MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye mujhko har ghadi deedaar chaahiye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye roop rang par marta aaya sadiyon se ye zamana main mann ki sundarta dekhoon pyaar ka main deewana tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye toofan mein baahon ki patwaar chaahiye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye mere siwaa tum aur kisi ko dil mein na aane dogi phoolon ki to baat hi kyaa hai kaanton pe saath chalogi tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye din raat wafaa ka ikraar chaahiye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye mujhko har ghadi deedaar chaahiye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye
pyaar deewana hota hai mastaana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai pyaar deewana hota hai mastaana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai shamma kahe parwaane se pare chala jaa meri tarah jal jaayega yahaan nahin aaaaa shamma kahe parwaane se pare chala jaa meri tarah jal jaayega yahaan nahin aa wo nahin sunta usko jal jaana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai pyaar deewana hota hai mastaana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai rahe koi sau pardon mein dare sharm se nazar aji laakh churaaye koi sanam se rahe koi sau pardon mein dare sharm se nazar aji laakh churaaye koi sanam se aa hi jaata hai jis pe dil aana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai pyaar deewana hota hai mastaana hota hai har khushi se har ghum se begaana hota hai suno kisi shaayar ne ye kahaa bahut khoob mana kare duniyaa lekin mere mehboob suno kisi shaayar ne ye kahaa bahut khoob mana kare duniyaa lekin mere mehboob wo
hooooooo ho ho pyaar do hooooooo ho ho pyaar lo ek to kam zindagani usse bhi kam hai jawaani ek to kam zindagani usse bhi kam hai jawaani jab tak josh mein jawaani jab tak khoon mein rawaani jab tak josh mein jawaani jab tak khoon mein rawaani mujhe hosh mein aane na do pyaar do pyaar lo pyaar do do pyaar lo hooooooo ho ho pyaar do hooooooo ho ho pyaar lo noor e khuda bhi barse wahaan par pyaase milte hain do dil jahaan par ho noor e khuda bhi barse wahaan par pyaase milte hain do dil jahaan par zindagi se tumhen jo bhi lamha milen zindagi se tumhen jo bhi lamha milen usse pyaar pe hi waar do pyaar do pyaar lo pyaar do do pyaar lo ek to kam zindagani usse bhi kam hai jawaani jab tak josh mein jawaani jab tak khoon mein rawaani mujhe hosh mein aane na do pyaar do pyaar lo pyaar do do pyaar lo hai husn o ishq ke dam se zamaana yahi haqeeqat hai baaki fasaana ho hai husn o ishq ke dam se zamaana yahi haqeeqat hai baaki fasaana dil waale jahaan hai jannat wahaan dil
pyaar hi jeene ki soorat hai sab se badi zaroorat hai pyaar se kya darna pyaar se kya darna aaaaa haaaa haaaa pyaar hi jeene ki soorat hai sab se badi zaroorat hai pyaar se kya darna pyaar se kya darna jeevan se haare dil ko jeene ka armaan do jaan de kar ehsaan na utre itna pyaar karo jeevan se haare dil ko jeene ka armaan do jaan de kar ehsaan na utre itna pyaar karooooo pyaar hi jeene ki soorat hai sab se badi zaroorat hai pyaar se kya darna pyaar se kya darna jode bina jud jaata hai ye dilon ka naata hai saansen chalati nahin insaan ko pyaar chalata hai jode bina jud jaata hai ye dilon ka naata hai saans chalati nahin insaan ko pyaar chalata hai pyaar hi jeene ki soorat hai sab se badi zaroorat hai pyaar se kya darna pyaar se kya darna aaaaa haaaa haaaa aaaaa haaaa haaaa aaaaa haaaa haaaa
