MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

mere peechhe ek ladki ek ladki pagli si aawaara titli si ghoom rahi hai jhoom rahi hai dil de doon issko kaise mere peechhe ek ladki ek ladki pagli si aawaara titli si ghoom rahi hai jhoom rahi hai dil de doon issko kaise mere peechhe ek ladki heyy heyyy heyy heyy heyy haaye dil ki dushman jaan ki dushman dil ki dushman jaan ki dushman ye bhi naa samjhaaye kyun saaye ki tarah ye mere peechhe peechhe aaye main ladka seedha saadha main ladka seedha saadha kya jaanun iska iraada munh se to ye kuchh na bole aankhon se bole jyaada mere peechhe ek ladki ek ladki pagli si aawaara titli si ghoom rahi hai jhoom rahi hai dil de doon issko kaise mere peechhe ek ladki haaye deewani se pyaar kare to are deewani se pyaar kare to deewane kehlaayen baahon mein aa jaaye to hum shaayad maan bhi jaayen hai mausam mast gulaabi tara rara ruru ruru ru hai mausam mast gulaabi dil kaise ho na sharabi pyaar zara sa kar le to hai iss mein kaun kharaabi mere peechhe ek ladki ek ladki pagli
mere piya mere piya gaye rangoon kiya hai wahaan se telephoon tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai mere piya gaye rangoon kiya hai wahaan se telephoon tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai hum chhod ke hindustaan bahot pachhtaaye bahot pachhtaaye hum chhod ke hindustaan bahot pachhtaaye bahot pachhtaaye huyi bhool jo tumko saath na le kar aaye huyi bhool jo tumko saath na le kar aaye hum barma ki galiyon mein aur tum ho dehradun tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai mere piya gaye rangoon kiya hai wahaan se telephoon tumhaari yaad sataati hai tumhaari yaad sataati hai jiyaa mein aag lagaati hai meri bhookh pyaas bhi kho gayi ghum ke maare ghum ke maare meri bhookh pyaas bhi kho gayi ghum ke maare ghum ke maare main admuhi si ho gayi ghum ke maare main admuhi si ho gayi ghum ke maare tum bin saajan january february ban gaye may aur june
mere piya se koi jaa ke keh de jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai mere piya se koi jaa ke keh de jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai daaman na tera chhodun main tujhse na muh modun daaman na tera chhodun main tujhse na muh modun ho din ya raat teri yaad saat ye reet kabhi na todun mere piya se koi jaa ke keh de jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai rut aaye chali jaaye meri preet na murjhaaye rut aaye chali jaaye meri preet na murjhaaye chali jaye bahar tera intezar mere dil se kabhi na jaaye mere piya se koi jaa ke keh de jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai raaton ko ginu taare dil tadap tadap haare raaton ko ginu taare dil tadap tadap haare chale gham ke teer dil dhare na dheer kahe aao mere pyaare mere piya se koi jaa ke keh de jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai jeevan ka sahara teri yaad hai
mere pyaar mein tujhe kya mila tere dil ka phool na khil saka mere pyaar mein tujhe kya mila tera rang roop ujad gaya ke haseen chehra utar gaya na bahaar hai na singaar hai na koi khushi na qaraar hai mujhe apne aap se hai gila mere pyaar mein tujhe kya mila rahin dil ke dil hi mein hasrten bani zeher pyaar ki raahten tujhe khaa gayin ye khamoshiyan bani chudiyaan teri bediyaan ke ghumon pe kuchh bhi naa bas chala mere pyaar mein tujhe kya mila mere dil yahan se tu chal kahin mujhe koi jeene ka haq nahin main karunga tera hi khatma tere saath apna bhi khatma mera aaj hai yahi faislaa yahi faisla yahi faisla yahi faislaaa aaaaaaaa
