MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

chhoo lene do nazuk honton ko kuchh aur nahin hain jaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko kuchh aur nahin hain jaam hain ye kudrat ne jo hum ko bakhsha hai woh sab se haseen inaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko sharma ke na yoonhi kho dena rangeen jawani ki ghadiyan sharma ke na yoonhi kho dena rangeen jawani ki ghadiyan betab dharakte seenon ka armaan bhara paigham hain yeh chhoo lene do nazuk honton ko kuchh aur nahin hain jaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko achhon ko bura sabit karna duniya ki purani aadat hai achhon ko bura sabit karna duniya ki purani aadat hai iss mai ko mubarak cheez samajh mana ke bauhat badnaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko kuchh aur nahin hain jaam hain ye kudrat ne jo hum ko bakhsha hai woh sab se haseen inaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko
aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa chhota sa baalmaaa ankhiyan neend churaaa le gayo ratiyan neend na aaaayeeee chhota sa baalmaaa ankhiyan neend churaaa le gayo ratiyan neend na aaaayeeee chhota sa baalmaaa kis bairan ke jaal mein phans ke kis bairan ke jaal mein phans ke bhool gaya tu pyaar ke raste kis bairan ke jaal mein phans ke kis bairan ke jaal mein phans ke bhool gaya tu pyaar ke raste bhool gaya tu pyaar ke raste chhota sa baalmaaa ankhiyan neend churaaa le gayo ratiyan neend na aaaayeeee chhota sa baalmaaa mere dil ko jaan khilona mere dil ko jaan khilona tod gaya bedard salona tod gaya bedard salona chhota sa baalmaaa ankhiyan neend churaaa le gayo ratiyan neend na aaaayeeee chhota sa baalmaaa
chhoti si ek kali khili thi chhoti si ek kali khili thi ek din baagh mein jyot jali thi charaag mein phir kya hua koi jaane naa jaane naa chhoti si ek kali khili thi ek din baagh mein jyot jali thi charaag mein phir kya hua koi jaane naa jaane naa use maali ne bade pyaar se paala mast pawan ke jhoole mein daala haan use maali ne bade pyaar se paala mast pawan ke jhoole mein daalaa aage kahun keh naa sakun chup rahun reh naa sakun phir kya hua koi jaane naa jaane naa chhoti si ek kali khili thi baagh mein aaya baagh mein ek phool waala jaane usne kya jaadoo daalaaa aaya baagh mein ek phool waala jaane usne kya jaadoo daala phool waale ki jholi mein toot ke gir padi kali phir kya hua koi jaane naa jaane naa chhoti si ek kali khili thi baagh mein baagh chhod ke kehta tha koi maali ki yaad mein kali bada royi baagh chhod ke kehta tha koi maali ki yaad mein kali bada royi kachchaa dhaaga toot gaya phool waala chhoot gaya phir kya hua koi jaane naa koi jaane naa chhoti
la laaaa lal lal laaaaa chhoti si kahani se baarishon ke paani se saari waadi bhar gayi chhoti si kahani se baarishon ke paani se saari waadi bhar gayi naa jaane kyun dil bhar gaya naa jaane kyun aankh bhar gayi shaakhon pe patte the patton pe boonden thi boondon mein paani tha paani mein aansun the aaaaaaaaaaaaaaa shaakhon pe patte the patton pe boonden thi boondon mein paani tha paani mein aansun the aaaaaaaaaaaaaaa chhoti si kahani se baarishon ke paani se saari waadi bhar gayi naa jaane kyun dil bhar gaya naa jaane kyun aankh bhar gayi dil mein gile bhi the pehle milen bhi the mil ke paraaye the do humsaaye the aaaaaaaaaaaaaaa dil mein gile bhi the pehle milen bhi the mil ke paraaye the do humsaaye the aaaaaaaaaaaaaaa la laaaa la la laaaaa chhoti si kahani se baarishon ke paani se saari waadi bhar gayi naa jaane kyun dil bhar gaya naa jaane kyun aankh bhar gayi rukti hai thamti hai kabhi barasti hai baadal pe paanv rakh ke baarish machalti hai aaaaaaaaaaaaaaa
