MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

tere dil mein zara si jagah agar mile aaaaaa oooo ooooo oooo ooo ooooo oooooo ooooo ooooo aaaaaa oooo ooooo oooo ooo ooooo oooooo ooooo tere dil mein zara si jagah agar mile tere dil mein zara si jagah agar mile kaisi zameen phir mera kadam aakaash par mile tere dil mein zara si jagah agar mile phir ye duniyaa chaahe naa mujhe saari umar mile paas aa tujhe apna banaa loon sajna re sajna baanh khol ke dil se lagaa loon sajna re sajna nazron mein tum ho sapnon mein tum ho tum ho mann mein phool se khile aaaaaa oooo ooooo oooo ooo ooooo oooooo ooooo tere dil mein zara si jagah agar mile phir ye duniyaa chaahe naa mujhe saari umar mile chal kahin chalen ke bahaar kaa ye kehna hai kehna rang rang se ab sang sang rehna hai rehna gali gali behke rutt rutt mehke mehke aaj mil ke gale aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa tere dil mein zara si jagah agar mile kaisi zameen phir mera kadam aakaash par mile kya kahun sajan dil beqraar kitna tha kitna tum mile mujhe
tere dwaar khada bhagwaan hoooo tere dwaar khada bhagwaan bhagat bhar de re jholi tere dwaar khada bhagwaan bhagat bhar de re jholi tera hoga bada ehsaan ki jug jug teri rahegi shaan bhagat bhar de re jholi tere dwaar khada bhagwaan bhagat bhar de re jholi o bhagat bhar de re jholi dol uthi hai saari dharti dekh re dola gagan hai saara dol uthi hai saari dharti dekh re dola gagan hai saara bheekh maangne aaya tere ghar jagat ka paalan haara re jagat ka paalan haara main aaj tera mehmaan kar le re mujh se zara pehchaan bhagat bhar de re jholi tere dwaar khada bhagwaan bhagat bhar de re jholi o bhagat bhar de re jholi aaj loota de re sarvatr apna maan le kehna mera aaj loota de re sarvatr apna maan le kehna mera mit jaayega pal mein tera janam janam ka phera re janam janam ka phera tu chhod sakal abhimaan amar kar le re tu apna daan bhagat bhar de re jholi tere dwaar khada bhagwaan bhagat bhar de re jholi o bhagat bhar de re jholi
kaashi dekhi mathura dekhi dekhe teerath saare kahin na mann ka meet mila to aaya tere dwaare tere dwaar khada ek jogi tere dwaar khada ek jogi na maange ye sona chaandi maange darshan devi tere dwaar khada ek jogi tere dwaar khada ek jogi kar ke jatan aaya mann mein lagan laaya ankhiyon mein darshan pyaas kar ke jatan aaya mann mein lagan laaya ankhiyon mein darshan pyaas preet ki bhiksha prem ki shiksha maang raha ye daas maang raha ye daas na maange ye sona chaandi maange darshan devi tere dwaar khada ek jogi tere dwaar khada ek jogi duniyaa se mukh moda tere liye jag chhoda chhod diya ghar baar duniyaa se mukh moda tere liye jag chhoda chhod diya ghar baar ban ban chhana maine tujhe devi maana maine sun le meri pukaar sun le meri pukaar na maange ye sona chaandi maange darshan devi tere dwaar khada ek jogi tere dwaar khada ek jogi na maange ye sona chaandi maange darshan devi tere dwaar khada ek jogi tere dwaar khada ek jogi
tere haathon mein pehnaa ke chudiyaan ho chudiyaan haathon mein pehnaa ke chudiyaan tere haathon mein pehnaa ke chudiyaan ke mauj banjaara le gaya hai ke mauj banjaara le gaya le gayaa tere haathon mein pehnaa ke chudiyaan tune dil tak to mera le liya ho le liya dil tak to mera le liya tune dil tak to mera le liya ke wo kya bechaara le gaya haaye ke wo kya bechaara le gaya le gaya tune dil tak to mera le liya mere saamne hi koi begaana mere saamne hi koi begaana ke roop ka nazaara le gaya haaye ke roop ka nazaara le gaya le gaya tu jalta hai kyun re deewane deewane tu jalta hai kyun re deewane ke wo kya tumhaara le gaya haaye ke wo kya tumhaara le gaya le gaya tere haathon mein pehnaa ke chudiyaan hooooo isse mere hi tu naam lagaa de isse mere hi tu naam lagaa de jawaani tere kiss kaam ki isse mere hi tu naam lagaa de jawaani tere kiss kaam ki dil lega koi mera dilwaala ye baat nahin tere bas ki bas ki aaj husn ka jalwa de de aaj husn ka jalwa de de to kal se main
