MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

ye khushi ka samaan zindagi hai jawaan aa nighaahen mila ke to dekh keh rahi hai fizaa do ghadi muskuraa dil ki duniyaa basaa ke to dekh mausam naya aa gaya le kar fasaane naye mausam naya aa gaya le kar fasaane naye kehti hai ye bekhudi gaa le taraane naye aankhon se masti luta dil ko machalnaa sikha aankhon se masti luta dil ko machalnaa sikha dil ki khushi ke liye duniyaa ko tu bhool jaa ye khushi ka samaan zindagi hai jawaan aa nighaahen mila ke to dekh keh rahi hai fizaa do ghadi muskuraa dil ki duniyaa basaa ke to dekh ulfat ki raahon mein aa daaman ko rangeen bana ulfat ki raahon mein aa daaman ko rangeen bana dil ke jahaan ko badal apna muqaddar jagaa ye khushi ka samaan zindagi hai jawaan aa nighaahen mila ke to dekh keh rahi hai fizaa do ghadi muskuraa dil ki duniyaa basaa ke to dekh
charagon ka laga mela ye jhanki khoobsoorat hai magar wo roshni hai kahaan mujhe jiski zarurat hai ye khushi leke main kya karun meri hai ab talak raat kaali ye khushi leke main kya karun meri hai ab talak raat kaali jagmagate diyo mat jalo jagmagate diyo mat jalo mujhse ruthi hai meri deewali ye khushi leke main kya karun meri hai ab talak raat kaali jinse roshan thi ye zindagi wo ujaale kahin chal diye jinse roshan thi ye zindagi wo ujaale kahin chal diye roshni mere aakash ko dene waale kahin chal diye chal diye hain mere devta dil ka mandir pada aaj khali jagmagate diyo mat jalo mujhse ruthi hai meri deewali ye khushi leke main kya karun meri hai ab talak raat kaali ye chamak ye damak aaj ki kuchh paraayi si hai lag rahi ye chamak ye damak aaj ki kuchh paraayi si hai lag rahi aaj ki anjuman mein mujhe ik judayi si hai lag rahi main hansun bhi to hans na sakun meri hai daastan hi niraali jagmagate diyo mat jalo mujhse ruthi hai meri deewali ye khushi leke main
hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa ye kisne geet chheda ye kisne geet chheda dil mera naache thirak thirak kisne geet chheda ye kis ki zulf bikhri ye kis ki zulf bikhri jag saara gaya mehak mehak kis ki zulf bikhri chori chori haule haule thandi thandi hawaayen chori chori haule haule thandi thandi hawaayen kaliyon ke mukh chumen bagiyaa ko dulraaye daali daali jaaye lachak lachak kis ki zulf bikhri ye kisne geet chheda dil mera naache thirak thirak kisne geet chheda tumne hi kiya tona tumne hi jaadu phera tumne hi kiya tona tumne hi jaadu phera anjaani dagari pe chala dekho mann mera matwaala gaya behak behak kisne geet chheda ye kis ki zulf bikhri jag saara gaya mehak mehak kis ki zulf bikhri ek baazi maine jeeti ek baazi dil haara ek baazi maine jeeti ek baazi dil haara mere saajan tere kaaran maine chhoda jag saara sang tere chali runak jhunak kisne geet chheda ye kis ki zulf bikhri jag saara
ye kya hua kaise hua kab hua ye kya hua kaise hua kab hua kyun hua jab hua tab hua oo chhodo ye na socho hm hm hm ye kya hua kaise hua kab hua kyun hua jab hua tab hua oo chhodo ye na socho hm hm hm ye kya hua hum kyun shikva karen jhoota kya hua jo dil toota hum kyun shikva karen jhoota kya hua jo dil toota sheeshe ka khilona tha kuchh na kuchh to hona tha hua ye kya hua kaise hua kab hua kyun hua jab hua tab hua oo chhodo ye na socho hm hm hm ye kya hua humne jo dekha tha suna tha kya batayen wo kya tha humne jo dekha tha suna tha kya batayen wo kya tha sapna salona tha khatam to hona tha hua ye kya hua kaise hua kab hua kyun hua jab hua tab hua oo chhodo ye na socho hm hm hm ye kya hua aye dil chal pee kar jhumen inhi galiyon mein ghumen aye dil chal pee kar jhumen inhi galiyon mein ghumen yahan tujhe khona tha badnaam hona tha hua ye kya hua kaise hua kab hua kyun hua jab hua tab hua oo chhodo ye na socho hm hm hm ye kya hua
