MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

aaaaaaye naa baalmaaaaaaaa waaaada kar keeeeee aaye naa baalam waada kar ke aaye naa baalam waada kar ke thak gaye naina dheeraj dhar ke dheeraj dhar ke aaye naa baalam waada kar ke aaye naa baalam chhup gaya chanda loot gayi jyoti chhup gaya chanda loot gayi jyoti taaren ban gaye jhoothe moti taaren ban gaye jhoothe moti pad gaye phike rang nazar ke pad gaye phike rang nazar ke aaye naa baalam waada kar ke aaye naa baalam aao ke tum bin aankhon mein dam hai aao ke tum bin aankhon mein dam hai raat hai lambi jeevan kam hai raat hai lambi jeevan kam hai dekh loon tumko main jee bhar ke dekh loon tumko main jee bhar ke aaye naa baalam waada kar ke aaye naa baalam
hari ommmmmmmmmm ommmmmmmmmmmm aaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaye sur ke panchhi aaye aaye sur ke panchhi aaye aaye sur ke panchhi aaye ambar ke onkaar naad ki goonj sunaaaate aayeeee ambar ke onkaar naad ki goonj sunate aaaaaaaaayeee aaye sur ke panchhi aaye aaye sur ke ga ga sa ni dha ma ga sa ni sa ni ga ma dha ni sa aaye sur ke aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaye sur ke panchhi aaye aaye sur ke ni sa ga ma ga sa ga ma dha ni dha ma ni dha ni sa ga sa ga sa ni sa ga ma ga sa ga sa dha ni dha ma ni sa ga ma dha ni sa sa sa aaye sur ke panchhi aaye aaye sur ke panchhi aaye kirnon ki avrooh raah se dharti par utraaye aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa kirnon ki avrooh raah se dharti par utraaye maatti ko chhoo kar jeene ki chaah
aaye tum yaad mujhe gaane lagi har dhadkan khushboo laayi pawan mehka chandan aaye tum yaad mujhe gaane lagi har dhadkan jis pal nainon mein sapna tera aaye us pal mausam par mehndi rach jaaye aur tu ban jaaye jaise dulhan aaye tum yaad mujhe gaane lagi har dhadkan jab main raaton mein taare ginta hoon aur tere kadmon ki aahat sunta hoon lage mujhe har taara tera darpan aaye tum yaad mujhe gaane lagi har dhadkan har pal mann mera mujhse kehta hai jiski dhun mein tu khoya rehta hai bhar de phoolon se uska daaman aaye tum yaad mujhe gaane lagi har dhadkan khushboo laayi pawan mehka chandan aaye tum yaad mujhe gaane lagi har dhadkan
dil ke aasmaan pe ghum ki ghata chhayee aayee aayee aayee teri yaad aayee dil ke aasmaan pe ghum ki ghata chhayee aayee aayee aayee teri yaad aayee teri yaad mein saari duniya bhulayee aayee aayee aayee teri yaad aayee aa gaya phoolon ke khilne ka mausam duniya ke aashiqon ke milne ka mausam aa gaya phoolon ke khilne ka mausam duniya ke aashiqon ke milne ka mausam apne nasibo mein hai kyun ye judayee aayee aayee aayee teri yaad aayee teri yaad mein saari duniya bhulayee aayee aayee aayee teri yaad aayee log kahe to main ye jaan gava doon kaise labon se tera naam mitaa doon log kahe to main ye jaan gava doon kaise labo se tera naam mitaa doon mujhse na hogi kabhi ye bewafayi aayee aayee aayee teri yaad aayee teri yaad mein saari duniya bhulayee aayee aayee aayee teri yaad aayee maut ke kadamon pe hum gir padenge hum do akele kis kis se ladenge maut ke kadamon pe hum gir padenge hum do akele kis kis se ladenge pyaar ki dusman hai ye saari khudayee aayee aayee aayee
