MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

dil dhadke nazar sharmaaye dil dhadke nazar sharmaaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya dil dhadke nazar sharmaaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya raaton ko neend naa aaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya ooooo oooo oooooo oooooo ankhiyaan din ko sapne dekhen paagal manva dole ooooo oooo oooooo oooooo meetha meetha dard uthe jab dil mein haule haule aur yaad kisi ki aaye jiya bhar aaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya dil dhadke nazar sharmaaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya chupke chupke mann mein laage armaanon ka mela koi kisi ki yaad mein dooba baitha rahe akela chupke chupke mann mein laage armaanon ka mela koi kisi ki yaad mein dooba baitha rahe akela tasveer si ek ban jaaye nazar naa aaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya dil dhadke nazar sharmaaye to samjho pyaar ho gaya pyaar ho gaya
dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dil dhak dhak karne laga main dil se darne laga dil dhak dhak karne laga main dil se darne laga aisa lagta hai main kisi pe marne laga haaye dil dhak dhak karne laga main dil se darne laga main poochhaa kartaa hoon iss dil deewane se main poochhaa kartaa hoon iss dil deewane se wo khud aaye to kya ho jiski yaad aane se aayi koi khushboo koi jaadoo chalne laga hooooooo aisa lagta hai main kisi pe marne laga dil dhak dhak karne laga main dil se darne laga tasveeren dekhi hai kitni baazaron mein heyyyy tasveeren dekhi hai kitni baazaron mein tum jaise hain hazaaron wo hai ek hazaaron mein dekhi do nighaahen main aanhen bharne laga hooooooo aisa lagta hai main kisi pe marne laga dil dhak dhak karne laga main dil se darne laga socha tha khelunga main ek khilone se heyyyy socha tha khelunga main ek khilone se ab kaise rokun dil ko uss pe aashique hone se main to dillagi mein dil ka sauda
dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din baithe rahe tasavvure jaanaa kiye hue dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din jaadon ki narm dhoop aur aangan mein leit kar jaadon ki narm dhoop aur aangan mein leit kar aankhon pe kheench kar tere aanchal ke saaye ko aundhe pade rahe kabhi karvat liye hue dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din yaa garmiyon ki raat jo purvaaiyan chalein yaa garmiyon ki raat jo purvaaiyan chalein thandi safed chaadaron pe jaagein der tak taaron ko dekhte rahein chhat par pade hue dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din barfili sardiyon mein kisi bhi pahaad par barfili sardiyon mein kisi bhi pahaad par vaadi mein goonjti hui khaamoshiyan sunein aankhon mein bheege bheege se lamhe liye hue dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din baithe rahe tasavvure jaanaa kiye hue dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din
dil dil se mila kar dekho nazron mein samaa kar dekho apna to banaa kar dekho hoti hai muhabbat kya dil dil se mila kar dekho nazron mein samaa kar dekho apna to banaa kar dekho hoti hai muhabbat kya hum pyaar mein kho gaye aise pardes mein raahi jaise hum pyaar mein kho gaye aise pardes mein raahi jaise ulfat ka nasha jab ho hi gaya daaman ko chhudaaye kaise nazarein to uthaa kar dekho woh teer chalaa kar dekho apna to banaa kar dekho hoti hai muhabbat kya dil dil se mila kar dekho nazron mein samaa kar dekho apna to banaa kar dekho hoti hai muhabbat kya lahra ke hawa jab aayi phir dasne lagi tanhaayi lahra ke hawa jab aayi phir dasne lagi tanhaayi dil pahooncha wahan dilbar tha jahan lo bajne lagi shehnayi dil mein to bitha kar dekho kuchh paas to aa kar dekho apna to banaa kar dekho hoti hai muhabbat kya dil dil se mila kar dekho nazron mein samaa kar dekho apna to banaa kar dekho hoti hai muhabbat kya
