MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun takdeer rooth jaye to takdeer rooth jaye to mere khuda main kya karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun halaat ne naseeb mein ghum bhar diye hain is kadar halaat ne naseeb mein ghum bhar diye hain is kadar na manzilon ki kuchh khabar main kaarwan ko kya karun main kaarwan ko kya karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun mil jaye doobne pe bhi akhir to ek sahil kahin mil jaye doobne pe bhi akhir to ek sahil kahin tufaan ki hai aarzu tufaan ki dua karun tufaan ki dua karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun manzil ki thi talaash to garde safar mili mujhe manzil ki thi talaash to garde safar mili mujhe aankhen baras padi meri kaali ghata ko kya karun kaali ghata ko kya karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila karun takdeer rooth jaye to mere khuda main kya karun meri ajab hai zindagi kisi se kya gila
meri ankhon ke ujaale meri raahat mere bhaayi mere bhaayi meri ankhon ke ujaale meri raahat mere bhaayi mere bhaayi meri ummeed ke taare meri kismat mere bhaayi mere bhaayi tadap rahi hai muhabbat meri tumhaare liye ke bepanaah thi ulfat meri tumhaare liye sunega kaun mera ghum kise sunaayega bina tumhare lahoo kiska josh khaayega kisi ka dard jo le wo jigar nahin milta ke har shai milti hai bhaayi magar nahin milta bhaayi magar nahin miltaaaaa meri baahon ke sahaare meri himmat mere bhaayi mere bhaayi tumhen kaleje lagaane ye baahen tarsengi chalengi thandi hawaayen to aahen barsengi chaman udaas rahega bahaar royegi tumhen naa paa ke khushi beqaraar royegi kisi kaa bhaayi juda ho kabhi khuda naa kare naseeb itna bura ho kabhi khuda naa kare kabhi khuda naa kareeee meri jaan se mujhe pyaare meri chaahat mere bhaayi mere bhaayi meri ankhon ke ujaale meri raahat mere bhaayi mere bhaayi
meri aawaaz suno pyaar ka raaz suno meri aawaaz suno maine ek phool jo seene pe sajaa rakhaa tha uske parden mein tumhen dil se lagaa rakha tha tha juda sab se mere ishq ka andaaz suno meri aawaaz suno meri aawaaz suno zindagi bhar mujhe nafrat si rahi ashkon se mere khwaabon ko tum ashkon mein doobote kyun ho jo meri tarha jiyaa karte hain kab marte hain thak gaya hoon mujhe so lene do rote kyun ho so ke bhi jaagte hi rehten hain jaanbaaz suno meri aawaaz suno meri aawaaz suno meri duniyaan mein naa purab hai naa pachham koi saare insaan simat aaye khuli baahon mein kal bhataktaa tha main jinn raahon mein tanha tanha kaafile kitne mile aaj unhi raahon mein aur sab nikle mere humdum o humraaz suno meri aawaaz suno meri aawaaz suno naunihaal aate hai arthi ko kinaare kar lo main jahaan tha inhen jaana hai wahaan se aage aasmaan inka zameen inki zamaana inka hai kai inke jahaan mere jahaan se aage inhen kaliyaan na kaho hain ye chaman saaz suno meri aawaaz suno meri
meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein mere sapne adhure huye nahin poore aag lagi jeevan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein oooo rasiyaaaa manbasiyaaa nas nas mein ho tum hi samaaye mere naina kare bainaa mera dard naa tum sun paaye jeeya mora pyaasa raha saawan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein kuchh kehte kuchh sunte kyun chale gaye dil ko masal ke meri duniyaa huyi sooni bhujha aas ka deepak jal ke chhaya re andheraa meri ankhiyan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein tum aao ke naa aao piya yaad tumhaari mere sang hai tumhen kaise ye bataaun meri preet ka niraala ik rang hai laaga ho ye neha jaise bachpan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein mere sapne adhure huye nahin poore aag lagi jeevan mein meri