khaamosh hai zamaana chup chaap hain sitaare aaraam se hai duniyaa bekal hai dil ke maare aise mein koi aahat iss tarah aa rahi hai jaise ki chal rahaa ho mann mein koi humaare yaa dil dhadak rahaa hai is aas ke sahaare aayega aayega aayega aayega aayega aane waala aayega aayega aane waala aayega aayega aayega aayega aane waala aayega aayega aayega deepak bagair kaise parwaane jal rahe hain deepak bagair kaise parwaane jal rahe hain koi nahin chalaata aur teer chal rahe hain koi nahin chalaata aur teer chal rahe hain tadpegaa koi kab tak be aas be sahaare tadpegaa koi kab tak be aas be sahaare lekin ye keh rahe hain dil ke mere ishaare aayega aayega aayega aayega aane waala aayega aayega aayega bhataki huyi jawaani manzil ko dhoondhati hai bhataki huyi jawaani manzil ko dhoondhati hai maajhi bagair naiyya saahil ko dhoondhati hai maajhi bagair naiyya saahil ko dhoondhati hai kyaa jaane dil ki kashti kab tak lage kinaare kyaa jaane dil ki kashti kab tak lage kinaare
aayega aayega ek chhail chhabila aayega aayega aayega ek chhail chhabila aayega ek din jo meri chhoti si gudiya ko le jayega aayega aayega ek chhail chhabila aayegaa bhool ja bachpan ki rang raliya aaye din sharmane ke bhool ja bachpan ki rang raliya aaye din sharmane ke chhod ke roji sang saheli saajan ke ghar jane ke chahe ghabraye chahe muhkada chhupaye aane wala to ayega aayega aayega ek chhail chhabila aayega ayega aayega ek chhail chhabila aayega laakh chhupa le humse lekin chaal teri ye kehti hai lakh chhupa le humse lekin chaal teri ye kehti hai surat ek albele ki teri ankhiyon mein rehti hai kaisi balkhaye yahi aas lagaye kab aane wala ayega aayega aayega ek chhail chhabila aayega aayega aayega ek chhail chhabila aayega haan haan do din ka ab tera basera babul ke is aangan mein do din ka ab tera basera babul ke is aangan mein kaisa hoga desh piya ka jaagi hai chinta mann mein chain na aaye yahi soch sataye ab aane wala ayega aayega aayega ek chhail
aayegi aayegi aayegi aayegi aayegi aayegi kisi ko humari yaad aayegi aayegi aayegi aayegi kisi ko humari yaad aayegi mera mann kehta hai pyaase jeevan pe chhayegi chhayegi chhayegi kabhi koi badli chhayegi aayegi aayegi aayegi kisi ko humari yaad aayegi duniyaa mein kaun humara hai duniyaa mein kaun humara hai umeed ka ek sahaara hai kashti bhi hai tooti tooti aur kitni door kinaara hai duniyaa mein kaun humara hai umeed ka ek sahaara hai kashti bhi hai tooti tooti aur kitni door kinaara hai maajhi naa sahi koi mauj kabhi saath humen bhi le jaayegi aayegi aayegi aayegi kisi ko humari yaad aayegi aayegi aayegi aayegi kisi ko humari yaad aayegi inn ghum ki galiyon mein kab tak ye dard humen tadpaayega inn raston pe chalte chalte humdard koi ruk jaayega inn ghum ki galiyon mein kab tak ye dard humen tadpaayega inn raston pe chalte chalte humdard koi ruk jaayega fariyaad meri iss duniyaa ki deewaron se takraayegi aayegi aayegi aayegi kisi ko humari yaad aayegi aayegi
