MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

hum ko mann ki shakti denaa mann vijay karein dusron ki jay se pehle khud ko jay karein hum ko mann ki shakti denaa mann vijay karein dusron ki jay se pehle khud ko jay karein hum ko mann ki shakti denaa bhedbhaav bhedbhaav apne dil se saaf kar sakein bhedbhaav apne dil se saaf kar sakein doston se bhool ho to maaf kar sakein doston se bhool ho to maaf kar sakein joothh se bache rahein sach kaa dum bharein joothh se bache rahein sach kaa dum bharein dusron ki jay se pehle khud ko jay karein hum ko mann ki shakti denaa mann vijay karein dusron ki jay se pehle khud ko jay karein hum ko mann ki shakti denaa mushkilen padein to hum pe itnaa karm kar mushkilen padein to hum pe itnaa karm kar saath dein to dharm kaa chalein to dharm par saath dein to dharm kaa chalein to dharm par khud pe hauslaa rahe badee se naa darein khud pe hauslaa rahe badee se naa darein dusron ki jay se pehle khud ko jay karein hum ko mann ki shakti denaa mann vijay karein dusron ki jay se pehle
paase sabhi ulat gaye dushman ki chaal ke akshar sabhi palat gaye bhaarat ke bhaal ke manzil pe aaya mulq har balaa ko taal ke sadiyon ke baad phir ude baadal gulaal ke hum laaye hain toofan se kishti nikaal ke iss desh ko rakhna mere bachchon sambhal ke hum laaye hain toofan se kishti nikaal ke iss desh ko rakhna mere bachchon sambhal ke tum hi bavishya ho mere bhaarat vishaal ke iss desh ko rakhna mere bachchon sambhal ke hum laaye hain toofan se kishti nikaal ke iss desh ko rakhna mere bachchon sambhal ke dekho kahin barbaad naa hove ye bagichaa dekho kahin barbaad naa hove ye bagichaa iss ko hriday ke khoon se baapu ne hai seencha rakha hai ye cheerag shaheedon ne baal ke iss desh ko rakhna mere bachchon sambhal ke hum laaye hain toofan se kishti nikaal ke iss desh ko rakhna mere bachchon sambhal ke duniyaa ke daanv pench se rakhna naa vaastaa duniyaa ke daanv pench se rakhna naa vaastaa manzil tumhaari door hai lamba hai raastaa bhatkaa naa de koi tumhen
hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe sirf jazbaat hai jazbaaat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe kiski taqdeer mein hai unke mehakate gesun kiske ghar failega uss mast nazar ka jaadu kiski taqdeer mein hai unke mehakate gesun kiske ghar failega uss mast nazar ka jaadu inn pareshan sawaalat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe itna deewana na ban ae dil e betaab sambhal woh agar mil bhi liye tujhse to itna na machal itna deewana na ban ae dil e betaab sambhal woh agar mil bhi liye tujhse to itna na machal be taalukh si mulaaqat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena chaahe muskurahat ko mohabbat ka ishara na samajh mil liye honge woh yunhi unhe apna na samajh muskurahat ko mohabbat ka ishara na samajh mil liye honge woh yunhi unhe apna na samajh aise nadaan khayalaat mein kya rakhkha hai hum mein hai kya ke humein koi haseena
hum premi prem karna jaane hum premi prem karna jaane kahen naa dil ki baat sadaa chup rehna jaane hum premi prem karna jaane hum premi prem karna jaane pyaar ke dushman ko hazaaron mein pehchaane hum premi prem karna jaane hum premi prem karna jaane apnon se jab thes koi lag jaati hai apnon se jab thes koi lag jaati hai himmat apni aur bhi badh jaati hai ye mat bhulo aise hi deewanon ke pairon mein zanjeer bhi pad jaati hai deewane zanjeer se kya darna jaane hum premi prem karna jaane hum premi prem karna jaane mujrim ko parda chhupa naa paayega mujrim ko parda chhupa naa paayega chingaari ke khel mein jal jaayega jalne waala aag bhi laga sakta hai phir to uska waar bhi chal jaayega hum to jiska waar usi pe dharna jaane hum premi prem karna jaane hum premi prem karna jaane aapas mein takraana kaisa are aapas mein takraana kaisa gaao mil kar saath mere mere liye to ho tum donon jaise ye do haath mere aap ke kadmon ke jaisa duniyaa mein kahaan aaram koi duniyaa mein
