MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

mere liye to bas wahi pal hain haseen bahaar ke tum saamne baithi raho main geet gaaun pyaar ke main geet gaaun pyaar ke main jaanta hoon pyaar ki pooja yahaan apraadh hai apraadh ye har pal karun mann mein yahi ik saadh hai mann mein yahi ik saadh hai mujh ko mili hai ye khushi jeevan ki baazi haar ke tum saamne baithi raho main geet gaaun pyaar ke main geet gaaun pyaar ke seekha nahin maine kabhi saiyanm se mann ko baandhana hai saadhna meri tumhare roop ki aaradhna roop ki aaradhna tum saath do to tod doon saare niyam sansaar ke tum saamne baithi raho main geet gaaun pyaar ke main geet gaaun pyaar ke
tum se badhkar duniyaa mein tum se badhkar duniyaa mein naa dekha koi aur zubaan par aaj dil ki baat aa gayi tum se badhkar duniyaa mein naa dekha koi aur zubaan par aaj dil ki baat aa gayi kya khoob aankhen hai teri inmein zindagaani hai meri jee lenge hum dekh dekh ke inko kya khoob aankhen hai teri tu hi tu khaabon mein tu hi tu khaabon mein hai naa dujaa koi aur zubaan par aaj dil ki baat aa gayi tum se badhkar duniyaa mein naa dekha koi aur zubaan par aaj dil ki baat aa gayi sundartaa tune wo paayi naazaan hai tum pe khudaayi naaz nahin apne par phir tujhko sundartaa tune wo paayi dil ka haseen tere jaisa dil ka haseen tere jaisa naa dekha koi aur zubaan par aaj dil ki baat aa gayi tum se badhkar duniyaa mein naa dekha koi aur zubaan par aaj dil ki baat aa gayi baaton mein teri ik adaa hai teri adaa mein wafaa hai phir phir tujhse milne ko jee chaahe baaton mein teri ik adaa hai dil mein itnaa pyaar liye dil mein itnaa pyaar liye naa aaya koi aur zubaan par
ho tum se door rehke ho tum se door rehke humne jaana pyaar kya hai dil ne maana yaar kya hai ho tum se door rehke ho tum se door rehke humne jaana pyaar kya hai dil ne maana yaar kya hai ho ho tum se door rehke tum ko paake na pehlu mein lagta thaa yun jite hain kis liye aur zinda hain kyun hum bhi rahte the bechain se har ghadi bin tumhare to viraan thi zindagi bin tumhare to viraan thi zindagi ho tum se door rehke ho tum se door rehke duriyaan kis liye mil gaye hain jo hum ab to hone do armaan pure sanam waqt aane pe meet jayengi duriyaan jab na hongi zamane ki majbooriyaan jab na hongi zamane ki majbooriyaan ho tum se door rehke ho tum se door rehke
tum sitam aur karo toota nahin dil ye abhi tum sitam aur karo toota nahin dil ye abhi hum bhi kya yaad karenge tumhe chaaha tha kabhi tum sitam aur karo toota nahin dil ye abhi ye wohi honth hain jo geet mere gaate the ye wohi gesu hai jo mujh pe bikhar jaate the aaj kya ho gaya kyun ho gaye begaane sabhi tum sitam aur karo toota nahin dil ye abhi apne khaabon ka jahaan mujh mein kabhi dhundha tha apne khaabon ka jahaan mujh mein kabhi dhundha tha tum wohi ho ke kabhi tumne mujhe pooja tha dekhte ho humein aise ke na dekha ho kabhi tum sitam aur karo toota nahin dil ye abhi
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum to dil ke taar chhed kar ho gaye bekhabar chaand ke tale jalenge hum aye sanam raat bhar tum to dil ke taar chhed kar tum ko neend aayegi tum to so hi jaaoge tum ko neend aayegi tum to so hi jaaoge kiska le liya hai dil ye bhi bhool jaaoge ye to keh do ek baar khawaab mein to aaoge ye to keh do ek baar khawaab mein to aaoge khawaab mein to aaoge tum to dil ke taar chhed kar ho gaye bekhabar tum to dil ke taar chhed kar apni ek aur raat uljhanon mein jaayegi apni ek aur raat uljhanon mein jaayegi shokh shokh wo adaa humko yaad aayegi mast mast har nazar dard ban ke chhayegi mast mast har nazar dard ban ke chhayegi dard ban ke chhayegi tum to dil ke taar chhed kar ho gaye bekhabar tum to dil ke taar chhed kar aaj sabr ka bhi haath humse chhotne laga aaj sabr ka bhi haath humse chhotne laga ab to baat baat par dil bhi ruthne laga kya gazab hai har koi humko lootne laga kya gazab hai har koi humko lootne laga humko lootne laga
