MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

ya keh de hum insaan nahin ya maan ja tu bhagwaan nahin ya keh de hum insaan nahin ya maan ja tu bhagwaan nahin ya keh de hum insaan nahin ya maan ja tu bhagwaan nahin hum apni khushi se aaye nahin duniya mein humein tu laya hai hum apni khushi se aaye nahin duniya mein humein tu laya hai ye sachh hai agar to phir humse kyun door teri hi chhaya hai kya hum tere mehmaan nahin ya keh de hum insaan nahin ya maan ja tu bhagwaan nahin ye ghum ki dhoop to di lekin khushiyon ki kabhi barsaat na di ye ghum ki dhoop to di lekin khushiyon ki kabhi barsaat na di jo chain ki neend mein kat jaati aisi to kabhi ik raat na di kya apna koi armaan nahin ya keh de hum insaan nahin ya maan ja tu bhagwaan nahin ghabraa ke kabhi dil kehta hai achha hai agar hum mar jaayen ghabraa ke kabhi dil kehta hai achha hai agar hum mar jaayen marna bhi to tere haath mein hai ye kaam bhi kaise kar jaayen jeena bhi koi aasan nahin ya keh de hum insaan nahin ya maan ja tu bhagwaan nahin ya keh de
yaa dil ki suno duniyaa waalo yaa mujhko abhi chup rehne do main ghum ko khushi kaise keh doon jo kehte hain unko kehne do yaa dil ki suno duniyaa waalo yaa mujhko abhi chup rehne do main ghum ko khushi kaise keh doon jo kehte hain unko kehne do yaa dil ki suno duniyaa waalo ye phool chaman mein kaisa khilaa ye phool chaman mein kaisa khilaa maali ki nazar mein pyaar nahin hanste huye kyaa kyaa dekh liyaa ab behte hain aansoon behne do yaa dil ki suno duniyaa waalo ek khaab khushi ka dekha nahin ek khaab khushi ka dekha nahin dekhaa jo kabhi to bhool gaye maangaa huaa tum kuchh de naa sake jo tumne diyaa wo sehne do yaa dil ki suno duniyaa waalo kyaa dard kisi ka legaa koi kyaa dard kisi ka legaa koi itna to kisi mein dard nahin behte huye aansoon aur bahen ab aisi tasalli rehne do yaa dil ki suno duniyaa waalo yaa mujhko abhi chup rehne do main ghum ko khushi kaise keh doon jo kehte hain unko kehne do yaa dil ki suno duniyaa waalo
yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le jiske peechhe ghum lage hon us khushi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le de nahin saktaa agar aaraam ka ik saans bhi de nahin saktaa agar aaraam ka ik saans bhi paanv mere tod de aawaaragi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le jiske peechhe ghum lage hon us khushi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le aankh mein aansu kahaan ro doon jo apne haal par aankh mein aansu kahaan ro doon jo apne haal par aa gayi jo apne ghum par us hasi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le jiske peechhe ghum lage hon us khushi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le yaa meri manzil bataa yaa zindagi ko chheen le
yaad aa gayi wo nasheeli nighahen yaaron tham lena tham lena meri baahen yaad aa gayi wo nasheeli nighahen jaam tab humne piya hai yeh ghum e dil ka nasha hai jaam tab humne piya hai yeh ghum e dil ka nasha hai kya jaanu gir ke sambhalna aaaa mere sang sang chalna yaaron tham lena tham lena meri baahen yaad aa gayi wo nasheeli nighahen
yaad aa rahaa hai tera pyaar yaad aa rahaa hai tera pyaar kahaan hum kahaan tum huye tum kahann ghum aa bhi jaa aa bhi jaa ek baar o o o yaad aa rahaa hai tera pyaar kahaan hum kahaan tum huye tum kahann ghum aa bhi jaa aa bhi jaa ek baar o o o yaad aa rahaa hai tera pyaar yaaron main to yahaan jeeta rahaa saare ghum dil ke bhoola ke de ke tumhen saari khushi maine maine yahaan kuchh bhi to paaya nahin sab kuchh paa ke mujhko mili kya zindagi o o o o ooo yaad aa rahaa hai tera pyaar kahaan hum kahaan tum huye tum kahann ghum aa bhi jaa aa bhi jaa ek baar o o o yaad aa rahaa hain tera pyaar aye dil main wohi tu wohi wohi hain ye duniyaa ke mele bichhade wo din jaane kahaan ruthe sab yahaan jaane kahaan reh gaye hum to akele aawaaz de kis ko yahaan o o o o ooo yaad aa rahaa hain tera pyaar kahaan hum kahaan tum huye tum kahann ghum aa bhi jaa aa bhi jaa ek baar o o o yaad aa rahaa hain tera pyaar waada waada rahaa saathi mere tere liye gaata chala jaaun tu mera dil
