MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

khamosh zindagi ko aawaaz de rahe ho khamosh zindagi ko aawaaz de rahe ho toote huye haathon mein kyun saaz de rahe ho khamosh zindagi ko benoor meri aankhein aur door ka safar hai benoor meri aankhein aur door ka safar hai uthate hain paanv lekin gir jaane ka bhi darr hai par kaat ke kisi ke parvaaz de rahe ho toote huye haathon mein kyun saaz de rahe ho khamosh zindagi ko aankhon se behta dariya honthon pe aah lekar aankhon se behta dariya honthon pe aah lekar saahil pe hum khade hain saahil ki chaah lekar barbaad e muhabbat ko naye andaaz de rahe ho toote huye haathon mein kyun saaz de rahe ho khamosh zindagi ko
khaamoshiyaan gungunaane lagi tanhaaiyaan muskurane lagi sargoshi kare hawaa chupke se mujhe kaha dil ka haal bataa dilbar se na chhupaa sunke baat ye sharm se meri aankhen jhuk jaane lagi khaamoshiyaan gungunaane lagi tanhaaiyaan muskurane lagi sargoshi kare hawaa chupke se mujhe kaha dil ka haal bataa dilbar se na chhupaa sunke baat ye sharm se meri aankhen jhuk jaane lagi jaag utha hai sapna kis ka meri inn aankhon mein ik nayi zindagi shaamil ho rahi saanson mein kisi ki aati hai sadaa hawaaon mein kisi ki baaten hai dabi si honthon mein raat din meri aankhon mein koi parchhayi lehraane lagi khaamoshiyaan gungunaane lagi tanhaaiyaan muskurane lagi dil ka ye carvaan yun hi tha ravaan davaan manzil na humsafar lekin aye meharbaan teri wo ik nazar kar gayi asar duniyaa sanwar jaane lagi khaamoshiyaan gungunaane lagi tanhaaiyaan muskurane lagi sharmo hayaa se keh do khuda haafiz o meri jaana hai ghadi milan ki khudaara laut ke naa aana hai raat ka parda humari hi
maikashi bhi to ek ibaddat hai maikashi bhi to ek ibaddat hai main kabhi bewaju nahi peeta haan main peeta to hoon sharaab magar muflison ka lahoo nahin peeta dekh kar sidhi maang ko ser mein dekh kar dekh kar sidhi maang ko ser mein maikashon ko bada achamba hai ek maikash ye pooch hi utha kya kya yahi maikade ka rasta hai khamoshiyon ko nahin de sadayen hum dono khamoshiyon ko nahin de sadayen hum dono khamoshiyon ko khamoshiyon ko nahin de sadayen hum dono lab e ghazal pe tarannum sajayen hum dono khamoshiyon ko nahin de sadayen hum dono lab e ghazal pe tarannum sajayen hum dono khamoshiyon ko nahin den ye jaante hain ke ek raat ke musaafir hain musaafir hain musaafir hain musaafir hain musaafir hain musaafir hain ye jaante hain ke ek raat ke musaafir hain to jugnuon ki tarah jagmagayen hum dono to jugnuon jugnuon juganuon juganuon ki jugnuon to juganuon ki tarah jagmagayen hum dono lab e gazal pe tarannum sajayen hum dono khamoshiyon ko safar se milti hai
khana milega peena milega bhaiya ki shaadi hai sab kuchh milega arey khana milega peena milega bhaiya ki shaadi hai sab kuchh milega nacho mere yaar gaao mere yaar haan bade bade log dekho aaye baraat mein moti moti tondon ko laye hain saath mein jo kuchh bhi haath lage saaf kar jayenge kha lenge hafte ka bas ek raat mein hoti hai shaadi dekho ek baar hoti hai shaadi dekho ek baar kha lo pee lo jitna bhi chaho baar baar maango mere yaar haan maango mere yaar milega khana milega peena milega bhaiya ki shaadi hai sab kuchh milega nacho mere yaar gaao mere yaar dekho dulha saja hai aise baitha ghodi pe chanda ho jaise lage dulhan bhi ghunghat mein aise chhupi baadal mein bijali ho jaise donon ye soche kab jayenge baraati donon ye soche kab jayenge baraati gale lag jayen hum jeevan ke saathi chalo mere yaar chalo mere yaar milega are khana milega peena milega bhaiya ki shaadi hai sab kuchh milega nacho mere yaar gaao mere yaar
