MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

aap ki mehki huyi zulf ko kehte hain ghata aap ki mehki huyi zulf ko kehte hain ghata aap ki madbhari aankhon ko kanwal kehte hain aap ki madbhari aankhon ko kanwal kehte hain main to kuchh bhi nahin tum ko hanseen lagti hoon isko chaahat bhari nazron ka amal kehte hain isko chaahat bhari nazron ka amal kehte hain ek hum hi nahin ek hum hi nahin sab dekhne waale tumko sang e marmar pe sang e marmar pe likhi shokh gazal kehte hain sang e marmar pe likhi shokh gazal kehte hain aisi baaten naa karo aisi baaten naa karo jin kaa yakin mushkil ho aisi taarif ko aisi taarif ko niyat ka khalal kehte hai aisi taarif ko niyat ka khalal kehte hai aap ki madbhari aankhon ko kanwal kehte hain isko chaahat bhari nazron ka amal kehte hain meri taqdeer ke tumne mujhe apna samjhaa meri taqdeer ke tumne mujhe apna samjhaa iss ko sadiyon ki iss ko sadiyon ki tamannaon ka phal kehte hai iss ko sadiyon ki tamannaon ka phal kehte hai iss ko sadiyon ki tamannaon ka phal kehte hai
aap ki nazron ne samjha pyaar ke kaabil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha ji humen manzoor hai aap ka ye faisla ji humen manzoor hai aap ka ye faisla keh rahi hai har nazar banda parvar shukriya hans ke apni zindagi mein kar liya shamil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha aap ki manzil hoon main meri manzil aap hain aap ki manzil hoon main meri manzil aap hain kyun main tufaan se darun mera saahil aap hain koi tufaanon se keh de mil gaya saahil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha pad gayee dil par mere aap ki parchhaaiyaan pad gayee dil par mere aap ki parchhaaiyaan har taraf bajne lagi saikadon shahanaiyaan do jahan ki aaj khushiyaan ho gayeen haasil mujhe aap ki nazron ne samjha pyaar ke kaabil mujhe dil ki aye dhadkan thaher jaa mil gayee manzil mujhe aap ki nazron ne samjha
aap ki raai mere baare mein kya hai kya hai kahiye aji soch ke bataayenge hum milte milte rahiye aap ki raai mere baare mein kya hai kya hai kahiye aji soch ke bataayenge hum milte milte rahiye naujawaan maanti hoon dekhne mein achchhe ho kiss tarah maan loon main dil ke bhi sachche ho dil mera paas aa ke dil laga ke dekh lo naazneen har tarah se aazmaan ke dekh lo soch ke bataayenge hum milte milte rahiye aap ki raai mere baare mein kya hai kya hai kahiye aankh mein ek nasha hai ek adaa hai chaal mein naachti khoob ho tum har kadam hai taal mein dekh ke kya sabhi ko aisi aahen bharte ho baaten hi baaten hain yaa pyaar bhi karte ho aap ki raai mere baare mein kya hai kya hai kahiye naa soch ke bataayenge hum milte milte rahiye ho agar ek nazar mein pyaar kya hai khel hai chaahiye waqt iss mein do dilon ka mail hai gair bhi kar rahen hain kuchh ishaara soch lo aur kaa ho naa jaaye dil humara soch lo soch ke bataayenge hum jalte jalte rahiye aap ki raai mere baare
