MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi sansanahat si huyi thartharaahat si huyi sansanahat si huyi thartharaahat si huyi jaag uthe khwaab kayi baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi nain jhuk jhuk ke uthe paanv ruk ruk ke uthe nain jhuk jhuk ke uthe paanv ruk ruk ke uthe aa gayi chaal nayi baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi zulf shaane pe mudi ek khushboo si udi zulf shaane pe mudi ek khushboo si udi khul gaye raaz kayi baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi jaane kya maine suni baat kuchh ban hi gayi jaane kya toone kahi
hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm iss zamaane mein iss muhabbat ne kitne dil tode kitne ghar phoonke jaane kyun log muhabbat kiyaa karte hain jaane kyun log muhabbat kiyaa karte hain dil ke badle dard e dil liyaa karte hain jaane kyun log muhabbat kiyaa karte hain tanhaai milti hai mehfil nahin milti raahen muhabbat mein kabhi manzil nahin milti dil tut jaataa hai naaqaam hotaa hai ulfat mein logon kaa yahi anjaam hotaa hai koi kyaa jaane kyun ye parvaane kyun machalte hain ghum mein jalte hain aahen bhar bhar ke diwaane jiyaa karte hain aahen bhar bhar ke diwaane jiyaa karte hain jaane kyun log muhabbat kiyaa karte hain saawan mein aankhon ko kitanaa rulaati hai furqat mein jab dil ko kisi ki yaad aati hai ye zindagi yun hi barbaad hoti hai har waqt honthon pe koi fariyaad hoti hai naa davaaon kaa naam chaltaa hai naa duaaon se kaam chalataa hai zahar ye phir bhi sabhii kyun piyaa karaten hain zahar ye phir bhi sabhii kyun piyaa karaten hain jaane kyun log muhabbat kiyaa
jaane kyun mujhe ab yun lage pyaar ke bina jeena bhi hai sazaa jaane kyun mujhe ab yun lage pyaar ke bina jeena bhi hai sazaa o mere saathi mausam haseen hai aa jaa sanam tujhe kasam sun le dil ki sadaa jaane kyun mujhe ab yun lage pyaar ke bina jeena bhi hai sazaa jaaga jo dard dil mein bechain ho gaya dil hoooo tu hi dawaa hai dil ki aise mein pyaar se mil ye dillagi ban ke rahi dil ki lagi o mere saathi mausam haseen hai aa jaa sanam tujhe kasam sun le dil ki sadaa tanha nahin katengi iss zindagi ki raahen manzil tab milengi baahon mein jab ho baahen jab tak rahen aa jaa sanam mil ke chalen o mere saathi mausam haseen hai aa jaa sanam tujhe kasam sun le dil ki sadaa jaane kyun mujhe ab yun lage pyaar ke bina jeena bhi hai sazaa o mere saathi mausam haseen hai aa jaa sanam tujhe kasam sun le dil ki sadaa
jaane waale se mulaaqat na hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi dil ki dil hi mein rahi baat na hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi chandani khil naa saki chaand ne munh mod liya chandani khil naa saki chaand ne munh mod liya jiska armaan tha wo raat naa hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi dil mein toofan uthe phir bhi zubaan khul naa saki dil mein toofan uthe phir bhi zubaan khul naa saki badliyaan chhaa gayin barsaat naa hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi
jaane wafa jaane jahaan jaane tamanna kahoon tu hi bata aye ajnabi aakhir tujhe kya kahoon haai main pyaar ki nanhi kali tum chaahe jo naam do tum kaun ho kya naam hai tum bhi zara kuchh kaho mera naam pyaar hai maine duniya ko di zindagi mera naam pyaar hai maine duniya ko di zindagi jinewaale mere naam par jinewaale mere naam par rehate hain zinda marke bhi main pyaar ki nanhi kali tum chaahe jo naam do tum kaun ho kya naam hai tum bhi zara kuchh kaho jaane wafa jaane jahaan jaane tamanna kahoon tu hi bata aye ajnabi aakhir tujhe kya kahoon haai mera naam husn hai meri parchhaayi hai chaandani mera naam husn hai meri parchhaayi hai chaandani uthti hai jo dil ke saaj se uthti hai jo dil ke saaj se main hoon woh pyaar ki raagini jaane wafa jaane jahaan jaane tamanna kahoon tu hi bata aye ajnabi aakhir tujhe kya kahoon haai main pyaar ki nanhi kali tum chaahe jo naam do tum kaun ho kya naam hai tum bhi zara kuchh kaho hum jahaan bhi saath ho hasti hai fasle gul bhi
