MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

roozi bood aasheqat boodam az daste to kheyli raazi boodam ammaa to ba''d sheytooni kardi nazdike man nayaa to boro boro delam toraa toraa namikhaahad digar digar namikhaahum binamat boro boro delam toraa toraa namikhaahad digar digar namikhaahum binamat bure bure hum hum hum shaitaan zara zara bachna re hamse bure bure hum hum hum shaitaan zara zara thagna re hamse bure bure hum hum hum shaitaan zara zara bachna re hamse roozi bood aasheqat boodam az daste to kheyli raazi boodam ammaa to ba''d sheytooni kardi dele man toraa digar namikhaahad roozi bood aasheqat boodam az daste to kheyli raazi boodam ammaa to ba''d sheytooni kardi nazdike man nayaa to bure bure hum hum hum shaitaan zara zara bachna re hamse bure bure hum hum hum shaitaan zara zara thagna re hamse bure bure hum hum hum shaitaan zara zara bachna re hamse bure bure hum hum hum shaitaan zara zara thagna re hamse boro boro delam toraa toraa namikhaahad digar digar namikhaahum binamat boro boro delam
sangtam aik tor bomboi sirvis kortam busicho conductor ghott dor hat sodd hi sirvis saiba korunk zainam kitli khor patthim fuddem ttik ttik ttik ttik ttik korun tiketti kator sirvis bori te busint cheddvam bailo asot tor bhitor half ticket kya umar hai aap ki sirf gyaarah baras ha ha ha ha main to samjha aapki shaadi ho chuki khair koi bath nahin son'var aitar sodanch busint zata lutt khett marine lineschi ticket punn denvtat pautoch churchgate solla vorsanchim cheddvam bus ixttopar cheddeank ditat date busint choddtoch mhunntat give me half ticket cheddvank bailank busint zago nam zalear pasun excess ghetam tikett ditam poixe ghetanam hatak tanchea ghott dhortam upper deckar mog kornarank mog korunkcheakui chance ditam driver mhunnta tem driving soddun hanvuim conductor zatam busint zago nam zatoch cheddvam ubim urta eka hatant bag dusrea hatan paipak dhorta driver mudomm brake voddta cheddvam lotton mhojer poddta dis bhorchea bhoron mhozo overtime bhorta bus
bye bye bye bye bye bye miss good night kal phir milenge bye bye miss good night kal phir milenge rangeela din beeta rangeeli raat aayi rangeela din beeta rangeeli raat aayi bye bye miss good night kal phir milenge bye bye miss good night kal phir milenge hey tu kiss kadar khoobsurat hai geeta hey ayeeee tujhse magar khoobsurat hai sita rita tu bhi kuchh kam nahin nita tujh mein dam nahin ye rita tu bhi kuchh kam nahin nita tujh mein dam nahin aankhon pe kaisi ye masti si chhayi chhayi chhayi haai bye bye miss good night kal phir milenge bye bye miss good night kal phir milenge duru duru duru duru duru duru duru duru heyeee bachpan se dil hai mera aashiqana hey ayeee ye ishq hai zindagi ka bahaana jee naa laga mera phoolon mein main naa soya kabhi jhulon mein ye jee naa laga mera phoolon mein main naa soya kabhi jhulon mein zulfon ke saaye mein hi neend aayi aayi aayi bye bye miss good night kal phir milenge bye bye miss good night kal phir milenge heyeeee har ek