tere honthon ke do phool pyaare pyaare tere honthon ke do phool pyaare pyaare mere pyaar ki bahaaron ke nazaare ab mujhe chaman se kya lena kya lena teri aankhon ke do taare pyaare pyaare meri raaton ke chamakte sitaare ab mujhe gagan se kya lena kya lena tere honthon ke do phool pyaare pyaare teri kaaya kanchan kanchan kirnon kaa hai jiss mein savera teri saansen mehki mehki teri zulfon mein khushboo kaa dera tera mehke ang ang jaise sone mein sughandh mujh chandan ban se kya lena kya lena teri aankhon ke do taare pyaare pyaare meri raaton ke chamakte sitaare maine dekha jab se tujhko mere sapne huye sindoori tujhe paa ke mere jeevan dhan har kami huyi meri poori piya ek tera pyaar mere solah singaar mujhe ab darpan se kya lena kya lena tere honthon ke do phool pyaare pyaare mere pyaar ki bahaaron ke nazaare tera mukhda damke chamke jaise saagar pe damke savera teri baahen pyaar ke jhule teri baahon mein jhule mann mera teri meethi har baat ras ki hai barsaat
tere humsafar geet hain tere geet hi to jeevan meet hain tere tere humsafar geet hain tere geet hi to jeevan meet hain tere hoooo nagmen pyaar ke tu gaaye jaa gaaye jaa aur muskaraaye jaa tere humsafar geet hain tere geet hi to jeevan meet hain tere tere humsafar geet hain tere geet hi to jeevan meet hain tere hoooo nagmen pyaar ke tu gaaye jaa gaaye jaa aur muskuraaye jaa tere humsafar geet hain tere geet hi to jeevan meet hain tere tere humsafar geet hain tere geet hi to jeevan meet hain tere sundartaa ki o shehzaadi husn ki devi aye moorat khaamoshi ki itni pyaari soorat le ke kaash ke tu bhi mere sur mein gaa sakti har dil ko deewana tu bana deti jaaneman har dil ko deewana tu bana deti jaaneman tere humsafar geet hain tere geet hi to jeevan meet hain tere hoooo hoooo hmmmm la lala haaaaa lala laaaa haaaaa tere tere humsafar safar geet hai tere tere la lala lalal laaaa jeevan la lala lala laaaa tere humsafar geet hain tere geet hi to jeevan meet hain tere hoooo
tere husn kiii kya taarif karun kuchh kehte huyeeeeee bhi darta hoon kahin bhool se tu naa samjh baithe ke main tujh se muhabbat karta hoon tere husn ki kya taarif karun tere husn ki tere husn ki kya taarif karun kuchh kehte huye bhi darta hoon kahin bhool se tu naa samjh baithe ke main tujh se muhabbat karta hoon mere dil mein kasak si hoti hai mere dil mein mere dil mein kasak si hoti hai teri raah se jab main guzarti hoon iss baat se ye naa samjh lena ke main tujh se muhabbat karti hoon teri baat mein geeton ki sargam teri chaal mein paayal ki chham chaam teri baat mein geeton ki sargam teri chaal mein paayal ki chham chaam koi dekh le tujhko ek nazar koi dekh le tujhko ek nazar mar jaaye teri aankhon ki kasam main bhi hoon ajab ik deewana marta hoon naa aahen bhartaa hoon kahin bhool se tu naa samjh baithe ke main tujh se muhabbat karta hoon aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa mere saamne jab tu aata hai jee dhak se mera ho jaata hai mere saamne jab tu aata hai jee
