MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

tere aane ki jab khabar mehke tere aane ki jab khabar mehke teri khushboo se saara ghar mehke tere aane ki jab khabar mehke teri khushboo se saara ghar mehke shaam mehke tere tasvvur se shaam mehke tere tasvvur se shaam ke baad phir sehar mehke shaam ke baad phir sehar mehke tere aane ki jab khabar mehke teri khushboo se saara ghar mehke raat bhar sochta raha tujh ko raat bhar sochta raha tujh ko zehnon dil mere raat bhar mehke zehnon dil mere raat bhar mehke tere aane ki jab khabar mehke teri khushboo se saara ghar mehke yaad aaye to dil murawar ho yaad aaye to dil murawar ho did ho jaaye to nazar mehke did ho jaaye to nazar mehke tere aane ki jab khabar mehke teri khushboo se saara ghar mehke wo ghadi do ghadi jahaan baithe wo ghadi do ghadi jahaan baithe wo zamin mehke wo shazar mehke wo zamin mehke wo shazar mehke tere aane ki jab khabar mehke teri khushboo se saara ghar mehke
tere bachpan ko jawani ki dua deti hoon tere bachpan ko jawani ki dua deti hoon aur dua de ke pareshaan si ho jaati hoon mere munne mere guldaar ke nanhe paudhe tujhko haalaat ki aandhi se bachaane ke liye aaj main pyaar ke aanchal mein chhupa leti hoon kal ye kamzor sahaara bhi na haasil hoga kal ye kamzor sahaara bhi na haasil hoga kal tujhe kaanton bhari raah pe chalna hoga zindagaani ki kadi dhoop mein jalna hoga tere bachpan ko jawani ki dua deti hoon aur dua de ke pareshaan si ho jaati hoon tere maathe pe sharaafat ki koi muhar nahin chand bosen hain mohabbat ke to wo bhi kya hain mujhse maangoge mohabbat ka koi mol nahin mujhse maangoge mohabbat ka koi mol nahin mere maasoom farishate tu abhi kya jaane tujh ko kis kis ke gunaahon ki saza milni hai deen aur dharm ke maare huye insaanon ki jo nazar milni hai tujhko wo khafaa milni hai tere bachpan ko jawani ki dua deti hoon aur dua de ke pareshaan si ho jaati hoon bediyaan leke lapakta hua kaanoon kahaan
tere bagair jaane jaana sochta hoon yahi main deewana haaye tere bagair jaane jaana sochta hoon yahi main deewana ke akela main jeeyunga kaise tere bagair jaane jaana sochta hoon yahi main deewana aaa aa aa aa aa aa aa aa aaa aaa ye palken jinmein hai mere sapne ye palken jinmein hai mere sapne ye lab jo lagte hai mere apne inko main ganwaa doonga hooo to rahunga kaise kaise kaise tere bagair jaane jaana sochta hoon yahi main deewana aaa aa aa aa aa aa aa aa aaa aaa phirunga ho ho ke main parishaan phirunga ho ho ke main parishaan chhupaye aankhon mein laakh toofan ghum ke inn toofanon ko hoooo main piyunga kaise kaise kaise tere bagair jaane jaana sochta hoon yahi main deewana
tere bharoseeeee hoooo ooooo tere bharose heyyyy nandlala koi ro ro baat nihaare tere bharose heyyyy nandlala meet banaa keeeeeeeeee tum to bhoole sakhiyaan kare thitholi lok laaj se dare naa bole mann mein jalti holi hoooo oooo tere bharose heyyyy nandlala bindh jaaye so moti kaanha baaki kankar hoye preet deewani aas naa chhode chaahe jeevan khoye hoooo oooo tere bharose heyyyy nandlala le kaandha le naina more dekh agar tu paaye jogan ke ansuan mein pal pal mathura doobi jaaye hoooo oooo tere bharose heyyyy nandlala koi ro ro baat nihaare tere bharose heyyyy nandlala
tere bheege badan ki khushboo se tere bheege badan ki khushboo se lehren bhi huyi mastaani si teri zulf ko chhoo kar aaj huyi khaamosh hawaa deewani si hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ye roop ka kundan dehka hua hmm hmm hmm hmm ye roop ka kundan dehka hua ye jism ka chandan mehka hua mehka hua hmm hmm hmm hmm ilzaam na dena phir mujhko ilzaam na dena phir mujhko ho jaaye agar naadani si hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm bikhraa hua kaajal aankhon mein hmm hmm hmm hmm bikhraa hua kaajal aankhon mein toofan ki hulchal saanson mein saanson mein hmm hmm hmm hmm ye narm labon ki khamoshi ye narm labon ki khamoshi palkon mein chhupi hairaani si hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tere bheege badan ki khushboo se lehren bhi huyi mastaani si teri zulf ko chhoo kar aaj huyi khaamosh hawaa deewani si hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm khaamosh hawaa deewani si hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
