MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

dekh li teri khudaai bas mera dil bhar gayaaaa dekh li teri khudaai teri rehmat chup rahi teri rehmat chup rahi main rote rote marr gayaaaa dekh li teri khudaai mere maalik kya kahun teri duwaaon ka fareb mere maalik kya kahun teri duwaaon ka fareb mujh pe yun chhayaa ke mujhko mujh pe yun chhayaa ke mujhko ghar se beghar kar gayaaaa dekh li teri khudaai woh bahaaren naachti thin jhoom uthi thi badliyaan woh bahaaren naachti thin jhoom uthi thi badliyaan apni kismat yaad aate apni kismat yaad aate hi mera jee darr gayaaaa dekh li teri khudaai bas mera dil bhar gayaaaa dekh li teri khudaai teri rehmat chup rahi teri rehmat chup rahi main rote rote marr gayaaaa dekh li teri khudaai
dekh liya maine kismat kaa tamaasha dekh liya ik aag bhujhi ik aag lagi aankhon ne meri kya dekh liya dekh liya maine dekh liya maine saajan tera waada dekh liya raste pe hoon main manzil pe hai tu ye pyaar kaa naata dekh liya dekh liyaa maine aaya main kisi ki mehfil mein mehfil mein toofan liye laakhon dil mein mil kar bhi raha main mushkil mein milne kaa natijaa dekh liya ik aag bhujhi ik aag lagi aankhon ne meri kya dekh liya dekh liya maine chhupte hi tere o chaand mere o chaand mere suraj bhi naa nikla aangan mein phir ghum ki andheri raat huyi do din kaa ujaala dekh liya raste pe hoon main manzil pe hai tu ye pyaar kaa naata dekh liya dekh liya maine dekh liya maine saajan tera waada dekh liya dekh liya maine kismat kaa tamaasha dekh liya
dekh loooooo aaj humko jee bhar ke dekh loooooo aaj humko jee bhar ke koi aata nahin hai phir mar ke dekh loooooo aaj humko jee bhar ke ho gaye tum agar che saudaayi door pahunchegi meri ruswaayi dekh loooooo dekh loooooo aaj humko jee bhar ke aao achchhi tarah se kar lo pyaar ke nikal jaaye kuchh dil kaa bukhaar dekh loooooo aaj humko jee bhar ke phir hum uthne lagen bitha lo tum phir bigad jaayen hum mana lo tum dekh loooooo aaj humko jee bhar ke yaad itni tumhen dilaate jaayen paan kal ke liye lagaate jaayen dekh loooooo dekh loooooo aaj humko jee bhar ke koi aata nahin hai phir mar ke dekh loooooo aaj humko jee bhar ke
dekh lo aawaaz de kar dekh lo aawaaz de kar pass apne paaoge dekh lo aawaaz de kar pass apne paaoge aaoge tanha magar aaoge tanha magar tanha nahin tum jaaoge dekh lo aawaaz de kar door reh kar bhi tumhin par rehti hai apni nazar door reh kar bhi tumhin par door reh kar bhi tumhin par rehti hai apni nazar baahon mein hum thaam lenge baahon mein hum thaam lenge jab bhi thokar khaaoge dekh lo aawaaz de kar hoooo ooooo oooooo oooo oooo ooooo oooo oooo oooo len naa badle mein tumhaare gar khudaayi bhi mile len naa badle mein tumhaare len naa badle mein tumhaare gar khudaayi bhi mile chhod denge do jahaan ko chhod denge do jahaan ko jab bhi tum farmaaoge dekh lo aawaaz de kar bewafaayi bhi karo to maaf kar denge tumhen bewafaayi bhi karo to bewafaayi bhi karo to maaf kar denge tumhen hum naa waadon se phirenge hum naa waadon se phirenge tum agar phir jaaoge dekh lo aawaaz de kar pass apne paaoge dekh lo aawaaz de kar pass apne paaoge aaoge tanha magar aaoge tanha magar
