MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

mila jo pyaar to hum pyaar ke kaabil na rahe mila jo pyaar to hum pyaar ke kaabil na rahe khizaan mein pal ke hum bahaar ke kaabil naa rahe gaye jo doob kinaaron se unka naata kyaa gaye jo doob kinaaron se unka naata kyaa ujad gaye jo bahaaron se unka naata kyaa tum to ek phool ho hum haar ke kaabil na rahe mila jo pyaar to hum pyaar ke kaabil na rahe khizaan mein pal ke hum bahaar ke kaabil naa rahe humen mita do ke hum zindagi se haare hain humen mita do ke hum zindagi se haare hain humen bhula do ke hum toote huye taare hain hain wafaadar magar yaar ke kaabil na rahe mila jo pyaar to hum pyaar ke kaabil na rahe khizaan mein pal ke hum bahaar ke kaabil naa rahe
pyaar ke saagar se nikli moti ke badle ret ab pachhtaaye kyaa hoye jab chidiyaan chug gayin khet o o o o o o ik jhooth hai ik jhooth hai jiskaa duniyaa ne rakhaa hai muhabbat naam arre rakhaa hai muhabbat naam dhokhaa hai jise dhokhaa hai jise kehte hain wafaa bas dekh liyaa anjaam arre bas dekh liyaa anjaam paani si nazar patthar saa jigar bedard tujhe pehchaan gaye paani si nazar patthar saa jigar bedard tujhe pehchaan gaye hum pyaar ki nagri mein aa kar dastoor yahaan ke jaan gaye milti hai kushi milti hai kushi dum bhar ke liye rone ko hain subho shaam rone ko hain subho shaam haai bas dekh liyaa bas dekh liyaa anjaam na poochh hua jo haal meraa ik teri nazar ke dhokhe se na poochh hua jo haal meraa ik teri nazar ke dhokhe se jaise koi jaltaa deep bujhe bas ek hawaa ke jhonkhe se dil de ke humein dil de ke humein kuchh bhi na milaa bekaar huye badnaam bekaar huye badnaam haai bas dekh liyaa bas dekh liyaa anjaam
duniyaa banaane waale sun le meri kahaani roye meri muhabbat tadpe tadpe meri jawaani niiiiii niiiiii pyaar ki aag mein tan badan jal gaya pyaar ki aag mein tan badan jal gaya jaane phir kyun jalaati hai duniyaa mujhe jaane phir kyun jalaati hai duniyaa mujhe pyaar ki aag mein tan badan jal gaya main to rota phirun baadlon ki tarah thandi aahen bharun paaglon ki tarah main to rota phirun baadlon ki tarah areeeee mainn toooo rotaaaaaaa phirun unnnn unnnn main to rota phirun baadlon ki tarah thandi aahen bharun paaglon ki tarah jaane phir kyun unnn unnnnnn unnnnn phir kyun jaane phir kyun rulaati hai duniyaa mujhe pyaar ki aag mein tan badan jal gaya pyaar ki aag mein tan badan jal gaya baat jab main karun munh se nikle dhuwaan jal gaya jal gaya mere dil ka jahaan baat jab main karun munh se nikle dhuwaan baat jab main karun munh se nikle dhuwaan are jal gaya jal gaya mere dil ka jahaan jaane phir kyun unnn unnnnnn unnnnn phir kyun jaane phir kyun sataati hai duniyaa
pyaar ki kasam hai na dekh aise pyaar se ho tu mera sanam hai kahoongi main pukaar ke pyaar ki kasam hai na dekh aise pyaar se ho tu mera sanam hai kahoongi main pukaar ke pyaar ki adaa hai zindagi ghum ki bhi sadaa hai zindagi ho o ho ho ho o ho ho ghum sahoongi chaah mein teri ji kasam to khaayie meri teri kasam chaman meri bahaar ke pyaar ki kasam hai na dekh aise pyaar se ho tu mera sanam hai kahoongi main pukaar ke dil pe hai teri nishaaniya hain buri ye mehrbaaniya ho o ho ho ho o ho ho mil rahi hain do jawaaniya ban na jaaye do kahaaniya bhoola bhi de fasaane intezaar ke pyaar ki kasam hai na dekh aise pyaar se ho tu mera sanam hai kahoongi main pukaar ke lab pe hai khila gulaab sa aankh mein hasin khwaab sa ho o ho ho ho o ho ho jo hasin na ho wo khwaab kyaa kho na jaaye wo shabaab kyaa kahe ki chal yehi hain din khumaar ke pyaar ki kasam hai na dekh aise pyaar se ho tu mera sanam hai kahoongi main pukaar ke lala lala lala lala la lala lala lala lala la
