MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

humen duniyaa ko dil ke zakhm dikhlana nahin aata humen duniyaa ko dil ke zakhm dikhlana nahin aata tadap lete hain lekin unko tadpana nahin aata humen duniyaa ko dil ke zakhm dikhlana nahin aata ghadi bhar ke liye bhi door unse reh nahin sakte tumhen hum chahte hain unse ye bhi keh nahin sakte naa jaane kyun zubaan par dil ka afsaana nahin aata humen duniyaa ko dil ke zakhm dikhlana nahin aata koi haalat ho duniyaa pyaar ki aabaad rehti hai kabhi jab wo nahin hote to unn ki yaad rehti hai muhabbat wo kali hai jisko murjhana nahin aata humen duniyaa ko dil ke zakhm dikhlana nahin aata umange jaag uthi hain tamanna muskuraayi hai humare dil ne armaanon ki ik mehfil sajaayi hai ye wo mehfil hai jiss mein koi begaana nahin aata humen duniyaa ko dil ke zakhm dikhlana nahin aata tadap lete hain lekin unko tadpana nahin aata humen duniyaa ko dil ke zakhm dikhlana nahin aata
humein ho gayaa tumse pyaar bedardi baalmaa haai bedardi baalmaa dil le le na kar inkaar bedardi baalmaa haai bedardi baalmaa humein ho gayaa tumse pyaar bedardi baalmaa haai bedardi baalmaa badle mein pyaar ke thodaa saa pyaar de dil beqraar hai dil ko qaraar de humein apnaa kaho ek baar bedardi baalmaa haai bedardi baalmaa humein ho gayaa tumse pyaar bedardi baalmaa haai bedardi baalmaa seene lagaa liyaa teraa khayaal re ab hai tere binaa jeenaa muhaal re humein kar le galle ka haar bedardi baalmaa haai bedardi baalmaa humein ho gayaa tumse pyaar bedardi baalmaa haai bedardi baalmaa humein ho gayaa tumse pyaar bedardi baalmaa haai bedardi baalmaa dil le le na kar inkaar bedardi baalmaa haai bedardi baalmaa humein ho gayaa tumse pyaar bedardi baalmaa haai bedardi baalmaa
humen kaash tumse muhabbat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti kahani humari haqeeqat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti naa dil tumko dete naa majboor hote naa duniyaa naa duniyaa ke dastoor hote qayaamat se pehle qayaamat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti humin badh gaye ishq mein had se aage zamaane ne thokar lagaayi to jaage agar marr bhi jaate to hairat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti tumhin phoonk dete nasheman humara muhabbat pe ehsaan hota tumhara zamaane se koi shikaayat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti kahani humari haqeeqat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti
humen to loot liya mil ke husn waalon ne kaale kaale baalon ne gore gore gaalon ne nazar mein shokhiyaan aur bachpana sharaarat mein adaayen dekh ke hum phans gaye muhabbat mein hum apni jaan se jaayenge jinki ulfat mein yakeen hai ke naa aayenge wohi maiyyat mein khuda sawaal karega agar qayamat mein to hum bhi keh denge hum loot gaye sharaafat mein humen to loot liya mil ke husn waalon ne kaale kaale baalon ne gore gore gaalon ne wahin wahin pe qayaamat ho wo jidhar jaayen jhuki jhuki huyi nazron se kaam kar jaayen tadpata chhod de raste mein aur guzar jaayen sitam to ye hai ke dil le le aur mukar jaayen samjh mein kuchh nahin aata ke hum kidhar jaayen yahi iraada hai ye keh ke hum to marr jaayen humen to loot liya mil ke husn waalon ne kaale kaale baalon ne gore gore gaalon ne wafaa ke naam pe maara hai bewafaaon ne ke dum bhi hum ko naa lene diyaa jafaaon ne khuda bhula diya inn husn ke khudaaon ne mitaa ke chhod diya ishq ki khataaon ne udaaya hosh kabhi zulf