dekha phoolon ko kaanton pe sote huye dekha toofan ko kashti doobotein huye dekh sakta hoon main kuchh bhi hote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye dekh sakta hoon main kuchh bhi hote huye dekh sakta hoon main kuchh bhi hote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye ek din beegdi kismat sanwar jaayegi ek din beegdi kismat sanwar jaayegi ye khushi hum se bach kar kidhar jaayegi ghum na kar zindagi yun guzar jaayegi raat jaise guzar gayi sote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye tu bhi sun le jo maine suna ek din tu bhi sun le jo maine suna ek din baagh mein sair ko main gaya ek din ek maalan ne mujhse kaha ek din kel kaanton se kaliyaan pirote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye aankh bhar aayi phir kyun kisi baat par aankh bhar aayi phir kyun kisi
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm dekha ek khaab to ye silsile huye door tak nigaahon mein hain gul khile huye dekha ek khaab to ye silsile huye door tak nigaahon mein hain gul khile huye ye gila hai aapki nigaahon se phool bhi ho darmiyaan to faasle huye dekha ek khaab to ye silsile huye door tak nigaahon mein hain gul khile huye meri saanson mein basi khushboo teri ye tere pyaar ki hai jaadugari aa haa aa aaaa teri aawaaz hai hawaaon mein pyaar ka rang hai fizaaon mein dhadkanon mein tere geet hain mile huye kya kahoon ke sharm se hain lub sile huye dekha ek khaab to ye silsile huye phool bhi ho darmiyaan to faasle huye mera dil hai teri panaahon mein aa chhupa loon tujhe main baahon mein teri tasveer hai nigaahon mein door tak roshni hai raahon mein kal agar na roshni ke kaafile huye pyaar ke hazaar deep hain jale huye dekha ek khaab to ye silsile huye door tak nigaahon mein hain gul khile huye ye gila hai aapki nigaahon se phool bhi ho
dekha hai maine tumhen phir se palat ke haan tum mein hai baat koi auron se hat ke aaj tumse mulaqaat ho gayi dil mein jo thi wohi baat ho gayi kisi se dil laga liya dekha hai maine tumhen phir se palat ke haan tum mein hai baat koi auron se hat ke hota yahi sabhi ka sapna mile koi jo ban jaye apna hota yahi sabhi ka sapna mile koi jo ban jaye apna kehne ko to duniya hai apni tum jo nahin ho to kuchh bhi nahin nazar mein tum sama gaye dekha hai maine tumhen phir se palat ke haan tum mein hai baat koi auron se hat ke naa jane hai wo kaun sa nasha bina piye main to bahekne laga naa jane hai wo kaun sa nasha bina piye main to bahekne laga ho gayi bhool mujhe maaf karna haath lag jaye to bhi chup rehna main hosh mein nahin rahaaaaaa dekha hai maine tumhen phir se palat ke tum mein hai baat koi auron se hat ke aaj tumse mulaqaat ho gayi dil mein jo thi wohi baat ho gayi kisi se dil laga liyaaa laaa laaalaaa laaaa laaaa laaaa laaaa laaaa hey oh ho ho laaaa hey hey hey ho
