MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

ye dil ki lagi kam kya hogi ye ishq bhala kam kya hoga jab raat hai aisi matwaali jab raat hai aisi matwaali phir subah ka aalam kya hoga phir subah ka aalam kya hoga nagmon se barasti hai masti chhalke hain khushi ke paimaane aa aa jaisi baahaarein aayi hain kal jiske banenge afsaane ab isse jiyaada aur haseen ye pyaar ka mausam kya hoga ab isse jiyaada aur haseen ye pyaar ka mausam kya hoga ye aaj ka rang aur ye mehfil dil bhi hai yahaan dildaar bhi hai aankhon mein qayaamat ke jalwe seene mein tadapta pyaar bhi hai iss rang mein koi jee le agar marne ka use ghum kya hoga iss rang mein koi jee le agar marne ka use ghum kya hoga haalat hai ajab deewaanon ki ab khair nahin parwaanon ki anjaamein muhabbat kya kahiye lay badhane lagi armaanon ki aise mein jo payal toot gayi phir aye mere humdam kya hoga aise mein jo payal toot gayi phir aye mere humdam kya hoga
ooooo oooo ooooooo ooooo ooooo ooooo ooooo aaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa ye dil lekar nazraana aa gaya tera deewana ye dil lekar nazraana aa gaya tera deewana dilbar jaani naa dena dil tod tod tod dilbar jaani naa dena dil tod tod tod ye pyaar hai gehra saagar hai doob ke tujhko jaana ye pyaar hai gehra saagar hai doob ke tujhko jaana dilbar jaani jaa jaa re palla chhod chhod chhod dilbar jaani jaa jaa re palla chhod chhod chhod hooo ooooo oooo oooooo aaaaa aaaaaa aaaaaaaa nas nas mein hai bijli kahin jal naa jaana soch samjh kar humse zara dil takraana raah pyaar ki badi kathin hai kahaan chala marjaane dilbar jaani jaa jaa re palla chhod chhod chhod dilbar jaani jaa jaa re palla chhod chhod chhod ye dil lekar nazraana aa gaya tera deewana dilbar jaani naa dena dil tod tod tod dilbar jaani naa dena dil tod tod tod hooo ooooo oooo oooooo ooooo ooooo ooooooooo toot pade ye bijli to kismat chamke aag mein tap kar sona are aur bhi damke haar jeet ki
hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hmmmmmm zooo zooo zooo zoooo zooo zooo zooo tirdi eee eee eee tirdi eee eee eee tirdi eee ye dil na hota bechara kadam na hote aawara jo khoobsurat koi apna humsafar hota ho ho ho ho ye dil na hota bechara kadam na hote aawara jo khoobsurat koi apna humsafar hota suna jab se zamaane hai bahaar ke hum bhi aaye hai raahi ban ke pyaar ke suna jab se zamaane hai bahaar ke hum bhi aaye hai raahi ban ke pyaar ke koi na koi bulaayega khade hai hum bhi raahon mein ye dil na hota bechara kadam na hote aawara jo khoobsurat koi apna humsafar hota are maana usko nahin main pehchantaa banda uska pata bhi nahin jaanta maana usko nahin main pehchantaa banda uska pata bhi nahin jaanta milna likha hai to aayega khade hai hum bhi raahon mein ye dil na hota bechara kadam na hote aawara jo khoobsurat koi apna humsafar hota uski dhun mein padega dukh jhelna seekha humne
ye dil nahin hai ke jiske sahaare jeete hain ye dil nahin hai ke jiske sahaare jeete hain lahoo ka jaam hai jo suboh shaam peete hain ye dil nahin hai chhupaya laakh magar ishq hai nahin chhupta chhupaya laakh magar ishq hai nahin chhupta ye ashq aankh mein aaya hua nahin rukta ke aag lagti hai ke aag lagti hai jab aansuon ko peete hain lahoo ka jaam hai jo suboh shaam peete hain ye dil nahin hai tadap tadap ke nikalenge dil ke armaan hum tadap tadap ke nikalenge dil ke armaan hum karenge ranjj se paida khushi ke saamaan hum ke ghum ki nok se ke ghum ki nok se hum apne zakhm seete hai lahoo ka jaam hai jo suboh shaam peete hain ye dil nahin hai kabhi qaraar naa aayega humko jeene se kabhi qaraar naa aayega humko jeene se ilaaz zehar ka hota hai zehar peene se ke sar pe maut ka ke sar pe maut ka saaya hai phir bhi jeete hain lahoo ka jaam hai jo suboh shaam peete hain ye dil nahin hai ke jiske sahaare jeete hain ye dil nahin hai ke jiske sahaare jeete hain