ye kya jagah hai doston ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai had e nigaah tak jahaan had e nigaah tak jahaan gubaar hi gubaar hai gubaar hi gubaar hai ye kya jagah hai doston ye kis maqaam par hayaat ye kis maqaam par hayaat mujhko le ke aa gayi mujhko le ke aa gayi naa bas khushi pe hain jahaan naa bas khushi pe hain jahaan naa ghum pe ikhtiyaar hai naa ghum pe ikhtiyaar hai ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai tamaam umr ka hisaab tamaam umr ka hisaab maangti hai zindagi maangti hai zindagi ye mera dil kahe to kya ye mera dil kahe to kya ke khud se sharmsaar hai ke khud se sharmsaar hai ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai bulaa raha hai kaun bulaa raha hai kaun mujhko chilmano ke uss taraf mere liye bhi kya koi mere liye bhi kya koi udaas beqaraar hai udaas beqaraar hai ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai had e nigaah tak jahaan gubaar hi
ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya wo khel dikhaaya tune madhosh banaaya tune wo khel dikhaaya tune madhosh banaaya tune o jaadugar matwaale bechain banaaya tune o jaadugar matwaale bechain banaaya tune sun re piya kaisa jeeya nazron ka paimaana ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya jab aankh mili sharmaaun main khoyi khoyi jaaun jab aankh mili sharmaaun main khoyi khoyi jaaun aankhon ki kaliyaan kaanpe jab saamne tujhko paaun aankhon ki kaliyaan kaanpe jab saamne tujhko paaun sun mere dil sapnon mein mil dard hua deewana ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya pehle tha zamaana pheeka ab laage
ye laal rang kab mujhe chhodega ye laal rang kab mujhe chhodega ye laal rang kab mujhe chhodega mera ghum kab talak mera dil todega ye laal rang kab mujhe chhodega kisi ka bhi liya naam to aayi yaad tu hi tu kisi ka bhi liya naam to aayi yaad tu hi tu ye to pyaala sharaab ka ban gaya ye lahoo ye laal rang kab mujhe chhodega peene ki kasam daal di peeunga kis tarah haan peene ki kasam daal di peeunga kis tarah ye na socha toone yaar main jeeunga kis tarah ye laal rang kab mujhe chhodega hmmm chala jaaun kahin chhod ke main tera ye shaher haan chala jaaun kahin chhod ke main tera ye shaher na to yahan amrit mile peene ko na zaher ye laal rang kab mujhe chhodega mera ghum kab talak ho mera dil todega ye laal rang kab mujhe chhodega
hey parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa pa pap pap parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa pap papaaaaa main akela raat ka mela tu kahaan se aayi aise mein tu bhool ke rasta mujh se aa takraayi ye ladki zara si dewaani lagti hai mujhe to ye gudiyaa japaani lagti hai ye ladki zara si dewaani lagti hai mujhe to ye gudiyaa japaani lagti hai aisi naazuk hai ye galti se ise koi chhoo le to ye toot jaaye hey aisi naazuk hai ye galti se ise koi chhoo le to ye toot jaaye chaabi se ye chale chaabi se ye ruke chaabi se ye hanse rooth jaaye hai kaanch ki ye gudiyaa kaagaz ki ye pudiyaa kisi shaitaan ki naani lagti hai parap parap pa pa ye ladki zara si dewaani lagti hai mujhe to ye gudiyaa japaani lagti hai hum akele raat ke mele tu kahaan se aaya aise mein tu bhool ke rasta humse aa takraaya are re re re re ye ladka zara sa deewana lagta hai gaadi ka koi modal purana lagta hai ye ladka zara sa deewana lagta hai gaadi ka koi
ae zindagi ye lamha jee lene de ho o pehle se likha kuch bhi nahin roz naya kuch likhti hai tu jo bhi likha hai dil se jiya hai ye lamha filhaal jee lene de ye lamha filhaal jee lene de maasoom si hansi bevaja hi kabhi honton pe khil jaati hai anjaan si khushi behti hui kabhi saahil pe mil jaati hai ye anjaana sa darr ajnabi hai magar khoobsurat hai jee lene de ye lamha filhaal jee lene de ye lamha filhaal jee lene de dil hi mein rehta hai aankhon mein behta hai kaccha sa ik khaab hai lagta sawaal hai shaayad jawaab hai dil phir bhi betaab hai ye sukoon hai to hai ye junoon hai to hai khoobsurat hai jee lene de ye lamha filhaal jee lene de ye lamha filhaal jee lene de hoo pehle se likha kuch bhi nahin roz naya kuch ho likhti hai tu jo bhi likha hai dil se jiya hai ye lamha filhaal jee lene de ye lamha filhaal jee lene de
