MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

kitni raahat hai dil toot jaane ke baad kitni raahat hai dil toot jaane ke baad zindagi se mile maut aane ke baad kitni raahat hai dil toot jaane ke baad lazzatein sajda e sange darr kya kahein lazzatein sajda e sange darr kya kahein hosh hi kab raha sar jhhukaane ke baad hosh hi kab raha sar jhhukaane ke baad kya hua har masarrat agar chhin gayi kya hua har masarrat agar chhin gayi aadmi ban gaya ghum uthaane ke baad aadmi ban gaya ghum uthaane ke baad raat ka maajra kisse poochhun shameem raat ka maajra kisse poochhun shameem kya bani bazm par mere aane ke baad kya bani bazm par mere aane ke baad zindagi se mile maut aane ke baad kitni raahat hai dil toot jaane ke baad
kiya hai pyaar jise humne zindagi ki tarah kiya hai pyaar jise humne zindagi ki tarah wo aashnaa bhi mila humse ajnabee ki tarah kiya hai pyaar jise humne zindagi ki tarah kise khabar thi padhegi kuchh aur taariki kise khabar thi padhegi kuchh aur taariki chhupega wo kisi badli mein chandani ki tarah wo aashnaa bhi mila humse ajnabee ki tarah kiya hai pyaar jise humne zindagi ki tarah badha ke pyaas meri usne haath chhod diya badha ke pyaas meri usne haath chhod diya wo kar raha tha muravat bhi dillagi ki tarah wo aashnaa bhi mila humse ajnabee ki tarah kiya hai pyaar jise humne zindagi ki tarah sitam to ye hai ke wo bhi naa ban saka apna sitam to ye hai ke wo bhi naa ban saka apna qubool humne kiye jiske ghum khushi ki tarah wo aashnaa bhi mila humse ajnabee ki tarah kiya hai pyaar jise humne zindagi ki tarah kabhi naa socha tha humne katil uss ke liye kabhi naa socha tha humne katil uss ke liye karega humpe sitam wo bhi har kisi ki tarah wo aashnaa bhi mila humse
kaaveri kaaveri kaaveri kaaveri kaaveri kodagina kaaveri kaaveri nee bedagina vaiyyaari kannada kulanaari kaaveri nee olavina singaari aa aa ha ha ha ohoo oho ho oo rushigala jeevana thaponidhi aa aa aa kaaveri neena jenini jeevanadi raithara baalina bhagyanidhi aa aa kaaveri nee nadeyuva nelavella punyada sannidhi aaaa aaaa aaaa aaaa kodagina kaaveri kaaveri nee bedagina vaiyyaari aa ha ha ha ha ha ha aa ha aa ha haalina aleyaagi aadole aa ha kaaveri nee baalina suvvaale haadole chinnada naadina honnaale aa ha kaaveri nee navarasa vahini giri baale aaaa aaaa aaaa aaaa kodagina kaaveri kaaveri nee bedagina vaiyyaari aha ha ha ha gandhada seemiya soundarya lahari aa aa kaaveri nee gandharva gaanada ananda lahari pathithapaavane amrutha lahari kaaveri nee lalitharani sringara lahari aaaa aaaa aaaa aaaa kodagina kaaveri kaaveri nee bedagina vaiyyaari kannada kulanaari kaaveri
koduththadhellaam koduththaan yaarukkaagak koduththaan oruththarukkaa koduththaan illai oorukkaagak koduththaan koduththadhellaam koduththaan yaarukkaagak koduththaan oruththarukkaa koduththaan illai oorukkaagak koduththaan oruththarukkaa koduththaan illai oorukkaagak koduththaan mannkudisai vaasalenraal thenral vara veruththidumaa mannkudisai vaasalenraal thenral vara veruththidumaa maalainilaa aezhaiyenraal velichcham thara maruththidumaa unakkaaga onru enakkaaga onru orupoadhum dheyvam koduththadhillai koduththadhellaam koduththaan yaarukkaagak koduththaan oruththarukkaa koduththaan illai oorukkaagak koduththaan padaithavan mel pazhiyum illai pasithavan mel paavam illai kidaiththavargal piriththukkondaar uzhaiththavargal theruvil ninraar palarar vaada silar vaazha vaazha orupoadhum dheyvam koduththadhillai koduththadhellaam koduththaan yaarukkaagak koduththaan oruththarukkaa koduththaan illai oorukkaagak koduththaan illai enboar irukkaiyilae iruppavargal illai