aayi aayi raat suhaani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani aayi aayi raat suhaani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani neend ki pariyaan aayin sulaane neend ki pariyaan aayin sulaane phoolon ki doli mein jhula jhulaane jhula jhulaane phoolon ki doli mein jhula jhulaane jhula jhulaane naazon ki paali o meri jaani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani aayi aayi raat suhaani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani chaand tera anmol khilona chaand tera anmol khilona pyaar ki godi tera bichhona tera bichhona pyaar ki godi tera bichhona tera bichhona roop nagar ki chhoti si raani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani aayi aayi raat suhaani sunn le khushi ki kahani sunn le khushi ki kahani pure ho tere armaan saare pure ho tere armaan saare itni umar ho jitne hain taare jitne hain taare itni umar ho jitne hain taare jitne hain taare har roz aaye ye shaadmaani har roz aaye ye shaadmaani sunn le khushi ki kahani
aayi bahaaron ki shaam aayi bahaaron ki shaam kyaa jaane phir kiske naam thandi hawaa bheegi fizaa laayi hai phir kiska salaam aayi bahaaron ki shaam kyaa jaane phir kiske naam aayi bahaaron ki shaam sitaaron ne baandha gagan par samaan jaise khilte guloon ka sunsaan sapnon bhari waadiyon mein chandani se saje raaston ka ghata ne kiya intezaam kyaa jaane phir kiske naam aayi bahaaron ki shaam main gaata hoon kis dilruba ki muhabbat ke rangi taraane kaun aane waala hai tanhaiyon mein chupke chupke ye dil mein na jaane dhadakta hai kis ka payaam kyaa jaane phir kiske naam thandi hawaa bheegi fizaa laayi hai phir kiska salaam aayi bahaaron ki shaam kyaa jaane phir kiske naam aayi bahaaron ki shaam hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
oo o o oo o oo oo ooooo oo oo oo oo ooooooo aayi karke singaar aayi karke singaar rang roop yun nikhar aayi karke singaar rang roop yun nikhar bagiya mein aaye jaise bagiya mein aaye jaise jhoomke bahar jhoomke bahar jhoomke bahar ooo mera chanchal sa tan mera chanchal sa tan aur chanchal yovan mere ang ang navrat chhalke ho mere ang ang navarat chhalke kisi preetm bina kisi sajan bina kahin rah jaye na yuhi jalke ooo kahin rah jaye na yuhi jalke jise kar lu sweekar jise kar lu sweekar de doon prem uphar kaun hai jo kaun hai jo kare mere man pe adhikar aayi karke singaar rang roop yun nikhar bagiya mein aaye jaise jhoomke bahar jhoomke bahar jhoomke bahar ooo kyu ho itne adheer kyun ho itne adheer tum dono shurveer kaho kisko main aaj apnaun kaho kisko main aaj apnaun yahan jiski ho jeet bane man ka wo meet preet apni main us pe lutaun ho preet apni main us pe lutaun mere man ki pukaar o ho mere man ki pukaar kahe yahi baar baar pyaar mera pyaar mera chaho to kar
khuda khair kare aayi zanjeer ki jhankaar khuda khair kare dil hua kiss ka girftaar khuda khair kare aayi zanjeer ki jhankaar jaane ye kaun meri rooh ko chhoo kar guzraa jaane ye kaun jaane ye kaun meri rooh ko chhoo kar guzraa ek qayaamat huyi bezaar ek qayaamat huyi bezaar khuda khair kare lamha lamha meri aankhon mein keenchi jaati hai lamha lamha meri aankhon mein keenchi jaati hai ek chamakti huyi talwaar khuda khair kare dil hua kiss ka girftaar khuda khair kare aayi zanjeer ki jhankaar