dil e betaab ko seene se lagaana hoga aaj parda hai to kal saamne aana hoga aapko pyaar ka dastoor nibhana hoga dil jhukaaya hai to sir ko bhi jhukana hoga dil e betaab ko seene se lagaana hoga apni soorat ko tu aye jaane wafaa yun naa chhupaa garmi e husn se jal jaaye naa aanchal tera lag gayi aag to mujhko hi bhujhana hoga dil jhukaaya hai to sir ko bhi jhukana hoga dil e betaab ko seene se lagaana hoga aaj aalam hai jo dil kaa wo bataaye na bane paas aaye na bane door bhi jaaye na bane main hoon madhosh mujhe hosh mein laana hoga aaj parda hai to kal saamne aana hoga aapko pyaar ka dastoor nibhana hoga aap to itne kareeb aa gaye allaah tauba kya kare aap se takraa gaye tauba tauba ishq inn baaton se ruswaa e zamaana hoga dil e betaab ko seene se lagaana hoga
dil e nadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dawa kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai hum hain mushtaaq aur wo bezaar hum hain mushtaaq aur wo bezaar ya ilaahi ye maajra kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai main bhi munh mein zabaan rakhta hoon main bhi munh mein zabaan rakhta hoon kaash poochho ke mudda kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai humko un se wafaa ki hai ummeed humko un se wafaa ki hai ummeed jo nahin jaante wafaa kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai jaan tum par nisaar karta hoon jaan tum par nisaar karta hoon main nahin jaanta dua kya hai dil e nadaan tujhe hua kya hai aakhir is dard ki dawa kya hai
jaane waaleeee kabhi nahin aate jaane waale ki yaad aati hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai pyaar ki jismen hoti hai pooja ye pritam kaa ghar hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai har dhadkan hai aarti bandhan aankh jo meenchi ho gaye darshan har dhadkan hai aarti bandhan aankh jo meenchi ho gaye darshan maut mitaa de chaahe hasti yaad to amar hai maut mitaa de chaahe hasti yaad to amar hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai pyaar ki jismen hoti hai pooja ye pritam kaa ghar hai hum yaadon ke phool chadhayen aur aansoon ke deep jalaayen hum yaadon ke phool chadhayen aur aansoon ke deep jalaayen saanson ka har taar pukaare ye prem nagar hai saanson ka har taar pukaare ye prem nagar hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai pyaar ki jismen hoti hai pooja ye pritam kaa ghar hai dil ek mandir hai dil ek mandir hai aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaa
dil ghum se jal raha hai jale par dhuwaan naa ho dil ghum se jal raha hai jale par dhuwaan naa ho mumkin hai iss ke baad koi imtehaan naa ho koi imtehaan naa ho mumkin hai iss ke baad koi imtehaan naa ho koi imtehaan naa ho duniyaa to kya khuda se bhi ghabraa ke keh diya duniyaa to kya khuda se bhi ghabraa ke keh diya ghabraa ke keh diya wo meharbaan nahin to koi meharbaan naa ho koi meharbaan naa ho dil ghum se jal raha hai jale par dhuwaan naa ho loota khushi ne aag laga di bahaar ne loota khushi ne aag laga di bahaar ne aag laga di bahaar ne barbaad iss tarah bhi kisi kaa jahaan naa ho kisi kaa jahaan naa ho dil ghum se jal raha hai jale par dhuwaan naa ho ab to wahin sukoon milega mujhe jahaaaan ab to wahin sukoon milega mujhe jahaaaan milega mujhe jahaan ye sang dil zameen naa ho aasmaan naa ho zameen aasmaan naa ho dil ghum se jal raha hai jale par dhuwaan naa ho
dil haai mera dil tera dil dil se dil mil gaya hey ae hey hey haa haa haa haa hmm hmm dil haai mera dil tera dil dil se dil mil gaya dil haai mera dil tera dil dil se dil mil gaya hmm hmm hmm hmm ae hey hey hey hmm hmm hmm zulf teri yun udi yun mudi ke ghata chhaa gayi honth tere yun hile gul khile ke bahaar aa gayi zulf teri yun udi yun mudi ke ghata chhaa gayi honth tere yun hile gul khile ke bahaar aa gayi pyaar haai mera pyaar mere yaar ban ke phool khil gaya dil haai mera dil tera dil dil se dil mil gaya aankh teri jo uthi badshahon ke sar jhuk gaye chaal aisi tu chali log raahon mein hi ruk gaye aankh teri jo uthi badshahon ke sar jhuk gaye chaal aisi tu chali log raahon mein hi ruk gaye jaan haai meri jaan ye jahan aasmaan hil gaya dil haai mera dil tera dil dil se dil mil gaya roop tere pe nazar jab padi to nazar mil gayi rang tera udd gaya tu kali ki tarha khil gayi roop tere pe nazar jab padi to nazar mil gayi rang tera udd gaya tu kali ki tarha khil gayi
