MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

rimjhim ke taraane le ke aayi barsaat yaad aaye kisi se wo pehli mulaaqat rimjhim ke taraane le ke aayi barsaat yaad aaye kisi se wo pehli mulaaqat rimjhim ke taraane le ke aayi barsaat bheege tann mann pade rass ki phuhaar pyaar ka sandesa laayi barkhaa bahaar bheege tann mann pade rass ki phuhaar pyaar ka sandesa laayi barkhaa bahaar main na bolun main na bolun aankhen kare ankhiyon se baat rimjhim ke taraane le ke aayi barsaat sun ke matwaale kaale baadlon ka shor rum jhoom ghoom ghoom naache mann ka mor sun ke matwaale kaale baadlon ka shor rum jhoom ghoom ghoom naache mann ka mor sapnon ka saathi chal raha hai mere saath rimjhim ke taraane le ke aayi barsaat yaad aaye kisi se wo pehli mulaaqat rimjhim ke taraane le ke aayi barsaat jab milte ho tum kyun chhidten hain dil ke taar milne ko tum se main kyun tha beqaraar jab milte ho tum kyun chhidten hain dil ke taar milne ko tum se main kyun tha beqaraar reh jaati hai reh jaati hai kyun honthon tak aa ke dil ki
ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo aaaaa haaaaaa ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo aaaaa haaaaaa ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo aaaaa haaaaaa ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo aaaaa haaaaaa roka kai baar maine dil ki umang ko kya karun main apni nighaahon ki pasand ko o jaane jaan tu hi mere pyaar ka jahaan hai hooooo oooo oooo oooooo oooooo aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa roka kai baar maine dil ki umang ko kya karun main apni nighaahon ki pasand ko o jaane jaan tu hi mere pyaar ka jahaan hai hooooo oooo oooo oooooo oooooo aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa dekho meri aankhen tumhaara hi khumaar hai honthon ki ye laali sanam tera pyaar hai dekho meri aankhen tumhaara hi khumaar hai honthon ki ye laali sanam tera pyaar hai dil ko lagaaya mujhe to iqraar hai roka kai baar maine dil ki umang ko kya karun main apni nighaahon ki pasand ko o jaane jaan tu hi mere pyaar ka jahaan hai hooooo oooo oooo oooooo oooooo aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa maana tera aanchal haathon se abhi door hai baahon mein utha
rokna hai agar rok lijiye magar chaand chhupne se pehle chali jaungi rokna hai agar rok lijije magar chaand chhupne se pehle chali jaungi door hai mera ghar mujhko duniya ka dar chaand chhupne se pehle chali jaungi rokna hai agar rok lijiye magar chaand chhupne se pehle chali jaungi chaand nikala mera chaandni kho gayi har taraf husn ki roshni ho gayi chaand nikala mera chaandni kho gayi har taraf husn ki roshni ho gayi aap chaand hai agar chaand ko dekh kar chaand chhupne se pehle chali jaungi rokna hai agar rok lijiye magar chaand chhupne se pehle chali jaungi aap shaamil hain yun meri aawaaz mein jaise nagamein hon do ek hi saaz mein aap shaamil hain yun meri aawaaz mein jaise nagamein hon do ek hi saaz mein main ghazal chhed kar ishq ke saaz par chaand chhupne se pehle chali jaungi rokna hai agar rok lijiye magar chaand chhupne se pehle chali jaungi behki behki nigahein nahin hosh mein pyaar sharmaaye aankhon ki aaghosh mein behki behki nigahein nahin hosh mein
