MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

main kaa karun raam mujhe budha mil gaya main kaa karun raam mujhe budha mil gaya hoye hoye budha mil gaya ho budha mil gaya haaye main kaa karun raam mujhe budha mil gaya main kaa karun raam mujhe budha mil gaya sab jo gaye baag mera budha bhi chala gaya sab jo gaye baag mera budha bhi chala gaya sab to laaye phool budha gobhi le ke aa gaya sab to laaye phool budha gobhi le ke aa gaya main ho gayi badnaam mujhe budha mil gaya haaye kaa karun raam mujhe budha mil gaya hoye hoye budha mil gaya ho budha mil gaya haaye main kaa karun raam mujhe budha mil gaya main gudiyaa haseen meri morni si chaal hai main gudiyaa haseen meri morni si chaal hai sar mein safed sar mein safed uske dada ji sa baal hai sar mein safed uske dada ji sa baal hai kya hoga anjaam mujhe budha mil gaya haaye kaa karun raam mujhe budha mil gaya hoye hoye budha mil gaya haaye budha mil gaya main kaa karun raam mujhe budha mil gaya pariyon ke des mujhe budha le ke aa gaya pariyon ke des mujhe budha
main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun tujhe dil ke aayine mein maine baar baar dekha tujhe dil ke aayine mein maine baar baar dekha teri akhadiyon mein dekha to chhalakta pyaar dekha tera teer meine dekha to zigar ke paar dekha main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun tera rang hai salona tere ang mein lachak hai tera rang hai salona tere ang mein lachak hai teri baat mein hai jaadoo tere bol mein khanak hai teri har ada muhabbat tu zamin ki thanak hai main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun mera dil lubha raha hai tera roop sada sada mera dil lubha raha hai tera roop sada sada ye jhooki jhooki nigahein kare pyaar dil mein jyaada main tujhi pe jaan dunga hai yahi
main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon thaam lo mujhe main yahi iltijaa karun main yahi iltijaa karun main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon thaam lo mujhe main yahi iltijaa karun main yahi iltijaa karun hai dil ki lagan main phool banun aur hans ke tere pehlun mein rahun tu dekhe mujhe main dekhun tujhe aur pyaar mein tere kho jaaun tu dekhe mujhe main dekhun tujhe aur pyaar mein tere kho jaaun main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon thaam lo mujhe main yahi iltijaa karun main yahi iltijaa karun jiss manzil ka raahi na koi wo sehra hai manzil to nahin jiss dil mein koi dhadkan hi na ho wo pathar hai koi dil to nahin jiss dil mein koi dhadkan hi na ho wo pathar hai koi dil to nahin main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon thaam lo mujhe main yahi iltijaa karun main yahi iltijaa karun main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon thaam lo mujhe main yahi
main kho gaya yahin kahin jawaan hai rut sama haseen kahan hai dil kise pata kahan hoon main khabar nahin main kho gaya yahin kahin jawaan hai rut sama haseen kahan hai dil kise pata kahan hoon main khabar nahin main kho gaya main kho gaya main kho gaya main kho gaya yun kisi se hua saamna dil ne aawaz di thaamna yun kisi se hua saamna dil ne aawaz di thaamna jaane kya keh gayi wo nigaah naaznin jaane kya keh gayi wo nigaah naaznin main kho gaya yahin kahin jawaan hai rut sama haseen kahan hai dil kise pata kahan hoon main khabar nahin main kho gaya main kho gaya haal e dil keh to dun jhoom ke pyaar se zulf ko choom ke haal e dil keh to dun jhoom ke pyaar se zulf ko choom ke sochta hoon magar wo khafa na ho kahin sochta hoon magar wo khafa na ho kahin main kho gaya yahin kahin jawaan hai rut sama haseen kahan hai dil kise pata kahan hoon main khabar nahin main kho gaya main kho gaya dhun yahi jo rahi pyaar ki ho rahegi meri wo kabhi dhun yahi jo rahi pyaar ki ho