haaa haaaa haaaa haaaa haaaa haaa haaaa haaaa haaaa hooooo hoooo hoooo hooo hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm mere pyase mann ki bahaar kab se tha tumhara intezaar tum aaye to aaya qaraar hooooooo mere pyaar mere pyase mann ki bahaar kab se tha tumhara intezaar tum aaye to aaya qaraar hooooooo mere pyaar samaa kitna pyaara hai haan sanam haan sanam haan sanam samaa se bhi pyaara hai kya sanam kya sanam kya sanam tumhara phool sa ye chehra dilnasheen chhodo hum jo bhi hain tum bhi to kam nahin mere pyase mann ki bahaar kab se tha tumhara intezaar tum aaye to aaya qaraar hooooooo mere pyaar ye dil gungunaata hai kya sanam kya sanam kya sanam mere geet gaata hai haan sanam haan sanam haan sanam to chhodo ye adaa gale to milne do jaldi hai aisi kya ye din to dhalne do mere pyase mann ki bahaar kab se tha tumhara intezaar tum aaye to aaya qaraar hooooooo mere pyaar yunhi door rehna hai naa sanam naa sanam naa sanam kahun jo bhi kehna hai haan sanam haan sanam haan sanam
mere raaja mere laal tujhko dhundhoo main kahaan mere raaja mere laal tujhko dhundhoo main kahaan roye mamtaa tadpe maa tujhko dhundhoo main kahaan mere raaja mere laal tujhko dhundhoo main kahaan tu kya jaane tere ghar se chale jaane pe kya beeti mere pyaare tu kya jaane tere ghar se chale jaane pe kya beeti mere pyaare teri mata oooo teri behna tere ghum mein ro ro mar jaayenge saare aajaa waapas aajaa mere raaja mere laal tujhko dhundhoo main kahaan mere raaja mere laal tujhko dhundhoo main kahaan iss jag mein kya hai mera ik sapna tu mera wo bhi toota iss jag mein kya hai mera ik sapna tu mera wo bhi toota roothe kismat roothe duniyaa meri ankhiyon ke taare tu kyun rootha aajaa waapas aajaa mere raaja mere laal tujhko dhundhoo main kahaan roye mamtaa tadpe maa tujhko dhundhoo main kahaan mere raaja mere laal tujhko dhundhoo main kahaan tujhko dhundhoo main kahaan
mere rang mein rangne waali pari ho yaa ho pariyon ki raani yaa ho meri prem kahaani mere sawaalon kaaa jawaab dooooo do naaa mere rang mein rangne waali pari ho yaa ho pariyon ki raani yaa ho meri prem kahaani mere sawaalon kaaa jawaab dooooo do naaa bolo naa kyun ye chaand sitaare takte hain yun mukhde ko tumhaare bolo naa kyun ye chaand sitaare takte hain yun mukhde ko tumhaare chhoo ke badan ko hawaa kyun mehki raat bhi hai kyun behki behki mere sawaalon kaaa jawaab dooooo do naaa kyun ho tum sharmaayi huyi si lagti ho kuchh ghabraayi huyi si hoo kyun ho tum sharmaayi huyi si lagti ho kuchh ghabraayi huyi si dhalka hua saa aanchal kyun hai ye mere dil mein hulchul kyun hai mere sawaalon kaaa jawaab dooooo do naaa donon taraf benaam si uljhan jaise mile hon dulha dulhan donon taraf benaam si uljhan jaise mile hon dulha dulhan donon ki aisi haalat kyun hai aakhir itni muhabbat kyun hai mere sawaalon kaaa jawaab dooooo do naaa mere rang mein rangne waali pari ho
are heyeee aye lalalalalala lalalalalala lalalalalala lalala laaaa hmmm hey hey mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai afsos ye hai ke wo humse kuchh ukhda ukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai jis roz se dekha hai usko hum shamma jalana bhool gaye dil thaam ke aise baithen hain kahin aana jaana bhool gaye ab aath pahar in aankhon mein wo chanchal mukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai barsaat bhi aakar chali gayi baadal bhi garaj kar baras gaye barsaat bhi aakar chali gayi baadal bhi garaj kar baras gaye par uski ek jhalak ko hum aye husn ke maalik taras gaye kab pyaas bujhegi aankhon ki din raat ye dukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai afsos ye hai ke wo humse kuchh ukhda ukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai
aa aaa aaaaa aaaa aaa aaaaa mere sahib mere sahib mere sahib mere sahib tu main maan nimaanee tu main maan nimaanee ardaas kari prabhu apne aage sun sun jeevaan teri baani sun sun jeevaan teri baani mere sahib mere sahib thudhh chith aaye mehaa anandha jiss visarehi so mar jaaye dayal hoye jis upar karathe so thudh sadha dhiaaye so thudh sadha dhiaaye mere sahib mere sahib tu mehmaan nimaan ee tu mehmaan nimaan ee charan dhoor tere jan ki hovaan tere darsan ko bal jayen amrit vacham redaye dhari to kripaa te sang paaye antar ke gath tudh pehi sari tudh jeevadd avar na koi jisn nu laye laihi so lagai bhagat tuhara soi bhagat tuhara soi mere sahib mere sahib tu main maan nimaanee tu main maan nimaanee dhue jorr jod mangu ik dana sahib thuthai paavan sans saans nanak aaradhe aath paher gun gavaan aath paher gun gavaan mere sahib mere sahib tu main maan nimaanee tu main maan nimaanee mere sahib mere sahib
ho mere sanam tera khat mila khat mein tune khat likhne ko likha khat ke badale main aa gayi khat ke badale main aa gayi o mere sanam tera khat mila khat mein tune khat likhne ko likha khat se pehle main aa gaya khat se pehle main aa gaya allah kasam kya khat ka bharosa allah kasam kya khat ka bharosa kho jaaye khat to ho jaaye dhoka ho kaagaz ka tukda pahuncha na pahuncha kaagaz ka tukda pahuncha na pahuncha ye soch ke main khud aan pahuncha ho tune mera dil khush kar diya khat mein tune khat likhne ko likha khat ke badale main aa gayi khat ke badale main aa gayi teri judaai seh na saki main teri judaai seh na saki main tujhse mile bin reh na saki main ho tune kaha jo keh na saka main tune kaha jo keh na saka main tujhse mile bin reh na saka main ho is jor se dil dhadka mera khat mein tune khat likhne ko likha khat se pehle main aa gaya khat se pehle main aa gaya aaya hawa ka har ek jhonka aaya hawa ka har ek jhonka tera hi koi paigaam le ke ho itni muhabbat
akela gaya tha main haan main na aaya akela mere sang sang sang sang sang aaya teri yaadon ka mela mere sang sang aaya teri yaadon ka mela akela gaya tha main haan main na aaya akela haan mere sang sang aaya teri yaadon ka mela mere sang sang sang sang sang aaya teri yaadon ka mela teri gali se teri gali se main jab nikla sab kuchh dekha badla badla teri gali se main jab nikla sab kuchh dekha badla badla jaisa ab hai aisa kab tha ye mausam albela aa aa aa aa aa mere sang sang sang sang sang aaya teri yaadon ka mela mere sang sang aaya teri yaadon ka mela akela gaya tha main haan main na aaya akela haa mere sang sang aaya teri yaadon ka mela mere sang sang aaya teri yaadon ka mela akela gaya tha main haan main jee karta hai jee karta hai waapas jaaoon jaa kar tujhko saath le aaoon jee karta hai waapas jaaoon jaa kar tujhko saath le aaoon main yaadon ke iss mele mein kaise rahoon akela aa aa aa aa aa mere sang sang sang sang sang aaya teri yaadon ka mela mere sang
mere sapnon ki raani tum nahin ho tum nahin hoooo tum nahin ho mere sapnon ki raani tum nahin ho tum nahin hoooo tum nahin ho wo hai seedhi saadhi bholi bhaali hirni jaisi aankhon waali haaye mere sapnon ki raani tum nahin ho tum nahin hoooo tum nahin ho jo uss mein adaa hai kisi mein nahin jo uss mein hayaa hai kisi mein nahin jo uss mein adaa hai kisi mein nahin jo uss mein hayaa hai kisi mein nahin mujhe meri jaane wafaa chaahiye mujhe to wohi dilruba chaahiye mere sapnon ki raani tum nahin ho tum nahin hoooo tum nahin ho wo hai seedhi saadhi bholi bhaali hirni jaisi aankhon waali haaye mere sapnon ki raani tum nahin ho tum nahin hoooo tum nahin ho agar muskuraa de wo jaane bahaar to barsaa kare aasmaanon se pyaar agar muskuraa de wo jaane bahaar to barsaa kare aasmaanon se pyaar agar naachti aayi wo naazneen to ho jaaye duniyaa muqammal haseen mere sapnon ki raani tum nahin ho tum nahin hoooo tum nahin ho wo hai seedhi saadhi bholi bhaali hirni jaisi aankhon