hey hey hey hey hey hey lal lala la la lala la lal lala la la lala la lal lala la la lala la la la lala hey aye hey hey hey hey hey hey hey pyaar hua hai jab se mujhko nahin chain aata chhup ke nazar se bhi tu dil se nahin jaata pyaar hua hai jab se mujhko nahin chain aata chhup ke nazar se bhi tu dil se nahin jaata lipti hai tu meri hi baahon se phir hai sajna ojhal kyun meri nigaahon se lipti hai tu meri hi baahon se phir hai sajna ojhal kyun meri nigaahon se main hoon tere dil mein haaye phir bhi meri jaan tune hi mujhko nahin dekha main karoon kya pyaar hua hai jab se mujhko nahin chain aata chhup ke nazar se bhi tu dil se nahin jaata pyaar hua hai jab se mujhko nahin chain aata chhup ke nazar se bhi tu dil se nahin jaata rakhna dil ko lekar in haathon mein dil hai paagal aana na tu iski baaton mein rakhna dil ko lekar in haathon mein dil hai paagal aana na tu iski baaton mein lekin iss dil pe are kaaboo kiska yeh to hai tera deewana main karoon kya pyaar hua
hmmmm tum ne wo kya dekha jo kaha deewanaa hmmm hum ko nahin kuchh samajh zara samajhana pyaar mein jab bhi aankh kahin lad jaaye tab dhadkan aur bechainee badh jaaye jab koi gintaa hai raaton ko taare tab samjho usse pyaar ho gaya pyaare pyaar tumhein kis mod pe le aaya ke dil kare haaye koi yeh bataye kya hoga pyaar humein kis mod pe le aaya ke dil kare haaye koi yeh bataye kya hoga battiyan bujhaa do ke neennd nahin aati hai battiyan bujhane se bhi neend nahin aayegi battiyan bujhane waali jaane kab aayegi shor na machao varna bhabhi jaag jaaegi pyaar tumhein kis mod pe le aaya ke dil kare haaye koi yeh bataye kya hoga pyaar humein kis mod pe le aaya ke dil kare haaye koi yeh bataye kya hoga pyaar tumhein kis mod pe le aaya ke dil kare haaye koi yeh bataye kya hoga pyaar humein kis mod pe le aaya ke dil kare haaye koi yeh bataye kya hoga aakhir kya hai aisi bhi majboori mil gaye dil phir bhi kyun hai ye doori dam hai to unse chheen ke le aayenge di na ghar
pyaar jab naa diya zindagi ne kabhi phir sitamgar kaun hua aadmi yaa zindagi pyaar jab naa diya zindagi ne kabhi phir sitamgar kaun hua aadmi yaa zindagi daag lagta rahe phir bhi jeena pade ho daag lagta rahe phir bhi jeena pade zillaton ruswaaiyon ka zehar bhi peena pade reham jab naa kiya zindagi ne kabhi phir sitamgar kaun hua aadmi yaa zindagi jurm ki hai sazaa ye to jaane sabhi jurm ki hai sazaa ye to jaane sabhi koi mujrim kyun bana ye nahin maane kabhi saath jab naa diya zindagi ne kabhi phir sitamgar kaun hua aadmi yaa zindagi wo to kehta raha zindagi ke liye wo to kehta raha zindagi ke liye ek muhabbat ke siwa kuchh naa mujhko chaahiye pyaar jab naa diya zindagi ne kabhi phir sitamgar kaun hua aadmi yaa zindagi pyaar jab naa diya zindagi ne kabhi phir sitamgar kaun hua aadmi yaa zindagi aadmi yaa zindagi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
pyaar jab tumne kiya hai to nibhana yaaro pyaar jab tumne kiya hai to nibhana yaaro ye kismat ki tarah rooth na jana yaaro pyaar jab tumne kiya hai to nibhana yaaro ab zamane mein muhabbat ka kahin naam nahiii ab zamane mein muhabbat ka kahin naam nahiii main kahan jaun zara tum hi batana yaaro main kahan jaun zara tum hi batana yaaro tum bhi kismat ki tarah rooth na jana yaaro pyaar jab tu ne main tumhare hi khayalon mein kahin khoya hoon main tumhare hi khayalon mein kahin khoya hoon khud hi moujood nahin phir kabhi aana yaaro khud hi moujood nahin phir kabhi aana yaaro tum bhi kismat ki tarah rooth na jana yaaro pyaar jab tumne yaad rakhna use ulfattt ke fasane ki tarah yaad rakhna use ulfattt ke fasane ki tarah apne hasrat ko kahin bhool na jana yaaro apne hasrat ko kahin bhool na jana yaaro tum bhi kismat ki tarah rooth na jana yaaro pyaar jab tumne kiya hai to nibhana yaaro
