MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein soye nagmen jaag uthe honthon ki shehnaayi mein dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein pyaar armaanon ka darr khatkaaye khaab jaagi aankhon se milne ko aaye pyaar armaanon ka darr khatkaaye khaab jaagi aankhon se milne ko aaye kitne saaye dol pade suni si angnaayi mein dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein ek hi nazar mein nikhar gayi main to aaina jo dekha sanwar gayi main to ek hi nazar mein nikhar gayi main to aaina jo dekha sanwar gayi main to tann pe ujaala phail gaya pehli hi angdaayi mein dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein kaanpte labon ko main khol rahi hoon bol wahi jaise ke bol rahi hoon kaanpte labon ko main khol rahi hoon bol wahi jaise ke bol rahi hoon bol jo doobe se hain kahin iss dil ki gehraayi mein dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein dil ka diya
oo oo oo oo oo hoy dil ka haal sune dil waala dil ka haal sune dil waala seedhi si baat na mirch masaala kehke rahega kehne waala dil ka haal sune dil waala dil ka haal sune dil waala seedhi si baat na mirch masaala kehke rahega kehne waala dil ka haal sune dil waala chhote se ghar mein gareeb ka beta main bhi hoon maa ke naseeb ka beta o chhote se ghar mein gareeb ka beta main bhi hoon maa ke naseeb ka beta ranj o ghum bachpan ke saathi aandhiyon mein jali jeewan baati bhukh ne hai bade pyaar se paala dil ka haal sune dil waala seedhi si baat na mirch masaala kehke rahega kehne waala dil ka haal sune dil waala haai karon kya soorat aisi gaanth ke poore chor ke jaisi o haai karon kya soorat aisi gaanth ke poore chor ke jaisi chalta phirta jaanke ek din bin dekhe pehchaan ke ek din baandh ke le gaya police waala dil ka haal sune dil waala seedhi si baat na mirch masaala kehke rahega kehne waala dil ka haal sune dil waala budhe daaroga ne chashme se dekha budhe
aaaaaa aaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa toot gaya dil ka khilona haaye toot gaya dil ka khilona haaye toot gaya koi looteraa aa ke loot gaya haaye koi looteraa aa ke loot gaya haaye dil ka khilona haaye toot gaya dil ka khilona haaye toot gaya hua kya kusoor aisa saiyaan humara hua kya kusoor aisa saiyaan humara jaate huye jo tune humen naa pukaara jaate huye jo tune humen naa pukaara ulfat kaa taar toda humen majdhaar chhoda hum to chale the le ke tera hi sahaara saathi humara humse chhut gaya dil ka khilona haaye toot gaya koi looteraa aa ke loot gaya haaye koi looteraa aa ke loot gaya haaye dil ka khilona haaye toot gaya dil ka khilona haaye toot gaya aaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa kaisi pardesi tune preet lagaayi kaisi pardesi tune preet lagaayi chain bhi khoya humne neend ganwaayi chain bhi khoya humne neend ganwaayi tera aitbaar kar ke haaye intezaar kar ke khushiyon ke badle ghum
apni kaho kuchh meri suno kya dil ka lagaana bhool gaye kya bhool gaye rone ki aadat aisi padi hansne ka taraana bhool gaye haan bhool gaye kaali raaten beet gayin phir chaandani raaten aayi hain phir chaandani raaten aayi hain dil mein nahin ujiyaala mere ghum ki ghataayen chhayi hain ghum ki ghataayen chhayi hain preet ke waade yaad karo kya preet nibhaana bhool gaye kya bhool gaye bhoola huya hai raah musaafir bichhada hua hai manzil se bichhada hua hai manzil se khoye huye raste kaa pata tum poochh lo khud apne dil se tum poochh lo khud apne dil se chalte chalte itna thake manzil ka thikana bhool gaye haan bhool gaye nazdik badha nazdik badha ye mausam nahin phir aane kaa ye mausam nahin phir aane kaa nazdik shamma ke jaane se kya haal hua parwaane ka kya haal hua parwaane ka mitne ka fasaana yaad raha jalne ka fasaana bhool gaye kya bhool gaye apni kaho kuchh meri suno kya dil ka lagaana bhool gaye kya bhool gaye
