MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

khud garz duniyaa mein yeh insaan ki pehchaan hai jo paraayi aag mein jal jaaye wo insaan hai apne liye jeeye to kya jeeye apne liye jeeye to kya jeeye tu jee aye dil zamaane ke liye apne liye jeeye to kya jeeye baazaar se zamaane ke kuchh bhi naa hum kharidenge baazaar se zamaane ke kuchh bhi naa hum kharidenge haan bech kar khushi apni logon ke ghum kharidenge bhujhte diye jalaane ke liye bhujhte diye jalaane ke liye tu jee aye dil zamaane ke liye apne liye jeeye to kya jeeye apni khudi ko jo samjha uss ne khuda ko pehchaana apni khudi ko jo samjha uss ne khuda ko pehchaana aazaad fitraten insaan andaaz kyun gulaamaana sar ye nahin jhukaane ke liye sar ye nahin jhukaane ke liye tu jee aye dil zamaane ke liye apne liye jeeye to kya jeeye himmat buland hain apni pathar si jaan rakhte hain himmat buland hain apni pathar si jaan rakhte hain kadmon tale zameen to kya hum aasmaan rakhte hain girte huon ko uthane ke liye girte huon ko uthane ke liye tu jee aye dil
apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do ban jaye yaadgaar jo ban jaye yaadgaar jo aisa payam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do ab tak kati ye zindagi ghum ki andheri raat mein likhe huye the ghum hi ghum kismat ne mere haath mein aaj isi haath mein koi aaj isi haath mein koi rang bhari shaam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do dil mein tumhare aayega aakhir koi to khushnaseeb nazren karam jo mujh pe ho aaj aaun main zara kareeb mere naseeb mein hi tum mere naseeb mein hi tum honthon ke jaam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do aashiq hazaron aur bhi aayenge iss makaam pe likhenge apne naam wo saath hamare naam ke aaj unhin aashiqon ke naam aaj unhin aashiqon ke naam mera salaam likh do apne naam ke kareeb mera bhi naam likh do mera bhi naam likh do ban jaye yaadgaar jo ban jaye yaadgaar jo aisa payam likh do apne naam ke kareeb mera
apne nainon ko samjha de ye baat inhen tu batla de apne nainon ko samjha de ye baat inhen tu batla de chain churaate hain mera ye nain tere matwaale apne nainon ko samjha de ye baat inhen tu batla de chain churaate hain mera ye nain tere matwaale apne nainon ko samjha de neend meri loot li re teri aankhon ne zamaane se main keh doongi bahaane se main keh doongi tu chakor hai mera tu chitchor hai mera hosh mere loote hain teri zulfon ne bahaaron se main keh doonga ishaaron se main keh doonga ho oo paas bulaate hain mujhko ye honth tere matwaale apne nainon ko samjha de ye baat inhen tu batla de chain churaate hain mera ye nain tere matwaale apne nainon ko samjha de laa laa la laa laa la lalalala lalalalalala khwaab tere meri raaton mein aate hain manaa kar de nadanon ko na chheden ye armaanon ko inko rok de zara tu inko tok de zara geet tere mere honthon pe aate hain manaa kar de nadanon ko na chheden ye armaanon ko aag lagaati hain dil mein har baat tere dil waale