aa aa aa aa aa aaaa aa aa aaaa tum to tum to pyaar ho sajna tum to pyaar ho mujhe tum se pyaara aur na koi tum to pyaar ho sajna tum to pyaar ho sajni tum to pyaar ho mujhe tum se pyaara aur na koi tum to pyaar ho aaaa aa aa aaaa aaaa aa aa kitna hai pyaar humse itna bata do ambar pe taare jitne itna samjh lo teri kasam teri yaad mujhe loote kasamein to khaane waale hote hain jhoote chalo jaao hato jaao dil ka daaman chhodo tum to pyaar ho sajni tum to pyaar ho mujhe tum se pyaara aur na koi tum to pyaar ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho aake na jaaye kabhi aisi bahaar ho tum bhi humaare liye jeevan singaar ho teri kasam tu hai aankh ke til mein tum bhi chhupi ho mere sheesha e dil mein mere humdam mere humdam meri baat to maano tum to pyaar ho sajna tum to pyaar ho mujhe tum se pyaara aur na koi tum to pyaar ho sajni tum to pyaar ho sajna o sajni tum to pyaar ho
reshmaa baadal reshmaa baadal baadal baadal baadal tum yaad naa aaya karo tum yaad naa aaya karo yaad aane se pehle tum aa jaaya karo tum yaad naa aaya karo oooooo oooooo tum yaad naa aaya karo oooooo oooooo tum yaad naa aaya karo tum yaad naa aaya karo yaad aane se pehle tum aa jaaya karo tum yaad naa aaya karo tum yaad naa aaya karo kyun saari duniyaa ki badnaami lete hoo kyun saari duniyaa ki badnaami lete hoo kyun naam mera le ke aawaazen dete ho aawaazen dete ho aawaazen dete ho aankhon ke ishaaron se tum mujhko bulaayaa karo tum yaad naa aaya karo haaye tum yaad naa aaya karo panghat par pardesi pyaasa marr jaayega panghat par pardesi pyaasa marr jaayega ye dil deewana hai ye dil deewana hai ye kuchh kar jaayega ye kuchh kar jaayega apne deeewane par zulfon kaa saaya karo tum yaad naa aaya karo tum yaad naa aaya karo dil ke andar baahar ik dard saa uthta hai dil ke andar baahar ik dard saa uthta hai aise jaise koi kaanta saa chubhata hai kaanta saa chubhata
tum zindagi ko ghum kaa tum zindagi ko ghum kaa fasaana bana gaye aankhon mein intezaar ki duniyaa basaa gaye tum zindagi ko ghum kaa fasaana bana gaye aankhon mein intezaar ki duniyaa basaa gaye tumse thi mere pyaar ki duniyaa basi huyi tumse thi mere pyaar ki duniyaa basi huyi hooooo ooooo ooooo oooooo hooooo ooooo ooooo oooooo tumse thi zindagi ke andhere mein roshni tum kya gaye charaag e muhabbat bhujhaa gaye tum zindagi ko ghum kaa fasaana bana gaye aankhon mein intezaar ki duniyaa basaa gaye duniyaa ujad gayi mere sabr o qaraar ki duniyaa ujad gayi mere sabr o qaraar ki hooooo ooooo ooooo oooooo hooooo ooooo ooooo oooooo ro ro ke raat kaatti hoon intezaar ki jab chaand par nazar padi tum yaad aa gaye tum zindagi ko ghum kaa fasaana bana gaye aankhon mein intezaar ki duniyaa basaa gaye
tumhaare bin jee naa lage ghar mein tumhaare bin jee naa lage ghar mein balam ji tumse mila ke ankhiyaan balam ji tumse mila ke ankhiyaan tumhaare bin jee naa lage ghar mein badal gayi main to ek nazar mein badal gayi main to ek nazar mein balam ji tumse mila ke ankhiyaan tumhaare bin jee naa lage ghar mein ye tumne kaisa dikhayaa sapnaa main pichhe sab chhod aayi apna pichhe sab chhod aayi apna khadi hoon rango ke ek nagar mein badal gayi main to ek nazar mein badal gayi main to ek nazar mein balam ji tumse mila ke ankhiyaan tumhaare bin jee naa lage ghar mein chubhan si hai dil mein pyaari pyaari hai meethi meethi si beqaraari meethi meethi si beqaraari jalan suhaani si hai jigar mein badal gayi main to ek nazar mein badal gayi main to ek nazar mein balam ji tumse mila ke ankhiyaan tumhaare bin jee naa lage ghar mein tumhaare bin jee naa lage ghar mein tumhaare bin jee naa lage ghar mein balam ji tumse mila ke ankhiyaan tumhaare bin jee naa lage ghar mein jee naa