aap ko bhool jaayen hum itne to bewafaa nahin aap ko bhool jaayen hum itne to bewafaa nahin aap se kya gila karen aap se kuchh gila nahin aap se kya gila karen sheesha e dil ko todna unka to ek khel hai sheesha e dil ko todna unka to ek khel hai unka to ek khel hai humse hi bhool ho gayi humse hi bhool ho gayi unki koi khata nahin kaash wo apne ghum mujhe kaash wo apne ghum mujhe de de to kuchh sukoon mile kaash wo apne ghum mujhe de de to kuchh sukoon mile wo kitna badnseeb hai wo kitna badnseeb hai ghum bhi jise mila nahin wo kitna badnseeb hai ghum bhi jise mila nahin jurm hai gar wafa to kyaaaa jurm hai gar wafa to kyaa kyun main wafa ko chhod doon jurm hai gar wafa to kyaaaa jurm hai gar wafa to kyaa kyun main wafa ko chhod doon kahte hain iss gunaah ki kahte hain iss gunaah ki hoti koi saza nahin kahte hain iss gunaah ki hoti koi saza nahin aap se kya gila karen aap se kuchh gila nahin aap ko bhool jaayen hum itne to bewafaa nahin aap ko bhool jaayen hum
aap ko pehle bhi kahin dekha hai khaab mein yaa rubarooo par dekha hai aao hil mil jaayen mauj udaa len zindagi mein tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan aap ko pehle bhi kahin dekha hai khaab mein yaa rubarooo par dekha hai aao hil mil jaayen mauj udaa len zindagi mein tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan aap mein aisa jalwa nazar aa gaya aap mein aisa jalwa nazar aa gaya pyaar ban kar khayalaat per chhaa gaya pyaar ban kar khayalaat per chhaa gaya ab to koi haseen mujhko jachtaa nahin apni manzil ko main khud ba khud paa gaya aap ko pehle bhi kahin dekha hai khaab mein yaa rubarooo par dekha hai aao hil mil jaayen mauj udaa len zindagi mein tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan tum haseen main jawaan aap ki baat kaa kaise kar loon yakeen aap ki baat kaa kaise kar loon yakeen jisne dekha mujhe ho gaya meharbaan jisne dekha
aap ko pyaar chhupaane ki buri aadat hai aap ko pyaar chhupaane ki buri aadat hai aap ko pyaar jataane ki buri aadat hai aap ko pyaar jataane ki buri aadat hai aap ko pyaar aap ne sikha hai kya dil ke lagaane ke siwaaaa aap ne sikha hai kya dil ke lagaane ke siwaaaa aap ko aata hai kya naaz dikhaane ke siwaa aur humen naaz uthane ki buri aadat hai aur humen naaz uthane ki buri aadat hai aap ko pyaar jataane ki buri aadat hai aap ko pyaar kisliye aapne sharmaa ke jhuka li aankhen kisliye aapne sharmaa ke jhuka li aankhen haaye hoye kisliye aapne sharmaa ke jhuka li aankhen isliye aap se ghabraa ke bacha li aankhen aap ko teer chalaane ki buri aadat hai aap ko teer chalaane ki buri aadat hai aap ko pyaar chhupaane ki buri aadat hai aap ko pyaar ho chuki der bas ab jaaiyega jaaiyega ho chuki der bas ab jaaiyega jaaiyega banda parwar zara thoda sa kareeb aaiyega aap ko paas naa aane ki buri aadat hai aap ko paas naa aane ki buri aadat hai aap ko pyaar jataane ki buri
jo humne daastaan apni sunayi aap kyun roye jo humne daastaan apni sunayi aap kyun roye tabaahi to hamaare dil pe aayi aap kyun roye humara dard o ghum hai ye isse kyun aap sahte hain ye kyun aansoon humare aap ki aankhon se bahte hain ghumon ki aag humne khud lagayi aap kyun roye jo humne daastaan apni sunayi aap kyun roye bahut roye magar ab aap ki khaatir na royenge na apna chain kho kar aap ka hum chain khoyenge qayamat aap ke ashkon ne dhaayi aap kyun roye jo humne daastaan apni sunayi aap kyun roye na ye aansoon ruke to dekhiye phir hum bhi ro denge hum apne aansuon mein chaand taaron ko dubo denge fanaah ho jayengi saari khudayi aap kyun roye jo humne daastaan apni sunayi aap kyun roye