hum pyaar ka sauda karte hain ek baar hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar ishq tera aag hai to ismein jalte jaayenge maut ho ya zindagi hum saath chalte jaayenge hum wo nahin hain pyaar ke raahi jo duniya se dar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe badle aasmaan aur chaahe badle ye zameen aankh neechi ho wafa ki aaisa ho sakta nahin hum toofaan mein daal ke kashti doob ke paar utar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar hum pyaar ka sauda karte hain ek baar
hum pyaar karenge hum pyaar karenge hum ladke jhagad ke bhi pyaar karenge ik baar karenge do baar karenge sau baar sau baar sau baar karenge hum pyaar karenge hum pyaar karenge gar saare saare din hum aa na sake gar saare saare din hum aa na sake wada karke bhi apna nibha na sake wada karke bhi apna nibha na sake saari sari raat tera intezaar karenge saari sari raat tera intezaar karenge ik baar karenge do baar karenge sau baar sau baar sau baar karenge hum pyaar karenge hum pyaar karenge hum laaj ke maare marr jayenge hum laaj ke maare marr jayenge par saamne tere na kabhi aayenge par saamne tere na kabhi aayenge luk chup ke tera deedar karenge luk chup ke tera deedar karenge ik baar karenge do baar karenge sau baar sau baar sau baar karenge hum pyaar karenge hum pyaar karenge humen lage hai bada is duniya ka darr kahin pyaar ko humare lag jaaye na nazar humen lage hai bada is duniya ka darr kahin pyaar ko humare lag jaaye na nazar hum thodi thodi yunhi takraar
hum pyaar mein jalne waalon ko chain kahaan haaye aaraam kahaan hum pyaar mein jalne waalon ko preet ki andhiyaari manzil mein chaaron or siyaahi preet ki andhiyaari manzil mein chaaron or siyaahi aadhi raah mein hi loot jaaye iss manzil kaa raahi iss manzil kaa raahi kaaton par chalne waalon ko chain kahaan haaye aaraam kahaan hum pyaar mein jalne waalon ko behlaayen jab dil naa behle to aise behlaaye behlaayen jab dil naa behle to aise behlaaye ghum hi to hai pyaar ki daulat ye keh kar samjhaayen ye keh kar samjhaayen apna mann chhalne waalon ko chain kahaan haaye aaraam kahaan hum pyaar mein jalne waalon ko
hum pyaar tumhin se karte hain hum pyaar tumhin se karte hain naadan balam tum kya jaano tum ruth gaye dil toot gaya paaya hai jo ghum tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain jab humko banaya tha apnaaa kyun haal naa dil ka jaan sake ik phool chunaaaaaa ik phool chuna aur phenk diya khushboo bhi nahin pehchan sake thukraa diya meri ulfat ko apna hi sitam tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain mitt jaaye muhabbat ki duniyaa ye baat koi aasaan nahinnnn armaan bharaaa armaan bhara ye dil mera naazuk hai magar naadan nahin tum pher lo humse laakh nazar badlenge na hum tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain hum pyaar tumhin se karte hain naadan balam tum kya jaano tum ruth gaye dil toot gaya paaya hai jo ghum tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain
phoolon mein khushboo hai iss dil mein ik tu hai janmon ke saathi hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain nainon mein jyoti hai seepee mein moti hain janmon ke saathi hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain jaise hanson ke hansini jaise chanda mein hai chandani jaise kaviyon ki ho bhavna mann mein koi kaamnaa diya aur baati hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain jaise aankhon mein ho shokhiyaan jaise honthon pe ho surkhiyaan jaise saawan mein jhoomen jeeya sajni ke sang ho piya diya aur baati hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain phoolon mein khushboo hai iss dil mein ik tu hai janmon ke saathi hum saath saath hain janmon ke saathi hum saath saath hain
