MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

ye mulaaqaat ik bahaana hai ye mulaaqaat ik bahaana hai pyaar ka silsilaa puraana hai ye mulaaqaat ik bahaana hai dhadkanein dhadkanon mein kho jaayein dhadkanein dhadkanon mein kho jaayein dil ko dil ke kareeb laana hai dil ko dil ke kareeb laana hai pyaar ka silsilaa puraana hai ye mulaaqaat ik bahaana hai main hoon apne sanam ki baahon mein main hoon apne sanam ki baahon mein mere kadmon talle zamaana hai mere kadmon talle zamaana hai pyaar ka silsilaa puraana hai ye mulaaqaat ik bahaana hai khaab to kaanch se bhi naazuk hain khaab to kaanch se bhi naazuk hain tootne se inhein bachaana hai tootne se inhein bachaana hai pyaar ka silsilaa puraana hai ye mulaaqaat ik bahaana hai mann meraa pyaar ka shivaala hai mann meraa pyaar ka shivaala hai aap ko devtaa banaana hai aap ko devtaa banaana hai pyaar ka silsilaa puraana hai ye mulaaqaat ik bahaana hai
ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke laal ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke laal husn jo dekha haal behaal waah re waah mere baanke laal husn jo dekha haal behaal waah re waah mere baanke laal rasiyaa neele neele nain chain churaane ko bechain rasiyaa neele neele nain chain churaane ko bechain rasiyaa neele neele nain chain churaane ko bechain chupke se kar jaaye kamaal chupke se kar jaaye kamaal ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke laal ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke laal husn jo dekha haal behaal waah re waah mere baanke laal husn jo dekha haal behaal waah re waah mere baanke laal paa jo liya hai gora rang karte ho europe ke dhang paa jo liya hai gora rang karte ho europe ke dhang paa jo liya hai gora rang karte ho europe ke dhang chalte ho kaisi kaisi chaal chalte ho kaisi kaisi chaal ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke laal ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke
ye nai nai preet hai tuhi to mera meet hai naa jaane koi saajna ye teri meri dastaan sama hai yeh pyaar ka naye iqraar ka naa ho koi jahaan bana le wahin aashiyaan ye nai nai preet hai nazar tumse mili aise ke hum sharma gaye pukaara jab tere dil ne to phir hum aagaye nazar tumse mili aise ke hum sharma gaye pukaara jab tere dil ne to phir hum aagaye kasam tumhein pyaar ki isi iqraar ki naa jaane koi saajna ye teri meri dastaan sama hai yeh pyaar ka nigaahon hi nigaahon mein kaho kya kar diya mere daaman ko phoolon se ye kisne bhar diya nigaahon hi nigaahon mein kaho kya kar diya mere daaman ko phoolon se ye kisne bhar diya chalo chal den wahaan zameen aur aasmaan gale milte jahaan banale wahin aashiyan ye nai nai preet hai tuhi to mera meet hai naa jaane koi saajna ye teri meri dastaan sama hai yeh pyaar ka naye iqraar ka naa ho koi jahaan bana le wahin aashiyaan ye nai nai preet hai
hey saabaa hey saabaa hey saabaa uu saabaa ye naina yaad hain piyaa ke bhool gaye ye naina yaad hain piyaa ke bhool gaye in mein dekho to kiski tasveer hai aage meri taqdeer hai aaja re aa aa aa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haan haan haa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haan haan ye naina yaad hain piyaa ke bhool gaye dekho ae dilrubaa mere haathon pe aaj bhi hain nishaan tumhaare honton ke ho o o dekho ae dilrubaa mere haathon pe aaj bhi hain nishaan tumhaare honton ke haathon mein dekho to kiski ye tasveer hai aage meri taqdeer hai aaja re aa aa aa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haan haan haa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haan haan hey saabaa hey saabaa hey saabaa uu saabaa ho ke tumse judaa aur kyaa hona uth raha hai dhuan badan se dekho na ho o o ho ke tumse judaa aur kyaa hona uth raha hai dhuan badan se dekho na dhuen mein dekho to kiski ye tasveer hai aage meri taqdeer hai aaja re aa aa aa haa haa haa haa haa haa haa haa haa haa
