MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona hum to samjhe the ke hum bhool gaye hain unko hum to samjhe the hum to samjhe the ke hum bhool gaye hain unko kya hua aaj ye kis baat pe rona aaya kya hua aaj ye kis baat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona kis liye jeeten hain hum kis liye jeeten hain hum kis ke liye jeeten hain baarhaa aise sawaalaat pe rona aaya baarhaa aise sawaalaat pe rona aaya kabhi khud pe kaun rota hai kisi aur ki khaatir aye dost kaun rota hai kisi aur ki khaatir aye dost sab ko apni hi kisi baat pe rona aaya sab ko apni hi kisi baat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona aaya kabhi khud pe
kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa kahin zamin to kahin aasmaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa jise bhi dekhiye wo apne aap mein ghum hai jise bhi dekhiye wo apne aap mein ghum hai zubaan mili hai magar hum zubaan nahin miltaa zubaan mili hai magar hum zubaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa bujha saka hai bhala kaun waqt ke shole bujha saka hai bhala kaun waqt ke shole ye aisi aag hai jismen dhuwaan nahin miltaa ye aisi aag hai jismen dhuwaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa tere jahaan mein aisa nahin ke pyaar naa ho tere jahaan mein aisa nahin ke pyaar naa ho jahaan umeed ho iski wahaan nahin miltaa jahaan umeed ho iski wahaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa kahin zamin to kahin aasmaan nahin miltaa kabhi kisi ko muqammal jahaan nahin miltaa
aaj humne sabak wo padh daala jiss ko duniyaa kitaab kehti hai aur ik aisa kaam kar daala jisko duniyaa hisaab kehti hai kabhi kuchh khoya kabhi kuchh paaya kabhi kuchh khoya kabhi kuchh paaya kabhi kuchh khoya kabhi kuchh paaya jab paa liya khush ho gaye jab kho diya dil ro diya isi khone paane ka naam zindagi hai bina khoye paaye naaqaam zindagi hai kabhi kuchh khoya kabhi kuchh paaya kabhi kuchh khoya kabhi kuchh paaya jab paa liya khush ho gaye jab kho diya dil ro diya isi khone paane ka naam zindagi hai bina khoye paaye naaqaam zindagi hai kabhi kuchh khoya kabhi kuchh paaya zamaane ne jo kuchh bhi humko diyaa saraakhon pe humne use rakh liya kabhi ye naa socha bura ke bhalaa sada khush rahe sab yahi hai duwaa wo hi humne kaata jo humne tha boya jab paa liya khush ho gaye jab kho diya dil ro diya isi khone paane ka naam zindagi hai bina khoye paaye naaqaam zindagi hai kabhi kuchh khoya kabhi kuchh paaya mere humsafar bhi kahin kho gaya batao bhala hum karen
kabhi kuchh pal jeevan ke lagta hai ke chalte chalte kuchh der thahar jaate hain kabhi kuchh pal jeevan ke lagta hai ke chalte chalte kuchh der thahar jaate hain kabhi kuchh pal jeevan ke har din ki halchal se aaj mili khamoshi chhalki hai tan man mein pyaar bhari madhoshi badale badale mausam ke mujhe rang nazar aate hain kabhi kuchh pal jeevan ke lagta hai ke chalte chalte kuchh der thahar jaate hain kabhi kuchh pal jeevan ke ye ghadiyan fursat ki roz kahan milti hain ab khushiyaan haath mera thaame huye chalti hain mere saath gagan ye dharti mera geet madhur gaate hain kabhi kuchh pal jeevan ke lagta hai ke chalte chalte kuchh der thahar jaate hain kabhi kuchh pal jeevan ke kitna bhala lagta hai suraj ka ye dhalna ho duniyaa se door chhup ke yahaan tera mera yun milna kabhi kabhi deewanepan ki hum had se gujar jaate hain kabhi kuchh pal jeevan ke lagta hai ke chalte chalte kuchh der thahar jaate hain kabhi kuchh pal jeevan ke
kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega apna mujhe banayega dil mein mujhe basaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kab se tanha ghum rahaa hoon duniyaa ke viraane mein khaali jaam liye baitha hoon kab se iss maikhaane mein koi to hoga mera saaki koi to pyaas bhujaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kisi ne mera dil na dekha na dil ka paigaam suna mujhko bas aawara samjha jisne mera naam suna ab tak to sabne thukraaya koi to pass bithayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kabhi to dega sannate mein pyaar bhari aawaaz koi kaun ye jaane kab mil jaaye rasten mein humraaz koi mere dil ka dard samjh kar do aansoon to bahaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega apna mujhe banayega dil mein mujhe basaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega koi na koi to aayega
aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa kabhi neki bhi uss ke jee mein gar aa jaaye hain mujhse kabhi neki bhi uss ke jee mein gar aa jaaye hain mujhse zafaayen kar ke apni yaad sharmaa jaaye hain mujhse zafaayen kar ke apni yaad sharmaa jaaye hain mujhse sharmaa jaaye hain mujhse khudaaya zazbaa e dil ki magar taasir ulti hai khudaaya zazbaa e dil ki magar taasir ulti hai ke jitna kenchtaa hoon aur khinchtaa jaaye hai mujhse ke jitna kenchtaa hoon aur khinchtaa jaaye hai mujhse ke jitna kenchtaa hoon aur khinchtaa jaaye hai sambhalne de sambhalne de mujhe aye naa umeedi kya qayamat hai sambhalne de sambhalne de mujhe aye naa umeedi kya qayamat hai ke daaman e khayaal e yaar chhutaa jaaye hai mujhse ke daaman e khayaal e yaar chhutaa jaaye hai mujhse ke daaman e khayaal e yaar chhutaa jaaye hai mujhse ke daaman e khayaal e yaar chhutaa jaaye hai qayamat hai ke hove muddayi kaa hummmm safar gaalib muddayi kaa hum
kabhi palkon pe aansoon hain kabhi lab pe shikaayat hai magar aye zindagi phir bhi mujhe tujhse muhabbat hai kabhi palkon pe aansoon hain kabhi lab pe shikaayat hai magar aye zindagi phir bhi mujhe tujhse muhabbat hai kabhi palkon pe aansoon hain jo aata hai wo jaata hai ye duniyaa aani jaani hai yahaan har sheh musafir hai safar mein zindgani hai ujaalon ki zarurat hai andhera meri kismat hai kabhi palkon pe aansoon hain kabhi lab pe shikaayat hai magar aye zindagi phir bhi mujhe tujhse muhabbat hai zara aye zindagi dam le tera deedar to kar loon kabhi dekha nahin jisko use main pyaar to kar loon abhi se chhod ke mat jaa abhi teri zarurat hai kabhi palkon pe aansoon hain kabhi lab pe shikaayat hai magar aye zindagi phir bhi mujhe tujhse muhabbat hai koi anjaan sa chehraa ubhartaa hai fizaaon mein ye kis ki aahten jaagi meri khaamosh raahon mein abhi aye maut mat aana mera veerana jannat hai kabhi palkon pe aansoon hain kabhi lab pe shikaayat hai magar aye zindagi
kabhi raat din hum door thei din raat kaa ab saath hai kabhi raat din hum door thei din raat kaa ab saath hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei teri aankh mein hai khumaar saa meri chaal mein hai suroor saa teri aankh mein hai khumaar saa meri chaal mein hai suroor saa ye bahaar kuchh hai piye hue ye samaa nashe mein hai choor saa ye samaa nashe mein hai choor saa kabhi in fizaaon mein pyaas thi ab mausam e barsaat hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei mujhe tumne kaise badal diyaa hairaan hoon main iss baat par mujhe tumne kaise badal diyaa hairaan hoon main iss baat par mera dil dhadakataa hai aaj kal teri shokh nazron se poochh kar teri shokh nazron se poochh kar meri jaan kabhi mere bas mein thi ab zindagi tere haath hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jaana kabhi chaand khile to mere dil mein aa jaana kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jaana kabhi chaand khile to mere dil mein aa jaana magar aana iss taraha tum ke yahaan se phir na jaana kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jaana kabhi chaand