hum se aaya na gaya tum se bulaaya na gaya hum se aaya na gaya tum se bulaaya na gaya faasla pyaar mein dono se mitaaya na gaya hum se aaya na gaya tum se bulaaya na gaya hum se aaya na gaya wo ghadi yaad hai jab tum se mulaqaat huyi wo ghadi yaad hai jab tum se mulaqaat huyi ik ishaara hua do haath badhe baat huyi dekhte dekhte din dhal gaya aur raat huyi wo samaa aaj talak dil se bhulaaya na gaya hum se aaya na gaya tum se bulaaya na gaya hum se aaya na gaya kya khabar thi ke milen hain to bichhadne ke liye kya khabar thi ke milen hain to bichhadne ke liye kismaten apni banaayi hain bigadane ke liye kismaten apni banaayi hain bigadane ke liye pyaar ka baag lagaaya tha ujadne ke liye is tarah ujada ke phir hum se basaaya na gaya hum se aaya na gaya tum se bulaaya na gaya hum se aaya na gaya yaad reh jaati hai aur waqt guzar jaata hai yaad reh jaati hai aur waqt guzar jaata hai phool khilta bhi hai aur khil ke bikhar jaata hai sab chale jaate hain kab dard e jigar
aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa hum tere bin jee naa sakenge sanam hum tere bin jee naa sakenge sanam dil ki ye aawaaz hai dil ki ye aawaaz hai hum tere bin jee naa sakenge sanam hum tere bin jee naa sakenge sanam saari duniyaa mein saari duniyaa mein aisa shabaab nahin hai ye haqeeqat hai tera jawaab nahin hai kisi aur mein kahaan ye adaa kisi aur mein kahaan ye adaa tere jaisa nahin hai koi doosra hum tere bin jee naa sakenge sanam hum tere bin jee naa sakenge sanam pehle hi din se pehle hi din se hum dil mein thaan chuke hain tere ban ke tujhe apna maan chuke hain tere saamne karen kya bayaan tere saamne karen kya bayaan umr bhar saath rehne ka ye faislaa hum tere bin jee naa sakenge sanam hum tere bin jee naa sakenge sanam dil ki ye aawaaz hai dil ki ye aawaaz hai hum tere bin jee naa sakenge sanam hum tere bin jee naa sakenge sanam
hum tere pyaar mein saara aalam kho baithe hain kho baithe tum kehte ho ke aise pyaar ko bhool jaao bhool jaao hum tere pyaar mein saara aalam kho baithe hain kho baithe tum kehte ho ke aise pyaar ko bhool jaao bhool jaao hum tere pyaar mein saara aalam panchhi se chhuda kar uska ghar tum apne ghar par le aaye ye pyaar ka pinjra mann bhaaya hum jee bhar bhar kar muskaaye jab pyaar hua iss pinjre se tum kehne lage aazad raho hum kaise bhulaaye pyaar tera tum apni zubaan se ye naa kaho ab tum saa jahaan mein koi nahin hai hum to tumhare ho baithe tum kehte ho ke aise pyaar ko bhool jaao bhool jaao hum tere pyaar mein saara aalam iss tere charan ki dhool se humne apni jeevan maang bhari jab hi to suhaagan kehlaayi duniyaa ki nazar mein pyaar bani tum pyaar ki sundar murat ho aur pyaar humari pooja hai ab inn charanon mein dam nikale bas itni aur tamnna hai hum pyaar ke gangaa jal se balam ji tan mann apna dho baithe tum kehte ho ke aise pyaar ko bhool jaao bhool jaao
hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah sirf ik baar mulaaqat kaa mauka de de hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah meri manzil hai kahaan mera thikaana hai kahaan meri manzil hai kahaan mera thikaana hai kahaan suboh tak tujhse bichhad kar mujhe jaana hai kahaan sochne ke liye ik raat ka mauka de de hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah apni aankhon mein chhupaa rakhe hain jugnu maine apni aankhon mein chhupaa rakhe hain jugnu maine apni palkon pe sajja rakhe hain aansun maine meri aankhon ko bhi barsaat ka mauka de de hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah hum tere sheher mein aaye hain musaafir ki tarah aaj ki raat mera dard e muhabbat sun le aaj ki raat mera dard e muhabbat sun le kanpkapaate huye honthon ki shikaayat sun le aaj izhaar e khayaalat ka mauka de de hum tere