ab ke baras bhi beet na jaaye ye saawan ki raatein dekh le meri ye bechaini aur likh de do baatein khat likh de saanwariya ke naam baabu khat likh de saanwariya ke naam baabu kore kaagaz pe likh de salaam baabu wo jaan jayenge pehchaan jayenge khat likh de saanwariya ke naam baabu kore kaagaz pe likh de salaam baabu wo jaan jayenge pehchaan jayenge kaise hoti hai subah se shaam baabu kaise hoti hai subah se shaam baabu wo jaan jayenge pehchaan jayenge khat likh de saare vaade nikle jhoothe saamne ho to koi unse roothe saamne ho to koi unse roothe le gayi bairan shehar piya ko ram kare ke aisi naukri chhoote unhen jisne jisne unhen jisne banaya ghulam baabu kore kaagaz pe likh de salaam baabu wo jaan jayenge pehchaan jayenge khat likh de jab aayenge sajana mere khan khan khankenge kangna mere khan khan khankenge kangna mere paas gali mein ghar hai mera us din tu bhi aana angna mere kuch tujhko tujhko kuch tujhko main doongi inaam baabu kore kaagaz pe likh de salaam
hai hai hai ai hai ori aave to tane vaat kahu khangi hai ori aave to tane vaat kahu khangi tu garam masaledar khati meethi vaangi garam masaledar khati meethi vaangi hai ori aave to tane vaat kahu khangi tu garam masaledar khati meethi vaangi garam masaledar khati meethi vaangi vaal tara khambhati suterfeni gaal tara surat ni ghari rajkot na penda jevi tu che kaamangaari maava jevi maadak jaane hey hey hey hey maava jevi maadak jaane mohabaat nu mizbangi tu garam masaledar khati meethi vaangi garam masaledar khati meethi vaangi hai ori aave to tane vaat kahu khangi tu garam masaledar khati meethi vaangi garam masaledar khati meethi vaangi haaaa haaaa hoth tara amdavadi sarbatni ni dukaan ae sarbat no tarsiyo chu hu rangilo juwaan hoth tara amdavadi sarbatni dukaan ae sarbat no tarsiyo chu hu rangilo juwaan pivu pivu pan pyaas na buje he he he are pivu pivu pan pyaas na buje hothone herangi tu garam masaledar khati meethi vaangi garam masaledar khati meethi vaangi
khatooba khatooba uuuuuu khatooba khatooba khatooba uuuuuu khatooba khatooba khatooba uuuuuuu khatooba uuuuuuu uuuuuu kitne deewane mere itne deewanon mein se kis ki banun main mehbooba aa aa aa aa aa aa khatooba khatooba uuuuuuu khatooba aaaaaaaaaaa kitne deewane mere itne deewanon mein se kis ki banun main mehbooba aa aa aa aa aa aa khatooba khatooba uuuuuuu khatooba wo kaun hai jiski main hoon deewani hooo hai wo yahin wo sanam mera diljaani tu hai wo tu nahin tu hai wo tu nahin teri aankhon mein dil doobaaa khatooba khatooba aaaaaae khatooba uuuuuuu jo mera dil meri jaan sabse bachaye haaan wo mera dil meri jaan sab le jaaye tu hai wo tu nahin tu hai wo tu nahin teri aankhon mein dil dooba khatooba khatooba aaaaaae khatoobaa khatooba khatooba uuuuuuu khatooba yaa tum kaho main kise doon ye baahein haan yaa main kahun kis pe hain meri nigahein tu hai wo tu nahin tu hai wo tu nahin teri aankhon mein dil doobaaa khatooba khatooba aaaaaae khatooba uuuuuuuuuuuu
yeh jeena hai yeh jeena hai angoor ka daana yeh jeena hai angoor ka daana kuchh kacha hai kuchh pakka hai kuchh kacha hai kuchh pakka hai jitna khaya meetha tha jo haath na aaya khatta hai yeh jeena hai angoor ka daana yeh jeena hai angoor ka daana kuchh kacha hai kuchh pakka hai kuchh kacha hai kuchh pakka hai jitna khaya meetha tha jo haath na aaya khatta hai yeh ghoomta pahiyaa gol rupaiyaa yeh ghoomta pahiyaa gol rupaiyaa haat na aaye re haat na aaye re are main hoon iske saath ye saathi are main hoon iske saath ye saathi saath na jaaye re saath na jaaye re are haai haai haai haai haai dil bole ke haai dil bole are haai haai haai haai haai dil bole ke haai dil bole haath na aaye to samjho hai sapna jeb mein ho to maal hai apna yeh jeena hai angoor ka daana yeh jeena hai angoor ka daana kuchh kacha hai kuchh pakka hai kuchh kacha hai kuchh pakka hai jitna khaya meetha tha jo haath na aaya khatta hai are jee ke dekho jeene waale are jee ke dekho jeene waale yun
