MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

hooo mere liye soona soona saara jahaan soona soona hoo oo o mere liye soona soona saara jahaan soona soona mera kahin koi nahin jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan mere liye soona soona saara jahaan soona soona mera kahin koi nahin jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan chaand jaaye sooraj aaye le ke ye savera chaand jaaye sooraj aaye le ke ye savera hai meri zindagi mein har pal andhera dekhun jahaan chhaya dhuwaan jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan mere liye soona soona saara jahaan soona soona mera kahin koi nahin jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan kho ke tujhko tanha maine kaise din bitaaye kho ke tujhko tanha maine kaise din bitaaye jiske dil pe beete ye wo hi jaan paaye soun jahaan jaagun jahaan tujhe pukaarun wahaan main wahaan main wahaan mere liye soona soona saara jahaan soona soona mere liye soona soona saara jahaan soona soona mera kahin koi nahin jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan
mere liye wo ghum e intezaar chhod gaye gaye to ek anokhi bahaar chhod gaye mere liye wo ghum e intezaar chhod gaye hazaar kuchh ho mera dil palat nahin sakta hazaar kuchh ho mera dil palat nahin sakta unhi ki hoon jo mujhe beqaraar chhod gaye unhin ki hoon jo mujhe beqaraar chhod gaye isi khayaal se kanpa kiya tha dil mera isi khayaal se kanpa kiya tha dil mera yahi hua ki wo anjaam e kaar chhod gaye yahi hua ki wo anjaam e kaar chhod gaye mujhe ye ghum hai ki meri zubaa ne kuchh na kaha mujhe ye ghum hai ki meri zubaa ne kuchh na kaha wo be kahe sune deewana baar chhod gaye wo be kahe sune deewana baar chhod gaye gaye to ek anokhi bahaar chhod gaye mere liye wo ghum e intezaar chhod gaye
mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro kahaan yahaan devon ka nandan malyachal ka abhinav chandan kahaan yahaan devon ka nandan malyachal ka abhinav chandan mere urr ke ujde van mein karunamayi vichro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro nahin kahin kuchh mujh mein sundar kaajal sa kaala ye antar nahin kahin kuchh mujh mein sundar kaajal sa kaala ye antar praanon ke gehre gehwar mein mamtaamayi vihro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro
mere mehboob mein kya nahin kya nahin mere mehboob mein kya nahin wo to laakhon mein hai ek haseen wo to laakhon mein hai ek haseen ek haseen mere mehboob mein kya nahin kya nahin mere mehboob mein kya nahin bholi soorat adaa naazneen bholi soorat adaa naazneen naazneen mere mehboob mein kya nahin kya nahin mere mehboob mein kya nahin aaaaaa aaaaaa aaaaaa mera mehboob ek chaand hai husn apna nikhaare huye hoooo oooo ooooo aasmaan ka farishtaa hai wo roop insaan ka dhaare huye hoooo oooo ooooo rashq e jannat hai wo mehzabeen rashq e jannat hai wo mehzabeen mehzabeen mere mehboob mein kya nahin kya nahin aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa maa ho anjum ho yaa kenhkashaan sabse pyaara hai mera sanam aaaaaa aaaaa aaaaaaa uske jalwon mein hai wo asar hosh udd jaaye allah kasam aaaaaa aaaaa aaaaaaa dekh le gar use tu kahin dekh le gar use tu kahin tu kahin mere mehboob mein kya nahin kya nahin mere mehboob mein kya nahin mera mehboob hai jaaneman sarva kad maahroo
kab maine ye socha tha kab maine ye jaana tha kab maine ye socha tha kab maine ye jaana tha tum itne badal jaaoge tum itna mujhe chahoge tum itna pyaar karoge tum yun iqraar karoge mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam kab maine ye socha tha kab maine ye jaana tha tum itne badal jaaoge tum itna mujhe chahoge tum itna pyaar karoge tum yun iqraar karoge mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam aankhon mein jo narmi hai pehle to nahin thi saanson mein jo garmi hai pehle to nahin thi pehle to na yun chhayi thi zulfon ki ghataayen pehle to na yun chhayi thi zulfon ki ghataayen pehle to na yun mehki thi aanchal ki hawaayen pehle to nahin aati thi tumko ye adaayen aaj kitne hasin hai sitam shukriya meharbaani karam ho mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam tum par mere pyaar ka jaadoo pehle to nahin tha dil jaisa hai beqaaboo pehle to nahin
aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaa mere mehboooooooob naa jaaaaaaaaaa naaaaaaaaaaa jaaaaa naaaaaaa jaaaaa mere mehboob na jaa aaj ki raat na jaa hone waali hai sehar thodi der aur thehar mere mehboob na jaa aaj ki raat na jaa hone waali hai sehar thodi der aur thehar mere mehboob na jaa dekh kitnaa haseen mausam hai har taraf ik ajeeb aalam hai zarre iss tarah aaj nikhre hain jaise taare zameen pe bikhren hain jaise taare zameen pe bikhren hain mere mehboob na jaa aaj ki raat na jaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa maine kaate hain intezaar ke din tab kahin aayen hain bahaar ke din yun naa jaa dil ki shamma gul kar ke abhi dekha nahin hai jee bhar ke abhi dekha nahin hai jee bhar ke mere mehboob na jaa jab se zulfon ki chaanv paayi hai beqaraari ko neend aayi hai iss qayaamat ko yunhi sone de raat dhalne de subah hone de raat dhalne de subah hone de mere mehboob naa jaa aaj ki raat naa jaa mere mehboob naa jaa aaj ki raat naa jaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa
hmm hmm hmm hmm hey hey hey aa haa haa hmmmm hmmmm mere mehboob qayamat hogi aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi meri nazrein to gila karti hain tere dil ko bhi sanam tujhse shikayat hogi mere mehboob teri gali main aata sanam nagma wafa ka gaata sanam tujhse suna na jaata sanam phir aaj idhar aaya hoon magar ye kehne main deewaana khatm bas aaj ye vehshat hogi aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi mere mehboob meri tarah tu aahen bhare tu bhi kisi se pyaar kare aur rahe wo tujhse pare tune o sanam dhaye hain sitam to ye tu bhool na jaana ki na tujhpe bhi inaayat hogi aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi mere mehboob qayamat hogi aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi meri nazrein to gila karti hain tere dil ko bhi sanam tujhse shikayat hogi mere mehboob mere mehboob qayamat hogi aaj ruswa teri galiyon mein muhabbat hogi naam niklega tera hi lab se jaan jab is dil e naqaam se rukhsat hogi mere mehboob mere sanam ke dar se agar baad e saba ho tera
mere mehboob tere dam se hai duniyaa pe bahaar warna iss ghum se bhari duniyaa mein kya rakha hai warna iss ghum se bhari duniyaa mein kya rakha hai mere mehboob tere dam se hai duniyaa pe bahaar warna iss ghum se bhari duniyaa mein kya rakha hai warna iss ghum se bhari duniyaa mein kya rakha hai mere mehboob tere dam se apne geeton mein tera husn nazar aaya hai isliye dil teri mehfil mein mujhe laaya hai raasta bhool gaya yaa meri manzil hai yahi raasta bhool gaya yaa meri manzil hai yahi koi batlaaye ke kya khoya hai kya paaya hai mere mehboob tere dam se hai duniyaa pe bahaar warna iss ghum se bhari duniyaa mein kya rakha hai warna iss ghum se bhari duniyaa mein kya rakha hai mere mehboob tere dam se teri aankhon mein nazar aayi hai jannat mujhko meri jannat teri aankhon ke siwaa koi nahin main tasavur mein tere jhoom liya karta hoon main tasavur mein tere jhoom liya karta hoon meri daulat teri chaahat ke siwaa koi nahin mere mehboob tere dam se hai duniyaa pe
