MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

ab ke baras wo haal hai laga gazab ka saal hai ji ab ke baras wo haal hai laga gazab ka saal hai ji hoo jiya mora bas mein naa aaye raama haaye raama mast nazar ka jaal hai behki behki chaal hai ji mast nazar ka jaal hai behki behki chaal hai jiya mora bas mein naa aaye raama haaye raama ab ke baras haan ab ke baras ab ke baras wo haal hai ji rang armaanon ka barse piya mere piya tu aa jaa na hoo ho rang armaanon ka barse piya mere piya tu aa jaa na chaahat pinjre mein tarse ab na mujhe tu tarsaana dhadkan mein sur taal hai dhadkan mein sur taal hai phir bhi mann behaal hai ji hoo jiya mora bas mein naa aaye raama haaye raama ab ke baras wo haal hai laga gazab ka saal hai ji shabnam gaalon pe dole aaye koi aaye mujhe apnaaye aye hey shabnam gaalon pe dole aaye koi aaye mujhe apnaaye angdaayi mose bole mera koi mera ab ban jaaye baahar to barsaat hai baahar to barsaat hai haan mann mein pyar ki baat hai ji hoo jiya mora bas mein naa aaye raama haaye raama ab ke
ab ke baras bhej bhaiya ko babul sawan ne lee jo bulaaye re lautengi jab mere bachpan ki sakhiyan dijo sandesa bhijaay re ab ke baras bhej bhaiya ko babul ambava tale phir se jhoole padenge rimjhim padengi phuharen lautengi phir tere aangan mein babul sawan ki thandi bahaaren chhalke nayan mora kaske re jiyara bachpan ki jab yaad aaye re ab ke baras bhej bhaiya ko babul bairan jawaani ne chheene khilaune aur meri gudiya churayee babul thi main tere naazon ki paali phir kyun huyi main paraayee beete re jug koi chitthiyaa na paati na koi naihar se aaye re ab ke baras bhej bhaiya ko babul sawan ne lee jo bulaaye re lautengi jab mere bachpan ki sakhiyan dijo sandesa bhijaay re ab ke baras bhej bhaiya ko babul
heyyyyyyyy haaaannnnnn aaaaaaa gaaaaaa reeeeeeeee aaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa ab ke hum bichhade bichhade ab ke hum bichhade to shaaaaaaayaddddddd kabhi khaabon mein milen ab ke hum bichhade to shaaaaayad kabhi khaabon mein milen jis tarah sooooookhe huye jis tarah sookhe phool kitaabon mein mile ab ke hum bichhade to dhundhe ujade huye dhuuuuunnnnn dhuuuuunnnnnn dhundhe ujade huye logoooooooooooon dhundhe ujade dhundhe ujade huye logon mein wafaa ke moti wafaaon ke motiiiiiiiiii motiiii wafaaon ke wafaaon ke wafaa ke dhundhe ujade dhuuunnnnnndh dhuuuuuuuunnnndhe dhundhe ujade dhundhe ujade huye logon ujade huye logon mein logon mein logon mein logon mein dhundhe ujade huye logon mein wafaa ke moti ye khazaane tujhe mumkin hai kharaabon milen ye khazaane tujhe mumkin hai kharaabon milen jis tarah sookhe phool kitaabon mein mile ab
ab ke hum bichhde to shayad kabhi khaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad kabhi khaabon mein milen jiss tarah sookhe huye phool kitaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad dhoondh ujade huye logon mein wafaa ke moti dhoondh ujade huye logon mein wafaa ke moti ye khizaan mein tujhe mumkin hain kairaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad tu khuda hai naa mera ishq farishton jaisa tu khuda hai naa mera ishq farishton jaisa donon insaan hain to kyun itne hizaabon mein milen jiss tarah sookhe huye phool kitaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad ghum e duniyaan bhi ghum e yaar mein shaamil kar lo ghum e duniyaan bhi ghum e yaar mein shaamil kar lo nashaa badhtaa hai sharaaben jo sharaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad ab naa main hoon naa tu hai naa wo maazi hai faraaq ab naa main hoon naa tu hai naa wo maazi hai faraaq jaise do saaye tamanna ke saraabon mein milen jiss tarah sookhe huye phool kitaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad
hooo ab ke naa saawan barse ab ke naa saawan barse hooooooo ab ke baras to barsengi ankhiyaan ab ke naa saawan barse hooooooo ab ke baras to barsengi ankhiyaan ab ke naa saawan barse jaane kaise ab ke ye mausam beete aaaaa aaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa jaane kaise ab ke ye mausam beete beetegi jo tere bin wo kam beete tere bina saawan sookheeee tere bina ab to ye mann tarse ab ke naa saawan barse hooooooo ab ke baras to barsengi ankhiyaan ab ke naa saawan barse jaane kab aaye din din dhal jaaye din dhal jaaye jaane kab aaye din din dhal jaaye tere bin ankhiyon se raat naa jaaye tere bina raat naa jaaye tere bina ab to ye din tarse ab ke naa saawan barse hooooooo ab ke baras to barsengi ankhiyaan ab ke naa saawan barse
ab ke saawan mein jee dare rim jhim tann pe paani gire ab ke saawan mein jee dare rim jhim tann pe paani gire mann mein lage aag si hooooo ooooo ooooo ab ke saawan mein jee dare rim jhim tann pe paani gire mann mein lage aag si hoooooooooo aisa mausam pehle kabhi bhi aaya nahin aisa baadal ambar pe sajnaa chhaaya nahin oooo oooooo aisa mausam pehle kabhi bhi aaya nahin aisa baadal ambar pe sajnaa chhaaya nahin hooooo ye suhaana samaa prem ki khoj mein mauj mein hoooo hoooo paagal premi ban ke phire rim jhim tann pe paani gire mann mein lage aag si hooooo ooooo ooooo ab ke saawan mein jee dare hmmmm rim jhim tann pe paani gire mann mein lage aag si aa tujhko aankhon mein chhupaa loon iss raat mein kajraa gajraa beh jaayega ri barsaat mein oooo oooooo aa tujhko aankhon mein chhupaa loon iss raat mein ho kajraa gajraa beh jaayega ri barsaat mein hooooo hosh se kaam lo raam kaa naam lo thaam loooo hoooo ooooo jaane bairan rutt kya kare hmmmm rim jhim tann pe paani gire
ab ke saawan mein jee dare rimjhim tan pe paani gire ab ke saawan mein jee dare rimjhim tan pe paani gire mann mein lageeeeee aag siii hoooo oooo oooo ooooo ab ke saawan mein jee dare rimjhim tan pe paani gire mann mein lageeeeee aag siii hoooooooo aisa mausam pelhe kabhi bhi aaya nahin aisa baadal ambar pe sajnaa chhaya nahin hooo oooo aisa mausam pelhe kabhi bhi aaya nahin aisa baadal ambar pe sajnaa chhaya nahin ho ye suhaana samaa prem ki khoj mein mauj meinnnnn hooooo ooooo pagal premi ban ke phire rimjhim tan pe paani gire mann mein lageeeeee aag siii hoooo oooo oooo ooooo ab ke saawan mein jee dare rimjhim tan pe paani gire mann mein lageeeeee aag siii aa tujh ko aankhon mein chhupa loon iss raat mein kajra gajra beh jaayega ri barsaat mein hoooo ooooo aa tujh ko aankhon mein chhupa loon iss raat mein kajra gajra beh jaayega ri barsaat mein hoooo hosh se kaam lo raam ka naam lo thaam loo oooo ooooo jaane bairan rutt kya kare rimjhim tan pe paani gire mann
ab ki baras bada julam hua mori baali umarya gayi kabhi sharmaye jiya kabhi ghabraye main to solah baras ki bhayi bhayi reee main to solah baras ki bhayi ab ki baras bada julam hua mori baali umarya gayi kabhi sharmaye jiya kabhi ghabraye main to solah baras ki bhayi bhayi reee main to solah baras ki bhayi apne paraye mohe dekhen ruk ruk ke reh jaye akhiyaan mori jhuk jhuk ke apne paraye mohe dekhen ruk ruk ke reh jaye akhiyaan mori jhuk jhuk ke chadhti umarya ke sang sang aye kaisi mussibat nayi main to solah baras ki bhayi bhayi reee main to solah baras ki bhayi ab ki baras bada julam hua mori baali umarya gayi kabhi sharmaye jiya kabhi ghabraye main to solah baras ki bhayi bhayi reee main to solah baras ki bhayi har koi kahe zara chalna sambhal ke jane kaise ghadi ghadi achara dhalke har koi kahe zara chalna sambhal ke jane kaise ghadi ghadi achara dhalke sang saheliyon ko maare mohe tana baatein kare kayi kayi bhayi main to solah baras ki bhayi bhayi reee main
