MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

aaaaaa jaaaaa aaaaaa aaaaaa jaaa mera dil ye pukaare aa jaa mere ghum ke sahaare aa jaa bheega bheega hai samaa aise mein hai tu kahaan mera dil ye pukaare aa jaa mere ghum ke sahaare aa jaa bheega bheega hai samaa aise mein hai tu kahaan mera dil ye pukaare aa jaa tu nahin to ye rutt ye hawaa kya karun kya karun tu nahin to ye rutt ye hawaa kya karun door tujhse main reh ke bata kya karun kya karun soona soona hai jahaan ab jaaun main kahaan bas itna mujhe samjha jaa bheega bheega hai samaa aise mein hai tu kahaan mera dil ye pukaare aa jaa aandhiyaan wo chali aashiyaan loot gaya loot gaya aandhiyaan wo chali aashiyaan loot gaya pyaar kaa muskuraata jahaan loot gaya loot gaya ik chhoti si jhalak mere mitne talak o chaand o chaand mere dikhlaa jaa bheega bheega hai samaa aise mein hai tu kahaan mera dil ye pukaare aa jaa
mere dost kissa ye kya ho gaya mere dost kissa ye kya ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya mere dost kissa ye kya ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya dua badduwa de ye mumkin nahin dua badduwa de ye mumkin nahin mujhe tu daga de ye mumkin nahin khuda jaane kya khuda jaane kya maazara ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya agar maange le tu o jaane jigar agar maange le tu o jaane jigar tujhe jaan de doon main ye jaan kar ke haq dosti ka ke haq dosti ka adaa ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya qayaamat se kam yaar ye ghum nahin qayaamat se kam yaar ye ghum nahin ke tu aur main reh gaye hum nahin mera yaar mujh se mera yaar mujh se judaa ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya mere dost kissa ye kya ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya
mera jeevan kuchh kaam na aaya mera jeevan kuchh kaam na aaya jaise sukhe ped ki chhaaya mera jeevan kuchh kaam na aaya jaise sukhe ped ki chhaaya jaise sukhe ped ki chhaaya hoooo apnon ke hote huye tan mein basi tanhaayee hoooo ansoon banake khushi aankhon se maine barsaayee hoooo khushiyon ko rote rote duniya mein ab to mera jee ghabraaya mera jeevan kuchh kaam na aaya jaise sukhe ped ki chhaaya jaise sukhe ped ki chhaaya hoooo baras gaye re saawan dariya bhi josh mein aaye hoooo phool bhi khilne lage kaliyon ke mann muskaaye hoooo sooni rahi ik daali uspe to koi ab tak phool na aaya mera jeevan kuchh kaam na aaya jaise sukhe ped ki chhaaya jaise sukhe ped ki chhaaya hoooo jeene ko jee na chhaahe mangon to maut na aaye hoooo saanson ki chalne ko to jeevan kaha nahin jaaye hoooo dard basaa ke dil mein mera naseeb mujhko kahan pe laaya mera jeevan kuchh kaam na aaya jaise sukhe ped ki chhaaya mera jeevan kuchh kaam na aaya jaise sukhe ped ki chhaaya jaise sukhe ped
khushi ke saath duniyaa mein hazaaron ghum bhi hote hain jahaan bajati hai shehnaayi wahaan maatam bhi hote hain mera jeevan saathi bichhad gaya lo khatam kahaani ho gayi lo khatam kahaani ho gayi mera jeevan saathi bichhad gaya lo khatam kahaani ho gayi lo khatam kahaani ho gayi kismat ne kiye wo dil pe sitam do chaahne waale mil naa sake kismat ne kiye wo dil pe sitam do chaahne waale mil naa sake kehne ko bahaar aayi thi magar do phool khushi ke khil na sake kehne ko bahaar aayi thi magar do phool khushi ke khil na sake armaanon kaa gulshan ujad gaya barbaad jawaani ho gayi lo khatam kahaani ho gayi dil deke yahaan sab haar gaye duniyaan mein kisi ki jeet kahaan dil deke yahaan sab haar gaye duniyaan mein kisi ki jeet kahaan honthon pe hain shikwe kismat ke wo pyaar bhare ab geet kahaan honthon pe hain shikwe kismat ke wo pyaar bhare ab geet kahaan jab khel hi dil kaa bigad gaya har baat puraani ho gayi lo khatam kahaani ho gayi