humen tumse pyaar kitna ye hum nahin jaante magar jee nahin sakte tumhaare binaa humen tumse pyaar kitna humen tumse pyaar kitna ye hum nahin jaante magar jee nahin sakte tumhaare binaaaaa humen tumse pyaar kitna ye hum nahin jaante magar jee nahin sakte tumhaare binaaaaaaa main to sadaa thi tumhri deewani aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa main to sadaa thi tumhri deewani bhool gaye saiyaan preet puraani kadr naa jaani kadr naa jaani humen tumse pyaar kitna ye hum nahin jaante magar jee nahin sakte tumhaare binaaaaaaa humen tumse pyaar koi daare tumpe nayanwaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa koi daare tumpe nayanwaa dekha naa jaaye mo se sajanwaa jale mora manwaa jale mora manwaa humen tumse pyaar kitna ye hum nahin jaante magar jee nahin sakte tumhaare binaaaaaaa humen tumse pyaar kitna ye hum nahin jaante magar jee nahin sakte tumhaare binaaaaaaa
humen yaad kabhi tum kar lena jab rota hua saawan aaye ho bahaar aur raah mein koi phool haaye murjhaaye humen yaad kabhi tum kar lena jab rota hua saawan aaye ho bahaar aur raah mein koi phool haaye murjhaaye humen yaad kabhi tum kar lena veeran safar mein jeevan ke kab tak yun akele chalte piya veeran safar mein jeevan ke kab tak yun akele chalte piya le kar hum ye aakhir tere bina haaye aastha bhujhta sa diya humen yaad kabhi tum kar lena jab rota hua saawan aaye ho bahaar aur raah mein koi phool haaye murjhaaye humen yaad kabhi tum kar lena dete hain duwaa phir bhi tumko khushiyon ki umr lag jaaye tumhen dete hain duwaa phir bhi tumko khushiyon ki umr lag jaaye tumhen jo bhi tumko ghum ho saare badle mein yahaan mil jaaye humen humen yaad kabhi tum kar lena jab rota hua saawan aaye ho bahaar aur raah mein koi phool haaye murjhaaye humen yaad kabhi tum kar lena jab rota hua saawan aaye ho bahaar aur raah mein koi phool haaye murjhaaye humen yaad kabhi tum kar
humin se muhabbat humin se ladaayi humin se muhabbat humin se ladaayi are maar daala duhaayi duhaayi are maar daala duhaayi duhaayi abhi naa samjh ho uthaao naa khanjar abhi naa samjh ho uthaao naa khanjar kahin mud naa jaaye tumhaari kalaayi are maar daala duhaayi duhaayi sitam aaj mujh par jo tum dhaa rahi ho badi khoobsurat nazar aa rahi ho ye jee chaahtaa hai ke khud jaan de doon ye jee chaahtaa hai ke khud jaan de doon muhabbat mein aaye naa tum par buraayi are maar daala duhaayi duhaayi humen husn ki har adaa hai ganwaara haseenon ka gussa bhi lagta hai pyaara udhar tumne teer e nazar dil pe maara udhar tumne teer e nazar dil pe maara idhar humne bhi jaan kar chot khaayi humin se muhabbat humin se ladaayi are maar daala duhaayi duhaayi karo khoon tum yun naa mere jigar kaa bas ik vaar kaafi hai teerchhi nazar kaa yahi pyaar ko aajmaane ke din hain yahi pyaar ko aajmaane ke din hain kiye jaao hum se yunhi bewafaayi humin se muhabbat humin se ladaayi are maar