ab koiiiiiii gulshan na ujde ab koiiiiiii gulshan na ujjjde ab watan aazaad hai ab koiiiiiii gulshan na ujjjde ab watan aazaad hai rooh ganga ki himaala ka badan aazaad hai rooh gangaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa khetiyaaaannnn sona ugaayen waadiyaan moti lootayen aaj gautam ki zamin tulsi ka ban aazaad hai oooooooo oooo oooooooo ooooooo oooooooo oooooo ooooo ooooo ooooo ooo mandiron mein shankh baaje masjidon mein hoooooo azaaan aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa shaikh ka dharam shaikh ka dharam aur deen e barhaman aazaad hai loot kaisi bhi ho ab iss desh mein rehne naa paayen aaj sabke waaste aaj sabke waaste dharti ka dhan aazaad hai ab koiiiiiii gulshan naa ujdeeeeeeeeee gulshan naa ujdeeeeeee
kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad aawaaz de rahi hain meri zindagi mujhe aawaaz de rahi hain meri zindagi mujhe jaaun main yaa naa jaaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad kaabe ka ehtaraam bhi meri nazar mein hai kaabe ka ehtaraam bhi meri nazar mein hai sar kiss taraf jhukaaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad teri nighaah e mast ne makhmoor kar diya teri nighaah e mast ne makhmoor kar diya kya maikade ko jaaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun tujhe dekhne ke baad nazron mein taabe deed hi baaki nahin rahe nazron mein taabe deed hi baaki nahin rahe kiss se nazar milaaun tujhe dekhne ke baad ab kya ghazal sunaun tujhe dekhne ke baad kaise sukoon paaun
ab kya misaal doon main tumhare shabaab ki insaan ban gayi hai kiran maahtaab ki ab kya misaal doon chehre mein ghul gaya hai haseen chaandni ka noor aankhon mein hai chaman ki jawaan raat ka suroor gardan hai ik jhuki huyi daali daali gulab ki ab kya misaal doon main tumhare shabaab ki ab kya misaal doon gesu khule to shaam ke dil se dhuan uthe chhoo le kadam to jhuk ke na phir aasman uthe sau baar jhilmilaye shamma shamma aaftaab ki ab kya misaal doon deewaar o dar ka rang ye aanchal ye pairhan ghar ka mere charaag hai boota sa ye badan tasveer ho tumhin mere jannat ke jannat ke khwaab ki ab kya misaal doon main tumhare shabaab ki insaan ban gayi hai kiran maahtaab ki ab kya misaal doon
aa jaao tadapte hain armaan aa jaao tadapte hain armaan ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai main roun yahan tum chup ho wahan ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai o chaand ki rangat udne lagi wo taaron ke dil ab doob gaye doob gaye hai dard bhara bechain samaa ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai iss chaand ke dole mein aayi nazar iss chaand ke dole mein aayi nazar ye raat ki dulhan chal di kidhar chal di kidhar aawaaz to do khoye ho kahan ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai ghabra ke nazar bhi haar gayi ghabra ke nazar bhi haar gayi taqdeer ko bhi neend aane lagi neend aane lagi tum aate nahin main jaaoon kahan ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai
ab tere dil mein hum aa gaye to tere dil mein rehnge to tujhe apna kehnge jhootha kasam ki kasam hum tere hain hum baat meri maan jhoothe nahin hum dil hai dil dil dil hai ye mera to tera ghar ye nahin hai to jagah khaali nahin hai jhoothi kasam ki kasam hum tere hain hum baat meri maan jhoothe nahin hum to abtere dil mein hum aa gaye to tere dil mein rehnge to tujhe apna kehnge jhootha agar tu kahe to tere naam likh doon agar tu kahe to tere naam likh doon main apne hazaaron janam wahan apni dhadkan bichha doon jahan tu meri jaan rakhe kadam teri dhadkanein hain dhadkti hai dhadke teri dhadkanein hain dhadkti hai dhadke dil is mein mera kya kare tera dil hai ghayal deewana hai pagal jo marta hai mujh pe mare tuna mili mar jaaunga sanam to jaan jaayegi meri to zindagi tu hai meri jhoootha kasam ki kasam hum tere hain hum baat meri maan jhoothe nahin hum to abtere dil mein hum aa gaye to tere dil mein rehnge to tujhe apna kehnge aa aa aa aa aa ye haathon ki mehndi