main khushnaseeb hoon mujhko kisi ka pyaar mila main khushnaseeb hoon mujhko kisi ka pyaar mila bada haseen mere dil ka raazdaar mila main khushnaseeb hoon kisi ko paa ke mere dil ka haal mat poochho kisi ko paa ke mere dil ka haal mat poochho ke jaise saare zamaane se ikhtiyaar mila main khushnaseeb hoon kisi ne poore kiye aaj pyaar ke waade kisi ne poore kiye aaj pyaar ke waade meri wafaa ka sila mujhko shaandar mila main khushnaseeb hoon mere chaman kaa har ik phool muskuraane laga mere chaman kaa har ik phool muskuraane laga wo kya mile ke mujhe mausam e bahaar mila wo kya mile ke mujhe mausam e bahaar mila main khushnaseeb hoon mujhko kisi ka pyaar mila main khushnaseeb hoon
main kise apna kahoon aaj mera koi nahin mera humdard mere dil ke siwa koi nahin koi nahin koi nahin main kise apna kahoon aaj mera koi nahin koi nahin koi nahin ek tinke ki tarah hum to ude jaate hain ek tinke ki tarah hum to ude jaate hain kahaan le jaaye hawaa iska pata koi nahin kahaan le jaaye hawaa iska pata koi nahin koi nahin koi nahin tees ban ban ke sadaa deti hai kyun yaad teri tees ban ban ke sadaa deti hai kyun yaad teri ik muhabbat ke siwaa meri khata koi nahin ik muhabbat ke siwaa meri khata koi nahin koi nahin koi nahin aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa main kise apna kahoon aaj mera koi nahin tujhko maaloom nahin teri tamanna ke siwaa tujhko maaloom nahin teri tamanna ke siwaa dil ke jalte huye zakhmon ki dawaa koi nahin dil ke jalte huye zakhmon ki dawaa koi nahin koi nahin koi nahin main kise apna kahoon aaj mera koi nahin mera humdard mere dil ke siwa koi nahin koi nahin koi nahin koi nahin koi nahin koi nahin koi nahin
main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi inn rasmon ko inn kasmon ko inn rishte naaton ko main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulungi main naa bhulunga inn rasmon ko inn kasmon ko inn rishte naaton ko main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi oooooooooo oooooooooo oooooo oooooo oooooo ooooo chalo jag ko bhulen hoo chalo jag ko bhulen khayaalon mein jhulennnn bahaaron mein dole bahaaron mein dole sitaaron ko chhoo leeen aa teri main maang sanwaarun tu dulhan ban jaa maang se jo dulhan ka rishta main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi samay ki dhaara mein hooo samay ki dhaara mein umr beh jaani hainnnnn jo ghadi jee lenge jo ghadi jee lenge wohi reh jaani haiiiii main ban jaaun saans aa apni tu jeevan ban jaa jeevan se saanson ka rishtaa main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main
main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya o piya dole re dole jiyaa dil ka qaraar liya haaye re haaye kya kiyaa o piya dole re dole jiyaa dil ka qaraar liya haaye re haaye kya kiyaa main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya aajaa re aaankhon mein chhaa jaa re dil ko hansa jaa re apna bana jaa re aajaa re aaankhon mein chhaa jaa re dil ko hansa jaa re apna bana jaa re main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya kya mila pyaar ka mujhe sila dil ka naa phool khilaa tujhse hai mera gila kya mila pyaar ka mujhe sila dil ka naa phool khilaa tujhse hai mera gila main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya
aaaa main nahin makhan khayo maiya mori kasam tori main nahin makhan khayo maiya mori main nahin makhan khayo bhor bhayo gayyan ke paachhe bhor bhayo gayyan ke paachhe madhuban mohe pathayo madhuban mohe pathayo chaar prahar bansi bat bhatkyo chaar prahar bansi bat bhatkyo saanjh pare ghar aayo maiya mori main nahin makhan khayo main baalak bahiyan ko chhoto main baalak bahiyan ko chhoto chheenko kahin bidhi paayo chheenko kahin bidhi paayo gwaal baal sab bair pare hain gwaal baal sab bair pare hain barbas mukh liptaayo maiya mori main nahin makhan khayo ye le apni lakuti kamaliyaan ye le apni lakuti kamaliyan bahut hi naach nachaayo bahut hi naach nachaayo soordaas tab binhsi yasoda soordaas tab binhsi yasoda le urr kanth lagaayo maiya mori main nahin makhan khayo maiya mori kasam tori main nahin makhan khayo maiya mori main nahin makhan khayo
aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa maiyaa mori mori mori maiyaa mori mori maiyaa mori maiyaa mori main nahin maakhan khaayo maiyaa mori mori mori mori main nahin maakhan khaayo ri maiyaa mori main nahin maakhan khaayo maiyaa mori bhor bhayo gaiyan ke paachhe tune madhuban mohi pathaayo bhor bhayo gaiyan ke paachhe tune madhuban mohi pathaayo chaar prahar bansi bat batkyo saanjh pare main ghar aayo o ri maiyaa mori main kab maakhan khaayo ri maiyaa mori main kab maakhan khaayo ri maiyaa mori main kab maakhan khaayo bhor bhayooooooooooo bhor bhayooooooooooo bhoooor gayian ke paachhe tune madhuban mohi pathaaaayooooo bhor bhayooooo bhor bhayooooo bhor bhayoooo gaiyan ke paachhe tune madhuban mohi pathayo chaar prahar bansi bat bhatkyo saanjh pare ghar aayo ri maiyaa mori main kab maakhan khaayo ri maiyaa mori main kab maakhan khaayo maiyaa mori main baalak bahiyan ko chhoto chhoto chhoto chhoto main baalak bahiyan ko chhoto ye chhiko kiss vidhi paayo ye
hmmmmmmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmmmmmmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm thukrao thukrao ab ke pyaar karo main nashe mein hoon thukrao thukrao thukrao ab ke pyaar karo main nashe mein hoon jo chaaho mere yaar karo main nashe mein hoon thukrao thukrao thukrao ab ke pyaar karo main nashe mein hoon ab bhi dila raha hoon ab bhi dila raha hoon yakeen e wafaa magar ab bhi dila raha hoon yakeen e wafaa magar ab bhi dila raha hoon ab bhi dila raha hoon yakeen e wafaa magar mera naa aitbaar karo main nashe mein hoon mera naa aitbaar karo main nashe mein hoon main nashe mein hoon main nashe mein hoon girne do girne do tum mujhe mera saagar sambhal lo girne do girne do girne do girne do girne do tum mujhe girne do tum mujhe mera saagar sambhal lo itna to mere yaar karo main nashe mein hoon itna to mere yaar karo main nashe mein hoon main nashe mein hoon main nashe mein hoon main nashe mein hoon main nashe mein hoon mujhko kadam kadam pe bhatakne do waaizon mujhko kadam kadam pe
main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise lut gaye hosh to phir hosh mein aaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise main nigaahein chhaa rahi thi teri mehki hui zulfon ki ghata teri aankhon ne teri aankhon ne pilaadi to main peeta hi gaya tauba tauba tauba tauba tauba tauba wo nasha hai ke bataaoon kaise main nigaahein shokh nazren ye sharaarat se na baaz aayengi kabhi ruthengi kabhi ruthengi kabhi milke palat jaayengi tujh se nibh jaayegi nibh jaayegi tujh se nibh jaayegi main inse nibhaaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise lut gaye hosh to phir hosh mein aaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise main nigaahein