dil hai mera kashmakash mein yaar dil hai mera kashmakash mein yaar poochhati hai dhadkan meri kyun karein aitbaar hoo poochhati hai dhadkan meri kyun karein aitbaar jhooti baatein jhoote waade jhoota hai tera pyaar poochhati hai dhadkan meri kyun karein aitbaar haan dil hai tera kashmakash mein yaar ho o o dil hai tera kashmakash mein yaar chhoo ke apne dil se poochho kyun karein aitbaar hoo chhoo ke apne dil se poochho kyun karein aitbaar bheegi palkein poochh lo tum dekho phir ek baar chhoo ke apne dil se poochho kyun karein aitbaar thi tamanna is jahaan mein koi to ek ho jo ho mera sirf mera dil se jo nek ho tune lekin dil ko toda aye sanam baar baar poochhati hai dhadkan meri kyun karein aitbaar tere bin hoon mein adhoora ye nahin dillagi saans teri khaab tere hai teri zindagi bin tere hai maut behtar kya kahoon aur yaar chhoo ke apne dil se poochho kyun karein aitbaar dil hai mera kashmakash mein yaar dil hai mera kashmakash mein yaar poochhati hai dhadkan
dil hi nahin to dil ke sahaaron ko kya karun dil hi nahin to dil ke sahaaron ko kya karun jab paas tum nahin to bahaaron ko kya karun dil hi nahin to dil ke sahaaron ko kya karun jalwon se jiske chaand sitaaron mein thi ziyaa jalwon se jiske chaand sitaaron mein thi ziyaa ab wo haseen nahin to sitaaron ko kya karun jab paas tum nahin to bahaaron ko kya karun dil hi nahin to dil ke sahaaron ko kya karun tasveer aur tasavur e jaana ye sab fareb tasveer aur tasavur e jaana ye sab fareb main unse door unke nazaaron ko kya karun jab paas tum nahin to bahaaron ko kya karun dil hi nahin to dil ke sahaaron ko kya karun wo jannat e nigaah wo firdaus e rang o boo wo jannat e nigaah wo firdaus e rang o boo guzri huyi haseen bahaaron ko kya karun jab paas tum nahin to bahaaron ko kya karun dil hi nahin to dil ke sahaaron ko kya karun khawaabon se noor chheen liya aye khayaal e yaar khawaabon se noor chheen liya aye khayaal e yaar tere bagair tere ishaaron ko kya karun jab paas
hmmm hmmm hmmm hmmm dil hi to hai na sang o khisht dard se bhar na aaye kyun dil hi to hai na sang o khisht dard se bhar na aaye kyun royenge hum hazaar baar koi humen sataaye kyun dil hi to hai na sang o khisht dard se bhar na aaye kyun qaid e hayaat o band e ghum asl mein donon ek hain qaid e hayaat o band e ghum asl mein donon ek hain maut se pahle aadmi ghum se nijaat paaye kyun dil hi to hai na sang o khisht dard se bhar na aaye kyun dair nahin haram nahin darr nahin aastaan nahin dair nahin haram nahin darr nahin aastaan nahin baithe hain rehguzar pe hum gair humen uthaaye kyun royenge hum hazaar baar koi humen sataaye kyun ghalib e khastaa ke bagair kaun se kaam band hain ghalib e khastaa ke bagair kaun se kaam band hain roiye zaar zaar kyaa kijiye haaye haaye kyun dil hi to hai na sang o khisht dard se bhar na aaye kyun royenge hum hazaar baar koi humen sataaye kyun
dil jale to jale dil jale to jale ghum pale to pale kisi ki na sunnnn gaaye jaaaa dil jale to jale ghum pale to pale kisi ki na sunnnn gaaye jaaaa oo jeene waale aag se aag bujha le oo hoo jeene waalee oo jeene waale aag se aag bujha le jag ki na sunnnn pyaar ki dhun jag ki na sun pyaar ki dhun jhoom ke gaa le dil jale to jale ghum pale to pale kisi ki na sunnnn gaaye jaaaa hoo jeene waale ye kaliyaan ye taare oo hoo jeene waalee hoo jeene waale ye kaliyaan ye taare chup hain magarrrr takate idhar chup hain magar takate idhar kehte hain saare dil jale to jale ghum pale to pale kisi ki na sunnnn gaaye jaaaa hoo jeene waale chhed haseen taaraane oo hoo jeene waalee hoo jeene waale chhed haseen taaraane bichhade jo ab milna hai kab bichhade jo ab milna hai kab koi na jaane dil jale to jale ghum pale to pale kisi ki na sunnnn gaaye jaaaa dil jale to jale ghum pale to pale kisi ki na sunnnn gaaye jaaaa