aap mujhe achchhe lagne lage sapne sachche lagne lage aaa haaa aap mujhe achchhe lagne lage sapne sachche lagne lage nain saari rain jagne lage ke aap mujhe achchhe lagne lage sapne sachche lagne lage nain saari rain jagne lage ke aap mujhe achchhe lagne lage sapne sachche lagne lage baaten yahi hone lagi gaaon mein baaten yahi hone lagi gaaon mein chhupti phirun main dhoop mein chaanv mein zanjeeren faulad ki hai paanv mein magar chhan chhan nan nan ghoonghroo bajne lage aaa haaa aap mujhe achchhe lagne lage nain saari rain jagne lage ke aap mujhe achchhe lagne lage sapne sachche lagne lage akhiyon ko bhed kholna aa gaya akhiyon ko bhed kholna aa gaya mere mann ko bhi dolna aa gaya khamoshi ko bolna aa gaya dekho geet mere mukh pe sajane lage aaa haaa aap mujhe achchhe lagne lage nain saari rain jagne lage ke aap mujhe achchhe lagne lage sapne sachche lagne lage aap mujhe achchhe lagne lage sapne sachche lagne lage aap mujhe achchhe lagne lage
aap naraaz khuda khair kare naaz e andaaz khuda khair kare apni to jaan pe ban aayi hai dil ki awaaz khuda khair kare aap naraaz khuda khair kare apni to jaan pe ban aayi hai dil ki awaaz khuda khair kare humne bulaaya to na aaye aap mere saaye se bhi katraaye aap aakhir to koi baat hai mujh mein aaj jo paas chale aaye aap humne bulaaya to na aaye aap mere saaye se bhi katraaye aap aakhir to koi baat hai mujh mein aaj jo paas chale aaye aap aap naraaz khuda khair kare naaz e andaaz khuda khair kare apni to jaan pe ban aayi hai dil ki awaaz khuda khair kare aap achchhe lage mujh ko huzoor mere dil ka hai bus yahi kusoor iske liye na lee je meri jaan aur koi saja di je jaroor aap achchhe lage mujh ko huzoor mere dil ka hai bus yahi kusoor iske liye na lee je meri jaan aur koi saja di je jaroor aap naraaz khuda khair kare naaz e andaaz khuda khair kare apni to jaan pe ban aayi hai dil ki awaaz khuda khair kare aap ke pyaar ka sahara tha warna duniya mein kya hamara
aap se maine meri jaan muhabbat ki hai aap chaahen to meri jaan bhi le sakti hain aap jab hain to mere paas mera sab kuchh hai jaan kya cheez hai imaan bhi le sakti hain aap se maine meri jaaaaan aap ko maine muhabbat ka khuda samjha hai aap kahiye ke mujhe aapne kya samjha hai zindagi kya hai muhabbat ki meharbaani hai dard ko maine haqeeqat mein dawaa samjha hai aap se maine meri jaan muhabbat ki hai aap chaahen to meri jaan bhi le sakti hain aap se maine meri jaaaaan dil wohi hai jo sada geet wafaa ke gaayen pyaar karta ho jise pyaar hi karta jaaye saikdon saal ke jeene se hai behtar wo ghadi haath mein haath ho jab yaar kaa maut aa jaaye aap se maine meri jaan muhabbat ki hai aap chaahen to meri jaan bhi le sakte hain aap jab hain to mere paas mera sab kuchh hai jaan kya cheez hai imaan bhi le sakti hain aap se maine meri jaaaaan