khile to mere dil mein aa jaana aa aa aaaa aa aa aa aaaa aaaa ho ho hoooo ho ho ho hooooooo tu nahin hai magar phir bhi tu saath hai baat ho koi bhi teri hi baat hai tu hi mere ander hai tu hi mere baahar hai jab se tujhko jaana hai maine apna maana hai magar aana iss taraha tum ke yahaan se phir na jaana kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jaana kabhi chaand khile to mere dil mein aa jaana kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jaana kabhi chaand khile to mere dil mein aa jaana aaaa aa aaaa aa aaa aaa aaa aaa aaa aaaaaa raat din ki meri dilkashi tum se hai zindagi ki kasam zindagi tum se hai tum hi meri aankhen ho suni
kabhi tanhaaiyon mein yun humaari yaad aayegi kabhi tanhaaiyon mein yun humaari yaad aayegi andhere chhaa rahe honge ke bijali kaundh jaayegi andhere chhaa rahe honge ye bijali raakh kar jaayegi tere pyaar ki duniyaa ye bijali raakh kar jaayegi tere pyaar ki duniyaa naa phir tu jee sakega aur naa tujhko maut aayegi kabhi tanhaaiyon mein yun humaari yaad aayegi andhere chhaa rahe honge ke bijali kaundh jaayegi andhere chhaa rahe honge
kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum chaahe zamaana kare laakhon sitam haaan haan haaan chaahe zamaana kare laakhon sitam haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum sanam meri jannat hai tere kadam haayeeeee sanam meri jannat hai tere kadam haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman muhabbat ke sholon mein jalta rahunga tera naam le ke main chalta rahunga thokar bhi khaa ke sambhaltaa rahunga bade hain muhabbat ke hum pe karam haayeee bade hain muhabbat ke hum pe karam haayeee kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman dengi sahaara jo teri nighaahen to aasaan hongi muhabbat ki raahen ke manzil hai meri ye teri hi baahen chale hain safar pe ye khaa ke kasam haaan haaan haaan chale hain safar pe ye khaa ke kasam haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman
haa haa haaa aa haa haaa lara lara lara lara aa haa kabhi to milegi kahin to milegi bahaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi kabhi to milegi kahin to milegi bahaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi lambi hi sahi dard ki raahen dil ki lagan se kaam le aankhon se iss tufaan ko pee jaa aahon ke baadal thaam le door to hai par door nahin hai door to hai par door nahin hai nazaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi aa haa haaa aa haa haaa haa lara lara lara lara aa haa maana ke hai gehra andhera gum hai dagar ki chaandani maili na ho dhundhali pade na dekh nazar ki chaandani daale huye hai raat ki chaadar daale huye hai raat ki chaadar sitaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi
kabhi to miloge jeevan saathi kabhi to miloge jeevan saathi bichhadi rahe na deepak se baati kabhi to miloge jeevan saathi ban ke deewani teri van van dolun re ban ke deewani teri van van dolun re bhed jiya ke piya jag se na kholun re chhup chhup ke ro lun re likhte hain aansoo birhaa ki baaten kabhi to miloge jeevan saathi jab se gaye ho meri palken na laagi re jab se gaye ho meri palken na laagi re saari saari ratiyaan main to ro ro ke jaagi re aisi aag laagi re yaad na jaati nindiyaa na aati kabhi to miloge jeevan saathi kabhi to miloge jeevan saathi
aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaaa kabhi yun bhi aa meri aankh mein kabhi yun bhi aa meri aankh mein ki meri nazar ko khabar na ho mujhe ek raat nawaaz de mujhe ek raat nawaaz de magar uske baad sahar na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein wo bada rahimokareem hai wo bada rahimokareem hai mujhe ye sifat bhi ataa kare wo bada rahimokareem hai mujhe ye sifat bhi ataa kare tujhe bhoolne ki dua karun tujhe bhoolne ki dua karun to meri dua mein asar na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein mere bazuon mein thaki thaki mere bazuon mein thaki thaki abhi mehwe khwab hai chandni mere bazuon mein thaki thaki abhi mehwe khwab hai chandni na uthe sitaaron ki paalki na uthe sitaaron ki paalki abhi aahaton ka guzar na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein kabhi din ki dhoop mein jhoom ke kabhi din ki dhoop mein jhoom ke kabhi shabbo phool ko choom ke kabhi din ki dhoop mein jhoom ke kabhi shabbo phool ko choom ke yunhi saath saath chalen sada yunhi saath saath chalen sada kabhi
kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho dariyaa ka saahil ho pure chaand ki raat ho aur tum aao kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho pariyon ki mehfil ho koi tumhari baat ho aur tum aao kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho ye naram mulaayam thandi hawaayen jab ghar se tumhare guzren tumhari khushboo churaayen mere ghar le aayen kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho sooni har mehfil ho koi naa mere saath ho aur tum aao kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho ye baadal aisa toot ke barse mere dil ki tarah milne ko tumhara dil bhi tarse tum niklo ghar se kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho tanhaayi wo dil ho boonden hon barsaat ho aur tum aao kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho dariyaa ka saahil ho pure chaand ki raat ho aur tum aao kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho kabhi yun bhi to ho
kausalyecha ram bai kausalyecha ram kabirache vinto shele kausalyecha ram bai kausalyecha ram bhabdyaya bhaktasathi dev kari kaam kausalyecha ram bai kausalyecha ram ek ektari haati bhakt gai geet ek ek dhaga jodi dhaga jodi jankicha nath jankicha nath raja ghanshyam kausalyecha ram bai kausalyecha ram das ramnami range ram hoe daas ek ek dhaga gunte dhaga gunte rup he kashach rup he kashach raja ghanshyam kausalyecha ram bai kausalyecha ram kabirache vinto shele kausalyecha ram bai kausalyecha ram vinun sarv jhala shela purn hoe kaam thayi thayi shelyavarti shelyavarti dise ramnaam ramnaam ramnaam ramnaam dise ramnaam gupt hoe ram kausalyecha ram bai kausalyecha ram halu halu ughdi dole pahi jo kabeer pahi jo kabeer vinuniya shela gela sakha raghuveer sakha raghuveer kuthe mhane ram kuthe mhane ram kuthe mhane ram kausalyecha ram bai kausalyecha ram kabirache vinto shele kausalyecha ram bai kausalyecha ram
jaa jaa jaa jaa jaa jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa pehle pyaar ki pehli chiththi hooooo ooooo oooo pehle pyaar ki pehli chiththi saajan ko de aa kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa unse kehna jab se gaye tum main to adhuri lagti hoon inn honthon pe chup si lagi hai naa roti naa hansti hoon bhool huyi jo unhen sataaya hoooooo ooooooooo oooooo ooooooo bhool huyi jo unhen sataaya kaisa paap kiya kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa jaa mann hi mann mein unko apna sab kuchh maan chuki hoon main wo kya hai main kaun hoon unki ab ye jaan chuki hoon main unko apne saath hi laana hoooooo ooooooooo oooooo ooooooo unko apne saath hi laana dil hi nahin lagta kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa kabootar jaa jaa jaa jaa hooooo hoooo hoooo hoooo oooo oooooo hooooo hoooo hoooo hoooo ooooo oooooo