tere is jahaan mein ae khuda wo nahin to lagta hai kuchh nahin tere is jahaan mein ae khuda wo nahin to lagta hai kuchh nahin nahin ho ke bhi hai wo har jagaah karoon kyun yakin ki wo ab nahin tere is jahaan mein ae khuda wo nahin to lagta hai kuchh nahin nahin ho ke bhi hai wo har jagaah karoon kyun yakin ki wo ab nahin tere is jahaan mein ae khuda hai udaas tere bina shehar tujhe yaad karte hain raaste hai wo log apne gharon mein band jo nikalte the tere waaste bahaaren jawaani kahan gayi thi abhi khija ki rut nahin tere is jahaan mein ae khuda wo nahin to lagta hai kuchh nahin sab jeete hain yahaan zindagi tujhe zindagi ne jeeya magar tha wo rabb bhi tanha tere bina to bana liya tujhe humsafar tujhe chheen laaun khuda se main koi uska tujh pe to haq nahin tere is jahaan mein ae khuda
hoo hoo hoo hoo oooo hoo hoo hoo hoo hoooo hooooo hoooo hoooo tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai naa apni khabar hai naa dil ki khabar hai tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai jidhar dekhti hoon tu aata nazar hai tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai mujhe pyaar aise tumhaara mila hai ke galiyon ko jaise nazaara mila hai yun sheeshe mein mujhko ishaara mila hai ke toofan mein jaise kinaara mila hai teri hi nazar pe ye meri nazar hai tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai meri raat ko khoobsurat bana do mulaaqat ko ab muhabbat bana do agar maut bhi ho gale se lagaa lo mujhe apne dil ki zaroorat bana lo issi raat mein ab to meri sehar hai tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai tere ishq ka mujhpe hua ye asar hai ye jee chahtaa hai o mere sanam ke do ki jagah ek ho jaayen hum tere haath hai maut aur zindagi lo ab aa gayi faisle ki
tere jaisa yaar kahan kahan aisa yaarana yaad karegi duniya tera mera afsana tere jaisa yaar kahan kahan aisa yaarana yaad karegi duniya tera mera afsana meri zindagi sanwaari mujhko gale laga ke baitha diya falak pe mujhe khaaq se uthake meri zindagi sanwaari mujhko gale laga ke baitha diya falak pe mujhe khaaq se uthake yaara teri yaari ko maine to khuda maana yaad karegi duniya tera mera afsana mere dil ki ye dua hai kabhi door tu na jaaye tere bina ho jeena wo din kabhi na aaye mere dil ki ye dua hai kabhi door tu na jaaye tere bina ho jeena wo din kabhi na aaye tere sang jeena yahan tere sang mar jaana yaad karegi duniya tera mera afsana tere jaisa yaar kahan kahan aisa yaarana yaad karegi duniya tera mera afsana
tere jalwe ab mujhe harsoon nazar aane lage tere jalwe ab mujhe harsoon nazar aane lage kaash ye bhi ho ke mujh mein tu nazar aane lage tere jalwe ab mujhe harsoon nazar aane lage ibtadaa ye thi ke dekhi thi khushi ki ik jhalak ibtadaa ye thi ke dekhi thi khushi ki ik jhalak intihaa ye hai ke ghum harsoon nazar aane lage kaash ye bhi ho ke mujh mein tu nazar aane lage tere jalwe ab mujhe harsoon nazar aane lage beqraari badhte badhte dil ki fitrat ban gayi beqraari badhte badhte dil ki fitrat ban gayi shaayad ab taskeen ka pehaloo nazar aane lage tere jalwe ab mujhe harsoon nazar aane lage kaash ye bhi ho ke mujh mein tu nazar aane lage khatm kar de ae sabaa ab shaame ghum ki daastaan khatm kar de ae sabaa ab shaame ghum ki daastaan dekh un aankhon mein bhi aansoo nazar aane lage tere jalwe ab mujhe harsoon nazar aane lage kaash ye bhi ho ke mujh mein tu nazar aane lage