achchha kaho chaahe bura kaho jhutha kaho chaahe sachcha kaho achchha kaho bura kaho jhutha kaho sachcha kaho humko sab qubol humse bhool ho gayi humka maafi dai do humse bhool ho gayi humka maafi dai do haanji bhool ho gayi humka maafi dai do achchha kaho chaahe bura kaho jhutha kaho chaahe sachcha kaho humko sab qubool humse bhool ho gayi humka maafi dai do haanji bhool ho gayi humka maafi dai do kuchh kar lo nahin maanun tum kya ho main jaanun main soorat naa dekhun main dil ko pehchaanun aise ho waise ho kaise kahun kaise ho aisa hoon kaisa hoon jaisa kaho waisa hoon baat pe daalo dhool humse bhool ho gayi humka maafi dai do humse bhool ho gayi humka maafi dai do main kiss se darta hoon dekho kya karta hoon lo phansi laga ke main tumpe marta hoon khaana nahin peena nahin tum bin jeena nahin jeena nahin jeena nahin tum bin jeena nahin jeena nahin haaye jaana nahin jeena nahin haaye jeena nahin khilona jaan kar tum to mera dil tod jaate ho gali humne kahi thi tum
humko aaj kal hai intezaar koi aaye le ke pyaar humko aaj kal hai intezaar koi aaye le ke pyaar humko aaj kal hai intezaar koi aaye le ke pyaar humko aaj kal hai intezaar koi aaye le ke pyaar humko aaj kal hai intezaar koi aaye le ke pyaar humko aaj kal hai intezaar koi aaye le ke pyaar humko aaj kal hai intezaar koi aaye le ke pyaar humko aaj kal hai intezaar koi aaye le ke pyaar
humko dushman ki nighaahon se naa dekha kije humko dushman ki nighaahon se naa dekha kije pyaar hi pyaar hain hum pyaar hi pyaar hain hum hum pe bharosa kije humko dushman ki nighaahon se naa dekha kije chand yaadon ke siwaa haath naa kuchh aayega chand yaadon ke siwaa haath naa kuchh aayega iss tarah unn be gul e zaa ka naa pichhaa kije pyaar hi pyaar hain hum pyaar hi pyaar hain hum hum pe bharosa kije humko dushman ki nighaahon se naa dekha kije roshni auron ke aangan mein ganwara naa sahi roshni auron ke aangan mein ganwara naa sahi kam se kam apne hi ghar mein to ujaala kije pyaar hi pyaar hain hum pyaar hi pyaar hain hum hum pe bharosa kije humko dushman ki nighaahon se naa dekha kije kya khabar kab wo chale aayenge milne ke liye kya khabar kab wo chale aayenge milne ke liye roz palkon pe nayi shamme jalaaya kije pyaar hi pyaar hain hum pyaar hi pyaar hain hum hum pe bharosa kije humko dushman ki nighaahon se naa dekha kije
humko hanste dekh zamaana jalta hai chor bano yaa mor yahaan sab chalta hai humko hanste dekh zamaana jalta hai chor bano yaa mor yahaan sab chalta hai jalta hai jale koi yahaan hai fikar kise aaj ka thikaana karo kal ki khabar kise humko hanste dekh zamaana jalta hai chor bano yaa mor yahaan sab chalta hai paap koi mann mein chura ke raam raam kahe tole koi mehnga to koi kam daam kahe chor saari duniyaa humin ko mat gher zara hey hum sab chor hain samjh ka hai pher zara chor saari duniyaa humin ko mat gher zara hum sab chor hain samjh ka hai pher zara jalta hai jale koi yahaan hai fikar kise aaj ka thikaana karo kal ki khabar kise humko hanste dekh zamaana jalta hai chor bano yaa mor yahaan sab chalta hai rang jo churata phire usko rangeela kahen aankh jo churaaye use sab sharmila kahen dil jo churaye use dilbar kahen sab humko magar kahen chor waah mere rabb dil jo churaye use dilbar kahen sab humko magar kahen chor waah mere rabb jalta hai jale koi yahaan hai