hmm hmm mmm mmm mmm mmm mmm mmm aa aa aa aa aa aa aa aa ye dil sun raha hai tere dil ki zubaan ye dil sun raha hai tere dil ki zubaan aye mere hum nasheen main wahaan tu jahaan ye dil sun raha hai tere dil ki zubaan aaaa aaaa aaaa aaaa meri sadaa mein bole tu ye koi kya jaane meri sadaa mein bole tu ye koi kya jaane geet mein hai saaz mein hai tu hi tu nagma kahaan ye dil sun raha hai tere dil ki zubaan ye dil sun raha hai tere dil ki zubaan aye mere hum nasheen main wahaan tu jahaan ye dil sun raha hai tere dil ki zubaan dard e muhabbat ke siva main bhi kya tu bhi kya dard e muhabbat ke siva main bhi kya tu bhi kya ye zameen hum aasmaan hum ab humein jaana kahaan jaana kahaan ab humein jaana kahaan jaana kahaan aaaa aaaaaa aaaa aaaaaa aaaa aaa
ye dil tum bin kahin lagta nahin hum kyaa karein ye dil tum bin kahin lagta nahin hum kyaa karein tasawur mein koi bastaa nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane wafaa hum kyaa karein lute dil mein diya jalta nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane adaa hum kyaa karein ye dil tum bin kahin lagta nahin hum kyaa karein kisi ke dil mein bas ke dil ko tadpaana nahin achchhaa kisi ke dil mein bas ke dil ko tadpaana nahin achchhaa nigaahon ko jhalak de de ke chhup jaana nahin achhaa umeedon ke khile gulshan ko jhulsaanaa nahin achhaa humein tum bin koi jachtaa nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane wafaa hum kyaa karein lute dil mein diya jalta nahin hum kyaa karein mohabbat kar to lein lekin mohabbat raas aaye bhi mohabbat kar to lein lekin mohabbat raas aaye bhi dilon ko bojh lagte hain kabhi zulfon ke saaye bhi hazaron ghum hain iss duniya mein apne bhi paraye bhi mohabbat hi kaa ghum tanhaa nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane adaa
haa aa haa aa haa aaa haa ye din to aata hai ik din jawaani mein aankhein milein to lage aag paani mein dil ko to khona hai khona hai kho jaaye aage jo hona hai hona hai ho jaaye ye din to aata hai ik din jawaani mein aankhein milein to lage aag paani mein dil ko to khona hai khona hai kho jaaye aage jo hona hai hona hai ho jaaye ye din to aata hai ik din jawaani mein haa aa haa aa jab koi dil mein samata hai kya aag dil mein lagata hai soyee mohabbat jagata hai raaton ki neendein udaata hai yaadon mein khaabon mein chori se aa jaaye aaye to pyaasa dil deewaana ho jaaye ye din to aata hai ik din jawaani mein aankhein milein to lage aag paani mein hum hoke deewaane aaye hain dil ki ye saugaat laaye hain saason pe tere hi saaye hain sapne tere dil pe chhaaye hain koi bhi jaane na kaise dil aa jaaye aa jaaye dil mein jo dil se wo na jaaye ye din to aata hai ik din jawaani mein aankhein milein to lage aag paani mein dil ko to khona hai khona hai kho jaaye aage jo hona
ye divilo virisina paari jaatamooo ye kavilo merisina prema geethamooo naa madilo neevai nindipoyenee ye divilo virisina paari jaatamooo ye kavilo merisina prema geethamooo nee roopame divya deepamai nee navvule navya tharalai naa kannula vennela kaanti nimpeneeee ye divilo virisina paari jaatamooo ye kavilo merisina prema geethamooo paala buggalanu letha siggulo allavinchaga raave neeli mungurulu pilla gaalitho aata laadaga raave kaali andiyalu ghallu ghallumana raaja hamsala raavee ye divilo virisina paari jaatamooo ye kavilo merisina prema geethamooo nidura mabbulanu merupu theegavai kalalu repinavi neeve brathuku veenapai pranaya raagamulu aalapinchinadi neeve padamu padamulo madhuvulooraga kaavya kanyavai raaveee ye divilo virisina paari jaatamooo ye kavilo merisina prema geethamooo
ye dosti hum nahin todenge todenge dum magar tera saath na chhodenge ye dosti hum nahin todenge todenge dum magar tera saath na chhodenge arre meri jeet teri jeet teri haar meri haar sun ae mere yaar tera ghum mera ghum meri jaan teri jaan aisa apna pyaar jaan pe bhi khelenge tere liye le lenge jaan pe bhi khelenge tere liye le lenge sabse dushmani ye dosti hum nahin todenge todenge dum magar tera saath na chhodenge logon ko aate hain do nazar hum magar dekho do nahin arre ho juda ya khafa ae khuda hai dua aisa ho nahin khana peena saath hai marna jeena saath hai khana peena saath hai marna jeena saath hai saari zindagi ye dosti hum nahin todenge todenge dum magar tera saath na chhodenge ye dosti hum nahin todenge todenge dum magar tera saath na chhodenge