pyaar ki kashti mein pyaar ki kashti mein lehron ki masti mein pawan ke shor shor mein chale hum zor zor mein gagan se door pyaar ki kashti mein lehron ki masti mein pawan ke shor shor mein chale hum zor zor mein gagan se door wahan kya pyaar milega chaman ka phool khilega wahan kya pyaar milega chaman ka phool khilega jisse dil dhoond raha hai kya wo dildaar milega wahan sach honge sapne banenge gair bhi apne dil ki baraat sajegi milenge saajan apne maine suna kya suna jo kaha kya kaha jaana bahut hai door pyaar ki kashti mein lehron ki masti mein pawan ke shor shor mein chale hum zor zor mein gagan se door gagan se door pyaar ko pyaar mile to nazar kahin lag na jaaye pyaar ko pyaar mile to nazar kahin lag na jaaye milen jeevan mein hum tum kahin phir bichhad na jaayen nazar kya lage wahan par hai pyaar hi pyaar jahan par na bichhade milne waale jahan sab ho dil waale to chalo chale haan chale yun milke haan milke ho ke khushi mein choor pyaar ki kashti mein
pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil yun hi sataunga din aur raat jab tak naa dogi tum haathon mein haath yun hi sataunga din aur raat jab tak naa dogi tum haathon mein haath ye zidd bhi hai kitni humko dekhna hai pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil dam se humare hai tum par bahaar ehsaan maano ji kiya tumse pyaar dam se humare hai tum par bahaar ehsaan maano ji kiya tumse pyaar jalwe to laakhon hain kaun poochhta hai pyaar ki manzil mast safar tum ho haseen hum hain jawaan saamne tum ho phir bhi humen hosh nahin hum hain kahaan pyaar ki manzil maano ya na maano ji tum ho haseen aji dil ki baaton ka kar lo yakeen maano ya na maano ji tum ho haseen aji dil ki baaton ka kar
main kab gaata mere swar mein pyaar kisi ka gaata hai pyaar kisi ka gaata hai yaad kisi ki jab aati ik naya geet ban jaata hai pyaar kisi ka gaata hai jab le thandi saansen koi ye purwaiyaa lehraaye anter se jab dhuwaan uthe to ambar par baadal chhaye aansoon ki boondon mein koi chhand naye barsaata hai pyaar kisi ka gaata hai mere paas nahin kuchh apna jo hai sabhi paraaya hai mera tann mann mera jeevan kisi aur ki chhaya hai main to hoon ik taar chhed kar koi mujhe bajaata hai pyaar kisi ka gaata hai yaad kisi ki jab aati ik naya geet ban jaata hai pyaar kisi ka gaata hai
pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai hooo ooooo hooo ooooo oooo oooo pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai pyaar pe zor nahin koi neend hazaaron ne khoyi pyaar pe zor nahin koi neend hazaaron ne khoyi aa kar dil ki baaton mein lambi lambi raaton mein premi jaagte rehte hai isi liye to kehte hain ke pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai inn jhoolon ke mausam mein inn phoolon ke mausam mein inn jhoolon ke mausam mein inn phoolon ke mausam mein kaante pyaar chubhota hai dard jigar mein hota hai hans ke hum sab sehte hai isi liye to kehte hain pyaar kiya nahin jaata ho jaata hai dil diya nahin jaata kho jaata hai
insaan kisi se duniyaan mein ek baar muhabbat karta hai iss dard ko le kar jeeta hai iss dard ko le kar marta hai pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya koi chori nahin ki pyaar kiya pyaar kiya koi chori nahin ki chhup chhup aahen bharna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya aaj kahenge dil ka fasana jaan bhi le le chaahe zamana aaj kahenge dil ka fasana jaan bhi le le chaahe zamana maut wohi jo duniya dekhe maut wohi jo duniya dekhe ghut ghut kar yun marna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya unki tamanna dil mein rahegi shamma isi mehfil mein rahegi unki tamanna dil mein rahegi shamma isi mehfil mein rahegi ishq mein jeena ishq mein marna ishq mein jeena ishq mein marna aur hamein ab karna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya chhup na sakega ishq hamara charon taraf hai unka nazara parda nahin jab koi
