MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

aankhon aankhon mein aankhon aankhon mein baat hone do mujhko apni baahon mein sone do aankhon aankhon mein baat hone do haan mujhko apni baahon mein sone do shaadi ho jaane do shaadi ho jaayegi pehle meethe sapnon mein khone do aankhon aankhon mein baat hone do mujhko apni baahon mein sone do shaadi ho jaane do shaadi ho jaayegi pehle meethe sapnon mein khone do aankhon aankhon mein baat hone do haan haan haan haan mann kaa panchhi dole preet ki boli bole baat badegi aage lekin haule haule mann kaa panchhi dole preet ki boli bole baat badegi aage lekin haule haule kab tak intezaari umr padi hai saari dil ko zara dil mein samone do aankhon aankhon mein baat hone do mujhko apni baahon mein sone do shaadi ho jaane do shaadi ho jaayegi pehle meethe sapnon mein khone do aankhon aankhon mein baat haan haan haan pehle bhi barkha thi aisi na bhali thi phool bani hai ab tu pehle band kali thi pehle bhi barkha thi aisi na bhali thi phool bani hai ab tu pehle band kali thi
aankhon hee aankhon mein ishaara ho gaya baithhe baithhe jeene kaa sahara ho gayaa aankhon hee aankhon mein ishaara ho gaya baithhe baithhe jeene kaa sahara ho gayaa aankhon hee aankhon mein gaate ho geet kyun dil pe kyun haath hai khoye ho kis liye aisi kya baat hai ye haal kab se tumhara ho gaya aankhon hee aankhon mein ishaara ho gaya baithhe baithhe jeene kaa sahara ho gayaa aankhon hee aankhon mein ishaara ho gaya baithhe baithhe jeene kaa sahara ho gayaa aankhon hee aankhon mein chalte ho jhoom ke badlee hai chaal bhi nainon mein rang hai bikhren hain baal bhi kis dilruba ka nazara ho gaya aankhon hee aankhon mein ishaara ho gaya baithhe baithhe jeene kaa sahara ho gayaa aankhon hee aankhon mein ishaara ho gaya baithhe baithhe jeene kaa sahara ho gayaa aankhon hee aankhon mein abna wo zor hai abna wo shor hai hum ko hai sab patta dil mein jo chor hai ye chor kaise gawara ho gaya aankhon hee aankhon mein ishaara ho gaya baithhe baithhe jeene kaa sahara ho
aankhon mein akeli raaton mein aankhon mein akeli raaton mein bas gaye pyaar ke ratt jage bas gaye pyaar ke ratt jage gul shabnam mohhabbat ka mausam gul shabnam mohhabbat ka mausam tere bin mera dil naa lagey tere bin mera dil naa lagey aankhon mein akeli raaton mein aankhon mein akeli raaton mein bas gaye pyaar ke ratt jage bas gaye pyaar ke ratt jage hum dono kabhi ke mill jaate ye jahaan beech mein aa gaya hum dono kabhi ke mill jaate ye jahaan beech mein aa gaya pinjare ke ye panchi udd jaate aasama beech mein aa gaya aa aa aa aa aankhon mein akeli raaton mein aankhon mein akeli raaton mein bas gaye pyaar ke ratt jage bas gaye pyaar ke ratt jage chori se chalo ji chupke se kuchh kahen kuchh sune kuchh karen chori se chalo ji chupke se kuchh kahen kuchh sune kuchh karen na ji na hamein darr lagta hai kya kahen kya sune kya karen hmm hmm mm mm aankhon mein akeli raaton mein aankhon mein akeli raaton mein bas gaye pyaar ke ratt jage bas gaye pyaar ke ratt jage
