MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

main rangila pyaar ka raahi door meri manzil shokh nazar ka teer tune maara dil hua ghayil tere liye hi sambhal ke rakha tha pyaar bhara ye dil tere ishaaron pe chalta rahega o mere qaatil main rangila pyaar ka raahi door meri manzil shokh nazar ka teer tune maara dil hua ghayil aaaaa haaaa haaaa haaaa haaaa haaaa aaaaa aaaaa aaaa teri raah par jo main ruk gaya mujhe rahi naa apni khabar teri raah par jo main ruk gaya mujhe rahi naa apni khabar mere saath chal mere humsfar ab teri meri ek dagar mere saath chal mere humsfar ab teri meri ek dagar ab teri meri ek dagar main rangila pyaar ka raahi door meri manzil shokh nazar ka teer tune maara dil hua ghayil jo aaj hai wo kabhi naa tha ye chaman pe ujlaa nikhaar jo aaj hai wo kabhi naa tha ye chaman pe ujlaa nikhaar ye rang hai mere pyaar kaa jo khila hai ban ke bahaar ye rang hai mere pyaar kaa jo khila hai ban ke bahaar jo khila hai ban ke bahaar tere liye hi sambhal ke rakha tha pyaar bhara ye dil tere ishaaron pe
main rikhshaa wala main rikhshaa wala hai chaar ke barabar ye do taang wala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala main rikhshaa wala main rikhshaa wala door door door koi mujhko bulaaye mujhko bulaaye kya karun dil use bhool naa paaye bhool naa paaye main rishte jodun dil ke mujhe hi manzil pe koi na pahunchaaye koi na pahunchaaye main rikhshaa wala main rikhshaa wala hai chaar ke barabar ye do taang wala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala main rikhshaa wala main rikhshaa wala thi kabhi chaand tak apni udaan apni udaan ab ye dhool ye sadak apna jahaan apna jahaan jo koi dekhe chaunke upar wala bhi soche ye kaisa insaan ye kaisa insaan main rikhshaa wala main rikhshaa wala hai chaar ke barabar ye do taang wala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala main rikhshaa wala main rikhshaa wala raat din har ghadi ek sawaal ek sawaal rotiyaan
main sasuraal nahin jaaungi doli rakh do kahaaron saal do saal nahin jaaungi doli rakh do kahaaron main sasuraal nahin jaaungi doli rakh do kahaaron pehla sandesa sasur ji ka aaya pehla sandesa sasur ji ka aaya achhaa bahaana ye maine banaaya budhe sasure ke o budhe o budhe o budhe sasure ke sang nahin jaaungi doli rakh do kahaaron saal do saal nahin jaaungi doli rakh do kahaaron duja sandesa saasu ji ka aaya duja sandesa saasu ji ka aaya budhiyaa ne haaye mujhe kitna sataaya iss budhiyaa ko iss budhiyaa ko ab main sataaungi doli rakh do kahaaron saal do saal nahin jaaungi doli rakh do kahaaron teeja sandesa nanadiyaa ka aaya teeja sandesa nanadiyaa ka aaya jisne issharon pe mujhko nachaaya usse ghunghuroo ab usse ghunghuroo ab main pehnaaungi doli rakh do kahaaron saal do saal nahin jaaungi doli rakh do kahaaron choutha sandesa nandoyi ji ka aaya choutha sandesa nandoyi ji ka aaya main chal padi thi magar yaad aaya itni jaldi main itni jaldi main kaise maan
main shaayar to nahin main shaayar to nahin magar aye haseen jab se dekha maine tujhko mujhko shaayari aa gayi main shaayar to nahin magar aye haseen jab se dekha maine tujhko mujhko shaayari aa gayi main aashique to nahin magar aye haseen jab se dekha maine tujhko mujhko aashiquie aa gayi main shaayar to nahin pyaar kaa naam maine suna tha magar pyaar kya hai ye mujhko nahin thi khabar pyaar kaa naam maine suna tha magar pyaar kya hai ye mujhko nahin thi khabar main to uljha raha uljhano ki tarah dosto mein raha dushmanon ki tarah main dushman to nahin main dushman to nahin magar aye haseen jab se dekha maine tujhko mujhko dosti aa gayi main shaayar to nahin sochtaa hoon agar main dua maangtaa haath apne utha kar main kya maangta sochtaa hoon agar main dua maangtaa haath apne utha kar main kya maangta jab se tujhse muhabbat main karne laga tab se jaise ibaadat main karne laga main kaafir to nahin main kaafir to nahin magar aye haseen jab se dekha maine tujhko
