MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

tere mere beech mein tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaana kaisa hai ye bandhan anjaaana maine nahin jaana toone nahin jaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaanaa ik dor kheenche duja dauda chala aaye ik dor kheenche duja dauda chala aaye kachche dhaage mein bandha chala aaye aise jaise koi ooo aise jaise koi deewaaanaa aise jaise koi deewaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaana neend naa aaye mujhe chain naa aaye neend naa aaye mujhe chain naa aaye laakh jatan karun roka naa jaaye sapnon mein tera oooo sapnon mein tera aana jaaanaa sapnon mein tera aana jaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaanaa kaisa hai ye bandhan anjaaanaa
tere mere honthon pe meethe meethe geet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa tere mere honthon pe meethe meethe geet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa pehle pehle pyaar ki pehli raat yaad rahegi phoolon ke iss shehar ki mulaakaat yaad rahegi kaash yahin saari umar yun hi jaaye beet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa aakhiyon mein tu bas jaa aakhiyaan main band kar loon aakhiyon mein tu bas jaa aakhiyaan main band kar loon pehle in aakhiyon se baatein main chand kar loon teri inhi baaton ne liyaa mujhe jeet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa chhote chhote din raat chhote chhote din raat lambee lambee baatein hain jaldi hai kis baat ki badi mulaakaatein hain baaton mulaakaaton mein umar jaaye beet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa tere mere honthon pe meethe meethe geet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe
hmm hmm hmm hmm hmm hmm ho ho ho o o tere mere milan ki ye raina hoo oo tere mere milan ki ye raina naya koi gul khilayegi naya koi gul khilayegi tabhi to chanchal hain tere naina dekho naa dekho naa tere mere milan ki ye raina aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa nanha sa gul khilega angana sooni baiyaan sajegi sajana nanha sa gul khilega angana sooni baiyaan sajegi sajana jaise khele chanda badal mein khelega woh tere aanchal mein chandaniya gungunayegi chandaniya gungunayegi tabhi to chanchal hain tere naina dekho naa dekho naa tere mere milan ki ye raina tujhe thaamen kayi haathon se miloonga madbhari raaton se tujhe thaamen kayi haathon se miloonga madbhari raaton se jagaa ke ansuni si dhadkan balamwa bhar doongi tera mann nayi ada se satayegi nayi ada se satayegi tabhi to chanchal hain tere naina dekho naa dekho naa tere mere milan ki ye raina naya koi gul khilayegi naya koi gul khilayegi tabhi to chanchal hain tere naina dekho naa dekho naa tere mere
Tere Mere Sapne Ab Ek Rang Hain, Hoooo Jahan Bhi Le Jayen Raahen, Hum Sang Hain, Tere Mere Sapne Ab Ek Rang Hain
tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondhtaa hai jis nazar pe dil fidaa hai us nazar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa aawaaz dil ki pehchaan le main kaun hoon tu ye jaan le aawaaz dil ki pehchaan le main kaun hoon tu ye jaan le ik raat ka sitara ik sahar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa jaan e wafaa o jaan e jigar ye zindagi to hai ik safar jaan e wafaa o jaan e jigar ye zindagi to hai ik safar iss safar mein ik musaafir humsafar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa phoolon mein jaise hai rango bu mujhko chhupa le aankhon mein tu phoolon mein jaise hai rango bu mujhko chhupa le aankhon mein tu mera dil tadap tadap kar dilbar ko dhoondhtaa hai tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondhtaa hai jis nazar pe dil fidaa hai us nazar ko dhoondhtaa