ye duniyaa hai ye duniyaa hai ye duniyaa hai yahaan dil ka lagana kiss ko aata hai hazaaron pyaar karte hain hazaaron pyaar karte hain nibhaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai yahaan dil mein samaana kiss ko aata hai mitaane waale laakhon hain mitaane waale laakhon hain banaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai nighaahen pher li tumne to hum kiss ki taraf dekhen kiss ki taraf dekhen tumhin keh do muhabbat ka fasaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai wafaa ka yun to dam bharte hain iss duniyaa mein sab lekinnnn duniyaa mein sab lekin wafaa ke naam par mitt kar dikhaana kiss ko aata hai hazaaron pyaar karte hain hazaaron pyaar karte hain nibhaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai yahaan dil ka lagana kiss ko aata hai ye duniyaa hai
ye duniya waale poochhenge ye duniya waale poochhenge mulaqaat hui kya baat hui ye baat kisi se na kehna ye duniya waale poochhenge mulaqaat hui kya baat hui ye baat kisi se na kehna ye duniya waale poochhenge ho ho ho oooo ye baat agar koi poochhe kyun nain tere jhuk jaate hain tum kehna inki aadat hai ye nain yunhi sharmaate hain tum logon se ye na kehna sanwariya se laage naina sanwariya se laage naina ye duniya waale poochhenge ho ho ho oooo main to ye pyaar chhupa loongi tum kaise dil ko sambhaloge dil kya tum to deewaron pe meri tasvir laga loge dekho ye kaam nahin karna mujhko badnaam nahin karna mujhko badnaam nahin karna ye duniya waale poochhenge mulaqaat hui kya baat hui ye baat kisi se na kehna ye duniya waale poochhenge ho ho ho oooo ye poochhenge wo kaun hai jo tere dil ko dhadkaata hai ye poochhenge wo kaun hai jo chhup ke sapanon mein aata hai tum mera naam nahin lena sar pe ilzaam nahin lena sar pe ilzaam nahin lena ye duniya waale poochhenge
ye mahalon ye takhton ye taajon ki duniyaa ye insaan ke dushman samaajon ki duniyaa ye mahalon ye takhton ye taajon ki duniyaa ye insaan ke dushman samaajon ki duniyaa ye daulat ke bhookhe ravaajon ki duniyaa ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai har ek jism ghaayal har ek ruh pyaasi nigaahon mein uljhan dilon mein udaasi ye duniyaa hai yaa aalam e badhawaasi ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai jahaan ek khilauna hai insaan ki hasti ye basti hai murda paraston ki basti yahaan par to jeevan se hai maut sasti ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai jawaani bhatakti hai badkaar bankar jawaan jism sajte hai baazaar bankar jahaan pyaar hotaa hai vyaapaar bankar ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa agar mil bhi jaaye to kyaa hai ye duniyaa jahaan aadami kuchh nahin hai wafaa kuchh nahin dosti kuchh nahin hai ye duniyaa
kehat kabeer suno bhayi saadho baat kahun main khari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari are kehat kabeer suno bhayi saadho baat kahun main khari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ek numbar ka haath dikhaya jab keh ke jai kaali are ek numbar ka haath dikhaya jab keh ke jai kaali itne hi se dhopi bhaari jeb ho gayi khaali do numbar hai aur niraala dekhun aur khul jaaye taala udd ke packet mein aa jaaye hare note ki bari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari numbar teen ka chamatkar dekho jab phenkun patta are numbar teen ka chamatkar dekho jab phenkun patta sab ki tabiyat karun saaf dilli ho ya calcatta chauthe mera gazab ka jhaansa aap diya dujje ko phaansa kabhi kabhi to police ko ulte dikhlaun hathkadi ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari paanchva numbar zulm ka dushman main
