengi le ke dil mein intezaar kaise beetegi bahaar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke bahe ankhiyon se dhaar jiyaa mera beqaraar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke
bahot khubsoorat jawaan ek ladki sadak par akeli chali jaa rahi thi fakat naam ko usne pehne the kapde ajantaa ki murat nazar aa rahi thi nazar aa rahi thi koi manchala uss se takraa gaya koi manchala uss se takraa gaya mere doston tum karo faislaa khata kiss ki hai kiss ko den hum sajaa mere doston tum karo faislaa khata kiss ki hai kiss ko den hum sajaa hua haadsaa jo wo kaise naa hota ke ban ke qayamat wo nikli thi ghar se wo nikli thi ghar se naa dekhe koi to sharafat hai uski jo dekhe to kuchh bhi chhupe naa nazar se chhupe naa nazar se koi dil jala muft maara gaya koi dil jala muft maara gaya mere doston tum karo faislaa khata kiss ki hai kiss ko den hum sajaa mere doston tum karo faislaa khata kiss ki hai kiss ko den hum sajaa haseen to humesha haseen the magar haseen to humesha haseen the magar kabhi raaston pe nikalte naa the badalte the wo bhi kai roop lekin naye roz faishion badalte naa the wo badalte naa the gaya ek to dusraa aa gaya gaya ek to dusraa
bhor baye nit suraj uge saanjh pade dhal jaaye aise hi meri aas bandhe aur bandh bandh kar mit jaaye khabar mori naaaaaa linhi re khabar mori naaaaaa linhii re bahot din beete beete re bahot din beete khabar mori naa linhi re bahot din beete beete re bahot din beete gokul ki yeeeeeee gokul ki ye galiyaan roye madhuban ki ye kaliyaan roye jamuna roye raadha roye raswanti rang raliyaan roye more shyaaaaaam haaye roye roye mere do nainon bhaye reete bahot din beete beete re bahot din beete beete re bahot din beete sapne mein to daras dikha de kuchh dheeraj bandh jaaye kuchh dheeraj bandh jaaye sapna bhi to kiss bidh aaye jab nindiyaa nahin aaye jab nindiyaa nahin aaye more shyaaaam teri yaad yaad mein jug haari pal jeete bahot din beete beete re bahot din beete
bahut diya dene waale ne tujh ko bahut diya dene waale ne tujh ko aanchal hi na samaye to kya kije beet gaye jaise ye din raina baaki bhi kat jaye dua kije jo bhi de de maalik tu kar le qubool jo bhi de de maalik tu kar le qubool kabhi kabhi kaanto mein bhi khilte hain phool wahan der bhale hai andher nahin ghabraa ke yun gila mat kije bahut diya dene waale ne tujh ko aanchal hi na samaye to kya kije denge dukh kab tak bharam ke ye chor denge dukh kab tak bharam ke ye chor aare dhalegi ye raat pyare phir hogi bhor kab ruke ruki hai samay ki nadiyaa ghabraa ke yun gila mat kije bahut diya dene waale ne tujh ko aanchal hi na samaye to kya kije beet gaye jaise ye din raina baaki bhi kat jaaye dua kije
bahut door mujhe chale jaana hai bahut nazdik mujhe aana hai teri baahon mein mujhe aaj marr jaana hai bahut door mujhe chale jaana hai bahut nazdik mujhe aana hai teri baahon mein mujhe aaj marr jaana hai kisi ko iss jagah pe nahin aana hai kisi ko iss jagah se nahin jaana hai teri baahon mein mujhe aaj marr jaana hai jaane milen ya na milen phir aisi tanhaayi dil ki lagi lene lagi seene mein angdaayi hooo mujhko chhupa le dil mein basa le dekh burra ye zamaana hai hmmm kisi ko iss jagah pe nahin aana hai kisi ko iss jagah se nahin jaana hai ho teri baahon mein mujhe aaj marr jaana hai kya zindagi kat jaayegi bas teri yaadon mein ye raat bhi dhal jayegi kya yoon hi waadon mein hooo armaan nikle ya jaan nikle pyaar mera deewana hai hmmm kisi ko iss jagah pe nahin aana hai kisi ko iss jagah se nahin jaana hai ho teri baahon mein mujhe aaj marr jaana hai mere badan mein o sajan jaagi ek chingaari phunk jaayegi jal jaayegi iss mein duniya saari iss ko bujha de shola