aankhon mein humne aap ke sapne sajaaye hain aankhon mein humne aap ke sapne sajaaye hain palkein uthaa ke aap ne jaadu jagaaye hain sapna bhi aap hi hain haqeeqat bhi aap hain sapna bhi aap hi hain haqeeqat bhi aap hain bas aap aap aap hi mujh mein samaaye hain aankhon mein humne aap ke sapne sajaaye hain aankhon ka rang dhoondha hai heere tarash kar dil mein sajayenge ye rang yun hi umr bhar mushkil se zindagi ke mushkil se zindagi ke rang haath aaye hain aankhon mein humne aap ke sapne sajaaye hain dohraaye jaayenge na ye lamhaat ab kabhi sapnon mein bhi na chhootega ye saath ab kabhi milti hai zindagi jab aap muskuraaye hain milti hai zindagi jab aap muskuraaye hain ye dil kuchh aise aap ke sajde mein jhuk gayaa nazren uthaayi aap ne to waqt ruk gayaa thehre hue palon mein thehre hue palon mein zamaane bitaayen hain aankhon mein humne aap ke sapne sajaaye hain aaaa bas aap aap aap hi mujh mein samaayen hain aankhon mein humne aap ke sapne sajaaye hain
aankhon mein kaajal hai kaajal mein mera dil hai hmmm aa ha ha aankhon mein kaajal hai kaajal mein mera dil hai aankhon mein kaajal hai kaajal mein dil hai chalo dil mein bithaa ke tumhein tum se hi pyaar kiya jaaye chalo dil mein bithaa ke tumhein tum se hi pyaar kiya jaaye baalon mein kushboo hai kushboo mein tu hi tu hai baalon mein kushboo hai kushboo mein tu hai chalo phoolon ke tale kahin baahon ko haar kiya jaaye ho chalo phoolon ke tale kahin baahon ko haar kiya jaaye tum to ho meri bahaar meri nazar mein khilo kaliyon se mil ke sanam phir aake hum se milo aise tere naina lade jaise koi nasha chadhe haai bindiya hanse chali jaaye teri bindiya darpan hai darpan mein saajan hai teri bindiya darpan hai darpan mein sajan chalo bindiya se leke tumhein dil mein utaar liya jaaye ho chalo dil mein bithaa ke tumhein tum se hi pyaar kiya jaaye kaisa hai apna milan kaisi mulaqat hai jaise ada mein meri koi nayi baat hai bani rahe ada teri sada rahe wafa meri aise hi
aankhon mein kya ji rupehla baadal baadal mein kya ji kisi ka aanchal aanchal mein kya ji ajab si hulchal aankhon mein kya ji rupehla baadal baadal mein kya ji kisi ka aanchal aanchal mein kya ji ajab si hulchal aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa rangin hai mausam tere dam ki bahaar hai phir bhi hai kuchh kam bas tera intezaar hai ho rangin hai mausam tere dam ki bahaar hai phir bhi hai kuchh kam bas tera intezaar hai hmm dekhne mein bhole ho par ho bade chanchal aanchal mein kya ji ajab si hulchal aankhon mein kya ji rupehla baadal baadal mein kya ji kisi ka aanchal aanchal mein kya ji ajab si hulchal aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jhukti hain palken jhukne do aur jhoom ke udati hai zulfein udne do honth choom ke hoo jhukti hain palken jhukne do aur jhoom ke udati hai zulfein udne do honth choom ke hmm dekhne mein bhole ho par ho bade chanchal aanchal mein kya ji
aankhon mein masti sharab ki kaali zulfon mein raatein shabab ki jaane aayi kahan se toot ke mere daaman mein pankhudi gulaab ki haye aankhon mein masti sharab ki kaali zulfon mein raatein shabab ki jaane aayi kahan se toot ke mere daaman mein pankhudi gulaab ki haye aankhon mein masti sharab ki chand ka tukda kahun yaa husn ki duniya kahun chand ka tukda kahun yaa husn ki duniya kahun preet ki sargam kahun yaa pyaar ka sapna kahun sochta hoon kya kahun sochta hoon kya kahun iss shokh ko main kya kahun aankhon mein masti sharab ki kaali zulfon mein raatein shabab ki jaane aayi kahan se toot ke mere daaman mein pankhudi gulaab ki haye aankhon mein masti sharab ki chaal kehti hai na ho pehli ghata barsaat ki chaal kehti hai na ho pehli ghata barsaat ki har ada apni jagah taarif ho kiss baat ki aarzoo kitne dinon se aarzoo kitne dinon se thi humen iss raat ki aankhon mein masti sharab ki kaali zulfon mein raatein shabab ki jaane aayi kahan se toot ke mere daaman mein