aap se pyaar hua aap khafaa ho baithe mil ke baithe bhi naa the aur judaa haaye judaa ho baithe aap se pyaar hua aap khafaa ho baithe mil ke baithe bhi naa the aur judaa haaye judaa ho baithe aap se pyaar huaa hooooo ooooo hoooo hoooo oooo haaye saans leti ho to kya kehar ki loo chalti hai saans leti ho to kya kehar ki loo chalti hai boo ye kehti hai koi dil ki si sheh jalti hai koi dil ki si sheh jalti hai surkh shole ki tarah surkh shole ki tarah aap ye kya ho baithe mil ke baithe bhi naa the aur judaa haaye judaa ho baithe aap se pyaar huaa josh pe husn ka tufaan nazar aata hai josh pe husn ka tufaan nazar aata hai ishq ki maut kaa saaman nazar aata hai saaman nazar aata hai aur kashti se kinaare aur kashti se kinaare bhi khafaa ho baithe mil ke baithe bhi naa the aur judaa haaye judaa ho baithe aap se pyaar huaa hooooo ooooo hoooo hoooo oooo haaye har nazar teer sahi dekhiye ik baar humen har nazar teer sahi dekhiye ik baar humen marna taqdeer sahi maut se hai
hello aap yahaan aaye kis liye aapne bulaaya iss liye aaye hain to kaam bhi bataaiye haan haan pahle zaraa aap muskuraaiye aap yahaan aaye kis liye aji aapne bulaaya iss liye aaye hain to kaam bhi bataaiye na na pahle zaraa aap muskuraaiye muskuraane ki na koi baat hai aji dekhiye to kyaa haseen raat hai oho kaam to bataaiye bataaiye na na na pahle zaraa aap muskuraaiye aap yahaan aaye kis liye tere binaa haaye haan neend nahin aati hai really yaad teri aa kar aahaa roz tadpaati hai sachmuch apnaa banaa looo haath zaraa thaam looo wah wah wah baar baar poochho na kyaa dil se bhi kaam lo kaam to bataao kam seedhaa saadhaa hai bolo bolo aji lenaa ek wadaa hai kyaa aajaa aajaa shaadi kaa iraadaa hai kyaa kyaa shaadi kaa iraadaa hai shaadi aur tumse shaadi kaa iraadaa hai na na na shaadi haan na baabaa na magar kyon shaadi to barbaadi hai kyaa kho jaati aazaadi hai nahin nahin bye bye aree suno to taa taa mona suno to suno tooo ohh aap yahaan aaye kis liye aapne
aaji maine kaha aap yahaan se jaane ka kya loge kaun main haan ji aap yahaan se jaane ka kya loge kya loge kya doge kya kya doge jo main maangu wo tum doge kyon nahin din ko taare tod ke laadoon jannat ki kaliyaan mangwadoon aur kuchh bolo sanam dhandhe ki kasam haan haan dhandhe ki kasam mere dhandhe ki kasam magar aap yahaan se jaane ka kya loge kya kya loge un hoon kuchh to socho hoon kuchh to samjho wo ho kuchh to socho kuchh to samjho rehne do bekar ki baaten bekar ki baaten hann haan sun lega bedard zamaana dil mein rakkho pyar ki baaten pyar ki chori chhup nahin sakti sakti hai ho behti nadiyan ruk nahin sakti ruk sakti hai pyar ki chori chhup nahin sakti behti nadiyan ruk nahin sakti kab se mere gale padi ho kab se mere gale padi ho ban ke ik deewar khadi ho jaaungi mein na sanam mere dhandhe ki kasam haan haan dhandhe ki kasam tere dhandhe ki kasam haai aap yahaan se jaane ka kya loge kya kya loge nahin jaaungi suno kya suno na bolo na hoon hoon hoon hoon
