MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

hum to tere aashiq hain sadiyon purane hum to tere aashiq hain sadiyon purane chahe tu maane chahe na maane chahe tu maane chahe na maane hum bhi zamane se hain tere deewane hum bhi zamane se hain tere deewane chahe tu maane chahe na maane chahe tu maane chahe na maane aayee hain yun pyaar pe jawaniyan armaan dil mein hain dil mushkil mein hai jaane tamanna tere isi pyaar ki kahaniyan har mehfil mein hain sab ke dil mein hain jaane tamanna chhedte hain sab mujhko apne begaane chhedte hain sab mujhko apne begaane chahe tu maane chahe na maane chahe tu maane chahe na maane hum to tere aashiq hain sadiyon purane chahe tu maane chahe na maane chahe tu maane chahe na maane sochon mohabbat mein kabhi haath se daaman chhoote to do dil roothe to to phir kya ho aisa na ho kaash kabhi pyaar mein waaden tuten to do dil roothe to to phir kya ho hum to chale aaye sanam tujhko manane hum to chale aaye sanam tujhko manane chahe tu maane chahe na maane chahe tu maane chahe na
hum to yun apni zindagi se mile hum to yun apni zindagi se mile ajnabee jaise ajnabee se mile hum to yun apni zindagi se mile ajnabee jaise ajnabee se mile har wafaa ek jurm ho goya har wafaa ek jurm ho goya dost kuchh aisi berukhi se mile hum to yun apni zindagi se mile ajnabee jaise ajnabee se mile phool hi phool humne maange the phool hi phool humne maange the daag hi daag zindagi se mile hum to yun apni zindagi se mile ajnabee jaise ajnabee se mile jis tarah aap humse milte hain jis tarah aap humse milte hain aadmi yun naa aadmi se mile hum to yun apni zindagi se mile ajnabee jaise ajnabee se mile
hum tujhse mohabbat kar ke sanam hum tujhse mohabbat kar ke sanam rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe khush hoke sahe ulfat ke sitam khush hoke sahe ulfat ke sitam rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe ae dil ki lagi kya tujhko khabar ik dard utha tharraayi nazar ae dil ki lagi kya tujhko khabar ik dard utha tharraayi nazar tharraayi nazar khaamosh thei hum khaamosh thei hum iss ghum ki kasam rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe ye dil jo jalaa ek aag lagi aansoo jo bahe barsaat hui ye dil jo jalaa ik aag lagi aansoo jo bahe barsaat hui barsaat hui baadal ki tarah baadal ki tarah aawaara thei hum rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe hum tujhse mohabbat kar ke sanam rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe
aaaaaa aaaaaaaa la lala la lala la lala laaaa hum tum gum sum raat milan ki aajaa gori sun le baat sajan ki hum tum gum sum raat milan ki aajaa gori sun le baat sajan ki hoooo chhodo mujhe neend aayi hai jaao tum hum tum gum sum raat milan ki aajaa gori sun le baat sajan ki hoooo chhodo mujhe neend aayi hai jaao tum jhonke pawan ke khidki se jhaanke chhedo naa tum baalmaa sun le naa koi zaalimaa zaalimaa re jhonke pawan ke khidki se jhaanke chhedo naa tum baalmaa sun le naa koi zaalimaa bajne lage hai mere sang naa chum chum hum tum gum sum raat milan ki aajaa gori sun le baat sajan ki hoooo chhodo mujhe neend aayi hai jaao tum main naa sununga koi bahaana main to deewana ho gayaa tera mastaana ho gaya main naa sununga koi bahaana main to deewana ho gayaa tera mastaana ho gaya hoooo masti mein naache re jhoome jiyaa rum jhum jhumna jhumna jhumna jhumna jhumna jhumna jhumna jhum jhum jhum jhum jhum hum tum gum sum raat milan ki aajaa gori sun le baat sajan ki hoooo
