MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

muft huye badnaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam jeena hua ilzaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam gaye armaan leke lute lute aate hain log jahan mein kaise dil ko lagate hain gaye armaan leke lute lute aate hain log jahan mein kaise dil ko lagate hain dil ko lagate hain apna banate hain hum to phire nakaam hum to phire nakaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam samjhe the saath dega kisi ka suhana ghum khuli jo nazar to dekha tanha khade hain hum samjhe the saath dega kisi ka suhana ghum khuli jo nazar to dekha tanha khade hain hum tanha khade hain hum din bhi raha hai kam raste mein ho gayi shaam raste mein ho gayi shaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam
sitamgar tujhse ummeeden karam hogi jinhen hogi humen to dekhna ye hai ke tu zaalim kahaan tak hai muhabbat cheez hai kya muhabbat kar ke dekhenge muhabbat cheez hai kya muhabbat kar ke dekhenge qazaa kehte hain kisko kisi par marr ke dekhenge muhabbat cheez hai kya bada hi khubsurat dil se waada kar liya humne ke tum par jaan dene ka iraada kar liya humne ke tum par jaan dene ka iraada kar liya humne kahaan hai pyaar ki sooli kahaan hai pyaar ki sooli ye sooli chadh ke dekhenge qazaa kehte hain kisko kisi par marr ke dekhenge muhabbat cheez hai kya tumhare darr pe dil apna muhabbat ka sawaali hai nasheeli aankh se dekho suraahi dil ki khaali hai tumhare darr pe dil apna muhabbat ka sawaali hai nasheeli aankh se dekho suraahi dil ki khaali hai chhalak jaati hai kaise chhalak jaati hai kaise suraahi bhar ke dekhenge qazaa kehte hain kisko kisi par marr ke dekhenge muhabbat cheez hai kya liya jaayega kab tak jaaneman yun imtehaan apna suna do muskuraa kar faislaa
ye din kyun nikalta hai ye raat kyun hoti hai ye peed kahaan se uthti hai ye aankh kyun roti hai muhabbat hai kya cheez muhabbat hai kya cheez humko bataao muhabbat hai kya cheez humko bataao ye kisne shuru ki kisne shuru ki humen bhi sunaao muhabbat hai kya cheez humko bataao ye kisne shuru ki humen bhi sunaao muhabbat hai kya cheez muhabbat hai kya cheez shaam tak tha ek bhanwaraa phool par mandlaa raha raat hone par kamal ki pankhdi mein band tha qaid se chhuta subah to humne poochha kya hua kuchh naa bola kuchh naa bola kuchh naa bola apni dhun mein bas yahi gaata raha muhabbat hai kya cheez humko bataao ye kisne shuru ki humen bhi sunaao muhabbat hai kya cheez muhabbat hai kya cheez dehakta hai badan kaise sulagti hain ye saansen kyun ye kaisi aag hoti hai pighalti hai ye shamma kyun dehakta hai badan kaise sulagti hain ye saansen kyun ye kaisi aag hoti hai pighalti hai ye shamma kyun jal uthi shamma to machal kar parwaana aa gaya aag ke daaman mein apne aap
koi pyaar humen bhi karta hai hum par bhi koi marta hai humen tum kya samjhte ho humen tum kya samjhte ho muhabbat ke khudaaaaaaaaaa hum hain khudaaaa hum hain khudaa khudaaa khudaaa khudaa khudaa koi pyaar humen bhi karta hai hum par bhi koi marta hai humen tum kya samjhte ho humen tum kya samjhte ho muhabbat ke khudaaaaaaaaaa hum hain khudaaaa hum hain hoo khudaa khudaaa khudaaa hum hain koi pyaar humen bhi karta hai hum par bhi koi marta hai phoolon ki taazgi tu hai ho kaaliyon ki naazuki tu hai ab teri zindagi main hoon aur meri zindagi tu hai muhabbat ke khudaaaaaaaaaa hum hain khudaaaa hum hain khudaa khudaaa hum hain koi pyaar humen bhi karta hai hum par bhi koi marta hai aankhon se pyaar chhalka ke ho dekha jo tune sharma ke pehlun mein tere aa baithe hum do jahaan thukraa ke muhabbat ke khudaaaaaaaaaa hum hain khudaaaa hum hain khudaa khudaaa hum hain koi pyaar humen bhi karta hai hum par bhi koi marta hai honthon ke jaam apne hain ye suboh shaam apne hain