mera joota hai japani ye patloon englistani sar pe laal topi rusi phir bhi dil hai hindustani mera joota hai japani ye patloon englistani sar pe laal topi rusi phir bhi dil hai hindustani mera joota hai japani nikal pade hain khuli sadak par apna seena taane apna seena taane manzil kahan kahan rukana hain upar waala jaane upar waala jaane padhte jaaye hum sailani jaise ek darya tufaani sar pe laal topi rusi phir bhi dil hai hindustani mera joota hai japani ye patloon englistani sar pe laal topi rusi phir bhi dil hai hindustani mera joota hai japani upar neeche neeche upar lehar chale jeevan ki lehar chale jeevan ki nadaan hai jo baith kinaare pooche raah watan ki pooche raah watan ki chalna jeevan ki kahani rukna maut ki nishani sar pe laal topi rusi phir bhi dil hai hindustani mera joota hai japani ye patloon englistani sar pe laal topi rusi phir bhi dil hai hindustani mera joota hai japani honge raaje raaj kunwar hum bigade dil shehzaade hum bigade dil shehzaade
aaaaaaaaaa mera kuchh saamaan tumhare paas pada hai mera kuchh saamaan tumhare paas pada hai ho sawan ke kuchh bheege bheege din rakhe hain hoo aur mere ik khat mein lipti raat padi hai wo raat bujha do mera wo saamaan lauta do wo raat bujha do mera wo saamaan lauta do mera kuchh saamaan tumhare paas pada hai ho sawan ke kuchh bheege bheege din rakhe hain hoo aur mere ik khat mein lipti raat padi hai wo raat bujha do mera wo saamaan lauta do patjhad hai kuchh hai na hoo patjhad mein kuchh patton ke girne ki aahat kaanon mein ik baar pahen ke laut aayee thi patjhad ki wo shaakh abhi tak kaanp rahi hai wo shaakh gira do mera wo saamaan lauta do wo shaakh gira do mera wo saamaan lauta do ek akeli chhatri mein jab aadhe aadhe bheeg rahe the ek akeli chhatri mein jab aadhe aadhe bheeg rahe the aadhe sukhe aadhe geele sukha to main le aayee thi geela man shayad bistar ke paas pada ho wo bhijwa do mera wo saamaan lauta do ek sau sola chaand ki raaten ek tumhare kaandhe ka
mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera puri kab hogi aashaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera jab se maine dekha tujhe mera dil nahin raha mera de de apna haath mere haathon mein kya jaaye tera jab se maine dekha tujhe mera dil nahin raha mera de de apna haath mere haathon mein kya jaaye tera ab to naa todon aashaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera zindagi hai meri ek daanw tu hai haar jeet meri aise waise kaise bhi tu khel humse jaisi marzi teri zindagi hai meri ek daanw tu hai haar jeet meri aise waise kaise bhi tu khel humse jaisi marzi teri kitni hai bholi aashaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera pata nahin kaun hoon main kya hoon aur kahaan mujhe jaana apni wo kahaani jo aajaani hoke ban gayi fasaana pata nahin kaun hoon main kya hoon aur kahaan mujhe jaana apni wo kahaani jo aajaani hoke ban gayi fasaana jeevan kya hai tamaasha mera mann tera mera mann tera
aye abdul rehmaan duuueesheee hey hey mera naam abdul rehman pishtaa waala main hoon pathaan khaane waale ka dil hota gul gul waah re waah re waah waah mera naam abdul rehman pishtaa waala main hoon pathaan khaane waale ka dil hota gul gul waah re waah re waah waah leo ji bhai shaab humra pishtaa bahot achchhaa leo ji mem shaab humra pishtaa nahin kachchaa leo ji shab log khaayenga aap ka baal bachchaa khaa ke dekho very very good mera charlie badaam pishtaa mera naam abdul rehman pishtaa waala main hoon pathaan khaane waale ka dil hota gul gul waah re waah re waah waah abdul rehmaan ki main abdul rehmanniyaaa abdul rehmaan ki main abdul rehmanniya yahi mera sona chaandi yahi meri duniyaa abdul rehmaan ki main abdul rehmanniyaaa abdul rehmaan ki main abdul rehmanniya hooooo ooooo ooooooo ooooooooo aaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaa hooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo khush hoon main chaahe mujhe rakhe jiss haal meinnnnn khush hoon main chaahe mujhe rakhe jiss haal mein
