MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

dil naaummeed to nahin naaqaam hi to hai lambi hai ghum ki shaam magar shaam hi to hai ye safar bahut hai kathin magar na udaas ho mere humsafar ye safar bahut hai kathin magar na udaas ho mere humsafar na udaas ho mere humsafar ye sitam ki raat hai dhalne ko hai andhera ghum ka pighalne ko ye sitam ki raat hai dhalne ko hai andhera ghum ka pighalne ko zara der iss mein lage agar zara der iss mein lage agar na udaas ho mere humsafar ye safar bahut hai kathin magar na udaas ho mere humsafar nahin rehane waali ye mushkilen ke hain agle mod pe manzilen nahin rehane waali ye mushkilen ke hain agle mod pe manzilen meri baat ka tu yakin kar meri baat ka tu yakin kar na udaas ho mere humsafar ye safar bahut hai kathin magar na udaas ho mere humsafar kabhi dhoond lega ye caarwaan wo nayi zameen naya aasmaan kabhi dhoond lega ye caarwaan wo nayi zameen naya aasmaan jisse dhoondhati hai teri nazar jisse dhoondhati hai teri nazar na udaas ho mere humsafar ye safar bahut hai
hmmm hmmmmm aaaaa haaaa haaaaa haaaaa aaaaaaa ye samaa jawaan jawaan har taraf dhuwaan dhuwaan jaaun main kahaan kahaan aa bhi jaa baahen meri tere liye saasen meri tere liye mera dil bhujha bhujha hai yahaan ye samaa jawaan jawaan har taraf dhuwaan dhuwaan jaaun main kahaan kahaan aa bhi jaa ye samaa jawaan jawaan har taraf dhuwaan dhuwaan jaaun main kahaan kahaan aa bhi jaa haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan meri zindagi tere pyaar se chale mujhe har khushi tere naam se mile mita bhi de sabhi faasle heyeee ye samaa jawaan jawaan har taraf dhuwaan dhuwaan jaaun main kahaan kahaan aa bhi jaa baahen meri tere liye saasen meri tere liye mera dil bhujha bhujha hai yahaan koi door se jo pukaar le mujhe to ye dil mera lage dhundhne tujhe kareeb aa mujhe thaam le baahen meri tere liye saasen meri tere liye mera dil bhujha bhujha hai yahaan ye samaa jawaan jawaan har taraf dhuwaan dhuwaan
ye samaa samaa hai ye pyaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa ye samaa samaa hai ye pyaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa basne lage aankhon mein kuchh aise sapne basne lage aankhon mein kuchh aise sapne koi bulaaye jaiseeee nainon se apne nainon se apne ye samaa samaa hai deedaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa hmm hmm hmm hmmmmmm hmm hmm hmm hmmmmmm mil ke khayaalon mein hi apne balam se mil ke khayaalon mein hi apne balam se neend ganwaali apni maine kasam seeeeee maine kasam se ye samaa samaa hai khumaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa ye samaa samaa hai ye pyaar kaa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum patte kahin khadke hawa aayi to chaunke hum patte kahin khadke hawa aayi to chaunke hum ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum jis raah se tum aane ko thei jis raah se tum aane ko thei uske nishaan bhi mitne lage uske nishaan bhi mitne lage aaye na tum sau sau dafaa aaye gaye mausam aaye na tum sau sau dafaa aaye gaye mausam ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum seene se laga teri yaad ko seene se laga teri yaad ko roti rahi main raat ko roti rahi main raat ko haalat pe meri chaand taare ro gaye shabnam haalat pe meri chaand taare ro gaye shabnam ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum
hey hey humm humm humm ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye mujhe dor koi kheenche teri orr liye jaaye ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye mujhe dor koi kheenche teri orr liye jaaye hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hooo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hoo hooo hooo door rehti hai tu mere paas aati nahin honthon pe tere kabhi pyaas aati nahin aisa lage jaise ke tu has ke zehar koi piye jaaye ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye mujhe dor koi kheenche teri orr liye jaaye baat jab main karoon mujhe rok deti hai kyun teri meethhi nazar mujhe tok deti hai kyun teri hayaa teri sharam teri kasam mere honth siye jaaye ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye mujhe dor koi kheenche teri orr liye jaaye ek roothi huyee takdeer jaise koi khaamosh aise hai tu tasveer jaise koi teri nazar ban ke zubaan lekin tere paigaam diye jaaye ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye mujhe dor koi kheenche teri orr liye jaaye ye shaam mastaani
ye shahar bada albela har taraf haseenon ka mela ye shahar bada albela har taraf haseenon ka mela par aur bhi hai kuchh aage tu chala chal akela ye shahar bada albela har taraf haseenon ka mela par aur bhi hai kuchh aage tu chala chal akela jawaan shahar yeh dil vaalon ka hamaare jaise matvaalon ka gale milen sab yahaan pe aakar nahin bhed gore kaalon ka ye shahar bada albela har taraf haseenon ka mela ye shahar bada albela har taraf haseenon ka mela par aur bhi hai kuchh aage tu chala chal akela ye muskuraati natkhat gudiyaan ye husn vaali mithi gudiyaan zara der ko sab chakraayein kahaan se aayi itni pariyaan ye shahar bada albela har taraf haseenon ka mela ye shahar bada albela har taraf haseenon ka mela par aur bhi hai kuchh aage tu chala chal akela jidhar se guzre hum masti mein bahaar aayi us basti mein chalein pyaar ke nagmein gaate hai ghar kisi dil ki dilli mein ye shahar bada albela har taraf haseenon ka mela ye shahar bada albela har taraf haseenon ka
ooooo ooooo ooooo oooo ooooo aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar hoye aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar rukti nahin hai nazaaron pe nazar aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar hoye aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar hooo oooo oooo ooo hawaayen jhoom rahi hain gulon ko chum rahin hain hoye hawaayen jhoom rahi hain rokun dil ko main kaise aise udaa jaaye jaise baandh liye ho kisi panchhi se parr aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar hoye aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar ooooo oooo ooooo ooo ooooo musaafir chalta hi jaaye kabhi bhi manzil naa aaye musaafir chalta hi jaaye dheere dheere haule haule mujhse ye dil bole kat jaaye raste mein saari umar aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar hoye aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar oooo ooooo oooo oooo oooo oooo mujhe ye raah naa bhula de kahin ye aur naa pahuncha de mujhe ye raah naa bhula de kaisi hai ye matwaali lambi lambi kaali kaali
aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa hoooo hooo ye tanhaayi haaye re haaye jaane phir aaye na aaye thaam lo baahen thaam lo baahen ye tanhaayi haaye re haaye jaane phir aaye na aaye thaam lo baahen thaam lo baahen jhoom jhoom gaaun pyaar se sharmaaun ek nasha sa mujhe ho chala teri meri chaahen roz badi jaayen aur na toote kabhi silsila dekh teri meri ab ek dagariya thaam lo baahen thaam lo baahen aaj bane saathi deep aur baathi jagmagaayi meri zindagi paa ke tere saaye kaun aage jaaye tu mila to mili har khushi tan mann chamke hai jaise bijuriya thaam lo baahen thaam lo baahen aaj samay aaya maine tujhe paaya main lata hoon tere pyaar ki phool naye laaun tujhko mehkaaun main kali hoon tere haar ki pyaar ki humare amar ho umariyaa thaam lo baahen thaam lo baahen ye tanhaayi haaye re haaye jaane phir aaye na aaye thaam lo baahen hmmm hmm hmmm hmmm hmm hmmm thaam lo baahen
ye tera ghar ye mera ghar kisi ko dekhna ho gar to pehle aa ke maang le meri nazar teri nazar ye tera ghar ye mera ghar kisi ko dekhna ho gar to pehle aa ke maang le meri nazar teri nazar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai naa baadlon ki chhanv meinnnn naa chandani ke gaanv mein naa phool jaise raasteeee bane hain iske waaste magar ye ghar ajeeb hai zameen ke kareeb hai ye eeth pathron ka ghar humari hasraton ka ghar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai jo chandani nahin to kyaaaa ke roshani hai pyaar ki dilon ke phool khil gayee to fikr kya bahaar ki humare ghar naa aayegi kabhi khushi udhaar ki humari raahton ka ghar humari chaahton ka ghar ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai ye ghar bahot haseen hai yahaan mehak wafaaon ki muhabbaton ka rang hai ye ghar tumhara khaab hai ye ghar meri umang hai
ye teri saadgi ye tera baankpan ye teri saadgi ye tera baankpan jaane bahaar jaane chaman jaane bahaar jaane chaman haaye tauba shikan tauba shikan tauba shikan chaal mein shokhiyaan yaa nasheeli bijliyaan chaal mein shokhiyaan yaa nasheeli bijliyaan har taraf ye shor hai gir padega aasmaan par teri khaamoshi allahmaa allahmaa ye teri saadgi ye tera baankpan jaane bahaar jaane chaman haaye tauba shikan tauba shikan tauba shikan yun khafa naa hoiye surkh gaalon ki kasam yun khafa naa hoiye surkh gaalon ki kasam pyaar hoga aur duna aur bhi tadpenge hum ye sharm ye hayya marhabaa marhabaa ye teri saadgi ye tera baankpan jaane bahaar jaane chaman haaye tauba shikan tauba shikan tauba shikan teerchhi nazron se naa dekho aashique e dilgeer ko teerchhi nazron se naa dekho aashique e dilgeer ko kaise teerandaaz ho seedha to kar lo teer ko ye gaya dil mera alvida alvida ye teri saadgi ye tera baankpan ye teri saadgi ye tera baankpan jaane bahaar jaane chaman jaane bahaar
ye to kaho ye to kaho kaun ho tum kaun ho tum ye to kaho kaun ho tum kaun ho tum mujh se poochhe bina dil mein aane lage mujh se poochhe bina dil mein aane lage ye to kaho kaun ho tum kaun ho tum meethi nazron se bijli girane lage meethi nazron se bijli girane lage ye to kaho kaun ho tum kaun ho tum raat bhi nirali ye rut bhi nirali rang barsaaye umang matwaali pyaar bhari aankhon ne jaal hain bichhaye kaise koi dil ki karega rakhwaali kaise koi dil ki karega rakhwaali ye to kaho ye to kaho kaun ho tum kaun ho tum haaan haan meethi nazron se bijli girane lage meethi nazron se bijli girane lage ye to kaho kaun ho tum kaun ho tum mastiyon ke mele ye khoyi khoyi raatein aankhe kare aankhon se ras bhari baatein bhole bhaale hain wo magar dekhne mein mujh se kya chhupengi ye lootne ki ghaatein mujh se kya chhupengi ye lootne ki ghaatein ye to kaho ye to kaho kaun ho tum kaun ho tum haaan haan mujh se poochhe bina dil mein aane lage mujh se poochhe bina dil mein aane
