MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

hmmmmmmmmmm hmmmmm hmmmm hmmm hmmmmm hmmmmm haal e dil yun unhen sunaaya gaya haal e dil yun unhen sunaaya gaya aankh hi ko zubaan banaaya gaya aankh hi ko zubaan banaaya gaya zindagi ki udaas raaton ko zindagi ki udaas raaton ko aapki yaad se sajaaya gaya aapki yaad se sajaaya gaya haal e dil yun unhen sunaaya gaya ishq ki wo bhi ek manzil thi ishq ki wo bhi ek manzil thi har kadam par fareb khaaya gaya har kadam par fareb khaaya gaya haal e dil yun unhen sunaaya gaya laakh toofan samet kar yaa rab laakh toofan samet kar yaa rab kisliye ek dil banaaya gaya kisliye ek dil banaaya gaya haal e dil yun unhen sunaaya gaya aankh hi ko zubaan banaaya gaya
haal kaisa hai janaab ka kya khayaal hai aapka tum to machal gaye o o o yunhin phisal gaye aa aa aa haal kaisa hai janaab ka kya khayaal hai aapka tum to machal gaye o o o yunhin phisal gaye aa aa aa ho di deeeee diuuudi de eeee diuuudi de eeee behki behki chale hai pawan jo ude hai tera aanchal chhodo chhodo dekho dekho gore gore kaale kaale baadal behki behki chale hai pawan jo ude hai tera aanchal chhodo chhodo dekho dekho gore gore kaale kaale baadal kabhi kuchh kehti hai kabhi kuchh kehti hai zara nazar ko sambhaalna aaan aaan haal kaisa hai janaab ka haaai kya khayaal hai aapka haaai tum to machal gaye o o o hmm hmm yunhin phisal gaye aa aa aa pagli pagli kabhi tune sochaa raste mein gaye mil kyun pagle pagle teri baaton baaton mein dhadakta hai dil kyun pagli pagli kabhi tune sochaa raste mein gaye mil kyun pagle pagle teri baaton baaton mein dhadakta hai dil kyun kabhi kuchh kehti hai kabhi kuchh kehti hai zara nazar ko sambhaalna haan aan haal kaisa hai
haal kya hai dilon ka na poochho sanam haal kya hai dilon ka na poochho sanam aap ka muskurana gajab dha gaya haal kya hai dilon ka na poochho sanam aap ka muskurana gajab dha gaya ik to mehfil tumhari haseen kam na thi ik to mehfil tumhari haseen kam na thi uspe mera tarana gajab dha gaya ik to mehfil tumhari haseen kam na thi uspe mera tarana gajab dha gaya haal kya hai dilon ka na poochho sanam ab to lehraaya masti bhari chhanv mein ab to lehraaya masti bhari chhanv mein baandh do chaahe ghoongru mere paanv mein baandh do chaahe ghoongru mere paanv mein main bahkta nahin tha magar kya karoon main bahkta nahin tha magar kya karoon aaj mausam suhana gajab dha gaya main bahkta nahin tha magar kya karoon aaj mausam suhana gajab dha gaya haal kya hai dilon ka na poochho sanam har nazar uth rahi hai tumhari taraf har nazar uth rahi hai nazar uth rahi hai har nazar uth rahi hai tumhari taraf aur tumhari nazar hai humaari taraf aur tumhari nazar hai humaari taraf aankh
haalu jenu vondaada haagay nanna ninna jeevana haalu jenu vondaada haagay nanna ninna jeevana nee naguthali sukhavaagiray aanandadaa honaraaliray baalay savi gaanaaa haalu jenu vondaada haagay nanna ninna jeevana bisilaagali malayaaagali neralaagi naaanu baruvenu jothagaay bisilaagali malayaaagali neralaagi naaanu baruvenu jothagaay savimaathali sukhaaneeduvay yendhendhigooo heegay hoovaagali ee mogavaralee santhoshada parimala chaelleee hoovaagali ee mogavaralee santhoshada parimala chaelleee haaalaagiruuu haalu jenu vondaada haagay nanna ninna jeevana ee thaavaray mogavaaythakay muggada haagay swaragidhay cheluvaay ee thaavaray mogavaaythakay muggada haagay swaragidhay cheluvaay indethakkayyy mounavooo heegakaay neenuruvaay nee nayaathakay baaduvay koragee naanillavay aasarayaagee nee nayaathakay baaduvay koragee naanillavay aasarayaagee haaaayaaagiruuu haalu jenu vondaada haagay nanna ninna jeevana nee naguthali sukhavaagiray aanandadaa honaraaliray baalay savi