c a t cat cat maane billi r a t rat rat maane chuha are dil hai tere panje mein to kya huaaa m a d mad mad maane paagal b o y boy boy maane ladka re matlab iska tum kaho to kya huaaa are c a t cat cat maane billi r a t rat rat maane chuha are dil hai tere panje mein to kya huaaa m a d mad mad maane paagal b o y boy boy maane ladka re matlab iska tum kaho to kya huaaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ari baanwari tu ban jaa meri zara sun main kya kehta hoon zara dekh idhar tujhe hai khabar tu hai kaun aur main kya hoon ari baanwari tu ban jaa meri zara sun main kya kehta hoon zara dekh idhar tujhe hai khabar tu hai kaun aur main kya hoon g o at goat goat maane bakri l i o n lion lion maane sher are dil hai tere panje mein to kya huaaa m a d mad mad maane paagal b o y boy boy maane ladka re matlab iska tum kaho to kya huaaa lage taakne kabhi aapne sheesha le ke munh dekha bhi tumhin ek nahin jahaan mein haseen naa hoga koi humsa bhi lage taakne kabhi aapne sheesha le ke
swapn jhade phool se meet chubhe shool se lut gaye singaar sabhi baagh ke babool se aur hum khade khade bahaar dekhte rahe carwaan guzar gaya gubaar dekhte rahe neend bhi khuli na thi ke haaye dhup dhal gayi paanw jab talak uthe ke zindagi phisal gayi paat paat jad gaye ke shaakh shaakh jal gayi chaah to nikal saki na par umar nikal gayi par umar nikal gayi geet ashq ban gaye swapn ho dafan gaye saath ke sabhi diye dhuwaan pehan pehan gaye aur hum jhuke jhuke mod par ruke ruke umr ke chadaav ka utaar dekhte rahe kya shabaab tha ke phool phool pyaar kar utha kya kamaal tha ke dekh aaina sihar utha iss taraf zamin aur aasmaan udhar utha thaam kar jigar utha ke jo mila nazar utha ke jo mila nazar utha ek din magar yahaan aisi kuchh hawaa chali lut gayi kali kali ke ghut gai gali gali aur hum lute lute waqt se pite pite kaagazi sharaab ka khumaar dekhte rahe carwaan guzar gaya gubaar dekhte rahe haath the mile ke zulf chaand ki sanwaar doon honth the khule ke har
chaaha maine chaaha bas tujhi ko maine chaaha tujhko chaah kar hi zindagii ko maine chaaha baadal ne gagan ko phool ne chaman ko chaaha jaise mere dil ne sanam tere man ko chaaha chaaha maine chaaha bas tujhi ko maine chaaha tujhko chaah kar hi zindagi ko maine chaaha baadal ne gagan ko phool ne chaman ko chaaha jaise mere dil ne sanam tere man ko chaaha chaaha maine chaaha kyaa kahun kyaa karun kyaa bataaun kaise dil ki sadaa main sunaun kyaa kahun kyaa karun kyaa bataaun kaise dil ki sadaa main sunaun kaise keh doon main tujhse ke jis pal mein paayaa thaa teri muskuraahat ko usi pal mein chaaha chaaha maine chaaha bas tujhi ko maine chaaha tujhko chaah kar hi zindagi ko maine chaaha baadal ne gagan ko phool ne chaman ko chaaha jaise mere dil ne sanam tere man ko chaaha aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa kho gayaa ho gayaa main deewana jab se dil ne sanam tumko jaana kho gayaa ho gayaa main deewana jab se dil ne sanam tumko jaana tab se tum hi chaahat ho tum hi
chaahe aaj mujhe naa pasand karo chaahe dwaar hridaye ke band karo aakhir mein tumhen mera hi hona hoga aakhir mein tumhen mera hi hona hoga chaahe aaj mujhe naa pasand karo chaahe dwaar hridaye ke band karo aakhir mein tumhen mera hi hona hoga aakhir mein tumhen mera hi hona hoga bachpan ke pyaar ki mitti nahin nishaani bachpan ke pyaar ki mitti nahin nishaani jitna hi mitaana chaahe isse jawaani jahaan yaad meri soyi hoooo jahaan yaad meri soyi ho duja naa aur koi ho koi dil ka tumhare aisa bhi kona hoga aakhir mein tumhen mera hi hona hoga main kya se kya ban gaya tumhare kaaran main kya se kya ban gaya tumhare kaaran auron ki tarah mera pyaar nahin saadharan naa samjho ise dikhawaaaaa naa samjho ise dikhawaa hai ye mere pyaar ka daawaa mere hansne pe hansna rone pe rona hoga aakhir mein tumhen mera hi hona hoga chaahe aaj mujhe naa pasand karo chaahe dwaar hridaye ke band karo aakhir mein tumhen mera hi hona hoga aakhir mein tumhen mera hi hona hoga
