MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

meri jaan o meri jaan achchhaa nahin itna sitam meri jaan o meri jaan achchhaa nahin itna sitam mujhe naa chhed sanam mujhe naa chhed sanam haaye mujhe naa chhed sanam marr gayi main teri kasam meri jaan o meri jaan meri jaan o meri jaan achchhaa nahin itna sitam meri aankhen nahin masti ke ye maikhaane hain inmein chhalke huye kuchh pyaar ke paimane hain meri aankhen nahin masti ke ye maikhaane hain inmein chhalke huye kuchh pyaar ke paimane hain hosh ka naam naa le dekh ilzaam naa le hosh ka naam naa le dekh ilzaam naa le aa meri aankhon se pee haath mein jaam naa le aaj jee bhar ke muhabbat mein behkane de kadam meri jaan o meri jaan na na na o meri jaan achchhaa nahin itna sitam bekhudi ne tujhe mastana bana dala hai mujh ko bhi pyaar ne deewana bana dala hai bekhudi ne tujhe mastana bana dala hai mujh ko bhi pyaar ne deewana bana dala hai tu hai madhosh udhar main hoon betaab idhar tu hai madhosh udhar main hoon betaab idhar naa mujhe apna pata naa tujhe apni
meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do meri zindagi mein apni chaahat ka rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do kisi chaand ki zarurat nahin meri zindagi ko ke taras rahaa hoon kab se main tumhaari roshani ko mujhe roshani dikha ke ehsaan itnaa kar do meri zindagi mein apni chaahat ka rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do ye tumhaari zulf jisko mili shokhiyaan ghata ki inhi baadlon ke neeche meri har nazar hai pyaasi meri pyaas tum bhujha ke ehsaan itnaa kar do meri zindagi mein apni chaahat ka rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do
meri kahani bhoolne waale meri kahani bhoolne waale tera jahan aabaad rahe meri kahani teri khushi par main mit jaaun duniya meri barbaad rahe meri kahani mere geet sune duniya ne magar mera dard koyi na jaan saka na jaan saka ik tera sahaara tha dil ko ik tera sahaara tha tu bhi na mujhe pehchaan saka tu bhi na mujhe pehchaan saka bachpan ke wo geet puraane aaj tujhe na yaad rahe meri kahani main apna fasana keh na sakaa mere dil ki tamanna dil mein rahi lo aaj kinaare par lo aaj kinaare par aake armaanon ki kashti doob gayi armaanon ki kashti doob gayi kismat ko manzoor yahi tha lab pe mere fariyaad rahe meri kahani meri kahani bhoolne waale tera jahan aabaad rahe meri kahani
meri kismat mein tu nahin shaayad kyun teraa intezaar kartaa hoon main tujhe kal bhi pyaar kartaa tha main tujhe ab bhi pyaar kartaa hoon meri kismat mein tu nahin shaayad kyun teraa intezaar kartaa hoon main tujhe kal bhi pyaar kartaa tha main tujhe ab bhi pyaar kartaa hoon aa aa aa aa aa aaj samjhi hoon pyaar ko shaayad aaj main tujh ko pyaar karti hoon kal meraa intezaar tha tujhko aaj main intezaar karti hoon meri kismat mein tu nahin shaayad aa aa aa aa aa o o o o o sochtaa hoon ke meri aankhon ne kyun sajaaye thei pyaar ke sapne sochtaa hoon ki meri aankhon ne kyun sajaaye thei pyaar ke sapne tujhse maangi thi ik khushi maine toone ghum bhi nahin diye apne toone ghum bhi nahin diye apne zindagi bojh ban gayi ab to ab to jeetaa hoon aur na martaa hoon main tujhe kal bhi pyaar kartaa tha main tujhe ab bhi pyaar kartaa hoon meri kismat mein tu nahin shaayad aa aa aa o o o o aa aa aa aa aa aa aa aa aa o o o o o o ab na toote ye pyaar ke rishte ab na toote ye