hoooo aye hey hey ha aa ha aa mere sapnon ki rani kab aayegi tu aayi rut mastaani kab aayegi tu beeti jaaye zindagani kab aayegi tu chali aa tu chali aa mere sapnon ki rani kab aayegi tu aayi rut mastaani kab aayegi tu beeti jaaye zindagani kab aayegi tu chali aa aa tu chali aa pyaar ki galiyaan baaghon ki kaliyaan sab rang raliyaan poochh rahi hain pyaar ki galiyaan baaghon ki kaliyaan sab rang raliyaan poochh rahi hain geet panghat pe kis din gaayegi tu mere sapnon ki rani kab aayegi tu aayi rut mastaani kab aayegi tu beeti jaaye zindagani kab aayegi tu chali aa tu chali aa phool si khil ke paas aa dil ke door se mil ke chain na aaye phool si khil ke paas aa dil ke door se mil ke chain na aaye aur kab tak mujhe tadpayegi tu mere sapnon ki rani kab aayegi tu aayi rut mastaani kab aayegi tu beeti jaaye zindagani kab aayegi tu chali aa tu chali aa kya hai bharosa aashique dil ka aur kisi pe ye aa jaaye kya hai bharosa aashique dil ka aur kisi pe ye aa jaaye aa gaya
mere shyaam tera naam bole man subho shaam mere shyaam tera naam bole man subho shaam jab tak tera bhajan na gavun man panchi atulaaye jab tak tera bhajan na gavun man panchi atulaaye us din jag mein dhoop na nikale us din raat na aaye mera jeevan teri pooja aur na mujh ko soojhe dooja koi kaam mere shyaam tera naam bole man subho shaam mere shyaam tera naam bole man subho shaam tere rang ke aage lagata rang jagath ka phika tere rang ke aage lagata rang jagath ka phika aur na kuchh sunta hun jab tu chhede sur bansi kaa ho jaata hai man brindaavan tere do charanon mein mohan mera dhaam mere shyaam tera naam bole man subho shaam mere shyaam tera naam bole man subho shaam mere shyaam
aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa mere to giridhar gopal dusro na koi mere to giridhar gopal dusro na koi jaake sar mor mukut mero pati soyi mere to giridhar gopal dusro na koi koi kahe kaaro koi kahe goro koi kahe kaaro koi kahe goro liyo hai ankhiyaan khol koi kahe halko koi kahe bharo koi kahe halko koi kahe bharo liyo hai taraju tol mere to giridhar gopal dusro na koi mere to giridhar gopal dusro na koi koi kahe chhane koi kahe chhavne koi kahe chhane koi kahe chhavne liyo hai pachan ka dhol tan ka gehna main sab kuchh dina tan ka gehna sab kuchh dina diyo hai baaju band khol mere to giridhar gopal dusro na koi mere to giridhar gopal dusro na koi jaake sar mor mukut mero pati soyi mere to giridhar gopal dusro na koi
mere toote huye dil se koi to aaj ye poochhe ke tera haal kya hai ke tera haal kya hai mere toote huye dil se koi to aaj ye poochhe ke tera haal kya hai ke tera haal kya hai kismat teri reet nirali kismat teri reet nirali o chhaliye ko chhalne waali phool khila to tooti daali jisse ulfat samajh baitha meri nazron ka dhoka tha kisi ki kya khata hai kisi ki kya khata hai mere toote huye dil se koi to aaj ye poochhe ke tera haal kya hai ke tera haal kya hai maangi muhobbat paayee judaai maangi muhobbat paayee judaai duniya mujh ko raas na aayi pehle kadam par thokar khaayi sada azaad rehte the humen maloom hi kya tha muhobbat kya bala hai muhobbat kya bala hai mere toote huye dil se koi to aaj ye poochhe ke tera haal kya hai ke tera haal kya hai
mere tumhaare beech mein ab to naa parbat naa saagar niss din rahe khayaalon mein tum ab ho jaao ujaagar ab aan milo sajnaa ab aan milo sajnaa sajnaa mere tumhaare beech mein ab to naa parbat naa saagar niss din rahe khayaalon mein tum ab ho jaao ujaagar ab aan milo sajnaa ab aan milo sajnaa sajnaa aaya madmaata saawan phir rimjhim ki rutt aayi phir mann mein baji sehnaayi phir preet ne li angdaayi aaya madmaata saawan phir rimjhim ki rutt aayi phir mann mein baji sehnaayi phir preet ne li angdaayi mere tumhaare beech mein ab to naa parbat naa saagar niss din rahe khayaalon mein tum ab ho jaao ujaagar ab aan milo sajnaa ab aan milo sajnaa sajnaa main mann ko laakh manaun maane nahin mann matwaala ab aa ke tumhin samjhaao maine ab tak bahut sambhala main mann ko laakh manaun maane nahin mann matwaala ab aa ke tumhin samjhaao maine ab tak bahut sambhala mere tumhaare beech mein ab to naa parbat naa saagar niss din rahe khayaalon mein tum ab ho jaao ujaagar ab aan