dekha hai sabhi ne chaand ko dekha hai sabhi ne chaand ko usse kya dekhein tujhe dekh liya sab dekh liya ho tujhe dekh liya sab dekh liya dekha hai sabhi ne chaand ko nazron mein yunhi naraazi hai nazron mein yunhi naraazi hai par dil hi dil mein raazi hai ab duniya jo chaahe soche ab duniya jo chaahe soche hum kyun jaane tujhe jaan liya sab jaan liya tujhe jaan liya sab jaan liya dekha hai sabhi ne chaand ko honthon pe aab e hayat liye honthon pe aab e hayat liye chalti hai baharein saath liye tere jaisa haseen koi aur bhi ho tere jaisa haseen koi aur bhi ho usse kyun maane tujhe maan liya sab maan liya ho tujhe maan liya sab maan liya dekha hai sabhi ne chaand ko kuchh aise dil ne pukara tujhe kuchh aise dil ne pukara tujhe jannat se zameen par utaara tujhe ab aur khuda ke paas hai kya ab aur khuda ke paas hai kya hum kya maange tujhe maang liya sab maang liya ho tujhe maang liya sab maang liya dekha hai sabhi ne chaand ko dekha hai sabhi ne chaand ko usse kya
dekha hai teri aankhon mein pyaar hi pyaar beshumaar dekha hai teri aankhon mein pyaar hi pyaar beshumaar paaya hai teri baaton mein pyaar hi pyaar beshumaar dekha hai teri aankhon mein aye bahaaron ki pari ye hai taqdeer meri jo bhi samjha hai mujhe wo inayat hai teri aye bahaaron ki pari ye hai taqdeer meri jo bhi samjha hai mujhe wo inayat hai teri dekha hai teri aankhon mein pyaar hi pyaar beshumaar paaya hai teri baaton mein pyaar hi pyaar beshumaar dekha hai teri aankhon mein mere achhe the karam jo mulaakaat huyi mehrbaan husn hua kya ajab baat huyi mere achhe the karam jo mulaakaat huyi mehrbaan husn hua kya ajab baat huyi dekha hai teri aankhon mein pyaar hi pyaar beshumaar paaya hai teri baaton mein pyaar hi pyaar beshumaar dekha hai teri aankhon mein maine socha bhi na tha mujhko mil jaayegi tu jaise lehraaye sabaa aise lehraayegi tu maine socha bhi na tha mujhko mil jaayegi tu jaise lehraaye sabaa aise lehraayegi tu dekha hai teri aankhon mein pyaar hi
dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se chehre tamaam lagne lage hain ajeeb se dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se kehne ko dil ki baat jinhen dhundhate the hum kehne ko dil ki baat jinhen dhundhate the hum mehfil mein aa gaye hain wo apne naseeb se dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se neelaam ho raha tha kisi naazneen ka pyaar neelaam ho raha tha kisi naazneen ka pyaar keemat nahin chukaayi gayi ek gareeb se dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se teri wafaa ki laash pe laa main hi daal doon teri wafaa ki laash pe laa main hi daal doon resham ka ye kafan jo mila hai raqeeb se dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se
dekha maine dekha haa haa dekha maine dekha sapno ki ek raani ko roop ki ek mastani ko masti bhari jawaani ko haye re haye maine dekha maine dekha haye haye dekha maine dekha dekha maine dekha haa thi badi wo chanchal haye le gayi dil matwaala mera le gayi dil matwaala pyaar ko kya samjhe tu ghoda chalane waala ghoda gaadi chalane waala thodi si wo kaali thi thodi si wo kaali thi badi hi gusse waali thi lekin wo dilwali thi jisko maine dekhaa maine dekha haye haye dekha maine dekha dekha haan maine dekhaa tan se aanchal khiska chham se wo jab nikli chham se wo jab nikli loot ke le gayi mehfil ban ke wo jab nikli haaye ban ke wo jab nikli sundar thi albeli thi sundar thi albeli thi lagti nayi naveli thi pyaar ki ek paheli thi jisko maine dekhaa maine dekha haye haye dekha maine dekha dekha maine dekhaa jee mera ye chaahe maang main uski bhar doon maang main uski bhar doon apna saara jeevan usko arpan kar doon main usko arpan kar doon duniyaa ko dikhlaunga duniyaa ko