dil kaaaaa soonaa saaz taranaaa dhundhegaa dil ka soona saaz taranaaa dhundhegaa teer e nighahen naaz nishanaa dhundhegaa mujhko mere baad zamaana dhundhegaa dil ka soona saaz taranaaa dhundhegaa teer e nighahen naaz nishanaa dhundhegaa mujhko mere baad zamaana dhundhegaa dil ka soona saaz taranaaa dhundhegaa log mere khaabon ko chura ke dhaalenge afsaanon mein mere dil ki aag bategi duniyaa ke parwaanon mein waqt mere geeton ka khazaana dhundhegaa dil ka soona saaz taranaaa dhundhegaa teer e nighahen naaz nishanaa dhundhegaa saathi mujhko yaad karenge bheegi bheegi shaamon mein lekin ik masoom sa dil bhi inn saare hangaamon mein chhup chhup ke rone ka bahana dhundhegaa dil ka soona saaz taranaaa dhundhegaa teer e nighahen naaz nishanaa dhundhegaa hooooooooo ooooo oooo oooooo oooooo aas ka sooraj saath rehega jab saanson ki raahon mein ghum ke andhere chhat jaayenge manzil hogi baahon mein pyaar dhadakte dil ka thikana dhundhegaa dil ka soona saaz taranaaa
hooo hoooo hoooooo hoooo oooo dil kahe ruk jaa re ruk jaaa yahin pe kahin jo baat iss jagah hai kahin par nahin jo baat jo baat iss jagah hai kahin par nahin dil kahe ruk jaa re ruk jaaa yahin pe kahin jo baat iss jagah hai kahin par nahin ooooo hooooooo parbat upar khidki khole jhaanke sunder bhor chale pawan suhaani nadiyon ke ye raag rasile jharnon ka ye shor bahe jhar jhar paani mad bhara mad bhara samaa ban dhula dhula har kali sukh pale yahaan ras ghula ghula to dil kahe ruk jaa re ruk jaaa yahin pe kahin jo baat iss jagah hai kahin par nahin jo baat jo baat iss jagah hai kahin par nahin neeli neeli jheel mein jhalke neel gagan ka roop bahe rang ke dhaare unche unche ped ghanere chhanti jinse dhoop khade baanh pasaare champai champai fizaa din khila khila daali daali chidiyon ki sadaa sur mila mila to dil kahe ruk jaa re ruk jaaa yahin pe kahin jo baat iss jagah hai kahin par nahin jo baat jo baat iss jagah hai kahin par nahin pariyon ke ye jamghat jinke
mahataab sam madhuro dilkash didar taro ghadvaa tane khuda e behad kamaal kari chhe mahataab sam madhuro phoolon mein taal komal gori anep marti gulzaar ni gulaabi meethee tu gul kali chhe mahataab sam madhuro lakho guloni laali rukhsaar ma samavi lakho guloni laali rukhsaar ma samavi amrat ne madh ni pyaali tuj hoth ma bhari che mahataab sam madhuro nikale nuri sitaaraa naino chamkta taaraa nikale nuri sitaaraa naino chamkta taaraa roshani e jashmo andar jinnat khadi kari che mahataab sam madhuro jota nazar thari re sahuna jigar hari le jota nazar thari re sahuna jigar hari le sansaar ne swarg banavti tu dilkashi pari che mahataab sam madhuro dilkash didar taro ghadvaa tane khuda e behad kamaal kari chhe mahataab sam madhuro
dil ke aaine mein dil ke aaine mein tasveer teri rehti hai main ye samjhaa koi jannat ki pari rehti hai dil ke aaine mein sharbati aankh teri champai rang tera shabnami husn tera zindagi bhar ka nasha dil ki dhadkan hai meri teri paayal ki sadaa aye jaanewafaa dil ke aaine mein tasveer teri rehti hai main ye samjhaa koi jannat ki pari rehti hai dil ke aaine mein husn e masoom tera kabhi magroor naa ho apni taarif tujhe kabhi manzoor naa ho ishq waalon pe jafaa tera dastoor naa ho aye jaanewafaa dil ke aaine mein tasveer teri rehti hai main ye samjhaa koi jannat ki pari rehti hai dil ke aaine mein