tere naaz uthaane ko jee chaahta hai tujhe dhoondh laane ko jee chaahta hai gaye din bulaane ko jee chaahta hai wafaa aazmaane ko jee chaahta hai kasam hai tujhe hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo kasam hai tujhe dil ki duniyaan mein aa jaa hooooo kasam hai tujhe dil ki duniyaan mein aa jaa hoooo ooooo oooooo oooooo ye duniyaan basaane ko jee chaahta hai ye duniyaan basaane ko jee chaahta hai jahaan dil ne kuchh dil se hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo jahaan dil ne kuchh dil se hans kar kaha tha jahaan dil ne kuchh dil se hans kar kaha tha hoooo ooooo oooooo wahin laut jaane ko jee chaahta hai wahin laut jaane ko jee chaahta hai muhabbat mein aata hai hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo ooooo hooooo ooooo muhabbat mein aata hai aisa bhi ik din hooooo ooooo muhabbat mein aata hai aisa bhi ik din hoooo ooooo oooooo oooooo jab aansoon bahaane ko jee chaahta hai wafaa aazmaane ko jee chaahta hai
tere naiiiiin teeeeere naiiiiiiin tere nain nashe de pyaale tere nain nashe de pyaale inhen peeyenge naseebon wale tere nain nashe de pyaale inhen peeyenge naseebon wale tere naiiiiiin tere nain kya kahaaaa tujhe qaatil agar na kaha kya kahaaaa tujhe qaatil agar na kaha kya kahun kuchh kehna hi mushkil huaaa tauba meri zulfen teri jaise baadal kaale tujhe ek nazar dekha to tujhe ek nazar dekha to mere honton pe lag gaye taaleee tere nain nashe de pyaale inhen peeyenge naseebon wale tere naiiiiiin tere nain aa gayi yaad mujhko jawaani meriiii aa gayi yaad mujhko jawaani meri loot gayi aaj phir zindgani meri rang gulaabi chaal sharabi kehte hain kehne waale thukraa de wo iss duniyaa ko thukraa de wo iss duniyaa ko jiss roop tera apna le tere nain nashe de pyaale inhen peeyenge naseebon wale tere naiiiiiin tere nain kya hai tu khoobsurat kahani hai tuuuuu kya hai tu khoobsurat kahani hai tu aasmaanon ki pariyon ki raani hai tuuuu tu jo aayi masti chhayi jhoom uthe
tere naina kyun bhar aaye tere naina kyun bhar aaye tere naina kyun bhar aaye tere naina kyun bhar aaye wo hai sabka rakhawaala tu khaahe ko ghabraaye tere naina kyun bhar aaye tere naina kyun bhar aaye ye aansoon aur ye dukh saare le jaa prabhu ke dwaare le jaa prabhu ke dwaare wo hi tooti aas bandhaae bigde kaaj sanwaare bigde kaaj sanwaare dwaar se uske koi khaali haath naa waapas jaaye tere naina kyun bhar aaye tere naina kyun bhar aaye jeevan ki ye dhoop ye chhaanv sab hai khel tamaasha sab hai khel tamaasha mann se aankh micholi khele aasha aur niraashaa aasha aur niraashaa aaj hai dukh to kal sukh hoga kaahe neer bahaaye tere naina kyun bhar aaye tere naina kyun bhar aaye tere naina kyun bhar aaye
haan haan haan haan khoyi khoyi aankh hai ruki palak hai jahaan jahaan dekhega tu wahi jhalak hai khoyi khoyi haan haan aan aan aan tere naina talash kare jise wo hai tujhi mein kahin deewaane tere naina talash kare jise wo hai tujhi mein kahin deewaane tere naina yahaan do roop hain har ek ke yahaan nazrein uthaana zara dekh ke jab uski mohabbat mein gum hai tu wahi soorat nazar aayegi chaar su kaun kya hai haan haan mann ke siwaa ye koi kya jaane tere naina talash kare jise wo hai tujhi mein kahin deewaane tere naina aaaaa tere naina tere naina ye jawaan raat le ke tera naam kahe haath badha koi haath thaam ye jawaan raat le ke tera naam kahe haath badha koi haath thaam ye jawaan raat kaali alka ke baadal mein bijliyaan kori baahon mein chaahat ki angdaaiyaa jo adaa hai ishaara hai pyaar ka o deewaane tujhe chaahiye aur kya par ruk jaa haa aaa aaa mann ki sadaa bhi sun deewaane tere naina talash kare jise wo hai tujhi mein kahin deewaane tere naina