hai are hai are are hain are hain hain hain din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa kahaan baar baar aata hai dil deewana ek baar yaar pyaar kiye ja din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa kahaan baar baar aata hai dil deewana ek baar yaar pyaar kiye ja din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa badi mushkil se fursat pyaar ki milti hai dilbar badi mushkil se fursat pyaar ki milti hai dilbar ke khilne de kali dil ki agar khilti hai dilbar khel zara si khel zara si pyaar ki baazi nikale dil ke armaan saare jab tak hai ye bahaar yaar pyaar kiye jaa jab tak hai ye bahaar yaar pyaar kiye jaa kahaan baar baar aata hai dil deewana ek baar yaar pyaar kiye ja din jawaani ke chaar yaar pyaar kiye jaa umariyaa dhal gayi lekin abhi tak dil jawaan hai umariyaa dhal gayi lekin abhi tak dil jawaan hai agar tum aajmaaoge to bologe ke haan hai ke cheez badi hai cheez badi hai pyaar mohabbat umar mein kya rakha hai pyaare ab to kar le iqraar
pyaar ko ho jaane do pyaar mein kho jaane do aitbaar kiska hai intezaar kiska hai abhi na hua to phir kabhi nahin kabhi nahin pyaar ko ho jaane do pyaar mein kho jaane do aitbaar kiska hai intezaar kiska hai abhi na hua to phir kabhi nahin kabhi nahin pyaar ko ho jaane do pyaar ke beech mein hum nahin aayenge jis taraf le chala dil chale jaayenge chain sa aa gaya yun laga dil gaya abhi na gaya to phir kabhi nahin kabhi nahin pyaar ko ho jaane do pyaar mein kho jaane do aitbaar kiska hai intezaar kiska hai abhi na hua to phir kabhi nahin kabhi nahin pyaar ko ho jaane do mujhko aankhon se dil mein utar jaane do kuchh bigad jaane do kuchh sanwar jaane do ik bahaana bane ik fasaana bane abhi na bana to phir kabhi nahin kabhi nahin pyaar ko ho jaane do pyaar mein kho jaane do aitbaar kiska hai intezaar kiska hai abhi na hua to phir kabhi nahin kabhi nahin pyaar ko ho jaane do aajkal phir kabhi phir kabhi baad mein baat reh jaayegi yaad hi yaad mein ho jo nahin hai kahaa
jahaan mein koi pyaar kaa deewana ho gaya jahaan jeene marne ka hosh hai phir use kahaan pyaar koi khel nahin pyaar koi khel nahin jahaan mein koi pyaar kaa deewana ho gaya jahaan jeene marne ka hosh hai phir use kahaan pyaar koi khel nahin pyaar koi khel nahin aashiqui wo rog hai ke lage jo ik baar dil se phir ye jaaye na kariye jatan hazaar tere labon par bhi pyaare rona hai ye hasin nahin jahaan mein koi pyaar kaa deewana ho gaya jahaan jeene marne ka hosh hai phir use kahaan pyaar koi khel nahin pyaar koi khel nahin ishq mein koi bhi ho majnu yaa farhaad mitt gaye shaaho ke naam par ye zinda hai aaj chaahat mein di jaan jisne wo kabhi marta nahin jahaan mein koi pyaar kaa deewana ho gaya jahaan jeene marne ka hosh hai phir use kahaan jahaan mein koi pyaar kaa deewana ho gaya jahaan jeene marne ka hosh hai phir use kahaan pyaar koi khel nahin pyaar koi khel nahin
pyaar mein dil to sab dete hain jaan tujhe de denge hum tiki tiki dum dum tiki tiki dum tiki tiki dum dum tiki tiki dum pyaar mein dil to sab dete hain jaan tujhe de denge hum pyar mein dil to sab dete hain jaan tujhe de denge hum o jaanam o jaanam o jaanam o jaanam pyaar mein dil to sab dete hain jaan tujhe de denge hum pyaar mein dil to sab dete hain jaan tujhe de denge hum o jaanam o jaanam o jaanam o jaanam jee bhar ke hum pyaar karein pyaar ki baatein chaar karein mere dil ka haal suno apne dil ka haal kaho jitne din jitani raatein main tujhse door rahi yaad bahot aati thi teri nind bahot aati thi kum yaad bahot aati thi teri nind bahot aati thi kum ho jaanam o jaanam ho jaanam o jaanam teri zulfen se kheloon aa tujhe baahon mein le loon jitne waade humne kiye aaj karein wo sab phir se pyaar to khud wada hai pyaar mein wada kya karna likhne wale ne likh dala hai tera mera sangam likhne wale ne likh dala hai tera mera sangam ho jaanam o jaanam ho jaanam o