lara lara lara laa lara lara lara laa lala lala lala lala lala lala la la la la hmm hmm hmm hmm hmm hmm ye to kaho kaun ho tum meri bahaar tumhin to nahin ye to kaho kaun ho tum meri bahaar tumhin to nahin pehle pahel thehra hai dil dil ka karaar tumhin to nahin yes my darling yes my darling yes my darling ho oo jane kahaan se aaya raahi anokha mere jahaan mein jaise khushboo ka jhonka jane kahaan se aaya raahi anokha mere jahaan mein jaise khushboo ka jhonka khushboo ka jhonka ban kar aaya raahi anokha bhanwre ki dhun phoolon ki hansi rut ka nikhaar tumhin to nahin meri bahaar tumhin to nahin yes my darling yes my darling yes my darling ho oo kahne ko aaya koi mehmaan banke dil mein samaya jaaye armaan ban ke kahne ko aaya koi mehmaan banke dil mein samaya jaaye armaan ban ke mehmaan banke aaye samaa gaye armaan banke bas hi gaya dil mein koi to ho dildaar tumhin to nahin meri bahaar tumhin to nahin yes my darling yes my darling yes my darling ho oo door khada tha
jo zubaan e dil naa samjh sake jo naa keh sake kabhi dil ki baat wo hi butt hai har soon nighaah mein jahaan dekhiye jahaan jaaiye thi nazar ko chaah ki aarzoo ye hi ek apni thi justzoo ye to patthron ka shehar hai yahaan kiss ko apna banaiye wo hi walwale wo hi marhale wo hi suboh shaam ke silsile wo hi hum rahe wo hi tum rahe wo hi zindagaani ke ghum rahe naa naseeb apna sambhal saka naa hi waqt humko badal saka yahaan zindagi ek zehar hai ye to ik paraaya shehar hai kise daag dil ke dikhaaiye kise daag dil ke dikhaaiye ye kahaani kiss ko sunaaiye ye to patthron ka shehar hai yahaan kiss ko apna banaiye mujhe chhod kar wo chale gaye mere dil ki dil mein hi reh gayi ik ummeed thi jo bhujhi bhujhi mere aansuon mein wo beh gayi mere dard e dil ka ho kya bhala mera chara ghar hi chala gaya main jiyun to aakhir kiss liye ke nahin hai koi mere liye kahaan jaa ke maut ko dhundhiye kahaan jaa ke maut ko dhundhiye kahaan jaan apni ganwaaiye ye to patthron ka shehar hai
ye to sach hai ke bhagwaan hai hai magar phir bhi anjaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai hai magar phir bhi anjaan hai dharti pe roop maa baap ka uss vidhaata ki pehchaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai janm daata hai jo naam jinse mila thaam kar jinki ungali hai bachapan chala o o oo oo oo oo kaandhe par baith ke jinke dekha jahaan gyaan jinse mila kya bura kya bhala kitne upkaar hai kya kahein ye bataana na aasaan hai dharti pe roop maa baap ka uss vidhaata ki pehchaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai janm deti hai jo maa jise jag kahe apni santaan mein praan jiske rahe o o oo oo oo oo loriyaan honthon par sapne bunti nazar neend jo waar de hans ke har dukh sahe mamta ke roop mein hain prabhoo aap se paaya vardaan hai dharti pe roop maa baap ka uss vidhaata ki pehchaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai aapke khwaab hum aaj hokar jawaan uss param shakti se karte hain praarthana o o oo oo oo oo inki chhaaya rahe rehti duniyaa talak ek pal reh sake hum na