hooo ooo oo tere nainon ke main deep jalaunga tere nainon ke main deep jalaunga apni aankhon se duniyan dikhlaunga achcha wo kya hai ik mandir hai us mandir me ek moorat hai ye moorat kaisi hoti hai teri soorat jaisi hoti hai wo kya hai ik mandir hai main kya janu chhanv hai kya aur dhoop hai kya main kya janu chhanv hai kya aur dhoop hai kya rang birangi iss duniyan ka roop hai kya wo kya hai ik parvat hai uss parvat pe ik badal hai ye badal kaisa hota hai tere aanchal jaisa hota hai wo kya hai ik parvat hai mast hawa ne ghoonghat khola kaliyon ka mast hawa ne ghoonghat khola kaliyon ka jhoom ke mausam aaya hai rangraliyon ka wo kya hai ik bagiya hai us bagiya mein kai bhanwre hain bhanwre kya jogi hote hain nahi dil ke rogi hote hain wo kya hai ik bagiya hai aisi bhi anjaan nahi main ab sajana bin dekhe mujhko dikhta hai sab sajna wo kya hai wo saagar hai uss saagar mein ik nayyia hai are tune kaise naam liya mann se aankhon kaa kaam liya wo kya hai wo saagar hai
tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya jaane kaisa jaadoo kiya teri meethi baat ne tera mera pyaar hua pehli mulaqat mein jaane kaisa jaadoo kiya teri meethi baat ne tera mera pyaar hua pehli mulaqat mein pehli mulaqat mein haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya haathon mein haath le ke kabhi bhi naa chhodna pyaar ki ye dor saiyaan baandh ke naa todna haathon mein haath le ke kabhi bhi naa chhodna pyaar ki ye dor saiyaan baandh ke naa todna baandh ke naa todna haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya
tere paas aa ke mera waqt guzar jaata hai tere paas aa ke mera waqt guzar jaata hai do ghadi ke liye ghum jaane kidhar jaata hai jab kabhi door se tu mujhko nazar aata hai pyaar hans kar meri aankhon mein sanwar jaata hai tere paas aa ke mera waqt guzar jaata hai tu wohi hai jise iss dil ne sadaayen di hai tu wohi hai jise iss dil ne sadaayen di hai tu wohi hai jise nazron ne duwaayen di hain tu wohi hai ke jo dil le ke mukar jaata hai do ghadi ke liye ghum jaane kidhar jaata hai tere paas aa ke mera waqt guzar jaata hai jaam itne teri masti bhari aankhon se piye haaaan jaam itne teri masti bhari aankhon se piye bekhudi mein tujhe sajde meri nazron ne kiye tere jalwaon mein khuda mujhko nazar aata hai pyaar hans kar meri aankhon mein sanwar jaata hai tere paas aa ke mera waqt guzar jaata hai teri yaad aate hi ghabraa ke chali aaaati hoon teri yaad aate hi ghabraa ke chali aaaati hoon main har ik qaid ko thukraa ke chali aati hoon main nahin aati mujhe pyaar idhar
tere pyaar ka aasra chaahta hoon tere pyaar ka aasra chaahta hoon wafaa kar raha hoon wafaa chaahta hoon tere pyaar ka aasra chaahta hoon wafaa kar raha hoon wafaa chaahta hoon hasinon se ehde wafaa chaahte ho hasinon se ehde wafaa chaahte ho bade naasamajh ho ye kya chaahte ho bade naasamajh ho tere narm baalon mein taare sajaa ke tere shokh kadmon mein kaliyaan bichhaa ke muhabbat ka chhota sa mandir bana ke muhabbat ka chhota sa mandir bana ke tujhe raat din tujhe raat din poojna chaahta hoon wafaa kar raha hoon wafaa chaahta hoon tere pyaar ka zara soch lo dil lagaane se pehle ke khona bhi padta hai paane se pehle ijaazat to le lo zamaane se pehle ijaazat to le lo zamaane se pehle ki tum husn ko ki tum husn ko poojna chaahte ho bade naasamajh ho ye kya chaahte ho bade naasamajh ho kahaan tak jiyen teri ulfat ke maare guzarti nahin zindagi bin sahaare bahot ho chuke door reh kar ishaare bahot ho chuke door reh kar ishaare tujhe paas se tujhe paas se dekhna