na na na na na na meri beri ke ber mat todo meri beri ke ber mat todo koi kaanta haaye kaanta chubh jaayega aise jhatke se daar mat chhodo aise jhatke se daar mat chhodo koi kaanta haaye kaanta chubh jaayega baabul ne ye ped lagaaya veera ne ki rakhwaali mere veera ne ki rakhwaali hoooo maiyyaa ne isko aise seencha phoolon ko jaise maali are phoolon ko jaise maali tum pardesi aaye kahaan se are tum pardesi aaye kahaan se kaise pakad li daali are re re meri beri ke ber mat todo meri beri ke ber mat todo koi kaanta haaye kaanta chubh jaayega khatte phenke meethe raakhe shabri badi sayaani are shabri badi sayaani hoooo jhoothe ber mein preet hai kitni lakshman ne kab jaani are lakshman ne kab jaani raam hi pehchaanege mujhko are raam hi pehchaanege mujhko raam ki main deewani are re re meri beri ke ber mat todo meri beri ke ber mat todo koi kaanta uiee kaanta chubh jaayega aise jhatke se daar mat chhodo aise jhatke se daar mat chhodo koi kaanta haaye kaanta chubh
meri bhains ko danda meri bhains ko danda kyun maara wo khet mein chaara charti thi tere baap ka wo kya karti thi aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa meri bhains ko danda kyun maara wo khet mein chaara charti thi tere baap ka wo kya karti thi aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa meri bhains ko danda kyun maara wo laddoo pede khaati hai wo pedon pe chad jaati hai wo laddoo pede khaati hai wo pedon pe chad jaati hai ye machhar been bajaate hainnnn wo apna raag sunaati hai wo thummak thummak naache jab main dil ka bajaaun main dil ka bajaaun ik taara meri bhains ko danda meri bhains ko danda kyun maara wo khet mein chaara charti thi tere baap ka wo kya karti thi aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa are ghar ka ye ek station hai aur jhandi pyaari pyaari hai are ghar ka ye ek station hai aur jhandi pyaari pyaari hai hum sab to rail ke dibbe hain wo apni engine gaadi hai wo gussa jab bhi karti hai to ban jaati hai to ban jaati hai angaaraaa meri bhains ko
hun hun hun hun hun hun meri bheegi bheegi si palkon pe reh gaye jaise mere sapne bikhar ke jale mann tera bhi kisi ke milan ko anamika tu bhi tarse meri bheegi bheegi si meri bheegi bheegi si palkon pe reh gaye jaise mere sapne bikhar ke jale mann tera bhi kisi ke milan ko anamika tu bhi tarse meri bheegi bheegi si tujhe bin jaane bin pehchaane maine hriday se lagaayaa tujhe bin jaane bin pehchaane maine hriday se lagaayaa par mere pyaar ke badle mein toone mujhko ye din dikhlaya jaise birhaa ki rut maine kaati tadap ke aahen bhar bhar ke jale mann tera bhi kisi ke milan ko anamika tu bhi tarse meri bheegi bheegi si aag se naata naari se rishta kaahe mann samajh na paaya aag se naata naari se rishta kaahe mann samajh na paayaa mujhe kya huaa tha ek bewafaa pe haaye mujhe kyun pyaar aaya teri bewafaai pe hanse jag sara galli galli guzare jidhar se jale mann tera bhi kisi ke milan ko anamika tu bhi tarse meri bheegi bheegi si meri bheegi bheegi si palkon pe reh gaye