ye naina ye kaajal ye zulfen ye aanchal hmmmmm ye naina ye kaajal ye zulfen ye aanchal khoobsurat si ho tum ghazal kabhi dil ho kabhi dhadkan kabhi shola kabhi shabnam tum hi ho tum meri humdam ye naina ye kaajal ye zulfen ye aanchal khoobsurat si ho tum ghazal kabhi dil ho kabhi dhadkan kabhi shola kabhi shabnam tum hi ho tum meri humdam zindagi tum meri meri tum zindagi meri aankhon se dekho meri nazron se jaanon meri aankhon se dekho meri nazron se jaanon tum maala hum moti hum deepak tum jyoti ye naina ye kaajal ye zulfen ye aanchal khoobsurat si ho tum ghazal kabhi dil ho kabhi dhadkan kabhi shola kabhi shabnam tum hi ho tum meri humdam zindagi tum meri meri tum zindagi sapnon kaa panghat ho aashaa kaa jhurmuth ho sapnon kaa panghat ho aashaa kaa jhurmuth ho tum nadiyaa hum dhaara tum chanda hum taara ye naina ye kaajal ye zulfen ye aanchal khoobsurat si ho tum ghazal kabhi dil ho kabhi dhadkan kabhi shola kabhi shabnam tum hi ho tum meri humdam meri saanson
ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan zara si zulf khol do fizaa mein itr ghol do zara si zulf khol do fizaa mein itr ghol do nazar jo baat keh chuki wo baat munh se bol do ke jhoom uthe nighaah mein bahaar kaa samaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan ye chup bhi ek sawaal hai ajeeb dil ka haal hai ye chup bhi ek sawaal hai ajeeb dil ka haal hai har ek khayaal kho gaya bas ab yahi khayaal hai ke faaslaa naa kuchh rahe humare darmiyaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan aise mein kyun naa chhed den dilon ki daastaan ye parbaton ke daayre ye shaam kaa dhuwaan ye roop rang ye phaban chamakte chaand sa badan ye roop rang ye phaban chamakte chaand sa badan bura naa maano tum agar to
ye paudhe ye patte ye phool ye hawayen ye paudhe ye patte ye phool ye hawayen dil ko churayen mujhko lubhaye haye man kahe main jhumun jhumun main gaaun man kahe main jhumun main gaaun hariyali bhari inn ghaatiyon mein mehakti huyi inn wadiyon mein jeevan ki bagiya khil khil jaye ho khil khil jaye re man kahe main jhumun jhumun main gaaun oooo man kahe main jhumun main gaaun ho ho ho hoooo ho ho ho hooo kal kal behti jharnon ki dhara haule se chalti hawaon ki thandak dil ko ik meethi masti si deti dil ko ik meethi masti si deti sihran si deti haay man kahe main jhumun jhumun main gaaun man kahe main jhumun main gaaun gulaabi sa mausam suhana neele gagan par halki si badliii pyara sa kalra ithala ke panchi soye sapne jagaye haye man kahe main jhumun jhumun main gaaun man kahe main jhumun main gaaun o o o man kahe main jhumun main gaaun ye paudhe ye patte ye phool ye hawayen dil ko churaye mujhko lubhaye haye man kahe main jhumun jhumun main gaaun hoo man kahe main
nikal ke unnnnke diiiil se hum sare mehfilll mein aaaa baithe humari mushkil ye hai ke badi mushkil mein aa baithe jo milte rehte hain wo dil mein samaa jaate hain jo mil ke nahin milte wo yaad bahot yaad aate hain ye pyaar tha ye pyaar tha ya kuchh aur tha ye pyaar tha ye pyaar tha ya kuchh aur tha na tujhe pata na mujhe pata ye pyaar tha ye pyaar tha ya kuchh aur tha na tujhe pata na mujhe pata ye nighaahon ka hi kusoor tha ye nighaahon ka hi kusoor tha na teri khata na meri khata ye pyaar tha ya kuchh aur tha ye pyaar tha na to apna tujhko bana sake na to apna tujhko bana sake na hi door tujhse jaa sake kahin kuchh na kuchh to zaroor tha kahin kuchh na kuchh to zaroor tha na tujhe pata na mujhe pata ye pyaar tha ya kuchh aur tha ye pyaar tha tere sukh ki sejjsaji rahe tere sukh ki sejjsaji rahe meri umr bhi tujhe jaa lage main duwaayen dene mein dene mein main duwaayen dene mein choor tha na tujhe pata na mujhe pata ye pyaar tha ya kuchh aur tha ye pyaar tha ya
ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa jaise chanda aur kiran ka jaise badri aur pawan ka jaise dharti aur gagan ka ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa jaise chanda aur kiran ka jaise badri aur pawan ka jaise dharti aur gagan ka ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa duniyaa ki jitni behne hain unn sab ki shradha iss mein hai hai dharam karam bhaiya ka ye behna ki raksha iss mein hai jaise subhadra aur krishan ka jaise badri aur pawan ka jaise dharti aur gagan ka ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa ye raakhi bandhan hai aisa chhoti behna choom ke maatha bhaiya tujhe dua de saat janam ki umar meri tujhko bhagwaan laga de amar pyaar hai bhai behan ka jaise badri aur pawan ka jaise dharti aur gagan ka ye raakhi
ye raat bahot rangeen sahi ye raat bahot rangeen sahi iss raat mein ghum ka zehar bhi hai naghmon ki khanak mein doobi huyi fariyaadon puaa ki lehar bhi hai ye raat bahot rangeen sahi tum raqs karo main sher padhun matlab to hai kuchh khairaat mile iss kaum ke bachchon ki khaatir kuchh sikkon ki saugaat mile sikke to karodon dhal dhal kar taksaal se baahar aate hai kin waaron mein kho jaata hai kin pardon mein chhup jaate hai ye zulm nahin to phir kyaa hai pasie se to kaale dhandhe hon aur mulk ki waaris naslon ki taleem ki khatir chande hon ab kaam nahin chal sakne kaa reham aur khairaat ke naare se iss desh ke bachche anpad hai daulat ke galat batwaare se badle ye nijaam e zardaari badle ye nijaam e zardaari keh do ye siyaasatdaanon se ye maq alhal hone ka nahin kaagaz pe chhape elaanon se ye maq alhal hone ka nahin kaagaz pe chhape elaanon se ye raat bahot rangeen sahi iss raat mein ghum ka zehar bhi hai ye raat bahot rangeen sahi
ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara ithlaati hawa neelam ka gagan kaliyon pe ye behoshi ki nami aise mein bhi kyun bechain hai dil jeevan mein na jaane kya hai kami kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara jo din ke ujaale mein na mila dil dhoonde aise sapne ko iss raat ki jagmag mein doobi main dhoond rahi hoon apne ko ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha dheere dheere wo chaand pyaara pyaara kyun aag si laga ke gumsum hai chaandni sone bhi nahin deta mausam ka ye ishaara aise mein kahin kya koi nahin bhoole se jo hum ko yaad kare ek halki si muskaan se jo sapnon ka jahaan aabaad kare ye raat bheegi bheegi ye mast fizaayen utha
ye raat ek si hoti hai ye raat ek si hoti hai koi jaagta hai koi sota hai aisa hi hota hai har baat ek si hoti hai har baat ek si hoti hai koi hasta hai koi rota hai aisa hi hota hai ye raat ek si hoti hai tu ruthe bhaia mujhko ye baat pasand nahin dukh sukh ka badal chhaane se koi sambandh nahin tu ruthe bhaia mujhko ye baat pasand nahin dukh sukh ka badal chhane se koi sambandh nahin koi sambandh nahin barsaat ek si hoti hai barsaat ek si hoti hai koi bheegta hai koi chalta hai aisa hi hota hai ye raat ek si hoti hai aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa dil pe chot lage to dil mein dard hota hai ye dard jo hans ke sehta hai wo mard hota hai dil pe chot lage to dil mein dard hota hai ye dard jo hans ke sehta hai wo mard hota hai wo mard hota hai ye ghaat ek si hoti hai ye ghaat ek si hoti hai koi jeeta hai koi marta hai aisa hi hota hai ye raat ek si hoti hai ye raat ek si hoti hai