dil jalon kaa dil jalaa ke kya milegaa dilrubaa dil jalon kaa dil jalaa ke kya milegaa dilrubaa dil ne mere dil se tere dil ne mere dil se tere haal e dilbar keh diya dil jalon kaa dil jalaa ke kya milegaa dilrubaa dil hi to hai dil ka kya dil hi to hai dil ka kya kabhi idhar kabhi udhar yahaan se dil wahaan gaya magar tujhe naa huyi khabar dil kisi ko do to jaanun kya guzarti hai dil par dil ka dena dil ka lena kaam hai dildaar ka dil ne mere dil se tere dil ne mere dil se tere haal e dilbar keh diya dil jalon kaa dil jalaa ke kya milegaa dilrubaa dil ke bina ye zindagi dil ke bina ye zindagi ye zindagi hai dillagi dil ki lagi o beraham o beraham hai balaa buri dil se mere chaahe khelon chaahe le lo hai aapka dil hai sheesha dil hai pathar sun le dil ki tu sadaa dil ne mere dil se tere dil ne mere dil se tere haal e dilbar keh diya dil jalon kaa dil jalaa ke kya milegaa dilrubaa dil jalon kaa dil jalaa ke kya milegaa dilrubaa
dil jalta hai to jalne de aansu na bahaa fariyaad na kar dil jalta hai to jalne de aansu na bahaa fariyaad na kar dil jalta hai to jalne de tu parda nasheen ka aashiq hai yoon naam e wafaa barbaad na kar tu parda nasheen ka aashiq hai yoon naam e wafaa barbaad na kar dil jalta hai to jalne de maasoom nazar ke teer chala bismil ko bismil aur banaa maasoom nazar ke teer chala bismil ko bismil aur banaa ab sharm o hayaa ke parde mein yoon chhup chhup ke bedaag na kar ab sharm o hayaa ke parde mein yoon chhup chhup ke bedaag na kar dil jalta hai to jalne de hum aas lagaaye baithe hain tum vaada karke bhool gaye hum aas lagaaye baithe hain tum vaada karke bhool gaye ya soorat aake dikha jaao ya keh do humko yaad na kar ya soorat aake dikha jaao ya keh do humko yaad na kar dil jalta hai dil jalta hai dil jalta hai
dil jo bhi kahega manenge duniya mein hamara dil hi to hai har haal mein jisne saath diya wo ek bechara dil hi to hai koi saathi na koi sahara koi manzil na koi kinara ruk gaye jis jagah dil ne roka chal diye jis taraf dil pukara hum pyaar ke pyaase logon ki hum pyaar ke pyaase logon ki manzil ka ishaara dil hi to hai duniya mein hamara dil hi to hai dil jo bhi kahega manenge duniya mein hamara dil hi to hai haar mani nahin zidagi se hans ke milte rahe har kisi se kyun na iss dil pe qurbaan jayen seh liye jisne ghum bhi khushi se sukh mein jo na khele hum hi to hain sukh mein jo na khele hum hi to hain dukh se jo na haara dil hi to hai duniya mein hamara dil hi to hai apni zindadili ke sahare humne din zindagi ke guzare warna iss be murwat jahan mein aur kabze mein kya hai hamare har cheez hai daulat walon ki har cheez hai daulat walon ki mufliss ka sahara dil hi to hai duniya mein hamara dil hi to hai
dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayee dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayee dil jo na keh saka nagma sa koi jaag utha badan mein jhankaar kee see tharathari hai tan mein jhankaar kee see tharathari hai tan mein ho o o mubaraq tumhe kisi ki larazti si baahon mein rehne ki raat aayee dil jo na keh saka tauba ye kissne anjuman saja ke tukde kiye hain guncha e wafaa ke tukde kiye hain guncha e wafaa ke ho o o uchhalo gulon ke tukde ke rangin fizaon mein rehne ki raat aayee dil jo na keh saka chaliye mubaraq jashan dosti ka daaman to thama aapne kissi ka daaman to thama aapne kissi ka ho o o humen to khushi yahi hai tumhen bhi kisi ko apna kehne ki raat aayee dil jo na keh saka saagar uthao dil ka kis ko ghum hai aaj dil ki keemat jaam se bhi kam hai aaj dil ki keemat jaam se bhi kam hai ho o o piyo chahe khoon e dil ho ke pite pilate hi rehne ki raat aayee dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayee dil jo na keh saka