haaan haaan haaaa aaaaa hooo hooooo hoo haan haan koi aayaa dhadkan kehti hai koi aayaa dhadkan kehti hai koi aayaa dhadkan kehti hai dhire se palakon ki ye girti uthti chilman kehti hai dhire se dhire se palakon ki ye girti uthti chilman kehti hai koi aayaa dhadkan kehti hai hone lagi kisi aahat ki phulkaariyaan hone lagi kisi aahat ki phulkaariyaan paravana ban ke udi dil ki chingaariyaan jhoom gayaa jhilmilataa diyaa koi aayaa koi aayaa dhadkan kehti hai dhire se palakon ki ye girti uthti chilman kehti hai koi aayaa dhadkan kehti hai aaaa aaaaaaa chaand hansaa leke darpan mere saamne heeyyy heeeyyy chaand hansaa leke darpan mere saamne ghabraa ke main lat ulajhi lagi thaamne chhed gayi mujhe chanchal hawaa koi aayaa koi aayaa dhadkan kehti hai dhire se palakon ki ye girti uthti chilman kehti hai koi aayaa dhadkan kehti hai aaaaaaa aaa aa hi gayaa mithi mithi si uljhan liye aa hi gayaa mithi mithi si uljhan liye kho hi gayi main to sharmayi chitvan liye gore
ho ho ho o o o a a a aaa hmm hmm hmm hmm hmm hmm koi aayega koi aayega layega dil ka chain sakhi ri main to nachungi gaungi din rain koi aayega hoooo layega dil ka chain sakhi ri main to nachungi gaungi din rain koi aayega hoooo jaise jaise shaam ki dulhan payal ko chhankaaye haaye jaise jaise shaam ki dulhan payal ko chhankaye mujhko inn tanhaaiyon mein awaaz kisi ki aaye na jane kyun ho jaun bechain ho na jane kyun ho jaun bechain din rain koi aayega hoooo layega dil ka chain sakhi ri main to nachungi gaungi din rain koi aayega hoooo kaun ye jane kaun ghadi mein koi kahin se aaye kaun ye jane kaun ghadi mein koi kahin se aaye baant le mere dil ki dhadkan dard mera apnaye uski raahon pe ghayal huye mere nain hoo uski raahon pe ghayal huye mere nain din rain koi aayega layega dil ka chain sakhi ri main to nachungi gaungi din rain koi aayega hoooo layega dil ka chain sakhi ri main to nachungi gaungi din rain koi aayega hoooo ho ho ho oooo oooo aaaa aaaa aaaa
koi aur duniyaa mein tumsaa haseen hain nahin hai nahin hai nahin hai nahin koi aur duniyaa mein tumsaa haseen hain nahin hai nahin hai nahin hai nahin adaa ye nazar ye jahaan mein kahin hai nahin hai nahin hai nahin hai nahin buraayi teri gar zamaana kare bayaan koi jhutha fasaana kare buraayi teri gar zamaana kare bayaan koi jhutha fasaana kare uthaaye ye kasmen hazaaron magar yakeen kaise tera deewana kare bhala iss zamaane ka koi yakeen hai nahin hai nahin hai nahin hai nahin judaa hai sabhi se kahani teri zara paas aa meharbaani teri judaa hai sabhi se kahani teri zara paas aa meharbaani teri tujhe dekhta hai ghataon se chaand ke hai chaandani bhi deewani teri kisi aur kaa naam kya mehjabi hai nahin hai nahin hai nahin hai nahin
aaaaa aaaaa aaaaa hoooo oooo oooo koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan jaane raat ko aankhon se neend kahaan udd jaati hai jaane raat ko aankhon se neend kahaan udd jaati hai apne ghar mein gair ko paa kar bechaari mudd jaati hai dil par aisi kya guzari ghadi ghadi ye ghabraaye dil par aisi kya guzari ghadi ghadi ye ghabraaye main to kisi ka ho baitha ye dhadak dhadak kar samjhaye koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan jab ho khalish si pehlu mein samjho pyaar ne kaam kiya aise pyaar ko kyaa kahiye ke jisne be aaraam kiya koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan
koi bhi dil mein naa aaya tha nazron se sabki bachaaya tha tumhen jo dekha hua deewana kaha naa maana mera koi bhi dil mein naa aaya tha nazron se sabki bachaaya tha tumhen jo dekha hua deewana kaha naa maana mera deewana jo bhi hua naa kabhi pyaar mein beqaar aana hua uska sansaar mein deewana jo bhi hua naa kabhi pyaar mein beqaar aana hua uska sansaar mein jise hi chaaha use hi paaya yahi to dil chahtaa koi bhi koi bhi dil mein naa aaya tha dil mein naa aaya tha nazron se nazron se sabki bachaaya tha sabki bachaaya tha tumhen jo dekha hua deewana kaha naa maana mera ab tum kabhi door hona naa mujhse sanam har baar tumse hi milne ko lenge janam ab tum kabhi door hona naa mujhse sanam har baar tumse hi milne ko lenge janam karo ye waada ki ye iraada kabhi naa badlenge hum koi bhi koi bhi dil mein naa aaya tha dil mein naa aaya tha nazron se nazron se sabki bachaaya tha sabki bachaaya tha tumhen jo dekha hua deewana kaha naa maana mera aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa
koi chupke se aa ke koi chupke se aa ke sapne sula ke mujh ko jagaa ke bole ki main aa raha hoon kaun aaye ye main kaise jaanun koi chupke se aa ke sapne sula ke mujh ko jagaa ke bole ki main aa raha hoon kaun aaye ye main kaise jaanun koi chupke se aa ke door kahin bole papihaa piyaaaa mausam suhaanaa tarse hai koi yahaan aa bhi jaa kar ke bahaana kaun saa bahaana kaisa bahaana kitna mushkil hai ye bataana dekho phir bhi koi bhaa raha hai kaun bhaaye ye main kaise jaanun koi chupke se aa ke sapne sula ke mujh ko jagaa ke bole ki main aa raha hoon kaun aaye ye main kaise jaanun koi chupke se aa ke pyaasa hai dil ka gagan pyaar ki agni jalaaye palkon mein qaid hai saawan honton tak baat naa aaye baat aate aate raat ho gayi chaahon ki baaraat chhod gayi saath baat aate aate ho gayi raat dekho phir bhi koi gaa raha hai kaun gaaye ye main kaise jaanun koi chupke se aa ke sapne sula ke mujh ko jagaa ke bole ki main aa raha hoon kaun aaye ye main kaise jaanun koi chupke
jeeya bhujha bhujha naina thake thake peeya dheere dheere chale aao chale aao chale aao koi door se aawaaz de chale aao koi door se aawaaz de chale aao chale aao chale aao chale aao raat raat bhar intezaar hai dil dard se beqaraar hai raat raat bhar intezaar hai dil dard se beqaraar hai saajan itnaa to naa tadpaao chale aao koi door se aawaaz de chale aao chale aao chale aao chale aao aas tod ke mukh mod ke kya paaoge saath chhod ke aas tod ke mukh mod ke kya paaoge saath chhod ke birhan ko ab yun naa tarsaao chale aao koi door se aawaaz de chale aao chale aao chale aao chale aao chale aao
koi dost hai na raqeeb hai koi dost hai na raqeeb hai koi dost hai na raqeeb hai tera sehar kitna ajeeb hai koi dost hai na raqeeb hai wo jo ishq tha wo junoon tha wo jo ishq tha wo junoon tha ye jo hijr hai ye naseeb hai ye jo hijr hai ye naseeb hai ye jo hijr hai ye naseeb hai koi dost hai na raqeeb hai yahaan kis ka chehraa padha karun yahaan kis ka chehraa padha karun yahaan kaun itna kareeb hai yahaan kaun itna kareeb hai yahaan kaun itna kareeb hai tera sehar kitna ajeeb hai main kise kahun mere saath chal main kise kahun mere saath chal yahaan sab ke sar pe saleeb hai yahaan sab ke sar pe saleeb hai yahaan sab ke sar pe saleeb hai koi dost hai na raqeeb hai koi dost hai na raqeeb hai tera sehar kitna ajeeb hai koi dost hai na raqeeb hai
koi gaata main so jaata koi gaata main so jaata koi gaata sanskriti ke vistrit sagar par sapnon ki nouka ke under sukh dukh ki lehron par uth gir behtaa jaata main so jaata koi gaata main so jaata koi gaata ankhon mein bhar kar pyaar amar aashish hatheli mein bhar kar koi mera sir godi mein rakh sehlaata main so jaata koi gaata main so jaata koi gaata mere jeewan ka khaara jal mere jeewan ka haala hal mere jeewan ka khaara jal mere jeewan ka haala hal koi apne swar mein madhumey kar barsaata main so jaata koi gaata