ye raat hai pyaasi pyaasi ye raat hai pyaasi pyaasi pyaasi naa guzar jaaye tum baahon mein aa jaao tum baahon mein aa jaao yaa waqt thehar jaaye ye raat hai pyaasi pyaasi nayi yaad dil ko jalaane lagi hai machalnaa sikhaane lagi hai jawaan pyaar kaaboo mein kaise rahega ke angdaayi aane lagi hai ye palken uthaao ye nazren milaao masti bikhar jaaye ye raat hai pyaasi pyaasi ye raat hai pyaasi pyaasi kayi rang dekhe tumhaare labon mein kaho to koi hum chura len zara shokh karlen ye saada saa jeevan jawaani ko rangeen banaa len ye aankhen naa phero ye zulfen bikhero duniyaa sanwar jaaye ye raat hai pyaasi pyaasi ye raat hai pyaasi pyaasi pyaasi naa guzar jaaye tum baahon mein aa jaao tum baahon mein aa jaao yaa waqt thehar jaaye ye raat hai pyaasi pyaasi
ye raat khushnaseeb hai jo apne chaand ko kaleje se laagaye so rahi hai yahaan to ghum ki sej par humaari aarzoo akeli munh chhupaye ro rahi hai ye raat khushnaseeb hai jo apne chaand ko kaleje se laagaye so rahi hai saathi maine paa ke tujhe khoya kaisa hai ye apna naseeb hoooo tujhse bichhad gayi main to yaaden teri hain mere kareeb hooooo tu meri wafaaon mein tu meri sadaaon mein tu meri duwaaon mein ye raat khushnaseeb hai jo apne chaand ko kaleje se laagaye so rahi hai katti nahin hai meri raaten katte nahin hai mere din hooo mere saare sapne adhure zindagi adhuri tere bin hooo khaabon mein nighahon mein pyaar ki panaahon mein aa chhupaa le baahon mein ye raat khushnaseeb hai jo apne chaand ko kaleje se laagaye so rahi hai yahaan to ghum ki sej par humaari aarzoo akeli munh chhupaye ro rahi hai
ye raat ye raat ye raat ye raat ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo armaan lute deewane ke par toot gaye parwane ke armaan lute deewane ke par toot gaye parwane keeeee naa maut mili naa aazadi kismat mein likhi thi barbaadi ab kaun kahe duniyaa ko haseen naaqam bahaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo aye ranj o alam ke begaanon tum mera fasaana kya jaanon aye ranj o alam ke begaanon tum mera fasaana kya jaanon wo chot lagi hai seene par majboor hoon aansoon peene par dil se naa uthe toofan kahin betaab nazaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo ye raat ye raat ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavooo
ye raat ye fizaayen phir aayen yaa naa aayen aao shamma bhujhaa ke hum aaj dil jalaayen ye raat ye fizaayen hmm hmm hmm hmm hmm phir aayen yaa naa aayen aaaa aaaa aaaa aaaa aao shamma bhujhaa ke hooo oooo ooo oooo hum aaj dil jalaayen ye raat ye fizaayen aaaa haaaa phir aayen yaa naa aayen oooo hooooo aao shamma bhujhaa ke hum aaj dil jalaayen ye raat ye fizaayen aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ye narm si khaamoshi ye reshami andhera kehta hai zulf kholo ruk jaayega saveraa jugnu se mil ke chamke taare se jhilmilaaye aao shamma bhujhaa ke hum aaj dil jalaayen ye raat ye fizaayen aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa aa aa bheegi huyi hawaa hai ab raat dhal rahi hai aise mein do dilon ki ik shamma jal rahi hai ye pyaar ka ujaala mil ke amar banaaye aao shamma bhujhaa ke hum aaj dil jalaayen ye raat ye fizaayen
ye raatein ye raatein ye mausam ye hasnaa hasaana ye raatein mujhe bhool jaana inhein na bhoolana bhoolana bhoolana ye raatein ye behki nigahen ye behki nigahen ye behki adaayein ye behki nigahen ye behki adaayein ye aankhon ke kaajal mein doobi ghataein fizaa ke fizaa ke labon par fizaa ke fizaa ke labon par ye chup ka fasana mujhe bhool jaana inhein na bhoolana bhoolana bhoolana ye raatein chaman mein chaman mein jo mil ke bani hai kahaani humaari muhabbat tumhaari jawaani chaman mein ye do garm saanson ka ik saath anaa ye badlii ka chalnaa ye boondon ki rumjhum ye badlii ka chalnaa ye boondon ki rumjhum ye masti ka aalam ye khoye se hum tum tumhaara tumhaara mere saath ye gungunana mujhe bhool jaana inhein na bhoolana bhoolana bhoolana ye raatein