baahar se koi andar naa aa sake andar se koi baahar naa jaa sake socho kabhi aisa ho to kya ho socho kabhi aisa ho to kya ho hum tum ik kamre mein band hon aur chaabi kho jaaye hum tum ik kamre mein band hon aur chaabi kho jaaye tere nainon ki bhool bhulaiya mein bobby kho jaaye hum tum ik kamre mein band hon aur chaabi kho jaaye aage ho ghanghoor andhera baba mujhe darr lagta hai peechhe koi daaku lootera hmmm kyun dara rahe ho aage ho ghanghoor andhera peechhe koi daaku lootera upar bhi jaana ho mushkil neeche bhi aana ho mushkil socho kabhi aisa ho to kya ho socho kabhi aisa ho to kya ho hum tum kahin ko ja rahe hon aur rasta bhool jaaye ohoo hum tum kahin ko ja rahe hon aur rasta bhool jaaye teri baiyan ke jhoole mein saiyan bobby jhool jaaye hum tum ik kamre mein band hon aur chaabi kho jaaye aaaaa haaaaa aaaaa haaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa basti se door parvat ke peeche masti mein choor ghane pedon ke neeche andekhi anjaani si jagah ho
hum tum se judaa ho ke mar jaayenge ro ro ke hum tum se judaa ho ke mar jaayenge ro ro ke mar jaayenge ro ro ke duniyaan badi zaalim hai dil tod ke hansti hai duniyaan badi zaalim hai dil tod ke hansti hai ik mauj kinaare se milne ko tarasti hai kah do na koi roke kah do na koi roke hum tum se judaa ho ke mar jaayenge ro ro ke mar jaayenge ro ro ke sochaa tha kabhi do dil mil kar na judaa honge sochaa tha kabhi do dil mil kar na judaa honge maaloom na tha hum yun naakaam e wafaa honge kismat ne diye dhokhe kismat ne diye dhokhe hum tum se judaa ho ke mar jaayenge ro ro ke mar jaayenge ro ro ke waade nahin bhoolenge kasmein nahin todenge waade nahin bhoolenge kasmein nahin todenge ye tay hai ke hum dono milna nahin chhodenge jo rok sake roke jo rok sake roke hum tum se judaa ho ke mar jaayenge ro ro ke hum tum se judaa ho ke mar jaayenge ro ro ke mar jaayenge ro ro ke
hum tum se mile phir juda ho gaye dekho phir mil gaye ab ho ke juda phir milein na milein kyun na aisa karein ho mil jaayein chalo hum sada ke liye hum tum se mile phir juda ho gaye dekho phir mil gaye ab ho ke juda phir milein na milein kyun na aisa karein mil jaayein chalo hum sada ke liye la la la la lala la la la la la la lala la la la la la la lala la la la la la la la la la la hum tum se mile phir juda ho gaye dekho phir mil gaye ab ho ke juda phir milein na milein kyun na aisa karein ho mil jaayein chalo hum sada ke liye dil mein humein tum basa lo saare jahaan se chhupa lo ho hum band karte hain aankhein lo hum ko hum se chura lo ho dhoodhte sab rahe poochhte sab rahe hum tum se mile phir juda ho gaye dekho phir mil gaye ab ho ke juda phir milein na milein kyun na aisa karein ho mil jaayein chalo hum sada ke liye chhoti si ye zindgaani usse bhi chhoti jawaani hona kabhi khatm lekin ye do dilon ki kahaani tum kaho hum sunein tum suno hum kahein hum tum se