muhabbat mein tadapne se qaraar aata hai iss dil ko muhabbat mein tadapne se qaraar aata hai iss dil ko jo zaalim dil ko tadpaaye wahi bhaata hai iss dil ko muhabbat mein tadapne se qaraar aata hai iss dil ko muhabbat mein khushi ki zindagi mein ghum agar thoda sa shaamil ho khushi ki zindagi mein ghum agar thoda sa shaamil ho to sach maano ke jeene ka maza aata hai iss dil ko muhabbat mein tadapne se qaraar aata hai iss dil ko muhabbat mein bhulana bhi agar chaaho to wo bhula nahin jaata bhulana bhi agar chaaho to wo bhula nahin jaata koi to baat hai aisi jo yaad aata hai iss dil ko muhabbat mein tadapne se qaraar aata hai iss dil ko muhabbat mein akeli shamma kab jalti hai parwaana bhi jalta hai akeli shamma kab jalti hai parwaana bhi jalta hai wo khud bhi to tadaptaa hai jo tadpaata hai iss dil ko muhabbat mein tadapne se qaraar aata hai iss dil ko jo zaalim dil ko tadpaaye wahi bhaata hai iss dil ko muhabbat mein tadapne se qaraar aata hai iss dil ko muhabbat
muhabbat rang laayegi janaaaaaab aahista aahista ke jaise rang laati hai sharaaab aahista aahista muhabbat rang laayegi abhi to tum jhijhakte ho abhi to tum simatte ho haaye abhi to tum jhijhakte ho abhi to tum simatte ho ke jaate jaate jaayega hijaaaaab aahista aahista hijaab apno se hota hai nahin hota hai gairon se koi bhi baat banti hai janaaaaaab aahista aahista muhabbat rang laayegi abhi kamsin ho kya jaano muhabbat kis ko kehte hain abhi kamsin ho kya jaano muhabbat kis ko kehte hain bahaaren tum pe laayengi shabaaaab aahista aahista bahaaren aa chuki hum par zuroorat baaghban ki hai tumhaare pyaar ka doongi jawaaaaab aahista aahista muhabbat rang laayegi janaaaaaab aahista aahista ke jaise rang laati hai sharaaab aahista aahista muhabbat rang laayegi janaaaaaab aahista aahista ke jaise rang laati hai sharaaab aahista aahista
hoooo muhabbat hai kya chiz kuchh to kaho kaho na bolo hoooo muhabbat hai kya chiz kuchh to kaho ho muhabbat karo aur khud jaan lo muhabbat to karta hai saara zamana muhaabbat hai kya yeh nahin koi jaana lagaa rog humko yeh sadiyon purana main teri deewani tu mera deewana muhabbat to karta hai saara zamana muhaabbat hai kya yeh nahin koi jaana muhabbat hai kya phir yeh hai ek paheli samjh lo ki yeh hai khushi ki saheli muhabbat hai kya phir yeh hai ek paheli samjh lo ki yeh hai khushi ki saheli magar iska ghum se bhi hai dostana muhaabbat hai kya yeh nahin koi jaana lagaa rog humko yeh sadiyon purana main teri deewani tu mera deewana ishaare nighahon se karke na dekho mujhe itni pyaari nazar se na dekho ishaare nighahon se karke na dekho mujhe itni pyaari nazar se na dekho nazar ek bijri dil aashiyana muhaabbat hai kya yeh nahin koi jaana lagaa rog humko yeh sadiyon purana main teri deewani tu mera deewana kahaan ja rahe the kahaan aa gaye hum jahaan par tha aana
muhabbat turk ki maine girebaan see liya maine girebaan see liya maine zamaane ab to khush ho zehar ye bhi pee liya maine ye bhi pee liya maine abhi zinda hoon lekin sochata rehta hoon ye dil mein abhi zinda hoon lekin sochata rehta hoon ye dil mein ke ab tak kis tamanna ke sahaare jee liya maine sahaare jee liya maine muhabbat turk ki maine tujhe apna nahin sakta magar itna bhi kya kam hai tujhe apna nahin sakta magar itna bhi kya kam hai ke kuchh ghadiyaan tere khaabon mein kho kar jee liya maine kho kar jee liya maine muhabbat turk ki maine bas ab to mera daaman chhod do bekaar umeedon bas ab to mera daaman chhod do bekaar umeedon bahot dukh seh liye maine bahot din jee liya maine bahot din jee liya maine muhabbat turk ki maine