hmmmm hmmmm tere kaaran tere kaaran tere kaaran mere saajan tere kaaran tere kaaran tere kaaran mere saajan jaag ke phir so gayi sapnon mein kho gayi aag lage saari duniya ko main teri ho gayi re baalma tere kaaran tere kaaran tere kaaran mere saajan tere kaaran tere kaaran tere kaaran mere saajan aaja preetam kitna hi bulaaye naadano laaj ne roka ho ho ho ho preetam kitna hi bulaaye naadano laaj ne roka par aadhi raat mein uth ke chhup ke milte hi mauka ho ye gayi wo gayi sapnon mein kho gayi aag lage saari duniya ko main teri ho gayi re balam ji tere kaaran tere kaaran tere kaaran mere saajan tere kaaran tere kaaran tere kaaran mere saajan nikli ye soch ke ghar se saiyan se milaoongi ho ho ha ha nikli ye soch ke ghar se saiyan se milaoongi pal do pal thehrke jaldi main wapas aa jaoongi ha ha piya milan ko gayi to sapnon mein kho gayi aag lage saari duniya ko main teri ho gayi re baalma tere kaaran tere kaaran tere kaaran mere saajan tere kaaran tere kaaran tere
hooooo ooooooo ooooo oooooo ooooo oooo hooooo ooooooo ooooo oooooo ooooo oooo tere khayaalon mein hum teri hi baahon mein hum tere khayaalon mein hum teri hi baahon mein hum apne hain donon jahaan ho jaayen bekhud yahaan tere khayaalon mein hum hooooo ooooooo ooooo oooooo ooooo oooo tu roshni bhor ki palkon mein tere chhupun jab aankh kholega tu putli mein honge hum hin hum hain sala ki zabaan aankhon mein tere rawaan tere khayaalon mein hum hooooo ooooooo ooooo oooooo ooooo oooo madbhari chanchal ye shaam deti hai tujhko payaam pathar pe kar shaayari tujhko humara salaam tu hai jahaan hum wahaan jhumen zameen aasmaan tere khayaalon mein hum
tere khushboo mein base khat main jalaata kaise pyaar mein doobe huye khat main jalaata kaise tere haathon ke likhe khat main jalaata kaise jin ko duniyaa ki nighahon se chhupaaye rakhaa jin ko ik umr kaleje se lagaaye rakhaa deen jinko jinhen imaan banaaye rakhaa tere khushboo mein base khat main jalaata kaise jin kaa har lafz mujhe yaad tha paani ki tarah yaad the mujhko jo paigaam e zubaani ki tarah mujhko pyaare the jo anmol nishaani ki tarah tere khushboo mein base khat main jalaata kaise tune duniyaa ki nighaahon se jo bach kar likhe saal haa saal mere naam baraabar likhe kabhi din mein to kabhi raat ko uth kar likhe tere khushboo mein base khat main jalaata kaise pyaar mein doobe huye khat main jalaata kaise tere haathon ke likhe khat main jalaata kaise tere khat aaj main ganga mein bahaa aayaa hoon tere khat aaj main ganga mein bahaa aayaa hoon aag behte huye paani mein lagaa aayaa hoon
tere kooche mein aramaanon ki duniyaa le ke aayaa hoon tujhi par jaan dene ki tamannaa le ke aayaa hoon mila tha dil se jab dil yaad kar o bhoolne waale arre o bhoolne waale mila tha dil se jab dil yaad kar o bhoolne waale arre o bhoolne waale usi beete zamaane ka sahaara le ke aaya hoon tujhi par jaan dene ki tamannaa le ke aayaa hoon jigar mein dard dil mein tees aur aankhon mein do aansu arre aankhon mein do aansu jigar mein dard dil mein tees aur aankhon mein do aansu arre aankhon mein do aansu zaraa tu dekh le aa kar main kyaa kyaa le ke aayaa hoon tujhi par jaan dene ki tamannaa le ke aayaa hoon wo afsaanaa muhabbat ka kabhi jo toone chhedaa thaa kabhi jo toone chhedaa thaa wo afsaanaa muhabbat ka kabhi jo toone chhedaa thaa kabhi jo toone chhedaa thaa wohi afsaanaa honthon par adhooraa le ke aayaa hoon tere kooche mein aramaanon ki duniyaa le ke aayaa hoon
Tere Kooche Mein Tera Deewana aaj dil kho baitha aaj dil kho baitha Tere Kooche Mein Tera Deewana aaj dil kho baitha aaj dil kho baitha aaj dil kho baitha kho baitha
tere liye maine sab ko chhoda tu hi chhod ke chal di janam maran ke saath kaa vaada kaise tod ke chaldi kitne sapne humne dekhe issi ped ke neeche aise tufaan aaye ke ujde khaabon ke bagiche kitne sapne humne dekhe issi ped ke neeche aise tufaan aaye ke ujde khaabon ke bagiche khaabon ke bagiche kya thi khabar loot jaayegi meri duniyaa itni jaldi janam maran ke saath kaa vaada kaise tod ke chaldi chheen liya kyun haathon se mere waqt ne daaman tera jeevan mein jab tu hi nahin kiss kaam kaa jeevan mera chheen liya kyun haathon se mere waqt ne daaman tera jeevan mein jab tu hi nahin kiss kaam kaa jeevan mera kiss kaam kaa jeevan mera meet bichhadte nahin raahon mein kyun tune reet badal di janam maran ke saath kaa vaada kaise tod ke chaldi tere liye maine sab ko chhoda
tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu mehki mehki ye raat hai behki behki har baat hai laazo marun jhoome jiya kaise ye main kahun aaja saajna mehki mehki ye raat hai behki behki har baat hai laazo marun jhoome jiya kaise ye main kahun aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu naya naya sansaar hai tu hi mera gharbaar hai jaisa rakhe khushi khushi waise hi main rahun aaja saajna naya naya sansaar hai tu hi mera gharbaar hai jaisa rakhe khushi khushi waise hi main rahun aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna
tere mandir ka hoon deepak jal raha tere mandir ka hoon deepak jal raha aag jeevan mein main bhar kar jal rahaaaaa jal rahaaa tere mandir ka hoon deepak jal raha kya tu mere dard se anjaan hai teri meri kya nayi pehchaan hai jyun bina paani bataasha gal raha aag jeevan mein main bhar kar jal rahaaaaa tere mandir ka hoon deepak jal raha ek jhalak mujhko dikha de saanware saanware mujhko le chal uss badum ki chhanv re saanware o re chhaliyaaaaa o re chhaliyaa kyun mujhe tu chhal rahaaa aag jeevan mein main bhar kar jal rahaaaaa tere mandir ka hoon deepak jal raha main to kismat baansuri ki baanchtaa ek dhun se sau tarah se naachtaa aankh se jamana ka paani dhal rahaaaa aag jeevan mein main bhar kar jal rahaaaaa tere mandir ka hoon deepak jal raha
hoooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo tere mere beech mein tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana kaisa hai ye bandhan anjaana kaisa hai ye bandhan anjaana maine nahin jaana toone nahin jaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana ik dor kheenche dooja dauda chala aaye ik dor kheenche dooja dauda chala aaye kachche dhaage mein bandha chala aaye aise jaise koi ho ho ho aise jaise koi deewaaaaana aise jaise koi deewaaaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana pehnugi main tere haathon se kangna pehnugi main tere haathon se kangna jaayegi meri doli tere hi angnaa chaahe kuchh kar le ho ho ho chaahe kuchh kar le zamaaaaanaaa chaahe kuchh kar le zamaaaaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana kitni zubaane bolen log humjoli kitni zubaane bolen log humjoli duniyaa mein pyaar ki ek hai boli bole jo shamma ho ho ho bole
    Songs Title Film/Album Song Number
Tere Dil Mein Zara Si Anokhi Ada (1973) 12712
Tere Dwaar Khada Waman Avtar (1955) 14403
Tere Dwar Khada Ek Nagin (1954) 13816
Tere Haathon Mein Jaani Dushman (1979) 13391
Tere Honthon Ke Do Paras (1971) 21289
Tere Humsafar Geet Dharam Karam (1975) 13071
Tere Husn Ki Kya Taarif Leader (1964) 13607
Tere Is Jahan Mein Rog (When Love Is A Disease) (2005) 32347
Tere Ishq Ka Mujhpe Hua Ye Asar Nagin (1976) 18155
Tere Jaisa Yaar Kahaan Yaarana (1981) 18072
Tere Jalwe Ab Mujhe Harsoon Lata Mangeshkar 31088
Tere Kaaran Mere Saajan Aan Milo Sajna (1970) 21292
Tere Khayalon Mein Geet Gaaya Pattharon Ne (1964) 13269
Tere Khushboo Mein Base Khat Jagjit Singh 14692
Tere Kooche Mein Armaanon Dillagi (1949) 31084
Tere Kooche Mein Tera Deewaana Heer Raanjha (1970) 13123
Tere Liye Maine Sab ko Anand Ashram (1977) 12665
Tere Liye Palkon Ki Harjaee (1981) 15145
Tere Mandir Ka Hoon Pankaj Mullick 15510
Tere Mere Beech Mein Ek Duuje Ke Liye (1981) 21294