hey rom rom mein basne waale raam hey rom rom mein basne waale raam jagat ke swami hey anteryaami main tujh se kya maangu main tujh se kya maangu hey rom rom mein basne waale raam aas ka bandhan tod chuki hoon tujh par sab kuchh chhod chuki hoon aas ka bandhan tod chuki hoon tujh par sab kuchh chhod chuki hoon naath mere main kyun kuchh sochun naath mere main kyun kuchh sochun tu jaane tera kaam jagat ke swami hey anteryaami main tujh se kya maangu main tujh se kya maangu hey rom rom mein basne waale raam tere charan ki dhool jo paaye wo kankar heera ho jaaye tere charan ki dhool jo paaye wo kankar heera ho jaaye bhaag mere jo maine paaya inn charnon mein dhaam jagat ke swami hey anteryaami main tujh se kya maangu main tujh se kya maangu hey rom rom mein basne waale raam bhed tera koi kya pehchaane jo tujh sa ho wo tujhe jaane bhed tera koi kya pehchaane jo tujh sa ho wo tujhe jaane tere kiye ko hum kya deven tere kiye ko hum kya deven bhale bure ka naam jagat ke
romeo naam mera chori hai kaam mera main dil ko churaun main pyaar churaun main dil ko churaun main pyaar churaun main neenden churaun main chain churaun main chori chori pehle nain milaaun jo nain mile to main nain churaun romeo naam mera chori hai kaam mera romeo naam mera chori hai kaam mera main dil ko churaun main pyaar churaun main dil ko churaun main pyaar churaun main neenden churaun main chain churaun main chori chori pehle nain milaaun jo nain mile to main nain churaun romeo naam mera chori hai kaam mera romeo naam mera chori hai kaam mera koi naa jaane jo hai mera fasaana log ye samjhe main hoon koi deewana koi naa jaane jo hai mera fasaana log ye samjhe main hoon koi deewana jo raaton ko ghumen jo bin piye jhume jo raaton ko ghumen jo bin piye jhume jo taaren gine phoolon ko chumme ye koi naa jaana ke mujhse deewana palat de ye duniyaan badal de zamaana romeo naam mera chori hai kaam mera romeo naam mera chori hai kaam mera khatron se khela hoon main
rona kabhi nahin rona chaahe toot jaaye koi khilona khilona sona chupke se sona chaahe toot jaaye sapna salona salona la la la la la la lal la lal lal lal lal lal la la la la lal la ru ru ru ru la la dukh sukh ki kya baat hai kya din hai kya raat hai aansoo bhi muskaan banne ye to apne haath hai aashaaon ki dori mein sadaa tum man ke phool pirona rona kabhi nahin rona chaahe toot jaaye koi khilona khilona la la la la la la lal la lal lal lal lal lal la la la la lal la ru ru ru ru la la dekho bachchon baagh mein sab kaliyaan nahin khilti duniya mein insaan ko sab cheezein nahin milti jo apna nahin tum uske liye jo apna hai nahin khona rona kabhi nahin rona chaahe toot jaaye koi khilona khilona la la la la la la lal la lal lal lal lal lal la la la la lal la ru ru ru ru la la lal lal lal lal lal lal lal lal lal lal lal lal laa rang se aur na dhaam se zaat se aur na naam se izzat milti hai yahan dekho achche kaam se koi kaam burra tum mat karna badnaam kabhi nahin hona