ye lamhen ye pal hum barson yaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge ye lamhen ye pal hum barson yaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge inn sapnon ki tasveeron se inn yaadon ki zanjiron se apne dil ko kaise hum azaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge ye lamhen ye pal hum barson yaad karenge ye lamhen to hain bahut haseen inn lamhon par kuchh likha nahin ye aabaad karenge yaa barbaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge ye lamhen ye pal hum barson yaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge ye lamhen ye pal hum barson yaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge barson yaad karenge barson yaad karenge
ye lo main ye lo main ye lo main haari piya huyi teri jeet re kaahe ka jhagada baalam nayee nayee preet re ye lo main haari piya naye naye do nain milen hain naye naye do nain milen hain nayi mulaqaat hai milte hi tum rooth gaye ji ye bhi koi baat hai naye naye do nain milen hain nayi mulaqaat hai milte hi tum rooth gaye ji ye bhi koi baat hai jaao ji maaf kiya tu hi mera meet re kaahe ka jhagada baalam nayee nayee preet re ye lo main haari piya huyi tihari sang chalo ji huyi tihari sang chalo ji baiyaan meri thaam ke bandhi balam kismat ki dori sang tere naam ke huyi tihari sang chalo ji baiyaan meri thaam ke bandhi balam kismat ki dori sang tere naam ke ladte he ladte mausam jaaye nahin beet re kaahe ka jhagada baalam nayee nayee preet re ye lo main haari piya chale kidhar ko bolo babu chale kidhar ko bolo babu sapnon ko loot ke haaye ramji reh nahin jaaye dil mera toot ke chale kidhar ko bolo babu sapnon ko loot ke haaye ramji reh nahin jaaye dil mera toot ke ye
ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen ye rang roop ka chaman ye husnon ishq ka watan yahi to wo mukaam hai jahaan awadh ki shaam hai jawaan jawaan haseen haseen ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen shabaab o sher ka ye ghar ye ehle ilam ka nagar hai manzilon ke god mein yahaan har ek rehguzar ye shehar lalazaar hai jahaan dilon mein pyaar hai jidhar nazar uthayiye bahaar hi bahaar hai kali kali hai naaznin ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen yahaa ki sab rawaayaten adab ki shahkaar hai ameer ehle dil yahaan gareeb jaan nisaar hain har ek shaakh par yahaan hai bulbulon ke chah chahe gali gali mein zindagi kadam kadam pe kehkahe har ek nazaara dil nashin ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen yahaan ke dost bawafaa muhabbaton se aashnaa kisi ke ho gaye agar rahe usi ke umra bhar nibhayi apni aan bhi badhayi dil ki shan bhi hai aisa meharban bhi
haaye tauba tauba ye jawaani ye jawaani ka guroor ishq ke saamne sar phir bhi jhukaana hi pada ke aisa kehte the ke na aayenge na aayenge magar dil ne iss tarah pukaara tumhein aana hi pada ye maana meri jaan muhabbat sazaa hai ye maana meri jaan muhabbat sazaa hai mazaa iss mein itna magar kis liye hai mazaa iss mein itna magar kis liye hai wo ik beqaraari jo ab tak idhar thi wohi beqaraari udhar kis liye hai abhi tak to idhar thi udhar kis liye hai kis liye hai haan kis liye hai ye maana meri jaan muhabbat sazaa hai mazaa iss mein itna magar kis liye hai mazaa iss mein itna magar kis liye hai behlna na jaane badlna na jaane tamanna machal ke sambhalna na jaane haann tamanna machal ke sambhalna na jaane behlna na jaane haaye badlna na jaane haa ye tamanna machal ke sambhalna na jaane ho ho ho behlna na jaane badlna na jaane tamanna machal ke sambhalna na jaane haan tamanna machal ke sambhalna na jaane karib aur aao kadam to badhao jhuka doon na main sar to sar kis