tumhaare bulaane ko jee chaahata hai jee chaahata hai tumhaare bulaane ko jee chaahata hai jee chaahata hai muqqaddar banaane ko jee chaahata hai jee chaahata hai tumhaare bulaane ko jo tum aao to saath khushiyaan bhi aayen khushiyaan bhi aayen jo tum aao to saath khushiyaan bhi aayen khushiyaan bhi aayen mera muskuraane ko jee chaahata hai jee chaahata hai tumhaare bulaane ko tumhaari mohabbat mein khoyi huyi hun khoyi huyi hun tumhaari mohabbat mein khoyi huyi hun khoyi huyi hun tumhen yeh bataane ko jee chaahata hai jee chaahata hai tumhaare bulaane ko yeh jee chaahata hai ke tumhaari bhi sun lun tumhaari bhi sun lun yeh jee chaahata hai ke tumhaari bhi sun lun tumhaari bhi sun lun khud apni sunaane ko jee chaahata hai jee chaahata hai muqqaddar banaane ko jee chaahata hai jee chaahata hai tumhaare bulaane ko
tumhaare hain tumse daya maangte hain tumhaare hain tumse daya maangte hain tere laadlon ki dua maangte hain tere laadlon ki dua maangte hain yateemon ki duniya mein hardam andhera yateemon ki duniya mein hardam andhera idhar bhool kar bhi na aaya savera idhar bhool kar bhi na aaya savera kisi shaam ko ek pal bhar jale jo kisi shaam ko ek pal bhar jale jo hum aasha ka aisa diya maangte hain tere laadlon ki dua maangte hain thei hum jinki aankhon ke chanchal sitaare thei hum jinki aankhon ke chanchal sitaare humein chhod wo iss jahaan se sidhaare humein chhod wo iss jahaan se sidhaare kisi ki na ho jaisi qismat hai apni kisi ki na ho jaisi qismat hai apni dukhi dil sabhi ka bhala maangte hain tere laadlon ki dua maangte hain bacha ho jo roti ka tukda dila do bacha ho jo roti ka tukda dila do jo utra ho tan se wo kapda dila do jo utra ho tan se wo kapda dila do tumhaare hain tumse daya maangte hain tere laadlon ki dua maangte hain
tumhaari berukhi se pareshaan hain nazaare tumhaari berukhi se pareshaan hain nazaare zara sa muskuraa ke tum inhein de do sahaare tumhaari berukhi se pashemaan kis liye hoti ho tum apni jawaani se khushi aur ghum ka rishta to rahega zindgaani se hai ghum kaisa kaho humse jo hai dil mein tumhaare tumhaari berukhi se pareshaan hain nazaare tumhaari berukhi se jalega dil bahaaron ka jo tum aansoon bahaaogi milega chain kaliyon ko agar tum muskuraaogi usi ki zindagi hai jo isse hans kar guzaare tumhaari berukhi se pareshaan hain nazaare tumhaari berukhi se zara sa muskuraa ke tum inhein de do sahaare tumhaari berukhi se hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm
tumhaari nazar kyun khafaa ho gayee khataa bakhsh do gar khataa ho gayee tumhaari nazar kyun khafaa ho gayee khataa bakhsh do gar khataa ho gayee humara iraada to kuchh bhi na tha tumhaari khataa khud sazaa ho gayee humara iraada to kuchh bhi na tha tumhaari khataa khud sazaa ho gayee sazaa hee sahi aaj kuchh to milaa hai sazaa mein bhi ik pyaar ka silsila hai sazaa hee sahi aaj kuchh to milaa hai sazaa mein bhi ik pyaar ka silsila hai mohabbat ka ab kuchh bhi anjaam ho mulaaqat ki ibtedaa ho gayee tumhaari nazar kyun khafaa ho gayee khataa bakhsh do gar khataa ho gayee humara iraada to kuchh bhi na tha tumhaari khataa khud sazaa ho gayee mulaaqat per itne magroor kyun ho humari khushamad pe majbur kyun ho mulaaqat per itne magroor kyun ho humari khushamad pe majbur kyun ho manane ki aadat kahan pad gayee satane ki talim kya ho gayee tumhaari nazar kyun khafaa ho gayee khataa bakhsh do gar khataa ho gayee la la la la la la la la la la la la la la la la la la la