roop suhana lagta hai chand purana lagta hai tere aage o jaanam roop suhana lagta hai chand purana lagta hai tere aage o jaanam hoo tu bhi kya cheez hai har dil azeez hai dil chaahe dekhein tujhe hum har dam tu bhi kya cheez hai har dil azeez hai dil chaahe dekhein tujhe hum har dam roop suhana lagta hai chand purana lagta hai tere aage o jaanam roop suhana lagta hai chand purana lagta hai tere aage o jaanam main deewaana awaara pagal galiyon mein phirta hoon main maara maara main deewaana awaara pagal galiyon mein phirta hoon main maara maara mehlon ki too rehne wali kaise banunga tera sahara phir bhi na jaane dil kyun na maane har din har pal tujh ko pukaare roop suhana lagta hai chand purana lagta hai tere aage o jaanam roop suhana lagta hai chand purana lagta hai tere aage o jaanam hoo tu bhi kya cheez hai har dil azeez hai dil chaahe dekhein tujhe hum har dam roop suhana lagta hai chand purana lagta hai tere aage o jaanam roop suhana lagta hai chand purana
roop tera mastana pyaar mera diwana roop tera mastana pyaar mera diwana bhool koi hum se na ho jaaye roop tera mastana pyaar mera diwana bhool koi hum se na ho jaaye raat nasheeli mast samaa hai aaj nashe mein sara jahan hai raat nasheeli mast samaa hai aaj nashe mein sara jahan hai aaye sharabi mausam behkaayeeee roop tera mastana pyaar mera diwana bhool koi hum se na ho jaaye aankhon se aankhen milti hain aise bechain hoke toofan mein jaise aankhon se aankhen milti hain aise bechain hoke toofan mein jaise mauj koi saahil se takraayeeee roop tera mastana pyaar mera diwana bhool koi hum se na ho jaaye rok raha hai hum ko zamana door hi rehna paas na aana rok raha hai hum ko zamana door hi rehna paas na aana kaise magar koi dil ko samjhayeeee roop tera mastana pyaar mera diwana bhool koi hum se na ho jaaye
roop tumhaara aankhon se pee loon keh do agar tum mar ke bhi jee loon mar ke bhi jee loon roop tumhaara aankhon se pee loon keh do agar tum mar ke bhi jee loon mar ke bhi jee loon aankhon se chhalke teriiiiiii amrit ki dhaara tera saath gori mujhkooooo jeevan se pyaara mile donon hum tum jaise lehar se kinaara roop tumhaara aankhon se pee loon keh do agar tum mar ke bhi jee loon mar ke bhi jee loon nighaahen jhuka ke phir seeeeeee zara muskuraa do kaanpte labon se dil kiiiii kahaani suna do kya hai tumhaare dil mein humen bhi bata do roop tumhaara aankhon se pee loon keh do agar tum mar ke bhi jee loon mar ke bhi jee loon
roop ye tera jisne banaya wo kahin mil jaaye to haath choom loon kahin mil jaaye to haath choom loon rang ye tera jisne sajaaya wo kahin mil jaaye to haath choom loon roop ye tera kaari kaari ratiyaan se kaajal churaya teri pyaari pyaari ankhiyon mein lagaya aaa haaa haa haa haaa haaa haaa haaa haa haa haaa mukh pe savera jisne sajaaya wo kahin mil jaaye to haath choom loon roop ye tera sunder aisi koi kavita nahin hai chanchal aisi koi saritaa nahin hai aaa haaa haa haa haaa haaa haaa haaa haa hey hey hey ang ang tera jisne banaya wo kahin mil jaaye to haath choom loon roop ye tera gora badan jaise sheeshe ka pyalaa ban gaya main to bin piye matwaala hey hey hey hey hey hmmm hmm hmm hmm hey hey hey haal ye mera jisne banaya wo kahin mil jaaye to haath choom loon roop ye tera