hoooooooo la la lala la la heyyyyyy tere bin jeena kya tere bin marna kya pyaar nibhana aa gaya aa gaya aa gaya ho tere bin jeena kya tere bin marna kya pyaar nibhana aa gaya aa gaya aa gaya hooo aankhen jaam e sharaab hain gaal ye laal gulaab hain aankhen jaam e sharaab hain gaal ye laal gulaab hain nighaahon mein aaaaaa hawaaon mein aaaaa aaaaa nighaahon mein hawaaon mein fizaaon mein haan khaab sajaana aa gaya ho tere bin jeena kya tere bin marna kya pyaar nibhana aa gaya aa gaya aa gaya ho tere bin jeena kya tere bin marna kya pyaar nibhana aa gaya aa gaya aa gaya mausam hai ye pyaar ka waadon ka iqraar ka mausam hai ye pyaar ka waadon ka iqraar ka nazaaren hain hmmmm bahaaren hain heyyyy nazaaren hain bahaaren hain sahaaren hain dil lagaana aa gaya tere bin jeena kya tere bin marna kya pyaar nibhana aa gaya aa gaya aa gaya hmmmmm lal laaa hmmmm lal laaa hmmm la la laaaa hmmm har lamha hai khumaar ka dilbar ka dildaar ka har lamha hai khumaar ka ho dilbar ka
tere bin jeena nahin o meri jaane wafaa tere bin jeena nahin o meri jaane wafaa zindagi bhar saath reh kar mujhe hona nahin hai juda zindagi bhar saath reh kar mujhe hona nahin hai juda tere bin jeena nahin o meri jaane wafaa tu mili to mujhe mil gayi zindagi ki har khushi tu mili to mujhe mil gayi zindagi ki har khushi jism main hoon meri jaan hai tuuu bin tere main kuchh nahin kahe kya sun zaraa aati jaati saanson ki sadaa tere bin jeena nahin o meri jaane wafaa zindagi bhar saath reh kar mujhe hona nahin hai juda tere bin jeena nahin o meri jaane wafaa zehan mein mere har ghadi tera hi khayaal hai zehan mein mere har ghadi tera hi khayaal hai tu nahin to ye khushiyaan sanam jaise ik malaal hai aa bhi jaa aa bhi jaa sabr ka na le yun imtehaan tere bin jeena nahin o meri jaane wafaa tere bin jeena nahin o meri jaane wafaa zindagi bhar saath reh kar mujhe hona nahin hai juda zindagi bhar saath reh kar mujhe hona nahin hai juda tere bin jeena nahin o meri jaane wafaa
tere bin saawan kaise beeta tere bin saawan kaise beeta tu kya jaane baalmaa tere bin saawan kaise beeta tere bin saawan kaise beeta tu kya jaane baalmaa tere bin saawan baagh mein jhule jab lehraayen geet milan ke sabne gaaye sakhiyon ne poochha bol sakhi ri tere saajan kyun naa aaye phir sakhiyon ne kya kya poochhaa tu kya jaane baalmaa tere bin saawan kaise beeta tu kya jaane baalmaa tere bin saawan phool chaman mein jab muskaaye pal pal beeta aas lagaaye koyaliyaa ne raag to chheda paayaliyaa ne geet naa gaaye pag pag chhalki nain gagariyaa tu kya jaane baalmaa tere bin saawan kaise beeta tu kya jaane baalmaa tere bin saawan lambi raaten ghor andhera mujh sang jaaga deepak mera hum donon ne bhor bhaye tak ro ro dekha rasta tera kya hota hai dukh birha kaa tu kya jaane baalmaa tere bin saawan kaise beeta tere bin saawan kaise beeta tu kya jaane baalmaa tere bin saawan
tere bin soona more mann ka mandir aa re aa re aa o sajnaa re aa re aa tere bin soona more mann ka mandir aa re aa re aa aa re aa aa re aa o sajnaa re aa re aa aa re aa aa re aa oss ki boonden ankhiyaan moonden kaliyon ka shringaar karen phool chaman se mehak pawan se lehren tath se pyaar karen main akelaaa panchhi jaisa main akelaaa panchhi jaisa dhndhun tere mann ka basera tere bin soona more mann ka mandir aa re aa re aa aa re aa aa re aa o sajnaa re aa re aa aa re aa aa re aa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa samay ka aanchal thaam ke pal pal umar chali hai jaane kahaan par main thehra ek jagah par baath nihaarun teri yahaan mere saathi hoga kahaan mere saathi hoga kahaan madhur milan tera mera tere bin soona more mann ka mandir aa re aa re aa aa re aa aa re aa o sajnaa re aa re aa aa re aa aa re aa