jaane wo kaise log the jin ke pyaar ko pyaar mila hum ne to jab kaliyaan maangin kaanton ka haar milaaaaa jaane wo kaise log the jin ke pyaar ko pyaar mila khushiyon ki manzil dhundhi to ghum ki gard miliiiii khushiyon ki manzil dhundhi to ghum ki gard miliiiii chaahat ke naghme chaahe to aahen sard mili dil ke bojh ko doona kar gaya jo ghumkhwaar mila hum ne to jab kaliyaan maangin kaanton ka haar milaaaaa jaane wo kaise log the jin ke pyaar ko pyaar mila bichhad gayaaaaa bichhad gayaa bichhad gaya har saathi de kar pal do pal ka saath kis ko fursat hai jo thaame deewanon ka haath hum ko apna saaya tak aksar bezaar mila hum ne to jab kaliyaan maangin kaanton ka haar milaaaaa jaane wo kaise log the jin ke pyaar ko pyaar mila iss ko hi jeena kehte hain to yoon hi jee lengeeeeee iss ko hi jeena kehte hain to yoon hi jee lengeee uff naa karenge lab see lenge aansoo pee lenge ghum se ab ghabraana kaisa ghum sau baar mila hum ne to jab kaliyaan maangin kaanton ka haar
jaane wo kaun hai kya naam hai unn aankhon kaa dil pe anjaani si tasveer bana deti hai bujh ke reh jaati hai jab koi tamanna dil mein ik charaag aur bhi chupke se jala deti hai jaane wo kaun hai mujhko behlaati hai naashad jo hota hoon kabhi neend mein rang milaati hai jo sota hoon kabhi jaagta hoon to haaye jaagta hoon to kayi khaab dikhaa deti hai jaane wo kaun hai kya naam hai unn aankhon kaa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm jab bhi uthti hai chhalakti hai gulaabi ki tarah der tak main to behktaa hoon sharaabi ki tarah kya kahoon chupke se haaye kya kahoon chupke se kya cheez pilaa deti hai jaane wo kaun hai roz milti hai wo tanhaa nahin rehne deti ye hai baat aur ke apna nahin kehne deti aur keh doon to haaye aur keh doon to palak hans ke jhuka deti hai jaane wo kaun hai
jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le dekh le tere sadd ke idhar dekh le tere sadd ke idhar dekh le jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le ye bahaaren ye chaman sab khushi se hai magan choome kadmon ko tere chaand ki pehli kiran aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa jaane jaan ruh e wafaa dil hai deewana tera chaahe apna naa samjh neechi nazaren to utha gair hi jaan kar dekh le jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le dekh le tere sadd ke idhar dekh le aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa jo bhi marzi hai teri hai wohi meri khushi meri jaanib se tujhe ho mubaaraq ye ghadi aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa zulf ki chhanv tale pyaar ka daur chale shaam e furqat mein agar koi jalta ho jale tu khushi ki sehar dekh le jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le dekh le tere sadd ke idhar dekh le usne yusuf ki kasam dagmagaate hain kadam jee mein aata hai yahi chheen loon tera sanam aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa lekin main mast e adaa maan
hmmmmmm jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm jaaneman jaaneman jaaneman kisi kaa naam nahin phir bhi ye naam honthon pe naa ho aisi koi subah nahin shaam nahin jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman maine sirf khyaalon se khaabon ki sej sajaayi hai dil ki khaali deewaron par ik tasveer banaayi hai maine sirf khyaalon se khaabon ki sej sajaayi hai dil ki khaali deewaron par ik tasveer banaayi hai tasveeron pe marta hoon waqt guzaara kartaa hoon main mehboob ki galiyon kaa koi aashique badnaam nahin jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman kal ki baat khuda jaane par aaj talak wo baat nahin kal ki baat khuda jaane par aaj talak wo baat nahin dil par baadal chhaye hain par aankhon mein barsaat nahin kaisa main deewana hoon aisa main mastaana hoon pyaas to hai inn honthon par lekin haathon mein jaam nahin jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman kisi kaa naam nahin phir bhi ye naam honthon pe naa ho aisi koi subah nahin shaam nahin jaaneman