rooth na jaana tum se kahoon to main in aankhon mein jo rahoon to rooth na jaana tum se kahoon to main in aankhon mein jo rahoon to tum ye jano ya na jano tum ye mano ya na mano mere jaisa deewana tum paaoge nahin yaad karoge main jo na hoon to rooth na jaana tum se kahoon to meri ye deewangee kabhi na hogi kam jitne bhi chaahe tum karlo sitam meri ye deewangee kabhi na hogi kam jitne bhi chaahe tum karlo sitam mujhse bolo ya na bolo mujhko dekho ya na dekho ye bhi mana mujhse milne aaoge nahin saare sitam hanske main sahoon to rooth na jaana tum se kahoon to prem ke dariya mein leheren hazaar leheron mein jo bhi duba huaa wahi paar prem ke dariya mein leheren hazaar leheron mein jo bhi duba huaa wahi paar unchi neechi neechi unchi neechi unchi unchi neechi lehron mein tum dekhoon kaise aaoge nahin main in leheron mein jo bahoon to rooth na jaana tum se kahoon to tum ye jano ya na jano tum ye mano ya na mano mere jaisa deewana tum paooge nahi rooth na jaana tum se
roothe roothe piya manau kaise roothe roothe piya manau kaise aaj na jaane baat huyi kya kyun roothe mujhse jab tak wo bole na mujhse main samjhun kaise roothe roothe piya piya roothe roothe piya manau kaise roothe roothe piya wo baithe hain kuchh aise shaadi mein dulhan jaise kya ban ke dulha main jaaun aur unki maang sajaaun lambi dulhan thingna dulha lambi dulhan thingna dulha jodi saje kaise roothe roothe hooo roothe roothe haan haan roothe roothe piya manau kaise roothe roothe piya kya mujhse hanseen hain kitaaben piya pyaar se jinko thaame main nain milana chaahun par nain mila na paaun sautan chashmaa beech mein aaye sautan chashmaa beech mein aaye nain mile kaise roothe roothe hooo roothe roothe haan haan roothe roothe piya manau kaise aaj na jaane baat huyi kya kyun roothe mujhse jab tak wo bole na mujhse main samjhun kaise roothe roothe piya piya roothe roothe piya manau kaise
hmmmm hmmmm aaaaaa aaaaaa hoooo oooooo roshan tumhin se duniyaan raunak tumhin jahaan ki phoolon mein palne waali raani ho gulsitaan ki salaamat raho salaamat raho roshan tumhin se duniyaan raunak tumhin jahaan ki phoolon mein palne waali raani ho gulsitaan ki salaamat raho salaamat raho haaye salaamat raho hoooo ooooo naazuk ho naaz se bhi tum pyaar se bhi pyaari naazuk ho naaz se bhi tum pyaar se bhi pyaari tum husn se haseen ho kya baat hai tumhaari kya baat hai tumhaari aankhon mein do jahaan hai maalik ho do jahaan ki salaamat raho salaamat raho haaye salaamat raho aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa ooo oooo oooo dil chaahe toot jaaye mere dil se yunhi khelo dil chaahe toot jaaye mere dil se yunhi khelo jeeti raho yunhi tum meri bhi umr le lo meri bhi umr le lo kis din dua na maangi humne tumhaari jaan ki salaamat raho salaamat raho roshan tumhin se duniyaan raunak tumhin jahaan ki phoolon mein palne waali raani ho gulsitaan ki salaamat raho salaamat
khushi to qaid mein hai ye koi jeena bhi jeena hai are zaalim zamaane tune dil ka chain chheena hai rota hai mera dil kiss ko pukaarun kya karun jeena bhi hai mushqil kiss ko pukaarun kya karun kiss ko pukaarun kya karun kya karun kya karun rota hai mera dil kiss ko pukaarun kya karun taqdeer ne mujhko loot liya aur aas kaa sooraj doob gaya aur aas kaa sooraj doob gaya taqdeer ne mujhko loot liya aur aas kaa sooraj doob gaya aur aas kaa sooraj doob gaya ye ghum ki ghataayen aisi uthi ummeed pe paani pher diya ummeed pe paani pher diya ab door huyi manzil kiss ko pukaarun kya karun ye phool khushi ke kaante hain hum chupke chupke rote hain chupke chupke rote hain aye maut gawaahi dena tu hum pyaar pe qurbaan hote hain hum pyaar pe qurbaan hote hain duniyaa hai badi qaatil kiss ko pukaarun kya karun kiss ko pukaarun kya karun kya karun kya karun rota hai mera dil kiss ko pukaarun kya karun mar jaaye to itna kar dena do aansoon aa ke chadha dena do aansoon aa ke