oooooooooo ooooooo oooooo ooooo oooo ooooo hmmmmm hmmmm hmmm hmmmmmm hmmmmmm hmmmmmm aap yun faaslon se guzrte rahe aap yun faaslon se guzrte rahe dil se kadmon ki aawaaz aati rahi aahton ke andhere chamakte rahe raat aati rahi raat jaati rahi aap yun hoooo ooooo hmmm hmmmm hmmm hmmmm gungunaati rahi meri tanhaaiyaan door bajti rahi kitni shehnaaiyan zindagi zindagi ko bulaati rahi aap yun faaslon se guzrte rahe dil se kadmon ki aawaaz aati rahi aap yun katra katra pighalta raha aasmaan katra katra pighalta raha aasmaan ruhon ki waadiyon mein naa jaane kahaan ik nadi ik nadi dilruba ki gaati rahi aap yun faaslon se guzrte rahe dil se kadmon ki aawaaz aati rahi aap yun aaaap ki garam baahon mein kho jaayenge aaaap ki naram zaanon pe so jaayenge so jaayenge muddaton raat needen churati rahi aap yun faaslon se guzrte rahe dil se kadmon ki aawaaz aati rahi aap yun aap yun
Aap Yun Hi Agar Hum Se Milte Rahe Dekhiye Ek Din Pyaar Ho Jaayega, Aisi Baaten Na Kar O Hasin Jaadugar Mera Dil Teri Aankhon Mein Kho Jaayega
aapka chehra masha allaah julf ka pehra suhaan allaah aapki baaten wallah wallah itni muhabbat allah allah julf ka saawan gaal ki bijli donon ka deewana hoon julf ka saawan gaal ki bijli donon ka deewana hoon mera haq hai oo shehjaadi mera haq hai oo shehjaadi chaahat ka parwaana hoon aapka chehra ha ha aa aa masha allaah mm hm hm julf ka pehra o ho suhaan allaah ho aapki baaten wallah wallah itni muhabbat ho allah allah pyaar ka saagar itna gehra do dil jis mein doob chuke hain pyaar ka saagar itna gehra do dil jis mein doob chuke hain duniyaa waale bhed na jaane duniyaa waale bhed na jaane doob ke hum to paar huye hain aapka chehra hmm hm hm hm masha allaah oo ho ho julf ka pehra o ho suhaan allaah aapki baaten wallah wallah itni muhabbat allah allah in baahon ke haar to daalo apne gale se mujhe laga lo in baahon ke haar to daalo apne gale se mujhe laga lo aisa nasha hai behki jaaun aisa nasha hai behki jaaun aaj mujhe tum khud hi sambhalo aapka chehra ha ha aa
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aapke kamre mein koi rehta hai ta ra ra ra ra hum nahin kehte zamana kehta hai ta ra ra ra ra aapke kamre mein koi rehta hai ta ra ra ra ra hum nahin kehte zamana kehta hai ta ra ra ra ra aapke kamre mein koi rehta hai hum aaj udhar se nikle to bade intzaam se gira raha tha koi parda haaye sare shaam se udhar aap ki photo se saji deewaar pe padaa hua tha ik saaya bade aaraam se aapke kamre mein koi rehta hai lala la la la la lala lala la la la la lala la la lala lala la lal lal la la la magar jo ik din main guzri gali mein sarkaar ki tabhi se chalti hai dil pe haaye talwaar si dabi dabi halki halki hansi ki tanaav mein machal rahi thi chudi bhi haaye chhankaar thi yeh na samjho koi gafil rehta hai ta ra ra ra ra hum nahin kehte zamana kehta hai la la la la la aapke na na aapke na na na aapke kamre mein koi rehta hai agar main kahu jo dekha nahin tha woh koi khawaab padaa tha table pe chashma woh kiska janaab gore gale