meri aankhon ki nindiya chura le gaya tumhare siwa kaun tumhare siwa kaun meri aankhon ki nindiya chura le gaya tumhare siwa kaun tumhare siwa kaun baton baton mein dil ko uda le gaya tumhare siwa kaun tumhare siwa kaun baton baton mein dil ko uda le gaya tumhare siwa kaun tumhare siwa kaun apni aankhon se afsane kahte rahi main to yaadon ke toofan mein bahti rahi main to yaadon ke toofan mein bahti rahi koi maujon mein mujhko baha le gaya tumhare siwa kaun tumhare siwa kaun oh baton baton mein dil ko uda le gaya tumhare siwa kaun tumhare siwa kaun meri aankhon ki nindiya chura le gaya tumhare siwa kaun tumhare siwa kaun aisa bandhan bandha hai kabhi na khule khatm hote nahin pyaar ke silsile khatm hote nahin pyaar ke silsile zindgi bhar ko apna bana le gaya tumhare siwa kaun tumhare siwa kaun meri aankhon ki nindiya chura le gaya tumhare siwa kaun tumhare siwa haan baton baton mein dil ko uda le gaya tumhare siwa kaun tumhare siwa kaun wo khushi mil gayi main
meri aankhon mein bas gayaaaaa meri aankhon mein bas gayaaa koi reeeeeee mohe neend naa aaye main kaa karoon meri aankhon mein bas gaya koi re mohe neend naa aaye main kaa karoon meri aankhon mein bas gaya koi re mohe neend naa aaye main kaa karoon meri aankhon mein bas gaya koi muskaaye jab raat ki bindiyaa hoooo muskaaye jab raat ki bindiyaa udd jaaye aankhon se neendiyaa udd jaaye aankhon se neendiyaa thandi thandi main aahen bharoon thandi thandi main aahen bharoon haai main kaa karoon haai main kaa karoon haai main kaa karoon meri aankhon mein bas gaya koi re mohe neend naa aaye main kaa karoon meri aankhon mein bas gaya koi baat kare jab chaand se taare baat kare jab chaand se taare jal barsaayen nain humaare jal barsaayen nain humaare teri yaad mein ro ro maroon teri yaad mein ro ro maroon haai main kaa karoon haai main kaa karoon haai main kaa karoon meri aankhon mein bas gaya koi re mohe neend naa aaye main kaa karoon meri aankhon mein bas gaya koi
meri aankhon se koi neend liye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai door se pyaar ka paigaam diye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai raat bhar jaagenge hum tumse chhup chhup ke sanam raat bhar jaagenge hum tumse chhup chhup ke sanam aankh jhapke naa kabhi chaand taaron ki kasam dil mera aaj ye iqraar kiye jaata hai door se pyaar ka paigaam diye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai baat jo unse chali wo idhar aake ruki baat jo unse chali wo idhar aake ruki naam jab unka liya ek khushboo si udi ik tasavvur hai jo madhosh kiye jaata hai door se pyaar ka paigaam diye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai
    Songs Title Film/Album Song Number
Mere Peechhe Ek Ladki Banarsi Babu (1973) 17943
Mere Piya Gaye Rangoon Patanga (1949) 20932
Mere Piya Se Koi Ye Ashiana (1952) 12744
Mere Pyaar Mein Tujhe Suhagan (1964) 14291
Mere Pyase Mann Ki Bahaar Honeymoon (1973) 13341
Mere Raja Mere Lal Raja Aur Runk (1968) 14043
Mere Rang Mein Rangne Maine Pyar Kiya (1989) 20933
Mere Saamne Waali Khidki Mein Padosan (1968) 20934
Mere Sahib Mere Sahib Nanak Nam Jahaz Hai (1969) 15505
Mere Sanam Palay Khan (1986) 19195
Mere Sang Sang Aaya Rajput (1982) 20935
Mere Sapnon Ki Raani Jawan Mohabbat (1971) 13433
Mere Sapnon Ki Rani Aradhana (1969) 20936
Mere Shyaam Tera Naam Mohd Rafi 32804
Mere To Giridhar Gopal Meera (1979) 18143
Mere Toote Huye Dil Se Chhalia (1960) 20937
Mere Tumhare Beech Jhuk Gaya Aasman (1968) 13448
Meri Aankho Ki Nindiya Chura Le Gaya Jhuk Gaya Aasman (1968) 36117
Meri Aankhon Mein Bas Barsaat (1949) 12843
Meri Aankhon Se Koi Pooja Ke Phool (1964) 20938