hum the wo thi wo thi hum the hum the wo thi aur sama rangin samajh gaye na ta ra ra ra ra jaate the japan pahunch gaye cheen samajh gaye na hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya hum the wo thi aur sama rangin samajh gaye na jaate the japan pahunch gaye cheen samajh gaye na hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya khoya main kaise uski baton mein keheta hoon dum to leno do aa ha ha khoyi wo kaise meri baton mein keheta hoon dum to leno do aa ha ha kya kya keh dala aankhon aankhon mein keheta hoon dum to leno do aa ha ha hum the wo thi aur sama rangin samajh gaye na jaate the japan pahunch gaye cheen samajh gaye na hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya o manu tera hua ab mera kya hoga manu tera hua ab mera kya hoga phute bulbulle do naina fadake usne jab dekha mud mud ke va va va kaise kaheti ho sunre o ladke maine jab dekha mud mud ke va va va phir dono ke dil dhak dhak dhak dhadke dono ne dekha mud mud ke va va va ha ha ha ha ha ha ha hum the wo thi aur sama rangin samajh
oooooo hoooooo oooo hoo hoo hoo hoo hoo hoo oooooo hoooooo oooo hoo hoo hoo hoo duuuu dooooooo dudu dudu du du du oooooo hoooooo oooo hoo hoo hoo hoo hum tooo aapke deewane hain bade mastaane hain aaaa haaaa oooo hoooo hum tooo aapke deewane hain bade mastaane hain aaaa haaaa oooo hoooo hum tooo aapke deewane hain ho bade mastaane hain aaaa haaaa oooo hoooo hum tooo aapke deewane hain bade mastaane hain aaaa haaaa oooo hoooo hum tooo aapke deewane hain bade mastaane hain aaaa haaaa ooooo hoooo hum tooooo aap ke deewane hain ho bade mastaane hain bade mastaane hain aaaa haaaa ooooo hoooo hum tooo aapke deewane hain ho bade mastaane hain aaaa haaaa hoooo hoooo oooooo hoooooo oooo hoo hoo hoo hoo hoo hoo laa laaaaa la lala lala laa laa hum tooo aapke deewane hain bade mastaane hain aaaa haaaa hoooo hoooo hum tooo aapke deewane hain bade mastaane hain aaaa haaaa hoooo hoooo hum tooo aapke deewane hain bade mastaane hain aaaa haaaa hoooo hoooo
ho o o rama ho ho rama ho hum to chale pardes hum pardesi ho gaye hum to chale pardes hum pardesi ho gaye chhoota apna des hum pardesi ho gaye hum to chale pardes hum pardesi ho gaye chhoota apna des hum pardesi ho gaye ye galiyan path panghat ye mandir barson purana barson purana ye galiyan path panghat ye mandir barson purana kal tak ye sab apna tha ab lagta hai begaana badla jug ne bhes badla jug ne bhes hum pardesi ho gaye chhoota apna des hum pardesi ho gaye ye panchhi ye panchhi hum kismat ke maaron ko bhool na jaana bhool na jaana aate jaate khair khabar sab logon ki de jaana le jaana sandes le jaana sandes hum pardesi ho gaye chhoota apna des hum pardesi ho gaye hum to chale pardes hum pardesi ho gaye chhoota apna des hum pardesi ho gaye ho o o rama ho ho rama ho
aaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa hoooooo hum to hain pardes mein hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand apni raat ki chhat pe kitnaa tanhaa hogaa chaand hoooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand hum to hain pardes mein chaand binaa har din yoon beetaa jaise yug beete ho chaand binaa har din yoon beetaa jaise yug beete mere binaa kis haal mein hogaa mere binaa kis haal mein hogaa kaisaa hogaa chaand hooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand hum to hain pardes mein raat ne aisaa pech lagaya tooti haath se dor hoooo raat ne aisaa raat ne aisaa raat ne aisaa raat ne aisaa pech lagaya tooti haath se dor aangan waale neem mein jaa kar aangan waale neem mein jaa kar atkaa hoga chaand hoooooooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa chaand apni raat ki chhat pe kitnaa tanhaa hogaa chaand hooo hum to hain pardes mein desh mein niklaa hogaa