lagi hai aag si har mauj ki rawaani mein machal rahi hai koi naazni paani mein ye tune kya kaha kaha hoga ye maine kya suna suna hoga are ye dil gaya gaya hoga ye tune kya kaha kaha hoga ye maine kya suna suna hoga are ye dil gaya gaya hoga ye tune kya kaha kaha hoga chham se bahar aayi jaan e wafa aaj tere saath tere saath pyaar le angdaai chhaya nasha tham mera haath mera haath door na jana kar ke bahaana mere sanam tu mere sanam tu ye tune kya kaha kaha hoga ye maine kya suna suna hoga are ye dil gaya gaya hoga ye tune kya kaha kaha hoga ban ke lehar jhoome aaj mera pyaar tere saath tere saath zulf teri choome kaali ghata jaise mere saath mere saath bhool na jaana dil ka fasana mere sanam tu mere sanam tu ye tune kya kaha kaha hoga ye maine kya suna suna hoga are ye dil gaya gaya hoga ye tune kya kaha kaha hoga udta hua aanchal leke hawa dole mere saath mere saath dil mein machi halchal jaan e ada bol koi baat koi baat tod na jaana dil ye diwaana mere sanam tu
ye wada karo chand ke saamne bhula to na dogi mere pyaar ko ye wada karo chand ke saamne bhula to na dogi mere pyaar ko mere haath mein haath de do zara sahara milega mere pyaar ko ye wada karo chand ke saamne ye chanda ye taare to chhup jaayenge magar meri nazron se chupna na tum ye chanda ye taare to chhup jaayenge magar meri nazron se chupna na tum ho o o badal jaaye duniya na badlenge hum badal jaaye duniya na badlenge hum basaya hai jab apne dil mein tumhein basaya hai jab apne dil mein tumhein nibhana hi hoga is iqraar ko ye wada karo chand ke saamne bhula to na dogi mere pyaar ko ye wada karo chand ke saamne baharon ke saaye mein aa jhoom lein bhula dein zamaane ke ghum aaj to baharon ke saaye mein aa jhoom lein bhula dein zamaane ke ghum aaj to ho o o zamaane ke ghum se humein kaam kya zamaane ke ghum se humein kaam kya humein tum mile aur kya chaahiye humein tum mile aur kya chaahiye ke hum chhod baithe hain sansar ko ye wada karo chand ke saamne bhula to
tere siwa na kisi ka banuga tere siwa na kisi ka banuga khoon e jigar se ye likh ke main dunga ye waadaaaaa ye wadaa raha dilruba ye wadaa raha dilruba kadmon mein tere jannat hain meri ho ke rahungi hamesha main teri ye waadaaaaa ye wadaa raha saajnaa ye wadaa raha saajnaa aayenge mausammmm aayenge mausam jaayenge mausam humko sada saath paayenge mausam koi saaz badle koi raag badle naa badlegi apne muhabbat ki sargam har saans meri tere liye hai har saans meri tere liye hai ye wadaa raha saajnaa ye wadaa raha saajnaa tere siwa na kisi ka banuga khoon e jigar se ye likh ke main dunga ye waadaaaaa ye wadaa raha dilruba ye wadaa raha dilruba aawaaz de keeee aawaaz de ke jo roke zamana zamane ki baaton mein hargiz naa aana ankhon mein aankhen baahon mein baahen daale huye saath chalte hi jaana tera pyaar hi to meri zindagi hai tera pyaar hi to meri zindagi hai ye wadaa raha dilruba ye wadaa raha dilruba kadmon mein tere jannat hain meri ho ke rahungi hamesha main