dekhaa na haai re sochaa na haai re rakh di nishane pe jaan kadmon mein tere nikle mera dum hai bas yahi armaan dekhaa na haai re sochaa na haai re rakh di nishane pe jaan kadmon mein tere nikle mera dum hai bas yahi armaan arre ou u cookru ku ku dole dole dole ae ae dole dole dole ae ae dole dole dole ae ae aae mit jaayenge mar jaayenge kaam koi kar jaayenge marr ke bhi chaen na mile to jaayenge yaaro kahaan mit jaayenge mar jaayenge kaam koi kar jaayenge marr ke bhi chaen na mile to jaayenge yaaro kahaan arre oho o hoo hoo hoo hoo dekhaa na haai re sochaa na haai re rakh di nishane pe jaan kadmon mein tere nikle mera dum hai bas yahi armaan qatil hai kaun kahaa nahin jaaye chupp bhi to raha nahin jaaye bulbul hai kaun kaun sayyad kuch to kaho meri jaan qatil hai kaun kahaa nahin jaaye chupp bhi to raha nahin jaaye bulbul hai kaun kaun sayyad arre kuch to kaho re meri jaan arre ohoooo cookru ku ku dekhaa na haai re sochaa na haai re rakh di nishane pe jaan kadmon
dekha uduchhi bana nilachakra ku ana e dekha uduchhi bana nilachakra ku ana ude phara phara sehi sabhinkara mana mohi ude phara phara sehi sabhinkara mana mohi taribaku papinkara papa ku sina dekha uduchhi bana nilachakra ku ana e dekha uduchhi bana nilachakra ku ana bada danda bada ratha bada deula bada singhasane base bada thakura bada danda bada ratha bada deula bada singhasane base bada thakura bada raja orissa ra bada sebaka tahara bada raja orissa ra bada sebaka tahara chauda bhubane tara nahin tulana dekha uduchhi bana nilachakra ku ana e dekha uduchhi bana nilachakra ku ana chaka chaka akhi re se sabu dekhaii sabu bhange sabu gadhe jagata saiin chaka chaka akhi re se sabu dekhaii sabu bhange sabu gadhe jagata saiin para nahin kehi tara sabu tara apanara para nahin kehi tara sabu tara apanara jete dekhuthile taku mana bujhena dekha uduchhi bana nilachakra ku ana dekha uduchhi bana nilachakra ku ana dekha uduchhi bana nilachakra ku ana
dekhe kayi chehre jahaan mein magar dekhe kayi chehre jahaan mein magar ek tere hi chehre pe pyaar aaya pyaar aaya pyaar aaya ek tere hi chehre pe pyaar aaya pyaar aaya pyaar aaya honge hasin laakhon jahaan mein magar honge hasin laakhon jahaan mein magar ek tujhpe hi dil dildaar aaya pyaar aaya pyaar aaya ek tere hi chehre pe pyaar aaya pyaar aaya pyaar aaya aankhon mein aisi kaajal ki rekhaa pehle kabhi bhi maine na dekhaa aankhon mein aisi kaajal ki rekhaa pehle kabhi bhi maine na dekhaa gaalo pe aisa til ka nishaan dekha na maine kabhi meri jaan huye jawaan duniyaa mein kitne magar huye jawaan duniyaa mein kitne magar yun kisi pe na aisa nikhaar aaya pyaar aaya pyaar aaya mujhko kisi se ulfat nahin thi pehle meri aisi haalat nahin thi mujhko kisi se ulfat nahin thi pehle meri aisi haalat nahin thi aankhon se padh le dil ki kahaani tujh pe lutaa di ye zindgaani betabi iss dil ki badhati gayi betabi iss dil ki badhati gayi pyaar aisa kisi pe pehli baar aaya pyaar