heyyyyyy heyyyy heyyyy heyyyy taaraaa raaa ruru ruru ru oooo hooooo hoooooo taaraaa raaa ruru ruru ru heyyyyyy heyyyy heyyyy taaraaa raaa ruru ruru ru hum to hain raahi dil ke pahunchenge rukte chalte manzil hai kisko pyaari hooo are hum to hai mann ke raaja raaja ki chali sawaari are hoooo suno zara hum to hain raahi dil ke pahunchenge rukte chalte re tiri tiri tiri deeeee eeeee tudu tudu du du uuuu uuuu uuuu tiri tiri tiri deeeee eeeee eeeeee waauuu waauuu waauuu waauuuu waauuuu waauuuu waauuuu waauuu waauuu waauuu waauuuu waauuu waauuu waauuu waauuuu waauuuu waauuuu waauuu waauuu waauuuu waauuuu waauuuu hum wo albele hain saari duniyaa jhele hain apne to sapne laakhon bas kehne ko akele hain are sab ka bhojha lai ke chalti hai apni laari are hoooo oooo oooo oooo suno zara hum to hain raahi dil ke pahunchenge rukte chalte re jab tak chalte jaayen sab ka hi dil apnaayen jab royen koi duja naina apne chhalak aayen pyaare kaam aayegi suntaa jaa baat humari are hoooo
mubaaraq dene aaye the mubaaraq de ke jaate hain mila hai bahot kuchh seene mein jo hum le ke jaate hain hum to jaate apne gaaon apni raam raam raam hum to jaate apne gaaon apni raam raam raam apni raam raam raam sabko raam raam raam apni raam raam raam sabko raam raam raam hum to jaate apne gaaon apni raam raam raam sabko raam raam raam kabhi jo keh naa paaye baat wo honthon pe ab aayi honthon pe ab aayi kabhi jo keh naa paaye baat wo honthon pe ab aayi honthon pe ab aayi adaalat uth chuki hai ab karega kaun sunwaayi karega kaun sunwaayi hum to jaate apne gaaon apni raam raam raam sabko raam raam raam apni raam raam raam hum to jaate apne gaaon apni raam raam raam sabko raam raam raam huyi ho bhool koi to use dil se bhula dena use dil se bhula dena huyi ho bhool koi to use dil se bhula dena use dil se bhula dena koi deewana tha baaton pe uski dhyaan kya dena dhyaan kya dena hum to jaate apne gaaon apni raam raam raam apni raam raam raam sabko raam raam raam hum to
hum to muhabbat karega duniyaan se nahin darega chaahe ye zamaana kahe humko deewana aji hum to muhabbat karega duniyaan se nahin darega chaahe ye zamaana kahe humko deewana aji hum to muhabbat karega chupke se aap to dil le ke chale jaate hain peechhe peechhe deewane phir bhi chale aate hain chupke se aap to dil le ke chale jaate hain peechhe peechhe deewane phir bhi chale aate hain juta paalish karega juta paalish karega lekin tum par marega chaahe ye zamaana kahe humko deewana aji hum to muhabbat karega thokar se aur bhi armaan ye jawaan hote hain duniyaan mein hum jaise aashiq bhi kaha hote hain thokar se aur bhi armaan ye jawaan hote hain duniyaan mein hum jaise aashiq bhi kaha hote hain laila laila karega laila laila karega thandi aahen bharega chaahe ye zamaana kahe humko deewana aji hum to muhabbat karega door ho ho ke aji yun na sataao humko hum jiyen kaise bhala ye to batao humko door ho ho ke aji yun na sataao humko hum jiyen kaise bhala ye to batao
    Songs Title Film/Album Song Number
Hum Ko Mann Ki Shakti Denaa Guddi (1971) 20564
Hum Laaye Hain Toofan Jagriti (1954) 20540
Hum Mein Hai Kya Nawab Sahib (1978) 32123
Hum Premi Prem Karna Parvarish (1977) 20543
Hum Pyaar Ka Sauda Karte Hain Zindagi (1964) 32165
Hum Pyaar Karenge Dhoon (1953) 32075
Hum Pyaar Mein Jalne Waalon Ko Jailor (1958) 20544
Hum Pyaar Tumhin Se Amber (1952) 12652
Hum Saath Saath Hain Hum Saath Saath Hain (1999) 11882
Hum Se Aaya Na Gaya Dekh Kabira Roya (1957) 13042
Hum Tere Bin Jee Naa Thakur Jarnail Singh (1966) 14343
Hum Tere Pyaar Mein Dil Ek Mandir (1963) 13096
Hum Tere Sheher Mein (Ghulam Ali) Ghulam Ali 11442
Hum The Wo Thi Chalti Ka Naam Gaadi (1958) 20548
Hum To Aap Ke Deewane Aap Ke Deewane (1980) 12584
Hum To Chale Pardes Sargam (1979) 20549
Hum To Hain Pardes Jagjit Singh & Chitra Singh 16543
Hum To Hain Rahi Dil Ke Caravan (1971) 12951
Hum To Jaate Apne Gaon Diwana (1967) 13039
Hum To Muhabbat Karega Dilli Ka Thug (1958) 20550