chhoti si mulaaqat pyaar ban gayi pyaar ban ke gale ka haar ban gayi yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa chhoti si mulaaqat pyaar ban gayi pyaar ban ke gale ka haar ban gayi yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa baankpan tera pyaar ki adaa hosh le gayi sarkaar ki adaa hoye baankpan tera pyaar ki adaa hosh le gayi sarkaar ki adaa sarkaar ki adaa dildaar ban gayi dildaar ban ke gale ka haar ban gayi yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa chhoti si mulaaqat pyaar ban gayi aye aye pyaar ban ke gale ka haar ban gayi aa haa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa aage badh chuke manzilon se hum peechhe reh gaye chaand ke kadam hoo hoo hoo aage badh chuke manzilon se hum peechhe reh gaye chaand ke kadam raat ye suhaani bahaar ban gayi bahaar ban ke gale kaa haar ban gayi yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa yaa yaa hippi hippi yaa yaa yaa chhoti si mulaaqat pyaar ban gayi
chhoti si umar mein hai lag gaya rog kehte hain log main mar jaaongi hooo main mar jaaongi chhoti si umar mein hai lag gaya rog kehte hain log main mar jaaongi ho main mar jaaongi par marne se pehle kuch karne se pehle leke tera naam tujhe badnaam main kar jaaongi ho main mar jaaongi ho o o ho o o yeh kisi sahri chhori ki preet nahin hai babu yeh kisi sahri chhori ki preet nahin hai babu ik banjaaran ke matwaari naino ka hai jaadoo tu na jaa meri muskaan pe khel jaaongi main bhi jaan pe chhodoongi na saath chhodoongi na saath aisi kya hai baat ke main darr jaaongi hoo main mar jaaongi chhoti si umar mein hai lag gaya rog kehte hain log main mar jaaongi ho main mar jaaongi marne se pehle kuch karne se pehle leke tera naam tujhe badnaam main kar jaaongi hoo main mar jaaongi ho o o ho o o kab talak rokega mera rasta laaj ka pehra kab talak rokega mera rasta laaj ka pehra yaad ye rakhna tu sajnaa ye mera waada thehra babul ki galiyaan chhod ke aaongi chunariyaa odh ke
chhoti si ye duniyaa pehchaane raaste hain tum kahin to miloge kabhi to miloge to poochhenge haal chhoti si ye duniyaa pehchaane raaste hain tum kahin to miloge kabhi to miloge to poochhenge haal chhoti si ye duniyaa hum to ye samjhenge humne ik pathar ko poojaa lekin tumko apne jaisa nahin milega dujaaa nahin milega dujaa chhoti si ye duniyaa pehchaane raaste hain tum kahin to miloge kabhi to miloge to poochhenge haal chhoti si ye duniyaa seekha nahin humare dil ne pyaar mein dheeraj khona aag mein jal ke bhi jo nikhre hai wahi sachchaa sona hai wahi sachchaa sona chhoti si ye duniyaa pehchaane raaste hain tum kahin to miloge kabhi to miloge to poochhenge haal chhoti si ye duniyaa dil ki daulat mat tukraavo dekho pachhtaaaoge aaj chale jaate ho jaise laut ke bhi aavoge laut ke bhi aavoge chhoti si ye duniyaa pehchaane raaste hain tum kahin to miloge kabhi to miloge to poochhenge haal chhoti si ye duniyaa pehchaane raaste hain tum kahin to miloge kabhi to miloge to
chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri shaam huyi ye des biraana tujhko apne balam ghar jaana sajan ghar jaana shaam huyi ye des biraana tujhko apne balam ghar jaana sajan ghar jaana raah mein murakh mat loot jaana mat loot jaana chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri baabul ka ghar chhuta jaaye ankhiyan ghor andhera chhaaye ji dil ghabraaye baabul ka ghar chhuta jaaye ankhiyan ghor andhera chhaaye ji dil ghabraaye aankh se tapke dil ka khazaana dil ka khazaana chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri
yehhhh chhuk chhuk chhuk chhuk chhak chhak bombay se baroda tak tum kaho jab tak gaate rahe bajaate rahen are gaate rahen tab tak hum hum hum hum chhuk chhuk chhak chhak bombay se baroda tak tum kaho jab tak gaate rahe tab tak hum hum hum hum tej chal rahi hai gaadi udd naa jaaye teri saadi dekh dekh tej chal rahi hai gaadi udd naa jaaye teri saadi are itna nahin are na na na na na na na itni nahin hoon anadi iss khel ki main hoon khiladi sur ko sambhal sur ko sambhal zara taal ko sambhal dono ko sambhal warna hoga bura haal are dil kare haaye haaye dil kare dhak dhak bombay se baroda tak tum kaho jab tak gaate rahe tab tak hum hum hum hum yaaa yaa yaaa yaya yayaaa everybody are aur naa aazmaao tum bhi dear kuchh gaao gaao na are aur naa aazmaao tum bhi dear kuchh gaao hooooo ooooo oooo oooo ooooo mil jo gaye hum safar mein ab milke hi rahenge duniyaa se dil ka fasaana gaa ke bajaa ke kahenge mil gaye pyaar mein mil gaye pyaar mein yun sur aur taal aage ab dekhna
chhun chhun karti aayi chidiyaa chhun chhun karti aayi chidiyaa daal ka daana laayi chidiyaa mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa chhun chhun karti aayi chidiyaa daal ka daana laayi chidiyaa mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa bhookh lagi to chidiyaa raani moong ki daal pakaayegi are bhookh lagi to chidiyaa raani moong ki daal pakaayegi daal pakaayegi daal pakaayegi kauwaa roti laayega laa ke tujhe khilaayega mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa chalte chalte milega bhaalu hum bolenge naacho kaalu chalte chalte milega bhaalu hum bolenge naacho kaalu naacho kaalu naacho kaalu munna dol bajaayega bhalu naach dikhayegaa mor bhi aaya kauwaa bhi aaya chuha bhi aaya bandar bhi aaya chhun chhun karti aayi chidiyaa saath humare chale baraati saath humare chale baraati main to hoon munne kaa haathi munne kaa
chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke aaj hai sooni sooni dil ki ye galiyaan ban gayi kaante meri khushiyon ki kaliyaan aaj hai sooni sooni dil ki ye galiyaan ban gayi kaante meri khushiyon ki kaliyaan pyaar bhi khoya maine sab kuchh haar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke ankhiyon se neend gayi manvaa se chain re chhup chhup royen mere khoye khoye nain re ankhiyon se neend gayi manvaa se chain re chhup chhup royen mere khoye khoye nain re haan yahi to mere din the singaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke chhup gaya koi re door se pukaar ke dard anokhe haaye de gaya pyaar ke
chhupa chhupi khele aao chhupa chhupi khele aao paas hi chhupna door naa jaana jab main bulaaun daude daude chale aana chhupa chhupi khele aao chhupa chhupi khele aao luk chhup jaana makai ka daana raaje ki beti aayi sab chhup gaye sab chhup jaao aage peechhe main baithi hoon ankhiyaan meechhe hoooo sab chhup jaao aage peechhe main baithi hoon ankhiyaan meechhe main aayiiiii main aayiiiii ayeeeeeee pakdi kaisi hai ye didi bhala aankh micholi daayin aankh band ki baayin aankh kholi kisne maine nahin to kaisi hai ye didi bhala aankh micholi daayin aankh band ki baayin aankh kholi pakdi gayin tum chhodo bahaana ab main chhupungi mujhe dhoondh ke laana chhupa chhupi khele aao chhupa chhupi khele aao chalo ab meri baari hai dekho beimaani nahin karna haaaan gora mukhda naina kaale chhupne bhi diya nahin mujhe haaye haaye chori chori mere peechhe peechhe chale aaye chori chori mere peechhe peechhe chale aaye pakdi gayi main tumne ye jaana tumne ye maana hoga maine nahin
chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam naa jab tak dekh le wo dil to kaise aitbaar aaye naa jab tak dekh le wo dil to kaise aitbaar aaye tumhari iss ada par bhi humare dil ko pyaar aaye tumhari ye shikaayat bhi muhabbat se nahin hai kam chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam nahin hum yun naa maanenge to kaise tum ko samjhaayen nahin hum yun naa maanenge to kaise tum ko samjhaayen dikha do dil humen apna kahaan se dil ko hum laayen ke de rakha hai wo tumko dikha sakte hain kaise hum chhupa kar meri aankhon ko wo poochhe kaun hai ji hum main kaise naam loon unka jo dil mein rehte hain hardam diya tha kisliye bolo amaanat hi tumhaari thi diya tha kisliye bolo
chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki tum apne charnon mein rakh lo mujh ko tumhaare charnon ka phool hoon main main sar jhukaye khadi hoon pritam main sar jhukaye khadi hoon pritam ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki ye sach hai jeenaa tha paap tum bin ye paap maine kiya hai ab tak magar hai mann mein chhabi tumhari magar hai mann mein chhabi tumhari ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki phir aag birhaa ki mat lagaanaa ke jal ke main raakh ho chuki hoon ye raakh maathe pe maine rakh li ye raakh maathe pe maine rakh li ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki
chhupne waale saamne aa chhup chhup ke mera jee na jala suraj se kiran baadal se pawan kab talak chhupegi ye to bata o chhupne waale saamne aa chhup chhup ke mera jee na jala suraj se kiran baadal se pawan kab talak chhupegi ye to bata chhupne waale saamne aa aakhir tere naaz ki ye haar nahin to aur hai kya daud ke aana pass mere pyaar nahin to aur hai kya door khadi hairaan hai kya daant mein yun ungali na daba door khadi hairaan hai kya daant mein yun ungali na daba chhupne waale saamne aa chhup chhup ke mera jee na jala suraj se kiran baadal se pawan kab talak chhupegi ye to bata chhupne waale saamne aa aa lipti hai dil se mere zulf teri bal khaayi huyi dekh raha hoon teri nazar apni nazar tak aayi huyi gaalon par zulfen na gira tu hai qayamat main hoon balaa gaalon par zulfen na gira tu hai qayamat main hoon balaa chhupne waale saamne aa chhup chhup ke mera jee na jala suraj se kiran baadal se pawan kab talak chhupegi ye to bata o chhupne waale saamne aa chhup
chigurakula ooyalalo ila marachina o chiluka chigurakula ooyalalo ila marachina o chiluka madhuraashalu palikevo naa manasunu chilikevoo chigurakula ooyalalo ila marachina o chilukaa nee adugula jaadalalo naa needanu kalipena nee adugula jaadalalo naa needanu kalipena nee choopula kaanthulalo naa rupunu nilipena chigurakula ooyalalo ila marachina o chilukaa naa daarlo ninu joosi nunu siggutho tholagenaa naa daarlo ninu joosi nunu siggutho tholagenaa kalalo ninu kaninantha nijame ani pilichenaa chigurakula ooyalalo ila marachina o chiluka madhuraashalu palikevo naa manasunu chilikevoo chigurakula ooyalalo ila marachina o chilukaa viripoolatho aadunule chiru gaalitho paadunule viripoolatho aadunule chiru gaalitho paadunule maa chellelu baala sumaa emerugani bela sumaa chigurakula ooyalalo ila marachina o chiluka madhuraashalu palikevo naa manasunu chilikevoo chigurakula ooyalalo ila marachina o chilukaa
oo oo oo ooo chigurakulalo chilakamma chinna maata vina raavamma oo oo oo ooo maru mallelalo maavayya manchi maata selavivayya punnami vennela giligintalaku poochina mallela muripaalu nee chirunavvuku sarikaavammaaa oo oo ooo oo oo oo oo oo ooo chigurakulalo chilakamma yevarannaro ee maata vintunnanu nee nota thelisi palikina viluvedo aaa aa aa aaa aa aa oo oo oo ooo maru mallelalo maavayya valache komali vayyaralaku thalache manasula thiyyadanalaku kalava viluvalu selaviyya oo oo ooo oo oo oo oo oo ooo chigurakulalo chilakamma pai merugulake brahma padakayya manase mayani sogasayya guname dorukani dhanamayya hmm hmm hmm hmm oo oo oo ooo maru mallelalo maavayya manchi maata selavivayya oo oo oo ooo chigurakulalo chilakamma chinna maata vina raavamma