yaad aane waale kyun bhool jaate hain yaad aane waale kyun bhool jaate hain bhool jaane waale kyun yaad aate hain yaad aane waale kyun bhool jaate hain tode huye toote huye waadon ke ghum lipate rahte hai yaadon se tode huye toote huye waadon ke ghum lipate rahte hai yaadon se paas aane waale kyun door jaate hain door jaane waale kyun paas aate hain yaad aane waale kyun bhool jaate hain samjha nahin premi koi deewana ho ho samjha nahin premi koi deewana ye pyaar hai khel bada anjaana ye pyaar hai khel bada anjaana haar jaane waale kyun jeet jaate hain jeet jaane waale kyun haar jaate hain yaad aane waale kyun bhool jaate hain saawan kabhi kabhi jhoom ke barsaa hai panghat pe mann pyaasa kabhi tarsaa hai saawan kabhi kabhi jhoom ke barsaa hai panghat pe mann pyaasa kabhi tarsaa hai chhod jaane waale kyun laut aate hain laut aane waale kyun chhod jaate hain yaad aane waale kyun bhool jaate hain bhool jaane waale kyun yaad aate hain yaad aane waale kyun bhool jaate
yaad aayi aadhi raat ko yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba dil poochhta hai jhoom ke kis baat ki tauba tauba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba dil poochhta hai jhoom ke kis baat ki tauba marne bhi na denge mujhe dushman meri jaan ke marne bhi na denge mujhe dushman meri jaan ke har baat pe kehte hain ke is baat ki tauba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba dil poochhta hai jhoom ke kis baat ki tauba saaki mujhe batlaa to de munh pher ke mat hans saaki mujhe batlaa to de munh pher ke mat hans ki maine agar pee ke to kis baat ki tauba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba dil poochhta hai jhoom ke kis baat ki tauba chaahat mein wafa aur wo mar mitne ki kasmein chaahat mein wafa aur wo mar mitne ki kasmein kya khaab tha behke huye zazbaat ki tauba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba dil poochhta hai jhoom ke kis baat ki tauba tauba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba kal raat ki tauba
yaad jab aaye teri apni guzari zindagi yaad kar leta hoon main aah bhar leta hoon main yaad jab aaye teri dil mera lagta nahin kuchh mujhe bhaata nahin ye mujhe kya ho gaya kuchh samajh aata nahin yaad jab aaye teri apni guzari zindagi yaad kar leta hoon main aah bhar leta hoon main yaad jab aaye teri ye andhere raasteeee ye andhere raasteee hain mere hi vaaste ye andhere raasteee hain mere hi vaaste thokarein khaata rahun ashk barasaata rahun hai yahi taqdeer mein dil ko samjhaata rahun yaad jab aaye teri apni guzari zindagi yaad kar leta hoon main aah bhar leta hoon main yaad jab aaye teri kya khushi ki aarzoo jab khushi meri nahin maut shaayad ho meri zindagi meri nahin yaad jab aaye teri apni guzari zindagi yaad kar leta hoon main aah bhar leta hoon main yaad jab aaye teri
yaad karoge yaad karoge yaad karoge ik din humko yaad karoge tadpoge fariyaad karoge ik din humko yaad karoge aayengi jab saawan ki raaten jaag uthengi bhooli baaten bhooli baaten bhooli baaten dard se dil aabaad karoge ik din humko yaad karoge jise basaaya tha kabhi mann mein dhoondhoge dhoondhoge use baagh ban mein dhoondhoge dil ka sukoon barbaad karoge ik din humko yaad karoge dil mein basa ke chhod diya hai apna hi ghar barbaad kiya hai kaise usse aabaad karoge ik din humko yaad karoge kho kar humko paa naa sakoge honge jahaan hum aa naa sakoge aa naa sakoge paa naa sakoge tadpoge tadpoge fariyaad karoge ik din humko yaar karoge yaad karoge yaad karoge ik din humko yaar karoge