chaahe koi mujhe junglee kahe kehne do ji kehta rahe hum pyaar ke tufaanon mein ghiren hain hum kya karen chaahe koi mujhe junglee kahe kehne do ji kehta rahe hum pyaar ke tufaanon mein ghiren hain hum kya karen chaahe koi mujhe junglee kahe mere seene mein bhi dil hai hain mere bhi kuchh armaan mujhe patthar to naa samjho main hoon aakhir ek insaan mere seene mein bhi dil hai hain mere bhi kuchh armaan mujhe patthar to naa samjho main hoon aakhir ek insaan raah meri wohi jis pe duniya chali raah meri wohi jis pe duniya chali chaahe koi mujhe junglee kahe kehne do ji kehta rahe hum pyaar ke tufaanon mein ghiren hain hum kya karen chaahe koi mujhe junglee kahe sard aahen keh rahin hain hai ye kaisi balaa ki aag sote sote zindagaani ghabaraa ke uthi hai jaag sard aahen keh rahin hain hai ye kaisi balaa ki aag sote sote zindagaani ghabaraa ke uthi hai jaag main yahaan se wahaan jaise ye aasmaan main yahaan se wahaan jaise ye aasmaan chaahe koi mujhe junglee kahe kehne
chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho hoooo chaahe paas ho chaahe door ho mere jeevan ki tum taqdeer ho chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho o pardesi bhool naa jaana humne kiya tujhe dil nazraana o pardesi bhool naa jaana humne kiya tujhe dil nazraana dil ye humara tune naa jaanaa sikhaa hai humne bhi waada nibhaana waada nibhaana chaahe paas ho chaahe door ho mere jeevan ki tum taqdeer ho chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho jab tak chamke chaand sitaare hum hai tumhaare tum ho humaare jab tak chamke chaand sitaare hum hai tumhaare tum ho humaare saagar ki do lehren pukaare mil ke rahenge dono kinaare donon kinaare chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho hooo chaahe paas ho chaahe door ho mere jeevan ki tum taqdeer ho chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho
chaahe raho door chaahe raho paas sunlo magar ek baat ek dor se bandhogi sanam kisi din humare saath chaahe raho door chaahe raho paas sunlo magar ek baat tum iss gali to main uss gali ke aaun kabhi naa haath chaahe raho door chaahe raho paas mere peechchhe peechchhe chale to ho baabu par zara tirchhi hai chaal aashique bannaa jaao kahin seekho tum abhi do chaar saal chaahat ke qaabil ban jaao phir main karungi phir main karungi baat chaahe raho door chaahe raho paas sunlo magar ek baat tum iss gali to main uss gali ke aaun kabhi naa haath chaahe raho door chaahe raho paas o meri chanchal pawan basanti karo nahin yun beqaraar inn baahon mein aana hai tumko aakhir jaane bahaar dil thaame aaogi phir main poochhunga tumse poochhunga tumse baat chaahe raho door chaahe raho paas sunlo magar ek baat ek dor se bandhogi sanam kisi din humare saath chaahe raho door chaahe raho paas sunlo magar ek baat tum iss gali to main uss gali ke aaun kabhi naa haath chaahe raho door