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari agar ho inaayat aye jaane muhabbat bana dijiye inko kismat humari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari jo sabse juda hai wo andaaz ho tum chhupa tha jo dil mein wohi raaz ho tum jo sabse juda hai wo andaaz ho tum chhupa tha jo dil mein wohi raaz ho tum tumhari nazaakat bani jab se chaahat sukoon ban gayi hai har ik beqaraari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari naa the jab talak tum humari nazar mein naa tha chaand shab mein naa suraj sehar mein naa the jab talak tum humari nazar mein naa tha chaand shab mein naa suraj sehar mein tumhaari ijaazat tumhaari huqumat ye saara gagan hai ye dharti hai saari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari agar ho inaayat aye jaane muhabbat bana dijiye inko kismat humari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari khoobsurat hai aankhen tumhaari bahut
bahut pehle se unn kadmon ki aahat jaan leten hain bahut pehle se unn kadmon ki aahat jaan leten hain tujhe aye zindagi aye zindagi tujhe aye zindagi hum door se pehchaan leten hain bahut pehle se tabiyat apni ghabaraati hai jab sunsaan raaton mein tabiyat apni ghabaraati hai jab sunsaan raaton mein hum aise mein teri yaadon ki chaadar taan leten hain hum aise mein teri yaadon ki chaadar taan leten hain bahut pehle se meri nazren bhi aise kafiron ka jaano imaan hain nighahen milte hi jo jaan aur imaan leten hain nighahen milte hi jo jaan aur imaan leten hain bahut pehle se firaak aksar badal kar bhes milta hai koi kaafir firaak aksar badal kar bhes milta hai koi kaafir kabhi hum jaan leten hain kabhi pehchaan leten hain bahut pehle se un kadmon ki aahat jaan leten hain tujhe aye zindagi hum door se pehchaan leten hain bahut pehle se
aa aa aaaa aaaa aaaa aaaa bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye kadam choom loon ya ke aankhein bichha doon karoon kya yeh meri samajh mein na aaye bahut shukriya karoon pesh tumko nazraana dil ka nazraana dil ka karoon pesh tumko nazraana dil ka nazraana dil ka ke ban jaaye koi afsaana dil ka khuda jaane aisi suhaani ghadi phir khuda jaane aisi suhaani ghadi phir meri zindagi mein palat ke naa aaye bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye bahut shukriya khushi to bahut hai magar yeh bhi ghum hai magar yeh bhi ghum hai ke yeh saath apna kadam do kadam hai magar yeh musafir dua maangta hai magar yeh musafir dua maangta hai khuda aap se phir kisi din milaaye bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye bahut shukriya aa aaaa aa mujhe dar hai mujh mein guroor aa na jaaye lagoon jhumne main suroor aa na jaaye suroor aa na jaaye kahin dil na mera yeh taarif sun kar kahin dil na mera yeh taarif sun kar