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm meri bindiya teri nindiya meri bindiya teri nindiya na uda de to kehna mera kajal tujhko pagal mera kajal tujko pagal na bana de to kehna hoo meri bindiya teri nindiya na uda de to kehna hmm hmm hmm hmm aa haaa haaa hmm hmm hmm hmm la lala la khankenge khan khan jab mere kangana dhadkega dhak dhak dil tera sajna khankenge khan khan jab mere kangana dhadkega dhak dhak dil tera sajna mere jhumke tumko tum se mere jhumke tumko tum se na chura le to kehna hoo meri bindiya teri nindiya na uda de to kehna main poore sola singar kar loon darpan se baaten do chaar kar loon main poore sola singar kar loon darpan se baaten do chaar kar loon mera gajra tum ko bhanwara hoo mera gajra tum ko bhanwara na bana de to kehna hoo meri bindiya teri nindiya na uda de to kehna teri pasand ab meri pasand hai ye jaan teri mutthi mein band hai teri pasand ab meri pasand hai ye jaan teri mutthi mein band hai tu jo bole main wo kar ke tu jo bole main wo kar ke
hey hey hey hey hey meri choonar udd udd jaaye meri choonar udd udd jaaye haai dil mera ghabraaye meri choonar udd udd jaaye haai dil mera ghabraaye koi ye to bataaye mujhe ye kya hua hai koi ye to bataaye mujhe ye kya hua hai mera dil kyun machla jaaye haai meri choonar udd udd jaaye haai dil mera ghabraaye koi ye to bataaye mujhe ye kya hua hai koi ye to bataaye mujhe ye kya hua hai mera dil kyun machla jaaye haai meri choonar udd udd jaaye haai dil mera ghabraaye unke daras ko har pal meri aankhen tarsi jaaye tanhaai bechaini mujhko kyun itna tadpaaye unke daras ko har pal meri aankhen tarsi jaaye tanhaai bechaini mujhko kyun itna tadpaaye koi ye to bataaye mujhe ye kya hua hai koi ye to bataaye mujhe ye kya hua hai mera dil kyun machla jaaye haai meri choonar udd udd jaaye haai dil mera ghabraaye rang rangeeli choonar meri leharon si leharaaye mast pawan ke chanchal jhonke preet ke geet sunaaye rang rangeeli choonar meri leharon si leharaaye mast pawan ke
meri daastaan mujhe hi mera dil sunaa ke roye kabhi ro ke muskuraaye kabhi muskuraa ke roye meri daastaan mujhe hi mile ghum se apne fursat to main haal poochhun iss ka hooo oooo mile ghum se apne fursat to main haal poochhun iss ka shab e ghum se koi keh de kahin aur jaa ke roye meri daastaan mujhe hi mera dil sunaa ke roye kabhi ro ke muskuraaye kabhi muskuraa ke roye meri daastaan mujhe hi wo jo aazmaa rahe the meri beqaraariyon ko hooo oooo wo jo aazmaa rahe the meri beqaraariyon ko mere saath saath wo bhi mujhe aazmaa ke roye meri daastaan mujhe hi mera dil sunaa ke roye kabhi ro ke muskuraaye kabhi muskuraa ke roye meri daastaan mujhe hi