koi haseena jab rooth jaati hai to aur bhi haseen ho jaati hai tetion se gaadi jab chhoot jaati hai to ek do teen ho jaati hai haathon mein chabuk honthon pe gaaliyaan haathon mein chabuk honthon pe gaaliyaan badi nakhre waaliyaan hoti hai taange waaliyaan koi taange waali jab ruth jaati hai to hai to hai to aur namkeen ho jaati hai koi haseena jab rooth jaati hai to aur bhi haseen ho jaati hai zulfon mein chhaiyaan mukhde pe dhoop hai zulfon mein chhaiyaan mukhde pe dhoop hai bada mazedaar goriye ye tera rang roop hai dor se patang jab toot jaati hai to hai to hai to rutt rangeen ho jaati hai koi haseena jab rooth jaati hai to aur bhi haseen ho jaati hai tetion se gaadi jab chhoot jaati hai to ek do teen ho jaati hai ek do teen ho jaati hai ek do teen ho jaati hai ek do teen ho jaati hai
koi hota jis ko apna hum apna keh lete yaaro paas nahin to door hi hota lekin koi mera apna koi hota jis ko apna hum apna keh lete yaaro paas nahin to door hi hota lekin koi mera apna aankhon mein neend na hoti aansoon hi tairate rehte khaabon mein jaagte hum raat bhar aankhon mein neend na hoti aansoon hi tairate rehte khaabon mein jaagte hum raat bhar koi to ghum apnaata koi to saathi hota koi hota jis ko apna hum apna keh lete yaaro paas nahin to door hi hota lekin koi mera apna bhoola hua koi waada beetee huyi kuchh yaaden tanahaee doharaati hai raat bhar koi dilaasa hota koi to apna hota koi hota jis ko apna hum apna keh lete yaaro paas nahin to door hi hota lekin koi mera apna
koi jaane koi na jaane ye parwane hote hain deewane koi jaane koi na jaane ye parwane hote hain deewane dekho ye do parwane hain dono hi deewane jab se mili hain aankhen hosh hain dono hi ke gum kaisa khumar hai allah allah kaisa ye pyaar hai allah allah dekho ye do parwane hain dono hi deewane jab se mili hain aankhen hosh hain dono hi ke gum kaisa khumar hai allah allah kaisa ye pyaar hai allah allah duniya ko humne bhulaaya jo tumko hai paaya pyaar ka naazuk dhaaga humein kahan le aaya pyaar ka naazuk dhaaga humein kahan le aaya lekin suno to duniya mein ye kya afsaane hain kehte hain duniya waale ke hum deewane hain kehte hain duniya waale ke hum deewane hain dil ki baatein ye dil hi jaane kab samjhi hain ye baatein duniya ne to phir mashhoor hai jo humko manzoor hai wo jab se mili hain aankhen hosh hain dono hi ke gum kaisa iqraar hai allah allah kaisa ye pyaar hai allah allah aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa ma pa pa pa ma ma ma ga ra ga ma ga
koi jab tumhara hriday tod de tadapta hua jab koi chhod de tab tum mere paas aana priye mera dar khula hai khula hee rahega tumhare liye koi jab tumhara hriday tod de abhi tumko meri zuroorat nahin bahut chahne waale mil jaayenge abhi roop ka ek sagar ho tum kanwal jitne chaahogi khil jaayenge darpan tumhe jab darane lage jawani bhi daaman chhudane lage tab tum mere paas aana priye mera sar jhuka hai jhuka hi rahega tumhare liye koi jab tumhara hriday tod de tadapta hua jab koi chhod de koi shart hoti nahin pyaar mein magar pyaar sharton pe tumne kiya nazar mein sitaare jo chamke zara bujhane lagin aarti ka diya jab apni nazar mein hi girne lago andheron mein apne hi ghirne lago tab tum mere paas aana priye ye deepak jala hai jala hi rahega tumhare liye koi jab tumhara hriday tod de tadapta hua jab koi chhod de
