MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

tum aaj hanste ho hans lo mujh par ye aajmayish na waar hogi main janta hoon mujhe khabar hai ke kal fazaa khushgawaar hogi tum aaj hanste ho hans lo mujh par rahe mohabbat mein zindagi bhar rahegi ye kashmkash barabar rahegi ye kashmkash barabar na tumko kurbat mein jeet hogi na tumko kurbat mein jeet hogi na mujhko furkat mein haar hogi tum aaj hanste ho hans lo mujh par hazaar gurbat sataye lekin mere iraadon se hai ye mumkin mere iraadon se hai ye mumkin agar sharafat ko tumne cheda agar sharafat ko tumne cheda to zindagi tum pe vaar hogi tum aaj hanste ho hans lo mujh par ye aajmayish na waar hogi tum aaj hanste ho
tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo aur hanste gaate iss jeevan ki uljhi raah sanwaro tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo aur hanste gaate iss jeevan ki uljhi raah sanwaro tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo shaam ka suraj bindiya bankar sagar mein kho jaye shaam ka suraj bindiya bankar sagar mein kho jaye subah savere wo hi suraj aasha lekar aaye subah savere wo hi suraj aasha lekar aaye nayi umange nayi tarange aas ki jyot jalaye re aas ki jyot jalaye tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo aur hanste gaate iss jeevan ki uljhi raah sanwaro tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo dukh mein jo gaaye malhaare wo insaan kehlaye dukh mein jo gaaye malhaare wo insaan kehlaye jaise bansi ke seene mein chhed hain phir bhi gaaye jaise bansi ke seene mein chhed hain phir bhi gaaye gaate gaate roye mayura
tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah aur chal diye to jaise khuli raat ki tarah tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah baatein rahin adhoori bichadna pada humein baatein rahin adhuri bichadna pada humein tha yeh bhi ittfaak mulaaqaat ki tarah tha yeh bhi ittfaak mulaaqaat ki tarah aur chal diye to jaise khuli raat ki tarah tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah shehnaai ke suron mein tha maatam ka shor kyun shehnaai ke suron mein tha maatam ka shor kyun sapne to aaye neend mein baaraat ki tarah sapne to aaye neend mein baaraat ki tarah aur chal diye to jaise khuli raat ki tarah tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah hum bhi to muntzir hain ke kuchh zindagi mile hum bhi to muntzir hain ke kuchh zindagi mile aao hamare dil mein bhi jazbaat ki tarah aao hamare dil mein bhi jazbaat ki tarah aur chal diye to jaise khuli raat ki tarah tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah ye to kaho ke ahad kiya tha rahenge
tum agar saath dene ka wada karo main yunhin mast nagmein lutata rahoon tum mujhe dekh kar muskurati raho main tumhen dekh kar geet gaata rahoon tum agar saath dene ka wada karo main yunhin mast nagmein lutata rahoon kitne jalwe fizaon mein bikhre magar maine ab tak kisi ko pukara nahin tum ko dekha to nazarein ye kehne lagin hum ko chehre se hatna gawara nahin tum agar meri nazaron ke aage raho main har ik shae se nazarein churata rahoon tum agar saath dene ka wada karo main yunhin mast nagmein lutata rahoon maine khaabon mein barason tarasha jise tum wahi sange marmar ki tasvir ho tum na samjho tumhara mukadar hoon main main samajhata hoon tum meri takdir ho tum agar mujhko apna samajhne lago main baharon ki mehfil sajata rahoon tum agar saath dene ka wada karo main yunhin mast nagmein lutata rahoon main akela bahut der chalta raha ab safar zindagani ka katta nahin jab talak koi rangin sahara na ho waqt kaafir jawani ka katta nahin tum agar hum kadam banke chalti
tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo aaj kal phool bhi dilwaale hua karte hain koi kadmon se lipat baitha to phir to phir kya hoga to phir kya hoga tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo aaj kal kaliyaan badi shokh hua karti hai koi shokhi pe utar aayi to phir to phir kya hoga to phir kya hoga tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo tum kabhi zulf ko chehre pe giraaya naa karo tum kabhi zulf ko chehre pe giraaya naa karo baaz dil waale bhi kamzor hua karte hain koi naagin jo samjh baitha to phir to phir kya hoga to phir kya hoga mehfil e husn ki chilman ko uthaaya naa karo mehfil e husn ki chilman ko uthaaya naa karo bijliyaan kaali ghataaon mein chhupi hoti hain koi chupke se chamak jaaye to phir to phir kya hoga to phir kya hoga tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo tum kabhi aankh mein kaajal bhi lagaaya naa karo tum kabhi aankh mein kaajal bhi
naam naa jaane dhaam naa jaane jaane na seva pooja jaane bas itna ajaan hum ek bina nahin dujja nahin dujja tum asha vishwaas humare tum dharti aakash humare tum dharti aakash humare raama tum asha vishwaas humare tum dharti aakash humare taat maat tum bandhu bhraat hooo divas raatri sandhya prabhat ho taat maat tum bandhu bhraat hooo divas raatri sandhya prabhat ho deepak suraya chandrata ras mein raama tum hi jyoti prakash humare raama tum asha vishwaas humare tum dharti aakash humare saanson mein tum aate jaate ek tumhin se hai sab naate saanson mein tum aate jaate ek tumhin se hai sab naate jeevan mann ke har patjhar mein raama ek tumhin madhumaas humare raama tum asha vishwaas humare tum dharti aakash humare tum hi sab mein hain tum mein sab tum hi bhav ho ho tum hi rabb tum hi sab mein hain tum mein sab tum hi bhav ho ho tum hi rabb ashru humari aankhon mein tum raama tum honthon par haans humare raama tum asha vishwaas humare raama humare daata humare tum
tum aur hum bhool ke ghum gaayen pyaar bhari sargam tum ho jahaan ghum kya wahaan rutt rangeen jawaan mausam tum aur hum bhool ke ghum gaayen pyaar bhari sargam tum aur hum koyaliyaa kuhu kuhu bole kaliyon ne ghunghat khole koyaliyaa kuhu kuhu bole kaliyon ne ghunghat khole kaliyon se kahen ek bhanwara dil de do haule haule hatt mere sanam mujhe laaj sharam hatt mere sanam mujhe laaj sharam tum aur hum bhool ke ghum gaayen pyaar bhari sargam tum ho jahaan ghum kya wahaan rutt rangeen jawaan mausam tum aur hum ghir aaye baadal kaale ab dil ko kaun sambhale ghir aaye baadal kaale ab dil ko kaun sambhale apne hi dil se ye poochho hum to hain bhole bhaale ab chhodo sharam tumhen meri kasam tum aur hum bhool ke ghum gaayen pyaar bhari sargam tum ho jahaan ghum kya wahaan rutt rangeen jawaan mausam tum aur hum
tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum ko apne aap hi sahaara mil jaayega kasti koi doobti pahucha do kinare pe tum ko apne aap hi kinaara mil jayega tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum besahaara ho to hans kar zinda rahna padta hai apna dukh khud sehna padta hai rastaa chahe kitna lamba ho dariya ko to behna padta hai hoo tum ho ek akele to ruk mat jaao chalo niklo raste mein koi saathi tumhaara mil jaayega tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum besahaara ho to jeevan to ek jaisa hota hai koi hansta koi rota hai sabar se jeena asaan hota hai fikar se jeena mushkil hota hai hooo thode phool hain kaante hain jo taqdeer ne baante hain tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum besahaara ho to
hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm chalti rahe zindagi tum bhi chalo hum bhi chalein chalti rahe zindagi tum bhi chalo hum bhi chalein chalti rahe zindagi na zamin manzil na aasmaan zindagi hai zindagi tum bhi chalo hum bhi chalein chalti rahe zindagi peechhe dekhein na kabhi mudd ke raahon mein ho jhume mera dil tumhein leke baahon mein ho dhadkanon ki zubaan nit kahe daastaan pyaar ki jhilmil chhaaon mein palti rahe zindagi tum bhi chalo hum bhi chalein chalti rahe zindagi behate chalein hum masti ke dhaaron mein hoo goonje yahi dhun sada dil ke taaron mein ho ab ruke na kahin pyaar ka caaravaan nit nai rut ke rang mein dhalti rahe zindagi tum bhi chalo hum bhi chalein chalti rahe zindagi na zamin manzil na aasmaan zindagi hai zindagi tum bhi chalo hum bhi chalein chalti rahe zindagi
haaa haaa haa haaa haaaaaa hmm hmm hmmmm aaaaaaaa haaaa haaaaa haaaaa haaaaa tum bin jaaun kahaan tum bin jaaun kahaan ke duniyaan mein aa ke kuchh naa phir chaaha kabhi tumko chaah ke tum bin jaaun kahaan ke duniyaan mein aa ke kuchh naa phir chaaha kabhi tumko chaah ke tum bin haaa haaa haa haaa haa haaa aaaaaa haaa haaa haa haaa haa haaa aaaaaa haaa haaa haa haaa haa haaa aaaaaa haaa haaa haa haaa haa uuuuu uuuuuu reh bhi sakoge tum kaise ho ke mujhse judaa hat jaayengi deewaren sun ke meri sadaaa aanaa hoga tumhen mere liye saathi meri sooni raah ke tum bin jaaun kahaan ke duniyaan mein aa ke kuchh naa phir chaaha kabhi tumko chaah ke tum bin kitni akeli si pehle thi yahi duniyaa tumne nazar jo milaayi bas gayi duniyaa dil ko mili jo tumhaari lagan diye jal gaye meri aah se tum bin jaaun kahaan tum bin jaaun kahaan ke duniyaan mein aa ke kuchh naa phir chaaha kabhi tumko chaah ke tum bin
tum bin jaaun kahaan tum bin jaaun kahaan ke duniyaa mein aa ke kuchh na phir chaaha sanam tumko chaah ke tum bin jaaun kahaan ke duniyaa mein aa ke kuchh na phir chaaha sanam tumko chaah ke tum bin dekho mujhe sar se kadam tak sirf pyaar hoon main gale se laga lo ke tumhara beqaraar hoon main tum kya jaanon ke bhatakta phira kiss kiss galiiii tumko chaah ke tum bin jaaun kahaan ke duniyaa mein aa ke kuchh na phir chaaha sanam tumko chaah ke tum bin ab hai sanam har mausam pyaar ke kaabil padi jahaan chhanv humari sajj gayi mehfil mehfil kya tanhaai mein bhi lagta hai jee tumko chaah ke tum bin jaaun kahaan tum bin jaaun kahaan ke duniyaa mein aa ke kuchh na phir chaaha sanam tumko chaah ke tum bin
aaaa aaaaa aa aa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa tum bin jeevan kaisa jeevan tum bin jeevan kaisa jeevan phool khile to dil murjhaye phool khile to dil murjhaye aag lage jab barse saawan tum bin jeevan kaisa jeevan tum bin jeevan roothe tum jab se piya roothe tum jab se soona sa hai man ka dera bairi hai duniya bairi hai duniya baante koi kyun dukh mera apne aansoo apna hi daaman tum bin jeevan kaisa jeevan tum bin jeevan kaise dil behle aye ye aye ye ye ye ye ye kaise dil behle hasna chaahoon rona aaye dhoondha jag saara dhoondha jag saara kuchh na soojhe kuchh na bhaaye tod gaye tum man ka darpan tum bin jeevan kaisa jeevan tum bin jeevan kis ko samjhaaun kis ko samjhaaun guzari kya kya beeti kya kya poochhe ye duniya poochhe ye duniya kis ke haathon ye dil toota haal hua ye kis ke kaaran tum bin jeevan kaisa jeevan phool khile to dil murjhaye phool khile to dil murjhaye aag lage jab barse saawan tum bin jeevan kaisa jeevan tum bin jeevan