pyaar ka badla mujhe dekho kaisa mila pyaar ke badle mujhko paisa mila pyaar ka badla mujhe dekho kaisa mila pyaar ke badle mujhko paisa mila maine samjha jise chaand ki chaandni wo to ik aag thi jis mein ghar jal gaya bhool thi ye meri kya karoon ab gila pyar ke badle mujhko paisa mila maine apna lahoo deke seencha isse mere gulshan mein ye kaisi aayee bahaar kitne kaante khile phool ik na khila pyaar ke badle mujhko paisa mila ek hasrat bani har tamanna meri itni daulat bhalaa mere kis kaam ki hai yehi zindagi zindagi ka sila pyaar ke badle mujhko paisa mila pyaar ka badla mujhe dekho kaisa mila pyaar ke badle mujhko paisa mila
pyaar ka bandhan khoon ka rishta chhoote se naa chhoote dil se dil ki dor bandhi jo dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote pyaar ka bandhan khoon ka rishta chhoote se naa chhoote dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote lage rahe aur bhare rahenge pyaar bhare ye mele hoooo oooo ooooo pyaar bhare ye mele khushiyon ka jhula jhulenge bhai behan albele hoooo oooo ooooo bhai behan albele sunn le daata inka naata janam janam naa chhute dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote jag mag jag mag aaye deewali lachhmi dhan barsaaye hoooo oooo ooooo lachhmi dhan barsaaye rang birenge dhaage le kar raakhi ka din aaye hoooo oooo ooooo raakhi ka din aaye inn dhaago ka rang ho gehra chhute se naa chhute dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote pyaar ka bandhan khoon ka rishta chhoote se naa chhoote dil se dil ki dor bandhi jo toote se naa toote toote se naa toote
pyaar ka dard hai pyaar ka dard hai meetha meetha pyaara pyaara meetha meetha pyaara pyaara ye haseen dard hi ye haseen dard hi do dilon kaa hai sahaara do dilon kaa hai sahaara thoda thoda chain bhi hai thodi thodi beqaraari thoda thoda chain bhi hai thodi thodi beqaraari aur bhi ho pyaar jawaan aarzoo hai ye humaari aur bhi ho pyaar jawaan aarzoo hai ye humaari ye milan ho dubaara pyaar ka dard hai meetha meetha pyaara pyaara meetha meetha pyaara pyaara ye haseen dard hi do dilon kaa hai sahaara do dilon kaa hai sahaara mujhe mila pyaar tera tujhe meri chaah mili mujhe mila pyaar tera tujhe meri chaah mili naye naye sapnon ki humen nayi raah mili naye naye sapnon ki humen nayi raah mili ek armaan humara pyaar ka dard hai meetha meetha pyaara pyaara meetha meetha pyaara pyaara ye haseen dard hi do dilon kaa hai sahaara do dilon kaa hai sahaara roz humen mil ke bhi milne ki aas rahe roz humen mil ke bhi milne ki aas rahe roz mite pyaas koi aur koi pyaas rahe roz
aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaa aaa aa aaaaaaa aaa aaaa aaaa aaaaaaaaaa pyar ka jazba naya rang dikha deta hai pyaar ka jazba naya rang dikha deta hai pyar ka jazba naya rang dikha deta hai ajnabi chehre ko mehboob bana deta hai pyar ka jazba naya rang dikha deta hai ajnabi chehre ko mehboob bana deta hai pyar ka jazba naya rang dikha deta hai mausamegul mausamegul hi nahin phoolon ka tohfaa aye dost mausamegul mausamegul gul hi nahin mausamegul hi nahin phoolon ka tohfaa aye dost mausamegul hi nahin phoolon ka tohfaa aye dost mausamegul kabhi kaante bhi bichha deta hai mausamegul kabhi kaante bhi bichha deta hai ajnabi chehre ko mehboob bana deta hai pyar ka jazba naya rang dikha deta hai apne chehre ke apne chehre ke kise daag nazar aate hain apne chehre apne chehre apne chehre apne chehre apne chehre ke kise daag nazar aate hain waqt har shaks ko aaina
pyaar ka lekar udan khatola aaya prem pujaari pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari take off to huyi maze se lending ki hai baari lage naa dhakka baandh le kas ke pyaar ki peti pyaari pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari iss duniyaa ne laakh khadi ki badi badi deewaren mil gaye ye milne waale udd kar neeche reh gaye saare pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari aa jaa mil kar geet milan ke dharti par ab gaayen janam janam ke pyaase man ki saiyaan pyaas bhujhaayen pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari pyaar ka lekar udan khatola chala ye prem pujaari bina pankh jab udi muhabbat dekhe duniyaa saari pyaar ka lekar udan khatola chala ye
pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar kuchh din se mere dil ki dhadkan kyun tej huyi jaati hai kuchh din se mere dil ki dhadkan kyun tej huyi jaati hai kya baat huyi ke raaton ko ab neend nahin aati hai bin pal bhar chain naa paaye pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar phir unn se milun kab unn se milun din raat yahi dil soche phir unn se milun kab unn se milun din raat yahi dil soche kya unn se kahoon aur kaise kahoon bas baat yahi dil soche aur soch soch reh jaaye pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar dekha hai kisi ke chanchal nainon mein pyaar ka saagar pyaar ka saagar pyaar ka saagar
are pyaar ka samay kam hai jahaan ladte hain log kaise wahaan kyun mere yaar maine bhi aaj kya baat kahi de taali pyaar ka samay kam hai jahaan ladte hain log kaise wahaan kyun mere yaar maine bhi aaj kya baat kahi de taali jo bhi kare pyaar main uska yaar galat mujhe na samjhna main to yahaan aaya hoon milan ke liye main subah shaam sabka ghulam itna magar yaad rakhna bura hoon main bas dushman ke liye ulfat ke jo pyaase ho tum chaahat ka hoon main bhi sawaali pyaar ka samay kam hai jahaan ladte hain log kaise wahaan kyun mere yaar maine bhi aaj kya baat kahi de taali abhi ye samaa hai mehrbaan jhoom ke jee le deewane kaisi haaye mastaani raat hai zindagi ka le le maza phir kya ho kaun jaane bhai mere kuchh na tere haath hai do chaar pal lehra ke chal hai zindagi kab rukne waali pyaar ka samay kam hai jahaan ladte hain log kaise wahaan kyun mere yaar maine bhi aaj kya baat kahi de taali khel haseen aadat meri chup rehna main na jaanu maine yahi ab tak jaana nahin
tohfa tohfa tohfa tohfa laaya laaya laaya laaya mere mere mere mere dil pe chhaya chhaya chhaya pyaar ka tohfa tera bana hai jeevan mera pyaar ka tohfa tera bana hai jeevan mera dil ke sahaare maine paa liyeee jeene ko aur kya chaahiyeeeeee pyaar ka tohfa tera bana hai jeevan mera pyaar ka tohfa tera bana hai jeevan mera dil ke sahaare maine paa liyeee jeene ko aur kya chaahiye tohfa tohfa tohfa tohfa laaya laaya laaya laaya jaan ke bina jaise ho tann tere bina main aise sajan kasturi saa tera badan mehki mehki phirti pawan hoo jaan ke bina jaise ho tann tere bina main aise sajan kasturi saa tera badan mehki mehki phirti pawan daude mere mann ka hiran chhune ko yauwan tera ta ta ta pyaar ka tohfa tera bana hai jeevan mera dil ke sahaare maine paa liyeee jeene ko aur kya chaahiyeeeeee pyaar ka tohfa tera bana hai jeevan mera dil ke sahaare maine paa liyeee jeene ko aur kya chaahiye tohfa tohfa tohfa tohfa laaya laaya laaya laaya tohfa to bas ik naam hai dil ka mere
pyaar kar le pyaar kar le nahin to phansi chadh jayega pyaar kar le nahin to phansi chadh jayega phansi chadh jayega phansi chadh jayega yaar kar le yaar kar le nahin to yun hi mar jaayega pyaar kar le jeete haare saikadon teer se talwaar se jeete haare saikadon teer se talwaar se mere saath muskura dil ko jeet pyaar se mere saath muskura dil ko jeet pyaar se bichaar kar le bichaar kar le nahin to pichhe pachhtayega pyaar kar le nahin to phansi chadh jayega phansi chadh jayega phansi chadh jayega pyaar kar le chori kari chor bana roj nayi ghaat hai chori kari chor bana roj nayi ghaat hai aaj teri zindagi jaise kaali raat hai aaj teri zindagi jaise kaali raat hai paar kar le paar kar le nahin to chakkar pad jayega pyaar kar le nahin to phansi chadh jayega phansi chadh jayega phansi chadh jayega yaar kar le yaar kar le nahin to yun hi mar jaayega pyaar kar le