aaaa haaaa aaaa aaaaa haaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa haaaa main sitaron ka taraana main bahaaron ka fasaana le ke ik angdaayi mujh pe daal nazar ban jaa deewana main sitaron ka taraana main bahaaron ka fasaana le ke ik angdaayi mujh pe daal nazar ban jaa deewana haaa haaa haaa haaa hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey roop ka tum ho khazaana tum ho meri jaan ye maana lekin pehle de do mera paanch rupaiyaa baaraa aanaa paanch rupaiyaa baaraa aanaa maaregaa bhaiyaa na na na naaa maal agar bhool kar dil jigar humse nishaani maango naaa dilrubaa kya kaha dil jigar kya hai jawaani maango naaa tere liye majnu ban sakta hoon laila laila kar sakta hoon chaahe namuna dekh lo haaye khoon e dil peene ko aur lakhte jigar khaane ko khoone dil peene ko aur lakhte jigar khaane ko ye gizaa milti hai laila ye gizaa milti hai laila tere deewane ko tere deewane ko ho ho ho josh e ulfat ka zamaana laage hai kaisa suhaana le ke ik angdaayi mujh pe
tu kitne baras ka tu kitne baras ki main solah baras ki to main satraah baras ka solah satraah satraah solah mil naa jaayen naina ik do baras zara door rehna ik do baras zara door rehna kuchh ho gaya to phir naa kehna main solah baras ki tu satraah baras ka main solah baras ki tu satraah baras ka mil naa jaayen naina kuchh bhi ho mushkil hai door rehna kuchh ho gaya to phir naa kehna tu solah baras ki main satraah baras ka tu solah baras ki main satraah baras ka mil naa jaayen naina ik do baras zara door rehna kuchh ho gaya to phir naa kehna parbat se ghanghor ghataayen takraayen to kya ho barsaat hoooo tere dil se mera dil mil jaaye to kya ho baaraat ho jaane kab barsaat ho jaane kab baaraat ho mera dil to chaahe aaj ki raat milan ki raat ho kyun kyun kyun kyun kyunke tu solah baras ki main satraah baras ka tu solah baras ki main satraah baras ka mil naa jaayen naina ik do baras zara door rehna kuchh ho gaya to phir naa kehna sachche premi sab milte hain ab dekhen
ahhaaaaaaa hooooooo main sooraj hoon tu meri kiran sang tera raheeee hooooo oooooo ooooo main aag mein teri jal jaaun dil mera kahe hooooooo main sooraj hoon tu meri kiran sang tera raheeee hooooo oooooo ooooo main aag mein teri jal jaaun dil mera kahe hooooo oooooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa chaand ka tukda mera humsafar tu chale to gire taare bhi raah par haaaaaa haaaa haaaa haaaa mujhpe huyi jab teri ye nazar main kahaan hoon nahin apni ye bhi khabar ab yaad jahaan ki bhulaane dekho ji dekho hum chale hooooooo main sooraj hoon tu meri kiran sang tera raheeee hooooo oooooo ooooo main aag mein teri jal jaaun dil mera kahe hooooo oooooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa rutt hai jawaan aur tum bhi ho haseen hoo le chalo ke mujhe tum par hai yakeen haaa haaaa haaa haaaa pehlu mein tum ho to jannat hai yahin hai ye samaan to jannat mein bhi nahin ab pyaar ki duniyaa basaane dekho ji dekho
hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm main soya ankhiyaan meeche aaaaaaaaaa teri zulfon ke neeche aaaaa aaaaa duniyaa ko bhul deewani ab raha zamaana peechhe hmmmm hmmmm main soya ankhiyaan meeche aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa ye kaun haseen sharmaya taaron ko paseena aaya hirni ki aankhen le kar dil kaun churaane aaya dil kaun churaane aaya main soyi ankhiyaan meeche teri baahon ke neeche ab chaahe kahin bhi le jaa tu aage aur main peechhe main soya ankhiyaan meeche aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa ye mere nain kanwaare teri ankhiyaan dekh ke haare o janam janam ke saathi meri maang mein bhar de taare meri maang mein bhar de taare main soya ankhiyaan meeche aaaaa aaaaa teri zulfon ke neeche aaaaa aaaaa duniyaa ko bhul deewani hmmmm hmmmm ab raha zamaana peechhe hmmm main soya ankhiyaan meeche aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa
main sunata hoon tujhe ek kahani sunle o mere laal zara meri zubaani sunle mere nanne mere munne meri aulaad hai tu maine bhagwaan se jo ki thi wo fariyaad hai tu baap hoon tera magar tujhko khila sakta nahin dono haathon se kabhi tujhko utha sakta nahin tu agar chahe ke ban jaaun main tera ghoda jo na ban paaun to dukh hoga tujhe bhi thoda lekin ik baat mere bachche tujhe yaad rahe lekin ik baat mere bachche tujhe yaad rahe dil teri maa ka tere pyaar se aabaad rahe tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala badkismat ke ghar mein hua hai paida kismatwala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala tere do haathon ki taqat hi taqdeer hai teri tere do haathon ki taqat hi taqdeer hai teri mehnat jiska naam hai beta wo jagir hai teri har mushkil se lad sakta hai do do haathon wala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala
haan zara hans ke zara aur khilkhila ke study please main tasveer utarta hoon bikhari huyi haseenon ki zulfen sanwarataa hoon phir zulfon ke saaye mein main raaten guzaarta hoon haaye main tasveer utarta hoon bikhari huyi haseenon ki zulfen sanwarataa hoon phir zulfon ke saaye mein main raaten guzaarta hoon koi haseena kitni bhi magroor ho husn ki duniyaan mein kitni mashhoor ho koi haseena kitni bhi magroor ho husn ki duniyaan mein kitni mashhoor ho masti mein choor ho paas ho ke door ho are masti mein choor ho paas ho ke door ho daudi chali aati hai main jisko pukaarta hoon main tasveer utarta hoon chaand ki bhi na padi jinpe kiran maine dekhe unn haseenon ke badan chaand ki bhi na padi jinpe kiran maine dekhe unn haseenon ke badan mera aisa hai chalan jaane jaan o jaaneman tod ke saare parde main sabko nihaarta hoon haaye main tasveer utarta hoon bikhari huyi haseenon ki zulfen sanwarataa hoon phir zulfon ke saaye mein main raaten guzaarta hoon thak ke saahil pe
aaaaaaa aaaaaaaa main tere ishq mein mar na jaaoon kahin tu mujhe aazmaane ki koshish na kar main tere ishq mein mar na jaaoon kahin tu mujhe aazmaane ki koshish na kar khubsoorat hai tu to hoon main bhi hasin mujhse nazrein churaane ki koshish na kar main tere ishq mein shauk se tu meraa imtehaan le shauk se tu meraa imtehaan le tere kadmoon pe rakh di hai jaan le bekadar bekhabar maan jaa zid na kar todkar dil mera aye mere humnasheen is tarah muskuraane ki koshish na kar khubsoorat hai tu to hoon main bhi hasin mujhse nazrein churaane ki koshish na kar main tere ishq mein pher li kyun nazar mujhse ruth kar pher li kyun nazar mujhse ruth kar dil ke tukde hue toot toot kar kyaa kahaa dilrubaa tu hai mujhse khafaa ek bahaana hai yeh haqeekat nahin tu bahaane banaane ki koshish na kar khubsoorat hai tu to hoon main bhi hasin mujhse nazrein churaane ki koshish na kar main tere ishq mein kab se baithi hoon main intzaar mein kab se baithi hoon main intzaar mein jhootha
main tere pyaar ka beemar hoon kya arz karun main tere pyaar ka beemar hoon kya arz karun tera aashiq hoon gunehgaar hoon kya arz karun main tere pyaar ka beemar hoon kya arz karun mujhko pahchaan lo main hoon tera rasiyaa jogi mujhko pahchaan lo main hoon tera rasiyaa jogi apne jogi pe inayat ki nazar kab hogi tera bandaa hoon tera bandaa hoon tera banda hoon unn unn unn unnn tera banda hoon khatawaar hoon kya arz karun main tere pyaar ka beemar hoon kya arz karun leke armaan meri jaan main aa pahuncha hoon leke armaan meri jaan main aa pahuncha hoon teri khatir to main japan bhi aa pahuncha hoon tera mitwa hoon unn tera mitwa hoon unn tera mitwa hoon unn unn unn unn unnn tera mitwa hoon talabgar hoon kya arz karun main tere pyaar ka beemar hoon kya arz karun bin tere dil mera dooba hi chala jata hai bin tere dil mera dooba hi chala jata hai chahe badnaam sahi tera to kahlata hai main to ruswa main to ruswa main to ruswa aa aa aa aa aaaa main to ruswa bhare bazaar
