MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

kaun rokega ab pyaar ka raasta main to pi ki nagariya jaane lagi main to pi ki nagariya jaane lagi aaj baithe bithaaye ye kya ho gaya dil ki har baat aankhon mein aane lagi dil ki har baat aankhon mein aane lagi main to pi ki nagariya jaane lagi aa gaye aa gaye muskuraane ke din aa gaye aa gaye muskuraane ke din ladkhadaane ke din gungunaane ke din ladkhadaane ke din gungunaane ke din maine paayal to paanvon mein baandhi nahin aur aavaaz aur aavaaz ghungharu ki aane lagi aur aavaaz ghungharu ki aane lagi main to pi ki nagariya jaane lagi koi raahon mein kaliyaan bichhaane laga koi raahon mein kaliyaan bichhaane laga aur ishaaron se mujh ko bulaane laga aur ishaaron se mujh ko bulaane laga maine darpan abhi tak to dekha nahin meri bindiya magar jhilmilaane lagi meri bindiya magar jhilmilaane lagi main to pi ki nagariya jaane lagi aaj kaisi chali bheegii bhiigi pavan aaj kaisi chali bheegii bhiigi pavan lehlahaane laga mera naazuk badan lehlahaane laga mera naazuk
main to pyaar se tere piya maang sajaaungi tere angnaa yeh saari umariyaa bitaaungi main to pyaar se tere piya maang sajaaungi tere angnaa yeh saari umariyaa bitaaungi sajdhaj ke main savere savere mehki mehki karti hoon phere sajdhaj ke main savere savere mehki mehki karti hoon phere lagti hoon kaisi tu bhi to dekhe khol de ankhiyaan saajan mere tere haathon se tere haathon se ye ghungta uthaungi tere angnaa yeh saari umariyaa bitaaungi main to pyaar se tere piya maang sajaaungi tere angnaa yeh saari umariyaa bitaaungi tohe rakh loongi jiya mein basa ke dekhungi phir sees jhuka ke tohe rakh loongi jiya mein basa ke dekhungi phir sees jhuka ke ghar ko tere jaan ke mandir aur mandir mein tujhko bitha ke diyaa gore gore diyaa gore gore tan ka jalaaungi tere angnaa yeh saari umariyaa bitaaungi main to pyaar se tere piya maang sajaaungi tere angnaa yeh saari umariyaa bitaaungi
main to tere haseen khayaalon mein kho gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa duniyaa ye keh rahi hai ke deewana ho gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa ye husn tera khilta hua sa gulaab hai ye husn tera khilta hua sa gulaab hai aankhen teri haseen kanwal ka shabaab hain tu laajawab hai wo khushnaseeb hai teri mehfil mein jo gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa koi na jisko samjha tu ek aisa raaz hai koi na jisko samjha tu ek aisa raaz hai mujhko bhi aaj apne muqaddar pe naaz hai tu dil nawaaz hai aashique hoon teri julfon ke saaye mein so gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa daaman chhuda ke jaao na itne guroor se daaman chhuda ke jaao na itne guroor se kya hai qasoor puchhte hain hum huzoor se dekho na door se kar do khata muaaf jo hona tha ho gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa duniyaa ye keh rahi hai ke deewana ho gaya main to tere haseen khayaalon mein kho gayaa
main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna kyun jhoothe se preet lagayee kyun jhoothe se preet lagayee kyun chhaliye ko meet banaaya kyun aandhi mein deep jalaaya main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna sapne mein jo baagh lagaayee neend khuli to veeraane the hum bhi kitne deewane the main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna na milti ye bairan ankhiyan na milti ye bairan ankhiyan chain na jaata dil bhi na rota kaash kisi se pyaar na hota main to tum sang nain mila ke haar gayee sajnaaaa haar gayee sajna