mere mehboob tujhe meri muhabbat ki qasam mere mehboob tujhe meri muhabbat ki qasam phir mujhe nargisi aankhon kaa sahaaraa de de mera khoyaa hua rangeen nazaaraa de de mere mehboob tujhe meri muhabbat ki qasam bhool saktii nahin aankhen wo suhanaa manzar jab teraa husn mere ishq se takraayaa thaa aur phir raah mein bikhre thei hazaaron nagmein main wo nagmein teri aawaaz ko de aayaa thaa saaze dil ko unhin geeton kaa sahaaraa de de mera khoyaa hua rangeen nazaaraa de de mere mehboob tujhe meri muhabbat ki qasam yaad hai mujhko meri umr ki pehli wo ghadi teri aankhon se koi jaam piyaa thaa maine meri rag rag mein koi barq si leharai thi jab tere marmarii haathon ko chhuaa thaa maine aa mujhe phir unhin haathon kaa sahaaraa de de mera khoyaa hua rangeen nazaaraa de de mere mehboob tujhe meri muhabbat ki qasam maine ik baar teri ek jhalak dekhi hai meri hasrat hai ke main phir tera deedaar karun tere saaye ko samajh kar main haseen taaj mahal chaandani raat mein
mere mehboob tujhe salaam mere mehboob tujhe salaam mere mehboob tujhe salaam salaam salaam salaam mere mehboob tujhe salaam mere mehboob tujhe salaam mushkil mein jaan aayi aaya honthon pe tera naam mere mehboob tujhe salaam waah mere mehboob tujhe salaam tera jalwa khoob tera parda khoob kya parda kya jalwa ye dil tujhse hai mansoob mere mehboob tujhe salaam mere mehboob tujhe salaam salaam salaam salaam mere mehboob tujhe salaam mere mehboob tujhe salaam mera habeeb tu hai mera naseeb tu hai mera habeeb tu hai mera naseeb tu hai dar ka fakeer hoon main banda aseer hoon main tujh pe meri nazar hai mujh se tu bekhabar hai tujhpe meri nazar hai mujh se tu bekhabar hai main apne meharbaan se ab kya kahun zubaan se aahon se ishq mein lete hain aashiq zubaan ka kaam mere mehboob tujhe salaam waah mere mehboob tujhe salaam salaam salaam salaam mere mehboob tujhe salaam mere mehboob tujhe salaam hai intezaar mushkil sooni hai dil ki mehfil kab teri deed hogi maston ki
mere mitwaaaaaaaaa mitwaaaaaa mere meet reeeeeeee meet reeeeee aa jaa tujhko pukare mere geet re mere geet re o mere mitwa mere meet ree aa jaa tujhko pukare mere geet re mere geet re o mere mitwa naam naa jaanu tera des naa jaanu naam naa jaanu tera des naa jaanu kaise main bheju sandesh naa jaanu ye phoolon ki ye jhoolon ki rutt naa jaaye beet re aa jaa tujhko pukare mere geet re mere geet re o mere mitwa tarsegi kab tak pyaasi nazariyaa tarsegi kab tak pyaasi nazariyaa barsegi kab mere aangan badariyaa chhod ke aa jaa tod ke aa jaa duniyaa ki har reet re aa jaa tujhko pukare mere geet re mere geet re o mere mitwa mere meet ree aa jaa tujhko pukare mere geet re mere geet re o mere mitwa
hmm hmm aa haa haa mere naina saawan bhaado phir bhi mera mann pyaasaaaa phir bhi mera mann pyaasaa mere naina saawan bhaado phir bhi mera mann pyaasaaaa phir bhi mera mann pyaasaa aye dil deewane khel hai kya jaane dard bhara ye geet kahaan se inn honthon pe aaye door kahin le jaaye bhool gaya kya bhool ke bhi hai mujhko yaad zara saaaaaaa phir bhi mera mann pyaasa baat puraani hai ek kahani hai ab sochun tumhen yaad nahin hai ab sochun nahin bhooleeeee woh sawan ke jhoole rutt aaye rutt jaaye dekar jhootha ek dilasaaaa phir bhi mera mann pyaasa barson beet gaye hum ko mile bichhade bijuri ban kar gagan pe chamki beete samay ki rekhaaaa maine tumko dekha mann sang aankh micholi khele aasha aur nirashaaaaa phir bhi mera mann pyaasa mere naina saawan bhaado phir bhi mera mann pyaasaaaa phir bhi mera mann pyaasaa phir bhi mera mann pyaasaa