apne piya ki prem pujaran kar ke baithi singaar hooo aaj aaye piya more dwaar hoo ooo aaj aaye piya more dwaar apne piya ki prem pujaran kar ke baithi singaar hooo aaj aaye piya more dwaar hoo ooo aaj aaye piya more dwaar jab jab unko saamne paaun apne hirday ka phool chadhaun jab jab unko saamne paaun apne hirday ka phool chadhaun unn charnon par sab kuchh arpan ankhiyaan meenchun aur kho jaaun apne piya ki prem pujaran kar ke baithi singaar hooo aaj aaye piya more dwaar hoo aaj aaye piya more dwaar door se dekhun laage sapna paas se dekhun laage apna door se dekhun laage sapna paas se dekhun laage apna jaan gayi main ankhiyan bhaasha seekh gaya mann khud hi dhadakna apne piya ki prem pujaran kar ke baithi singaar hooo aaj aaye piya more dwaar hoo aaj aaye piya more dwaar meri unki ek kahaani janam janam ki preet purani meri unki ek kahaani janam janam ki preet purani unn bin mora jeevan patjhad saath rahe to duniyaa suhaani apne piya ki prem pujaran kar ke baithi
apne suron mein mere suron ko basa lo apne suron mein mere suron ko basa lo ye geet amar ho jaaye ye geet amar ho jaaye apne suron mein mere suron ko basa lo ye geet amar ho jaaye ye geet amar ho jaaye bol raseele hoton pe aise saja lo ye geet amar ho jaaye ye geet amar ho jaaye apne suron mein mere suron ko basa lo jaadu jaage sur sargam ka aashaon ka roop khileee jaadu jaage jaadu jaage sur sargam ka aashaon ka roop khileee do nainon mein sukh sapnon ki har pal sheetal dhoop khile tum sangeet ko jeevan meet bana lo aa aa aa tum sangeet ko jeevan meet bana lo ye geet amar ho jaaye ye geet amar ho jaaye apne suron mein mere suron ko basa lo jhoom uthe ye saanjh ki bela jhoom uthe ye saanjh ki bela ras ki boonden barsaao o lehke mehke jeevan bagiya aisi kaliyaan bikhrao saawan ke tum saare rang chura lo hoo oo oo saawan ke tum saare rang chura lo ye geet amar ho jaaye ye geet amar ho jaaye apne suron mein mere suron ko basa lo dheemi dheemi lay par vyakul dhadkan ko
apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai kitna aasaan hai tasveer banaana unki kitna aasaan hai tasveer banaana unki khud ko bas ek aaina rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai tumne mandir dekhen honge ye mera aangan hai tumne mandir dekhen honge ye mera aangan hai ek diya bhi jalta rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai chullu mein ho dard ka dariyaa dhyaan mein uske hon chullu mein ho dard ka dariyaa dhyaan mein uske hon yun bhi khud ko pyaasa rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaina rakhna kitna mushkil hai apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai
hooo oooo ooooo ooooo hooo ooooooo ooooooo aaaa aaaaaa haaannn haan apni aankhon ke jharokon mein bitha lo mujhko apni ankhon ke jharokon mein bitha lo mujhko ya kisi aur tarah apna bana lo mujhko apni aankhon ke jharokon mein bitha lo mujhko ladkhadata hua aaya hoon badi door se main ladkhadata hua aaya hoon badi door se main apne kabil jo samjhte ho sambhalo mujhko apni ankhon ke jharokon mein bitha lo mujhko ya kisi aur tarah apna bana lo mujhko apni aankhon ke jharokon mein bitha lo mujhko la la lla la la lala la la oh oh la la lla la la lala aaa haaa oh ho la la lla la la lala aaa haaa oh ho la la lla la la lala oh ho aaa haaa bekhudi aaj mujhe le ke wahan aayi hai bekhudi aaj mujhe le ke wahan aayi hai laa sake tum naa jahaan mere khayalon mujhko apni aankhon ke jharokhon mein bitha lo mujhko ya kisi aur tarah apna bana lo mujhko apni aankhon ke jharokon mein bitha lo mujhko roshni yaad dilati hai ghum e duniya ki roshni yaad dilati hai ghum e duniya ki apni