koi jab raah naa paaye mere sang aaye ke pug pug deep jalaaye meri dosti mera pyaar meri dosti mera pyaar koi jab raah naa paaye mere sang aaye ke pug pug deep jalaaye meri dosti mera pyaar meri dosti mera pyaar jeevan kaa yahi hai dastoor pyaar binaa akela majboor dosti ko maane to sab dukh door dosti ko maane to sab dukh door koi kaahe thhokar khaaye mere sang aaye ke pug pug deep jalaaye meri dosti mera pyaar meri dosti mera pyaar dono ke hain roop hazaar par meri sune jo sansaar dosti hai bhaai to behnaa hai pyaar dosti hai bhaai to behnaa hai pyaar koi mat nain churaaye mere sang aaye ke pug pug deep jalaaye meri dosti mera pyaar meri dosti mera pyaar pyaar ka hai pyaar hi naam kahin meeraa kahin ghanshaam dosti ka yaaro nahin koi dhaam dosti ka yaaro nahin koi dhaam koi kahin door na jaaye mere sang aaye ke pug pug deep jalaaye meri dosti mera pyaar meri dosti mera pyaar koi jab raah naa paaye mere sang aaye ke pug pug deep jalaaye meri dosti mera pyaar meri
ooooooooo maaaaaaaaaa maaaaaaaa maaaaaaaaa meri duniyaa hai maa tere aanchal mein meri duniyaa hai maa tere aanchal mein sheetal chhaya tu dukh ke jungle mein meri duniyaa hai maa tere aanchal mein oooooo oooo ooooo meri raahon ke diye teri do ankhiyaan teri do ankhiyaan oooo oooo ooooo ooooo ooooo mujhe geeta se badi teri do batiyaan teri do batiyaan yug mein miltaaaaaaaa yug mein miltaa re so mila hai pal mein meri duniyaa hai maa tere aanchal mein oooooo oooooo oooooo maine aansun bhi diye par tu royi naa par tu royi naa ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo meri neendiyaa ke liye barson soyi naa barson soyi naa mamtaa gaatiiiii ooooo mamtaa gaati rahi ghum ki hulchul mein meri duniyaa hai maa tere aanchal mein maaaaaaaaa maaaaaaaaa oooooo oooooo oooooo khaahe na dho ke peeye ye charan tere maa ye charan tere maa ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo devata pyaala liye darr pe khade maa darr pe khade maa amrit sab kaaaaa amrit sab ka hai issi ganga jal mein meri duniyaa hai maa
meri duniya hai tujh mein kahin tere bin main kya kuchh bhi nahin meri jaan mein teri jaan hai hoo saathi mere meri duniya hai tujh mein kahin tere bin main kya kuchh bhi nahin meri jaan mein teri jaan hai hoo saathi mere meri duniya hai tujh mein kahin tere bin main kya kuchh bhi nahin palkon mein tere roop ka sapna sajaa diya pehli nazar mein hi tujhe apna bana liya hai yehi aarzoo har ghadi baithi raho mere saamne meri duniya hai tujh mein kahin tere bin main kya kuchh bhi nahin aisa laga mere sanam hum jo yahaan mile sehra mein jaise shabnami chaahat ke gul khile ye zameen aasmaan keh rahe hum to kabhi na honge juda meri duniya hai tujh mein kahin tere bin main kya kuchh bhi nahin meri jaan mein teri jaan hai hoo saathi mere meri duniya hai tujh mein kahin tere bin main kya kuchh bhi nahin
meri duniyaan mein tum aayin kya kya apne saath liye tann ki chaandi mann kaa sona sapnon waali raat liye meri duniyaan mein tum aayin tanha tanha khoya khoya dil mein dil ki baat liye kab se yun hi phirta tha main armaan ki baaraat liye meri duniyaan mein tum aayin dhalka aanchal faila kaajal aankhon mein ye raaz liye kaise jaaun sakhiyon mein ab teri ye saugaat liye dhalka aanchal faila kaajal seene ki ye dhadkan sun le naa koi haaye haaye haaye dekhe naa koi naa jaao naa jaao hato hato darr lagta hai suno suno darr lagta hai dil mein kitni kaliyaan mehki kaise kaise phool khile naazuk naazuk meethe meethe honthon ki khairaat liye meri duniyaan mein tum aayin chaand se kaise aankhen milaaun baahon mein aao tumko bataaun bas bhi karo ab naa daro raat hai ye apni paayal chhanke kangna khanke badli jaaye chaal meri manzil manzil chalna hoga haathon mein ab haath liye meri duniyaan mein tum aayin kya kya apne saath liye tann ki chaandi mann kaa sona sapnon waali raat