main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re paglepan ki peer wo jaane bichhade jiska meet re main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re main paagal kahe ye duniyaa main deewana din ko dekhun sapne deewani duniyaa kya jaane deewani duniyaa kya jaane ye sapne hain apne ye sapne hain apne ghaayal mann ki hansi udaaye ye duniyaa ki reet re main paagal chhupi huyi meri kaaya mein raakh kisi parwaane ki chhupi huyi meri kaaya mein raakh kisi parwaane ki ye mera dukhiyaa jeevan hai hoonk kisi deewaane ki mann ke toote taar bajaa kar gaaun apne geet re main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re main paagal
main piya teri tu maane yaa naa maane duniyaa jaane tu jaane yaa naa jaane kaahe ko bajaaye tu meethi meethi taane main piya teri tu maane yaa naa maane murli ki lai ne dil mera chheena taar jagaaye dil ke taar jagaaye raag bikhere jab tere dil ne raag uthaaye maine raag uthaaye mitne naa doongi ye pyaar ke taraane main piya teri tu maane yaa naa maane duniyaa jaane tu jaane yaa naa jaane kaahe ko bajaaye tu meethi meethi taane main piya teri tu maane yaa naa maane preet ki dori tum sang baandhi tum sang baandhi saiyaan tum sang baandhi bujhne naa doongi preet ka deepak kitni bhi aaye saiyaan duniyaa ki aandhi main nahin badli ye badle zamaane main piya teri tu maane yaa naa maane duniyaa jaane tu jaane yaa naa jaane kaahe ko bajaaye tu meethi meethi taane main piya teri tu maane yaa naa maane
aa aa ha ha ha ha ha ha aa aa ha ha ha main pyaar ka deewana sabse mujhe ulfat hai har phool mera dil hai aur dil mein muhobbat hai main pyaar ka deewana sabse mujhe ulfat hai har phool mera dil hai aur dil mein muhobbat hai main pyaar ka deewana ghabra ke khija gujri aur daur naya aaya insaan ke jeevan mein ik rang naya laya seene mein nayi hulchul seene mein nayi hulchul chehre pe bhi rangat hai main pyaar ka deewana sabse mujhe ulfat hai har phool mera dil hai aur dil mein muhobbat hai main pyaar ka deewana aa aa ha aa la la la la la la la ha ha ho ho sunta hoon main lahron se sangeet baharon ke dum lene ko rukta hoon saaye mein chanaron ke kaante ho ke angare kaante ho ke angare chalna meri aadat hai main pyaar ka deewana sabse mujhe ulfat hai har phool mera dil hai aur dil mein muhobbat hai main pyaar ka deewana aa aa ha ha ha ha ha ha aa aa ha ha ha
main pyaar ka raahi hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thehar jaaun tum ek musaafir ho kab chhod ke chal doge ye soch ke ghabraaun main pyaar ka raahi hoon tere bin jee lage na akele ho sake to mujhe saath lele naazni tu nahin ja sakegi chhod kar zindagi ke jhamele naazni naazni tu nahin ja sakegi chhod kar zindagi ke jhamele jab bhi chhaye ghata yaad karna zara saat rangon ki umr kahaani main pyaar ka raahi hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thehar jaaun tum ek musaafir ho kab chhod ke chal doge ye soch ke ghabraaun main pyaar ka raahi hoon pyaar ki bijliyaan muskuraaye dekhiye aap par gir na jaaye dil kahe dekhta hi rahoon mein saamne baith kar ye adaayein haai dil kahe dil kahe dekhta hi rahoon mein saamne baith kar ye adaayein na main hoon nazni na main hoon mahaazbi aap ki hi nazar hai diwaani main pyaar ka raahi hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thehar jaaun tum ek musaafir ho kab chhod ke chal doge ye soch ke ghabraaun main pyaar ka raahi hoon