apni aankhon ke samander mein utar jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de tera mujrim hoon mujhe doob ke marr jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de aye naye dost main samjhunga tujhe bhi apna aye naye dost main samjhunga tujhe bhi apna pehle maajhi kaa koi zakhm to bhar jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de tera mujrim hoon mujhe doob ke marr jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de aag duniyaa ki laggayi huyi bhujh jaayegi aag duniyaa ki laggayi huyi bhujh jaayegi koi aansun mere daaman pe bikhar jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de zakhm kitne teri chaahat se mile hain mujhko zakhm kitne teri chaahat se mile hain mujhko sochtaa hoon ke kahun tujhse magar jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de tera mujrim hoon mujhe doob ke marr jaane de apni aankhon ke samander mein utar jaane de
apni aazadi ko hum hargiz mita sakte nahin sar kata sakte hain lekin sar jhuka sakte nahin humne sadiyon mein ye aazadi ki nemat paayi hai saikdon qurbaniyaan de kar ye daulat paayi hai muskuraa kar khaayi hain seenon pe apne goliyaan kitne veeranon se guzre hain to zannat paayi hai khaakh mein hum apni izzat ko mila sakte nahin kya chalegi zulm ki ahley wafaa ke saamne aa nahin sakta koi shola hawaa ke saamne laakh fauzen le ke aaye aman ka dushman koi ruk nahin sakta humari ekta ke saamne hum wo pathar hai jise dushman hila sakte nahin sar kata sakte hain lekin sar jhuka sakte nahin waqt ki aawaaz ke hum saath chalte jaayenge har kadam par zindagi ka rukh badalte jaayenge gar watan mein bhi milega koi gaddar e watan apni taaqat se hum uska sar kuchalte jaayenge ek dhokha kha chuke hain aur kha sakte nahin hum watan ke naujawaan hain hum se jo takraayega wo humari thokaron se khaakh mein mil jaayega waqt ke toofan mein beh jaayenge zulmon sitam aasmaan par ye
raah ke taalib hain par be raah padte hain kadam dekhiye kya dhundhte hain aur kya paate hain hum apni bhi kya zindagi hai niraali jahaan gaye thukraaye gaye jaise botal khaali apni bhi kya zindagi hai niraali jahaan gaye thukraaye gaye jaise botal khaali apni bhi kya zindagi hai niraali jahaan gaye thukraaye gaye jaise botal khaali rangeen wo zamaana tha sapna wo kya suhaana tha tab subhoh shaam khushiyon ke jaam har saans ek taraana tha rangeen wo zamaana tha sapna wo kya suhaana tha tab subhoh shaam khushiyon ke jaam har saans ek taraana tha ab to bas har ghadi dukh bhari bebasi aas ki har kiran ashq ban beh gayi apni bhi kya zindagi hai niraali jahaan gaye thukraaye gaye jaise botal khaali apni bhi kya zindagi hai niraali jahaan gaye thukraaye gaye jaise botal khaali kya neend kiss ko sona hai ab saari raat rona hai tukde bichha ke sab kuchh bhula ke bas ek baar sona hai kya neend kiss ko sona hai ab saari raat rona hai tukde bichha ke sab kuchh bhula ke bas ek