jeete ji duniyaa ko jalaaya mar ke aap jalaa poochho jaane waale se koi tere saath chala ye duniyaa nahin jaagir kisi ki ye duniyaa nahin jaagir kisi ki raja ho yaa rank yahan to sab hain chowkidar kuchh to aa kar chale gaye kuchh jaane ko taiyaar ye duniyaa nahin jaagir kisi ki raja ho yaa rank yahan to sab hain chowkidar kuchh to aa kar chale gaye kuchh jaane ko taiyaar khabardaar khabardaar ye duniyaa nahin jaagir kisi ki ye duniyaa nahin jaagir kisi ki apni apni kismat le ke duniyaa mein sab aaye hooo sab aaye jitne saans likhe hain jiske wo poore kar jaaye haan kar jaaye seedhi saadhi baat hai lekin samjhe naa sansaar kuchh to aa kar chale gaye kuchh jaane ko taiyaar khabardaar khabardaar ye duniyaa nahin jaagir kisi ki ye duniyaa nahin jaagir kisi ki dekh raha hai kya kya sapne raat ko sone wala hooo sone wala ye naa jaane aankh khule to kya hai hone wala haan hone wala kya mera kya tera saari baaten hain bekaar kuchh to aa kar chale gaye kuchh jaane ko
ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin kis ko sunaaun haal dil e bekaraar ka bujhta hua charaag hoon apne majaar ka aye kaash bhool jaaun magar bhoolta nahin kis dhoom se utha tha janaaza bahaar ka ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin apna pataa mile na khabar yaar ki mile dushman ko bhi na aisi sajaa pyaar ki mile unko khuda mile hai khuda ki jinhein talaash mujh ko bas ek jhalak mere dildaar ki mile ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin sehraa mein aake bhi mujh ko thikaana na milaa ghum ko bhoolaane ka koi bahaana na milaa dil tarse jis mein pyaar ko kyaa samjhun us sansaar ko ek jeetee baaji haar ke main dhoondhon bichhade yaar ko ye duniyaan ye mehfil mere kaam ki nahin mere kaam ki nahin o o o o o o o o o door
ye galiyan ye chaubaara yahan aana na dobaara ye galiyan ye chaubaara yahan aana na dobaara ab hum to bhaye pardesi ke tera yahan koi nahin ke tera yahan koi nahin leja rang birangi yaaden hasne rone ki buniyaaden ab hum to bhaye pardesi ke tera yahan koi nahin ke tera yahan koi nahin mere haathon mein bhari bhari choodiyaan mujhe bha gayi hari hari choodiyaan dekh milti hain teri meri choodiyaan tere jaisi saheli meri choodiyaan tune peesi wo mehndi rang layee meri gori hatheli rachayee teri aankh kyun laado bhar aayee teri ghar bhi bajegi shehnaayee saawan mein baadal se kehna pardes mein hai meri behna ab hum to bhaye pardesi ke tera yahan koi nahin ke tera yahan koi nahin aa maae mil le gale chale hum sasural chale tere aangan mein apna bas bachpan chhod chale kal bhi suraj niklega kal bhi panchhi gaayenge sab tujhko dikhayee denge par hum na nazar ayenge aanchal mein sanjo lena humko sapnon mein bula lena humko ab hum to bhaye pardesi ke tera yahan koi nahin
ye garv bhara mastak mera ye garv bhara mastak mera prabhu charan dhool tak jhukne de ahankaar vikaar bhare mann ko nij naam ki maala japne de ye garv bhara mastak mera prabhu charan dhool tak jhukne de ye garv bhara mastak mera main mann ke mail ko dho naa saka ye jeevan tera ho naa saka main mann ke mail ko dho naa saka ye jeevan tera ho naa saka haan ho naa saka main premi hoon itna naa jhuka gir bhi jo padun to uthne de ye garv bhara mastak mera prabhu charan dhool tak jhukne de ye garv bhara mastak mera main gyaan ki baaton ne khoya aur karamheen padh kar soya main gyaan ki baaton ne khoya aur karamheen padh kar soya jab aankh khuli to mann roya jag soye mujhko jagne de ye garv bhara mastak mera prabhu charan dhool tak jhukne de ye garv bhara mastak mera jaisa hoon main khota yaa khara nirdosh sharan mein aa to gaya jaisa hoon main khota yaa khara nirdosh sharan mein aa to gaya haan aa to gaya ik baar ye keh de khaali jaa yaa preet ki reet chhalakne de ye garv