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm dil jo naa keh sakaa wohi raaz e dil kehne ki raat aayi dil jo naa keh sakaa wohi raaz e dil kehne ki raat aayi dil jo naa kah sakaa nagma sa koi jaag uthaa badan mein jhankaar ki si tharthari hai tann mein jhankaar ki si tharthari hai tann mein ho pyaar ki inhi dhadakti dhadakti fizaaon mein rahne ki raat aayi dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayi ab tak dabee thi ek mauj e armaan lab tak jo aayi ban gayi hai toofaan lab tak jo aayi ban gayi hai toofaan ho baat pyaar ki behakti behakti nigaahon se kehne ki raat aayi dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayi guzrein na ye shab khol doon ye julfein tumko chupaa loon moond ke ye palkein tumko chupaa loon moond ke ye palkein ho bekaraar si larajti larajti si chaaon mein rehne ki raat aayi dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayi dil jo na keh sakaa
dil ka bhanwar kare pukaar pyaar ka raag suno pyaar ka raag suno re hu hu hu phool tum gulab ka kya jawaab aap ka jo ada hai wo bahar hai aaj dil ki bekali aa gayee zuban par baat ye hai tum se pyaar hai dil tumhin ko diya re pyaar ka raag suno re hu hu hu dil ka bhanwar kare pukaar pyaar ka raag suno pyaar ka raag suno re hu hu hu chahe tum mitaana par na tum girana aansoon ki tarah nigaah se pyaar ki unchaai ishq ki gehraai poochh lo humari aah se aasmaan chhoo liya re pyaar ka raag suno re hu hu hu dil ka bhanwar kare pukaar pyaar ka raag suno pyaar ka raag suno re hu hu hu iss hasin utaar pe hum na baithe haar ke saaya ban ke saath hum chale aaj mere sang tu goonje dil ki aarzu tujhse meri aankh jab mile jaane kya kar diya re pyaar ka raag suno re hu hu hu dil ka bhanwar kare pukaar pyaar ka raag suno pyaar ka raag suno re hu hu hu hu hu hu hu hu hu
jiyaa jaayeeeee piyaa aa jaa jiyaa jaayeeeee piyaa aa jaa jiyaa jaayeeeee piyaa aa jaa dil ka dard naa jaane ye duniyaa jaane dil tadpaana pyaar ke do bolon ke badle dushman hua zamaana haaye re haaye dushman hua zamaana dil ka dard naa jaane ye duniyaa jaane dil tadpaana umeed ne thokar khaayi hai dil de ke judaayi paayi hai tera ghum hai meri tanhaayi hai pehle se naa tha ye jaanaaaaaaa pehle se naa tha ye jaana ke dil ka aana hai jee se jaana haaye re haaye dushman hua zamaana dil ka dard naa jaane ye duniyaa jaane dil tadpaana pyaar ke do bolon ke badle dushman hua zamaana haaye re haaye dushman hua zamaana aankhon mein jo aansun aayenge tasveer teri dikhlaayenge hum tham ke dil reh jaayenge pehle se naa tha ye jaana pehle se naa tha ye jaana ke dil ka aana hai jee se jaana haaye re haaye dushman hua zamaana dil ka dard naa jaane ye duniyaa jaane dil tadpaana pyaar ke do bolon ke badle dushman hua zamaana haaye re haaye dushman hua zamaana dil ka dard naa jaane
    Songs Title Film/Album Song Number
Dil Dhadke Nazar Albela (1951) 20351
Dil Dhak Dhak Karne Patita (1980) 13944
Dil Dhoondhta Hai (Sad Version) Mausam (1975) 15728
Dil Dil Se Mila Kar Dekho Mem Sahib (1956) 12008
Dil E Betaab Ko Palki (1967) 13906
Dil E Nadaan Mirza Ghalib (1954) 11929
Dil Ek Mandir Hai Dil Ek Mandir (1963) 20354
Dil Ghum Se Jal Raha Shama (1961) 14221
Dil Haai Mera Dil Paraya Dhan (1971) 20356
Dil Hai Mera Chura Liyaa Hai Tumne (2003) 16821
Dil Hi Nahin To Dil Ke Anup Jalota 18328
Dil Hi To Hai Jagjit Singh 15693
Dil Jale To Jale Taxi Driver (1954) 14332
Dil Jalon Kaa Dil Jalaa Zanjeer (1973) 20358
Dil Jalta Hai To Jalne De Pehli Nazar (1945) 12136
Dil Jo Bhi Kahega Dil Hi To Hai (1963) 15630
Dil Jo Na Keh Saka Bheegi Raat (1965) 11818
Dil Jo Na Keh Saka (Female) Bheegi Raat (1965) 36052
Dil Ka Bhanwar Tere Ghar Ke Samne (1963) 20359
Dil Ka Dard Na Jane Naujawan (1951) 13840