tere pyaar ki tamanna ghum e zindagi ke saaye badi tez aandhiyaan hain ye chiraag bhujh naa jaaye tere pyaar ki tamanna ghum e zindagi ke saaye badi tez aandhiyaan hain ye chiraag bhujh naa jaaye tere pyaar ki tamanna ghum e zindagi ke saaye hai ajeeb daastaan kuchh ye humari daastaan bhi hai ajeeb daastaan kuchh ye humari daastaan bhi kabhi tu samjh naa paaye kabhi hum suna naa paaye tere pyaar ki tamanna ghum e zindagi ke saaye badi tez aandhiyaan hain ye chiraag bhujh naa jaaye tere pyaar ki tamanna ghum e zindagi ke saaye naa fazaa hai apne bas mein naa nazar mein hai kinaara naa fazaa hai apne bas mein naa nazar mein hai kinaara kahin mere dil ki kashti naa bhanwar mein doob jaaye tere pyaar ki tamanna ghum e zindagi ke saaye badi tez aandhiyaan hain ye chiraag bhujh naa jaaye tere pyaar ki tamanna ghum e zindagi ke saaye koi hal tu hi bataa de mere dil ki kashmakash kaa koi hal tu hi bataa de mere dil ki kashmakash kaa tujhe bhoolna bhi chaaha teri yaad bhi
tere pyaar ko iss tarah se bhoolana naa dil chaahta hai naa hum chaahte hain jo sach tha use ek fasaana banaana naa dil chaahta hai naa hum chaahte hain wo masoom soorat wo bhooli nighaahen rahengi sadaa dil mein aabaad ho kar naa puri huyi jo usi aarzoo mein milega humen chain barbaad ho kar ke ujdi huyi zindagi ko basaana naa dil chaahta hai naa hum chaahte hain tere pyaar ko iss tarah se bhoolana naa dil chaahta hai naa hum chaahte hain samjh mein naa aaya ke har ek khushi se ye dil aaj bezaar kyun ho gaya hai tere ghum mein behte huye aansuon se naa jaane humen pyaar kyun ho gaya hai ke bhoole se bhi ab kabhi muskurana naa dil chaahta hai naa hum chaahte hain tere pyaar ko iss tarah se bhoolana naa dil chaahta hai naa hum chaahte hain jo sach tha use ek fasaana banaana naa dil chaahta hai naa hum chaahte hain
paas rehte huye bhi tujhse bahot door hain hum kiss se dard sunaate hain ke majboor hain hum tere pyaar mein dildaar jo hai mera haal e zaar koi dekhe yaa naa dekhe allah dekh raha hai tere pyaar mein dildaar jo hai mera haal e zaar koi dekhe yaa naa dekhe allah dekh raha hai jab se teri yaad mere dil mein samaayi hai wallah kisi raat mujhe neend nahin aayi hai meetha meetha dard hai honton pe aahen sard hai chehraa bhi mera zard hai naa jaane kya rang dikhaaye tera intezaar naa jaane kya rang dikhaaye tera intezaar tere pyaar mein dildaar jo hai mera haal e zaar koi dekhe yaa naa dekhe allah dekh raha hai tu hi meri zindagi hai tu hi meri jaan hai mujhko tu mil jaaye mera yahi ek armaan hai tera mera saath ho kuchh dil se dil ki baat ho jee bhar ke mulaaqat ho nagmen gaayen pyaar ke mil kar chhede dil ke taar nagmen gaayen pyaar ke mil kar chhede dil ke taar tere pyaar mein dildaar jo hai mera haal e zaar koi dekhe yaa naa dekhe allah dekh raha hai sad ke tere
tere raste pe humne ik ghar bana liya hai teri muskurahaton se uss ko saja liya hai tere raste pe humne ik ghar bana liya hai teri muskurahaton se uss ko saja liya hai aane se tere pehle aata hai ek ishara aane se tere pehle aata hai ek ishara suraj ke pehle jaise ik roshani ki dhara aane se tere pehle aata hai ek ishara suraj ke pehle jaise ik roshani ki dhara humne wahi ishara dil mein basa liya hai humne wahi ishara dil mein basa liya hai tere raste pe humne ik ghar bana liya hai teri muskurahaton se uss ko saja liya hai tere ghar se door kyun ho meri zindagi ki raahen mere dil ki dhadkanon mein tere geet teri aahen tere ghar se door kyun ho meri zindagi ki raahen mere dil ki dhadkanon mein tere geet teri aahen teri roshani se dil ka deepak jala liya hai teri roshani se dil ka deepak jala liya hai tere raste pe humne ik ghar bana liya hai teri muskurahaton se uss ko saja liya hai teri payalon ki chham chham mere geet mein samaayi teri payalon ki chham chham mere