ye wadiyaan ye fizaayein bulaa rahi hain tumhein ye wadiyaan ye fizaayein bulaa rahi hain tumhein khamoshiyon ki sadaayein bulaa rahi hain tumhein ye wadiyaan ye fizaayein bulaa rahi hain tumhein tumhaari zulfon se khushboo ki bheekh lene ko jhuki jhuki si ghataayein bulaa rahi hain tumhein khamoshiyon ki sadaayein bulaa rahi hain tumhein ye wadiyaan ye fizaayein bulaa rahi hain tumhein haseen champai pairon ko jab se dekha hai nadi ki mast adaayein bulaa rahi hain tumhein khamoshiyon ki sadaayein bulaa rahi hain tumhein ye wadiyaan ye fizaayein bulaa rahi hain tumhein mera kahaa na suno inki baat to sunlo har ek dil ki duaayein bulaa rahi hain tumhein khamoshiyon ki sadaayein bulaa rahi hain tumhein ye wadiyaan ye fizaayein bulaa rahi hain tumhein
hmmm hmmm hmmmmmmm ye wohi geet hai jissko maine dhadkan mein basaya hai ye wohi geet hai jissko maine dhadkan mein basaya hai tere honthon se issko chura kar honthon pe sajaaya hai ye wohi geet hai ye wohi geet hai maine ye geet jab gungunaya sajj gahi hai khayaalon ki mehfil pyaar ke rang aankhon mein chhaye pyaar ke rang aankhon mein chhaye muskuraayi ujaalon ki mehfil muskuraayi ujaalon ki mehfil ye wo naghma hai jo zindagi mein roshini ban ke aaya hai tere honthon se issko chura kar honthon pe sajaaya hai ye wohi geet hai ye wohi geet hai hooo hoooo hoooooo hooo hoooo hoooooo mere dil ne yahi geet gaa kar jab kabhi tujhko aawaaz di hai phool zulfon mein apni sajaa kar phool zulfon mein apni sajaa kar tu mere saamne aa gayi hai tu mere saamne aa gayi hai tujhko aksar meri bekhudi ne seene se lagaaya hai tere honthon se issko chura kar honthon pe sajaaya hai ye wohi geet hai ye wohi geet hai
huuuu huuuu huuuu hey aye heyyyyyyy hoooooooooo hoooooooooo ye zamin gaa rahi hai aasmaan gaa raha hai saath mere ye saara jahaan gaa raha hai ye zamin gaa rahi hai aasmaan gaa raha hai saath mere ye saara jahaan gaa raha hai shoukh kaliyon ke ghunghat sarkane lage hain shoukh kaliyon ke ghunghat sarkane lage hain mast phoolon ke dil bhi dhadakne lage hain ye bahaaron ka dilkash samaa gaa raha hai saath mere ye saara jahaan gaa raha hai ye zamin gaa rahi hai aasmaan gaa raha hai saath mere ye saara jahaan gaa raha hai jhoom kar parbaton pe ghata chhaa rahi hai jhoom kar parbaton pe ghata chhaa rahi hai pyaar ki umr shaayad kareeb aa rahi hai mera dil pyaar ki ye daastaan gaa raha hai saath mere ye saara jahaan gaa raha hai ye zamin gaa rahi hai aasmaan gaa raha hai saath mere ye saara jahaan gaa raha hai bhool kar raah koi haseen aa naa jaaye bhool kar raah koi haseen aa naa jaaye iss jagah koi pardaa nashin aa naa jaaye iss jagah aaj ek naujawaan gaa raha hai
    Songs Title Film/Album Song Number
Ye Safar 1942 A Love Story (1993) 21454
Ye Samaa Suneeta Rao 15034
Ye Samaa Samaa Hai Jab Jab Phool Khile (1965) 21455
Ye Shaam Ki Tanhaiyan Aah (1953) 12156
Ye Shaam Mastaani Kati Patang (1970) 21456
Ye Shahar Bada Albela Singapore (1960) 36042
Ye Suhaana (Male) Suhana Safar (1970) 14293
Ye Tanhaayi Haaye Re Haaye Tere Ghar Ke Samne (1963) 14339
Ye Tera Ghar Ye Saath Saath (1982) 21485
Ye Teri Saadgi Ye Tera Baankpan Shabnam (1964) 14205
Ye To Kaho Kaun Ho Aashiq (1962) 12607
Ye To Kaho Kaun Ho Akeli Mat Jaiyo (1963) 36059
Ye To Pattharon Ka Shehar Hai (Mohd Rafi) Pattharon Ka Shaher (1972) 16292
Ye To Sach Hai Ke Bhagwaan Hai Hum Saath Saath Hain (1999) 11885
Ye Tune Kya Kaha Kaha Hoga Insaaf (1966) 32835
Ye Wada Karo Raj Hath (1956) 12111
Ye Wadaa Professor Pyarelal (1981) 18548
Ye Wadiyaan Ye Aaj Aur Kal (1963) 21457
Ye Wohi Geet Hai Man Jaiye (1972) 13637
Ye Zamin Gaa Rahi Hai Teri Kasam (1982) 18040