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tere bin soone tere bin soone nain hamaare tere bin soone baat takat gaye saanjh sakaa re haai tere bin soone nain hamaare tere bin soone ho o o o raat jo aaye dhal jaaye pyaasi raat jo aaye dhal jaaye pyaasi din ka hai dooja naam udaasi nindiyaa na aaye nindiyaa na aaye ab mere dwaare tere bin soone nain hamaare tere bin soone ho o o o jag mein rahaa main jag se paraaya jag mein rahaa main jag se paraaya saaya bhi mera mere paas na aaya hasne ke din bhi hasne ke din bhi ro ke gujaare tere bin soone nain hamaare tere bin soone baat takat gaye saanjh sakaa re haai tere bin soone hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa aa aa aa aa aa aa aa o andekhe o anjaane o andekhe o anjaane chhupke na gaaye prem taraane kaun hai tu mohe kaun hai tu mohe kuchh to bata re tere bin soone nain hamaare tere bin soone baat takat gaye saanjh sakaa re tere bin soone
tere bina kahin nahin laage dil mera tere bina kahin nahin laage dil mera tere bina kahin nahin laage dil mera raat kaa mehkaa dhuwaan kho gaya jaane kahaan tere bina kahin nahin laage dil mera tere bina kahin nahin laage dil mera raat kaa mehkaa dhuwaan kho gaya jaane kahaan tere bina kahin nahin laage dil mera tere bina kahin nahin laage dil mera ye chaahton kaa samaan pyaar karne ki rutt ho rahi hai jawaan tu jo nahin saathiyaa dil toot ke ro diyaa main bhalaa kya kahun aankh chhalki hai kyunnnnnnnnn raat kaa mehkaa dhuwaan kho gaya jaane kahaan tere bina kahin nahin laage dil mera tere bina kahin nahin laage dil mera bikhare huye rang hai jhoom le yaar jinke yahaan sang hai jeene se jee bhar gaya jaane tu kya kar gayaa neend aati nahin jaan jaati nahinnnnnnnnnnn raat kaa mehkaa dhuwaan kho gaya jaane kahaan tere bina kahin nahin laage dil mera tere bina kahin nahin laage dil mera tere bina kahin nahin laage dil mera tere bina kahin nahin laage dil mera tere
tere bina jeena nahin jeena nahin saathiyaa tere bina jeena nahin jeena nahin saathiyaa aye haseena naazneena tu hai kahaan tere bina jeena nahin jeena nahin saathiyaa tere bina jeena nahin jeena nahin saathiyaa aye haseena naazneena tu hai kahaan tere bina jeena nahin jeena nahin saathiyaa tere bina jeena nahin jeena nahin saathiyaaaaaa mehki fizaayen thandi hawaayen tujhko bula rahi hain chaahat mein teri kaliyaan chaman ki raahen sajaa rahi hain haan mehki fizaayen thandi hawaayen tujhko bula rahi hain chaahat mein teri kaliyaan chaman ki raahen sajaa rahi hain jaane jaana kuchh bata naa tu hai kahaan tere bina jeena nahin jeena nahin saathiyaa tere bina jeena nahin jeena nahin saathiyaa inn waadiyon mein dil ki sadaayen goonji hai iss tarah se chaahat kaa naam likha hua ho sadiyon se jiss tarah se haan inn waadiyon mein dil ki sadaayen goonji hai iss tarah se chaahat kaa naam likha hua ho sadiyon se jiss tarah se yun sataa naaaa ab to aa naaa tu hai kahaan tere
tere ibn; ijy; j;ye n; tere ibn; ijy; j;ye n; tere ibn; ijy; j;ye n; tere ibn; ijy; j;ye n; ibn tere tere ibn s;jn; s;''s me'' s;''s a;ye n; ao ao ao tere ibn; ijy; j;ye n; tere ibn; ijy; j;ye n; ibn tere tere ibn s;jn; s;''s me'' s;''s a;ye n; ao ao ao tere ibn; ijy; j;ye n; jb i :y;lo'' me tu a;ye mere bdn se guxbu a;ye jb i :y;lo'' me tu a;ye mere bdn se guxbu a;ye mhke bdn me rh; n; j;ye rh; j;ye n; tere ibn; ijy; j;ye n; tere ibn; ijy; j;ye n; ibn tere tere ibn s;j\xb9n; s;''s me'' s;''s a;ye n; ao ao ao tere ibn; ijy; j;ye n; tere ibn; ijy; j;ye n; rexmi r;te'' roj n; hogi'' ye'' sog;te'' roj n; hogi'' rexmi r;te'' roj n; hogi'' ye'' sog;te'' roj n; hogi'' ij''dgi tuz ibn r;s n; a;ye r;s a;ye n; tere ibn; ijy; j;ye n; tere ibn; ijy; j;ye n; ibn tere tere ibn s;j\xb9n; s;''s me'' s;''s a;ye n; ao ao ao tere ibn; ijy; j;ye n;