nahi kharachili kavadi damadi nahi vechala daam aa aa aa vikat ghetala shyam bai mi vikat ghetala shyam bai mi vikat ghetala shyam aa aa aa aa aa aa aa aa kuni mhane hi asel chori kuna vatate ase udhari kuni mhane hi asel chori kuna vatate ase udhari janmabharichya shwasa ituke mojiyale harinaam mojiyale harinaam vikat ghetala shyam bai mi vikat ghetala shyam aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa bal gurakhi yamunevarcha gulam kala santagharacha bal gurakhi yamunevarcha gulam kala santagharacha hach tukyacha vithhal aani dasacha shriram dasacha shriram vikat ghetala shyam bai mi vikat ghetala shyam aa aa haa aa aa aa haa aaaa jitake malak titaki naave aa aa aa aa jitake malak titaki naave hrudaye titaki yachi gaave kuni na olakhi tarihi yala din anath anaam din anath anaam vikat ghetala shyam bai mi vikat ghetala shyam
aaaaaaaaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa bairan neend na aaye bairan neend na aaye mohe bairan neend na aaye mora jeeya ghabraaye bairan neend na aaye mohe bairan neend na aaye sooni padi meri palkon ki galiyan sooni padi meri palkon ki galiyan kaun khilaye neendiya ki kaliyan apne bhi hain paraye mohe bairan neend na aaye bairan neend na aaye laakh jatan karun aankh na laage laakh jatan karun aankh na laage so gayi khushiyan aur ghum jaage ghayal mann kit jaaye mohe bairan neend na aaye bairan neend na aaye yaad aayein jab pyaar ki baatein yaad aayein jab pyaar ki baatein aur bhi lambi ho jaye raatein bhor nazar nahin aaye mohe bairan neend na aaye mora jeeya ghabraaye bairan neend na aaye
ish ish bairi piya bada bedardi ish ho bairi piya bada bedardi dil ka dard na jaane saudaai harjaai zulmi ram duhaai kaise kahoon kaase kahoon haai ram dil ka dard na jaane na jaane na jaane na jaane jaane jaane haai bairi piya bada re bedardi ho hoo bairi piya bada be ish hmmmmmm tu door jo tha to paas hi tha ab paas hai to door hai kyoon na jaane jaane jaane jaane jaane tu door jo tha to paas hi tha ab paas hai to door hai kyoon aa paas to aa pehna bhi de ye kangna na sataa ab maan bhi le ye kehna kaise kahoon kaase kahoon ram kangna kehna na maane na maane na maane na maane ye kangna bada bedardi ho ye kangna bada bedardi kangna kehna na maane deewana aawaara sangdil ram duhaai ab maan bhi jaao na na na na na tum paas to aao na haan haan re haan haan beheki beheki baaton mein teri dheere dheere aane lagi jugnu ne mujhse kaha aisa hai ye tera piya le hi jaayega tera jiya haa pyaari pyaari baaton pe teri chaandni bhi hasne lagi taare muskuraane lage hawa
    Songs Title Film/Album Song Number
Bahaaren Phir Bhi Lahore (1949) 13576
Bahaaro Phool Barsaao Suraj (1966) 12077
Bahaaron Ko Chaman Yaad Aa Gaya Hai Ghulam Ali 15706
Bahaaron Se Poochho Fashion (1957) 13244
Bahaaye Chand ne Aansoon Lagan (1955) 13574
Baharo Mera Jeevan Aakhri Khat (1966) 12559
Baharon Ki Baraat Yakeen (1969) 14421
Baharon Ne Kiye Sajde Bombay By Nite (1976) 32825
Baharon Ne Mera Chaman Loot Kar Devar (1966) 13053
Bahe Ankhiyon Se Dhaar Hum Log (1951) 13356
Bahot Khubsoorat Ek Ladki Dostana (1980) 18067
Bahut Din Beete Sant Gyaneshwar (1964) 12092
Bahut Diya Dene Waale Soorat Aur Seerat (1963) 14280
Bahut Door Mujhe Chale Jaana Hai Heera Panna (1973) 11878
Bahut Khoobsurat Jagjit Singh 18141
Bahut Pehle Se (Duet Version) Jagjit Singh & Chitra Singh 11270
Bahut Shukriya Badi Meharbani Ek Musafir Ek Hasina (1962) 20191
Bai Mee Vikat Ghetala Shyam Jagachya Pathivar (1960) 15878
Bairan Neend Na Aaye Chacha Zindabad (1959) 12955
Bairi Piya Devdas (2002) 17927