chaal suhani haye baat rasili haye lagti ho jaise haye pariyon ki shehzaadi chaal suhani haye baat rasili haye haye lagti ho jaise haye pariyon ki shehzaadi chaal suhani tumne to humko maar hi dala dega gawaahi uparwala desi nazar se hans kar dekha dil nahin sambhla lakh sambhala chaal suhani baat rasili lagti ho jaise pariyon ki shehzaadi chaal suhani humse na rootho shokh hasinaa baat hamari maan bhi jao nain ki dori bandh lo dil se hoye nazuk nazuk hath badhao chaal suhani baat rasili lagti ho jaise pariyon ki shehzaadi chaal suhani mast adayen tauba tauba khwab dikhaye tauba tauba reshmi palke jaise katari dard badhaye tauba tauba chaal suhani baat rasili lagti ho jaise pariyon ki shehzaadi chaal suhani haye baat rasili haye haye lagti ho jaise haye pariyon ki shehzaadi chaal suhani
chaand aahen bharega phool dil thaam lenge chaand aahen bharega phool dil thaam lenge husn ki baat chali to sab tera naam lenge chaand aahen bharega aisa chehra hai tera jaise roshan savera jis jagah tu nahin hai uss jagah hai andhera aisa chehra hai tera jaise roshan savera jis jagah tu nahin hai uss jagah hai andhera kaise phir chain tujh bin tere badnaam lenge kaise phir chain tujh bin tere badnaam lenge husn ki baat chali to sab tera naam lenge chaand aahen bharega aankh naazuk si kaliyaan baat misri ki daliyaan honth ganga ke saahil zulfen jannat ki galiyaan aankh naazuk si kaliyaan baat misri ki daliyaan honth ganga ke saahil zulfen jannat ki galiyaan teri khaatir farishte sar pe ilzaam lenge teri khaatir farishte sar pe ilzaam lenge husn ki baat chali to sab tera naam lenge chaand aahen bharega chup na hogi hawa bhi kuchh kahegi ghata bhi aur mumkin hai tera zikra kar de khuda bhi chup na hogi hawa bhi kuchh kahegi ghata bhi aur mumkin hai tera zikra kar de
chaand akela chaand akela jaaye sakhi ri chaand akela jaaye sakhi ri kaahe akelaa jaaye sakhi ri man mora ghabraaye ri sakhi ri sakhi ri o sakhi ri chaand akela jaaye sakhi ri kaahe chaand akela wo bairaagi wo manbhaavan wo bairaagi wo manbhaavan kab aayegaa more aangan itna to batlaaaye ri sakhi ri sakhi ri hooooooooo sakhi ri chaand akela jaaye sakhi ri kaahe chaand akela ang ang mein kooooi dehke ang ang mein kooooi dehke mann mein bela chameli mehke ye rutt kya kehlaaye ri bhaabhi ri bhaabhi ri hooooooo bhaabhi ri chaand akela chaand akela chaand akela
aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaaa marne ke baad bhi marne ke baad bhi meri aankhen khuli rahi marne ke baad bhi meri aankhen khuli rahi aadat padi huyi thi inhen intzaar ki aadat padi huyi thi inhen intzaar ki jab tujhe dil se bhulaane ki kasam khaayi hai jab tujheeeeee jab tujhe dil se bhulaane ki kasam khaayi hai aur pehle se bhi zyaada teri yaad aayi hai teri yaad aayi hai chaand angdaiyaan le raha hai chandani muskuraane lagi hai chaand angdaiyaan le raha hai chandani muskuraane lagi hai ek bhooli huyi si kahaani ek bhooli huyi si phir mujhe yaad aane lagi hai chaand angdaiyaan le raha hai chandani muskuraane lagi hai kisne bikhara diye apne gesu ab ghata aur chhaane lagi hai tauba tauba tuaba tuaba arre meri tuaba aaj phir dagmagane lagi hai tuaba tuaba arre meri tuaba aaj phir dagmagane lagi hai unke jaate hi unke jaate hi ye din bhi dekhe unke jaate hi ye din bhi dekhe raat aansoo bahaane lagi hai unke
chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi dil mein yaadon ke nashtar se toota kiye ik tamnna kaleja masalti rahi chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi badnaseebi sharafat ki dushman bani saj sanwar ke bhi dulhan na dulhan bani teeka maathe pe ik daag banta gaya mehndi haathon se shole ugalti rahi chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi khaab palkon se gir kar fanaah ho gaye do kadam chal ke tum bhi juda ho gaye meri haari thaki aankh se raat din ik nadi aansuon ki ubalti rahi chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi subah maangi to ghum ka andhera mila mujhko rota sisakta savera mila main ujaalon ki naakaam hasrat liye umr bhar mom ban kar pighalti rahi chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi chand yaadon ki parchhaayion ke siva kuchh bhi paaya
chaand chhupa aur taare doobe raat gazab ki aayi husn chala hai ishq se milne zulm ki badli chhaayi ooooo oooo ooooo raat gazab ki aayi chaand chhupa aur taare doobe raat gazab ki aayi husn chala hai ishq se milne zulm ki badli chhaayi ooooo oooo ooooo raat gazab ki aayi toot padi hai aandhi ghum ki hooooooo ooooo oooooo oooo toot padi hai aandhi ghum ki aaj pawan hai paagal aaj pawan hai paagal kaanp rahi hai dharti saari cheekh rahen hain baadal hooooo ooooo ooooo ooooo oooo cheekh rahen hain baadal duniyaa ke toofan hazaaron husn ki ik tanhaayi husn chala hai ishq se milne zulm ki badli chhaayi ooooo oooo ooooo raat gazab ki aayi maut ki naagan aaj khadi hai raah mein phan phailaaye jungle jungle naach rahen hain shaitaanon ke saaye hooooo ooooo ooooo ooooo oooo shaitaanon ke saaye aaj khuda khaamosh hai jaise bhool gaya ho khudaayi husn chala hai ishq se milne zulm ki badli chhaayi ooooo oooo ooooo raat gazab ki aayi ghor andhera mushkil raahen kadam kadam pe
chaand jaane kahaan kho gaya chaand jaane kahaan kho gaya tumko chehre se parda hatana na tha chaandani ko yeh kya ho gaya chaandani ko yeh kya ho gaya tumko bhi iss tarah muskurana na tha chaand jaane kahaan kho gaya pyaar kitna jawaan raat kitni haseen aaj chalte huye tham gayi hai zameen tham gayi hai zameen aankh taare jhapakne lage aankh taare jhapakne lage aisi ulfat ka jaadoo jagana na tha chaand jaane kahaan kho gaya pyaar mein bekhabar hum kahaan aa gaye meri aankhon mein sapne se kyun chhaa gaye pyaar mein bekhabar hum kahaan aa gaye meri aankhon mein sapne se kyun chhaa gaye kyun chhaa gaye do dilon ki hai manzil yahaan do dilon ki hai manzil yahaan tum na aate to hum ko bhi aana na tha tumko bhi iss tarah muskurana na tha chaand jaane kahaan kho gaya chaand jaane kahaan kho gaya
sab tithiyan ka chandramaa jo dekhaa chaaho aaj dheere dheere ghoonghataa sarkaawo sartaaj ho o o ho ho o o ho ho chaand jaise mukhade pe bindiyaa sitaaraa chaand jaise mukhade pe bindiyaa sitaaraa nahin bhoolega meri jaan ye sitaara wo sitaara mana teri nazaron mein main hoon ek aawaara ho aawaaraa nahin bhoolegaa meri jaan ye aawaaraa wo aawaaraa chaand jaise mukhade pe bindiyaa sitaaraa o o o o o o o o saagar saagar moti milte parvat parvat paaras tan mann aise bheeje jaise barse mahue ka ras are kasturi ko khojtaa phirtaa hai ye banjaaraa ho banjaaraa nahin bhoolegaa meri jaan ye banjaaraa wo banjaaraa chaand jaise mukhade pe bindiyaa sitaaraa o o o o o o o o kajraare chanchal nainon mein sooraj chaand ka deraa roop ke is paawan mandir mein hansaa kare basera pyaase geeton ki ganga ka tu hi hai kinaara ho kinaara nahin bhoolega meri jaan ye kinaara wo kinaara chaand jaise mukhade pe bindiyaa sitaara nahin bhoolegaa meri jaan ye sitaara wo sitaara mana teri