dil ke jharokhe mein tujhko bitha kar yaadon ko teri main dulhan bana kar rakhoonga main dil ke paas mat ho meri jaan udaas dil ke jharokhe mein tujhko bitha kar yaadon ko teri main dulhan bana kar rakhoonga main dil ke paas mat ho meri jaan udaas kal tere jalwe paraye bhi honge lekin jhalak mere khwabon mein hogi phoolon ki doli mein hogi tu rukhsat lekin mehek mere saanson mein hogi kal tere jalwe paraye bhi honge lekin jhalak mere khwabon mein hogi phoolon ki doli mein hogi tu rukhsat lekin mehek mere saanson mein hogi dil ke jharokhe mein tujhko bitha kar yaadon ko teri main dulhan bana kar rakhoonga main dil ke paas mat ho meri jaan udaas ab bhi tere surkh honthon ke pyaale mere tasavur mein saaki bane hain ab bhi teri zulf ke mast saaye birha ke dhoop mein saathi bane hai ab bhi tere surkh honthon ke pyaale mere tasavur mein saaki bane hain ab bhi teri zulf ke mast saaye birha ke dhoop mein saathi bane hai dil ke jharokhe mein tujhko bitha kar yaadon ko teri
dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye jaate jaate ye to bataa jaa hum jeeyenge kiske liye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye chand bhi hoga taare bhi honge phool chaman mein pyaare bhi honge lekin hamaraa dil na lagegaa bheegegi jab jab raat suhaani aag lagaayegi rut mastaani tu hi bata koi kaise jeeyegaa dil ke maaron ko dil ke maalik thokar laga ke chal diye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye roothe rahenge aap jo humse mar jaayenge hum bhi kasam se sunle haath chhudaane se pehle jaan humari naam pe tere jaayegi ik din dilbar mere soch samajh le jaane se pehle yoon agar tum dil ki tamanaa ko mitaa ke chal diye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye jaate jaate ye to bataa jaa hum jeeyenge kiske liye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye
dil khush hai aaj unse mulaqat ho gayi mulaqat ho gayi dil khush hai aaj unse mulaqat ho gayi mulaqat ho gayi go door hi se baat huyi baat ho gayi baat ho gayi unse humara koi taalluk to ban gaya unse humara koi taalluk to ban gaya bigde bhi wo agar to badi baat ho gayi badi baat ho gayi dhadkan badhi to saans ki khushboo bikhar gayi dhadkan badhi to saans ki khushboo bikhar gayi aanchal uda to rang ki barsaat ho gayi barsaat ho gayi jee chaahta hai maan hi len ab khuda ko hum jee chaahta hai maan hi len ab khuda ko hum jiska yakeen na tha wo karamaat ho gayi karamaat ho gayi dil khush hai aaj unse mulaqat ho gayi mulaqat ho gayi
aaaaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaa dil ki baat kahi nahin jaati dil ki baat kahi nahin jaati chup ke rehna thana hai haal agar hai aisa hi to haal agar hai aisa hi to jee se jaana jaana hai dil ki baat teg tale hi kyun na uske gardan daal ke jaa baithen gardan daal ke jaa baithen sar to aakhirkaar humen bhi sar to aakhirkaar humen bhi khaak ki aur jhukana hai dil ki baat fursat hai yaa kam rehne ki baat nahin kuchh kehne ki aankhen khol ke kaan jo kholo aankhen khol ke kaan jo kholo bazm e jahaan afsaana hai dil ki baat surkh kabhoo aankhen hain hoti zard kabhoo hai munh mera zard kabhoo hai munh mera kya kya rang muhabbat ke hain kya kya rang muhabbat ke hain ye bhi ek zamaana hai dil ki baat kahi nahin jaati chup ke rehna thana hai dil ki baat kahi nahin jaati
dil ki duniyaa basa ke sanwariya dil ki duniyaa basa ke sanwariya tum naa jaane kahaan kho gaye kho gaye saath rehna tha saari umariya door nazron se kyun ho gaye ho gaye jaane waale jaane waale pata tera maine aati jaati bahaaron se poochhaa jaane waale pata tera maine aati jaati bahaaron se poochhaa chup rahe jab zameen ke nazaare aasmaan ke sitaaron se poochha chup rahe jab zameen ke nazaare aasmaan ke sitaaron se poochha sun ke baadal bhi meri kahani sun ke baadal bhi meri kahani bebasi par meri ro gaye ro gaye dil ki duniyaa basa ke sanwariya tum naa jaane kahaan kho gaye kho gaye hans raha hai hans raha hai ye zaalim zamana apni khushiyon ki mehfil sajaaye hans raha hai ye zaalim zamana apni khushiyon ki mehfil sajaaye main akeli magar ro rahi hoon teri yaadon ko dil se lagaaye main akeli magar ro rahi hoon teri yaadon ko dil se lagaaye behte behte ye aansoon bhi haare behte behte ye aansoon bhi haare aa ke palkon pe hain so gaye so gaye dil ki duniyaa basa
dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai ajnabee tum mere paas aao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao milne do ab dil se dil ko mitne do majbooriyon ko sheeshe mein apne doobo do sab faaslon dooriyon ko aakhon mein main muskuraun tumhaare jo tum muskuraao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai ajnabee tum mere paas aao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao hum tum na hum tum rahe ab kuchh aur hi ho gaye ab sapnon ke jhilmil nagar mein jaane kahaan kho gaye ab humraah poochhe kisi se na tum apni manzil bataao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai ajnabee tum mere paas aao dil ki giraah khol do chup na baithho koi geet gaao kal hum se poochhe na koi kya ho gaya tha tumhein kal mud kar nahin dekhte hum dil ne kahaa hai chalaa chal jo door peechhe kahin reh gaye ab unhein mat bulaao aa aa aa aa aa aa mehfil mein ab kaun hai
dil ki iss dehleez tak jo mehmaan ban ke aaye jo mehmaan ban ke aaye shaam ki tanhaaiyon mein unki ulfat ke ye saaye pyaar ka toofan laaye dil ki iss dehleez tak jo mehmaan ban ke aaye jo mehmaan ban ke aaye chand yaadon ka ab sahaara hai pyaar ka dard bhi ganwaara hai saath kisi ke jo beete the wo lamhe the khaabon ke khushnumaa sapnaa tha koi neend mein hum muskuraaye hum muskuraaye shaam ki tanhaaiyon mein unki ulfat ke ye saaye pyaar ka toofan laaye dil ki iss dehleez tak jo mehmaan ban ke aaye jo mehmaan ban ke aaye raat gumsum hai aasmaan chup hai dard mein doobi kehkanshaa chup hai raat ka raahi chaand akela apne safar mein hain tanha raat ke khaabon mein shaayad koi subah muskuraaye subah muskuraaye shaam ki tanhaaiyon mein unki ulfat ke ye saaye pyaar ka toofan laaye dil ki iss dehleez tak jo mehmaan ban ke aaye jo mehmaan ban ke aaye jo mehmaan ban ke aaye jo mehmaan ban ke aaye
lala lala lala laaa lala lala lala laaa dil ki kaliiiii yun hi sadaaaa khilti raheeee hansti rahe bagiyaa tumhari mehkti rahe dil ki kali yun hi sadaaaa khilti raheeee hansti rahe bagiyaa tumhari mehkti rahe bhaabhi shaadiyaan kar chuke jitne bhi yaar the ek hum reh gaye taaliyaan maarte par duaa hai doston ki mehfil to sajti raheeeee ye jo hain beech mein chaand saa laadlaa do dilon ke jawaan pyaar kaa silsilaa iske jeevan mein khushi ki barkha barasti rahe lala lala lala laaa lala lala lala laaa dil ki kali yun hi sadaaaa khilti raheeee hansti rahe bagiyaa tumhari mehkti rahe aa haaaa aaaaa haaaaaa haaaaa hey
dil ki mehfil saji hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye aap ki bas kami hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye husn waalon kaa koi bharosa nahin kya pata aap aate bhi hain yaa nahin husn waalon kaa koi bharosa nahin kya pata aap aate bhi hain yaa nahin aankh darr pe lagi hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye aap ki bas kami hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye dil dukhaane lagi dillagi aap ki maar daalegi ye berukhi aap ki dil dukhaane lagi dillagi aap ki maar daalegi ye berukhi aap ki jaan par ban gayi hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye aap ki bas kami hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye kya suhana samaa kya hansi raat hai waada kar ke naa aana buri baat hai kya suhana samaa kya hansi raat hai waada kar ke naa aana buri baat hai ab to had ho chuki hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye aap ki bas kami hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye
dil ki nazar se nazron ki dil se ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de seene se uthkar honton pe aaya ye geet kaisa ye raag kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se nazron ki dil se ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se kyun bekhabar yun khinchi si chali jaa rahi main ye kaun se bandhanon mein bandhi jaa rahi main kyun bekhabar yun khinchi si chali jaa rahi main ye kaun se bandhanon mein bandhi jaa rahi main kuch kho raha hai kuch mil raha hai ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se hum kho chale chaand hai ya koi jaadugar hai yaa madbhari ye tumhari nazar ka asar hai hum kho chale chaand hai ya koi jaadugar hai yaa madbhari ye tumhari nazar ka asar hai sab kuch humara abb hai tumhara ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se aakaash mein ho rahein hain ye kaise ishaare kya dekh kar aaj hain itne khush chaand taare aakaash mein ho rahein hain ye kaise ishaare kya
dil ki preshaaniyaan ishq ki veeraniyaan kaun sunegaa meri dard bhari daastaan dard bhari daastaan dil ko mere tod ke saath mera chhod ke tune to sab paa liya maine ganwaaya jahaan dard bhari daastaan dil mein teri yaad hai phir bhi ye barbaad hai dil mein teri yaad hai phir bhi ye barbaad hai tu hi bataa de mujhe main hoon kahaan tu kahaan main hoon kahann tu kahaan dard bhari daastaan dil ki preshaaniyaan ishq ki veeraniyaan kaun sunegaa meri dard bhari daastaan dard bhari daastaan teri nazar kya phiri phir gayi taqdeer bhi teri nazar kya phiri phir gayi taqdeer bhi rone lagi zindagi hansne laga aasmaan hansne laga aasmaan dard bhari daastaan dil ki preshaaniyaan ishq ki veeraniyaan kaun sunegaa meri dard bhari daastaan dard bhari daastaan
dil ki tamanna thi masti mein manzil se dil door nikalte apna bhi koi saathi hota hum bhi behkte chalte chalte dil ki tamanna saathi mila yun to magar raste mein tha chaandi ka nagar saathi mila yun to magar raste mein tha chaandi ka nagar chaandi ki nagri bhaayi usse haaye reh gaye aankhen malte malte dil ki tamanna thi masti mein manzil se dil door nikalte apna bhi koi saathi hota hum bhi behkte chalte chalte dil ki tamanna yaadon ki dhool aankhon mein hai daaman ki hasrat haathon mein hai yaadon ki dhool aankhon mein hai daaman ki hasrat haathon mein hai khaabon ke veerane mein tanha thak gaya raahi chalte chalte dil ki tamanna thi masti mein manzil se dil door nikalte apna bhi koi saathi hota hum bhi behkte chalte chalte dil ki tamanna
    Songs Title Film/Album Song Number
Dil Ka Diya Jala ke Gaya Aakash Deep (1965) 12627
Dil Ka Haal Sune Dil Waala Shree 420 (1955) 20360
Dil Ka Khilona Haaye Goonj Uthi Shehnai (1959) 21319
Dil Ka Lagaana Bhool Gaye Parchhain (1952) 15730
Dil Ka Soona Saaz Ek Nari Do Roop (1973) 16436
Dil Kahe Ruk Ja Re Man Ki Ankhen (1970) 20361
Dil Kas Didar Taro Ghadava Tane Mukesh 11438
Dil Ke Aaine Mein Aao Pyar Karen (1964) 12579
Dil Ke Jharokhe Mein Brahmachari (1968) 20363
Dil Ke Tukde Tukde Dada (1978) 13017
Dil Khush Hai Aaj Gazal (1964) 13263
Dil Ki Baat Kahi Nahin Jaati Mohd Rafi 16007
Dil Ki Duniyaa Basa Ke Sanwariya Amar Deep (1958) 15709
Dil Ki Giraah Khol Do Raat Aur Din (1967) 20365
Dil Ki Iss Dehleez Tak Kabhie Ajnabi The (1985) 18369
Dil Ki Kali Yun (Happy) Inkaar (1977) 13372
Dil Ki Mehfil Saji Saaz Aur Awaz (1966) 14099
Dil Ki Nazar Se Anari (1959) 20366
Dil Ki Preshaaniyaan Hum Log (1951) 13359
Dil Ki Tamanna Thi Masti Mein Gyarah Hazaar Ladkiyan (1962) 15599