hum tum ye bahaar dekho rang laaya pyaar barsaat ke mahine mein rimjhim ye phuhaar dil gaaye re malhaar ek aag liye seene mein hum tum ye bahaar dekho rang laaya pyaar barsaat ke mahine mein rimjhim ye phuhaar dil gaaye re malhaar ek aag liye seene mein ooooooo oooooo oooooo ooooo oooooo oooooooo oooooo ooooo oooo oooo oooo oooooooo oooooo ooooo oooo oooo oooo teri zulfon ki ye rangat hai jo baadal ban ke chhaayi hai teri zulfon ki ye rangat hai jo baadal ban ke chhaayi hai jo baadal ban ke chhaayi hai teri aankhon ki ye masti hai jo saawan ban ke aayi hai mera dum jab tak rahe pyaar ki chamak mere dil ke nagine mein rimjhim ye phuhaar dil gaaye re malhaar ek aag liye seene mein oooooooo oooooo ooooo oooo oooo oooo oooooooo oooooo ooooo oooo oooo oooo duniyaa ko humaari ho naa khabar aankhon mein ishaare ho jaayen duniyaa ko humaari ho naa khabar aankhon mein ishaare ho jaayen aankhon mein ishaare ho jaayen ulfat ka chale aisa jaadoo dushman bhi humare ho jaayen
hum tum ye khoyi khoyi raahen chanchal isharon se bulayen aaja tu aaja kahi jaayen mausam hai pyaar ka le chal baharon ne pukara hai chanchal isharon ne pukara hai jhoomte nazaron ne pukara hai mausam hai pyaar ka hum tum ye khoyi khoyi raahen chanchal isharon se bulaye aaja tu aaja kahin jaayen mausam hai pyaar ka dil ki har ek dhadkan nagma banti jaayen mera sapna meri baahon mein sharmaye le chal baharon ne pukara hai chanchal isharon ne pukara hai jhoomte nazaro ne pukara hai mausam hai pyaar ka hum tum ye khoyi khoyi raahen chanchal isharon se bulaye aaja tu aaja kahin jaayen mausam hai pyaar ka aaaa aaaa yunhi chalte chalte hum aise kho jaayen jalne waali aankhen humko dhund na paayen hum tum ye khoyi khoyi raahen chanchal isharon se bulaye aaja tu aaja kahin jaayen mausam hai pyaar ka le chal baharon ne pukara hai chanchal isharon ne pukara hai jhoomte nazaron ne pukara hai mausam hai pyaar ka hum tum ye khoyi khoyi raahen chanchal isharon se bulayen aaja tu
hooooooo hoooo hoooo hum tumhaare liye tum haumare liye hum tumhaare liye tum haumare liye phir zamaane ka kya hai humaara na ho aapke pyaar ka jo mile aasra aapke pyaar ka jo mile aasra phir khuda ka bhi beshaq sahaara na ho hum tumhaare liye tum haumare liye tumhin ho dil mein tumhin ho meri nighaahon mein naa aur aayega ab koi meri raahon mein karoon na aarzooo oooo ooooo karoon na aarzooo marne ke baad jannat ki agar ye zindagi guzre tumhaari baahon mein tumhaari baahon mein pyaar ke chaand se raat roshan rahe pyaar ke chaand se raat roshan rahe phir koi aasmaan pe sitaara na ho hum tumhaare liye tum haumare liye hoo hoo nazar nazar se kadam se kadam milaaye huye chale hai waqt ki raftaar ko bhulaaye huye bahaar poochh rahi hai bahaar poochh rahi hai chaman ke phoolon se ye kaun aaya ke tum sab ho sar jhukaaye huye ho sar jhukaaye huye soch mein phool hai hum agar chal diye soch mein phool hai hum agar chal diye phir chaman mein kabhi ye nazaara na ho hum
ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho naseeb insaan ka naseeb insaan ka naseeb insaan ka chaahat se hi sanwarta hai kya bura iss mein kisi par jo koi marta hai hum tumhen chaahte hain aise hum tumhen chaahte hain aise marne waala koi marne waala koi zindagi chaahta ho jaise hum tumhen chaahte hain aise rooth jaao agar tum to kya ho rooth jaao agar tum to kya ho pal mein aise lage pal mein aise lage jism se jaan jaise juda ho hum tumhen chaahte hain aise marne waala koi marne waala koi zindagi chaahta ho jaise hum tumhen chaahte hain aise raaaa raaaaa aaahhh ruuuuuu raaaaaaaa zara poochho to mera iraada zara poochho to mera iraada mujhe kis se hai pyaar mere dil ka hai kaun shehzaada zara poochho to mera iraada mere khaabon mein jo saj rahaa hai mere khaabon mein jo saj rahaa hai wo khuda to nahin par zamaane mein sabse juda hai mere khaabon mein jo saj raha hai zindagi bin tumhaare adhuri zindagi bin tumhaare adhuri tum ko paa loon agar tum ko
hum unke paas aate hain wo humse door jaate hain tadap kar daastaan apni bahaaron ko sunaate hain bahaaron ko sunaate hain hum unke paas aate hain jabse humko pyaar hua hai jeena bhi dushwaar hua hai jeena bhi dushwaar hua hai sahaare jab na paate hain to phir ghabra hi jaate hain tadap kar daastaan apni bahaaron ko sunaate hain bahaaron ko sunaate hain hum unke paas aate hain bin tere viraan jahaan hai gulshan ka har phool khizaan hai gulshan ka har phool khizaan hai tujhe armaan bulaate hain naye toofaan uthaate hain tadap kar daastaan apni bahaaron ko sunaate hain bahaaron ko sunaate hain hum unke paas aate hain dard mein doobi shaam na puuchho aahon ka anjaam na puuchho aahon ka anjaam na puuchho shama ghum ki jalaate hain andhere badhate jaate hain tadap kar daastaan apni bahaaron ko sunaate hain bahaaron ko sunaate hain hum unke paas aate hain
humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha naa humaar kaha haaye humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji ho raaja ji sautan ke lambe lambe baal ho raaja ji haaye ho raaja ji sautan ke lambe lambe baal ulajh mat jaana raaja ji ulajh mat jaana raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji ho raaja ji sautan ke chikne chikne gaal ho raaja ji hoooooo raajaaa ji ho raaja ji sautan ke chikne chikne gaal phisal mat jaana raaja ji phisal mat jaana raaja ji humaar kaha maanon raaja ji humaar kaha maanon raaja ji o raaja ji sautan hai kaanto waali bel o raaja ji haaye o raaja ji sautan hai kaanto waali bel lipat mat jaana raaja ji lipat mat jaana raaja ji humaar kaha maanon raaja ji
humare dil se naa jaana dhokha naa khana duniyaa badi beimaan hooo piya duniyaa badi beimaan humare dil se naa jaana dhokha naa khana duniyaa badi beimaan humare main hoon ji pyaar ki pehli nishaani main hoon ji pyaar ki pehli nishaani aankhon se aaj kahun dil ki kahaani aankhon se aaj kahun dil ki kahaani oooooo ooooo oooo sun lo ji paiyaan padun hoooo oooo ooooo ooooo dekho ji binti karun dekho ji binti karun hoooo oooo hoooo oooooo umar bhar laaj nibhana dil naa dukhaana balmaa kahaa mera maan hooo piya duniyaa badi beimaan humare dil se naa jaana dhokha naa khana duniyaa badi beimaan humare meethe do bol yahaan mushkil hai bolna meethe do bol yahaan mushkil hai bolna duniyaa se bhed kabhi mann ke naa kholna duniyaa se bhed kabhi mann ke naa kholna oooooo ooooo oooo jhuthi hai preet yahaan hoooo oooo ooooo ooooo koi naa meet yahaan koi naa meet yahaan hoooo oooo hoooo oooooo bura hai aaj zamaana toote jiya naa unn sang mein hai meri jaan hooo piya duniyaa badi