chigurulu vesina kalalanni sigalo pooluga maarinavi manasuna pongina alalanni mamathala theram cherinavi mamathala theram cherinavi aa aa aa aa aa aaaa oo oo oo oo oo ooo sannajaji theegalaaga ninnu cheru kunnanu sannajaji theegalaaga ninnu cheru kunnanu nindu manasu pandirikaaga ninnu andukunnanu ninne andukunnanu chigurulu vesina kalalanni sigalo pooluga maarinavi daagaleni raagalevo daachinaavu aanadu daagaleni raagalevo daachinaavu aanadu naa thanuvu anuvanuvu neede neede eenaadu neede neede yenaadu chigurulu vesina kalalanni sigalo pooluga maarinavi neetiloni kaluvanu kori ningi digina jaabili neeve neetiloni kaluvanu kori ningi digina jaabili neeve parimalaala tharagalalone aa aa aa aa aaa parimalaala tharagalalone kariginchina cheliyavu neeve kariginchina cheliyavu neeve chigurulu vesina kalalanni sigalo pooluga maarinavi manasuna pongina alalanni mamathala theeram cherinavi mamathala theeram cherinavi aa aa aa aa aa aaaa oo oo oo oo oo ooo
chikku bukku chikku bukku rayile kalakkudhu paar iva staile sikkuvaalaa sikkuvaalaa mayile iva oakkaennaa adi dhoole chikku bukku chikku bukku rayile kalakkudhu paar iva staile sikkuvaalaa sikkuvaalaa mayile iva oakkaennaa adi dhoole chinnapponniva padippadhu eththiraajaa manasaiyellaam salavai seyyum sottu neelamiva paarvaiyil uruvaachchaa vayasuppasangala vizhiyila pudichchaa chikku bukku chikku bukku rayile kalakkudhu paar iva staile sikkuvaalaa sikkuvaalaa mayile iva oakkaennaa adi dhoole naanga saikkil aeriyae vandhaakkaa neenga moattaarbaikkath thaan paarppeenga naanga moattaarbaikkilae vandhaakkaa neenga maaruthikku maaruveenga naanga jeens paentuththaan poattaakkaa neenga baegi paentuththaan paarppeenga naanga baegi paantuththaan poattaakkaa neenga vaettiyaththaan thaeduveenga onnumae vevarangal puriyallae ennaththaan pudikkumoa theriyallae ambugal aayiram adichchaachchu moththaththil paiththiyam pudichchaachchu chikku bukku chikku bukku rayile kalakkudhu
lal la la lala lal la la chin o arab humara hindustaan humara rehne ko ghar nahin hai saara jahaan humara hindustaan humara hmm hmm aa haaa lala la kholi bhi chhin gayi hai benchen bhi chhin gayi hai sadkon pe ghumta hai ab carvaan humara jeben hai apni khaali kyun deta warna gaali wo santari humara wo paasbaan humara chin o arab humara hindustaan humara rehne ko ghar nahin hai saara jahaan humara hindustaan humara aa haa haa haa haa jitni bhi buildingen thi sethon ne baant li hai footpath bambai ke hain aashiyaan humara sone ko hum kalander aate hain boribandar har ek coolie yahaan ka hai raazdaa humara chin o arab humara hindustaan humara rehne ko ghar nahin hai saara jahaan humara hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm taalim hai adhoori milti nahin majoori maloom kya kisi ko dard e nihaa humara chin o arab humara patla hai haal apna lekin lahoo hai ghaada faulad se bana hai har naujawaan humara mil jul ke iss watan ko aisa sajaayenge hum hairat se munh takega saara jahaan
    Songs Title Film/Album Song Number
Chhoo lene Do Nazuk Kaajal (1965) 20288
Chhota Sa Baalma Raagini (1958) 12100
Chhoti Si Ek Kali Khili Jurmana (1979) 13474
Chhoti Si Kahani Se Ijaazat (1987) 20289
Chhoti Si Mulaaqat Pyaar Chhoti Si Mulaqat (1967) 12991
Chhoti Si Umar Mein Bairaag (1976) 20301
Chhoti Si Ye Duniya Rangoli (1962) 12009
Chhoti Si Ye Zindgaani Aah (1953) 20290
Chhuk Chhuk Rafoo Chakkar (1975) 14037
Chhun Chhun Karti Ab Dilli Dur Nahin (1957) 20303
Chhup Gaya Koi Re Champa kali (1957) 12958
Chhupa Chhupi (Happy) Dream Girl (1977) 13185
Chhupa Kar Meri Bhabhi (1957) 12896
Chhupa Lo Yun Dil Mein Mamta (1966) 20292
Chhupne Waale Saamne Tumsa Nahin Dekha (1957) 11896
Chiguraakula Vooyalalo Constable Koothuru (1962) 16349
Chigurakulalo Chilakamma Donga Ramudu (1955) 31031
Chigurulu Vesina Poola Rangadu (1967) 16397
Chikku Bukku Railae Gentleman (1993) 14522
Chin O Arab Humara Phir Subha Hogi (1958) 13953