ye raaten nai puraani ye raaten nai puraani aate aate jaate kahti hain koi kahaani ye raaten nai puraani aate aate jaate kahti hain koi kahaani ye raaten aa rahaa hai dekho koi jaa rahaa hai dekho koi sab ke dil hain jaage jaage sab ki aankhen khoi khoi khaamoshi karti hain baaten ye raaten nai puraani aate aate jaate kahti hain koi kahaani ye raaten kyaa samaan hai jaise khushboo ud rahi ho kaliyon se guzari ho nindiyaa mein palakon ki galiyon se sundar sapanon ki baaraaten ye raaten nai puraani aate aate jaate kahti hain koi kahaani ye raaten kaun jaane kab chalengi kis taraf se ye hawaaen saal bhar to yaad rakhnaa aisaa na ho bhool jaayen is raat ki mulaakaaten ye raaten nai puraani aate aate jaate kahti hain koi kahaani ye raaten nai puraani aate aate jaate kahti hain koi kahaani
ye reshmi zulfen ye sharbati aankhen inhen dekh kar jee rahen hain sabhi inhen dekh kar jee rahen hain sabhi ye reshmi zulfen ye sharbati aankhen inhen dekh kar jee rahen hain sabhi inhen dekh kar jee rahen hain sabhi jo ye aankhen sharam se jhuk jayengi jo ye aankhen sharam se jhuk jayengi saari baaten yahin bas ruk jayengi chup rehna ye afsaana koi inko na batlana ke inhen dekh kar pee rahen hain sabhi inhen dekh kar pee rahen hain sabhi ye reshmi zulfen ye sharbati aankhen inhen dekh kar jee rahen hain sabhi inhen dekh kar jee rahen hain sabhi zulfen magrur itni ho jayengi zulfen magrur itni ho jayengi dil ko tadpayengi jee ko tarsayengi ye kar dengi deewana koi inko na batlana inhen dekh kar jee rahen hain sabhi inhen dekh kar jee rahen hain sabhi saare inki shikaayat karten hain saare inki shikaayat karten hain phir bhi inse mohabbat karten hain ye kya jaadoo hai jaane phir chaak gireva deewane inhen dekh kar see rahen hain sabhi inhen dekh kar see rahen hain
ye rutt hai haseen dard bhi hai jawaan ye rutt hai haseen dard bhi hai jawaan harjaaee nahin hum naa tum bewafaa ye rutt hai haseen dard bhi hai jawaan milna tha hum mil hi gaye phool pyaar ke khil hi gaye milna tha hum mil hi gaye phool pyaar ke khil hi gaye hoooo dil se yahi doon main duwaa mil ke naa ho koi judaaaaa ye rutt hai haseen dard bhi hai jawaan harjaaee nahin hum naa tum bewafaa sapne the sapne hi rahe apne jab apne naa rahe sapne the sapne hi rahe apne jab apne naa rahe hooo ruthe ho tum kaun sune koi pyaar ka shikwaa gila ye rutt hai haseen dard bhi hai jawaan harjaaee nahin hum naa tum bewafaa tann mann preet ke deep jale aaye sehar naa raat dhale tann mann preet ke deep jale aaye sehar naa raat dhale hoooo socho zara hogi bhala phool se khushboo kaise juda ye rutt hai haseen dard bhi hai jawaan harjaaee nahin hum naa tum bewafaa ye rutt hai haseen dard bhi hai jawaan
    Songs Title Film/Album Song Number
Ye Mulaaqaat Khandaan (1979) 18447
Ye Munh Aur Masoor Around The World (1967) 12736
Ye Nai Nai Preet Hai Pocket Maar (1956) 21452
Ye Naina Yaad Hain Manzil Manzil (1984) 13688
Ye Naina Ye Kaajal Dil Sey Miley Dil (1978) 13128
Ye Parbaton Ke Vaasna (1968) 11833
Ye Paudhe Ye Patte Yeh Phool Ek Baar Phir (1980) 36054
Ye Pyaar Tha Ya Kuchh Aur Tha Prem Rog (1982) 21479
Ye Raakhi Bandhan Hai Be-Imaan (1972) 12876
Ye Raat Bahot Rangeen Shagoon (1964) 14212
Ye Raat Bheegi Bheegi Chori Chori (1956) 11809
Ye Raat Ek Si (Female) Aadha Din Aadhi Raat (1977) 12548
Ye Raat Hai Pyaasi Chhoti Bahu (1971) 15108
Ye Raat Khushnaseeb Hai Aaina (1993) 12193
Ye Raat Suhaani Raat Nahin Dil E Nadaan (1953) 16224
Ye Raat Ye Fizayen Batwara (1961) 11899
Ye Raatein Ye Mausam Ye Hasnaa Hasaana Pankaj Mullick 31522
Ye Raaten Julie (1975) 17910
Ye Reshmi Zulfen Do Raaste (1969) 21453
Ye Rutt Hai Haseen Harjaee (1981) 15181