aaaaaa aaaaaa aaaaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa hoooo hooooo hoooooooooo hoooooo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoooo machalti huyi hawaa mein chham chham humare sang sang chale ganga ki lehren machalti huyi hawaa mein chham chham humare sang sang chale ganga ki lehren hoooo ooooo zamaane se kaho akele nahin hum humare sang sang chale ganga ki lehren zamaane se kaho akele nahin hum humare sang sang chale ganga ki lehren hariyaali si chhaa jaati hai chhanv mein inke aanchal ki hariyaali si chhaa jaati hai chhanv mein inke aanchal ki sir ko jhuka ke naam lo inka ye to hai shakti nirbal ki himalya ne bhi chume hain inke kadam machalti huyi hawaa mein chham chham humare sang sang chale ganga ki lehren zamaane se kaho akele nahin hum humare sang sang chale ganga ki lehren sukh mein dooba tan mann uska aaya jo inke aangan mein sukh mein dooba tan mann uska aaya jo inke aangan mein pyaar ka pehla darpan dekha
humare siva tumhaare aur kitne deewane hain haan tumhaare aur kitne thikaane hain kasam se kisi ko nahin main jaanti aur kisi ko nahin pehchaanti are chhodo chhodo ye to bahaane hain humare siva haan tumhaare aur kitne deewane hain khoobsurti aur wafaa dekhi naa donon ek jagah haan haan dekhi naa donon ek jagah hote hain mard bade shaqi baat hai ye bilkul pakki bholi si aati ho nazar ho chanchal chaalaak magar aurat ka dil jaane nahin aap humen pehchaane nahin chhodo chhodo hum bhi sayaane hai humare siva tumhaare aur kitne deewane hain tum ho pareshaan kis ghum se raaz e dil keh do humse apni kaho chhodo meri karte ho kyun hera pheri yaaron pe taumat lagaate nahin sabko nishaana banaate nahin khud harjaai banware ho tum ek jagah kab thehre ho tum chhodo chhodo hum to parwaane hai humare siva tumhaare aur kitne deewane hain kasam se kisi ko nahin main jaanti aur kisi ko nahin pehchaanti are chhodo chhodo ye to bahaane hain humare siva haan tumhaare aur kitne
humari saanson mein aaj tak wo heena ki khushboo mehak rahi hai humari saanson mein aaj tak wo heena ki khushboo mehak rahi hai labon pe naghmen machal rahe hain labon pe naghmen machal rahe hain nazar se masti chhalak rahi hai humari saanson mein aaj tak wo heena ki khushboo mehak rahi hai wo mere nazdik aate aate hayaa se ek din simat gaye the wo mere nazdik aate aate hayaa se ek din simat gaye the mere khayaalon mein aaj tak wo badan ki daali lachak rahi hai mere khayaalon mein aaj tak wo badan ki daali lachak rahi hai humari saanson mein aaj tak wo heena ki khushboo mehak rahi hai sadaa jo dil se nikal rahi hai wo sher o naghmon mein dhal rahi hai sadaa jo dil se nikal rahi hai wo sher o naghmon mein dhal rahi hai ke dil ke aangan mein jaise koi ghazal ki jhanjhar chhanak rahi hai ke dil ke aangan mein jaise koi ghazal ki jhanjhar chhanak rahi hai humari saanson mein aaj tak wo heena ki khushboo mehak rahi hai tadap mere beqaraar dil ki kabhi to unpe asar