aapki yaad aati rahi raat bhar aapki yaad aati rahi raat bhar chashme nam muskuraati rahi raat bhar aapki yaad aati rahi raat bhar dard ki shamma jalti rahi raat bhar dard ki shamma jalti rahi ghum ki lau thar tharaati rahi raat bhar ghum ki lau thar tharaati rahi raat bhar aapki yaad aati rahi baasuri ki sureeli suhaani sada baasuri ki sureeli suhaani sada yaad ban ban ke aati rahi raat bhar yaad ban ban ke aati rahi raat bhar chashme nam muskuraati rahi yaad ke chaand dil mein utarte rahe yaad ke chaand yaad ke chaand dil mein utarte rahe chandani jagmagaati rahi raat bhar chandani jagmagaati rahi raat bhar aapki yaad aati rahi koi deewana galiyon mein phirta raha koi deewana koi deewana galiyon mein phirta raha koi aawaz aati rahi raat bhar koi aawaz aati rahi raat bhar chashme nam muskuraati rahi raat bhar aapki yaad aati rahi
aapne apna banaya meherbani aapki meherbani aapki hum to is kaabil na the hum to is kaabil na the hum to is kaabil na the hai kaddrdaani aapki meherbani apki aapne apna banaya aaj humne dil ke badle aapko dil de diya aaj humne dil ke badle aapko dil de diya is inayat is nawazish is karam ka shukriya humne bhi dil mein chhupa li ye nishani aapki meherbani aapki aapne apna banaya aap mil jayen to phir duniya mein koi ghum nahin aap mil jayen to phir duniya mein koi ghum nahin kyu na mil jaye ke purab aur pachchhim hum nahin ban gaya mera fasaana ab kahani aapki meherbani apki hum to is kaabil na the hai kaddrdaani aapki meherbani aapki aapne apna banaya
apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun apno ne jo dard diye hain kaise main batlaaun pyaar ke waade ho gaye jhuthe pyaar ke waade ho gaye jhuthe wafaa ke bandhan toote wafaa ke bandhan toote banke jeevan saathi koi chain mera kyun loote chain mera kyun loote aise jeevan saathi seeeeee aise jeevan saathi se main kaise saath nibhaaun apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun apno ne jo dard diye hain kaise main batlaaun kaise kaise bhed chhupaayen kaise kaise bhed chhupaayen haathon ki rekhayen haathon ki rekhayen koi naa jaane iss jeevan ko ye kiss or le jaayen ye kiss or le jaayen padh naa paaun lekh vidhi kaaaaa padh naa paaun lekh vidhi ka pal pal main ghabraaun apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun apno ne jo dard diye hain kaise main batlaaun apne jeevan ki uljhan ko
    Songs Title Film/Album Song Number
Aap Ki Mehki Huyi Trishul (1978) 14355
Aap Ki Nazron Ne Samjha Anpadh (1962) 20065
Aap Ki Raai Mere Baare Mein Elaan (1971) 15593
Aap Ko Bhool Jaayen Hum Chitra Singh 15989
Aap Ko Pehle Bhi Kahin Tum Haseen Main Jawan (1970) 14360
Aap Ko Pyaar Chhupane Ki Buri Aadat Hai Neela Akash (1965) 12036
Aap Kyun Roye Woh Kaun Thi (1964) 11854
Aap Mujhe Achchhe Lagne Jeene Ki Raah (1969) 20066
Aap Naraaz Khuda Kair Kare Pyar Mohabbat (1966) 14019
Aap Se Maine Meri Jaan Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 11834
Aap Se Pyaar Hua (Male) Aabroo (1968) 12546
Aap Yahaan Aaye Kis Liye Kal Aaj Aur Kal (1971) 20067
Aap Yahaan Se Jaane Ka Banarsi Babu (1973) 18111
Aap Yun Faaslon Se Shankar Husain (1977) 15739
Aap Yun Hi Agar Hum Se Milte Rahe Ek Musafir Ek Hasina (1962) 20068
Aapka Chehra Masha Rootha Na Karo (1970) 32340
Aapke Kamre Mein Yaadon Ki Baaraat (1973) 14415
Aapki Yaad Aati Rahi Gaman (1978) 13256
Aapne Apna Banaya Dulhan Ek Raat Ki (1966) 32084
Aapne Jeevan Ki Uljhan Ko (Male) Uljhan (1975) 14374