aaj hum ishq ka izhaar karein to kya ho jaan pehchaan se inkaar karein to kya ho bhari mehfil mein tumhein pyaar karein to kya ho koshishein aap ki bekaar karein to kya ho kehte darti ho dil mein marti ho jaaneman tum kamaal karti ho jaaneman tum kamaal karti ho kehte darti ho dil mein marti ho jaaneman tum kamaal karti ho ho jaaneman tum kamaal karti ho aankhon aankhon mein muskuraati ho baaton baaton mein dil lubhaati ho narm saanson ki garm leharon se dil ke taaron ko gudgudati ho in sab baaton ka matlab puchhein to rang chehare ka laal karti ho jaaneman tum kamaal karti ho chup bhi rahiye ye kya qayamat hai aap ki bhi ajeeb aadat hai itna hungama kis liye aakhir pyaar hai yaa koi museebat hai jab bhi miltey ho jaane tum kya kya ulte seedhe savaal karte ho jaaneman tum kamaal karte ho mastiyaan si fazaan pe chhaayin hain vaadiyaan rang mein nahaain hain narm sabz pe shokh phulon ne makhmali chhaadarien bichhaayin hain chhodo sharmaanaa aise mausam mein tabiyat
jaani o jaani jaani o jaani jaani o jaani jaldi se aaja mil jaa ke beeti jaaye ye jawaani jaani o jaani jaldi se aaja mil jaa ke beeti jaaye ye jawaani jaani o jaani jaani o jaani bigda naseeba banne ke liye ek ishaara tera kaafi hai bigda naseeba banne ke liye ek ishaara tera kaafi hai aashique ke jeene marne ke liye itna sahaara tera kaafi hai tujh pe loota doonga mitaa doonga main ye zindagaani jaani o jaani jaani o jaani aankhon mein teri tasveer liye dhoondh raha hoon tujhe raste mein aankhon mein teri tasveer liye dhoondh raha hoon tujhe raste mein teri gali mein tera deewana bech raha hai dil saste mein kar le ye sauda le jaa de jaa raani dil ki nishaani jaani o jaani jaani o jaani
jaanu jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa jaanu jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa main bhi jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa are jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa main bhi jaanu ri peepal ki chhaiyaan tale batiyaan banaaiye ke peepal ki chhaiyaan tale peepal ki chhaiyaan tale batiyaan banaaiye ke bhole bhaale dil ko le gaya udaaiyi ke sakhi jaanu ri jhoome hai kaahe tora jhumka sakhi jaanu ri jhoome hai kaahe tora jhumka main bhi jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa jaanu jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa main bhi jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa baiyaan marod ke gher ke gheraaiyi ke baiyaan marod ke baiyaan marod ke gher ke gheraaiyi ke baith gaye chhailwaa mann mein samaaiye ke gori jaanu main kahaan pe giri hai tori bindiyaa gori jaanu main kahaan pe giri hai tori bindiyaa jaanu jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa main bhi jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa jaanu ri jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa tu naa keh kisi
jaanu meri jaan main tere qurbaan jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan jaanu meri jaan main tere qurbaan jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan gusse se hai pyaar bada pyaar se aitbaar jab aa jaaye aa jaana main karoonga intezaar gusse se hai pyaar bada pyaar se aitbaar jab aa jaaye aa jaana main karoonga intezaar are jaanu meri jaan main tere qurbaan jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan are nazron se na tol mujhe dil se kaam le tu jis ki woh tere bin kyun kisi ka naam le nazron se na tol mujhe dil se kaam le tu jis ki woh tere bin kyun kisi ka naam le jaanu meri jaan main tere qurbaan o jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan hey hey hey hey
jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo aye gulnaar aye gulnaar jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo aye gulnaar aye gulnaar ho boloooo kuchh to bolo bolo bolo ho bolo aye gori haseena are mushkil hua jeena bahaaron ke shehar mein o meri raani haaye haaye haaye haaye tum hi kuchh bataao naa itna sataao paanv tale dekho humara dil naa ho jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo aye gulnaar aye gulnaar jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo aye gulnaar aye gulnaar sooraj se bhi poochha aur kirnon se bhi poochha sunta nahin koi humari baaten haaye haaye haaye haaye phoolon se bhi poochha aur kaliyon se bhi poochha koi kuchh naa bola aur main to loot gaya jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo bolo aye gulnaar aye gulnaar jaanun kya mera dil ab kahaan kho gaya bolo bolo bolo
jaao re jogi tum jaao re jaao re jogi tum jaao re ye hai premiyon ki nagri yahaan prem hi hai pooja jaao re jogi tum jaao re ye hai premiyon ki nagri yahaan prem hi hai pooja jaao re jogi tum jaao re prem ki peeda sachaa sukh hai prem bina ye jeevan dukh hai prem ki peeda sachaa sukh hai prem bina ye jeevan dukh hai jaao re jogi tum jaao re ye hai premiyon ki nagri yahaan prem hi hai pooja jaao re jogi tum jaao re jeevan se kaisa chhutkaara hai nadiyaa ke saath kinaara jeevan se kaisa chhutkaara hai nadiyaa ke saath kinaara jaao re jogi tum jaao re ye hai premiyon ki nagri yahaan prem hi hai pooja jaao re jogi tum jaao re gyaan ki kaisi seema gyaani gaagar mein saagar kaa paani gyaan ki kaisi seema gyaani gaagar mein saagar kaa paani jaao re jogi tum jaao re ye hai premiyon ki nagri yahaan prem hi hai pooja jaao re jogi tum jaao re jaao re jogi tum jaao re jaao re jogi tum jaao re
jaata hoon main mujhe ab na bulana meri yaad bhi apne dil mein na laana mera hai kya meri manzil na koi thikana jaata hoon main pyaasa tha bachpan jawaani bhi meri pyaasi pichhe ghumon ki gali aage udhasi pyaasa tha bachpan jawaani bhi meri pyaasi pichhe ghumon ki gali aage udhasi hooo oooo main tanhaayi ka raahi koi apna na begaana mujhe ab na bulana meri yaad bhi apne dil mein na laana mera hai kya meri manzil na koi thikana mujhko hansi bhi mili saaye liye dukh ke khul ke na roya kisi kaandhe pe jhuk ke mujhko hansi bhi mili saaye liye dukh ke khul ke na roya kisi kaandhe pe jhuk ke hooooo oooo mera jeevan bhi kya hai adhura sa ik afsaana mujhe ab na bulana meri yaad bhi apne dil mein na laana mera hai kya meri manzil na koi thikana jaata hoon main tha pyaar ka ek diya wo bhi bhujaa daala dhundhalaa sa bhi kahin kyun ho ujaala tha pyaar ka ek diya wo bhi bhujaa daala dhundhalaa sa bhi kahin kyun ho ujaala hooooo oooo ab unn yaadon se keh do meri duniyaan mein na
jaate ho to jaao par jaaoge kahaan baabu ji tum aisa dil paaoge kahaan jaate ho to jaao par jaaoge kahaan baabu ji tum aisa dil paaoge kahaan aaye hain door se milne hazoor se humko saja na do ji dil ke kasoor se aaye hain door se milne hazoor se humko saja na do ji dil ke kasoor se aadhi hai raat abhi baaki hai baat abhi chhodo na saath abhi baabu ji jaate ho kahaan jaate ho to jaao par jaaoge kahaan baabu ji tum aisa dil paaoge kahaan dil tum pe vaar ke duniyaa ko haar ke baithe hain der se ji raste mein pyaar ke dil tum pe vaar ke duniyaa ko haar ke baithe hain der se ji raste mein pyaar ke thodi si chaah de do seene mein raah de do dil ko panaah de do baabu ji jaate ho kahaan jaate ho to jaao par jaaoge kahaan baabu ji tum aisa dil paaoge kahaan milne ki aas hai jalwon ki pyaas hai sab hai tumhaare liye jo dil ke paas hai milne ki aas hai jalwon ki pyaas hai sab hai tumhaare liye jo dil ke paas hai yuun na nihaal karo dil na behaal karo kuchh to kayaal karo
jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate jodein yehi jodein yehi todein sab naate jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate mann jitna jeena chaahe tan utna hi marta jaaye insaan ki himaakat dekho umeed hi karta jaaye koi raah manzil ki kahin soojhe to batlaaye jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate rang aur sugandh ka jaadu sadiyon se chalta aaya insaan inhin mein dooba nadaan yehi bharmaaya ab kaun ye soche kya khoya aur kya paaya jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate vishwaas mein vaas hai vish ka aasha mein chhupi hai niraasha shabdon ke sang na behna hai chal se bhari har bhasha insaan ka dil bhi pathhar sa jaaye tarasha jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate jodein yehi jodein yehi todein sab naate jaate hue ye pal chhin kyun jeevan liye jaate kyun jeevan liye jaate kyun jeevan liye jaate
tose naina laage tose naina laage tose naina laage piyaa saanvare nahin bas mein ab ye jiyaa saanvare tose naina laage piyaa saanvare nahin bas mein ab ye jiyaa saanvare muhobbat to ek jaaveda zindagi hai muhobbat to ek jaaveda zindagi hai tose naina laage mili roshani tose mann jo laaga mili zindagi tose naina laage mili roshani tose mann jo laaga mili zindagi muhobbat to ek jaaveda zindagi hai muhobbat to ek jaaveda zindagi hai muhobbat ki hai daastaan zindagi muhobbat na ho to kahaan zindagi muhobbat ki hai daastaan zindagi muhobbat na ho to kahaan zindagi muhobbat to ek jaaveda zindagi hai muhobbat to ek jaaveda zindagi hai tose naina laage shamaa ko pighalane ka armaan kyun hai patange ko jalne ka armaan kyun hai isi shauk ka imtihaan zindagi hai isi shauk ka imtihaan zindagi hai pa dha ma dha pa ga re sa sa re ga ma aa aa aa aa aa aa aa aa aa pa dha ni dha pa ga re sa sa re ga ma pa pa dha ma dha pa ga re sa sa re ga ma muhobbat jise baksh de zindgaani nahin
jaayen to jaayen kahan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan o jaane waale daaman chhuda ke mushkil hai jeena tujhko bhoola ke o jaane waale o jaane waale daaman chhuda ke mushkil hai jeena tujhko bhoola ke iss se to hai maut aasaan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan aaaaa aaaaaa aaaaaaa seene mein shole saanson mein aahen iss zindagi se kaise nibhaayen seene mein shole seene mein shole saanson mein aahen iss zindagi se kaise nibhaayen har zazbaa hai veeraan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan
    Songs Title Film/Album Song Number
Jaane Kya Toone Kahi Pyaasa (1957) 20616
Jaane Kyun Log Muhabbat Mehboob Ki Mehndi (1971) 11851
Jaane Kyun Mujhe Ab Yun Lage Agreement (1980) 15178
Jaane Waale Se Mulaaqat Amar (1954) 12647
Jaane Wafa Jaane Jahaan Dil Tera Deewana (1962) 32540
Jaane Wo Kaise Log The Pyaasa (1957) 14000
Jaane Wo Kaun Hai Bheegi Raat (1965) 12912
Jaaneman Ek Nazar Mere Mehboob (1963) 13730
Jaaneman Jaaneman Jaaneman (1976) 20618
Jaaneman Tum Kamaal Karti Ho Trishul (1978) 20620
Jaani O Jaani Raja Jani (1972) 14045
Jaanu Jaanu Ri Insaan Jaag Utha (1959) 12015
Jaanu Meri Jaan Shaan (1980) 18211
Jaanun Kya Mera Dil Ziddi (1964) 14452
Jaao Re Jogi Amrapali (1966) 12659
Jaata Hoon Main Daadi Maa (1966) 13012
Jaate Ho To Jaao Par Milap (1955) 32257
Jaate Hue Ye Pal Chhin Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978) 20623
Jaaveda Zindagi (Tose Naina Laage) Anwar (2007) 15078
Jaayen To Jaayen Kahan Taxi Driver (1954) 12151