khol aankhen apni khwab e naaz se jaag mere pyaar ki aawaz se zindagi betaab hai tere liye aa gale lag jaa ussi andaaz se muhabbat zinda rehti hai muhabbat mar nahin sakti aji insaan kya ye to khuda se dar nahin sakti muhabbat zinda rehti hai muhabbat mar nahin sakti ye keh do maut se jaa kar ke ik deewana kehta hai ye keh do ke deewana kehta hai koi deewana kehta hai meri ruhein muhabbat mujh se pehle mar nahin sakti muhabbat zinda rehti hai muhabbat mar nahin sakti chali aa o meri jaane tamanna dil ki mehfil mein chali aa chali aa chali aa chali aa dil ki mehfil mein meri jaan dil ki mehfil mein tu mujhse door ho ulfat gawaara kar nahin sakti muhabbat zinda rehti hai muhabbat mar nahin sakti aji insaan kya ye to khuda se dar nahin sakti chali aa chali aa chali aa chali aa chali aa
muhobbat ki jhooti kahani pe roye kahani pe roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye badi chot khaayee jawani pe roye jawani pe roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye na socha na samjha na dekha na bhaala teri aarzoo ne humein maar daala tere pyar ki meharbani pe roye roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye badi chot khaayee jawani pe roye jawani pe roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye khabar kya thi honthon ko seena padega muhobbat chhupaa kar bhi jeena padega jiye to magar zindagani pe roye roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye badi chot khaayee jawani pe roye jawani pe roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye kahani pe roye
mujhe apne lahoo ka rang de de koi rang to ho mere jeene mein koi rang to ho mere jeene mein tera khoon chale meri rag rag mein tera khoon chale meri rag rag mein tera dil dhadke mere seene mein mujhe apne lahoo ka rang de de mere jism mein jab tak jaan rahe mere lab pe tera naam rahe mere jism mein jab tak jaan rahe mere lab pe tera naam rahe dil tera muskin ban jaye yun phir wo be ilzaam rahe mujhe apne lahoo ka rang de de jab chhod ke duniya jaaun mein manzil par tujh ko paaun main jab chhod ke duniya jaaun mein manzil par tujh ko paaun main mujhko agar ek ishaara ho sau jaan bhi apni lootauon main mujhe apne lahoo ka rang de de jeene ka raaz hai marne mein mar kar tune samjhaya hai jeene ka raaz hai marne mein mar kar tune samjhaya hai tere ji uthne ki nisbat se ab maut faqat ik saya hai mujhe apne lahoo ka rang de de koi rang to ho mere jeene mein koi rang to ho mere jeene mein tera khoon chale meri rag rag mein tera dil dhadke mere seene mein mujhe apne lahoo
mujhe apni sharan mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam lochan mann mein jagah naa ho tooo lochan mann mein jagah naa ho to jugal charan mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam jeevan de ke jaal bichhaya rach ke maaya naach nachaya chinta meri tabhi mitegi chinta meri tabhi mitegi jab chintan mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam tumne laakhon paapi taare meri baari baazi haare baazi haare mere paas na punya ki punji mere paas na punya ki punji pad pujan mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam raaaam hey raaaaam raaaaaam hey raaaaaam ghar ghar atkun dar dar bhatkun kahaan kahaan apna sir patkun iss jeevan mein milo na tum to raam hey raaaam iss jeevan mein milo na tum to mujhe maran mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam mujhe apni sharan mein le