aankhon mein qayaamat ke kaajal aankhon mein qayaamat ke kaajal honthon pe gazab ki laali hai banda parvar kahiye kis ki banda parvar kahiye kis ki taqdeer sanwarne waali hai aankhon mein qayaamat ke kaajal honthon pe gazab ki laali hai banda parvar kahiye kis ki taqdeer sanwarne waali hai aankhon mein qayaamat ke kaajal sadke sadke main tumhaari baahon ke jo aag lagaa di paani mein sadke main tumhaari baahon ke jo aag lagaa di paani mein qurbaan tumhaari aankhon ke jo bhar de rang jawaani mein marr jaaoon tumhaare gaalon par marr jaaoon tumhaare gaalon par jin mein ke gulon ki laali hai banda parvar kahiye kis ki banda parvar kahiye kis ki taqdeer sanwarne waali hai aankhon mein qayaamat ke kaajal o ho ho ye aapki masti kaa aalam ye behke huye jazbaat mere ye aapki masti kaa aalam ye behke huye jazbaat mere kuchh keh na sakaa main deewaana kehte hain magar haalat mere yaa aap nashe mein doobe hain yaa aap nashe mein doobe hain yaa meri nazar matwaali hai banda
aankhon mein rang kyun aaya bolo nasha sa kyun chhaaya humko ye raaz batlaao dil kho ke tumne kya paaya chamki naseeb ki raahen hum kyun naa aaj itraayen raahon se hatt gayen kaanten to phool kyun naa muskaaye aankhon mein rang kyun aaya mukhde pe subah ki dhoop ye khilta khilta roop kaajal lakeer chitwan se teer ye naina roop anoop tum kya samjho ye raaz ulfat ke ye andaaz sunn ke zuroor hoga guroor aur karne lagoge naaz aisa khayaal mat kije humse ye bhed keh dije hum bhi to aap hi ke hain hum se yun sharm na kije chamki naseeb ki raahen hum kyun naa aaj itraayen raahon se hatt gayen kaanten to phool kyun naa muskaaye aankhon mein rang kyun aaya tarsaavo naa yun humdam tumhen naazon adaa ki kasam jaldi se bol do ye raaz khol do apna bana lo sanam hargiz naa kahungi ye baat jodoge naa jab tak haath ban ke naseeb rehna kareeb jyun taara chaand ke saath tum se juda naa honge hum badle hazaar ye aalam hum tum pe jaan de denge gaati hai saans ki sargam aankhon mein
hmm hmm hmm aa haa haa hmm hmm hmm aa haa haa aankhon se jo utri hai dil mein aankhon se jo utri hai dil mein tasveer hai ik anjaane ki khud dhoond rahi hai shama jisse kya baat hai us parwaane ki aankhon se jo utri hai dil mein wo uske labon par shokh hansi wo uske labon par shokh hansi rangeen sharaarat aankhon mein saanson mein mohabbat ki khushboo wo pyaar ki dhadkan baaton mein duniya meri badal gayee banke ghata nikal gayee tauba wo nazar mastaane ki khud dhoond rahi hai shama jisse kya baat hai us parwaane ki aankhon se jo utri hai dil mein andaaz wo uske aane ka andaaz wo uske aane ka chupke se bahaar aaye jaise kehne ko ghadi bhar saath raha par umar guzaar aaye jaise unke bina rahoongi nahin kismat se ab jo kahin mil jaaye khabar deewaane ki khud dhoond rahi hai shama jisse kya baat hai us parwaane ki aankhon se jo utri hai dil mein tasveer hai ik anjaane ki khud dhoond rahi hai shama jisse kya baat hai us parwaane ki aankhon se jo utri hai dil mein hmm