hurreee hurreeee hurreee hurreeee pyaar muhabbat pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi hey aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi jo tumne kiya jo humne kiya wo jaane do jaane do jo tumse hua jo humse hua wo jaane do jaane do do din ki jawaani hai ye jhagde jaane do haan jaane do aa jaao humare pass aur gila jaane do jaane do pyaar muhabbat pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi pyaar muhabbat ke siva ye zindagi kya zindagi aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi aa gale lag jaa mere aur chhod de ye dillagi hurreee hurreeee hurreee hurreeee tufaan mein khili aashaa ki kali ab ghum kya hai ghum kya hai hum ek huye manzil bhi mili ab ghum kya hai ghum kya hai ik dil ki lagi
pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar tu karle chaar chaar chaar aankhe chaar tu karle pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar tu karle chaar chaar chaar aankhe chaar tu karle dil dil dhadke dil dil dil dhadke dil jaise koi shola bhadke aise bhadke dil uu pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar tu karle chaar chaar chaar aankhe chaar tu karle pal pal chanchal mann dole jane kya kya dil bole pal pal chanchal mann dole jane kya kya dil bole mil mil jaake use mil mil mil jaake use mil tanha tanha jina tera pyare hai mushkil uu pal pal chanchal man dole jane kya kya dil bole khel khel khel khel tu dil se khel mel mel mel kar tu dil se mel khel khel khel khel tu dil se khel mel mel mel kar tu dil se mel ye ye tera hai ye ye tera hai tu na ho to dil mein andhera hai uu pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar tu karle chaar chaar chaar aankhe chaar tu karle
pyaar se dil bhar de nahin nahin hum pe karam kar de kabhi nahin pyaar se dil bhar de hmmm hmmmm hum pe karam kar de kabhi nahin warna hum mar jaayenge o zaalim naam tera le le haaye allah chhod meri raahen nahin nahin chhod meri baahen kabhi nahin pyaar tujhe maange na milega jaan bhale le le allah allah pyaar se dil bhar de nahin nahin hum pe karam kar de kabhi nahin lo mil gayin lehron se lehren mile hain baadal baadal se mile hain baadal baadal se ho koi dil bandha hua hai kisi naa kisi ke aanchal se kisi naa kisi ke aanchal se tu bhi meri kismat likh de apne pyaar ke kaajal se chhod meri raahen nahin nahin chhod meri baahen kabhi nahin pyaar tujhe maange na milega jaan bhale le le allah allah pyaar se dil bhar de hmmm hmmm hum pe karam kar de kabhi nahin pyaar shamma ne kiya kisi ko saari saari raat jali saari saari raat jali pyaar kali ne diya kisi ko saare chaman mein baat chali saare chaman mein baat chali maine tujhko zara sa chaaha ruswaa ho gayi gali
sikhla do na aao tumhen main pyaar sikha doon sikhla do na prem nagar ki dagar dikha doon dikhla do na dil ki dhadkan kya hoti hai yeh anjana raaz bata doon batlaa do na aao tumhen main pyaar sikha doon pehle dheere se palkon ki chilman jara gira lo ab apne ruksaron par yeh julf jara bikhra lo dekho mujko dar laage dekho mujko dar laage jaane kya hoga aage sabra karo to samjha doon samjha do na aao tumhen main pyaar sikha doon chhod ke begaana pan ab tum mere pas aa jao aa gayi lo aa gayi bhool ke saari duniya inn baahon mein kho jaao na na na na naa baba na pyaar nahin hota aise pyaar nahin hota aise hota hai phir wo kaise thehro tum ko samjha doon samjha do na aao tumhen main pyaar sikha doon sikhla do na prem nagar ki dagar dikha doon dikhla do na aao tumhen main pyaar sikha doon phool ki khushboo pawan ki surat kabhi aankh se dekhi tan ko dekha mann ki murat kabhi aankh se dekhi pyaar nahin koi vaasna pyaar nahin koi vaasna yeh to ek upaasna aao tumhen main