merra naam chin chin chu chin chin chu baba chin chin chu raat chaandni main aur tu hello mister how do you do merra naam chin chin chu chin chin chu baba chin chin chu raat chaandni main aur tu hello mister how do you do baa baa baa baa baa baa baabu ji main cheen se aayi cheeni jaisa dil laayi singaapur ka yauvan mera shanghaai ki angdaayi baabu ji main cheen se aayi cheeni jaisa dil laayi singaapur ka yauvan mera shanghaai ki angdaayi dil par rakh le haath zara ho jaaye na paagal tu dil par rakh le haath zara ho jaaye na paagal tu merra naam chin chin chu chin chin chu baba chin chin chu raat chaandni main aur tu hello mister how do you do merra naam chin chin chu chin chin chu baba chin chin chu raat chaandni main aur tu hello mister how do you do baa baa baa baa baa baa oh baabu ji main aur aap kitna achchha hua milaap tujhko dekh tabeeyat phadki alaadin ki main hoon ladki oh baabu ji main aur aap kitna achchha hua milaap tujhko dekh tabeeyat phadki alaadin ki
mera naam hai chameli main hoon malan albeli chali aayee main akeli bikaner se mera naam hai chameli main hoon malan albeli chali aayee main akeli bikaner se oo daroga babu bolo jara darwaja to kholo khadi hoon main darwaje pe badi der se mera naam hai chameli main hoon malan albeli chali aayee main akeli bikaner se main bagon se chun chun ke layee champa ki kaliyan main bagon se chun chun ke layee champa ki kaliyan ye kaliyan bichha ke main saja doon teri galiyan re akhiyan mila meri akhiyon se hoo main phoolon ki rani main baharon ki saheli mera naam hai chameli main hoon malan albeli chali aayee main akeli bikaner se oo daroga babu bolo jara darwaja to kholo khadi hoon main darwaje pe badi der se mera manva aise dhadke jaise dole naiyya mera manva aise dhadke jaise dole naiyya oo bedardi oo harjae oo baanke sipaiya re ghunghata mera taine kyun khola hoo main aise sharmayi jaise dulhan nayee naveli mera naam hai chameli main hoon malan albeli chali aayee main
mera naaaam haiiiii shabnam pyaar se log mujhe kehte hain shabbo tara ruru tara tara ruru tara tara ruru tara ra ra ruuuu yaaa aye pehchaana mile the kabhi uss raat ko hmmm daro nahin baat hai wo raaz ki par raaz raaz hi rahega mera naam hai shabnam pyaar se log mujhe shabbo kehte hain tumhara naam kya hai hmmm hmmm hmmm hmm neena meena anju yaa manju neena meena anju manju yaaaa hmmmmm uss roz raat bhar sharmaayi bachti rahi main thi tum thi aur wo haaa haaa haaa haaa hmmm hmmmm sharmaao nahin ghabraao nahin kahungi kisi se nahin hmmm hmmm jaanti ho mera naam hai shabnam pyaar se log mujhe shabbo kehte hain tumhara naam kya hai hmmm hmmm hmmm hmm neena meena anju yaa manju neena meena anju manju yaaaa
mera naam raju gharana anaam mera naam raju gharana anaam behti hai ganga jahaan mera dhaam mera naam raju gharana anaam behti hai ganga jahaan mera dhaam mera naam raju kaam naye nit geet banaana geet bana ke jahaan ko sunaana koi naa mile to akele mein gaana koi naa mile to akele mein gaana kavi raaj kahe naa ye taaj rahe naa ye raaj rahe naa ye raajgharana preet aur preet ka geet rahe kabhi loot saka naa koi ye khazana mera naam raju gharana anaam behti hai ganga jahaan mera dhaam mera naam raju dhool kaa ek baadal albela nikla hoon apne safar mein akela chup chup dekhoon main duniyaa ka mela chup chup dekhoon main duniyaa ka mela kaahe maan kare abhimaan kare mehmaan tujhe ek din to hai jaana dhapli utha aawaaz mila gaa mil ke mere sang prem taraana mera naam raju gharana anaam mera naam raju gharana anaam behti hai ganga jahaan mera dhaam mera naam raju gharana anaam behti hai ganga jahaan mera dhaam mera naam