dekhechho ki take oi neel nodir dhare bristi paye paye tar ki jeno ki naam jale bheja mathe akashe hat baray megher arale bhese thaka se ramdhonu ke chay dekhechho ki take oi neel nodir dhare bristi paye paye tar ki jeno ki naam jale bheja mathe akashe hat baray megher arale bhese thaka se ramdhonu ke chay dekhechho ki take oi neel nodir dhare jhara pata ure take chhuye bale ja jare ekhane baroi fike sab tui ja ja ja tai se jay chhute beray dhusar prantare megher gaye hat bolay ramdhonu ke chay dekhechho ki take oi neel nodir dhare anmona megh dure jay keno ke jane kichhutei tar kachhe dhara day na na na tobuo tar meghe oray anto heen tane bhije haoay pakhira gaye ramdhonu ke chay dekhechho ki take oi neel nodir dhare jani ek din megher thikana se pabe bolbe pakhira ore megh tui ga ga ga tor kachhei asbe gan tor kachhei jabe jara haray rupkathay ramdhonu ke chay dekhechho ki take oi neel nodir dhare bristi paye paye tar ki jeno ki naam jale bheja mathe akashe hat
dekhi zamaane ki yaari bichhade sabhi bichhade sabhi baari baari arre dekhi zamaane ki yaari bichhade sabhi baari baari kya le ke milen ab duniya se aansoo ke siwa kuchh paas nahin ya phool hi phool the daaman mein ya kaanton ki bhi aas nahin matlab ki duniya hai saari bichhade sabhi bichhade sabhi baari baari arre dekhi zamaane ki yaari bichhade sabhi baari baari bichhade sabhi baari baari waqt hai maharbaan aarzoo hai jawaan fikr kal ki karen itni fursat kahaan waqt hai maharbaan aarzoo hai jawaan fikr kal ki karen itni fursat kahaan raat bhar mehmaan hain bahaaren yahaan raat gar dhal gayi phir ye khushiyaan kahaan raat bhar mehmaan hain bahaaren yahaan raat gar dhal gayi phir ye khushiyaan kahaan pal bhar ki khushiyaan hain saari pal bhar ki khushiyaan hain saari pal bhar ki khushiyaan hain saari badhane lagi badhane lagi beqraari are pal bhar ki khushiyaan hain saari badhane lagi beqraari badhane lagi beqraari udd ja udd ja pyaase bhanware ras na milega
dekhne mein bhola hai dil ka salona bambai se aaya hai babu chinanna dekhne mein bhola hai dil ka salona bambai se aaya hai babu chinanna gali gali gaanv ki re jaagi hai sote sote gali gali gaanv ki re jaagi hai sote sote phir se laage hai aisa phir se laage hai aisa huye khaab chhote chhote sang le ke aaya hai mera bachpanna bambai se aaya hai babu chinanna dekhne mein bhola hai dil ka salona bambai se aaya hai babu chinanna niki munni noor beghum use naa banana jee niki munni noor beghum use naa banana jee haseenon ka shehzaada hai haseenon ka shehzaada hai hansi naa udaana jee dil udaa le jaayega chhodo bachpanna bambai se aaya hai babu chinanna dekhne mein bhola hai dil ka salona bambai se aaya hai babu chinanna suno magar shehzaade ji kahin bhool mat jaana suno magar shehzaade ji kahin bhool mat jaana buri hain ye nainon waali buri hain ye nainon waali banaati hain deewana gaanv hai ye pariyon ka dil ko bachaana bambai se aaya hai babu chinanna dekhne mein
dekho ab to kisko nahin hai khabar dekho ab to kisko nahin hai khabar tum se hai dil ko pyaar tum se hai dil ko pyaar dekho ab to kisko nahin hai khabar dekho ab to kisko nahin hai khabar tum se hai dil ko pyaar tum se hai dil ko pyaar dum bhar ke humdum mil jaate hai aksar aur jhooti kasmen bhi khaate hain par kahaan jo kahen tumse tum se hai dil ko pyaar tum se hai dil ko pyaar dekho ab to kisko nahin hai khabar dekho ab to kisko nahin hai khabar tum se hai dil ko pyaar tum se hai dil ko pyaar