kadalinakkareponore kaanaponninuponore kadalinakkareponore kaanaponninuponore poyvarumbolenthukonduvarum kainiraye poyvarumbolenthukonduvarum pathinaalaamraavile paalaazhithirayile malsyakanyakamaarude maanikyakallutharaamo oho ho oho ho oho ho ohoooo chandanathoniyeriponoreningal poypoypoyvarumbol chandanathoniyeriponoreningal poypoypoyvarumbol vennilaapoykayilevaavumnaalile pon poo meenine kondatharaamo naadodikathayile nakshatrakadhayile naaganarthakimaaraniyum thaanathinmuthutharaamo oho ho oho ho oho ho ohoooo pushpakathoniyeri ponoreningal poypoypoyvarumbol pushpakathoniyeri ponoreningal poypoypoyvarumbol maanasapoykayile maayaadweepile maadapraavine kondatharaamo aathiraapanthalil panchamithalikayil deva kanyakamaarudeo poo mal thaalitharamo oho ho oho ho oho ho kadalinakkareponore kaanaponninuponore kadalinakkareponore kaanaponninuponore poyvarumbolenthukonduvarum kainiraye poyvarumbolenthukonduvarum pathinaalaamraavile paalaazhithirayile
kadam kadam pe baharen lutata yeh kaun aaya hai aanchal udata kadam kadam pe baharen lutata yeh kaun aaya hai aanchal udata teri nazar ka mila jo ishara to aa gaya koi daman bachata teri nazar ka mila jo ishara to aa gaya koi daman bachata nazar mein shokhi labon pe masti tumhin batao yeh kaisi ada hai nazar mein shokhi labon pe masti tumhin batao yeh kaisi ada hai zara sambhal ke milao aankhe ke phir na kehna hamari khata hai ke phir na kehna hamari khata hai meri khataon pe yun muskurata yeh kaun aaya hai aanchal udata teri nazar ka mila jo ishara to aa gaya koi daman bachata yeh kaisi halchal uthi hai dil mein ke chalte chalte kadam dagmagaye yeh kaisi halchal uthi hai dil mein ke chalte chalte kadam dagmagaye nayi nayi hai abhi mohhabbat na jane aage yeh kya gul khilaye na jane aage yeh kya gul khilaye teri mohabbat ne jab bhi pukara to aa gaya koi daman bachata kadam kadam pe baharen lutata yeh kaun aaya hai aanchal udata teri nazar ka mila jo ishara to aa
kadar jaane naa ho kadar jaane naa mora baalam bedardi ji mora baalam bedardi kadar jaane naa ho kadar jaane naa mora baalam bedardi ji mora baalam bedardi kadar jaane naa ho kadar jaane naa laakh jatan karun baat naa maane jee baat naa maane mera dard naa jaane laakh jatan karun baat naa maane jee baat naa maane mera dard naa jaane kadar jaane naa ho kadar jaane naa mora baalam bedardi ji mora baalam bedardi kadar jaane naa ho kadar jaane naa main bhi hoon teri piya dil bhi hai tera aa bhi jaa kar le bharosa mera kar le bharosa main bhi hoon teri piya dil bhi hai tera aa bhi jaa kar le bharosa mera kar le bharosa kadar jaane naa ho kadar jaane naa mora baalam bedardi ji mora baalam bedardi kadar jaane naa ho kadar jaane naa samjh naa aaye kaise pee ko manaun main keh de to cheer ke dil bhi dikhaaun main samjh naa aaye kaise pee ko manaun main keh de to cheer ke dil bhi dikhaaun main kadar jaane naa ho kadar jaane naa mora baalam bedardi ji mora baalam bedardi
    Songs Title Film/Album Song Number
Kabhi Khud Pe Kabhi Hum Dono (1961) 20707
Kabhi Kisi Ko Muqammal Jahaan Ahista Ahista (1981) 18408
Kabhi Kuchh Khoya Zindagi Ek Juaa (1992) 14458
Kabhi Kuchh Pal Jeevan Ke Rang Birangi (1983) 19223
Kabhi Na Kabhi Kahin Sharabi (1964) 14229
Kabhi Neki Bhi Uss ke Jee Mein Asha Bhosle 15985
Kabhi Palkon Pe Aansoon Harjaee (1981) 13323
Kabhi Raat Din Hum Door Thei Aamne Saamne (1967) 12564
Kabhi Shaam Dhale Sur (The Melody of Life) (2002) 18051
Kabhi Tanhaiyon Mein Hamari Yaad Aayegi (1961) 15600
Kabhi Tera Daaman Naa Neend Hamari Khwab Tumhare (1966) 13869
Kabhi To Milegi Kahin Aarti (1962) 20710
Kabhi To Miloge Sati Savitri (1964) 32735
Kabhi Yun Bhi Aa Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 32230
Kabhi Yun Bhi To Ho Jagjit Singh 16011
Kabirache Vinito Shele Dev Pavala (1950) 15853
Kabootar Jaa Jaa Jaa Maine Pyar Kiya (1989) 20711
Kadalenakkare Chemmeen (1965) 32176
Kadam Kadam Pe Baharen Lutata Madam XYZ (1959) 32752
Kadar Jaane Naa Mora Bhai Bhai (1956) 12903