apni dhun mein rehta hoon apni dhun mein rehta hoon main bhi tere jaisa hoon apni dhun mein rehta hoon apni dhun mein rehta hoon main bhi tere jaisa hoon apni dhun mein rehta hoon o pichhali rutt ke saathi o pichhali rutt ke saathi o pichhali rutt ke saathi ab ke baras main tanhaa hoon apni dhun mein rehta hoon main bhi tere jaisa hoon apni dhun mein rehta hoon pa ni sa re ga ma pa ga ma re sa re ni sa re dha ni ma pa dha ni sa ma pa dha ni sa ma pa dha ni sa apni dhun mein rehta hoon pa ni sa re ga ga ga dha ni re sa ni re sa ni ni sa sa ni ni sa sa ni sa re dha ni pa ma dha ni sa ma ma pa pa dha dha ni ma ma pa pa dha ni re ni ni sa re ga ma dha dha ga ga ma pa dha dha pa ni sa ni ma pa ni pa ma ga re sa re re sa re dha ni ma pa ma pa dha ni sa ma pa dha ni sa ma pa dha ni sa apni dhun mein rehta hoon main bhi tere jaisa hoon apni dhun mein rehta hoon o pichhali rutt ke saathi saathi saathi o pichhali rutt ke saathi o pichhali rutt ke saathi ab ke baras main
apni marzi se kahaan apne safar ke hum hai apni marzi se kahaan apne safar ke hum hai rukh hawaaon ka jidhar ka hai udhar ke hum hai apni marzi se kahaan apne safar ke hum hai pehle har cheez thi apni magar ab lagta hai pehle har cheez thi apni magar ab lagta hai apne hi ghar mein kisi dusre ghar ke hum hai apne hi ghar mein kisi dusre ghar ke hum hai rukh hawaaon ka jidhar ka hai udhar ke hum hai apni marzi se kahaan apne safar ke hum hai waqt ke saath hai mitti ka safar sadiyon se waqt ke saath hai mitti ka safar sadiyon se waqt ke saath hai mitti ka safar sadiyon se kisko maloom kisko maloom kahaan ke hai kidhar ke hum hai kisko maloom kahaan ke hai kidhar ke hum hai chalte rehte hai chalte rehte hai aye aa aa aa aa aa aye aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa chalte rehte hai chalte rehte hai ke chalna hai musafir ka naseeb sochte rehte kis raahguzar ke hum hai sochte rehte kis raahguzar ke hum hai rukh hawaaon ka rukh hawaaon ka jidhar ka hai udhar ke hum hai apni
apni naakaami se mujhko kaam hai apni naakaami se mujhko kaam hai ho unhen raahat mujhe aaraam hai dil humara aur nahin kuchh ikhtiyaar dil humara aur nahin kuchh ikhtiyaar haaye majboori issi kaa naam hai haaye majboori issi kaa naam hai apni naakaami se mujhko kaam hai dil ki uljhan mein pata chalta nahin dil ki uljhan mein pata chalta nahin hum kahaan hain suboh hai yaa shaam hai hum kahaan hain suboh hai yaa shaam hai apni naakaami se mujhko kaam hai hum tadapte hain nahin unko khabar hum tadapte hain nahin unko khabar kya mohabbat ka yahi anjaam hai kya mohabbat ka yahi anjaam hai apni naakaami se mujhko kaam hai apni naakaami se mujhko kaam hai
apni nazar se unki nazar tak ek zamaana ek fasaana jis mein hon aap jaise aise zamaane mein apne dil ka kaun thikaana unki zafaa mein meethi wafaa hai zehar hai lekin kitna mazaa hai unki zafaa mein meethi wafaa hai zehar hai lekin kitna mazaa hai marne ke hote hain laakhon bahaane jeene ka hai bas ek bahaana apni nazar se unki nazar tak ek zamaana ek fasaana door hi door se dil mein samaaye yun nahin aate to sapnon mein aayen door hi door se dil mein samaaye yun nahin aate to sapnon mein aayen kaam hai unka haath naa aana kaam humara preet nibhana apni nazar se unki nazar tak ek zamaana ek fasaana dil jo liya hai dard hi denge iske siwa wo kuchh naa karenge dil jo liya hai dard hi denge iske siwa wo kuchh naa karenge hota hai dil ko hone do iss ko teer e nazar ka yunhin nishaana apni nazar se unki nazar tak ek zamaana ek fasaana