duniyaa badal rahi hai aansoo bahaane waale aansoo bahaane waale tufaan aansoonon ka palkon mein ab chhupaa le aansoo bahaane waale dil mera tujhse bole aansoon bana le shole dil mera tujhse bole aansoon bana le shole ummeed ki kiran se ye dil kaa daag dho le inn ghum ki aandhiyon mein mann ke diye jala le aansoo bahaane waale tufaan aansoonon ka palkon mein ab chhupaa le aansoo bahaane waale ab door kar andhera chamkega phir savera ab door kar andhera chamkega phir savera tujhse nazar mila kar bhar aaya dil bhi mera ujdi jawaaniyon se bigdi ko tu bana le aansoo bahaane waale tufaan aansoonon ka palkon mein ab chhupaa le aansoo bahaane waale tu bhi to ab badal jaa ye waqt hai sambhal jaa tu bhi to ab badal jaa ye waqt hai sambhal jaa rokega kaun tujhko ek teer ban ke chal jaa main dil ka saaz chhedun tu sukh ke geet gaa le aansoo bahaane waale tufaan aansoonon ka palkon mein ab chhupaa le aansoo bahaane waale
ooo hooo ooo hooo hooo hooo ooo hooo hooo hooo ooo hooo hoo ooo hooo hooo hooo aansoo bhi hain khushiyaan bhi hain kaanten bhi hain kaliyaan bhi hain dukh sukh se bhari hai ye zindagi tumhen kaisi mili hai ye zindagi zara jee ke to dekho isse jee ke to dekho aansoo bhi hain khushiyaan bhi hain kaanten bhi hain kaliyaan bhi hain dukh sukh se bhari hai ye zindagi tumhen kaisi mili hai ye zindagi zara jee ke to dekho isse jee ke to dekho ye mat sochooooo ke kitna milaa socho bahot milaaa humen jitna milaa ye mat sochooooo ke kitna milaa socho bahot milaaa humen jitna milaa kismat kismat kaho na mehnat mehnat karo ke rona bhi hai hansna bhi hai paana bhi hai tarasna bhi hai nahin itni buri hai ye zindagi tumhen kaisi mili hai ye zindagi zara jee ke to dekho isse jee ke to dekho log nikaalennnnn chaand mein bhi kasar jaisa jo dekheeeeen wahi aaye nazar log nikaalennnnn chaand mein bhi kasar jaisa jo dekheeeeen wahi aaye nazar avgun avgun naa dekho gun hi dhundha karo ke
aansoon samjh ke kyun mujhe aankh se tumne gira diya moti kisi ke pyaar ka mitti mein kyun mila diya aansoon samjh ke kyun mujhe jo na chaman mein khil saka main wo gareeb phool hoon jo na chaman mein khil saka main wo gareeb phool hoon jo kuchh bhi hoon bahaar ki chhoti si ek bhool hoon jisne khilaa ke khud mujhe khud hi mujhe bhula diya aansoon samjh ke kyun mujhe aankh se tumne gira diya aansoon samjh ke kyun mujhe nagma hoon kab magar mujhe apne pe koi naaz tha nagma hoon kab magar mujhe apne pe koi naaz tha gaaya gaya hoon jiss pe main toota hua wo saaz tha jisne suna wo hans diya hans ke mujhe rula diya aansoon samjh ke kyun mujhe aankh se tumne gira diya aansoon samjh ke kyun mujhe meri khata maaf main bhule se aa gaya yahaan meri khata maaf main bhule se aa gaya yahaan warna mujhe bhi hai khabar mera nahin hai ye jahaan doob chala tha neend mein achchha kiya jaga diya aansoon samjh ke kyun mujhe aankh se tumne gira diya moti kisi ke pyaar ka mitti mein kyun
aansoo thi meri zindagi aankhon ne jo baha diya roti hai mujhpe bekasi hasraton ne mita diya hasraton ne mita diya mil ke bichhad gaye ho tum ban ke bigad gaye hain hum ban ke bigad gaye hain hum apni khushi ke waaste tumne humen mitaa diya tumne humen mitaa diya sun ke koi kahega kya toote dilon ka maajra toote dilon ka maajra roya hai phoot phoot kar humne jise suna diya humne jise suna diya wo jo tumhara pyaar tha maut ki neend so gaya maut ki neend so gaya ab usse dhoondhte ho kya khaak mein jab mila diya khaak mein jab mila diya meri khushi bhi chheen li hans ke mujhe rula diya hans ke mujhe rula diya tum to mera naseeb the tumne mujhe ye kya diya tumne mujhe ye kya diya