ho oo oo ooo oo oo ho oo oo oo oo oo mere naina saawan bhaadon phir bhi mera mann pyaasaaaa phir bhi mera mann pyaasaa mere naina saawan bhaadon phir bhi mera mann pyaasaaaa phir bhi mera mann pyaasaa baat puraani hai ek kahani hai hoooooo baat puraani hai ab sochun tumhen yaad nahin hai ab sochun nahin bhooleeeee woh saawan ke jhoole ab sochun tumhen yaad nahin hai ab sochun nahin bhooleeeee woh saawan ke jhoole rutt aaye rutt jaaye de ke jhootha ik dilasaaaa phir bhi mera mann pyaasa ho oo oo oo oo ooo ho o o o o o o o barson beet gaye hum ko mile bichhade bijuri ban kar gagan pe chamki beete samay ki rekhaaaaa maine tumko dekha tadap tadap ke iss birhan ko aaya chain jara sa phir bhi mera mann pyaasa ghoongharu ki chham chham ban gayi dil ka ghum doob gaya dil yaadon mein ubrite rang lakeerein dekho ye tasveerein soone mahal mein naach rahi hai ab tak ek raktasa phir bhi mera mann pyaasa mere naina saawan bhaadon phir bhi mera mann pyaasaaaa phir bhi mera mann
la lala laa la lala laa la lala laa la lala laa la lala laa la lala laa mere naseeb mein tu hai ke nahin tere naseeb mein main hoon ke nahin mere naseeb mein tu hai ke nahin tere naseeb mein main hoon ke nahin ye hum kyaa jaane ye wohi jaane jisne likha hai sab ka naseeb mere naseeb mein tu hai ke nahin tere naseeb mein main hoon ke nahin mere naseeb mein tu hai ke nahin tere naseeb mein main hoon ke nahin ek din khaab mein wo mujhe mil gayaa ek din khaab mein wo mujhe mil gayaa dekh kar jo mujhe phool sa khil gayaa sharma gayi main hai hai ghabra gayi hai hai hai sharma gayi main hai hai ghabra gayi hai hai hai sharma gayi main hai hai ghabra gayi hai hai hai sharma gayi main ghabra gayi main kehne laga wo aakar kareeb mere naseeb mein tu hai ke nahin tere naseeb mein main hoon ke nahin mere naseeb mein tu hai ke nahin tere naseeb mein main hoon ke nahin baat ye khaab ki sach magar ho gayi baat ye khaab ki sach magar ho gayi naujawan main tujhe dekh kar kho gayi
khizaan ke phool pe aati kabhi bahaar nahin mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin khizaan ke phool pe aati kabhi bahaar nahin mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin na jaane pyaar mein kab main zubaan se phir jaaoon main ban ke aansoon khud apni nazar se gir jaaoon teri kasam hai mera koi aitbaar nahin mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin main roz lab pe nayi ek aah takta hoon main roz ek naye ghum ki raah takta hoon kisi khushi ka mere dil ko intezaar nahin mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin gareeb kaise muhabbat karen ameeron se bichhad gaye hain kayi raanjhe apni heeron se kisi ko apne muqaddar pe ikhtiyaar nahin mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin khizaan ke phool pe aati kabhi bahaar nahin mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin
hmmm hmmm mere paas aavo mere doston ek kissa suno mere paas aavo mere doston ek kissa suno ghane jungalon se gujartaa hua kahin jaa raha tha ghane jungalon se gujartaa hua kahin jaa raha tha chala jaa raha tha main darta hua hanumaan chaalisa padhta hua lal lala lala lara lala lara lara lal lara lal lala lala lara lala lara lara lal lara hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm lal lala lala lara lala lara lara lal lara lal lala lala lara lala lara lara lal lara lal lala lala lara lala lara lara lal lara hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
mere paas aao nazar to milaao mere paas aao nazar to milaao in aankhon mein tumko jawaani milegi mere paas aao nazar to milaao suno to zara dhadkanen mere dil ki inhi mein tumhari kahaani milegi mere paas aao nazar to milaao mere thartharate huye in labon par tumhara hi koi taraana milega meri behki nazaron mein meri behki nazaron mein khoyi huyi si tumhari hi koi nishaani milegi mere paas aao nazar to milaao suno to zara dhadkanen mere dil ki inhi mein tumhari kahaani milegi mere paas aao nazar to milaao chalo aaj tumko chalo aaj tumko gale se laga lun tumhare liye har kasam tod daalun kare jo sitam haan kare jo sitam wo haseen aur honge yahan husn ki meharbaani milegi mere paas aao nazar to milaao muhabbat ki baahon mein aa kar to dekho kaleje se mujhko laga kar to dekho machalta sisakta machalta sisakta hua dil milega tadapti huyi zindagani milegi mere paas aao nazar to milaao suno to zara dhadkanen mere dil ki inhi mein tumhari kahaani milegi mere paas aao