tere bina zindagi se koi shikwaa to nahin shikwaa nahin shikwaa nahin shikwaa nahin tere bina zindagi bhi lekin zindagi to nahin zindagi nahin zindagi nahin zindagi nahin tere bina zindagi se shikwaa to nahin kaash aisa ho tere kadmon se chun ke manzil chale aur kahin door kahin kaash aisa ho tere kadmon se chun ke manzil chale aur kahin door kahin tum gar saath ho manzilon ki kami to nahin tere bina zindagi se koi shikwaa to nahin shikwaa nahin shikwaa nahin shikwaa nahin jee mein aata hai tere daaman mein sar chhupaa ke hum rote rahen rote rahen jee mein aata hai tere daaman mein sar chhupaa ke hum rote rahen rote rahen teri bhi aankhon mein aansuon ki nami to nahin tere bina zindagi se koi shikwaa to nahin shikwaa nahin shikwaa nahin shikwaa nahin tere bina zindagi bhi lekin zindagi to nahin zindagi nahin zindagi nahin zindagi nahin tum jo keh do to aaj ki raat chaand doobega nahin raat ko rok lo tum jo keh do to aaj ki raat chaand doobega nahin raat ko rok lo
tere chehre mein wo jadoo hai tere chehre mein wo jadoo hai bin dor khincha jaata hoon jaana hota hai aur kahin teri ore chala aata hoon teri ore chala aata hoon tere chehre mein wo jadoo hai teri heere jaisi aankhen aankhon mein hain laakhon baaten baaton mein ras ki barsaaten mujh mein pyar ki pyas jagayen tu jo ek nazar daale jee uthein marne waale lab tere amrit ke pyale dil mein jeene ki aas badhaye chal padte hai tere saath kadam main rok nahin pata hoon main rok nahin pata hoon tere chehre mein wo jadoo hai jab se tujhko dekha hai dekh ke khuda ko maana hai maan ke dil ye kehta hai meri khushiyon ka tu hai khazaana de de pyar ki manzoori kar de kami meri poori tujhse thodi bhi doori mujhko karti hai diwaana paana tujhko mushkil hi sahi paane ko machal jaata hoon paane ko machal jaata hoon tere chehre mein wo jadoo hai bin dor khincha jaata hoon jaana hota hai aur kahin teri ore chala aata hoon teri ore chala aata hoon tere chehre mein wo jadoo hai
tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun saamne tu hai tujhe dekh ke ab kya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun raat zulfon mein teri din tere rukhsaron mein raat zulfon mein teri din tere rukhsaron mein ek hi wakt pe din raat ka jalwa dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere jalwon ki baharen bhi tamashayi hain tere jalwon ki baharen bhi tamashayi hain main bhi dil thaam ke kab tak ye tamasha dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun dekhta hoon ke nazare bhi tujhe dekhte hain dekhta hoon ke nazare bhi tujhe dekhte hain tu hi batlaa de ke main kis ka nazara dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun saamne tu hai tujhe dekh ke ab kya dekhun tere chehre se hate aankh to duniya dekhun
tere chehre se tere chehre se nazar nahin hatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen tujhe milke bhi tujhe milke bhi pyaas nahin ghatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen pighle badan teri tapti nigaahon se sholon ki aanch aaye barfili raahon se la la la la la la pighle badan teri tapti nigaahon se sholon ki aanch aaye barfili raahon se lage kadmon se lage kadmon se aag lipatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen tujhe milke bhi tujhe milke bhi pyaas nahin ghatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen rangon ki barkha hai khushboo ka saath hai kisko pataa hai ab din hai ke raat hai la la la la la la rangon ki barkha hai khushboo ka saath hai kisko pataa hai ab din hai ke raat hai lage duniya hi lage duniya hi aaj simatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen tere chehre se tere chehre se nazar nahin hatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen palkon pe phaila teri palkon ka saaya hai chehre ne tere mera chehra