hulchal mein hum dono ki hasti har pal chhayi hai har soo ye almasti meri jaan ye kahen tum se hulchal mein hum dono ki hasti har pal chhayi hai har soo ye almasti meri jaan ye kahen tum se tum se hai dil ko pyaar tum se hai dil ko pyaar dekho ab to kisko nahin hai khabar dekho ab to kisko nahin hai khabar dekho ab to kisko nahin hai khabar tum se hai dil ko pyaar ha ha aa ha tum se hai dil ko pyaar ha ha aa ha tum se hai dil ko pyaar ha ha aa ha tum se hai dil ko pyaar ha
dekho bijali dole bin baadal ke dekho bijali dole bin baadal ke cham cham chamke maathe ki bindiyaa jhannan jhanan dhun paayal ki dekho bijali dole bin baadal ke dekho bijali dole rang rupehla jal bhi sunehare rang rupehla jal bhi sunehare thehre to kaise pag nahin thehre jhalak dikhaate huye kayi bal khaayi daar nazar halki halki dekho bijali dole bin baadal ke dekho bijali dole girti sambhalti chali matwaari girti sambhalti chali matwaari hans ke uchhal pade jaise chingaari giri kab dil pe gayi kab dil se duniyaa rahi re ankhiyaan malte dekho bijali dole bin baadal ke dekho bijali dole bin baadal ke cham cham chamke maathe ki bindiyaa jhannan jhanan dhun paayal ki dekho bijali dole bin baadal ke dekho bijali dole bin baadal
dekho kasam se dekho kasam se kehte hain tumse haan tum bhi jaloge haath maloge rooth ke humse haan dekho kasam se dekho kasam se kehte hain tumse haan tum bhi jaloge haath maloge rooth ke humse haan raat hai deewani mast hai fizaayein raat hai deewani mast hai fizaayein chaandani suhaani sard hain hawaayein hum bhi akele tum bhi akele kehte hain tumse haan tum bhi jaloge haath maloge rooth ke humse haan dekho kasam se dekho kasam se kehte hain tumse haan tum bhi jaloge haath maloge rooth ke humse haan jaate ho to jaao chaldiye ji hum bhi jaate ho to jaao chaldiye ji hum bhi aao ya na aao ab nahin hai ghum bhi aao ya na aao ab nahin hai ghum bhi hum bhi akele tum bhi akele kehte hain tumse haan tum bhi jaloge haath maloge rooth ke humse haan dekho kasam se dekho kasam se kehte hain tumse haan tum bhi jaloge haath maloge rooth ke humse haan kya lagaayi tum ne ye kasam kasam se kya lagaayi tum ne ye kasam kasam se lo thehar gaye hum kuchh kaho bhi hum se lo thehar
    Songs Title Film/Album Song Number
Dekh Li Teri Khudai Kinare Kinare (1963) 15537
Dekh Liya Maine Kismat Deedar (1951) 13031
Dekh Lo Aaj Humko Bazaar (1982) 12866
Dekh Lo Aawaaz De kar Prem Geet (1981) 18020
Dekh Sakta Hoon Main Majboor (1974) 13667
Dekha Ek Khaab To Ye Silsile huye Silsila (1981) 20324
Dekha Hai Maine Tumhen Wardat (1981) 32163
Dekha Hai Sabhi Ne Dil Ne Pukara (1967) 13112
Dekha Hai Teri Aankhon Mein Pyar Hi Pyar (1969) 12031
Dekha Hai Zindagi Ko Ek Mahal Ho Sapno Ka (1975) 13221
Dekha Maine Dekha Victoria No 203 (1972) 14395
Dekha Na Haye Re Bombay To Goa (1972) 20325
Dekha Uduchi Bana Shantilata Barik 11381
Dekhe Kayi Chehre Pyar Pyar (1993) 31513
Dekhecho Ki Take Subhamita Banerjee 16715
Dekhi Zamaane Ki Yaari Kagaz Ke Phool (1959) 13476
Dekhne Mein Bhola Hai Bombai Ka Babu (1960) 12930
Dekho Ab To Kisko Janwar (1965) 13424
Dekho Bijali Dole Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963) 13957
Dekho Kasam Se Tumsa Nahin Dekha (1957) 12113