dil ki choton ne kabhi chaen se rehne na diya jab chali sard hawa maine tuhje yaad kiya iss ka roona nahin kyun tum ne kiya dil barbaad iska ghum hai ki bahut daer mein barbad kiya humko kiske ghum ne mara humko kiske ghum ne mara ye kahani phir sahi humko kiske ghum ne mara ye kahani phir sahi kisne toda dil hamaara kisne toda dil hamaara ye kahani phir sahi humko kiske ghum ne mara ye kahani phir sahi dil ke lutne ka sabab poochho na sab ke saamne dil ke lutne ka sabab poochho na sab ke saamne naam aayega tumhara ye kahani phir sahi humko kiske ghum ne mara humko kiske ghum ne mara ye kahani phir sahi kisne toda dil hamaara kisne toda dil hamaara ye kahani phir sahi humko kiske ghum ne mara ye kahani phir sahi nafraton ke teer kha kar doston ke shehar mein nafraton ke teer kha kar doston ke shehar mein hum ne kis kis ko pukara ye kahani phir sahi humko kiske ghum ne mara humko kiske ghum ne mara ye kahani phir sahi kisne toda dil hamaara kisne toda dil hamaara ye
humko to jaan se pyaari hai tumhaari aakhen haaye kaajal bhari madhosh ye pyaari aankhen humko to jaan se pyaari hai tumhaari aakhen haaye kaajal bhari madhosh ye pyaari aankhen humko to jaan se mast aankhen hain ke gaate huye maikhaane hain mast aankhen hain ke chhalke huye paimaane hain mast aankhen hain ke gaate huye maikhaane hain mast aankhen hain ke chhalke huye paimaane hain humne dekhi nahin aisi to kanwaari aankhen haaye kaajal bhari madhosh ye pyaari aankhen humko to jaan se nargisi phool hai hans hans ke khili jaati hain neend ke bojh se sharmaa ke jhuki jaati hain nargisi phool hai hans hans ke khili jaati hain neend ke bojh se sharmaa ke jhuki jaati hain aur qaatil hai sanam neend se bhaari aankhen haaye kaajal bhari madhosh ye pyaari aankhen humko to jaan se roshini chaand mein sooraj mein hai jab tak qaayam jyot roshan rahe aankhon mein tumhaari hardum roshini chaand mein sooraj mein hai jab tak qaayam jyot roshan rahe aankhon mein tumhaari hardum ye
humko to yaara teri yaari jaan se pyaari tu chaahe tod de tujhko deewana kaise chhod de kaise chhod de hey humko to yaara teri yaari jaan se pyaari tu chaahe tod de tujhko deewana kaise chhod de kaise chhod de dil ke heere moti aa jaa mere dil mein aa tu hai daulat meri yaa meri manzil mein aa aye meri tamanna ab tu kahin naa jaa haaye re haaye kahin naa jaa hey dilke heere moti aa jaa mere dil mein aa tu hai daulat meri yaa meri manzil mein aa aye meri tamanna ab tu kahin naa jaa haaye re haaye kahin naa jaa humko to yaara teri yaari jaan se pyaari tu chaahe tod de tujhko deewana kaise chhod de kaise chhod de ho gaya tumhaara jab meri baahon ka haar bech bhi daalo to mera kya hai dildaar main to itna jaanu mujhko hai tumse pyaar haaye re haaye tumse pyaar ho gaya tumhaara jab meri baahon ka haar bech bhi daalo to mera kya hai dildaar main to itna jaanu mujhko hai tumse pyaar haaye re haaye tumse pyaar humko to yaara teri yaari dilbar jaan se pyaari dilbar tu
aaaaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa humko tumhaare ishq ne kya kya bana diya jab kuchh naa ban sake to tamaasha bana diya humko tumhaare ishq ne kya kya bana diya kaashi se kuchh garaj thi naa kaabe se waasta hum dhundhane chale the mohabbat ka raastaaaaa dekha tumhaare darr ko to sar ko jhuka diya jab kuchh naa ban sake to tamaasha bana diya dil ki lagi ne kar diya dono ko beqaraar dohraa ke daastaan e mohabbat phir ek baar majnoo humen aur aap ko laila bana diya jab kuchh naa ban sake to tamaasha bana diya nikale teri talaash mein aur khud hi kho gaye kuchh ban padi naa humse to deewane ho gayeeeee deewangi ne phir tera koochaa dikha diya jab kuchh naa ban sake to tamaasha bana diya jalwon ki bhikh phekne waale ki khair ho pardaa hata ke dekhne waale ki khair hoooooo ban ke bhikhaari ishq ne daaman bichha diyaa jab kuchh naa ban sake to tamaasha bana diya humko tumhaare ishq ne kya kya bana diya aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaa
dekh ke tum ko dil dola hai god promise hum sach bola hai humko tumse ho gaya hai pyaar kya karein bolo to jiyein bolo to mar jaayen o humko tumse ho gaya hai pyaar kya karein bolo to jiyein bolo to mar jaayen humko tumse ho gaya hai pyaar kya karein bolo to jiyein bolo to mar jaayen humko tumse ho gaya hai pyaar kya karein kabhi bolun main kabhi bole tu i love you love you love you i love you love you love you maine tumpe tumne mujh pe kar diya jaadu i love you love you love you i love you ab tak chhupaaye rakha shola dabaaye rakha ab tak chhupaaye rakha shola dabaaye rakha raaz ye humne ab khola hai god promise hum sach bola hai ho humko tumse ho gaya hai pyaar kya karein bolo to jiyein bolo to mar jaayen humko tumse ho gaya hai pyaar kya karein hummm hummm hummmm humko tumse ho gaya hai pyaar kya karein bolo to jiyein bolo to mar jaayen humko tumse ho gaya hai pyaar kya karein tere sang jeevan ki dor bandhi hai chup chup sang dono kaise main ye bolun main sapnon
humne aaj se tumhen ye naam de diya jaaneman jaaneman jaanejaan jaanejaan humne aaj se tumhen ye naam de diya iss bahaane pyaar ka paigaam de diya jaaneman jaaneman jaanejaan jaanejaan paigaam kaa kuchh jawaab do aise ho kyun chup chaap se aise ho kyun chup chaap se sharmaa rahe hain aaj hum kehte huye kuchh aap se kehte huye kuchh aap se humne aankhon ko jubaan kaa kaam de diya iss bahaane pyaar ka paigaam de diya jaaneman jaaneman jaanejaan jaanejaan baaton hi baaton mein aap to karne lage humse pyaar bhi karne lage humse pyaar bhi tumne hi looti hai neend bhi tumne hi loota qaraar bhi tumne hi loota qaraar bhi aur chupke se humen ilzaam de diya iss bahaane pyaar ka paigaam de diya jaaneman jaaneman jaanejaan jaanejaan bechain tumne kar diya iss dil ke har armaan ko iss dil ke har armaan ko ye naa kaho tum ye kaho iss dil ki har daastaan ko iss dil ki har daastaan ko pyaar ne bada haseen anjaam de diya iss bahaane pyaar ka paigaam de diya jaaneman jaaneman