hey hey rote huye aate hain sab rote huye aate hain sab hastaa huaa jo jaayega wo mukaddar kaa sikandar wo mukaddar kaa sikandar jaan e mann kehlaayega rote huye aate hain sab hastaa huaa jo jaayega wo sikandar kya tha jisne zulm se jeeta jahan wo sikandar kya tha jisne zulm se jeeta jahan pyaar se jeete dilon ko wo jhuka de aasman jo sitaron par kahani pyaar ki likh jaayega wo mukaddar kaa sikandar wo mukaddar kaa sikandar jaan e mann kehlaayega rote huye aate hain sab hastaa huaa jo jaayega zindagi to bewafa hai ek din thukrayegi zindagi to bewafa hai ek din thukrayegi maut mehboobaa hai apne saath lekar jaayegi marr ke jeene ki ada jo duniyaa ko sikhlaayega wo mukaddar kaa sikandar wo mukaddar kaa sikandar jaan e mann kehlaayega rote huye aate hain sab hastaa huaa jo jaayega humne maana ye zamaana dard ki jaagir hai humne maana ye zamaana dard ki jaagir hai har kadam pe aansuon ki ik nayee zanjeer hai saaz e ghum par jo khushi ke geet gaata jaayega wo mukaddar
rote rote guzar gayi rote rote guzar gayi raat re aayi yaad teri har baat re rote rote guzar gayi neend bhi meri naa meri ho saki ro ke shabnam bhi naa ye ghum dho saki thi main teri par naa teri ho saki rote rote guzar gayi raat re aayi yaad teri har baat re rote rote guzar gayi khaab ki duniyaa ujad kar reh gayi chheen li sooraj ne ghar ki roshni chaand se hoti hai door ab chaandani rote rote guzar gayi raat re aayi yaad teri har baat re rote rote guzar gayi pyaar ki ghadiyaan bahot yaad aayengi yaad aa kar raat din tadpaayengi tum ko ye tanhaaiyaan das jaayengi rote rote guzar gayi rote rote guzar gayi raat re aayi yaad teri har baat re rote rote guzar gayi
rote rote hasnaa seekho haste haste ronaa rote rote hasnaa seekho haste haste ronaa jitnee chaabee bhari raam ne utnaa chale khilonaa rote rote hasnaa seekho haste haste ronaa jitnee chaabee bhari raam ne utnaa chale khilonaa rote rote hasnaa seekho haste haste ronaa hum do ek humari pyari pyari muniya hai bas yehi chhoti si apni saari duniyaa hai hum do ek humari pyari pyari muniya hai bas yehi chhoti si apni saari duniyaa hai khushiyon se aabaad hai apne ghar ka kona kona rote rote hasnaa seekho haste haste ronaa jitnee chaabee bhari raam ne utnaa chale khilonaa rote rote hasnaa seekho haste haste ronaa badi badi khushiyaan hain chhoti chhoti baaton mein badi badi khushiyaan hain chhoti chhoti baaton mein nanhein munne taare jaise lambi raaton mein badi badi khushiyaan hain chhoti chhoti baaton mein aisaa sundar hai ye jeevan jaise koi sapan salonaa rote rote hasnaa seekho haste haste ronaa jitnee chaabee bhari raam ne utnaa chale khilonaa rote rote hasnaa seekho
tanhaai sang dil tanhaayi sang laayi yaad teri sang laayi baar baar wo bahaar phir se yaad aayi sooni sooni raah dil ki jisne thi sajaayi tanha dil roya re dil roya re roya re dil roya re roya re dil roya re roya re dil roya re har taraf bikhre hai teri hi yaad ke hi nishaan meri har ik cheez mein hain teri hi parchhaaiyaan tu hi hota hai tu hi rehta hai mujh mein har dam sada paas bhi tu hai door bhi tu hi hai ye kaisi khala yaad ban ke ashq teri aankhon mein samaayi yaad ban ke ik hansi honthon pe bhi aayi tanha dil roya re dil roya re roya re dil roya re roya re dil roya re roya re dil roya re chaand suraj bhi wahin hain hain wahin aasmaan zindagi bhi chal rahi hai chal raha hai jahaan main hi thehra hoon khud mein simta hoon dil hai ghum se bhara bin tere kaise jiyun main kuchh to de mashwara zindgani aisi rehguzar pe mujhko laayi saaye se bhi ab tere ho gayi judaayi tanha dil roya re dil roya re roya re dil roya re roya re dil roya re roya re dil roya re