aayirathil oruthi amma nee ulagam arindhidaadha piravi amma nee paarvaiyilae kumari amma pazhakathilae kuzhandhai amma aayirathil oruthi amma nee aayirathil oruthi amma nee ulagam arindhidaadha piravi amma nee paarvaiyilae kumari amma pazhakathilae kuzhandhai amma aayirathil oruthi amma nee paalinum vennmai paniyinum maenmai paalinum vennmai paniyinum maenmai pachai ilam kili mozhi nee solvathu unmai paadhigal nenjam urainthidum vanjam unmaiy endru sollvatharkku deivamum anjum thaen endra soll endrum thaen aagumo thee endru sonnalum thee aagumo aayirathil oruthi amma nee ulagam arindhidaadha piravi amma nee paarvaiyilae kumari amma pazhakathilae kuzhandhai amma aayirathil oruthi amma nee penodu thondri penodu vaazhndhum penodu thondri penodu vaazhndhum pen manathu ennavendru puriyavillaiyo kan enna kanno nenjenna nenjo kalangam solbavarkku ullam illaiyo aatharam noor endru oor sollalaam aanalum poi endru naan solluvaen aayirathil oruthi amma nee ulagam
aa aa aa aa aa aa de aayo kahaan se ghanshayam aayo kahaan se ghanshayam raina bitaayi kis dhaam raina bitaayi kis dhaam haai raam aayo kahaan se ghanshayam aayo kahaan se ghanshayam haan raat ki jaagi re raat ki jaagi re akhiyaan hai tori raat ki jaagi re akhiyaan hai tori ho rahi gali gali jiyaa ki chori ho rahi gali gali jiyaa ki chori ho nahin jaana badnaam haai raam aayo kahaan se ghanshayam haai raam aayo kahaan se ghanshayam aayo kahaan se ghanshayam saj dhaj tumri kya kahoon rasiyaa dha ni dha dha dha ni dha dha ma dha pa ga pa ma re ma ga ma ga pa sa ni sa ni sa ni sa ga ni sa sa ga ma pa ni sa pa ni sa ga ma sa ni ma pa ga ni sa saj dhaj tumri kya kahoon rasiyaa aise lage tere haathon mein batiyaa aise lage tere haathon mein batiyaa jaise kataari liyo thaam haai raam jaise kataari liyo thaam haai raam aayo kahaan se ghanshayam aayo kahaan se ghanshayam aayo kahaan se ghanshayam haa haa haa main na kahon kachhu mo se na rootho main na kahon kachhu moh se
ab aur na mujhse sharmao mann chaaha pyaar mujhe de do ye hont mila kar honton se koi uphaar mujhe de do ab aur na mujhse sharmao mann chaaha pyaar mujhe de do saans ghule saanson mein pawan magan ho jaye jhoom uthe ye nadiya leher leher muskaaye har saans ghule saanson mein pawan magan ho jaye aur jhoom uthe ye nadiya leher leher muskaaye main shaam saja loon sapnon ki itna adhikaar mujhe de do ab aur na mujhse sharmao mann chaaha pyaar mujhe de do preet ke rass mein dooba uda uda ye aanchal jaise neel gagan mein dhula dhula sa badal hai preet ke rass mein dooba uda uda ye aanchal ho jaise neel gagan mein dhula dhula sa badal tum hosh udane se pehle bahon ka haar mujhe de do ab aur na mujhse sharmao mann chaaha pyaar mujhe de do ye hont mila kar honton se koi uphaar mujhe de do koi uphaar mujhe de do mann chaaha pyaar mujhe de do koi uphaar mujhe de do hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmmm
hummm hummm hummm hummm hummm hummm hummmm ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ab chaahe maa ruthe ya baba yaara maine to haan kar li ab chaahe maa ruthe ya baba yaara maine to haan kar li ab chaahe sar phute ya matha maine teri baanh pakad li ab chaahe sar phute ya matha maine teri baanh pakad li maine tujh pe niyat dhar li maine hans kar haami bhar li yaari chhute na toote na haan kar li to kar li ab chaahe maa ruthe ya baba yaara maine to haan kar li ab chaahe sar phute ya matha maine teri baanh pakad li tu hai mudat se dil mein samaayi kab kaha maine main hoon paraayi tu hai mudat se dil mein samaayi kab kaha maine main hoon paraayi jab tujhe maine dekha tu bhaai main usi waqt kadmon mein aayi barf ke farsh par pyar ke arsh par chandani ke talle jab mile thei gale jism lehraye thei honth tharraaye thei tab ye li thi kasam ab na bichhadenge hum ab chaahe kaante milein ya kaliyaan yaara maine to haan kar
zamin kaagaz ki ban jaaye samandar roshnaayi ka bayaan phir bhi na hoga humse ye kissa judaayi ka chaar dino ki chhuti hai aur unse jaa kar milna hai jiss maang ne dil ko maang liya maang ne dil ko maang liya uss maang mein taare bharna hai dil apna abhi se dhadke hai dekhenge unhe to kya hoga hum hosh bhi apne kho denge masti se bhara jalwa hoga dil apna abhi se dhadke hai dekhenge unhe to kya hoga hum hosh bhi apne kho denge masti se bhara jalwa hoga wo saamne ho phir aaye mazaa kuchh kehna hai kuchh sunna hai wo bhi to humari raahon mein zulfon ko sanwaare aayenge aur phool chameli ke gajre khush ho ke humen pehnaayenge ab chaand ki tarah chamakna hai sooraj ki tarah se niklana hai aankhon mein jawaan shikwe honge honthon pe hansi lehraayegi saagar se milegi jab nadiyaa toofan pe raunaq aayegi aankhon mein jawaan shikwe honge honthon pe hansi lehraayegi saagar se milegi jab nadiyaa toofan pe raunaq aayegi ab baadal ban ke barasna hai maujon ki tarah se ubharna
ab charaagon ka koi kaam nahin ab charaagon ka koi kaam nahin tere nainon se roshni si hai tere nainon se roshni si hai chandrama nikle ab yaa naa nikle chandrama nikle ab yaa naa nikle tere chehre se chandani si hai tere chehre se chandani si hai husn e kashmir jaadu e bangaal husn e kashmir jaadu e bangaal tu sarapa kisi shaayar ka khayaal tune zarre ko sitaara samjhaa tune zarre ko sitaara samjhaa ye hai saajan teri nazron ka kamaal teri soorat mein jalwaa gar laila teri soorat mein jalwaa gar laila jaaneman tu hi sohini si hai tere nainon se roshni si hai ek khwaahish ek hi armaan ek khwaahish ek hi armaan raat din bas teri pooja karna tere charnon ki ban rahun daasi tere charnon ki ban rahun daasi tere charnon mein hi jeena marna mere sapnon ki tu mahaarani mere sapnon ki tu mahaarani teri soorat mein mohini si hai tere nainon se roshni si hai raat sapne mein kuchh ajab dekha sharm aati hai ye bataate huye ruk kyun gayin kaho naa ek seeppi mein chhup gaya moti
haa he he hehe he tara ra ra tara haai re haai re haai re haai re haai re haai re ab jo mile hain to baahon ko baahon mein rahne de saajna sachchi ke jhoote hain honthon ko honthon se kehne de saajna na na ab jo mile hain to baahon ko baahon mein rahne de saajna sachchi ke jhoote hain honthon ko honthon se kehne de saajna na na ab jo mile hain to haai re haai re haai re saajna yunhin nasha chadta rahe ke tera pyaar badta rahe ye jhoomata saaya tera tan pe mere padta rahe tu aa gaya jo hosh mein kya hoga phir ye bhul jaa kya hoga phir ye bhul jaa ab jo mile hain to baahon ko baahon mein rahne de saajna sachchi ke jhoote hain honthon ko honthon se kehne de saajna na na ab jo mile hain to haai re haai re haai re saajna ho tu hai hawaa shola hoon main tu hai hawaa shola hoon main milke bhi tu mil na sake bujh na sake tere bina tere bina jal na sake majboor hoon teri kasam jhoothi nahin meri wafaa jhoothi nahin meri wafaa ab jo mile hain to mujhko nigahon mein rahne de