o haseenon o haseenon tumne sadiyon aashique ko tadpaaya ab to tumko jhukna hoga mera zamaana aaya chhuti kar ke chhodunga kyunki meri lottery lag jaanee eeee waali hai meri lottery lag jaanee eeee waali hai o haseenon caron mein ek car suni hai car suni impaala caron mein ek car suni hai car suni impaala are impaala mein tujhe bitha kar ghumega dil waala chudi le doon saadi le doon banglaa le doon baadi le doon bachche ki ek gaadi le doon doli laa ke chhodunga kyunki meri lottery lag jaanee eeee waali hai ho meri lottery lag jaanee eeee waali hai o haseenon la la la la la la la la la la la la la mulqon mein ek mulq suna hai mulq suna amrica hi you how are you very please to meet you mulqon mein ek mulq suna hai mulq suna amrica are amrica mein shaadi hogi honeymoon africa dhoom macha ke chhodunga kyunki meri lottery lag jaanee eeee waali hai o meri lottery lag jaanee eeee waali hai o haseenon tumne sadiyon aashique ko tadpaaya ab to tumko jhukna hoga mera zamaana
tujhe dekh ke meri madhubala mera mann ye paagal jhaala tujhe dekh ke meri madhubala mera mann ye paagal jhaala tune ik baar hans ke jo bola to mann panchhi ban ke dola tune mann ka dwaar jo khola mann kamaatunach gela bai bai man moracha kasa pisara phullalla tujhe dekh ke meri madhubala mera mann ye paagal jhaala tune ik baar hans ke jo bola to mann panchhi ban ke dola tune mann ka dwaar jo khola mann kamaatunach gela bai bai man moracha kasa pisara phullalla bus ek ishara kar tu tere liye jaan main de du bus ek ishara kar tu tere liye jaan main de du tu chahe to naam pe tere main akha mumbai kar du tu bolde bus tujhe chahiye kya byculla ya vadala bai bai man moracha kasa pisara phullalla tujhe dekh ke meri madhubala mera mann ye paagal jhaala tune ik baar hans ke jo bola to mann panchhi ban ke dola tune mann ka dwaar jo khola mann kamaatunach gela bai bai man moracha kasa pisara phullalla koi mera naam jo puchhe tera naam batata hoon main koi mera naam jo puchhe
hey hey hey hey hey hey hey hey hey hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm meri mehbooba hai tu khushbhoo ka jhonka hai tu tu har pal mere khayalon mein hai meri mehbooba hai tu khushbhoo ka jhonka hai tu tu har pal mere khayalon mein hai bina tum ko dekhe tumhari kasam meri saans chalti nahin mere dil pe chhaya nasha haan haan haan tere pyaar ka tere pyaar ka meri mehbooba hai tu khushbhoo ka jhonka hai tu tu har pal mere khayalon mein hai aayi zameen pe tu mere liye tu aasmaan ki pari tanha akele teri yaad mein main likhta raha shaayri palke uthake na jhukao mauka yahi to hai deedar ka tere pyaar ka meri mehbooba hai tu khushbhoo ka jhonka hai tu tu har pal mere khayalon mein hai chehre se teri jhalakti haya tujh mein shararat bhi hai aankhon mein teri jo taqraar hai to dil mein mohabbat bhi hai tujh mein wafa hai saadgee hai rang juda hai mere yaar ka tere pyaar ka meri mehbooba hai tu khushbhoo ka
meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi tadap tadap kar yehi kahegi sada rahi hai sada rahegi na tumsa koi zamaane bhar mein hoooooo na tumsa koi zamaane bhar mein tumhi ko chaaha meri nazar ne tumhi ko chaaha meri nazar ne tumhein chuna hai tumhein chunegi sada rahi hai sada rahegi meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi jo aag dil mein lagi hui hai hoooooo jo aag dil mein lagi hui hai yehi to manzil ki roshni hai yehi to manzil ki roshni hai na ye bhujhi hai na ye bhujhegi sada rahi hai sada rahegi meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi tumhare pehlu mein gar marre hum hoooooo tumhare pehlu mein gar marre hum to maut kitni haseen hogi to maut kitni haseen hogi chitaa mein jal kar bhi na mitegi sada rahi hai sada rahegi meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi
meri muhabbat paak muhabbat aur jahan ki khaak muhabbat kahin tumhein pyaar na ho jaye o bach bach ke chalna huzoor kahin tumhein pyaar na ho jaye o bach bach ke chalna huzoor meri muhabbat paak muhabbat aur jahan ki khaak muhabbat kahin tumhein pyaar na ho jaye o bach bach ke chalna huzoor purab pashchim uttar dakshin mere pyaar ki seema mera pyaar hai itna uncha jaise ram rahima jaise ram rahima meri muhabbat paak muhabbat aur jahan ki khaak muhabbat kahin tumhein pyaar na ho jaye o bach bach ke chalna huzoor kahin tumhein pyaar na ho jaye o bach bach ke chalna huzoor tujhko paakar swarg se sundar manzil maine paa lee tere pyaar mein mar jane ki kasam hai maine khaa lee kasam hai maine khaa lee meri muhabbat paak muhabbat aur jahan ki khaak muhabbat kahin tumhein pyaar na ho jaye o bach bach ke chalna huzoor bach bach ke chalna huzoor haay bach bach ke chalna huzoor