yaad na jaaye beete dinon ki jaa ke na aaye jo din dil kyun bulaye unhen dil kyun bulaye yaad na jaaye beete dinon ki jaa ke na aaye jo din dil kyun bulaye unhen dil kyun bulaye din jo pakheru hote pinjre mein main rakh leta din jo pakheru hote pinjre mein main rakh leta palta unko jatan se palta unko jatan se moti ke dane deta seene se rehta lagaye yaad na jaaye beete dinon ki jaa ke na aaye jo din dil kyun bulaye unhen dil kyun bulaye tasveer unn ki chhupa ke rakh doon jahan jee chahe tasveer unn ki chhupa ke rakh doon jahan jee chahe man mein basi ye murat man mein basi ye murat lekin miti na mitaye kehne ko hain woh paraye yaad na jaaye beete dinon ki jaa ke na aaye jo din dil kyun bulaye unhen dil kyun bulaye yaad na jaaye beete dinon ki
chudi jo khanki haathon mein haaye chudi jo khanki haathon mein chudi jo khanki haathon mein yaad piya ki aane lagi haaye bheegi bheegi raaton mein yaad piya ki aane lagi haaye bheegi bheegi raaton mein chudi jo khanki haathon mein thandi thandi pawan chale tan mann mein haaye aag lage thandi thandi pawan chale tan mann mein haaye aag lage tere pyaar ki chingaari ang ang mein haaye mere jale rim jhim si barasaaton mein haaye rim jhim si barasaaton mein rim jhim si barasaaton mein yaad piya ki aane lagi haaye bheegi bheegi raaton mein yaad piya ki aane lagi haaye bheegi bheegi raaton mein chudi jo khanki haathon mein ab ke baras haaye ye saawan jaan naa meri le jaaye are ab ke baras haaye ye saawan jaan naa meri le jaaye dhak dhak mora jiya kare tann se chunar jab udd jaaye bole jo koyal baagon mein haaye bole jo koyal baagon mein bole jo koyal baagon mein yaad piya ki aane lagi haaye bheegi bheegi raaton mein yaad piya ki aane lagi haaye bheegi bheegi raaton mein
yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad rahega yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad rahega iss duniyaa mein chhoti si apni duniyaa basaana yaad rahengaa hoooo yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad rahega ek hain hum aur ek rahenge sukh mein bhi aur dukh mein bhi hoooo ek hain hum aur ek rahenge sukh mein bhi aur dukh mein bhi jab tak hai saanson ka bandhan jab tak hai saanson ka bandhan ye bandhan toote naa kabhi janam janam ye rasmen nibhaane ki janam janam ye rasmen nibhaane ki kasmen uthana yaad rahega yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad rahega apne jahaan mein madhur hansi ki goonj kabhi naa maand pade hooo apne jahaan mein madhur hansi ki goonj kabhi naa maand pade jo bhi kadam badhta ho apna jo bhi kadam badhta ho apna ek duje ki aur badhe pyaar mein jhoom ke do saayon kaa pyaar mein jhoom ke do saayon kaa ik ho jaana yaad rahega yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad rahega yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad
haseenon mujhse mat poochho ke kya kya bechtaa hoon main chhupa kar chudiyon mein dil ki duniyaa bechtaa hoon main yaad rakhna pyaar ki nishaani gori yaad rakhna yaad rakhna pyaar ki nishaani gori yaad rakhna aabaad rakhna dil pardesi ka aabaad rakhna hoooo oooo oooo ooo ooo ooo oooo ooooo kaisi gori gori reshmi kalaayi re tere haath pardesiya aayi re hooo oooo kaisi gori gori reshmi kalaayi re tere haath pardesiya aayi re aaaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa aaa le ke haath ye chhod naa dena mukh mod naa lena ke dil mera shaad rakhna pyaar ki nishaani gori yaad rakhna main to mann ka darpan tod ke laaya dil ke tukde jod ke hooo oooo oooo saare jag se hai dekho niraala oooooo ooooo saare jag se hai dekho niraala ye baat meri yaad rakhna dil pardesi ka aabaad rakhna yaad rakhna pyaar ki nishaani gori yaad rakhna