main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao jee chaahe dubo do maujon mein yaa saahil par le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao ek tum hi sahaara ho mera jeevan ki andheri raaton mein duniyaa ki khushi taqdeer ka ghum sab kuchh hai tumhaare haathon mein ab chaahe idhar le jaao mujhe yaa chaahe udhar le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao maayus nazar majboor kadam ujada hua aalam hai dil kaa jeena bhi ye koi jeena hai munh dekh sake naa manzil kaa bite huye din mil jaayen jahaan mujhe aisi dagar le jaao hoo mujhe aisi dagar le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao aansoon naa bahaao mere liye ghum mujhko akele sehne do toote naa tumhara naazuk dil ye dard mujhi tak rehne do ab chhod do mujhko raahon mein yaa door nagar le jaao yaa door nagar le jaao main tooti huyi ek naiyya hoon mujhe chaahe jidhar le jaao
main tujhse milne aayi mandir jaane ke bahaane main tujhse milne aayi mandir jaane ke bahaane baabul se jhooth boli sakhiyon se jhooth boli main ban gayi bilkul bholi are ooooo bholi tu jhooth kahaan boli tu jhooth nahin boli pyaar ko hi pooja kehte hain pyaar ke parwaane main tujhse milne aayi mandir jaane ke bahaane main tujhse milne aayi mandir jaane ke bahaane hoooo oooo oooo aankhon mein jab teri soorat phir koi moorat kya hai hooooo aankhon mein jab teri soorat phir koi moorat kya hai pyaar kiya ho jisne use pooja ki zururat kya hai maine saara jeevan kar diya tujhko arpan ho gayi main teri meera tujhko maan liya mohan naa jaane kya dekha tujh mein nain huye deewane main tujhse milne main tujhse milne aayi mandir jaane ke bahaane main tujhse milne aayi mandir jaane ke bahaane hoooo oooo ooooo oooo gair ke haath mein naa de de kahin baabul mori baiyaan hoooo oooo ooooo oooo gair ke haath mein naa de de kahin baabul mori baiyaan chaal samay ki pehchaano tum
main tulsi tere aangan ki main tulsi tere aangan ki koi nahin main koi nahin main koi nahin main tere saajan ki main tulsi tere aangan ki koi nahin main koi nahin main koi nahin main tere saajan ki main tulsi tere aangan ki main tulsi dwaar pade pade taras gayi aaj umad kar baras gayi dwaar pade pade taras gayi aaj umad kar baras gayi pyaasi badli saawan ki main tulsi tere aangan ki main tulsi maang teri sindoor bhi tera sab kuchh tera kuch nahin mera maang teri sindoor bhi tera sab kuchh tera kuch nahin mera mohe saughandh tere asuan ki main tulsi tere aangan ki main tulsi kaahe ko tu mujhse jalti hai kaahe ko tu mujhse jalti hai ae ri mohe to tu lagti hai koi saheli bachpan ki main tulsi tere aangan ki koi nahin main koi nahin main koi nahin main tere saajan ki main tulsi tere aangan ki main tulsi tere aangan ki
main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum daga na doge mujhe aitbaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum daga na doge mujhe aitbaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe kyun pukaarti hain ye jawa jawa fizaayein mujhe mil gayi kahaan se ye hasin hasin adaayein ye hasin hasin adaayein meri zindagi pe chhayi ye nayi bahaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum daga na doge mujhe aitbaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum daga na doge mujhe aitbaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon jo kadam utha rahi hoon wo kadam behak raha hai mili tum se kya nigaahein mera dil dhadak raha hai mera dil dhadak raha hai mere dil pe haath rakh do tumhein intezaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum daga na doge mujhe aitbaar kyun hai main tumhin se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai kabhi tum