tere sadke balam naa kar koi ghum ye samma ye jahaan phir kahaan hooo tere sadke balam naa kar koi ghum ye samma ye jahaan phir kahaan ye samma ye jahaan phir kahaan tere sadke balam naa kar koi ghum ye samma ye jahaan phir kahaan din hain suhaane phir kaun jaane aaye naa aaye bahaar tu ghum ko pee le dambhar ko jee le duniyaa ka kya aitbaar ho ji piya duniyaa ka kya aitbaar tere sadke balam naa kar koi ghum ye samma ye jahaan phir kahaan kaanton mein daaman uljhe na saajan phoolon mein hans kar guzaar thodi khushi hai thodi hansi hai dukh zindagi mein hazaar ho ji piya dukh zindagi mein hazaar tere sadke balam naa kar koi ghum ye samma ye jahaan phir kahaan naiyaa milan ki maujhen pawan ki kehti hai tujhko pukaar gaata chala chal hanstaa chala chal jeevan ki nadiyaa ke paar ho ji piya jeevan ki nadiyaa ke paar tere sadke balam naa kar koi ghum ye samma ye jahaan phir kahaan ye samma ye jahaan phir kahaan tere sadke balam naa kar koi ghum ye samma ye jahaan phir
aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa tere sang jeena tere sang marna tere sang jeena tere sang marna ab ruthe ya jag chhute humko kya karna tere sang jeena tere sang marna tere sang jeena tere sang marna ab ruthe ya jag chhute humko kya karna tere sang jeena tere sang marna tere sang jeena tere sang marna ab ruthe ya jag chhute humko kya karna tere sang jeena tere sang marna teri baahon se jab more piya li baandh chunariyaa maine teri baahon se jab more piya li baandh chunariyaa maine chhodi laaj saram dil tujhe diya tohe beech bajariyaa maine tohe beech bajariyaa maine mann paagal kya jaane re duniyaa se darna tere sang jeena tere sang marna tere sang jeena tere sang marna ab ruthe ya jag chhute humko kya karna tere sang jeena tere sang marna rutt aayi re yaa rutt chali gayi kya jaane ye tera matwaala rutt aayi re yaa rutt chali gayi kya jaane ye tera
o oo oo oo o oo oo oo o oo oo oo o oo oo oo tere sang pyaar main nahin todna o ho tere sang pyaar main nahin todna chaahe tere pichhe jag pade chhodna ho o o tere sang pyaar main nahin todna o ho tere sang pyaar main nahin todna chaahe tere pichhe jag pade chhodna ho o o tere sang pyaar mein nahin todna maang meri mein shabnam ne moti bhare aur nazaaron ne mehndi lagaayi maang meri mein shabnam ne moti bhare aur nazaaron ne mehndi lagaayi naache bin hi paayaliya chhanakne lagi bin hawaa ke hi chunari lehraayi chunari lehraayi aaj dil se hai dil ko jodna ho o o tere sang pyaar main nahin todna o ho tere sang pyaar main nahin todna aankh banke tujhe dekhti hi rahoon pyaar ki aisi tasveer ban jaa aankh banke tujhe dekhti hi rahoon pyaar ki aisi tasveer ban jaa teri baahon ki chhanw se lipti rahoon meri saanson ki takdeer ban jaa takdeer ban jaa tere saath waada kiya nahin todna ho o o tere sang pyaar main nahin todna o ho tere sang pyaar main nahin todna teri saanson
    Songs Title Film/Album Song Number
Tere Mere Beech Mein (Male) Ek Duuje Ke Liye (1981) 13213
Tere Mere Honthon Pe Chandni (1989) 21295
Tere Mere Milan Ki Ye Raina Abhimaan (1973) 21296
Tere Mere Sapne Ab Guide (1965) 21297
Tere Naam Ka Deewaanaa Suraj Aur Chanda (1973) 18057
Tere Naaz Uthane Ko Jee Chaahta Hai Grahasti (1948) 31064
Tere Nain Nashe De Gora Aur Kala (1972) 13292
Tere Naina (Female) Geet (1970) 13267
Tere Naina Talash Kare Talash (1969) 14316
Tere Nainon Ke Main Anuraag (1972) 12722
Tere Nainon Ne Chori Pyar Ki Jeet (1948) 11933
Tere Paas Aa ke Mera Neela Akash (1965) 12061
Tere Pyaar Ka Aasra Dhool Ka Phool (1959) 13081
Tere Pyaar Ki Tamanna Tawaif (1985) 21299
Tere Pyaar Ko Is Tarah Maine Jeena Seekh Liya (1959) 31073
Tere Pyaar Mein Dildaar Mere Mehboob (1963) 13734
Tere Raste Pe Humne Kavi (1954) 32103
Tere Sadke Balam Amar (1954) 12644
Tere Sang Jeena Tere Naach Uthe Sansaar (1976) 13807
Tere Sang Pyar Main Nagin (1976) 18323