mujhe bhool jaana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake naa phir yaad aana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake mujhe bhool jaana mera pyaar guzre zamaane ki baat mera pyaar guzre zamaane ki baat rahe yaad kyun bhool jaane ki baat nahin koi aansun bahaane ki baat naa aansun bahaana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake mujhe bhool jaana mujhe maaf karna mere humsafar mujhe maaf karna mere humsafar kahin kho gaya main tumhen chhod kar tumhen maine aansun diye hain magar sadaa muskuraana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake naa phir yaad aana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake mujhe bhool jaana
mujhe choo rahi hain teri garm saansein mere raat aur din mehekne lage hain teri narm saanson ne aise chhua hai ke mere to paoon behekne lage hain labon se agar tum bula na sako to nigahon se tum naam lekar bula lo tumhari nigaahein bahot bolti hain zara apni aankhon pe palkein gira do mujhe choo rahi hain teri garm saansein mere raat aur din mehekne lage hain pata chal gaya hai ke manzil kahan hai chalo dil ke lambe safar pe chalenge safar khatm kar denge hum to wahin par jahan tak tumhaare kadam le chalenge mujhe choo rahi hain teri garm saansein mere raat aur din mehekne lage hain teri narm saanson ne aise chhua hai ke mere to paoon behekne lage hain
mujhe dard e dil ka pata na tha mujhe aap kis liye mil gaye main akele yun bhi maze mein tha mujhe aap kis liye mil gaye mujhe dard e dil ka pata na tha mujhe aap kis liye mil gaye yuhin apne apne safar mein gum kahin door main kahin door tum yuhin apne apne safar mein gum kahin door main kahin door tum kahin door tum chale ja rahe the juda juda mujhe aap kis liye mil gaye main akele yun bhi maze mein tha mujhe aap kis liye mil gaye na main chaand hoon kisi shaam ka na chiraag hoon kisi baam ka na main chaand hoon kisi shaam ka na chiraag hoon kisi baam ka kisi baam ka main to raaste ka hoon ek diya mujhe aap kis liye mil gaye main akele yun bhi maze mein tha mujhe aap kis liye mil gaye mujhe dard e dil ka pata na tha mujhe aap kis liye mil gaye
mujhe dard rehta hai hmm dil mein dard rehta hai achchha mujhe bhookh nahin lagti mujhe pyaas nahin lagti baap re saara din tadapti hoon saari raat jagti hoon jaane kya hua mujhko koi de dawaa mujhko mujhe dard rehta hai dil mein dard rehta hai mujhe bhookh nahin lagti mujhe pyaas nahin lagti saara din tadapti hoon saari raat jagti hoon jaane kya hua mujhko koi de dawaa mujhko mujhe dard rehta hai dil mein dard rehta hai to hari naam ko jaap ke ganga jal pee lena are hari naam ko jaap ke ganga jal pee lena pee kar phir aaraam se praani jug jug jee lena yadi phir bhi naa mile tujhe aaraam to raksha kare teri siya raam siya raam siya raam siya raam siya raam teri dillagi haaye haaye haaye ek aankh naa bhaaye bhaaye bhaaye teri dillagi haaye haaye haaye ek aankh naa bhaaye bhaaye bhaaye mujhe rog bhaari hai hai hai badi beqaraari hai hai hai jab dil dhadakta hai jaise dank lagta hai jiya talmalata hai rabb yaad aata hai teri dillagi haaye ek aankh naa bhaaye hai bura
hmm hmm hmm hmm hmm hmm aap ka muskuraana mujhe dekh kar aap ka muskuraana muhabbat nahin hai to phir aur kya hai ho mujhe dekh kar aap ka muskuraana o ho ho ho ho aa haa haa mujhe tum begaana kehlo ya ke deewana magar ye deewana jaane dil ka fasaana banaawat mein dil ki haqeeqat chhupana muhabbat nahin hai to phir aur kya hai ho mujhe dekh kar aap ka muskuraana o ho ho ho ho aa haa haa khayaalon mein khoyi khoyi rehti ho aise musaafir ki chalti phirti tasveer jaise adaa aashiqi ki nazar shayraana muhabbat nahin hai to phir aur kya hai ho mujhe dekh kar aap ka muskuraana mujhe dekh kar aap ka muskuraana