main wohi darpan wohi main wohi darpan wohi na jaane ye kya ho gaya ke sab kuchh laage naya naya ke sab kuchh laage naya naya ho o o main wohi darpan wohi ik jaadu ki chhadi tan man pe padi ho oo ik jaadu ki chhadi tan man pe padi main jahan thi reh gayi wohi pe khadi ho oo oo ghar wohi aangan wohi ree mera ghar wohi aangan wohi na jaane ye kya ho gaya ke sab kuchh laage naya naya ke sab kuchh laage naya naya ho o o main wohi darpan wohi kahin door papeeha bole piya piya hoo oo kahin door papeeha bole piya piya ud jaane ko bekal hai mora jia hoo oo oo dil wohi dhadkan wohi re mera dil wohi dhadkan wohi na jaane ye kya ho gaya ke sab kuchh laage naya naya ke sab kuchh laage naya naya ke sab kuchh laage naya naya ke sab kuchh laage naya naya
main wohi wohi baat main wohi wohi baat mere liye to har din naya din har raat nayi raat main wohi wohi baat main wohi achhchhi yaa kharaab pee lee jaisi mili sharaab pee li saaki naya hai jaam puraana saaki naya hai jaam puraana rang naya hai naam puraana naam puraana subah ho yaa shaam mujhe masti se kaam kyunke har din naya din har raat nayi raat main wohi wohi baat main wohi huuuuu huuuuu huuuu huuuuu huuuuuu apna hi lahoo pee raha hoon marne ke liye jee raha hoon dil apna hai ghum apne hai dil apna hai ghum apne hai duniyaa paraayi hum apne hai hum apne hai mujhe aaye naa qaraar main rahoon beqaraar kyunke har din naya din har raat nayi raat main wohi
main yahaan tu kahaan mera dil tujhe pukaare jhuki jhuki hai nazar jhoome jhoome re jigar koi kyun humen pukaare main yahaan tu kahaan mera dil tujhe pukaare jhuki jhuki hai nazar jhoome jhoome re jigar koi kyun humen pukaare main yahaan tu kahaan khil rahi chandani raat hai jaise chaandi ki barsaat hai khil rahi chandani raat hai jaise chaandi ki barsaat hai aaj keh do naa jee khol ke jo dil mein chhupi baat hai main yahaan tu kahaan mera dil tujhe pukaare jhuki jhuki hai nazar jhoome jhoome re jigar koi kyun humen pukaare main yahaan tu kahaan sach keh doon tumhen o balam bichhadenge nahin tum hum sach keh doon tumhen o balam bichhadenge nahin tum hum ik pal bhi nahin door hon chaand taaron ki hum ko kasam main yahaan tu kahaan mera dil tujhe pukaare jhuki jhuki hai nazar jhoome jhoome re jigar koi kyun humen pukaare main yahaan tu kahaan aaaa haaa haaa haaa haaa haaaa haaa haaa haaa oooo hoooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo
hmm hmm hmmmm hmmmm main ye soch kar uske dar se utha tha ke wo rok legi mana lege mujhko hawaaon mein lehraata aata tha daaman ke daaman pakad kar bitha legi mujhko kadam aise andaaz se uth rahe the ke aawaaz de kar bulaa legi mujhko magar usne roka na usne manaaya na daaman hi pakada na mujhko bithaaya na aawaaz hi di na waapas bulaaya main aahista aahista badhata hi aaya yahaan tak ke usse judaa ho gaya main yahaan tak ke usse judaa ho gaya main judaa ho gaya main judaa ho gaya main judaa ho gaya main judaa ho gaya main
main zindagi ka saath nibhata chala gaya har fikr ko dhuven mein udataa chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa barbaadiyon ka sog manana fizul tha barbaadiyon ka sog manana fizul tha manana fizul tha manana fizul tha barbaadiyon ka jashan manata chala gaya barbaadiyon ka jashan manata chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa jo mil gaya ussi ko muqaddar samjh liya jo mil gaya ussi ko muqaddar samjh liya muqaddar samjh liya muqaddar samjh liya jo kho gaya main usko bhulata chala gaya jo kho gaya main usko bhulata chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa ghum aur khushi mein fark naa mehsoos ho jahaan ghum aur khushi mein fark naa mehsoos ho jahaan naa mehsoos ho jahaan naa mehsoos ho jahaan main dil ko uss maqaam pe laata chala gaya main dil ko uss maqaam pe laata chala gaya main zindagi ka saath nibhata chala gaya har fikr ko dhuven mein udataa chala gaya
maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai tumne ik dard mujhe de ke qayamat ki hai maine aye jaane wafaa iss bharose pe ke mil jaaye sahaara mujh ko iss bharose pe ke mil jaaye sahaara mujh ko tumpe qurbaan tumpe qurbaan dil o jaan ki daulat ki hai maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai tumne ik dard mujhe de ke qayamat ki hai maine aye jaane wafaa husn sad ke ho kisi par ye kahaan mumkin tha husn sad ke ho kisi par ye kahaan mumkin tha tumne mujh par tumne mujh par mera dil le ke inaayat ki hai maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai dil jo apna tha kabhi aaj tumhara hai sanam dil jo apna tha kabhi aaj tumhara hai sanam ye tumhare ye tumhare hain nighaahon ne sharaarat ki hai maine aye jaane wafaa tum se muhabbat ki hai tumne ik dard mujhe de ke qayamat ki hai maine aye jaane wafaa
maine bhi husn ki nazron mein jagah paayi hai tum mile ho to muhabbat pe bahaar aayi hai mere seene pe zara haath ko rakh kar dekho dil ki dhadkan ye nahin pyaar ki shehnaai hai maine bhi husn ki nazron mein jagah paayi hai tum mile ho to muhabbat pe bahaar aayi hai ye haseen roop ye zulfon ke nasheele saaye jaise bharpoor qayaamat pe shabaab aa jaaye ye haseen roop ye zulfon ke nasheele saaye jaise bharpoor qayaamat pe shabaab aa jaaye rukh se parde ko zara der hata rehne do tumko dekhega wohi jiski qazaa aayi hai rukh se parde ko zara der hata rehne do tumko dekhega wohi jiski qazaa aayi hai mere seene pe zara haath to rakh kar dekho dil ki dhadkan ye nahin pyaar ki shehnaai hai dil to kya jaan bhi main tum pe loota sakta hoon zindagi maut ke parden mein chhupa sakta hoon mujhe ghum do ke khushi ab hai tumhari marzi maine to ishq mein mitne ki kasam khaayi hai mere seene pe zara haath to rakh kar dekho dil ki dhadkan ye nahin pyaar ki shehnaai hai ishq ki raah
maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi mujhko raaton ki siyahi ke siwaa kuchh na mila maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi main wo nagma hoon jise pyaar ki mehfil na mili main wo nagma hoon jise pyaar ki mehfil na mili wo musafir hoon jise koi bhi manzil na mili wo musafir hoon jise koi bhi manzil na mili zakhm paaye hain baharon ki tamanna ki thi maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi kisi gesu kisi aanchal ka sahara bhi nahin kisi gesu kisi aanchal ka sahara bhi nahin raaste mein koi dhundhlata sitara bhi nahin raaste mein koi dhundhlata sitara bhi nahin meri nazaron ne nazaron ki tamanna ki thi maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi mujhko raaton ki siyahi ke siwaa kuchh na mila maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi meri raahon se judaa ho gayi raahein unki meri raahon se judaa ho gayi raahein unki aaj badli nazar aati hain nigahein unki aaj badli nazar aati hain nigahein unki jinpe iss dil ne
maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai jhilmilaate sitaaron mein koi phool dekha hai koi phool dekha hai muskuraati bahaaron mein maine chaand dekha hai aisa khaab dekha hai jo kisi se nahin miltaa ik gulaab dekha hai jo kahin pe nahin khilta ik hanseen dekha hai ik hanseen dekha hai ek hai jo hazaaron mein maine chaand dekha hai apne shokh haathon se usne ghunghat banaaya hai apna roop ghunghat mein usne aise chhupaaya hai jaise chaand chhuptaa hai jaise chaand chhuptaa hai baadlon ki qataaron mein maine chaand dekha hai sun lo beqaraari kaa ye fasaana jahaan waalo keh lo shouk se mujhko tum deewana jahaan waalo likh lo naam mera bhi likh lo naam mera bhi aaj se beqaraaro mein maine chaand dekha hai maine chaand dekha hai jhilmilaate sitaaron mein maine chaand dekha hai