niss din sumirann hi karuun ram ram shri raam tere dar ko chhod ke kis dar jaun main tere dar ko chhod ke kis dar jaun main dekh liya jag sara maine tere jaisa meet nahin dataa tere jaisa meet nahin tere jaisa sabal saharaa teri jaisi preet nahin kin shabdon mein aapki mahimaa gaon main tere dar ko chhod ke kis dar jaun main tere dar ko chhod ke kis dar jaun main apne patth par aap chalun main mujhme itna gyaan nahin dataa mujhme itna gyaan nahin hoon matimandh nain ka andhaa bhala bura pahchaan nahin haath pakad kar le chalo thokar khaun main tere dar ko chhod ke kis dar jaun main tere dar ko chhod ke kis dar jaun main
tere dar pe aaya hoon kuchh kar ke jaaunga jholi bhar ke jaaunga yaa mar ke jaaunga main tere dar pe aaya hoon kuchh kar ke jaaunga jholi bhar ke jaaunga yaa mar ke jaaunga tere dar pe aaya hoon kuchh kar ke jaaunga jholi bhar ke jaaunga yaa mar ke jaaunga main tere dar pe aaya hoon tu sab kuchh jaane hai har ghum pehchaane hai tu sab kuchh jaane hai har ghum pehchaane hai jo dil ki uljhan hai sab tujh pe roshan hai ghayal parwaana hoon wehshi deewana hoon ghayal parwaana hoon wehshi deewana hoon teri shohrat sun sun ke umeeden laaya hoon tere dar pe main tere dar pe aaya hoon kuchh kar ke jaaunga jholi bhar ke jaaunga yaa mar ke jaaunga main tere dar pe aaya hoon dil ghum se hairaan hai meri dunyaan viraan hai dil ghum se hairaan hai meri dunyaan viraan hai nazron ki pyaas bhuja mera bichhada yaar mila ab yaa ghum chhutega warna dam tootega ab yaa ghum chhutega warna dam tootega ab jeena mushkil hai fariyaaden laaya hoon tere dar pe main tere dar pe aaya hoon
tere dar pe aaya hoon fariyaad le kar tere dar pe aaya hoon fariyaad le kar zubaan par ghum e dil ki ruh daad le kar tere dar pe aaya pareshaan hai dil ghadi bhar ko aa jaa pareshaan hai dil ghadi bhar ko aa jaa zara meri sun jaa aur apni sunaa jaa kahaan jaaun main haal e barbaad le kar tere dar pe aaya hoon fariyaad le kar zubaan par ghum e dil ki ruh daad le kar tere dar pe aaya mere dard e dil se nahin bekhabar tu mere dard e dil se nahin bekhabar tu bane meri kismat jo kar de nazar tu muhabbat se naaqamiyaan chhaa gayin hain umeedon ki kaliyaan bhi murjha gayin hain kahin mar naa jaaun teri yaad le kar tere dar pe aaya hoon fariyaad le kar zubaan par ghum e dil ki ruh daad le kar tere dar pe aaya
    Songs Title Film/Album Song Number
Tere Aane Ki Jab Khabar Mehke Jagjit Singh 11327
Tere Bachpan Ko Jawani Mujhe Jeene Do (1963) 13799
Tere Bagair Jaane Anari (1975) 21283
Tere Bharose Hey Nandlala Mohd Rafi 15513
Tere Bheege Badan Ki Khushboo Mehdi Hassan 31546
Tere Bin Jeena Kya Red Rose (1980) 14072
Tere Bin Jeena Nahin Bali Brahmbhatt 17852
Tere Bin Saawan Kaise Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967) 11847
Tere Bin Soona Mera Mann Ka Mandir Sawan Ko Aane Do (1979) 15738
Tere Bin Soone Nain Meri Surat Teri Ankhen (1963) 12046
Tere Bina (Rahat Fateh Ali Khan) Rahat Fateh Ali Khan 16040
Tere Bina Jeena Nahin Kunal Ganjawala 18425
Tere Bina Jiya Ghar (1978) 21286
Tere Bina Zindagi Se Koi Aandhi (1975) 12574
Tere Chehre Mein Wo Jadoo Hai Dharmatma (1975) 13073
Tere Chehre Se Hate Aankh To Pyar Ka Sapna (1969) 33007
Tere Chehre Se Nazar Nahin Kabhi Kabhie (1976) 21287
Tere Dar Ko Chhod Ke (Ramstuti) Hari Om Sharan 32459
Tere Dar Pe Aaya Laila Majnu (1976) 13587
Tere Dar Pe Aaya Hoon Fariyad Le kar Chor Bazar (1954) 15571