tum bin jeevan kaise beeta poochho mere dil se ae poochho mere dil se tum bin jeevan kaise beeta poochho mere dil se ae poochho mere dil se poochho mere dil se haai poochho mere dil se saawan ke din aaye beeti yaadein laaye kaun jhukaakar aankhein mujhko paas bithhaaye kaisa tha pyaara roop tumhaara poochho mere dil se ae poochho mere dil se poochho mere dil se haai poochho mere dil se prem ka saagar haai chaaron taraf lehaeraaye jitna aage jaaun gehra hota jaaye gham ke bhanwar mein kya kya dooba poochho mere dil se ae poochho mere dil se poochho mere dil se haai poochho mere dil se jaise jugnu ban mein tu chamke ansuwan mein ban kar phool khili ho jaane kis bagiyan mein main apni kismat pe roya poochho mere dil se haai poochho mere dil se tum bin jeevan kaise beeta poochho mere dil se haai poochho mere dil se poochho mere dil se poochho mere dil se
tum bin sajan barse nayan jab jab baadal barse tum bin sajan barse nayan jab jab baadal barse majboor hum majboor tum dil milne ko tarse majboor hum majboor tum dil milne ko tarse naagin si ye raat andheri baithi hai dil ko gher ke naagin si ye raat andheri baithi hai dil ko gher ke ruthe jo tum sab chal diye mukh pher ke tum bin sajan barse nayan jab jab baadal barse majboor hum majboor tum dil milne ko tarse ye dil tere pyaar ki khaatir jag se begaana ho gaya ye dil tere pyaar ki khaatir jag se begaana ho gaya ik khawaab tha sab loot gaya sab kho gaya tum bin sajan barse nayan jab jab baadal barse majboor hum majboor tum dil milne ko tarse pyaase pyaase nain humare ro ro ke haare saajna pyaase pyaase nain humare ro ro ke haare saajna aathon pehar barse gagan iss aangnaa tum bin sajan barse nayan jab jab baadal barse tum bin sajan barse nayan jab jab baadal barse majboor hum majboor tum dil milne ko tarse majboor hum majboor tum dil milne ko tarse
tum chaand ke saath chale aao ye raat suhaani ho jaaye kuchh tum keh do kuchh hum keh de aur ek kahaani ho jaaye tum chaand ke saaaaaaaath khamosh kinaare soye hain hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm khamosh kinaare soye hain chup chaap hain nadiyaa ki lehren ithlaate huye tum aa jaao lehron mein rawaani ho jaaye tum chaand ke saath chale aao ye raat suhaani ho jaaye kuchh tum keh do kuchh hum keh de aur ek kahaani ho jaaye tum chaand ke saaaaaaaath beeti huyi ghadiyon ki yaaden hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm beeti huyi ghadiyon ki yaaden aise mein agar hum dohraayen masoom muhabbat muskaaye bedaar jawaani ho jaaye tum chaand ke saath chale aao ye raat suhaani ho jaaye kuchh tum keh do kuchh hum keh de aur ek kahaani ho jaaye tum chaand ke saaaaaaaath
tum chali jaaogi parchhaaiyaan reh jaayengi kuchh naa kuchh husn ki raanaiyaan reh jaayengi kuchh naa kuchh husn ki tum ke iss jheel ke saahil pe mili hooo mujhse jab bhi dekhunga yahi mujhko nazar aaogi yaad mitti hai naa manzar koi mit sakta hai door jaa kar bhi tum apne ko yahin paaogi tum chali jaaogi parchhaaiyaan reh jaayengi kuchh naa kuchh husn ki ghul ke reh jaayegi jhonkon mein badan ki khushboo zulf ka aks ghataaon mein rahega sadiyon phool chupke se chura lenge labon ki surkhi ye jawaan husn fazaaon mein rahega sadiyon tum chali jaaogi parchhaaiyaan reh jaayengi kuchh naa kuchh husn ki iss dhadakti huyi shaadaab o hanseen waadi mein iss dhadakti huyi shaadaab o hanseen waadi mein ye naa samjho ke zara der ka kissa ho tum ab humesha ke liye mere muqaddar ki tarah inn nazaaron ke muqaddar kaa bhi hissa ho tum tum chali jaaogi parchhaaiyaan reh jaayengi