chaand ke paas jo chaand ke paas jo sitaara hai wo sitaara haseen lagta hai wo sitaara haseen lagta hai jab se tum ho meri nighaon mein jab se tum ho meri nighaon mein har nazaara haseen lagta hai har nazaara haseen lagta hai chaand ke paas jo sitaara hai zindagi do dilon ki chaahat hai zindagi do dilon ki chaahat hai zindagi do dilon ki chaahat hai har khushi pyaar ki amaanat hai pyaar ke paas jo pyaar ke paas jo sahaara hai wo sahaara haseen lagta hai wo sahaara haseen lagta hai chaand ke paas jo sitaara hai raat tanhaayion ki dushman hai raat tanhaayion ki dushman hai raat tanhaayion ki dushman hai har safar humsafar se roshan hai mauj ke paas jo mauj ke paas jo kinaara hai wo kinaara haseen lagta hai wo kinaara haseen lagta hai chaand ke paas jo sitaara hai aaj ki raat hai muraadon ki aaj ki raat hai muraadon ki aaj ki raat hai muraadon ki roshni hai naye iraadon ki shamma ke paas jo shamma ke paas jo sharaara hai wo sharaara haseen lagta hai wo sharaara haseen
chaand kitni door tha sitaare kitni door the tum jo aa gaye to sab kareeb aa gaye chaand kitni door tha sitaare kitni door the tum jo aa gaye to sab kareeb aa gaye tumhaara haath raat pe heena ka rang mal gaya tumhaara haath raat pe heena ka rang mal gaya humare dil ke saath mein charaag e shouk jal gaya do badan ke saaye anjuman sajaa gaye chaand kitni door tha sitaare kitni door the tum jo aa gaye to sab kareeb aa gaye dulhan bani huyi khadi ho tum libaas e noor mein dulhan bani huyi khadi ho tum libaas e noor mein ke sar jhuka rahi hai chaandani mere huzoor mein aas paas kitne khaab jhilmilaa gaye chaand kitni door tha sitaare kitni door the tum jo aa gaye to sab kareeb aa gaye bhujha do pyaas pyaar ki labon se kuchh to bol do bhujha do pyaas pyaar ki labon se kuchh to bol do bas ek neend so sakun ye zulf e naaz khol do thaam lo humen ke hum to dagmagaa gaye chaand kitni door tha sitaare kitni door the tum jo aa gaye to sab kareeb aa gaye
    Songs Title Film/Album Song Number
Bure Bure Hum Hum Hum Bluffmaster (2005) 20237
Bus Conductor H Britton 36145
Bye Bye Miss Good Night Prem Nagar (1974) 13985
C A T Cat Maane Billi Dilli Ka Thug (1958) 20243
Carwaan Guzar Gaya Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 15654
Chaaha Supari (2003) 32151
Chaahe Aaj Mujhe Naa Pasand Karo Darinda (1977) 16218
Chaahe Koi Mujhe Junglee Kahe Junglee (1961) 12170
Chaahe Paas Ho Chaahe Door Ho Samrat Chandragupta (1958) 12049
Chaahe Raho Door Do Chor (1972) 20250
Chaal Suhani Haye Preetam (1971) 32533
Chaand Aahen Bharega Phool Bane Angaare (1963) 20272
Chaand Akela Jaaye Sakhi Alaap (1977) 12631
Chaand Angdaiyan Le Raha Hai (Live) Anup Jalota 17974
Chaand Apna Safar Shama (1981) 18421
Chaand Chhupa Aur Sohni Mahiwal (1958) 14267
Chaand Jaane Kahaan Main Chup Rahungi (1962) 11889
Chaand Jaise Mukhade Pe Sawan Ko Aane Do (1979) 20244
Chaand Ke Paas Jo Sitaara Sweekar Kiya Maine (1983) 15677
Chaand Kitni Door Tha Afsana (1966) 12621