ayeeee liyaaaaaaaa ayeee ayeeee liyaaaa zubaan zubaan par charche tere gulshan gulshan mehka hai teri jawaani ki ye khushboo saara aalam behka hai tuhi mera pyaar hai tuhi meri bandagi tuhi mera khaab hai tuhi meri zindagi pada jo tere husn ka saaya kaante khil gaye ban kar kaliyaan dairo haram ko bhool gaye hum jab se dekhi teri galiyaan meri galiyon se meri galiyon se logon ki yaari badh gayi meri galiyon se logon ki yaari badh gayi sabki nazron mein meri jawaani chad gayi koi kahe dil le jaa koi kahe dil de jaa koi kahe dil le jaa koi kahe dil de jaa tujh mein agar himmat ho mujhe tu le jaa le jaa le jaa hoye qurbaan le jaa le jaa le jaa meri galiyon se meri galiyon se logon ki yaari badh gayi meri galiyon se mujh paa sakega wohi mera dil jis pe ho meharbaan mera dil jis pe ho meharbaan aise paana nahin hai aasaan pehle rakh le hatheli pe jaan pehle rakh le hatheli pe jaan itne mere deewane tera kaanp naa jaaye kalejaa itne mere deewane tera kaanp naa jaaye
meri hasraton ki duniyaan tu mile kahin jo mujhko seene se laga lun tujhko meri hasraton ki duniyaan meri hasraton ki duniyaan tu mile kahin jo mujhko seene se laga lun tujhko meri hasraton ki duniyaan meri hasraton ki duniyaan pyaar tera ishq mera koi mit jaane ki shai nahin hai tu milegi mere dil ko aaj bhi to ye pura yakin hai tu jahaan hai tu jahaan hai pyaar mere tu jahaan hai jahaan pyaar mere mere khawabon ki manzil wahi hai meri hasraton ki duniyaan meri hasraton ki duniyaan o o o o o o o o o o o o mere dilbar zindagi bhar naam tera rahega zubaan par sar jhukega us jagah par panw tere padange jahaan par pure honge saare waade pure honge sanam saare waade jo jo aapas mein humne kiye hain meri hasraton ki duniyaan
haaye re haaye ye mere haath mein tera haath naye jazbaat meri jaan balle balle oye hoye hoye oye oye oye haaye re haaye yahi jazbaat rahe din raat to phir kya baat meri jaan balle balle oye oye hoye hoye oye oye o oo oo oo oo oo oye jab se dil mein teri tasveer bani hai yun lagta hai jaise takdeer bani hai o oo oo oo oo oo oye jab se tu iss dil ka mehmaan hua hai jeevan mein khushiyon ka saamaan hua hai jitni door nazar main daalon chaaron aur bahaar hai haaye re haaye yahi jazbaat rahe din raat to phir kya baat meri jaan balle ho balle oye oye hoye hoye oye oye o oo oo oo oo oo oye tere ghar shehnai jis raat bajegi teri meri jodi kya khoob sajegi o oo oo oo oo oo oye pure honge dil ke armaan humare aanchal mein bhar lenge hum chaand sitaare tere aage chaand sitaare o gori kya cheez hain haaye re haaye yahi jazbaat rahe din raat to phir kya baat meri jaan balle balle oye oye hoye hoye oye oye o oo oo oo oo oo oye teri surat pyaari are jo bhi dekhe sach kehta hoon