haan diwana hoon main haan diwana hoon main ghum ka maara hua ik begana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main ghum ka maara hua ik begana hoon main haan diwana hoon main maangi khushiyaan magar ghum mila pyaar mein maangi khushiyaan magar ghum mila pyaar mein dard hi bhar diya dil ke har taar mein aaj koi nahin mera sansaar mein chhod kar chal diye mujhko majhdhaar mein haaye teer e nazar ka nishaana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main ghum ka maara hua ik begana hoon main haan diwana hoon main main kisi ka nahin koi mera nahin main kisi ka nahin koi mera nahin iss jahaan mein kahin bhi basera nahin mere dil sa kahin bhi andhera nahin meri iss shaam ka hai savera nahin haaye bhula hua ik fasaana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main ghum ka maara hua ik begana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main haan diwana hoon main ghum ka maara hua ik begana hoon main haan diwana hoon main
oh oh oh oh ho ho ho ho ho ho haan jab tak hai jaan jaane jahan main naachoongi eee haan jab tak hai jaan jaane jahan main naachoongi haan jab tak hai jaan jaane jahan main naachoongi pyaar kabhi bhi marta nahin maut se bhi ye darta nahin pyaar kabhi bhi marta nahin maut se bhi ye darta nahin lut jaayenge mit jaayenge mar jaayenge hum zinda rahegi hamaari dastaan hooo hooo jab tak hai jaan jaane jahan main naachoongi toot jaaye paayal to kya paaon ho jaayen ghaayal to kya toot jaaye paayal to kya paaon ho jaayen ghaayal to kya dil diya hai dil liya hai pyaar kiya hai to dena padega muhabbat ka imtehaan hooo jab tak hai jaan jaane jahan main naachoongi main naachoongi main naachoongi main naachoongi ye nazar jhuk sakti nahin ye zubaan ruk sakti nahin ye nazar jhuk sakti nahin ye zubaan ruk sakti nahin main kahoongi gham sahoongi chup rahoongi kya bebas hoon lekin nahin main bezubaan hooo jab tak hai jaan jaane jahan main naachoongi haan jab tak hai jaan jaane jahan
haan ji haan ji haan ji are haan ji baabaa mere sanam se meraa milne kaa waadaa haan ji haan ji haan ji are haan ji baabaa mere sanam se meraa milne kaa waadaa haan ji baabaa haan ji baabaa kyun na dikhaaun jaane tamannaa jab hai nazar wale phir na milenge saath mein itne dard e jigar wale kyun na dikhaaun jaane tamannaa jab hai nazar wale phir na milenge saath mein itne dard e jigar wale haye haan ji haan ji haan ji are haan ji baabaa mere sanam se meraa milne kaa waadaa haaye haan ji baabaa haan ji baabaa rang jamaa hai meri adaaon ki gulakaari kaa tod do jaa ke aankh bachaa ke jaal shikaari kaa rang jamaa hai meri adaaon ki gulakaari kaa tod do jaa ke aankh bachaa ke jaal shikaari kaa haye haan ji haan ji haan ji are haan ji baabaa mere sanam se meraa milne kaa waadaa haai haan ji baabaa haan ji baabaa
hmmmm pehli baar haan pehli baar ek ladki mera haath pakad kar boli haan re haan haan pehli baar haan pehli baar ek ladki mera haath pakad kar boli haan re haan haan pehli baar kisi ko na pata chala kya ho gaya aisi mili nazren ke dil kho gaya kisi ko na pata chala kya ho gaya aisi mili nazren ke dil kho gaya chupke se wo pehlun mein aaaaa chupke se wo pehlun mein aa boli mujhe aa re aaaaa haan pehli baar haan pehli baar ek ladki mera haath pakad kar boli haan re haan haan pehli baar nasha aankhon mein ab chhane laga hai mazaa jeene ka ab aane laga hai nasha aankhon mein ab chhane laga hai mazaa jeene ka ab aane laga hai saath hai woooo paas hai woooo saath hai woooo paas hai wooooo aaj nahi na re naaaaa haan pehli baar haan pehli baar ek ladki mera haath pakad kar boli haan re haan haan pehli baar saanson mein saans jab mil jaayegi kali sapno ki khil jaayegi saanson mein saans jab mil jaayegi kali sapno ki khil jaayegi kal ka mujhe yaad nahin kal ka mujhe yaad