maine dekha tune dekha maine dekha tune dekha isne dekha usne dekha sab ne dekha maine dekha tune dekha isne dekha usne dekha sab ne dekha kya dekha kya dekha ek dushman jo doston se pyaara hai ek dushman jo doston se pyaara hai maine dekha tune dekha maine dekha tune dekha isne dekha usne dekha sab ne dekha kya dekha kya dekha ik gaanv jo shehron se bhi nyaara hai ik gaanv jo shehron se bhi nyaara hai dushman dushman jo doston se pyaara hai aaj sazaa denge tujh ko hum teri sab bhoolon ki aaj sazaa denge tujh ko hum teri sab bhoolon ki tere gale mein hum daalenge ye maala phoolon ki iss gaanv ki reet yahi hai jeevan sangeet yahi hai aaj ke din kaa geet yahi hai yahi hai maine dekha tune dekha maine dekha tune dekha isne dekha usne dekha sab ne dekha kya dekha kya dekha ik chaand jo sab ki aankh ka taara hai ik chaand jo sab ki aankh ka taara hai dushman dushman jo doston se pyaara hai zanzeeron se bhi pakke hain prem ke kachche dhaage zanzeeron se bhi pakke hain
maine dekhi jag ki reet meet sab jhoote pad gaye hooooo mera baalam itna dosh ke tum sang naina lad gaye meet sab jhoote pad gaye hooooo mera baalam itna dosh ke tum sang naina lad gaye meet sab jhoote pad gaye maine dekhi jag ki reet meet sab jhoote pad gaye rasiyaa sataaye humen ab jaan jaan ke bada dukh paaya maine dil ka kaha maan ke rasiyaa sataaye humen ab jaan jaan ke bada dukh paaya maine dil ka kaha maan ke hooooo teri meri preet puraani re balam kaahe ko bigad gaye meet sab jhoote pad gaye hooooo teri meri preet puraani re balam kaahe ko bigad gaye meet sab jhoote pad gaye maine dekhi jag ki reet meet sab jhoote pad gaye ik dil dukh zamaane bhar ke haaye re zamaane bhar ke hum to bharose re rasiya hai bas tumhare kar ke haaye re tumhare kar ke hooooo mere bhole bhaale dil pe sajan kya jaadoo kar gaye meet sab jhoote pad gaye hooooo mere bhole bhaale dil pe sajan kya jaadoo kar gaye meet sab jhoote pad gaye maine dekhi jag ki reet meet sab jhoote pad gaye
maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi maine dil se kahaa dhoondh laana khushi bechaara kahaan jaanta hai khalish hai ye kya khalaa hai shaher bhar ki khushi se ye dard mera bhala hai jashn ye raas na aaye mazaa to bus ghum mein aaya hai maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi kabhi hai ishq ka ujaala kabhi hai maut ka andhera batao kaun bhes hoga main jogi banu ya lootera kai chehre hai iss dil ke na jaane kaun sa mera maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi hazaaron aise faasle the jo tai karne chale the raahen magar chal padi thi aur pichhe hum reh gaye the kadam do chaar chal paaye kiye phere tere mann ke maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi
    Songs Title Film/Album Song Number
Main To Pi Ki Nagariya Ek Kali Muskayee (1968) 13218
Main To Pyaar Se Saathi (1968) 14091
Main To Tere Haseen Khayaalon Sangram (1965) 32143
Main To Tum Sang Nain Mila ke Man Mauji (1962) 11848
Main Tooti Huyi Ek Aadmi (1968) 12551
Main Tujhse Milne Aayi Heera (1973) 18547
Main Tulsi Tere Aangan Ki Main Tulsi Tere Aangan Ki (1978) 13660
Main Tumhin Se Poochhti Black Cat (1959) 12922
Main Wohi Darpan Wohi Geet Gaata Chal (1975) 32322
Main Wohi Wohi Baat Naya Din Nai Raat (1974) 13858
Main Yahaan Tu Kahaan Bedard Zamana Kya Jane (1959) 12869
Main Ye Soch Kar Uske Haqeeqat (1964) 11842
Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya Hum Dono (1961) 20877
Maine Aye Jaane Wafaa Bedaag (1965) 12867
Maine Bhi Husn Ki Nazron Mein Wanted (1961) 15685
Maine Chaand Aur Sitaron Ki Chandrakanta (1956) 15149
Maine Chaand Dekha Hai Woh Din Yaad Karo (1971) 14408
Maine Dekha Tune Dekha Dushman (1971) 20878
Maine Dekhi Jag Sunehre Din (1949) 14297
Maine Dil Se Kahaa Rog (When Love Is A Disease) (2005) 20879