mera naam rita cristina yayaee yayaee yaa mera naam rita cristina yayaee yayaee yaa main hoon paris ki haseena yayaee yayaee yaa mera naam rita cristina yayaee yayaee yaa palkon beech sajaa loon tumko aankhon mein bithlaaun apne dil mein rakh loon tumko duniyaa se chhupaau palkon beech sajaa loon tumko aankhon mein bithlaaun apne dil mein rakh loon tumko duniyaa se chhupaau dil ki baat nazar se keh doon geeton mein samjhaaun mera naam rita cristina yayaee yayaee yaa mera naam rita cristina yayaee yayaee yaa main hoon paris ki haseena yayaee yayaee yaa aankhen meri neelam jaisi pyaar ke do paimaane aisi madira kahaan milegi pee le o mastaane aankhen meri neelam jaisi pyaar ke do paimaane aisi madira kahaan milegi pee le o mastaane aajaa dil ki aag mein jal jaa o naadaan parwaane mera naam rita cristina yayaee yayaee yaa mera naam rita cristina yayaee yayaee yaa main hoon paris ki haseena yayaee yayaee yaa kya rakha uss paar naa jaa tu o raahi albele manzil tere paas
mera padhne mein nahin laage dil kyun mera padhne mein nahin laage dil dil se kya pad gayi mushkil hmm hmm are raat bhi suni suni laage har din bhi suna suna laage koi ye to bata de mujhe wo to nahin ho gaya mujhe wo to nahin ho gaya mera padhne mein nahin laage dil hooo hooo hooooo baithe baithe mann muskaaye baithe baithe mann muskaaye main na janoo wo kyun yaad aaye main na janoo wo kyun yaad aaye kiss se baaten karti hoon main kiss se baaten karti hoon main chhupke chhupke hansti hoon koi ye to bata de mujhe wo to nahin ho gaya mujhe wo to nahin ho gaya mera padhne mein nahin laage dil hooo hooo hoooo dil mein kya hai likh nahin paaun dil mein kya hai likh nahin paaun khat likhoon to usse kaise pahunchaun khat likhoon to usse kaise pahunchaun paas bhi uske jaa na saku main are paas bhi uske jaa na saku main door bhi usse reh na saku koi ye to bata de mujhe wo to nahin ho gaya mujhe wo to nahin ho gaya mera padhne mein nahin laage dil hooo hooo
meraaaaaa pardesi naa aaya hoo oooo meraaaaaa pardesi naa aaya sab ke mann ke meet mile hain baagon mein phir phool khile hain mera mann murjhaaya meraaaaaa pardesi naa aaya saawan barsaa yun mann tarsaa main jee bhar ke royiiiii saawan barsaa yun mann tarsaa main jee bhar ke royi jisne dekha paagal samjha ye naa samjha koi meraaaaaa pardesi naa aaya hoo oooo meraaaaa pardesi naa aaya yaad mein kis ki jaane julmi bhool gaya birhan ko yaad mein kis ki jaane julmi bhool gaya birhan ko raah mein jaane kis sautan ne rok liya saajan ko meraaaaaa pardesi naa aaya hoo oooo meraaaaa pardesi naa aaya saanjh sakaare ye keh keh ke chhede duniyaa saariiii saanjh sakaare ye keh keh ke chhede duniyaa saari wo aati hai wo jaati hai ik birhaa ki maari meraaaaaa pardesi naa aaya hoo oooo meraaaaaa pardesi naa aaya sab ke mann ke meet mile hain baagon mein phir phool khile hain mera mann murjhaaya meraaaaaa pardesi naa aaya
mera prem himaalya se ooncha saagar se gehraa pyaar mera mera prem himaalya se ooncha saagar se gehraa pyaar mera apna keh de ek baar mujhe hoga mujh pe upkaar tera mera prem himaalya se ooncha saagar se gehraa pyaar mera jab mast pawan ke geeton pe bajti hai bahaaron ki paayal jab mast pawan ke geeton pe bajti hai bahaaron ki paayal chanchal nadiyon ki baahon mein jab ghir aaye pyaasa baadal tab yaad mujhe teri aati kuchh hai tujh pe adhikaar mera mera prem himaalya se ooncha saagar se gehraa pyaar mera nainon mein hain amrit ke pyaale tann neel gagan sa nirmal hai nainon mein hain amrit ke pyaale tann neel gagan sa nirmal hai vaani mein hai veena ki sargam mann phool se bhi tera komal hai tujhe dekh ke aisa lagta hai kitna sundar sansaar mera mera prem himaalya se ooncha saagar se gehraa pyaar mera apna keh de ek baar mujhe hoga mujh pe upkaar tera mera prem himaalya se ooncha saagar se gehraa pyaar mera