haath aaya hai hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm haath aaya hai jab se tera haath mein aa gaya hai naya rang jazbaat mein main kahan hoon mujhe ye khabar hi nahin tere kadmon pe hi gir naa jaaun kahin haath aaya haiiiiiii dil mein nazron se chhup chhup ke aaya hai tu dil chura kar mera muskuraya hai tu tu kahe to main tu kahe to main ik baat tujhse kahun mera saathi nahin balki saaya hai tu mera saathi nahin balki saaya hai tu ungaliyaan jab zamaane ki mujh par uthi kho naa jaana kahin aise haalat mein roshni zindagi mein muhabbat se hai warna rakha hai kya chandani raat mein haath aaya haiiiiiii dil ke jazbaat ko main naa thukraaunga balke tasveer e jazbaat ban jaaunga hooo hooo haa aaaa aaaa aaaa haq muhabbat ka hooo hooo hooo hooo hooo haq muhabbat ka hota hai kaise adaa waqt aaya to main ye bhi dikhlaaunga waqt aaya to main ye bhi dikhlaaunga pyaar ke devta ke kadam choom kar zindagi nazar kar doongi saugat mein ab naa ghabraao manzil ki doori se tum tum akele
haavina dvesha hanneradu varusha haavina dvesha hanneradu varusha nanna rosha nooru varusha nanna rosha nooru varusha haavina dvesha hanneradu varusha ei anjada edeyali nanje illa bagguva aalalla tale taggisi baalolla aa ankeya sutta benki yaava kedanu maadilla aadare sedanu bidalilla abhimaanava bidalolle apamaanava sahisolle anyaayava maadolle haavina dvesha hanneradu varusha haavina dvesha hanneradu varusha nanna rosha nooru varusha nanna rosha nooru varusha haavina dvesha hanneradu varusha aa devaranendigudoorodilla nambike neegolla naa daari tappolla naa ittare shaapa kotare vara neetiya meerolla naa olidare cedilla aakrosada uri naanu aa vegada vasha naanu aa premake olidenu haavina dvesha hanneradu varusha aa raamanu itta baanada guriya endu tappilla enendu tappilla ei raamacharinaa kenako gandu innu huttilla aa gande huttilla aa bheemana baladavanu chanakyana chaladavanu ei durgada huli ivanu haa haavina dvesha hanneradu varusha haavina dvesha hanneradu
haaye re wo din kyun naa aaye haaye re wo din kyun naa aaye jaa jaa ke ritu jaa jaa ke ritu laut aaye haaye re wo din kyun naa aaye jhil mil wo taare kahaan gaye saare jhil mil wo taare kahaan gaye saare mann baati jale bhujh jaaye haaye re wo din kyun naa aaye jaa jaa ke ritu laut aaye haaye re wo din kyun naa aaye sooni meri beena sangeet binaa sooni meri beena sangeet binaa sapnon ki maala murjhaaye haaye re wo din kyun naa aaye jaa jaa ke ritu laut aaye haaye re wo din kyun naa aaye
hmmmm hmmm hmmm hmmmmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmmmm hmmm aaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa haaye jiya roye roye haaye jiya roye roye piyaa naahin aaye aaye haaye jiya roye roye haaye jiya roye ik main hi jaagun hooo oooo oooooo ik main hi jaagun saara jag soye haaye jiya roye roye haaye jiya roye tumne to dekha hoga aye chaand taaron tumne to dekha hoga aye chaand taaron kit gaye more saiyaan tum hi pukaaro hoooo oooooo ooooo tum hi pukaaro jaao unkoo itna bataaao haaye jiya roye roye haaye jiya roye kab tak jiyen koi birhaa ki maari kab tak jiyen koi birhaa ki maari chanda teri chaandani mohe laage andhiyaari hoooo oooooo oooooo laage andhiyaari aaooo saiyaan ab to aa jaaaaao haaye jiya roye roye haaye jiya roye roye piyaa naahin aaye aaye haaye jiya roye roye haaye jiya roye
hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm haaye re haaye neend nahin aaye chain nahin aaye dil mein tu samaaye aaya pyaar bhara mausam deewana deewana haaye re haaye neend nahin aaye chain nahin aaye dil mein tu samaaye aaya pyaar bhara mausam deewana deewana koi dekh le agar ghum naa kar koi dekh le agar tu ghum naa kar mujhe to lag rahaa hai darr kyun magar rutt suna rahi hai preet ki kahaaniyaan haaye re haaye haaye mast ghataa chhaye haaye pyaas naa bhujhaaye hoye aag si lagaaye aaya pyaar bhara mausam deewana deewana hooo hooo hoooo hooo hooo hoooo hooo hooo hoooo aaaa haaa haaa dil ne dil se kya kaha kya pata dil ne dil se kya kaha ye kya pata zara saa mere paas aa kyun bhala aa tujhe main de doon prem ki nishaaniyaan haaye re haaye jaan ghabraaye aankh jhuki jaaye saans ruki jaaye aaya pyaar bhara mausam deewana deewana chhedti hai ye hawa kya huaaa chhedti hai ye hawa to kya huaaa jagaa hai dil mein dard sa kyun