ye hariyali aur ye raasta ye hariyali aur ye raasta in raahon par tera mera jeevan bhar ka waasta ye hariyali aur ye raasta ye hariyali aur ye raasta in raahon par tera mera jeevan bhar ka waasta ye hariyali aur ye raasta phula phala hai preet ka angana gaati hoon tere pyaar ki rachna dil ki ye baatein dil mein na rakhna dil ki ye baatein dil mein na rakhna kah do jo kahna hai o more sajna ye hariyali aur ye raasta ye hariyali aur ye raasta in raahon par tera mera jeevan bhar ka waasta ye hariyali aur ye raasta tum rahte ho mere man mein jaise ujala chand ke tan mein jaise khushboo phool badan mein jaise khushboo phool badan mein jaise ye thandak hai mast pawan mein ye hariyali aur ye raasta ye hariyali aur ye raasta in raahon par tera mera jeevan bhar ka waasta ye hariyali aur ye raasta aag ulfat ki dil mein lagi hai dheere dheere badti rahi hai pyaasi koyaliya jalti rahi hai pyaasi koyaliya jalti rahi hai jal jal ke tujhse ye kehti rahi hai ye hariyali aur ye
ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan aa gaye hum kahan ae mere saajna in bahaaron mein dil ki kali khil gayi mujh ko tum jo mille har khushi mil gayi tere honthon pe hain husn ki bijliyaan tere gaalon pe hain zulf ki badliyaan tere daaman ki khushboo se mehke chaman sangemarmar ke jaisa ye tera badan mere jaanejaan main teri chaandni chhed do tum aaj koi pyaar ki raagini ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan aa gaye hum kahan ae mere saajna ye bandhan hai pyaar ka dekho toote na sajni ye janmon ka saath hai dekho chhoote na sajna tere aanchal ki chhaaon ke talle meri manzil mujhe mil gayi teri palkon ki chhaaon ke talle mohaabat mujhe mil gayi ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan aa gaye hum kahan ae mere saajna in bahaaron mein dil ki kali khil gayi mujhko tum jo mille har khushi mil gayi ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan aa gaye hum kahan ae mere saajna jee karta hai saajna dil mein tumko bitha loon aa masti ki raat mein apna tumko bana loon uthne lage hain
ye hasrat thi ke iss duniyaa mein bas do kaam kar jaate ye hasrat thi ke iss duniyaa mein bas do kaam kar jaate tumhari yaad mein jeete tumhare ghum mein mar jaate ye hasrat thi ke iss duniyaa mein bas do kaam kar jaate ye duniyaa doobti toofan aata iss qayaamat kaaaaa haaaaaa aaaa aaaaa ye duniyaa doobti toofan aata iss qayaamat kaa agar dam bhar ko aankhon mein meri aansu thehar jaate ye hasrat thi ke iss duniyaa mein bas do kaam kar jaate tumhari yaad aa aa kar mere nashtar chubhoti hai tumhari yaad aa aa kar mere nashtar chubhoti hai mere nashtar chubhoti hai wagad naa dil ke saare zakhm itne din mein bhar jaate wagad naa dil ke saare zakhm itne din mein bhar jaate ye hasrat thi ke iss duniyaa mein bas do kaam kar jaate kahaan tak dukh uthaayeeen kahaan tak dukh uthaayen teri furkat aur judaayi keeee teri furkat aur judaayi ke agar marna hi tha ik din naa kyun phir aaj mar jaate agar marna hi tha ik din naa kyun phir aaj mar jaate ye hasrat thi ke iss duniyaa
    Songs Title Film/Album Song Number
Ye Dil Ki Lagi Kam Kya Hogi Mughal-E-Azam (1960) 13796
Ye Dil Lekar Nazraana Ek Bar Mooskura Do (1972) 18356
Ye Dil Na Hota Bechara Jewel Thief (1967) 21464
Ye Dil Nahin Hai Aabroo (1968) 21435
Ye Dil Sun Raha Hai Khamoshi (The Musical) (1996) 17972
Ye Dil Tum Bin Kahin Lagta Nahin Izzat (1968) 21436
Ye Din To Aata Hai Mahaan (1983) 18183
Ye Divilo Virisina Kanne Vayasu (1973) 15077
Ye Dosti Hum Nahin Sholay (1975) 18049
Ye Duniya Hai Shair (1949) 14216
Ye Duniya Waale Poochhenge Mahal (1969) 21066
Ye Duniyaa Agar Mil Bhi Pyaasa (1957) 21465
Ye Duniyaa Ek Numbari Dus Numbri (1976) 13209
Ye Duniyaa Nahin Chowkidar (1974) 13009
Ye Duniyaa Ye Mehfil Heer Raanjha (1970) 21438
Ye Galiyan Ye Chaubaara Prem Rog (1982) 13983
Ye Garv Bhara Mastak Mera Prabhu Charan Hari Om Sharan 15514
Ye Hariyali Aur Ye Hariyali Aur Rasta (1962) 32968
Ye haseen vaadiyaan Roja (1992) 11675
Ye Hasrat Thi Ke Nausherwan-E-Adil (1957) 15163