hoooo hoooo humdum mere maan bhi jaao kehnaa mere pyaar kaa are halka halka surkh labon pe rang to hai iqraar kaa are humdum mere maan bhi jaao kehnaa mere pyaar kaa halka halka surkh labon pe rang to hai iqraar kaa are humdum mere haai pyaar muhabbat ki hawaa pehle chalti hai phir ik latt inkaar ki rukh pe dhalti hai hoye pyaar muhabbat ki hawaa pehle chalti hai phir ik latt inkaar ki rukh pe dhalti hai ye sach hai kam se kam to aye mere sanam latte chehre se sarkaao tamannaa aankhein malti hai haai humdum mere maan bhi jaao kehnaa mere pyaar kaa are halka halka surkh labon pe rang to hai iqraar kaa are humdum mere haai tum se mil mil ke sabaa duniyaan mehkaaye baadal ne chori kiye aanchal ke saaye haai tum se mil mil ke sabaa duniyaan mehkaaye baadal ne chori kiye aanchal ke saaye ye sach hai kam se kam to aye mere sanam churaa loon main bhi do jalwe meraa aramaan bhi rah jaaye haai humdum mere maan bhi jaao kehnaa mere pyaar kaa are halka halka surkh labon pe
humein tum se pyaar kitna ye hum nahin jaante magar jee nahin sakte tumhare bina humein tum se pyaar kitna ye hum nahin jaante magar jee nahin sakte tumhare bina humein tum se pyaar kitna sunaa ghum judaai kaa uthaate hain log jaane zindagi kaise bitaate hain log din bhi yahaan to lage baras ke samaan humein intezaar kitna ye hum nahin jaante magar jee nahin sakte tumhare bina humein tum se pyaar kitna tumhein koi aur dekhe to jaltaa hai dil badi mushkilon se phir sambhalta hai dil kyaa kyaa jatan kartein hain tumhein kya pataa ye dil beqaraar kitna ye hum nahin jaante magar jee nahin sakte tumhare bina humein tum se pyaar kitna ye hum nahin jaante magar jee nahin sakte tumhare bina humein tum se pyaar
ye duniyaa ghum ka mela hai ye duniyaa ghum ka mela hai musibat ki kahaani hai koi roye koi gaaye ajab ye zindgaani hai aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaa humen bhi de dooooo humen bhi de do sahaara ke besahaare hain humen bhi de do sahaara ke besahaare hain falak ki god se toote huye sitaare hain falak ki god se toote huye sitaare hain humen bhi de do sahaara bhara ho pet to aaaa aaaa aaaaaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaa bhara ho pet to sansaar jagmagaata hai sataaye bhookh to imaan dagmagaata hai sataaye bhookh to imaan dagmagaata haiiiiiii bhalaayi kijiye bhalaayi kijiye do din ke ye nazaare hain humen bhi de do sahaara ke besahaare hain falak ki god se toote huye sitaare hain humen bhi de do sahaara tere jahaan se aaaa aaaa aaaaaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaa tere jahaan se maalik bata kidhar jaayen tere huzoor mein reh kar bhi thokren khaaen tere huzoor mein reh kar bhi thokren khaaen gareeb hi sahi gareeb hi sahi aakhir to hum tumhaare hain humen bhi de do
    Songs Title Film/Album Song Number
Hum To Tere Aashiq Farz (1967) 20551
Hum To Yun Apni Zindagi Se Mile Jagjit Singh 17867
Hum Tujhse Mohabbat Karke Sanam Awara (1951) 20558
Hum Tum Gum Sum Raat (Duet) Humshakal (1974) 13368
Hum Tum Ik Kamre Mein Band Hon Bobby (1973) 20554
Hum Tum Se Judaa Ho Ke Ek Sapera Ek Lutera (1965) 20555
Hum Tum Se Mile Rocky (1981) 18225
Hum Tum Ye Bahaar Amber (1952) 12653
Hum Tum Ye Khoyi Khoyi Raahen Rangoli (1962) 36062
Hum Tumhaare Liye Intaqam (1969) 20557
Hum Tumhen Chaahte Hain Qurbani (1980) 17920
Hum Unke Paas Aate Hain Naya Ghar (1953) 32258
Humaar Kaha Maano Dulhan Ek Raat Ki (1966) 13193
Humare Dil Se Na Jana Uran Khatola (1955) 15172
Humare Sang Sang Ganga Ki Lahren (1964) 13259
Humare Siva Tumhare Apradh (1972) 12729
Humari Saanson Mein Noor Jehan 16131
Humdum Mere Maan Bhi Jaao Mere Sanam (1965) 11994
Humein Tum Se Pyaar Kitna Kudrat (1981) 20503
Humen Bhi De Do Seema (1955) 14187