aa haa haa ho ho aa haa haa ye mausam aaya hai kitne saalon mein aaja kho jaayein khaabon khayaalon mein aaja ke kho jaayein khaabon khayaalon mein ye mausam aaya hai kitne saalon mein aaja kho jaayein khaabon khayaalon mein aaja ke kho jaayein khaabon khayaalon mein kaliyon ke chehre nikhar gaye hain kaliyon ke chehre nikhar gaye hain phoolon ke sehre bikhar gaye hain sab khushboo bas gayi hai in reshami shabnami dhaagon mein aaja kho jaayein khaabon khayaalon mein aaja ke kho jaayein khaabon khayaalon mein aankhon ka milna khoob rahaa hai aankhon ka milna khoob rahaa hai ye dil deewana doob rahaa hai matwaale nainon ke in sharbati nargisi khayaalon mein aaja kho jaayein khaabon khayaalon mein aaja ke kho jaayein khaabon khayaalon mein ye mausam aaya hai kitne saalon mein aaja kho jaayein khaabon khayaalon mein aaja ke kho jaayein khaabon khayaalon mein aa aa aa aaaaaa aa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa kehna nahin tha kehna pada hai kehna nahin tha kehna pada
aaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa hooooo ooooo ooooo oooooo hooooo ooooo ooooo hooooooo ooooo oooo ooooo ooooo ooooo hoooooo ooooooo oooooo oooo oooo oooo ye mausam bheega bheega hai hawaa bhi jyaada jyaada hai kyun na machlega dil mera tum ko paane ka iraada hai ye mausam bheega bheega hai hawaa bhi jyaada jyaada hai kyun na machlega dil mera tum ko paane ka iraada hai ye mausam bheega bheega hai hawaa bhi jyaada jyaada hai kyun na machlega dil mera tum ko paane ka iraada hai ye mausam bheega bheega hai ijaazat ho to mere sarkaar main pehlun mein aa jaaun ijaazat ho to mere dildaar ke dil mein samaan jaaun haaannn haaan haaann haaaan haaaan haaan haaan haaan haan ye mausam bheega bheega hai hawaa bhi jyaada jyaada hai kyun na machlega dil mera tum ko paane ka iraada hai ye mausam bheega bheega hai hawaa bhi jyaada jyaada hai kyun na machlega dil mera tum ko paane ka iraada hai ye mausam bheega bheega hai sharm ko chhod do mere jaana gale se
ye mehfil sitaaron ki raat ye bahaaron ki aise mein chhed de taraana koi pyaar ka kisi ki nighahon mein muhabbat ki raahon mein khoya gaya hai ye deewana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki ye bheegi fizaayen suhaana samaan koi le ke dil chhup gaya hai kahaan chale aayenge ye zameen aasmaan bula ke to dekhen kisi ki zubaan muhabbat ke dil mein shamma jab jali hai aayega aayega parwana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki mere dil ke armaan jagaavo nahin muhabbat ki baaten banaavo nahin ye keh ke mera dil dukhaao nahin hansi pyaar ki tum udaao nahin asar kar gayi hain ye baaten teri sunn ke hua hai ye deewana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki raat ye bahaaron ki aise mein chhed de taraana koi pyaar ka ye mehfil sitaaron ki
ye mehfil yun hi sajegi duniyaa yun hi chalegi ye mehfil yun hi sajegi duniyaa yun hi chalegi ye mehfil yun hi sajegi duniyaa yun hi chalegi jo dhadhkan kisi ki ruke tum ruko naa ye mehfil yun hi sajegi duniyaa yun hi chalegi tara toote koi agar ambar khali na hoga tara toote koi agar ambar khali na hoga roshan apni raat karo socho na tum kab kya hoga ye ghar kyu kisi ka jala hai na puchho tum mehfil yun hi sajegi duniyaa yun hi chalegi apni uljhan kya kam hai auron ka ghum koi kya baante apni uljhan kya kam hai auron ka ghum koi kya baante kaliyan kaliyan chunlo tum rehne do gulshan mein kaante jo ho chaakta mann kisi ka na dekho tum mehfil yun hi sajegi duniyaa yun hi chalegi jo dhadkan kisi ki ruke tum ruko naa mehfil yun hi sajegi duniyaa yun hi chalegi ye mehfil