hmmm hmmm hoooo hooooo hmmm hmmm aaaaa haaaaa aaaaa haaaa hoooo hooooo ooooo main tere pyaar mein paagal aise ghoomta hoon jaise main koi pyaasa baadal barkha ko dhundhtaa hooooon main tere pyaar mein paagal aise ghoomti hoon jaise main koi pyaasi badli saawan ko dhundhti hoooooon main tere pyaar mein paagal paagal paagal paagal jab jab tu chhup jaati hai inn phoolon ki galiyon mein jab jab tu chhup jaati hai inn phoolon ki galiyon mein aur chatakne lagti hain kitni kaliyaan kaliyon mein main tera pata sabhi se aise poochhta hoon jaise main koi bhula raahi manzil ko dhundhtaa hoon main tere pyaar mein paagal paagal paagal paagal mere chehre pe teri thehri thehri do aankhen aankhen aankhen mere chehre pe teri thehri thehri do aankhen kitni gehri jheel hain ye jheel se gehri do aankhen main teri inn aankhon mein aise doobti hooooon jaise main koi tooti naiyyaa maajhi ko dhundhti hoooooooon main tere pyaar mein paagal paagal paagal paagal tu ho naa ho aankhon mein
main tere pyaar mein kya kya naa bana main tere pyaar mein kya kya naa bana dilbar jaane ye mausam jaane ye mausam main ghata pyaar bhari tu hai mera baadal jaane ye mausam jaane ye mausam haaye main tere pyaar mein kya kya naa bana dilbar jaane ye mausam jaane ye mausam tu hai meri bansi main hoon tera kaanha tu hai meri bansi tu hai meri bansi main hoon tera kaanha tera mera pyaar hai sadiyon puraana dil ke har taar mein hai raag tera humdam jaane ye mausam jaane ye mausam main ghata pyaar bhari tu hai mera baadal jaane ye mausam jaane ye mausam tu hai mora phoolwaa main hoon teri khushboo tu hai mora phoolwaa tu hai mora phoolwaa main hoon teri khushboo des bides maa sang sang ghoomun tu hai gulzaar mera main hoon teri shabnam jaane ye mausam jaane ye mausam main tere pyaar mein kya kya naa bana dilbar jaane ye mausam jaane ye mausam tu hai meri manzil main hoon tera saahil tu hai meri manzil tu hai meri manzil main hoon tera saahil kar ke rahenge ik din haasil
main teri chhoti behna hoon main teri chhoti behna hoon samjh na mujhko souten hhoo samjh na mujhko souten shyaam tere hain tere rahenge shyaam tere hain tere rahenge main to unki jogan hoo samjh na mujhko souten hoo samjh na mujhko souten vehem ka sagar andha sagar jiska nahin kinaara hai hoo vehem ka sagar andha sagar jiska nahin kinaara hai vehem ne jug mein sab ko duboya kisko paar utaara hai kisko paar utaara hai tera man saajan ka ghar ho tera man saajan ka ghar tu unke man ki dhadkan hoo samjh na mujhko souten jin raahon se wo guzre bus un kadmon ki dhool ko pooja jin raahon se wo guzre bus un kadmon ki dhool ko pooja maine unko ishwar samjha dosh bata kya aur hai dooja dosh bata kya aur hai dooja main patjhad ki sookhi paati main patjhad ki sookhi paati aan padi tere aangan hoo samjh na mujhko souten antim aaj vidaayi lene laadali behna aayi hoon hoo antim aaj vidaayi lene laadali behna aayi hoon man mein koi mail na rakhna itna kehne aayi hoon itna kehne
main teri nazar ka suroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho tere paas reh ke bhi door hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon mujhe aankh se to gira diya kaho dil se bhi kya bhula diya mujhe aankh se to gira diya kaho dil se bhi kya bhula diya teri aashiqui ka guroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon teri zulf hai mera haath hai ke tu aaj bhi mere saath hai teri zulf hai mera haath hai ke tu aaj bhi mere saath hai tere dil mein main bhi zuroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho tere paas reh ke bhi door hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon
ho main to bhool chali babul ka des piya ka ghar pyaara lage koi maike ko de do sandes jaa ke maike ko de do sandes piya ka ghar pyaara lage nandi mein dekhi hai behna ki surat sasuji meri hain mamta ki murat hooooo pita jaisaaaaa ho pita jaisa sasur ji ka bhes piya ka ghar pyaara lage chanda bhi pyaara hai suraj bhi pyaara par sabse pyaara hai sajna humara hooooo aankhen samjhen ho aankhen samjhen jiya ka sandes piya ka ghar pyaara lage baitha rahe sainyan nainon ko jode ik pal akela wo mujhko na chhode hooooo nahin koiiii o nahin koi jiya ko kales piya ka ghar pyaara lage ho koi maike ko de do sandes jaa ke maike ko de do sandes piya ka ghar pyaara lage