khayaalon mein kisi ke iss tarah aaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte khayaalon mein kisi ke iss tarah aaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte dilon ko raund kar dil apna behlaaya nahin karte jo thukraaye gayen hon unn ko thukraaya nahin karte dilon ko raund kar hansi phoolon ki do din chaandani bhi chaar din ki hai chaandani chaar din ki hai hansi phoolon ki do din chaandani bhi chaar din ki hai chaandani chaar din ki hai mili ho chaand si soorat to itraaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte khayaalon mein kisi ke jinhen mitna ho wo mitne se darr jaaya nahin karte wo darr jaaya nahin karte jinhen mitna ho wo mitne se darr jaaya nahin karte wo darr jaaya nahin karte muhabbat karne waale ghum se ghabraaya nahin karte kisi ko bewafaaa ke tadpaaya nahin karte khayaalon mein kisi ke muhabbat kaa sabak sikho ye jaa kar jalne waalon se ye jaa kar jalne waalon se muhabbat kaa sabak sikho ye jaa kar jalne waalon se
khel mandiyela valavanti ghai khel mandiyela valavanti ghai nachati vaishanav bhai re nachati vaishanav bhai re krodh abhimaan gela pavatani krodh abhimaan gela pavatani ekeka lagtil payee re ekeka lagtil payee re gopichandan uti tulshichya maala gopichandan uti tulshichya maala haar mirviti gala haar mirviti gala taal mrudung ghai pushp varshav taal mrudung ghai pushp varshav anupamya sukhsohala re varn abhimaan visarali yaati varn abhimaan visarali yaati ekeka lotangani jaati ekeka lotangani jaati nirmal chitte jhali navnite nirmal chitte jhali navnite pashana pajhar sutati re hoto jayjaykaar garjat ambar matale he vaishnav veer re tuka mhane sopi keli paayvaat tuka mhane sopi keli paayvaat utravaya bhavsagar re khel mandiyela valavanti ghai khel mandiyela valavanti ghai nachati vaishanav bhai re nachati vaishanav bhai re
khelo naa mere dil se khelo naa mere dil se o mere saajnaa o saajna o saajna khelo naa khelo naa mere dil se khelo naa mere dil se muskuraa ke dekhte to ho mujhe ghum hai kiss liye nighaah mein muskuraa ke dekhte to ho mujhe ghum hai kiss liye nighaah mein manzil apni tum alag basaaoge mujhko chhod doge raah mein pyaar kya dillagi pyaar kya khel hai khelo naa mere dil se o mere saajnaa o saajna o saajna khelo naa mere dil se kyun nazar milaayi thi lagaav se hans ke dil mera liya tha kyun kyun nazar milaayi thi lagaav se hans ke dil mera liya tha kyun kyun mile the zindagi ke mod par mujhko aasra diya tha kyun pyaar kya dillagi pyaar kya khel hai khelo naa mere dil se o mere saajnaa o saajna o saajna khelo naa khelo naa mere dil se khelo naa mere dil se o mere saajnaa o saajna o saajna khelo naa mere dil se
khile hain sakhi aaj phulwaa man ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke jaaungi sasuraal dulhan ban ke jaa jaaungi sasuraal dulhan ban ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke baajegi more ghar shahnaayi baajegi more ghar shahnaayi laayenge dolaa more kanhaayi laayenge dolaa more kanhaayi jhomega manwaa royengi ankhiyaan laagegi apni hi duniya paraayi aayenge mohe yaad din bachpan ke aayenge mohe yaad din bachpan ke jaaungi sasuraal dulhan ban jaaungi sasuraal dulhan ban ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke kholenge ghunghtaa jab saanwariyaa kholenge ghunghtaa jab saanwariyaa maaroongi aisi zulmi nazariyaa maaroongi aisi zulmi nazariyaa aahein bharenge paiyaan padenge binti karenge wo saari umariyaa karoongi pee se baat main tan tan ke karoongi pii se baat main tan tan ke jaaungi sasuraal dulhan ban ke jaaungi sasuraal dulhan ban ke khile hain sakhi aaj phulwaa man ke khile hain sakhi aaj