ab tere siwa ab tere siwa kaun mera krishan kanhiyyaa bhagwaan kinaare se laga de meri naiyyaa ab tere siwa ab tere siwa kaun mera krishan kanhiyyaa bhagwaan kinaare se laga de meri naiyyaa ab tere siwa meri khushi ki duniyaa baabul ne chheen li mere sukhon ki kaliyaan kismat ne been li meri khushi ki duniyaa baabul ne chheen li mere sukhon ki kaliyaan kismat ne been li ab tu hi bachaa laaj meri bansi bajaiyyaa bhagwaan kinaare se laga de meri naiyyaa ab tere siwa pooja nahin hai poori adhuri hai aarti pooja nahin hai poori adhuri hai aarti o shaam salone tujhe meera pukaarti o shaam salone tujhe meera pukaarti tujhe meera pukaarti kehti hai baar baar wo le le ke balaiyaan kehti hai baar baar wo le le ke balaiyaan bhagwaan bhagwaan bhagwaan kinaare se laga de meri naiyyaa ab tere siwa ab tere siwa kaun mera krishan kanhiyyaa bhagwaan kinaare se laga de meri naiyyaa ab tere siwa
ab to aa jaa o balam ab to aa jaa o balam furkat ke maare ro diye haal par duniyaa to duniyaa chaand taare ro diye ab to aa jaa o balam mere naale mere shikwe mere aansun mere ghum mere naale mere shikwe mere aansun mere ghum ek do ki baat kya hai aaj saare ro diye ab to aa jaa o balam shaam guzari raat aayi raat guzari din huaa shaam guzari raat aayi raat guzari din huaa ghum naa poochho zindagi ke har sahaare ro diye ab to aa jaa o balam meri chaahen meri aahen meri raahen lutt ghayin meri chaahen meri aahen meri raahen lutt ghayin doobti aankhon ke ab pyaase kinaare ro diye ab to aa jaa o balam furkat ke maare ro diye haal par duniyaa to duniyaa chaand taare ro diye ab to aa jaa o balam
aaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa ab to hai tum se har khushi apni ab to hai tum se har khushi apni tum pe marna hai zindagi apni ho ho ho ab to hai tum se har khushi apni jab ho gaya tum pe ye dil diwaana jab ho gaya tum pe ye dil diwaana phir chaahe jo bhi kahe hum ko zamaanaa koi banaaye baaten chaahe ab jitni ho ho ho ab to hai tum se har khushi apni tum pe marna hai zindagi apni ho ho ho ab to hai tum se har khushi apni aaaaa haaaaa haaaaa haaaa hooo hooo hooo ho ho aaaaa haaaaa haaaaa haaaa hooo hooo hooo ho ho aaaaaa aaaaaa aaa aaaaa aaaaaa tere pyaar mein badnaam door door ho gaye tere pyaar mein badnaam door door ho gaye tere saath hum bhi sanam mashhoor ho gaye dekho kahan le jaaye bekhudi apni ho ho ho ab to hai tum se har khushi apni tum pe marna hai zindagi apni ho ho ho ab to hai tum se har khushi apni
ab to ji hone laga kisi ki soorat ka samna gori gori goriyon ko pade na kahin re dil thamna ab to ji hone laga kisi ki soorat ka samna gori gori goriyon ko pade na kahin re dil thamna thandi thandi thandi dekho pawan chale dheere dheere dheere kaahe mann mein jale thandi thandi thandi dekho pawan chale dheere dheere dheere kaahe mann mein jale aa jaa kaahe door jaaye dekho tere paas aaye gori tere saajna ab to ji hone laga kisi ki soorat ka samna gori gori goriyon ko pade na kahin re dil thamna hansi hansi hansi gori mann mann mein khila khila khila pyaar tann mann mein hansi hansi hansi gori mann mann mein khila khila khila pyaar tann mann mein kaare kaare nain khole saiyaan ji ke paas dole humen batlaaye naa ab to ji hone laga kisi ki soorat ka samna gori gori goriyon ko pade na kahin re dil thamna jab jab jab naina piya se mile dhak dhak dhak mora jiyara hile jab jab jab naina piya se mile dhak dhak dhak mora jiyara hile duniyaa naa jaan jaaye koi pehchaan jaaye