tumhaari nazron mein humne dekha ajab si chaahat jhalak rahi hai tumhaari nazron mein humne dekha ajab si chaahat jhalak rahi hai tumhaare honthon ki surkhiyon se tumhaare honthon ki surkhiyon se wafaa ki shabnam chhalak rahi hai tumhaari nazron mein humne dekha ajab si chaahat jhalak rahi hai tumhaari nazron mein humne dekha ajab si chaahat jhalak rahi hai humaari saanson ko chhoo ke dekho humaari saanson ko chhoo ke dekho tumhaari khushboo mehak rahi hai tumhaari nazron mein humne dekha ajab si chaahat jhalak rahi hai kasam khuda ki yakin kar lo kasam khuda ki yakin kar lo kahin bhi naa hoga husn aisa na dekho aise jhuka ke palken na dekho aise jhuka ke palken humari neeyat bahak rahi hai tumhaari nazron mein humne dekha ajab si chaahat jhalak rahi hai tumhaari nazron mein humne dekha ajab si chaahat jhalak rahi hai tumhaari ulfat mein jaane jaana tumhaari ulfat mein jaane jaana humein mili thi jo ek dhadkan humaare seene mein aaj tak woh humaare seene mein aaj
tumhaari zulf ke saaye mein shaam kar loonga tumhaari zulf ke saaye mein shaam kar loonga safar ik umr ka pal mein tamaam kar loonga nazar milaayi to poochoonga ishq ka anjaam nazar milaayi to poochoonga ishq ka anjaam nazar jhukaayi to khaali salaam kar loonga nazar jhukaayi to khaali salaam kar loonga tumhaari zulf ke saaye mein shaam kar loonga jahaan e dil pe huqoomat tumhein mubaarak ho jahaan e dil pe huqoomat tumhein mubaarak ho rahi shikast to wo apne naam kar loonga rahi shikast to wo apne naam kar loonga tumhaari zulf ke saaye mein shaam kar loonga safar ik umr ka pal mein tamaam kar loonga
tumhara chaahne waala khuda ki duniyaa mein mere siwaa bhi koi aur ho khuda naa kare tumhara chaahne waala khuda ki duniyaa mein mere siwaa bhi koi aur ho khuda naa kare tumhara chaahne waala khuda ki duniyaa mein ye baat kaise ganwaara karega dil mera tumhara zikr kisi aur ki zabaan pe ho tumhare husn ki taarif aaina bhi kare to main tumhari kasam hai ke tod doon usko tumhare pyaar tumhari adaa ka deewana mere siwaa bhi koi aur ho khuda naa kare tumhara chaahne waala khuda ki duniyaa mein wo din naa aaye ke mujhse kabhi juda ho kar kisi ka pyaar dobara kahin talaash karo jhuka ke sar ko kisi ajnabee ke shaanon par tum apne ghum ka sahaara kahin talaash karo kareeb dil ke tumhaare kisi bhi haalat mein mere siwaa bhi koi aur ho khuda naa kare tumhara chaahne waala khuda ki duniyaa mein tumaare dil ko kabhi mujhse koi thes lage mujhe yakeen hai aisa kabhi nahin hoga mujhe wafaaon pe apni bada bharosa hai tumhaara pyaar hi de jaaye naa kahin dhoka duwaa ye hai ke
akele akele kahaan jaa rahe ho mujhe saath le lo jahaan jaa rahe ho tumhare sang main bhi chalungi tumhare sang tumhare sang main bhi chalungi piya jaise patang pichhe dor haan re piya jaise patang pichhe dor tumhare sang main bhi chalungi piya jaise patang pichhe dor haan re piya jaise patang pichhe dor aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaa jaane naa doongi tumhen saiyaan akele bhool bhulaiyaa piya duniyaa ke mele bhool bhulaiyaa piya duniyaa ke mele dil ko tumhare kahin koi naa le le dil ko tumhare kahin koi naa le le yahaan laakhon hain chor chale dil par naa zor ho yahaan laakhon hain chor chale dil par naa zor tumhare sang main bhi chalungi piya jaise patang pichhe dor haan re piya jaise patang pichhe dor jaate ho jaao magar itna kahungi dil mein tumhare piya har dam rahungi dekhegi duniyaa aisi ulfat karungi aisi ulfat karungi dekhegi duniyaa aisi ulfat karungi aisi ulfat karungi haan haannnnn jaise chanda chakor jaise saawan mein mor hooo jaise chanda chakor jaise saawan