haaye re haaye tera ghunghtaa haaye re haaye tera ghunghtaa neend churaaye tera ghunghtaa neend churaaye tera ghunghtaa hey chaand ghata se nikleee chaand ghata se nikleee koi uthaaye tera ghunghtaa haaye re haaye tera ghunghtaa haaye re haaye mera ghunghtaa dil dhadkaaye mera ghunghtaa hooo laaj se main mar jaaun reee laaj se main mar jaaun reee jo tu uthaaye mera ghunghtaa haaye re haaye mera ghunghtaa bas ek ye ghunghat hai kya aise ho parde hazaar hona ho to ho jaata hai hota hai aisa ye pyaar rehne bhi do jaane bhi do iss ki zaroorat nahin dete hain dil jo pyaar mein takte wo sooraj nahin kaahe hataaye mera ghunghtaa kaahe hataaye mera ghunghtaa laaj se main mar jaaun re jo tu hataaye mera ghunghtaa haaye re haaye mera ghunghtaa jab bhi zara haath mera sar se sarakne lagaaa teri kasam seene mein dum mera atakne lagaaa phir kiss tarah hum tum mile kaise mulaaqat hoooo madhosh main khaamosh tu kaise koi baat hoooo beech mein aaye tera ghunghtaa haaa aaaa beech
hoye ruthe saiyaan haaye ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe naa to hum bewafaa naa to hum jhute ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe chain naa aaya humen neend naa aayi dete rahe saari rain duhaayi chain naa aaya humen neend naa aayi dete rahe saari rain duhaayi koi unki bhi haaye raaaaam koi unki bhi yunhi neendiya loote ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe kaise naa tadpe dil ye deewana sach hi to kehta hai saara zamaana kaise naa tadpe dil ye deewana sach hi to kehta hai saara zamaana laagi toote naa haaye raam laagi toote naa chaahe duniyaa chhute ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe unko manaaya har ek adaa se haaye magar tauba unki bala se unko manaaya har ek adaa se haaye magar tauba unki bala se wo naa maane haaye raaaam wo naa maane kisi ka chahe dil toote ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe naa to hum bewafaa naa to hum
haaye tabassum tera haaye tabassum tera dhoop khil gayi raat mein yaa bijli giri barsaat mein haaye tabassum tera haaye tabassum tera palkon ki chilman uthaana dheere se ye muskuraana palkon ki chilman uthaana lab jo hile zulfon talle chhaya gulaabi andhera haaye tabassum tera dhoop khil gayi raat mein yaa bijli giri barsaat mein haaye tabassum tera haaye tabassum tera roko naa apni hansi ko jeene do wallah kisi ko roko naa apni hansi ko teri hansi ruk jo gayi ruk jaayega saans mera haaye tabassum tera dhoop khil gayi raat mein yaa bijli giri barsaat mein haaye tabassum tera haaye tabassum tera
hai apnaa dil to aawaaraa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hai apnaa dil to aawaaraa na jaane kis pe aayegaa hai apnaa dil to aawaaraa na jaane kis pe aayegaa haseenon ne bulaayaa gale se bhi lagaayaa bahut samjhaya yahi na samjha haseenon ne bulaayaa gale se bhi lagaayaa bahut samjhaya yahi na samjha bahut bhola hai bechaara na jaane kis pe aayegaa hai apnaa dil to aawaaraa na jaane kis pe aayegaa ajab hai diwana na darr na thikana zameen se begaanaa falak se judaa ajab hai diwana na darr na thikana zameen se begaanaa falak se judaa yeh ek toota hua tara na jaane kis pe aayegaa hai apnaa dil to aawaaraa na jaane kis pe aayegaa zamaanaa dekha sara hai sab ka sahara yeh dil hi humara hua na kisi ka zamaanaa dekha sara hai sab ka sahara yeh dil hi humara hua na kisi ka safar mein hai yeh banjara na jaane kis pe aayegaa hai apnaa dil to aawaaraa na jaane kis pe aayegaa hua jo kabhi raazi to mila nahin qaazi jahaan pe lagee baazi wahin pe haaraa hua jo kabhi