ooooo oooo aaaaa aaa aaa aaha koi kahde kahde kahde zamaane se jaake ke hum ghabraake mohabbat kar baithe haaye mohabbat kar baithe koi kahde kahde kahde zamaane se jaake ke hum ghabraake mohabbat kar baithe haaye mohabbat kar baithe koi kahde kahde kahde ab jalta hai jale zamaana banaaye fasana nahin ghabraayenge hum dil ka sauda kiya hai khushi se daren kyun kisi se ke hum to abhi se hain thaame jigar baithe haaye mohabbat kar baithe koi kahde kahde kahde zamaane se jaake ke hum ghabraake mohabbat kar baithe haaye mohabbat kar baithe koi kahde kahde kahde kyun na raahon mein kaliyaan bichaa den jahaan ko dikha den mohabbat ki jaadugari aaj dil ko zubaan mil gayi hai kali khil gayi hai ye duniya nayi hai jo karna tha kar baithe haaye mohabbat kar baithe koi kahde kahde kahde zamaane se jaake ke hum ghabraake mohabbat kar baithe haaye mohabbat kar baithe koi kahde kahde kahde ab ye darr hai hanse na zamaana bane na fasaana nighahon ke ikraar ka ye mohabbat kahin
koi keh de zara zamane se koi keh de zara zamane se ishq chhupta nahin chhupane se koi keh de zara zamane se chand si shakal phir dikha jaao chand si shakal phir dikha jaao tumko dekha nahin zamane se tumko dekha nahin zamane se ishq chhupta nahin chhupane se koi keh de zara zamane se aap ka ghar hai aaya jaya karo aap ka ghar hai aaya jaya karo pyaar badhta hai aane jane se pyaar badhta hai aane jane se ishq chhupta nahin chhupane se koi keh de zara zamane se hai ye hasrat ki akhari hasrat hai ye hasrat ki akhari hasrat milne aao kisi bahane se milne aao kisi bahane se ishq chhupta nahi chhupane se koi keh de zara zamane se koi keh de zara zamane se
tasveer e yaar dil se mitaayi naa gayi aansuon se aag ye bhujhaayi naa gayi aas ban ke saans mein atki hai unki yaad laakh chaaha bhulna bhulaayi naa gayi koi kisi kaa deewana naa bane koi kisi kaa deewana naa bane ho teer e nazar kaa nishaana naa bane nishaana naa bane deewana naa bane koi kisi kaa deewana naa bane aag lage aisi aag ko haaye jiss ke dekhe se koi jal jaaye aag lage aisi aag ko haaye jiss ke dekhe se koi jal jaaye aisi shamma ka parwaana naa bane aisi shamma ka parwaana naa bane ho teer e nazar kaa nishaana naa bane koi kisi kaa deewana naa bane deewana naa bane deewana naa bane koi kisi kaa deewana naa bane dil lagaane ko samjh ke ek dillagi unke haathon de di apni zindagi dil lagaane ko samjh ke ek dillagi unke haathon de di apni zindagi duniyaa ke hasne kaa bahaana naa bane duniyaa ke hasne kaa bahaana naa bane ho teer e nazar kaa nishaana naa bane koi kisi kaa deewana naa bane deewana naa bane deewana naa bane koi kisi kaa deewana naa bane
    Songs Title Film/Album Song Number
Kitni Raahat Hai Dil Toot Jaane Ke Baad Mohd Rafi 32036
Kiya Hai Pyaar Jise Jagjit Singh & Chitra Singh 11446
Kodagina Kaveri Sharapanjara (1971) 19061
Kodutheelam Koduthan Padagotti (1964) 14997
Koi Aaya Dhadkan Lajwanti (1958) 32105
Koi Aayega Layega Dil Kartavya (1979) 32479
Koi Aur Duniyaa Mein Pyar Ki Kahani (1971) 14013
Koi Bata De Dil Hai Main Chup Rahungi (1962) 13650
Koi Bhi Dil Mein Laparwah (1981) 13602
Koi Chupke Se Aa Ke Anubhav (1971) 12716
Koi Door Se Aawaaz De Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 15735
Koi Dost Hai Na Raqeeb Jagjit Singh 11448
Koi Gaata Main So Jaata Alaap (1977) 12630
Koi Haseena Sholay (1975) 18047
Koi Hota Jis Ko Apna Mere Apne (1971) 20790
Koi Jaane Koi Na Jaane Aur Pyar Ho Gaya (1997) 20729
Koi Jab Tumhara Hriday Tod De Purab Aur Pachhim (1970) 20792
Koi Kahde Kahde Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) 32064
Koi Keh De Zara Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 32019
Koi Kisi Ka Deewana Sargam (1950) 14151