bhool sakta hai bhala kaun ye pyaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun meri har sos ne har soch ne chaaha hai tumhen jab se dekha hai tumhen tab se saraaha hai tumhen bas gayin hain meri aankhon mein tumhaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun tum jo nazron ko uthaao to sitaare jhuk jaayen tum jo palkon ko jhukaao to zamaane ruk jaayen kyun na ban jaayen inn aankhon ki ujaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun jaagti raat ko sapnon ka khazaana mil jaaye tum jo mil jaao to jeene kaa bahaana mil jaaye apni kismat pe karen naaz humaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun ye pyaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun
jai jai tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai na tum haare na hum haare tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai na tum haare na hum haare safar saath jitna tha ho hi gaya tai na tum haare na hum haare tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai yaad ke phool ko hum to apne dil se rahenge lagaaye yaad ke phool ko hum to apne dil se rahenge lagaaye aur tum bhi hans lena jab ye deewana yaad aaye milenge jo phir se mila de sitaare na tum haare na hum haare tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai waqt kahan rukta hai to phir tum kaise ruk jaate waqt kahan rukta hai to phir tum kaise ruk jaate aakhir kisne chaand chooaa hai hum kyun haath badhaate jo us paar ho tum to hum is kinaare na tum haare na hum haare tumhaari bhi jai jai humaari bhi jai jai tha to bahut kehne ko lekin ab to chup behtar hai tha to bahut kehne ko lekin ab to chup behtar hai ye duniyaan hai ek saraaye jeevan ek safar hai ruka bhi hai koi kisi ke pukaare na tum haare na hum haare safar saath jitna
tumhari mast nazar tumhari mast nazar garr idhar nahin hoti nashe mein choor fiza iss kadar nahin hoti tumhari mast nazar aa aa aa aa tumhin ko dekhne ki dil mein aarzooein hain tumhin ko dekhne ki dil mein aarzooein hain dil mein aarzooein hain tumhare aage hi oonchi nazar nahin hoti tumhare aage hi oonchi nazar nahin hoti tumhari mast nazar khafa na hona agar badhke thaam loon daaman khafa na hona agar badhke thaam loon daaman badhke thaam loon daaman ye dil fareb khataa jaankar nahin hoti ye dil fareb khataa jaankar nahin hoti tumhare aane talak hum ko hosh rehta hai tumhare aane talak hum ko hosh rehta hai hum ko hosh rehta hai phir iske baad humein kuchh khabar nahin hoti phir iske baad humein kuchh khabar nahin hoti tumhari mast nazar
    Songs Title Film/Album Song Number
Tum Samne Baithi Raho Mohd Rafi 16410
Tum Se Badhkar Kaamchor (1982) 21369
Tum Se Door Rehke Adalat (1976) 21388
Tum Sitam Aur Karo Dulha Dulhan (1964) 13192
Tum To Dil Ke Taar Chhed Kar Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1961) 14081
Tum To Pyaar Ho Sajna Sehra (1963) 14193
Tum Yaad Naa Aaya Jeene Nahi Doonga (1984) 21373
Tum Zindagi Ko Ghum Kaa Fasaana Dupatta (1952) 15586
Tumhaare Bin Jee Naa Bhumika (1977) 12913
Tumhaare Bulaane Ko Ladli (1949) 32328
Tumhaare Hain Tumse Daya Maangte Hein Boot Polish (1953) 12935
Tumhaari Berukhi Se Pareshaan Hain Nazaare Yauwan (1973) 11343
Tumhaari Nazar Kyun Khafaa Do Kaliyan (1968) 21374
Tumhaari Nazron Mein Kal Ki Awaz (1992) 21375
Tumhaari Zulf Ke Saaye Mein Shaam Kar Loonga Naunihal (1967) 13844
Tumhara Chaahne Waala Kahin Din Kahin Raat (1968) 16261
Tumhare Sang Main Sohni Mahiwal (1958) 14263
Tumhari Aankhen Dharmputra (1961) 13078
Tumhari Bhi Jai Jai Diwana (1967) 13040
Tumhari Mast Nazar Dil Hi To Hai (1963) 12035