lala lala laa lala laa la lala lala lala umm hm hm hm hmm mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai jahaan bekhudi mein kadam ladkhadaye wohi raah mujhko dikhayee gayee hai nashe mein hoon lekin mujhe ye khabar hai ke iss zindagi mein sabhi pee rahe hain kisi ko mile hain chhalakte piyaale kisi ko nazar se pilaayee gayee hai mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai kisi ko nashaa hai jahaan mein khushi ka kisi ko nashaa hai gamein zindagi ka koi pee rahaa hai lahoo aadmi ka har ik dil mein masti rachaayee gayee hai mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai zamaane ke yaaro chalan hain niraale yahaan tan hain ujle magar dil hain kaale ye duniyaa hai duniyaa yahaan maalozar mein dilon ki kharaabi chhupaayee gayee hai mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai jahaan bekhudi mein kadam ladkhadaye wohi raah mujhko dikhayee gayee hai
mujhe gale se laga lo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main mujhe gale se laga lo nazar mein teer se chubhte hain ab nazaaron se main thak gayi hoon sabhi tootte sahaaron se ab aur bojh na daalo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main mujhe gale se laga lo bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo kareeb hai shab e ghum ki sehar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa sitam ke haath ki talwaar toot jaayegi ye oonch neech ki deewar toot jaayegi tujhe qasam hai meri humsafar udaas na hoo tujhe qasam hai meri humsafar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa na jaane kab ye tareeka ye taur badlega sitam ka ghum ka musibat ka daur badlega mujhe jahaan se utha lo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo kareeb hai shab e ghum ki sehar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa
mujhe haq hai tujh ko jee bhar ke main dekhun mujhe haq hai bas yun hi dekhta jaaun mujhe haq hai piya piya piya piya bole mera jiya tumhein haq hai tumhein haq hai tumhein haq hai dhal rahi pighal rahi ye raat dheere dheere badh rahi hai pyaar ki baat dheere dheere chudiyaa gungunaa ke kya kahe sajna ye chudiyaa gungunaa ke kya kahe sajna raat ki raat jagaaun mujhe haq hai chaand poonam ka churaaun mujhe haq hai piya piya piya piya bole mera jiya tumhein haq hai tumhein haq hai tumhein haq hai kal subah tujh se main door chala jaaunga ek pal ko bhi tujhe bhool nahin paaunga ye chehra ye muskaan aankhon mein bhar ke ye chehra ye muskaan aankhon mein bhar ke main teri yaad mein tadpun mujhe haq hai tujh se milne ko main tarsun mujhe haq hai piya piya piya piya bole mera jiya tumhein haq hai tumhein haq hai tumhein haq hai mujhe haq hai tumhein haq hai
    Songs Title Film/Album Song Number
Muft Huye Badnaam Kisi Se Haye Baraat (1960) 15555
Muhabbat Cheez Hai Kya Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 14436
Muhabbat Hai Kya Cheez Prem Rog (1982) 20972
Muhabbat Ke Khudaa Brahmachari (1968) 12940
Muhabbat Mein Tadapne Hill Station (1957) 13334
Muhabbat Rang Laayegi Poonam (1981) 16296
Muhabbat To Karta Hai Hifazat (1987) 31526
Muhabbat Turk Ki Maine Do Raha (1952) 15533
Muhabbat Zinda Rehti Hai Changez Khan (1957) 31099
Muhobbat Ki Jhooti Kahani Pe Roye Mughal-E-Azam (1960) 13791
Mujhe Apne Lahoo Ka Rang Christian Devotional 11385
Mujhe Apni Sharan Mein Tulsidas (1954) 14359
Mujhe Bhool Jaana Taqdeer (1967) 14321
Mujhe Choo Rahi Hain Swayamvar (1980) 18006
Mujhe Dard E Dil Ka Aakash Deep (1965) 20979
Mujhe Dard Rehta Dus Numbri (1976) 13208
Mujhe Dekh Kar Aap Ka Muskuraana Ek Musafir Ek Hasina (1962) 12138
Mujhe Duniyawaalo Sharabi Leader (1964) 20980
Mujhe Gale Se Laga Lo Aaj Aur Kal (1963) 12043
Mujhe Haq Hai Vivah (2006) 20981