roz roz aankhon tale roz roz aankhon tale lala la lala la lala la la la la la roz roz aankhon tale ek hi sapna chale raat bhar kaajal jale aankh mein jis tarah khaab ka diya jale ho roz roz aankhon tale ek hi sapna chale raat bhar kaajal jale aankh mein jis tarah khaab ka diya jale ho roz roz aankhon tale jab se tumhare naam ki misri hont lagaayi hai meetha sa ghum hai aur meethi si tanhaayi hai jab se tumhare naam ki misri hont lagaayi hai meetha sa ghum hai aur meethi si tanhaayi hai roz roz aankhon tale ek hi sapna chale raat bhar kaajal jale aankh mein jis tarah khaab ka diya jale ho roz roz aankhon tale chhoti si dil ki uljhan hai ye suljha do tum jeena to seekha hai mar ke marna seekha do tum chhoti si dil ki uljhan hai ye suljha do tum jeena to seekha hai mar ke marna seekha do tum roz roz aankhon tale roz roz aankhon tale lala la lala la lala la la la la la roz roz aankhon tale ek hi sapna chale raat bhar kaajal jale aankh mein jis tarah khaab ka diya jale
roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara baanwara roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara kaliyon ke naam koi likhe paigaam koi kaliyon ke naam koi likhe paigaam koi baanwara bhanwara baanwara roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara baanwara beete huye mausam ki koi nishani hogi pa ma pa ma ga ma ga re ga ni re ni ma ga re pa beete huye mausam ki koi nishani hogi dard puraana koi yaad puraani hogi dard puraana koi yaad puraani hogi koi to daastaan hogi na roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara baanwara hoga koi waada hoga waada nibhata hoga haaannnnn hoga koi waada hoga waada nibhata hoga shaakhon pe likh kar yaad dilaata hoga shaakhon pe likh kar yaad dilaata hoga yaad to aati hi hogi na roz roz dali dali roz roz dali dali roz roz dali dali kya likh jaaye bhanwara baanwara baanwara
    Songs Title Film/Album Song Number
Rimjhim Ke Taraane Le ke Aayi Barsaat Kala Bazar (1960) 15158
Roka Kai Baar Maine Mere Sanam (1965) 21167
Rokna Hai Agar Rok Lijiye Jaal (1967) 32434
Rom Rom Mein Basne Neel Kamal (1968) 12414
Romeo Naam Mera Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1993) 21168
Rona Kabhi Nahin Rona Apna Desh (1972) 21169
Roop Suhana Lagta Hai The Gentleman (1994) 21171
Roop Tera Mastana Aradhana (1969) 21172
Roop Tumhara Sapera (1961) 12475
Roop Ye Tera Jisne Banaya Sanjog (1971) 15191
Rooth Na Jaana 1942 A Love Story (1993) 21174
Roothe Roothe Piya Kora Kagaz (1974) 12312
Roshan Tumhin Se Duniyaan Parasmani (1963) 12419
Rota Hai Mera Dil Badal (1951) 12253
Rote Huye Aate Hain Muqaddar Ka Sikandar (1978) 21175
Rote Rote Guzar Gayi Buzdil (1951) 12292
Rote Rote Hasnaa Andhaa Kaanoon (1983) 21176
Roya Re Dhokha (2007) 21177
Roz Roz Aankhon Tale Jeeva (1986) 10687
Roz Roz Dali Dali Angoor (1982) 12268