mera pyaar shalimar tera pyaar shalimar hum dono beqraar aankhon mein intezaar mera pyaar shalimar tera pyaar shalimar hum dono beqraar aankhon mein intezaar mera pyaar shalimar ho tera pyaar shalimar ye jisko mil jaaye uska dil khil jaaye ye jisko mil jaaye uska dil khil jaaye aa jaaye zindagi pe bahaar mera pyaar shalimar tera pyaar shalimar ye pathar le doobi ye jaane mehboobi ye pathar le doobi ye jaane mehboobi har koi jis ka kharidaar mera pyaar shalimar tera pyaar shalimar hum dono beqraar aankhon mein intezaar mera pyaar shalimar tera pyaar shalimar mera pyaar shalimar ru ru ru ru ru ru haan haa turu ru turu
mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tu hi to mera neel gagan hai pyaar se roshan aankh uthaye aur ghataa ke roop mein tu hai kaandhe pe mere sar ko jhukaaye mujh pe laten bikharaye mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein manzil mere dil ki wahin hai saaya jahaan dildaar hai tera parvat parvat teri ye baahen gulshan gulshan pyaar hai tera meheke hai aanchal mera mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jaagi nazar ka khwaab hai jaise dekh milan ka din ye suhaana aankh to tere jalwon mein ghum hai dekhoon tujhe ya dekhoon zamana bekhud hai deewana mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi
mera pyaar wo hai ke mar kar bhi tum ko juda apni baahon se hone na dega mera pyaar wo hai ke mar kar bhi tum ko juda apni baahon se hone na dega mili mujhko jannat to jannat ke badle khuda se meri jaan tumhen maang lega mera pyaar wo hai zamaana to karvat badlta rahega naye zindagi ke taraane banenge mitegi na lekin muhabbat humari mitane ke sau sau bahaane banenge haqeeqat hamesha haqeeqat rahegi kabhi bhi na iska fasaana banega mera pyaar wo hai ke mar kar bhi tum ko juda apni baahon se hone na dega mera pyaar wo hai tumhen chheen le meri baahon se koi mera pyaar yun besahaara nahin hai tumhara badan chandani aa ke chhoo le mere dil ko ye bhi gawara nahin hai khuda bhi agar tumse aa ke mile to tumhari kasam hai mera dil jalega mera pyaar wo hai ke mar kar bhi tum ko juda apni baahon se hone na dega mili mujhko jannat to jannat ke badle khuda se meri jaan tumhen maang lega mera pyaar wo hai
mera qaraar le jaa mujhe beqraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mere din guzar rahen hain teri yaad ke sahaare mere din guzar rahen hain teri yaad ke sahaare mera dil tadap rahaa hai teri aarzoo ke maare mera dil tadap rahaa hai teri aarzoo ke maare bechain mere dil ko bas ek baar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mujhe ik jhalak dikhaa ke pardon mein chhupne waale mujhe ik jhalak dikhaa ke pardon mein chhupne waale kab tak lage rahenge khamoshiyon ke taale kab tak lage rahenge khamoshiyon ke taale nazaren churane waale nazaren to chaar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa
    Songs Title Film/Album Song Number
Mera Dil Ye Pukaare Nagin (1954) 20905
Mera Dost Kissa Ye Dostana (1980) 18070
Mera Jeevan Kuchh Kaam Na Aaya Mera Jivan (1976) 15115
Mera Jeevan Saathi Babul (1950) 12784
Mera Joota Hai Japani Shree 420 (1955) 20907
Mera Kuch Saaman Ijaazat (1987) 20908
Mera Mann Tera Pyaasa Gambler (1971) 18054
Mera Naam Abdul Rehman Bhai Bhai (1956) 12901
Mera Naam Chin Chin Chu Howrah Bridge (1958) 20910
Mera Naam Hai Chameli Raja Aur Runk (1968) 14040
Mera Naam Hai Shabnam Kati Patang (1970) 12024
Mera Naam Raju Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) 20911
Mera Naam Rita April Fool (1964) 12022
Mera Padhne Mein Nahin Kora Kagaz (1974) 13567
Mera Pardesi Naa Aaya Mere Humsafar (1970) 13718
Mera Prem Himaalya Se Ooncha Pujarin (1969) 16298
Mera Pyaar Shalimar (1978) 18043
Mera Pyaar Bhi Tu Hai Saathi (1968) 14092
Mera Pyaar Wo Hai Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 14435
Mera Qaraar Ashiana (1952) 12741