ab woh karam karen ke sitam main nashen mein hoon mujhko na koi hosh na ghum main nashen mein hoon ab woh karam karen ke sitam main nashen mein hoon mujhko na koi hosh na ghum main nashen mein hoon seene se bojh unke ghumon ka utaar ke aaya hoon aaj apni jawaani ko haar ke jawaani ko haar ke kehte hain dagmagaate kadam main nashen mein hoon mujhko na koi hosh na ghum main nashen mein hoon ab woh karam karen ke sitam main nashen mein hoon mujhko na koi hosh na ghum main nashen mein hoon wo bewafaa hai ab bhi ye dil maantaa nahin kambakht naa samajh hai unhen jaantaa nahin unhen jaantaa nahin main aaj tod doonga bharam main nashen mein hoon mujhko na koi hosh na ghum main nashen mein hoon ab woh karam karen ke sitam main nashen mein hoon mujhko na koi hosh na ghum main nashen mein hoon main nashen mein hoon main nashen mein hoon
ab yaad naa kar bhool jaa aye dil wo fasana wo pyaar ki ghadiyaan wo muhabbat ka zamana ab yaad na kar kyun yaad tujhe aati hai beeti huyi baaten tu bhool jaa tu bhool jaa wo pyaar ke din pyaar ki raaten ab toot chuka hai wo tera khaab suhana wo pyaar ki ghadiyaan wo muhabbat ka zamana ab yaad na kar aye jhoomti lehrati huyi mast hawaaon aye chaand nazaron rangeen fizaaon tum jaa ke unhen aaj mera haal sunaao tum jaa ke unhen aaj mera haal sunaao keh do ke mera dil hai tumhara hi deewaana keh do ke mera dil hai tumhara hi deewaana hain pyaar ki ghadhiyaan hai muhabbat ka zamana hain pyaar ki ghadhiyaan pyaar ki ghadiyaan aati hai mere kaanon mein ye kis ki sadaaayennnnn tum dil se khud hi poochh loooo hum kyun ye bataayeeeee yaad aane lagaaaa yaad aane lagaa yaad aane lagaa phir mujhe wo bhoola fasaana wo pyaar ki ghadiyaan wo muhabbat ka zamana wo pyaar ki ghadiyaaan pyaar ki ghadiyaan aa jaa ke ab uss dard bhare din ko bhulayen armanon ke gulshan mein naye phool
abar habe to dekha e dekhai shesh dekha noyto abar habe to dekha e dekhai shesh dekha noyto ki chokhe tomay dekhi bojhate parini ajo hoyto e dekhai shesh dekha noyto jabar belay aaj kenoje keboli mane pare go asomaye nilakashe katodin kato megh jhare go shapather malateo majhe majhe kata jege ray to e dekhai shesh dekha noyto emon to hote pare sabi tumi khela bhebe niyechho kheyaler abhinaye amay kathar katha diyechho balona sahoj kore amay perechho tumi bujhte hoyni ektu deri e ganer kono mane khujte kachhe theke dure gele nei kichhu harabar bhay to e dekhai shesh dekha noyto abar habe to dekha e dekhai shesh dekha noyto e dekhai shesh dekha noyto e dekhai shesh dekha noyto
    Songs Title Film/Album Song Number
Ab Ke Baras Suneeta Rao 15033
Ab Ke Baras Bhej Bhaiya Bandini (1963) 12821
Ab Ke Hum Bichhade Mehdi Hassan 18428
Ab Ke Hum Bichhde (Mehdi Hasan) Jagjit Singh 11428
Ab Ke Naa Saawan Barse Kinara (1977) 13549
Ab Ke Saawan Dil Vil Pyar Vyar (2002) 20092
Ab Ke Saawan Mein Jaise Ko Taisa (1973) 15113
Ab Ki Baras Bada Zulam Hua Morchha (1980) 32299
Ab Koi Gulshan Na Ujde Mujhe Jeene Do (1963) 13798
Ab Kya Ghazal Sunaun Talat Aziz 18387
Ab Kya Misaal Aarti (1962) 20094
Ab Raat Guzarne Waali Awara (1951) 20007
Ab Tere Dil Mein Hum Aarzoo (1999) 20096
Ab Tere Siwa Kaun Mera Kismat (1943) 13552
Ab To Aa Jaa O Balma Poonam (1952) 13967
Ab To Hai Tum se Abhimaan (1973) 20097
Ab To Ji Hone Laga Mr & Mrs 55 (1955) 13777
Ab Woh Karam Karen Marine Drive (1955) 15624
Ab Yaad Naa Kar Anokha Pyar (1948) 12705
Abar Hobe To Dekha Manna Dey 14911