kya jaano tum bin thi kya dil ko beqarari mehfil ki mehfil ki deewaani si tumhari chain aaya jab dekhi ye surat pyari pyari aao aao jane jahan aao aao jane jahan dil ne dhundha tumhe kahan kahan aao hum bhi aaye hain baahon ke haar le ke hothon pe ek nagma aankhon mein pyaar le ke iss dil ke sheeshe mein tasveer e yaar le ke aao aao jane jahan dil ne dhundha tumhe kahan kahaaan aao aao jane jahan ulfat hai ya kyaa hai kuchh kam hai dil ki uljhan pehle thi khoyi si ab chanchal hai ye chitwan tum chhu lo kuchh aise lehraye mera tan mann aao aao jane jahan dil ne dhundha tumhe kahan kahaaan aao aao jane jahan
teee ree leee leee lunnnn tere leee leee leee teeeereee leeeeee teereee leeeee leee luunnnnn uuuuu uuuuuuu teeeereeee leeee leeeeee teeeeereeee leeeee leeeee waanga waanga hoooo oooo ooooo ooooo aaooo aaooo sooni re sajariyaaaaa saanwariya saanwariya haaye aao aao aao saanwariya haan saanwariya haaye aao aao aao saanwariya tu kya jaane piya jale mora jiya tu kya jaane piya piya piyaaa piya reeee tu kya jaane piyaa tu kya jaane tu kya jaane tu kya jaane tu kya jaane jale mora jiya tu kya jaane tu kya jaane tu kya jaane tu kya jaane piya jale mora jiya mori nazariyaa tori atariyaa ayi yi yo atki re atki re atki ooooo oooo aaaaooo waanga aao saanwariya aaan saanwariya hoye aao aao aao saanwariya jaagun saari ratiyaan sochun tori batiyaan jaagun saari ratiyaan sochun tori batiyaan tori batiyaaan batiyaaaan tori batiyaan haan haan tori batiyaan aji tori batiyaan tori batiyaan tori pa ni nin nin nin nin nin nin nin nin nin nin nin pa ni sa sa sa sa dha dha dha dha dha
aaa aaa ooo oooo aaaa aao aise mohabbat karen aao aise mohabbat karen mar bhi jayen to zinda rahen mar bhi jayen to zinda rahen aao aise mohabbat karen aao aise mohabbat karen mar bhi jayen to zinda rahen mar bhi jayen to zinda rahen phool kahete hain hans kar jeeyo khushbuon ko lutate raho phool kahete hain hans kar jeeyo khushbuon ko lutate raho bulbulon ki tarah ae sanam bulbulon ki tarah ae sanam pyaar ke geet gaate rahen pyaar ke geet gaate rahen zindagi hai wahi zindagi jo mohabbat mein doobi rahi zindagi hai wahi zindagi jo mohabbat mein doobi rahi ho na paye juda ae sanam ho na paye juda ae sanam aao hum aaj aise milen aao hum aaj aise milen aaa aaa ooo oooo aaaa kasht karta rahen asmaan naaz hum par kare do jahan kasht karta rahen asmaan naaz hum par kare do jahan daastanen humari sanam daastanen humari sanam mehfilon mein hamesha rahen mehfilon mein hamesha rahen daastanen humari sanam mehfilon mein hamesha rahen mehfilon mein hamesha rahen aao aise
aao bachchon tumhen dikhaayen jhaanki hindustaan ki iss mitti se tilak karo ye dharti hai balidaan ki aao bachchon tumhen dikhaayen jhaanki hindustaan ki iss mitti se tilak karo ye dharti hai balidaan ki ye hai apna raajputana naaz ise talwaaron pe isne saara jeevan kaata barchhi teer karaaton pe ye prataap ka watan pala hai aazaadi ke naaron pe kood padi thi yahaan hazaaron padminiyaan angaaron pe bol rahi hai kan kan se qurbaani raajasthaan ki iss mitti se tilak karo ye dharti hai balidaan ki dekho mulk maraaton kaa ye yahaan shivaaji dola tha mughlon ki taaqat ko jisne talwaaron pe tola tha har parvat pe aag jali thi har pathar ek shola tha boli har har mahadev ki bachchaa bachchaa bola tha gher shivaaji ne rakhi thi laaj humari shaan ki iss mitti se tilak karo ye dharti hai balidaan ki jaliyaan waalon baag ye dekho yahin chali thi goliyaan ye mat poochhoo kisne kheli yahaan khoon ki holiyaan ek taraf bandooke dan dan ek taraf thi doliyaan marne waale bol rahe