meri muhabbat teri jawaani chaar dinon ki hai zindagaani to aa meri raani le jaa chhalla nishaani aa meri raani le jaa chhalla nishaani main hoon deewana tu hai deewani ho ye saari duniyaan hai aani jaani to aa meri raani le jaa chhalla nishaani aa meri raani le jaa chhalla nishaani aaj nahin to kal tu mere pyaar ko maanegi kadar meri tu jaanegi hoo pritam ko pehchanegi aaj nahin to kal tu mere pyaar ko maanegi kadar meri tu jaanegi hoo pritam ko pehchanegi barsegaa chham chham aankhon se paani ye saari duniyaan hai aani jaani to aa meri raani le jaa chhalla nishaani aa meri raani le jaa chhalla nishaani pyaar mein askar premi pehle jhagda karten hain magar phir aahen bharte hain ik dooje pe marte hain pyaar mein askar premi pehle jhagda karten hain magar phir aahen bharte hain ik dooje pe marte hain teri meri bhi yehi kahaani ye saari duniyaan hai aani jaani to aa meri raani le jaa chhalla nishaani aa meri raani le jaa chhalla nishaani maar naa aise thokar tera
meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya unhi ko laakhon haseenon mein intekhaab kiyaa meri nighaah ne kya wo aaye ghar mein bahaar aa ke ruk gayi jaise wo aaye ghar mein bahaar aa ke ruk gayi jaise fizaa mein phool ki daali si jhuk gayi jaise kuchh iss adaa se kisi shoukh ne hizaab kiya kuchh iss adaa se kisi shoukh ne hizaab kiya meri nighaah ne kya wo zulf e naaz khule khul ke kuchh dhalak si gayi sitaare toot pade chandani chhalak si gayi jo maine chehra e jaana ko benaqaab kiyaa meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya meri nighaah ne kya ye mere geet mein jo rang hai nazaakat hai ye mere geet mein jo rang hai nazaakat hai ye sab usi nighaah e naaz ki inaayat hai ke mujhse zarre ko chamkaa ke aaftaab kiya meri nighaah ne kya kaam laajwaab kiya unhi ko laakhon haseenon mein intekhaab kiyaa
meri pyaari behaniya banegi dulhaniyaa meri pyaari behaniya banegi dulhaniyaa sajke aayenge dulhe raaja bhaiya raaja bajaayega baaja bhaiya raaja bajaayega baaja meri pyaari behaniya banegi dulhaniyaa solah singaar meri behna karegi solah singaar meri behna karegi teeka chadhega aur haldi lagegi behna ke honthon pe jhoolegi nathaniyaa aur jhoomenge dulhe raaja bhaiya raaja bajaayega baaja bhaiya raaja bajaayega baaja meri pyaari behaniya banegi dulhaniyaa sej pe baithegi to doli pe chalegi sej pe baithegi to doli pe chalegi dharti pe behna raani paanw na dharegi palkon ki paalki pe behna ko bitha ke le jaayenge dulhe raaja bhaiya raaja bajaayega baaja bhaiya raaja bajaayega baaja meri pyaari behaniya banegi dulhaniyaa sajna ke ghar chali jaayegi jo behna sajna ke ghar chali jaayegi jo behna honth hansenge mere royenge ye naina rakhiya ke roz raani behna ko bulaaunga le ke aayenge dulhe raaja bhaiya raaja bajaayega baaja bhaiya raaja bajaayega baaja meri pyaari
aa aa aa aa umm hmm hmm meri saanson ko jo mehakaa rahi hai umm hmm hmm meri saanson ko jo mehakaa rahi hai ye pehle pyaar ki khooshboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehakaa rahi hai ye pehle pyaar ki khushboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehakaa rahi hai shuru ye silsila to usi din se hua tha shuru ye silsila to usi din se hua tha achanak toone jis din mujhe yun hi chhooa tha achanak toone jis din mujhe yun hi chhooa tha lehar jaagi jo us pal tan badan mein wo mann ko aaj bhi behakaa rahi hai ye pehle pyaar ki khooshboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehka rahi hai bahut tarsaa hai ye dil tere sapne sajaa ke bahut tarsaa hai ye dil tere sapne sajaa ke ye dil ki baat sun le meri baahon mein aa ke jagaa kar anokhi pyaas mann mein ye mithi aag jo dehka rahi hai ye pehle pyaar ki khushboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehakaa rahi hai ye aankhein bolti hain jo hum na