humne apna sab kuchh khoya pyaar tera paane ko chhod diya kyun pyaar ne tere chhod diya kyun pyaar ne tere dar dar bhatkaane ko pyaar tera paane ko humne apna sab kuchh khoya pyaar tera paane ko wo aansoo jo beh nahin paaye wo baaten jo keh nahin paaye wo aansoo jo beh nahin paaye wo baaten jo keh nahin paaye dil mein chhupaye phirte hain hum ghut ke mar jaane ko pyaar tera paane ko humne apna sab kuchh khoya pyaar tera paane ko uski rahe tu jiski ho li tujhko mubaraq pyaar ki doli uski rahe tu jiski ho li tujhko mubaraq pyaar ki doli baith gaye hum ghum ki chita par zinda jal jaane ko pyaar tera paane ko humne apna sab kuchh khoya pyaar tera paane ko
humne dekha hai tumhen humne dekha hai tumhen aisa gumaan hota hai humne dekha hai tumhen aisa gumaan hota hai aankh milti hai to kyun dard jawaan hota hai humne dekha hai tumhen aisa lagta hai ke humdam mera waapas aaya mere jeevan pe muhaabat ka nasha sa chhaaya dil mein chalne laga phir husn ka roshan saaya humne dekha hai tumhen jaane kyun dil mera kadmon pe jhuke jaata hai koi bichhda hua saathi mujhe yaad aata hai ye milan pyaar bhara kisliye tadpaata hai humne dekha hai tumhen aaj sadiyon ki mulaaqat nikal aayi hai aaj sadiyon ki mulaaqat nikal aayi hai jaise toofanon se baaraat nikal aayi hai dil mein rehti thi wo hi baat nikal aayi hai humne dekha hai tumhen aisa gumaan hota hai aankh milti hai to kyun dard jawaan hota hai humne dekha hai tumhen
humne dekhi hai unn aankhon ki mehakti khushboo haath se chhoo ke isse rishton ka ilzaam naa do sirf ehsaas hai ye rooh se mehsoos karo pyaar ko pyaar hi rehne do koi naam na do humne dekhi hai unn aankhon ki mehakti khushboo haath se chhoo ke isse rishton ka ilzaam naa do humne dekhi hai pyaar koi bol nahin pyaar aawaaz nahin ek khamoshi hai sunti hai kaha karti hai naa ye bujhti hai naa rukti hai naa thaheri hai kahin noor ki boond hai sadiyon se baha karti hai sirf ehsaas hai ye rooh se mehsoos karo pyaar ko pyaar hi rehne do koi naam naa do humne dekhi hai unn aankhon ki mehakti khushboo haath se chhoo ke isse rishton ka ilzaam naa do humne dekhi hai muskurahat si khili rehti hai aankhon mein kahin aur palkon pe ujale se jhuke rehti hain honth kuchh kehte nahin kaanpate hothon pe magar kitne khamosh se afsaane ruke rehte hain sirf ehsaas hai ye rooh se mehsoos karo pyaar ko pyaar hi rehne do koi naam naa do humne dekhi hai unn aankhon ki mehakti khushboo haath
    Songs Title Film/Album Song Number
Humen Duniyaa Ko Aadhi Raat (1950) 12549
Humen Ho Gayaa Tumse Pyaar Madhosh (1951) 13640
Humen Kaash Tumse Mughal-E-Azam (1960) 13797
Humen To Loot Liya Al-Hilal (1958) 12180
Humen Tumse (Female) Kudrat (1981) 13569
Humen Yaad Kabhi Anokha Daan (1972) 12704
Humin Se Muhabbat Leader (1964) 13606
Humka Maafi Dai Do Ram Balram (1980) 14063
Humko Aajkal Hai Intezaar Sailaab (1990) 14118
Humko Dushman Ki Nighaon Se Chitra Singh 15705
Humko Hanste Dekh Ham Sab Chor Hain (1956) 13360
Humko Kiske Ghum Ne Mara Ye Kahani Phir Sahi Ghulam Ali 31087
Humko To Jaan Se Pyari Naina (1973) 13826
Humko To Yaara Teri Yaari Hum Kisise Kum Naheen (1977) 20565
Humko Tumhare Ishq Ne Ek Musafir Ek Hasina (1962) 13225
Humko Tumse Ho Gaya Hai Pyar Amar Akbar Anthony (1977) 18094
Humne Aaj Se Tumhen Raja Saab (1969) 11892
Humne Apna Sab Kuchh Saraswatichandra (1968) 14149
Humne Dekha Hai Ji Chahta Hai (1964) 13436
Humne Dekhi Hai Khamoshi (1969) 13538