main to chala jidhar chale rastaa main to chala jidhar chale rastaa mujhe kya khabar hai kahaan meri manzil hoga koi mera bhi saathi hoga koi mera bhi saathi hogi kahin to meri bhi mehfil main to chala jidhar chale rastaa main to chala jidhar chale rastaa ye husn o ishq ka jahaan ye shokhiyaan ye mastiyaan ye parbaton ke kaafile ye baadlon ki toliyaan poochhti hai mujhse tu chala hai kidhar kidhar kidhar main to chala jidhar chale rastaa main to chala jidhar chale rastaa mujhe kya khabar hai kahaan meri manzil main to chala jidhar chale rastaa main to chala jidhar chale rastaa mujh ko ishq bahaaron se inn rangeen nazaaron se maine chalnaa seekha hai dariyaa ke behte dhaaro se ye gungunaati waadiyaan ye phoolon bhari daaliyaan taaj pehne barf ka ye jagmagati chotiyaan poochhti hai mujhse tu chala hai kidhar kidhar kidhar main to chala jidhar chale rastaa main to chala jidhar chale rastaa mujhe kya khabar hai kahaan meri manzil hoga koi mera bhi saathi hoga koi mera
main to ek khwaab hoon is khwaab se tu pyaar naa kar main to ek khwaab hoon is khwaab se tu pyaar naa kar pyaar ho jaaye to iss pyaar ka izhaar naa kar main to ek khwaab hoon ye hawaayen kabhi chup chaap chali jaayengi laut ke phir kabhi gulshan mein nahin aayengi apne haathon mein hawaaon ko gariftaar na kar apne haathon mein hawaaon ko gariftaar na kar main to ek khwaab hoon tere dil mein hai mohabbat ke bhadkate shole apne seene mein chhupaa le ye bhadkate shole is tarah pyaar ko ruswaa sare bazaar naa kar is tarah pyaar ko ruswaa sare bazaar naa kar main to ek khwaab hoon shaakh se toot ke goonchhe bhi kahin khilte hai raat aur din bhi zamaane mein kahin milte hai bhool jaa jaane de takdeer se takraar naa kar bhool jaa jaane de takdeer se takraar naa kar main to ek khwaab hoon is khwaab se tu pyaar naa kar main to ek khwaab
main to har mod par tujhko dunga sada main to har mod par tujhko dunga sada meri aawaaz ko dard ke saaz ko tu sune na sune main to har mod par tujhko dunga sada main to har mod par tujhko dunga sada mujhe dekh kar keh rahen hai sabhi muhabbat ka haasil hai deewangi mujhe dekh kar keh rahen hai sabhi muhabbat ka haasil hai deewangi pyaar ki raah mein phool bhi they magar maine kaante chune main to har mod par tujhko dunga sada meri aawaaz ko dard ke saaz ko tu sune na sune main to har mod par tujhko dunga sada jahaan dil jhuka tha wahin sar jhuka mujhe koi sajdon se rokega kya jahaan dil jhuka tha wahin sar jhuka mujhe koi sajdon se rokega kya kaash toote na woh aarzoo main meri khaab jo hai bune main to har mod par tujhko dunga sada meri aawaaz ko dard ke saaz ko tu sune na sune main to har mod par tujhko dunga sada main to har mod par tujhko dunga sada
    Songs Title Film/Album Song Number
Main Rangila Pyaar Ka Chhoti Bahen (1959) 12987
Main Rikhshaa Wala Chhoti Bahen (1959) 15179
Main Sasuraal Nahin Chandni (1989) 20865
Main Shaayar To Nahin Bobby (1973) 20866
Main Sitaron Ka Taraana Chalti Ka Naam Gaadi (1958) 11894
Main Solah Baras Ki Karz (1980) 20868
Main Sooraj Hoon Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 13108
Main Soya Ankhiyan Meeche Phagun (1958) 12110
Main Sunata Hoon Tujhe Khandan (1965) 13543
Main Tasveer Utarta Heera Panna (1973) 13329
Main Tere Ishq Mein Mar Na Jaaoon Loafer (1973) 20870
Main Tere Pyaar Ka Beemar Hoon Love In Tokyo (1966) 36030
Main Tere Pyaar Mein Prem Bandhan (1978) 13980
Main Tere Pyaar Mein Ziddi (1964) 14449
Main Teri Chhoti Souten (1983) 35951
Main Teri Nazar Ka Suroor Hoon Jahan Ara (1964) 20871
Main To Bhool Chali Saraswatichandra (1968) 20873
Main To Chala Jidhar Chale Rastaa Dharkan (1972) 15578
Main To Ek Khwaab Hoon Himalay Ki God Mein (1965) 11987
Main To Har Mod Par Chetna (1970) 20875