dard chamkaa rahi hai teri yaad noor barsaa rahi hai teri yaad dil ki waadi mein chandani ki tarah failti jaa rahi hai teri yaad yaadon ka ek jhonka aaya humse milne barson baad yaadon ka ek jhonka aaya humse milne barson baad pehle itna roye nahin the pehle itna roye nahin the jitna roye barson baad barson baad yaadon ka ek jhonka aaya humse milne barson baad lamha lamha ghar ujda hai mushkil se ehsaas hua lamha lamha ghar ujda hai mushkil se ehsaas hua mushkil se ehsaas hua pathar aaye barson pehle sheeshe toote barson baad pathar aaye barson pehle sheeshe toote barson baad yaadon ka ek jhonka aaya humse milne barson baad aaj humari khaak pe duniyaa rone dhone baithi hai aaj humari khaak pe duniyaa rone dhone baithi hai rone dhone baithi hai phool huye hain jaane kaise itne saste barson baad phool huye hain jaane kaise itne saste barson baad pehle itna roye nahin the pehle itna roye nahin the jitna roye barson baad barson baad yaadon ka ek jhonka aaya humse milne
yaadon ki baraat nikli hai aaj dil ke dwaare dil ke dwaare yaadon ki baraat nikli hai aaj dil ke dwaare dil ke dwaare sapnon ki shehnai beete deenon ko pukare dil ke dwaare ho o o chhedo tarane milan ke pyaare pyaare sang hamare badle na apna yeh aalam kabhi jeevan mein bichhdenge na hum kabhi badle na apna yeh aalam kabhi jeevan mein bichhdenge na hum kabhi yun bhi jaoge aakhir kahan hoke hamare yaadon ki baraat nikli hai aaj dil ke dwaare dil ke dwaare sapnon ki shehnai beete deenon ko pukare dil ke dwaare aage bhi hoga jo uska karam yeh din to manayenge har saal hum apne aangan naache gaayenge chanda sitare yaadon ki baraat nikli hai aaj dil ke dwaare dil ke dwaare sapnon ki shehnai beete deenon ko pukare dil ke dwaare
yaadon mein wo sapnon mein hai jaaye kahan dhadkan ka bandhan to dhadkan se hai saanson se hoon main kaise judaa apnon ko doon main kaise bhulla yaadon mein wo sapnon mein hai jaaye kahan dhadkan ka bandhan to dhadkan se hai ye phool ye kaliyaan sabhi rok rahi raahein meri ye meet ye sakhiyaan sabhi dhoond rahi nigaahein meri har mod par ek sapna khada jaana hai mushkil mera yaadon mein wo sapnon mein hai jaaye kahan dhadkan ka bandhan to dhadkan se hai naina mere ansuwan bhare poochh rahe chali hai kahan behti nadi kehne lagi tera to hai yehi jahaan har mod par koi apna khada dekhoon main mudke jahan yaadon mein wo sapnon mein hai jaaye kahan dhadkan ka bandhan to dhadkan se hai saanson se hoon main kaise judaa apnon ko doon main kaise bhulla yaadon mein wo sapnon mein hai jaaye kahan dhadkan ka bandhan to dhadkan se hai
yaar andha nilavu aen indha kanavu yaro solla yaro endru yaro vandha uravu kaalam seidha kolam ingu naan vandha varavu yaar andha nilavu aen indha kanavu yaro solla yaro endru yaro vandha uravu kaalam seidha kolam ingu naan vandha varavu maalaiyum manjallum mariyadhay oru sodhanai manjam nenjam aaduvadhay perum vedhanai deivamay yaaridam yaarai nee thandhaiyo un koyil deepam mariyadhai nee arivayo ohohoohh koyil deepam mariyadhu nee arivayo yaar andha nilavu aen indha kanavu yaro solla yaro endru yaro vandha uravu kaalam seidha kolam ingu naan vandha varavu aadiya nadagam mudiyavilai oru naalilay angum ingum shanthi illai silar vazhvilay deivamay yarudan medaiyil nee nindrayo indru yaarai yaraaai nerinilay nee kandaiyo oh oh oh oh oh oh oh yaar andha nilavu aen indha kanavu yaro solla yaro endru yaro vandha uravu kaalam seidha kolam ingu naan vandha varavu naan vandha varavu