dil se tujhko bedili hai mujhko hai dil ka ghuroor tu ye maane ke na maane log maanein-ge zuroor ye mera deewanapan hai ya mohobbat ka suroor ye mera deewanapan hai ya mohobbat ka suroor tu na pehchaane to hai ye teri nazron ka kusoor ye mera deewanapan hai dil ko teri hi tamanna dil ko hai tujhse hi pyaar dil ko teri hi tamanna dil ko hai tujhse hi pyaar chaahe tu aaye na aaye hum karenge intezaar ye mera deewanapan hai ya mohobbat ka suroor tu na pehchaane to hai ye teri nazron ka kusoor ye mera deewanapan hai aise veeraane mein ik din ghut ke mar jayenge hum aise veeraane mein ik din ghut ke mar jayenge hum jitna ji chahe pukaro phir nahin aayenge hum ye mera deewanapan hai ya mohobbat ka suroor tu na pehchaane to hai ye teri nazron ka kusoor ye mera deewanapan hai ye mera deewanapan hai
meharbaan likhoon haseena likhoon yaa dilrubaa likhoon hairaan hoon ke aap ko iss khat mein kya likhoon ye mera prem patra padh kar ke tum naaraz na hona ke tum meri zindagi ho ke tum meri bandagi ho ye mera prem patra padh kar ke tum naaraz na hona ke tum meri zindagi ho ke tum meri bandagi ho tujhe main chaand kehta tha magar uss mein bhi daag hai tujhe main chaand kehta tha magar uss mein bhi daag hai tujhe sooraj main kehta tha magar uss mein bhi aag hai tujhe itna hi kehta hoon ke mujhko tumse pyaar hai tumse pyaar hai tumse pyaar hai ye mera prem patra padh kar ke tum naaraz na hona ke tum meri zindagi ho ke tum meri bandagi ho tujhe ganga main samjhunga tujhe jamuna main samjhunga tujhe ganga main samjhunga tujhe jamuna main samjhunga tu dil ke paas hai itni tujhe apna main samjhunga agar mar jaaun ruh bhatkegi tere intezaar mein intezaar mein intezaar mein ye mera prem patra padh kar ke tum naaraz na hona ke tum meri zindagi ho ke tum meri bandagi ho ye
ye meri zindagi ek paagal hawaa aaj idhar kal udhar main kisi ki nahin ye meri zindagi ek paagal hawaa aaj idhar kal udhar main kisi ki nahin ye meri zindagi jeevan mera jyoti pyaar ki har dil se mail chaahat ka khel duniyaa se pyaar karti meri mehfil sabki raahen chalne mein teer itni shareer jaise gagan ki laali aaj idhar kal udhar main kisi ki nahin ye meri zindagi ek paagal hawaa aaj idhar kal udhar main kisi ki nahin ye meri zindagi meri duniyaa dhoke suhaane waade haseen kaagaz ke phool khushboo se door hai hoon to saahil lekin toofan manzil na koi mere khayal masti mein choor hain aaj idhar kal udhar main kisi ki nahin ye meri zindagi ek paagal hawaa aaj idhar kal udhar main kisi ki nahin ye meri zindagi mera ye dil zakhmon ka gulshan aahen bharun na shikwe karun main aansun ke jaam pee loon ghum ko bhulaaun khush ho ke gaaun machle jo dard chehra ho zard deewani ban ke jee loon aaj idhar kal udhar main kisi ki nahin ye meri zindagi ek paagal hawaa aaj idhar
    Songs Title Film/Album Song Number
Ye Khushi Ka Samaan Diwali Ki Raat (1956) 15581
Ye Khushi Leke Main Sambandh (1969) 35864
Ye Kisne Geet Chheda Meri Surat Teri Ankhen (1963) 13737
Ye Kya Hua Amar Prem (1971) 21472
Ye Kya Jagah Hai Umrao Jaan (1981) 14380
Ye Kya Kar Daala Tune Howrah Bridge (1958) 21473
Ye Laal Rang Prem Nagar (1974) 21446
Ye Ladki Zara Si Dewaani Love Story (1981) 13628
Ye Lamha Filhaal Jee Lene De Filhaal (2002) 21447
Ye Lamhen Ye Pal Lamhe (1991) 15723
Ye Lo Main Haari Piya Aar Paar (1954) 21448
Ye Lucknow Ki Sar Zameen Chaudhvin Ka Chand (1960) 12972
Ye Maana Meri Jaan Hanste Zakhm (1973) 12182
Ye Mausam Aaya Hai Aakraman (1975) 11877
Ye Mausam Bheega Dharti (1970) 21449
Ye Mehfil Sitaaron Ki Arab Ka Saudagar (1956) 16203
Ye Mehfil Yun Hi Sajegi Aaj Ki Radha (1973) 32547
Ye Mera Deewanapan Hai Yahudi (1958) 21450
Ye Mera Prem Patra Sangam (1964) 21477
Ye Meri Zindagi Ziddi (1964) 14450