pyaar to ik din hona tha hona tha hona tha ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya dil to ik din khona tha khona tha khona tha kho gaya kho gaya kho gaya kho gaya haaye pyaar to ik din hona tha hona tha hona tha ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya dil to ik din khona tha khona tha khona tha kho gaya kho gaya kho gaya kho gaya aye jaane jaan bolo bolo bolo bolo meharbaan tere dam se zindagi hain jawaan hai jawaan aye dilruba bolo bolo bolo bolo kya hua kya socha jo kar baithe tum deewane se pyaar ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya pyaar to ik din hona tha hona tha hona tha ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya aye humnasheen bolo bolo bolo bolo naazneen humne dekha chaand bhi tere jaise to nahin aye humsafar haan jaane jigar tum ko diya tha dil rakhne ko humne jo ik baar kho gaya kho gayaaaaa kho gaya kho gaya pyaar to ik din hona tha hona tha hona tha ho gaya ho gaya ho gaya ho gaya shrimatiji aaiye shrimaan farmaaiye are shrimati ji aaiye shrimaan farmaaiye kaun humare aap hai duniyaa
pyaar zindagi hai pyaar bandagi hai bandagi hai yaa allah yaa allah hooo yaa allah yaa allah yaa allah hooo yaa allah pyaar se pyaar karo ye umr pyaar ki hai pyaar se pyaar karo ye umr pyaar ki hai pyaar bina kya jeena ye bhi koi zindagi hai pyaar zindagi hai pyaar bandagi hai bandagi hai yaa allah yaa allah hooo yaa allah yaa allah yaa allah hooo yaa allah pyaar karam pyaar duaa pyaar sitam pyaar wafa pyaar se judaa to yahaan koi nahin koi nahin pyaar kushi pyaar nasha kya wo nazar kya wo adaa khoke fidaa pyaar mein jo khoyi nahin khoyi nahin dil ko laga ke dekho pyaar mein kya khushi hai dil ko laga ke dekho pyaar mein kya khushi hai pyaar bina kya jeena ye bhi koi zindagi hai pyaar zindagi hai ho pyaar bandagi hai bandagi hai yaa allah yaa allah ho yaa allah yaa allah yaa allah ho yaa allah door rahen paas rahen dil mein teri pyaas rahe tere liye main hoon tu hai mere liye mere liye pyaar sanam pyaar khuda yaar kabhi ho na judaa yaar bina koi yahaan kaise jeeye
pyaase panchhi neel gagan mein geet milan ke gaayen geet milan ke gaayen iss mele mein hum hai akele saathi kise banaaye saathi kise banaaye pyaase panchhi neel gagan mein geet milan ke gaayen geet milan ke gaayen o matwaale raahi tujhko manzil kahaan bulaaye kiss ko khabar hai inn raahon mein kaun kahaan mil jaaye o matwaale raahi tujhko manzil kahaan bulaaye kiss ko khabar hai inn raahon mein kaun kahaan mil jaaye jaise saagar ki do lehren chupke to mil jaaye geet milan ke gaayen chhupi hain aahen kiss premi ki baadal ki aahon mein bikhari huyi hai khushboo kaisi albeli raahon mein chhupi hain aahen kiss premi ki baadal ki aahon mein bikhari huyi hai khushboo kaisi albeli raahon mein kiss ki zulfen chhoo kar aayi mehki huyi ye hawaayen geet milan ke gaayen pyaase panchhi neel gagan mein geet milan ke gaayen geet milan ke gaayen
    Songs Title Film/Album Song Number
Pyaar Ke Kaabil Na Rahe Preet Ki Dori (1971) 16107
Pyaar Ke Saagar Se Nikli Jadoo (1951) 12299
Pyaar Ki Aag Mein Tan Ziddi (1964) 12532
Pyaar Ki Kasam Dil Deke Dekho (1959) 12327
Pyaar Ki Kashti Mein Kaho Naa Pyaar Hai (2000) 12304
Pyaar Ki Manzil Mast Ziddi (1964) 12533
Pyaar Kisi Ka Gaata Hai Mohd Rafi 16097
Pyaar Kiya Nahin Jaata, Ho Jaata Hai Woh 7 Din (1983) 18294
Pyaar Kiya To Darna Kya Mughal-E-Azam (1960) 12402
Pyaar Kiye Jaa Pyar Kiye Jaa (1966) 32132
Pyaar Ko Ho Jaane Do Dushman (1998) 21130
Pyaar Koi Khel Nahin Pyaar Koi Khel Nahin (1999) 18287
Pyaar Mein Dil To Chhupa Rustam (A Musical Thriller) (2001) 12315
Pyaar Muhabbat Ke Siva Pyar Mohabbat (1966) 12441
Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar Suraag (1982) 32527
Pyaar Se Dil Bhar De Kab? Kyoon? Aur Kahan? (1970) 12302
Pyaar Sikha Doon Upaasna (1971) 21123
Pyaar To Ik Din Hona Tha Ek Shriman Ek Shrimati (1969) 21132
Pyaar Zindagi Hai Muqaddar Ka Sikandar (1978) 21133
Pyaase Panchhi Neel Gagan Mein Geet Milan Ke Gaye Pyase Panchhi (1961) 31040