yaar baadshah yaar dilrubaa yaar baadshah yaar dilrubaa qatil aankhon waale o dilbar matwaale dil hai tere hawaale yaar baadshah yaar dilrubaa qatil aankhon waale o dilbar matwaale dil hai tere hawaale yaar baadshah yaar dilrubaa hooo yaar baadshah yaar dilrubaa raaton ki tanhaayi meri jaan naa le le teri laaparwaahi mere pyaar se khele hoooooo nagmen hain rufaani mausam hai nooraani main teri deewaani yaar baadshah yaar dilrubaa qatil aankhon waale o dilbar matwaale dil hai tere hawaale yaar baadshah yaar dilrubaa hoooo yaar baadshah yaar dilrubaa mastaane albele meri baat samjh le dil ki dhadkan sun kar jazbaat samjh le hoooooo kyun tadpaaye aa jaa dil ghabraaye aa jaa chain naa aaye aa jaa yaar baadshah yaar dilrubaa qatil aankhon waale o dilbar matwaale dil hai tere hawaale yaar baadshah yaar dilrubaa hooo yaar baadshah yaar dilrubaa
armaanon ke iss gulshan mein tum aaye ho saawan ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah tum kya jaano mere dil mein tum rehti ho dhadkan ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah sagar ke sang lehar kiran suraj ke saath mein chalti hai shama hamesha parwane ki chaahat mein hi jalti hai phool mein khushboo rehti hai aur seep mein moti rehta hai tera mera hoga milan dharti se ambar kehta hai mere hothon pe rehna har dam saazon mein chhupi sargam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah mil ke juda ab hone se dil kyon darta hai khone se mil ke juda ab hone se dil kyon darta hai khone se main tere saath mein ab rahoonga sadda maine lee hai kasam hai mera faisla aakhri saans tak hum na honge juda yaar badal na jaana mausam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah tum kya jaano mere dil mein tum rehti ho dhadkan ki tarah yaar badal na jaana mausam
yaar bina chain kahaan re pyaar bina chain kahaan re sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le yaar bina chain kahaan re pyaar bina chain kahaan re sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le koi naya sapna nighaahon mein to hai koi naya saathi nayi raahon mein to hai dil jo milenge taqdeer banegi zindagi ki nayi tasveer banegi pyaar mein ye dil beqaraar kar le yaar bina chain kahaan re pyaar bina chain kahaan re sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le are pyaar kar le yaar humien paisa nahin pyaar chahiye koi manchaaha dildaar chahiyeee heere moti aise jahaan dil na tulle sapnon ka aisa sansaar chahiye yeh bhi hoga thoda intezaar karle yaar bina chain kahaan re pyaar bina chain kahaan re sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le are pyaar kar le sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le are pyaar kar le sona nahin chandi nahin yaar to mila are pyaar kar le are pyaar kar le
    Songs Title Film/Album Song Number
Ya Keh De Hum Insaan Chhaya (1961) 32068
Yaa Dil Ki Suno Duniyaa Waalo Anupama (1966) 21416
Yaa Meri Manzil Bataa Rakhi (1962) 14055
Yaad Aa Gayi Wo Manzil (1960) 13683
Yaad Aa Rahaa Hai Disco Dancer (1982) 21417
Yaad Aane Waale Dhoon (1991) 21418
Yaad Aayi Aadhi Raat Kanhaiya (1959) 13519
Yaad Jab Aaye Teri Mohar (1959) 32118
Yaad Karoge Do Bhai (1947) 13140
Yaad Na Jaaye Dil Ek Mandir (1963) 21420
Yaad Piya Ki Aane Lagi Pyaar Koi Khel Nahin (1999) 18104
Yaad Rahega Pyaar Ka Umar Qaid (1975) 14377
Yaad Rakhna Nagin (1954) 13818
Yaadon Ka Ek Jhonka Pankaj Udhas 18331
Yaadon Ki Baraat Yaadon Ki Baaraat (1973) 14416
Yaadon Mein Wo Sapnon Mein Hai Jaaye Kahan Swami (1977) 14308
Yaar Antha Nilavu Shanthi (1965) 35863
Yaar Baadshah Yaar Dilrubaa C I D 909 (1967) 11918
Yaar Badal Na Jaana Talaash (2003) 18100
Yaar Bina Chain Kahaan Re Saaheb (1985) 18064