dil paaya albela maine tabiyat meri rangeeli haaaaye aaj khushi mein maine bhahiya thodi si bhang pee lee haaye mere pairon mein haaye mere pairon mein ghoongru bandha de to phir meri chaal dekh le mere pairon mein ghoongru bandha de to phir meri chaal dekh le mohe laali chunar mohe laali chunariya udha de to phir meri chaal dekh le mere pairon mein ghoongru bandha de to phir meri chaal dekh le zara jhoom le gori haale dole kisi ki nathni jhoome kisi ka jhumka har kunwari dil thaam le apna aisa lagaaon thumka jab ho kisi ki byaah sagaai meri jawani le angdaayi meri jawani le angdaayi koi meri haaye haaye koi meri bhi shaadi kara de to phir meri chaal dekh le mere pairon mein ghoongru bandha de to phir meri chaal dekh le koi ghoonghat waali mere dil pe chalaaye chhuriyaan koi nainon waali chhode nainon se phuljhadiyan roop hain laakhon aur ik dil hai aape mein rehna bhi mushkil hai aape mein rehna bhi mushkil hai koi ankhiyon haaye haaye koi ankhiyon se daaru pila
mere pee ko pawan kis gali le chali mere pee ko pawan kis gali le chali koi roko meri zindagi le chali mere pee ko pawan kis gali le chali koi roko meri zindagi le chali mere pee ko pawan kis gali le chali mere pee ko waqt beeja tha boya tha uske liye waqt beeja tha boya tha uske liye maine pal pal piroya tha uske liye maine pal pal piroya tha uske liye mere din raat ki ye roshani le chali mere pee ko pawan kis gali le chali koi roko meri zindagi le chali mere pee ko pawan kis gali le chali mere pee ko
mere peechhe ek deewana kuchh albela mastaana koi roko ree mujhko sataaye hai mere aage ek deewani hai jiska naam jawaani koi dekho reee dil ko churaaye hai mere peechhe ek deewanaa machle jo dil tera kya hai kasoor mera chhodo ji chhodo pichha ab to huzoor mera machle jo dil tera kya hai kasoor mera chhodo ji chhodo pichha ab to huzoor mera aisi adaaon pe to koi luta jaaye hai mere peechhe ek deewana kuchh albela mastaana koi roko ree mujhko sataaye hai mere peechhe ek deewanaa aisi bhi jaldi kya hai humko bhi saath le lo jaane do gussa ab to haathon mein haath le lo aisi bhi jaldi kya hai humko bhi saath le lo jaane do gussa ab to haathon mein haath le lo dekho deewana kaisi batiyaan banaaye hai mere aage ek deewani hai jiska naam jawaani koi dekho reee dil ko churaaye hai mere peechhe ek deewana mujh mein janaab bolo aisi kya baat dekhi gaalon mein din dekha baalon mein raat dekhi mujh mein janaab bolo aisi kya baat dekhi gaalon mein din dekha baalon mein raat
    Songs Title Film/Album Song Number
Mere Liye Soona Soona Anand Aur Anand (1984) 10674
Mere Liye Wo Anokha Pyar (1948) 35978
Mere Mann Ke Andh Tamas Mein Jyotirmayi Utro Jagjit Singh 15524
Mere Mehboob Mein Kya Mere Mehboob (1963) 13731
Mere Mehboob Mere Duplicate (1998) 20927
Mere Mehboob Na Jaa Noor Mahal (1965) 20926
Mere Mehboob Qayamat Hogi Mr X In Bombay (1964) 20928
Mere Mehboob Tere Bhai Bhai (1970) 12905
Mere Mehboob Tujhe Mere Mehboob (1963) 13733
Mere Mehboob Tujhe Salaam Baghavat (1982) 35904
Mere Mitwa Mere (Male) Geet (1970) 20929
Mere Naina Saawan Bhaado (Male) Mehbooba (1976) 13702
Mere Naina Saawan Bhadon (Female) Mehbooba (1976) 20930
Mere Naseeb Mein Naseeb (1981) 18096
Mere Naseeb Mein Aye Dost Do Raaste (1969) 20931
Mere Paas Aao Mere Mr Natwarlal (1979) 13782
Mere Paas Aao Nazar To Milaao Sunghursh (1968) 32141
Mere Pairon Mein Ghoongru Bandha De Sunghursh (1968) 12196
Mere Pee Ko Pawan Ghulami (1985) 32093
Mere Peechhe Ek Deewana Nazrana (1961) 32728