main pyaasa tum saawan main pyaasa tum saawan main dil tum meri dhadkan ho na hoon to ho ho na hoon to main pyaasi tum saawan main pyaasi tum saawan main dil tum meri dhadkan ho na hoon to ho ho na hoon to aankhon ko jab band karoon main aankhon ko jab band karoon main sapne tumhaare aayen hooo pyaar bina ye jeevan phikaa sapne ye samjhaayen mann se mann ki dori ka tumhin to ho bandhan ho na hoon to ho ho na hoon to maine jab jab anjaane se maine jab jab anjaane se dekhi haath ki rekha main batlaa doon uss rekha mein tumne mujhe hi dekha main to ik parchhayee hoon tumhin ho mere darpan ho na hoon to ho ho na hoon to main pyaasa tum saawan main pyaasa tum saawan main dil tum meri dhadkan ho na hoon to ho ho na hoon to
main pyaasa tum saawan main pyaasa tum saawan main dil tum meri dhadkan ho naa hoon toh ho ho naa hoon toh main pyaasa tum saawan aankhon ko jab band karoon main sapne tumhaare aaye pyaar bina yeh jeevan pheeka sapne yeh samjhaye mann se mann ki dori ka tumhin to ho bandhan ho naa hoon toh ho ho naa hoon toh main pyaasa tum saawan main jab chhedun dil ke taraane chup ke se sun lena yeh nagmein hain pyaar ki kaliyaan dheere se chunn lena tera mera rishta jaise khushboo aur chandan hai naa hai toh hai hai naa hai toh main pyaasa tum saawan
oo ho ho oo ho ho oo ho ho main raahi anjaan raahon ka main raahi anjaan raahon ka o yaaro mera naam anjana oye main raahi anjaan raahon ka o yaaro mera naam anjana o yaaro mera naam anjana main panchhi anjaan bagon ka o yaaro mera naam anjana mere saare geet anjane mere saare geet anjane jaane kya ye log deewane jaane bas ye kaliyan ye phoolon ki galiyan jaane bas ye kaliyan ye phoolon ki galiyan main raagi anjaan geeton ka baharo mera naam anjana oye main raahi anjaan raahon ka o yaaro mera naam anjana chalta hoon main door manzil se chalta hoon main door manzil se mera kya hai kaam sahil se har toofani dhara mera hai kinara har toofani dhara mera hai kinara main manjhi anjaan dharon ka nazaron mera naam anjana oye main raahi anjaan raahon ka o yaaro mera naam anjana raste mein bahaar mil jaye raste mein bahaar mil jaye shayad koi yaar mil jaye nikla hoon akela dhoondhu koi mela nikla hoon akela dhoondhu koi mela main saathi anjaan sapnon ka pukaro mera naam
main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon ye mast ghata meri chaadar hai ye dharti mera bistar hai ye mast ghata meri chaadar hai ye dharti mera bistar hai main raat mein din kaa ujaala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon ye bijli raah dikhaati hai manzil pe mujhe pahunchaati hai ye bijli raah dikhaati hai manzil pe mujhe pahunchaati hai main toofanon kaa paala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon main machloon to ek aag bhi hoon main machloon to ek aag bhi hoon main jhoomoon to ek raag bhi hoon main jhoomoon to ek raag bhi hoon duniyaa se door niraala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon
    Songs Title Film/Album Song Number
Main Kaa Karun Sangam (1964) 12017
Main Kahin Kavi Na Pyar Hi Pyar (1969) 20856
Main Kamsin Hoon Naadaan Ayee Milan Ki Bela (1964) 20857
Main Kho Gaya Yahin 12 O'clock (1958) 36022
Main Khushnaseeb Hoon Tower House (1962) 14353
Main Kise Apna Kahoon Ek Thi Reeta (1971) 20858
Main Naa Bhulunga Roti Kapada Aur Makaan (1974) 14084
Main Naa Jaanun Ashiana (1952) 12742
Main Nahin Makhan Khayo Lata Mangeshkar 19105
Main Nahin Makhan Khayo (Live) Anup Jalota 18098
Main Nashe Mein Hoon Jagjit Singh 14689
Main Nigaahein Tere Chehre Se Aap Ki Parchhaiyan (1964) 20861
Main Paagal Mera Ashiana (1952) 12743
Main Piya Teri Basant Bahar (1956) 12859
Main Pyaar Ka Deewana Ayee Milan Ki Bela (1964) 20863
Main Pyaar Ka Raahi Ek Musafir Ek Hasina (1962) 20864
Main Pyaasa Tum (Duet) Faraar (1975) 18208
Main Pyaasa Tum Saawan Faraar (1975) 18212
Main Raahi Anjaan Anjaana (1969) 12690
Main Raahi Bhatakne Waala Badal (1951) 12790