hoooo khilona jaan kar tum to mera dil tod jaate ho khilona jaan kar tum to mera dil tod jaate ho hoooo mujhe iss haal mein kis ke sahaare chhod jaate ho khilona jaan kar tum to mera dil tod jaate ho khuda ka vaasta de kar mana loon door hoon lekin tumhara raasta main rok loon majboor hoon lekin ke main chal bhi nahin sakta hoon aur tum daud jaate ho hoooo khilona jaan kar tum to mera dil tod jaate ho gila tumse nahin koi magar afsos thoda hai ke jis ghum ne mera daaman badi mushkil se chhoda hai ussi ghum se mera phir aaj rishta jod jaate ho hooo khilona mere dil se naa lo badla zamaane bhar ki baaton ka thehar jaao suno mehmaan hoon main chand raaton kaa chale jaana abhi se kiss liye munh mod jaate ho hoooo khilona jaan kar tum to mera dil tod jaate ho
hooooo kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar kho gaya hai mera pyaar aise toofaan mein chhod kar chal diyaa dil ko tod kar ghum ki maujon mein haaye koi chhup gaya munh ko mod kar chhup gaya munh ko mod kar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar o hooooooo o hoooo hooo hooo zindgaani udaaas hai wo kahaan kiske paas hai gehri nadiyaa bata de tu mujhko milne ki aas hai mujhko milne ki aas hai kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar chalti saanson mein shor hai teri yaadon kaa zor hai bhatke dil ko qaraar nahin jaane kaisa ye daur hai jaane kaisa ye daur hai kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar
khobo bharine aame eatlu hasiya ke kuwo bharine aame roi padiya khobo bharine aame eatlu hasiya ke kuwo bharine aame roi padiya khobo bharine aame eatlu hasiya khat meetha sapnavo bhur bhura kuwara saud varas tur tura khat meetha sapnavo bhur bhura kuwara saud varas tur tura ame dhumas na dariyama eava dubiya ke hodi khadak thai amne nadiya khobo bharine aame eatlu hasiya ke kuwo bharine aame roi padiya khobo bharine aame eatlu hasiya kyache viti ane kyache rumal jurva ke jivavano kyache sawaal kyache viti ane kyache rumal jurva ke jivavano kyache sawaal kuwo bharine ame aetalu radiya ke khobo bharine ame mohi padiya khobo bharine aame eatlu hasiya ke kuwo bharine aame roi padiya khobo bharine aame eatlu hasiya ke kuwo bharine aame roi padiya khobo bharine aame eatlu hasiya
khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata kaise hum khud ko rok lein rahaa nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata kaise hum khud ko rok lein rahaa nahin jaata chaand mein daag hai ye jaante hai hum lekin raat bhar dekhe bina usko rahaa nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata jo mera ho nahin paayega iss jahaan mein kahin rooh bankar milunga usko aasmaan mein kahin pyaar dharti par farishton se kiyaa nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata un nigaahon mein muhabbat nahin to kaho aur kya hai par wo mujh se ye keh raha wo kisi aur ka hai zaraa sa jhoot bhi dhang se kahaa nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata aankhon mein qaid kiye baitha main ik haseen lamhaa jab main is neend se jaagunga to dil tootega wo mujhe khaab kayi kyun dekha nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata
khopar oi golap diye monta keno eto kachhe anle khopar oi golap diye monta keno eto kachhe anle parbe ki baste bhalo amake janle amake temon kore janle khopar oi golap diye monta keno eto kachhe anle jekhane shudhui alo jekhane shudhui bhalo ami je mando kori sabita likhona amay niye kobita jekhane shudhui alo jekhane shudhui bhalo ami je mando kori sabita likhona amay niye kobita sapner hat ti dhure nai ba amay tanle parbe ki baste bhalo amake janle amake temon kore janle khopar oi golap diye monta keno eto kachhe anle ekhane jiban amar ful noy shudhui katar sarger devi tumi esona mati te komal charon rekhona ekhane jiban amar ful noy shudhui katar sarger devi tumi esona mati te komal charon rekhona khoti ki tomar balo ei anurodh manle parbe ki baste bhalo amake janle amake temon kore janle khopar oi golap diye monta keno eto kachhe anle
khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha thukraa diya maine jise kismat thi meri kudrat ne jo bakshi thi wo daulat thi meri thukraa diya maine jise kismat thi meri kudrat ne jo bakshi thi wo daulat thi meri khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha qaatil hoon main mujrim hoon main dushman khud apna jalta hoon main mujh mein meri jalti hai duniyaa qaatil hoon main mujrim hoon main dushman khud apna jalta hoon main mujh mein meri jalti hai duniyaa khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha
ooooo hooo hooo hooo khoya khoya chaand khula aasmaan aankhon mein saari raat jaayegiiiii tumko bhi kaise neend aayegi oooooo ooooooo khoya khoya chaand khula aasmaan aankhon mein saari raat jaayegiiiii tumko bhi kaise neend aayegi oooooo ooooooo khoya khoya chaand masti bhari hawaa jo chali masti bhari hawaa jo chali khil khil gayi ye dil ki kali mann ki gali mein hai khalbali ke unko to bulaao ooooo hooo hooo hooo khoya khoya chaand khula aasmaan aankhon mein saari raat jaayegiiiii tumko bhi kaise neend aayegi oooooo ooooooo khoya khoya chaand taare chale nazaare chale taare chale nazaare chale sang sang mere wo saare chale chaaron taraf ishaare chale kisi ke to ho jaao ooooo hooo hooo hooo khoya khoya chaand khula aasmaan aankhon mein saari raat jaayegiiiii tumko bhi kaise neend aayegi oooooo ooooooo khoya khoya chaand oooooo ooooooo oooooo oooooo ooooo ooooo oooooo ooooo ooooo aisi hi raat bheegi si raat aisi hi raat bheegi si raat haathon mein haath hote wo
khoya khoya chand hai kya suhani shaam hai hothon pe ek naam hai naam hai tera o jaane jaan aaja na tadpa o jaane jaan aaja na tadpa ho jaan tere naam hai ab tera ye kaam hai ya to main ji loon zara ya ke de doon jaan o jaane jaan aaja na tadpa o jaane jaan aaja na tadpa dhalki dhalki hai chunar pyaar se tu bekhabar chhod duniya ki fikar aaja aaja aa idhar hoooo dhalki dhalki hai chunar pyaar se tu bekhabar chhod duniya ki fikar aaja aaja aa idhar naam leke pyar ka tu kadam apne utha soch na anjaam ka hoga jo hoga o jaane jaan aaja na tadpa o jaane jaan aaja na tadpa hoooo le le meri chaahten dil ko de de rahaten pyaar ke hai raasate aa khuda ke vasate ho le le meri chaahten dil ko de de rahaten pyaar ke hai raasate aa khuda ke vasate ishq hi to hai khuda ishq se hai kyun juda ishq pe duniya fida sun le ye sada o jaane jaan aaja na tadpa o jaane jaan aaja na tadpa khoya khoya chand hai kya suhani shaam hai hothon pe ek naam hai naam hai tera o jaane jaan aaja na
    Songs Title Film/Album Song Number
Khamosh Zindagi Ko Aawaaz De Rahe Ho Naag Mandir (1966) 31091
Khamoshiyan Gungunane Lagi One 2 Ka 4 (2001) 20760
Khamoshiyon Ko Nahin Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 32018
Khana Milega Pina Milega Maalik (1972) 36060
Khat Likh De Aaye Din Bahar Ke (1966) 20761
Khati Mithi Vangi Kishore Kumar 18472
Khatooba Khatooba Alibaba Aur 40 Chor (1980) 20762
Khatta Meetha Khatta Meetha (1977) 18415
Khayalon Mein Kisi Ke Bawre Nain (1950) 12863
Khel Mandiyala Valvanti Ghai Lata Mangeshkar 15824
Khelo Naa Mere Dil Se Haqeeqat (1964) 11910
Khile Hain Sakhi Aaj Grahasti (1963) 32094
Khilona Jaan Kar Khilona (1970) 20763
Kho Gaya Hai Mera Hariyali Aur Rasta (1962) 13321
Khobo Bharine Ame Harish Bhimani & Nirupama Sheth 19245
Khoobsurat (M M Kreem) Rog (When Love Is A Disease) (2005) 20766
Khopar Ei Golap Diye Bhalobasa Bhalobasa (1985) 32260
Khoya Hai Tune Jo Aye Dil Sur (The Melody of Life) (2002) 18052
Khoya Khoya Chaand Kala Bazar (1960) 12084
Khoya Khoya Chand Hai Yeh Raaste Hain Pyaar Ke (2001) 20765