apne saaye se bhi log darne lage ab kisi ko kisi par bharosa nahin ab kisi ko kisi par bharosa nahin ab kahaan jaayen hum hum ghar ghar jaaten hain ye dil dikhlaate hain par ye duniyaan waale humko thukraaten hain hum ghar ghar jaaten hain ye dil dikhlaate hain par ye duniyaan waale humko thukraaten hain raaste mit gaye manzilen kho gayi ab kisi ko kisi par bharosa nahin ab kahaan jaayen hum nafrat hai nighahon mein wehshat hai nighahon mein ye kaisa zehar phaila duniyaan ki hawaaon mein nafrat hai nighahon mein wehshat hai nighahon mein ye kaisa zehar phaila duniyaan ki hawaaon mein pyaar ki bastiyaan aag hone lagi ab kisi ko kisi par bharosa nahin ab kahaan jaayen hum har saans hai mushkil ki har jaan hai ek moti baazaar mein par inki ginti hi nahin hoti har saans hai mushkil ki har jaan hai ek moti baazaar mein par inki ginti hi nahin hoti zindagi ki yahaan koi keemat nahin ab kisi ko kisi par bharosa nahin ab kisi ko kisi par bharosa nahin ab kahaan jaayen hum
ab ke baras ab ke baras tujhe dharti ki raani kar denge ab ke baras ab ke baras teri pyaason mein paani bhar denge ab ke baras teri chunar ko dhaani kar denge ab ke baras ye duniyaa to faani hai behta saa paani hai tere hawaale ye zindagani ye zindagani kar denge ab ke baras ab ke baras tujhe dharti ki raani kar denge ab ke baras duniyaa ki saari daulat se izzat humko pyaari mutthi mein kismat hai apni humko mehnat pyaari mitti ki kimat ka jag mein koi ratan nahin hai jillat ke jeevan se baddattar koi kafan nahin hai desh ka har deewana apne praan cheer kar bola balidaanon ke khoon se apna rang lo basanti chola ab ke humne jaani hai sabne mann mein thaani hai hamlawaron ki khatam kahaani khatam kahaani kar denge ab ke baras ab ke baras tujhe dharti ki raani kar denge ab ke baras ooooo ooooo ooooo ooooo sukh sapnon ke saath hazaaron dukh bhi tune jhele hansi khushi se bheege phaagun ab tak kabhi naa khele chaaron aur humare bikhre baaroodi afsaane jalti jaati shamma
    Songs Title Film/Album Song Number
Aaye Naa Baalam Waada Shabab (1954) 14195
Aaye Sur Ke Panchhi Sur Sangam (1985) 14302
Aaye Tum Yaad Mujhe Mili (1975) 20083
Aayee Aayee Teri Yaad Aayee Romance (1983) 18461
Aayega Aane Waala Mahal (1949) 20084
Aayega Aayega Ek Chhail Chhabila Aayega Mehrban (1967) 32646
Aayegi Aayegi Aayegi Jaaneman (1976) 20085
Aayi Aayi Raat Suhaani Poonam (1952) 13966
Aayi Bahaaron Ki Shaam Wapas (1969) 11829
Aayi Karke Singaar Do Anjaane (1976) 32753
Aayi Zanjeer Ki Jhankaar Razia Sultan (1983) 20768
Aayiraththil Oruththi Kai Kodutha Deivam (1964) 32870
Aayo Kahaan Se Buddha Mil Gaya (1971) 12942
Ab Aur Na Mujhse Sharmao Siskiyan (1983) 19222
Ab Chaahe Maa Ruthe Daag (1973) 20090
Ab Char Dinon Ki Aas Ka Panchhi (1961) 12599
Ab Charaagon Ka Koi Baawri (1982) 12772
Ab Jo Mile Hain To Caravan (1971) 12949
Ab Kahaan Jaayen Hum Ujala (1959) 12051
Ab Ke Baras Kranti (1981) 20091