tum ek baar muhabbat ka imtihaan to lo mere junoon meri vehshat ka imtihaan to lo tum ek baar muhabbat ka imtihaan to lo salaam e shauq pe ranjish bhara payaam na do mere khuloos ko hirso hawas ka naam na do meri wafa ki haqeeqat ka imtihaan to lo tum ek baar muhabbat ka imtihaan to lo na takht o taaj na laal o gohar ki hasrat hai na takht o taaj na laal o gohar ki hasrat hai tumhaare pyaar tumhaari nazar ki hasrat hai tum apne husn ki azmat ka imtihaan to lo tum ek baar muhabbat ka imtihaan to lo main apni jaan bhi de doon to aitbaar nahin ke tum se badhke mujhe zindagi se pyaar nahin yoon hi sahi meri chaahat ka imtihaan to lo tum ek baar muhabbat ka imtihaan to lo
tum gagan ke chandrama ho main dharaa ki dhool hoon main dharaa ki dhool hoon tum pralay ke devtaa ho tum pralay ke devtaa ho main samarpit phool hoon tum ho poojaa main pujaari tum sudhaa main pyaas hoon tum sudhaa main pyaas hoon tum mahaasagar ki seemaa main kinaare ki lehar tum mahaasangeet ke swar main adhoori saaz per tum ho kayaa main hoon chhaaya tum shamaa main bhool hoon tum gagan ke chandrama ho main dharaa ki dhool hoon main dharaa ki dhool hoon aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tum ushha ki laalima ho bhor ka sindoor ho mere praanon ki ho goonjan mere mann ki mayur ho tum ho poojaa main pujaari tum sudhaa main pyaas hoon tum gagan ke chandrama ho main dharaa ki dhool hoon main dharaa ki dhool hoon tum gagan ke chandrama
tum hi ho mata pita tum hi ho tum hi ho bandhu sakha tum hi ho tum hi ho saathi tum hi sahaare koi naa apna sivaa tumhare tum hi ho saathi tum hi sahaare koi naa apna sivaa tumhare tum hi ho naiyya tum hi khiwaiyya tum hi ho bandhu sakha tum hi ho jo khil sake naa wo phool hum hain tumhare charnon ki dhool hum hain jo khil sake naa wo phool hum hain tumhare charnon ki dhool hum hain daya ki drishti sada hi rakhna tum hi ho bandhu sakha tum hi ho
tum hi tum ho mere jeevan mein phool hi phool hain jaise chaman mein tum hi tum ho mere jeevan mein phool hi phool hain jaise chaman mein ek ho mere tum is jahaan mein ek hai chanda jaise gagan mein ek ho mere tum is jahaan mein ek hai chanda jaise gagan mein tum hi tum ho tum hi tum ho tum mile mujhe nayaa jahaan mil gaya jhoomti zamin ko aasmaan mil gaya tum hi tum ho mere jeevan mein phool hi phool hain jaise chaman mein ek ho mere tum is jahaan mein ek hai chanda jaise gagan mein tum hi tum ho tum hi tum ho tumse dil ka chain hai tumhin se hai qaraar tum na roothna ki rooth jaayegi bahaar ek ho mere tum is jahaan mein ek hai chanda jaise gagan mein tum hi tum ho mere jeevan mein phool hi phool hain jaise chaman mein tum hi tum ho tum hi tum ho tum ho mere kaun zindagi hai kyun haseen sun lo meri dhadkanein to aayega yakeen ek ho mere tum is jahaan mein ek hai chanda jaise gagan mein tum hi tum ho mere jeevan mein phool hi phool hain jaise chaman mein tum hi tum
    Songs Title Film/Album Song Number
Tum Aaj Hanste Ho Mukesh 32042
Tum Aaj Mere Sang Aashiq (1962) 12606
Tum Aaye Zindagi Mein Pankaj Udhas 33035
Tum Agar Saath Dene Hamraaz (1967) 21355
Tum Akele To Kabhi Aao Pyar Karen (1964) 12581
Tum Asha Vishwaas Humare Subah (1982) 18319
Tum Aur Hum Fashion (1957) 13245
Tum Besahara Anurodh (1977) 12726
Tum Bhi Chalo Hum Bhi Chalein Zameer (1975) 21356
Tum Bin Jaaun Kahaan (Kishore Kumar) Pyar Ka Mausam (1969) 12055
Tum Bin Jaaun Kahaan (Md Rafi) Pyar Ka Mausam (1969) 12140
Tum Bin Jeevan Kaisa Bawarchi (1972) 12861
Tum Bin Jeevan Kaise Anita (1967) 11907
Tum Bin Sajan Barse Gaban (1966) 11977
Tum Chaand Ke Saath Ashiana (1952) 12745
Tum Chali Jaaogi Shagoon (1964) 14211
Tum Ek Baar Muhabbat Ka Imtihaan To Lo Baabar (1960) 12774
Tum Gagan Ke Chandrama Sati Savitri (1964) 11905
Tum Hi Ho Mata Pita Main Chup Rahungi (1962) 13649
Tum Hi Tum Ho Ek Dil Sau Afsane (1963) 11888