haai sharmaaoon oye oye oye haai sharmaaoon haai sharmaaoon kis kis ko bataaoon aise kaise main sunaaoon sab ko apni prem kahaaniyan apni prem kahaaniyan baalma ki jaalma ki teen nishaaniyan haai sharmaaoon kis kis ko bataaoon aise kaise main sunaaoon sab ko apni prem kahaaniyan apni prem kahaaniyan pehli nishaani main hoon jiski diwaani pehli nishaani main hoon jiski diwaani rut jaise toofaani aisi uski jawaani rut jaise toofaani aisi uski jawaani mastaani uske aage pheeki laage sabki jawaaniyan haai sharmaaoon kis kis ko bataaoon aise kaise main sunaaoon sab ko apni prem kahaaniyan apni prem kahaaniyan kurtaa hai neelaa rang pagdi ka peela kurtaa hai neelaa rang pagdi ka peela roop uska kateela aisa hai wo chhabeela roop uska kateela aisa hai wo chhabeela rangeela chaal sharabi rang gulaabi te akhaan mastaaniyan haai sharmaaoon kis kis ko bataaoon aise kaise main sunaaoon sab ko apni prem kahaaniyan apni prem kahaaniyan aankhon ko meenche dekho saanson ko
apni to har aah ik toofan hai apni to har aah ik toofan hai kya karen wo jaan kar anjaan hai upar wala jaan kar anjaan hai apni to har aah ik toofan hai ab to hans ke apni bhi kismat ko chamka de kanon mein kuch keh de jo iss dil ko behla de ye bhi mushkil hai to kya aasaan hai upar wala jaan kar anjaan hai apni to har aah ik toofan hai sar pe mere tu jo apna haath hi rakh de phir to bhatke rahi ko mil jayenge raste dil ki basti bin tere viraan hai upar wala jaan kar anjaan hai apni to har aah ik toofan hai dil hi to hai isne shayad bhool bhi ki hai zindagi hai bhool kar hi raah milti hai maaf kar banda bhi ik insaan hai upar wala jaan kar anjaan hai apni to har aah ik toofan hai apni to har aah ik toofan hai kya karen wo jaan kar anjaan hai upar wala jaan kar anjaan hai apni to har aah ik toofan hai
hey hm hm apni to jaise taise thodi aise ya vaise apni to jaise taise thodi aise ya vaise kat jaayegi aapka kya hoga janaabe aali aapka kya hoga apne aage na peechhe na koi uppar neeche apne aage na peechhe na koi uppar neeche ronewaala na koi ronewaali janaabe aali aapka kya hoga aa aa aa hmm hmm hmm aap bhi meri tarah insaan ki aaulad hain aap mooh maangi duaa hum unsuni fariyaad hain aap bhi meri tarah insaan ki aaulad hain aap mooh maangi duaa hum unsuni fariyaad hain wo jinhen sara zamana samjhe laawaris yahaan aap jaise zaalimon ke zulm ki ijaad hai gaali hozur ki to lagti duaaon jaisi gaali hozur ki to lagti duaaon jaisi hum dua bhi dein to lage hai gaali aapka kya hoga janaabe aali aapka kya hoga aapke maathe se chhalke jo pasina bhi kahin aasmaan hilne lage aur kaamp utthe ye zameen aapka to ye pasina khoon se bhi keemti aur apne khoon ki keemat yahaan kuchh bhi nahin apna to khoon paani jeena marna bemaani apna to khoon paani jeena marna bemaani waqt ki
apni ulfat pe zamane ka na pehra hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota pyaar ki raat ka koi na savera hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota apni ulfat pe zamane ka na pehra hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota paas reh kar bhi bahot door bahot door rahe ek bandhan mein bandhe phir bhi to hum door rahe paas reh kar bhi bahot door bahot door rahe ek bandhan mein bandhe phir bhi to hum door rahe meri raahon mein naa uljhan ka andhera hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota pyaar ki raat ka koi na savera hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota dil mile aankh mili pyaar naa milne paaye baaghbaan kehta hai do phool naa khilne paaye dil mile aankh mili pyaar naa milne paaye baaghbaan kehta hai do phool naa khilne paaye apni manzil ko jo kaanton ne naa ghera hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota apni ulfat pe zamane ka na pehra hota to kitna achchha hota to kitna achchha hota ajab sulagti huyi lakdiyaan hain