hum se roshan hai chaand aur taare hum ko daaman samajhayie gairat ka uth gaye hum agar zamaane se naam mit jaayega muhabbat ka dil hai naazuk kali se phoolon se ye na toote khayaal rakhiyega aur agar aapse ye toot gaya jaaneja itna hi samjhiyega phir koi baanwari muhabbat ki apni zulfein nahin sanwaaregi aarti phir kisi kanhaiya ki koi raadha nahin utaaregi aao huzoor tum ko sitaaron mein le chaloon dil jhoom jaaye aisi bahaaron mein le chaloon aao huzoor tum ko sitaaron mein le chaloon dil jhoom jaaye aisi bahaaron mein le chaloon aao huzoor aao hamraaz hum khayaal to ho hum nazar bano tay hoga zindagi ka safar hamsafar bano hamraaz hum khayaal to ho hum nazar bano tay hoga zindagi ka safar hamsafar bano aa haa haa aa aa oo oo o o o o haa haa aa ha ha aa haa haa chaahat ke ujle ujle nazaaron mein le chaloon dil jhoom jaaye aisi bahaaron mein le chaloon aao huzoor aao likh do likh do kitaabe dil pe koi aisi daastaan jiski misaal de na sake saaton aasmaan likh do
bachaao aao mere yaaro aao aao meri jaan bachaao are aao mere yaaro aao aao meri jaan bachaao dekha usse main kho gaya jaane mujhe kya ho gaya aao mere yaaro aao aao meri jaan bachaao are aao mere yaaro aao aao meri jaan bachaao aankhon se jo dekha wo na dekha kabhi khaab mein maano koi bheega hua phool tha sharaab mein aankhon se jo dekha wo na dekha kabhi khaab mein maano koi bheega hua phool tha sharaab mein jiska jawaab nahin uske jawaab mein kis ka main naam lun bataao kis ka main naam lun bataao are aao mere yaaro aao aao meri jaan bachaao band karwa do sab dukaanen bazaar mein jaa ke ye khabar chhapwa do akhbaar mein are band karwa do sab dukaanen bazaar mein jaa ke ye khabar chhapwa do akhbaar mein aaj subah ek aur maara gaya pyaar mein are meri tasveer le jaao meri tasveer le jaao are aao mere yaaro aao aao meri jaan bachaao mera nahin koi aitbaar bhejo kisi ko khat likho nahin nahin taar bhej kisi ko mera nahin koi aitbaar bhejo kisi ko khat likho nahin
    Songs Title Film/Album Song Number
Aankhon Aankhon Mein Aankhon Aankhon Mein (1972) 12575
Aankhon Hee Aankhon Mein C I D (1956) 20141
Aankhon Mein Akeli Raaton Mein Jhooth Bole Kauwa Kaate (1998) 32554
Aankhon Mein Humne Thodisi Bewafaii (1980) 14350
Aankhon Mein Kajal Hai Doosara Aadmi (1977) 13177
Aankhon Mein Kya Ji Nau Do Gyarah (1957) 20049
Aankhon Mein Masti Chhaya (1961) 12978
Aankhon Mein Qayaamat Ke Kismat (1968) 20057
Aankhon Mein Rang Kyun Aaya Ek Phool Char Kante (1960) 16232
Aankhon Se Jo Utri Hai Dil Mein Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963) 20050
Aansoo Bahane Waale Badal (1951) 12788
Aansoo Bhi Hain Khushiyaan Bhi Hain Sunayana (1979) 14296
Aansoo Samjh Ke Kyun Chhaya (1961) 11909
Aansoo Thi Meri Zindagi Bikhre Moti (1951) 12916
Aao Aao Jane Jahan Gomti Ke Kinare (1972) 13286
Aao Aao Saanwariya Padosan (1968) 13891
Aao Aise Mohabbat Karen Bhupinder Singh & Mitali 32810
Aao Bachchon Tumhen Jagriti (1954) 20059
Aao Huzoor Tum Ko Kismat (1968) 11923
Aao Mere Yaaro Aao Rocky (1981) 32288