hoooo oooo oooo oooo oooo oooo hooooo oooooo oooooo ooooooo hooo hooo hooo hooo oooo oooooo ooooo logo se suna hai kitaabon mein likha hai sabne yahi kahaan hai sabne yahi kahaan hai pyaar karne waale kabhi darte nahin haan darte nahin jo darte hain wo pyaar karte nahin jo darte hain wo pyaar karte nahin pyaar karne waale kabhi darte nahin haan darte nahin jo darte hain wo pyaar karte nahin jo darte hain wo pyaar karte nahin pyaar karne waale kabhi darte nahin jo darte hain wo pyaar karte nahin aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo lambi deeware chunwaa do lambi deeware chunwaa do laakh bitha do pehre lambi deeware chunwaa do laakh bitha do pehre raste mein bichhaa do unche parbat saagar gehre raste mein bichhaa do unche parbat saagar gehre toofaan kab rukte hain baadal jab jhukte hain hoo toofaan kab rukte hain baadal jab jhukte hain saare keh uthate hain saare keh uthate hain pyaar karne waale kabhi
pyaar karne waale pyaar karte hain shaan se pyaar karne waale pyaar karte hain shaan se jeete hain shaan se marte hain shaan se pyaar karne waale pyaar karte hain shaan se jeete hain shaan se marte hain shaan se ae ae ae ae ae ae ae ae o lete hain kisi ka jo naam unko hazaaron salaam kabhi rukte nahin kahin jhukte nahin chaahe kuchh bhi ho anjaam ho lete hain kisi ka jo naam unko hazaaron salaam kabhi rukte nahin kahin jhukte nahin chaahe kuchh bhi ho anjaam yaar ki gali se guzarte hain shaan se jeete hain shaan se marte hain shaan se pyaar karne waale pyaar karte hain shaan se jeete hain shaan se marte hain shaan se ae ae ae ae ae ae ae ae o rastaa nahin ye aasaan denaa padtaa hai imtehaan ye hai dil ki lagi ye nahin dillagi aate hain kayi toofaan ho rastaa nahin ye aasaan denaa padtaa hai imtehaan ye hai dil ki lagi ye nahin dillagi aate hain kayi toofaan wo doob ke phir ubharte hain shaan se jeete hain shaan se marte hain shaan se pyaar karne waale pyaar karte
pyaar karte hain hum tumhein itna pyaar karte hain hum tumhein itna do aankhein to kya do jahaan mein samaaye na jitna pyaar karte hain hum tumhein itna do aankhein to kya do jahaan mein samaaye na jitna pyaar karte hain hum tumhein itna dil mein kab tak karoge basera dil mein kab tak karoge basera saath kab tak na chhodoge mera dharti chhode na sooraj ka phera saath chhodenge yun na hum tera pyaar karte hain hum tumhein itna do aankhein to kya do jahaan mein samaaye na jitna pyaar karte hain hum tumhein itna zindagi ka tumhin ho iraada zindagi ka tumhin ho iraada yaad rakhhoge kya tum ye waada nahin bhoolenge hum tumhein aise dil na bhoole dhadakna jaise pyaar karte hain hum tumhein itna do aankhein to kya do jahaan mein samaaye na jitna pyaar karte hain hum tumhein itna jeete hain hum tumhaare sahaare jeete hain hum tumhaare sahaare din guzarte hain kaise tumhaare ab judaayi na seh paayenge hum tum se bechhade to mar jaayenge hum pyaar karte hain hum tumhein itna
    Songs Title Film/Album Song Number
Pyaar Chaahiye Mujhe Manokaamnaa (1979) 12379
Pyaar Deewana Hota Hai Kati Patang (1970) 21124
Pyaar Do Pyaar Lo Janbaaz (1986) 18257
Pyaar Hi Jeene Ki Soorat Armaan (1981) 12297
Pyaar Hua Hai Jab Se Abhilasha (1968) 21117
Pyaar Humein Kis Mod Pe Satte Pe Satta (1981) 18261
Pyaar Jab Naa Diya Zindagi Ne Kabhi Sitamgar (1985) 16324
Pyaar Jab Tumne Kiya Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 32813
Pyaar Ka Badla Mujhe Yehi Hai Zindagi (1977) 31097
Pyaar Ka Bandhan Khel Khilari Ka (1977) 18290
Pyaar Ka Dard Hai Dard (1981) 21118
Pyaar Ka Jazba Naya Rang Dikha Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 32021
Pyaar Ka Lekar Udan Tumse Achha Kaun Hai (1969) 12520
Pyaar Ka Saagar Pyaar Ka Saagar (1961) 12436
Pyaar Ka Samay Kam Hai Raampur Ka Lakshman (1972) 12442
Pyaar Ka Tohfa Tohfa (1984) 18546
Pyaar Kar Le Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) 15157
Pyaar Karne Waale Hero (1983) 21128
Pyaar Karne Waale Shaan (1980) 18293
Pyaar Karte Hain Hum Hotel (1981) 12358