meri saanson mein basa hai tera hi ik naam teri yaad humsafar subah o shaam teri yaad humsafar subah o shaam meri saanson mein basa hai tera hi ik naam teri yaad humsafar subah o shaam teri yaad humsafar subah o shaam tu mere din mein raaton mein khamoshi mein baaton mein baadal ke haathon mein bhejoon tujhko ye payaam teri yaad humsafar subah o shaam teri yaad humsafar subah o shaam meri saanson mein basa hai tera hi ik naam teri yaad humsafar subah o shaam teri yaad humsafar subah o shaam aankhon mein tasveer hai jaise tu meri taqdeer hai jaise uss dil se iss dil tak aati dhadkan ki zanjeer hai jaise aankhon mein tasveer hai jaise tu meri taqdeer hai jaise uss dil se iss dil tak aati dhadkan ki zanjeer hai jaise khaabon khaabon tu mille na jaane kya hain silsile palkon par ye pyaar ke na jaane kitne gul khile tere khaab sajaate rehna ab hai mera kaam teri yaad humsafar subah o shaam teri yaad humsafar subah o shaam meri saanson mein basa hai tera hi ik naam teri
meri saanson mein tum dil ki dhadkan mein tum rehti hoo mere khayaalon mein tum meri saanson mein tum dil ki dhadkan mein tum rehti hoo mere khayaalon mein tum mere mehboob bahut khoob kya teri taarif karoon meri saanson mein tum dil ki dhadkan mein tum rehte hoo mere khayaalon mein tum mere mehboob bahut khoob kya teri taarif karoon meri saanson mein tum dil ki dhadkan mein tum khuli khuli ye zulfen fizaaon mein khushboo ke rele khili khili ye kaliyaan hain baaghon mein phoolon ke mele aise tera aanchal udaa paagal huyi chanchal hawaa hawaa hawaa hooo mere waadon mein tum meri yaadon mein tum rehte ho dil ke iraadon mein tum mere mehboob bahut khoob kya teri taarif karoo meri saanson mein tum dil ki dhadkan mein tum haan bheega bheega ye mausam ghataaon pe chhaayi jawaani chale jo tu bal khaa ke hawaaon ki badal de rawaani hooo dekho naa yun darta hai dil dhak dhak sanam karta hai dil haaye meri aankhon mein tum mere khwaabon mein tum rehti hoo dil ki kitaabon
meri sun le araj banwaari meri sun le araj banwaari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari meri sun le araj banwaari meri sun le araj banwaari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari aar naa soojhe paar naa soojhe ab koi duja dwaar naa soojhe aar naa soojhe paar naa soojhe ab koi duja dwaar naa soojhe kaun thikaane jaaun prabhu main chhod ke sharan tihaari chhod ke sharan tihaari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari meri sun le araj banwaari meri sun le araj banwaari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari chheen gaya meri aas kaa moti kho gayi inn nainan ki jyoti chheen gaya meri aas kaa moti kho gayi inn nainan ki jyoti tere jagat mein bhatak rahi hoon main mamtaa ki maari main mamtaa ki maari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari meri sun le araj banwaari meri sun le araj banwaari tere dwaar khadi dukhyaari tere dwaar khadi dukhyaari
meri tamannaon ki taqdeer tum sanwaar do meri tamannaon ki taqdeer tum sanwaar do pyaasi hai zindagi aur mujhe pyaar do aur mujhe pyaar do meri tamannaon ki taqdeer tum sanwaar do pyaasi hai zindagi aur mujhe pyaar do aur mujhe pyaar do saara gagan mandap hai saara jag baarati saara jag baarati saara gagan mandap hai saara jag baarati mann ke phere sache sache hai hum saathi laaj ka ye ghunghat patt aaj to utaar do pyaasi hai zindagi aur mujhe pyaar do aur mujhe pyaar do dharti karvat badle badle har mausam badle har mausam dharti karvat badle badle har mausam preet ke pujaari hai badlenge nahin hum patjhad sa jeevan hai pyaar ki bahaar do pyaasi hai zindagi aur mujhe pyaar do aur mujhe pyaar do meri tamannaon ki taqdeer tum sanwaar do pyaasi hai zindagi aur mujhe pyaar do aur mujhe pyaar do
aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa heyyyy aaaaaaa aaaaaaa heyyyy aa aaaa aaa aaaaaaa meri tanhaaiyon tum hi laga lo mujhko seene se meri tanhaaiyon tum hi laga lo mujhko seene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon ye aadhi raat ko phir chudiyan si kya khanakati hai koi aata hai yaa meri zanjeeren chhanakti hain ye kaisi hook si hooooooooooooooooook hooooooooooooooooook ye kaisi hook si uthati hai khaamoshi ke seene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon bahut lambi hain raahen pyaar ki aur zindagi kam hai ghata bhi ghir ke aayi har diye ki lau bhi madham hai kinara dooooooooooor kinara dooooooooooor kinara door hota jaa raha hai phir safeene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon tum hi laga lo mujhko seene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon tum hi laga lo mujhko seene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon
kahaan seeee leke aayin hain kahaan majbooriyaan meri zubaan khaamosh aankhen keh rahi hain daastaan meri meri taqdeer ke maalik mera kuchh faisla kar de bura chaahe bura kar de bhala chaahe bhala kar de meri taqdeer ke maalik mujhe itna bata de main kahaan jaaun kidhar jaaun kahin jaane se achchha hai tere kadmon mein marr jaaun sahaara de nahin sakta to phir beaasraa kar de meri taqdeer ke maalik nahin duniyaa mein mera doosra koi thikana hai mujhe to bas yahin apna muqaddar aazmaana hai liya hai dil to meri jaan bhi tann se juda kar de meri taqdeer ke maalik mujhe barbaad karne mein jo hota ho bhala tera bhujha de apne haathon se charaag e zindagi mera nahin koi gila tujhse agar chaahe fanaah kar de meri taqdeer ke maalik
meri tasveer le kar kya karoge tum meri tasveer le kar meri tasveer le kar kya karoge tum meri tasveer le kar meri tasveer le kar dile dilgeer le kar looti jaagir le kar jali taqdeer le kar kya karoge kya karoge tum meri tasveer le kar meri tasveer le kar kya karoge tum meri tasveer le kar chale ho ab naa jaane kab miloge sabab koi banega tab miloge naa jeene ka naa marne ka bahaana katega kaise furkat ka zamana humen de jaao ek apni nishaani badi hogi tumhari meharbaani sukun ki to koi tadbeer hogi humaare paas ye tasveer hogi meri tasveer bhi mujh si kahaan hai ke ye bejaan hain ye bezubaan hai tumhare kaam ye naa aa sakegi tumhara dil naa ye behlaa sakegi junoon mein to girebaan chaak hoga ke parwaana to jal ke khaak hoga tumhaare saamne jab hum naa honge ye ghum tasveer se to kam naa honge yun hi tadpoge tum aahen bharoge kya karoge tum meri tasveer le kar meri tasveer le kar kya karoge tum meri tasveer le kar wajah hai baat ye hum maante hain naa behlegi
    Songs Title Film/Album Song Number
Meri Jaan O Meri Jaan Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 14117
Meri Jaan Tum (Male) Sawan Ki Ghata (1966) 14173
Meri Kahani Bhoolane Wale Deedar (1951) 20944
Meri Kismat Mein Tu Nahin Prem Rog (1982) 20945
Meri Lottery Holi Aaee Re (1970) 20946
Meri Madhubala (Bai Bai Bai) Avadhoot Gupte 16683
Meri Mehbooba Hai Tu Karz (2002) 31505
Meri Mohabbat Jawaan Rahegi Janwar (1965) 20947
Meri Muhabbat Paak April Fool (1964) 12731
Meri Muhabbat Teri Anjaana (1969) 12689
Meri Nighaah Ne Kya Mohabbat Isko Kahete Hain (1965) 13761
Meri Pyari Bahaniya Sachaa Jhutha (1970) 18035
Meri Saanson Ko Jo Badalte Rishtey (1978) 12793
Meri Saanson Mein Basa Aur Pyar Ho Gaya (1997) 20953
Meri Saanson Mein Tum Aaina (1993) 20952
Meri Sun Le Araj Ankhen (1968) 20955
Meri Tamannaon Ki Taqdeer Tum (Male) Holi Aaee Re (1970) 20956
Meri Tanhaiyon Jagjit Singh 178691
Meri Taqdeer Ke Maalik Shart (1954) 14239
Meri Tasveer Le Kar Kala Samundar (1962) 13507