hai bas ke har ek unke ishaare mein nishaan aur karte hain muhaabat to guzarta hai gumaan aur yaa rab naa wo samjhe hai naa samjhenge meri baat yaa rab naa wo samjhe hai naa samjhenge meri baat de aur dil unko jo naa de mujhko zabaan aur de aur dil unko jo naa de mujhko zabaan aur tum shehar mein ho to humen kya ghum jab uthenge tum shehar mein ho to humen kya ghum jab uthenge le aayenge baazar se jaa kar dil o jaan aur le aayenge baazar se jaa kar dil o jaan aur hain aur bhi duniyaa mein sukhanvar bahot achchhe hain aur bhi duniyaa mein sukhanvar bahot achchhe kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur hain aur bhi duniyaa mein sukhanvar bahot achchhe kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur
hai duniyaa usi ki zamaana usi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa hai duniyaa usi ki zamaana usi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa loota jo musaafir dil ke safar mein hai jannat ye duniyaa uski nazar mein loota jo musaafir dil ke safar mein hai jannat ye duniyaa uski nazar mein ussi ne hai loota mazaa zindagi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa hai sajde ke kaabil har wo deewana ke jo ban gaya ho tasveer e jaana hai sajde ke kaabil har wo deewana ke jo ban gaya ho tasveer e jaana karon ehtraam uski deewangi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa barbaad hona jiss ki adaa ho dard e muhabbat jiski dawaa ho barbaad hona jiss ki adaa ho dard e muhabbat jiski dawaa ho sataayega kya ghum usse zindagi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa hai duniyaa usi ki zamaana usi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa
hai isi mein pyaar ki aabroo woh jafa karen main wafa karoon jo wafa bhi kaam na aa sake to wohi kahen ke main kya karoon hai isi mein pyaar ki aabroo mujhe ghum bhi unka azeez hai ke unhi ki di huyi cheez hai mujhe ghum bhi unka azeez hai ke unhi ki di huyi cheez hai ke unhi ki di huyi cheez hai yahi ghum hai ab meri zindagi ise kaise dil se juda karoon hai isi mein pyaar ki aabroo jo na ban sake main woh baat hoon jo na khatm ho main woh raat hoon jo na ban sake main woh baat hoon jo na khatm ho main woh raat hoon jo na khatm ho main woh raat hoon ye likha hai mere naseeb main yunhi shama ban ke jala karoon hai isi mein pyaar ki aabroo na kisi ke dil ki hoon aarzoo na kisi nazar ki hoon justzoo na kisi ke dil ki hoon aarzoo na kisi nazar ki hoon justzoo na kisi nazar ki hoon justzoo main woh phool hoon jo udaas hoon na bahar aaye to kya karoon hai isi mein pyaar ki aabroo woh jafa karen main wafa karoon jo wafa bhi kaam na aa sake to wohi kahen ke main kya karoon
    Songs Title Film/Album Song Number
Haal E Dil Yun Unhen Jahan Ara (1964) 13403
Haal Kaisa Hai Janaab Ka Chalti Ka Naam Gaadi (1958) 20494
Haal Kya Hai Dilon Ka Anokhi Ada (1973) 20495
Haalu Jenu Haalu Jenu (1982) 31023
Haan Diwana Hoon Saranga (1960) 20493
Haan Jab Tak Hai Jaan Sholay (1975) 18045
Haan Ji Haan Ji Baba Mere Sanam (1965) 32431
Haan Pehli Baar Haan Pehli Baar Ek Ladki Aur Kaun (1979) 15028
Haath Aaya Hai Jab Se Dil Aur Mohabbat (1968) 20497
Haavina Dwesha Nagara Haavu (1972) 15467
Haay Re Wo Din Anuradha (1960) 12725
Haaye Jiya Roye Roye Milan (1958) 15625
Haaye Re Haaye Humjoli (1970) 20500
Haaye Re Haaye Tera Dhongee (1979) 13080
Haaye Ruthe Saiyaan Devar (1966) 13056
Haaye Tabassum Tera (Male) Nishan (1965) 13881
Hai Apna Dil To Solva Saal (1958) 20501
Hai Bas Ke Har Ek Mirza Ghalib (1954) 13749
Hai Duniyaa Usi Ki Zamaana Usi Kaa Kashmir Ki Kali (1964) 11844
Hai Isi Mein Pyaar Ki Aabroo Anpadh (1962) 20502