oooooooooo ooooo oooooo ooooo hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm meri jaan meri jaan kuchh bhi kijiye chaahe jaan meri lijiye meri jaan kuchh bhi kijiye chaahe jaan meri lijiye par dil humin ko dijiye par dil humin ko dijiye kabhi yaad humen bhi kijiye kabhi naam humara lijiye kabhi yaad humen bhi kijiye kabhi naam humara lijiye sapnon mein aaya kijiye sapnon mein aaya kijiye kabhi to hum se kar lo do baaten pyaara mukhda mod ke tum kaho to dharti pe laa doon chaand taare tod ke par ye waada humse kar lo jaaoge naa chhod ke kabhi yaad humen bhi kijiye kabhi naam humara lijiye sapnon mein aaya kijiye sapnon mein aaya kijiye yaad aa kar teri jo tadpaaye to koi kya kare tera daaman naa haath mein aaye to koi kya kare chandani bhi aag ban jaaye to koi kya kare meri jaan kuchh bhi kijiye chaahe jaan meri lijiye par dil humin ko dijiye par dil humin ko dijiye kabhi yaad humen bhi kijiye kabhi naam humara lijiye sapnon mein aaya kijiye sapnon mein aaya kijiye meri jaan
meri jaan meri jaan kehna maano meri jaan meri jaan kehna maano hooo oooo ooo ooo ooo dushman hai jahaan rutt pehchaanon kategi naa ye dagar bina ek humsafar phir kyun naa bande ko apna hi jaano meri jaan meri jaan kehna maano koi bhi gaadi duniyaa mein ek pahiye se nahin chalti chale nahin zindagi bin saath ke dekho tumhaari paayal bhi ek ghungharoo se nahin bajti bajti hain taaliyaan do haath se mere sang aa jaao bura mat maanoooooo meri jaan meri jaan kehna maano hooo oooo ooo ooo ooo dushman hai jahaan rutt pehchaanon main bhi nahin kuchh tumse kam tum jo nahin rukne waale dhang mere haath mein hain aur bhi tum ko hansa kar chhodunga tod ke honthon ke taale samjh lo main hoon sanam dil chor bhi apne jaisa mujhe bhi jaanoooooo meri jaan meri jaan kehna maano hooo oooo ooo ooo ooo dushman hai jahaan rutt pehchaanon kategi naa ye dagar bina ek humsafar phir kyun naa bande ko apna hi jaano meri jaan meri jaan kehna maano
mujhe jaan naa kaho meri jaan meri jaan meri jaan mujhe jaan naa kaho meri jaan meri jaan meri jaan jaan naa kaho anjaan mujhe jaan kaho rehti hai sadaa jaan naa kaho anjaan mujhe jaan kaho rehti hai sadaa anjaane kya jaane jaan ke jaaye kaun bhala meri jaan mujhe jaan naa kaho meri jaan meri jaan meri jaan sukhe saawan baras gaye kitni baar inn aankhon se sukhe saawan baras gaye kitni baar inn aankhon se do boonden naa barse inn bheegi palkon se meri jaan mujhe jaan naa kaho meri jaan meri jaan meri jaan honth jhuke jab honthon par saansen bhi hoo saanson mein honth jhuke jab honthon par saansen bhi hoo saanson mein do judwaa honthon ki baat kaho aankhon se meri jaan mujhe jaan naa kaho meri jaan meri jaan meri jaan mujhe jaan naa kaho meri jaan meri jaan meri jaan
    Songs Title Film/Album Song Number
Meri Ajab Hai Zindagi Jagjit Singh 32494
Meri Ankhon Ke Ujale Aabroo (1968) 12547
Meri Awaz Suno Naunihal (1967) 20939
Meri Baat Rahi Meri Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 14116
Meri Beri Ke Ber Mat Anokhi Raat (1968) 20940
Meri Bhains Ko Danda Pagla Kahin Ka (1970) 13893
Meri Bheegi Bheegi Si Anamika (1973) 20941
Meri Bindiya Lamhe (1991) 13598
Meri Chunar Udd Udd Jaaye Falguni Pathak 17890
Meri Dastan Mujhe Aao Pyar karen (1964) 12580
Meri Dosti Mera Pyaar Dosti (1964) 13182
Meri Duniya Hai Maa Talash (1969) 14317
Meri Duniya Hai Tujh Mein Kahin Vaastav (1999) 31536
Meri Duniyaan Mein Heer Raanjha (1970) 13327
Meri Galiyon Se Logon Dharmatma (1975) 13072
Meri Hasraton Ki Gaal Gulaabi Nain Sharaabi (1974) 13252
Meri Jaan Balle Balle Kashmir Ki Kali (1964) 12016
Meri Jaan Kuchh Bhi Kijiye Chhalia (1960) 12974
Meri Jaan Meri Jaan Do Chor (1972) 16225
Meri Jaan Mujhe Jaan Naa Kaho Anubhav (1971) 12718