ghum saath reh gaye mera saathi bichhad gaya barbaad ho gayi meri duniyaa main chup rahaa apno apno ne apno ne ghum diye to mujhe yaad aa gaya apno ne ghum diye to mujhe yaad aa gaya ik ajnabi jo gair tha aur ghumghusaar tha apno ne ghum diye to mujhe yaad aa gaya ik ajnabi jo gair tha aur ghumghusaar tha apno ne ghum diye wo saath wo saath tha to duniyaa ke ghum dil se door the wo saath tha to duniyaa ke ghum dil se door the ghum dil se door the khushiyon ko khushiyon ko saath le ke naa jaane kahaan gaya ik ajnabi jo gair tha aur ghumghusaar tha apno ne ghum diye ab zindagi ab zindagi ki koi tamnna nahin mujhe ab zindagi ki koi tamnna nahin mujhe ab zindagi ki koi tamnna nahin mujhe tamnna nahin mujhe roshan usi ke dam se tha bhujhata hua diya roshan usi ke dam se tha bhujhata hua diya ik ajnabi jo gair tha aur ghumghusaar tha apno ne ghum diye duniyaaaaa duniyaaa duniyaa samjh rahi hai duniyaa duniyaa duniyaa samjh rahi hai juda mujhse ho gaya duniyaa samjh rahi
naadaan naasamjh paagal deewana sab ko apna maana tune magar ye na jaana matlabi hai log yahaan par matlabi zamaana matlabi hai log yahaan par matlabi zamaana socha saaya saath dega nikla woh begaana begaana begaana apnon mein main begaana matlabi hai log yahaan par matlabi zamaana socha saaya saath dega nikla woh begaana begaana begaana apnon mein main begaana begaana hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm khushiyaan chura ke guzre wo din kaanten chubha ke bichhade wo din aankhon se aansoon behne lage behte ye aansoon kehne lage ye kya huaaa ye kyun huaaa kaise huaa maine naa jaana matlabi hai log yahaan par matlabi zamaana socha saaya saath dega nikla woh begaana begaana begaana apnon mein main begaana begaana zinda hain laashen murda zamin hai jeene ke kaabil duniyaa nahin hai duniyaa ko thokar kyun na laga doon khud apni hasti kyun na mita doon jee ke yahaan jee bhar gaya dil ab to marne ka dhundhe bahaana matlabi hai log yahaan par matlabi zamaana socha saaya
    Songs Title Film/Album Song Number
Apne Liye Jiye To Kya Badal (1966) 12792
Apne Naam Ke Kareeb Mera Bhi Naam Raat Ke Andhere Mein (1969) 35860
Apne Nainon Ko Samjha De Maa Aur Mamta (1970) 32692
Apne Piya Ki Prem Pujaran Aman (1967) 15546
Apne Suron Mein Mere Suron Ko Basa Lo Dil Ki Rahen (1973) 36073
Apni Aag Ko Zinda Rakhna Jagjit Singh & Chitra Singh 15752
Apni Aankhon Ke Man Ka Meet (1968) 32506
Apni Aankhon Ke Samander Mein Jagjit Singh 14687
Apni Aazadi Ko Hum Leader (1964) 20146
Apni Bhi Kya Zindagi Aas Ka Panchhi (1961) 12598
Apni Dhun Mein Rehta Hoon Ghulam Ali 17978
Apni Marzi Se Kahaan Jagjit Singh 17982
Apni Naakaami Se Subah Ka Tara (1954) 31153
Apni Nazar Se Hum Log (1951) 13355
Apni Prem Kahaaniyan Mera Gaon Mera Desh (1971) 17988
Apni To Har Aah Ik Toofan Hai Kala Bazar (1960) 13503
Apni To Jaise Taise Laawaris (1981) 12203
Apni Ulfat Pe Sasural (1961) 14157
Apno Ne Diye Ghum Mehdi Hassan 18194
Apnon Mein Main Begaana Begaana (1986) 15557